MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeRazia Sultan (1983)
HomeRazia Sultan (1983)
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


khuda khair kare aayi zanjeer ki jhankaar khuda khair kare dil hua kiss ka girftaar khuda khair kare aayi zanjeer ki jhankaar jaane ye kaun meri rooh ko chhoo kar guzraa jaane ye kaun jaane ye kaun meri rooh ko chhoo kar guzraa ek qayaamat huyi bezaar ek qayaamat huyi bezaar khuda khair kare lamha lamha meri aankhon mein keenchi jaati hai lamha lamha meri aankhon mein keenchi jaati hai ek chamakti huyi talwaar khuda khair kare dil hua kiss ka girftaar khuda khair kare aayi zanjeer ki jhankaar
ae dil e nadaan ae dil e nadaan aarzoo kya hai justju kya hai ae dil e nadaan ae dil e nadaan aarzoo kya hai justju kya hai hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm ae dil e nadaan hum bhatakte hain kyun bhatakte hain dashto sehra mein aisa lagta hai mauj pyaasi hai apne dariyaa mein kaisi uljhan hai kyun ye uljhan hai ek saaya saa rubaroo kya hai ae dil e nadaan ae dil e nadaan aarzoo kya hai justju kya hai kya qayaamat hai kya museebat hai keh nahin sakte kis ka armaan hai zindagi jaise khoyi khoyi hai hairaan hairaan hai ye zameen chup hai aasmaan chup hai phir ye dhadkan si chaarsoo kya hai ae dil e nadaan ae dil e nadaan ae dil e nadaan aisi raahon mein kitne kaante hain aarzoon ne aarzoon ne har kisi dil ko dard baante hain kitne ghaayal hain kitne bismil hain is khudayee mein ek tuu kyaa hai ek tuu kyaa hai ek tuu kyaa hai ae dil e nadaan
aye khuda shukr tera aye khuda shukr tera shukr tera shukr tera ye mera yaar chala baandh ke sar par sehra aye khuda shukr tera aye khuda shukr tera shukr tera shukr tera ye mera yaar chala baandh ke sar par sehra aisa sehra gul e gulzaar na dekha na suna aisa naushaah mere yaar na dekha na suna aisa bemeez haseen pyaar na dekha na suna aisa dildaar taraja na dekha na suna saari duniya ki saari duniya ki zubaanon pe hai ghar ghar sehra ye mera yaar chala baandh ke sar par sehra aye khuda shukr tera aye khuda shukr tera shukr tera shukr tera ye mera yaar chala baandh ke sar par sehra taank kar laaye gaye chaand sitaare ismein aur goonthe gaye jannat ke nazare ismein chun diye phool gulistaan ke saare ismein phool kya dil bhi piroye hain hamaare ismein jaane kin haathon se jaane kin haathon se aaya hai ye ban kar sehra ye mera yaar chala baandh ke sar par sehra aye khuda shukr tera aye khuda shukr tera shukr tera shukr tera ye mera yaar chala baandh ke sar par sehra
jalta hai badan jalta hai badan jalta hai badan jalta hai badan hoooo ooo oooo oooo haaye jalta hai badan pyaas bhadki hai pyaas bhadki hai sare shaam se jalta hai badan pyaas bhadki hai sare shaam se jalta hai badan ishq se keh do ke le aaye kahin se saawan pyaas bhadki hai sare shaam se jalta hai badan jalta hai badan jaane kab raat dhale subho tak kaun jale daur par daur chale aao lag jaao gale aao lag jaao gale kam ho seene ki jalan pyaas bhadki hai sare shaam se jalta hai badan jalta hai badan jalta hai badan jalta hai badan hoooo ooo oooo oooo aaahhh jalta hai badan dekh jal jaayenge hum iss tabsuum ki kasam ab nikal jaayega dum teri baahon mein sanam dil pe haath rakh ke tham jaaye ye dil ki dhadkan pyaas bhadki hai sare shaam se jalta hai badan ishq se keh do ke le aaye kahin se saawan pyaas bhadki hai sare shaam se jalta hai badan jalta hai badan jalta hai badan jalta hai badan hoooo ooo oooo oooo haaye jalta hai badan jalta hai badan jalta hai badan jalta
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aayi Zanjeer Ki Jhankaar Razia Sultan (1983) 03:51 20768
 
Poster of Razia Sultan (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Jaan Nishar Akhtar
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
On Screen Actors- 
Dharmendra, Hema Malini
Duration : 03:51   Song Number : 20768   

Ae Dil E Nadaan Razia Sultan (1983) 07:27 20164
 
Poster of Razia Sultan (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Jaan Nishar Akhtar
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Hema Malini
Duration : 07:27   Song Number : 20164   

Aye Khuda Shukr Tera Razia Sultan (1983) 05:14 40244
 
Poster of Razia Sultan (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Kaif Bhopali
Music Director- 
Khayyam
Duration : 05:14   Song Number : 40244   

Jalta Hai Badan Razia Sultan (1983) 04:26 14070
 
Poster of Razia Sultan (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sarika
Duration : 04:26   Song Number : 14070