MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMother India (1957)
HomeMother India (1957)
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


jundariyaa katti jaaye re umariyaa ghatti jaaye re kaam kathin hai jeevan thoda kaam kathin hai re kaam kathin hai jeevan thoda pagla mann ghabraaye jundariyaa katti jaaye re umariyaa ghatti jaaye re dukh dard sahen banjaare bhaiyaa doop mein dekhen taare din raat bahaaye pasina hum kuchh haath na aaye humare kuchh haath na aaye humare humri saari mehnat maaya thagwaa thug le jaaye jundariyaa katti jaaye re umariyaa ghatti jaaye re dharti pe kitne baarah maase beet gaye re aa ke raama beet gaye re aa ke duniyaa ke liye hai leela teri humere bhaag mein phaanke raama humere bhaag mein phaanke kaagaz ho to baanch loon raama bhaag na baanchon jaaye jundariyaa katti jaaye re umariyaa ghatti jaaye re sansaar mein tere loot machi aur jaan ke pad gaye laale aur jaan ke pad gaye laale ab rok janam ki chakki re ab rok janam ki chakki re sansaar chalane waale sansaar chalane waale kaal pada hai roti ka aur duniyaa badhati jaaye jundariyaa katti jaaye re umariyaa ghatti jaaye
dekh re ghata ghir ke aayi rass bhar bhar laayi chhed le gori mann ki beena rimjhim rutt chhaayi ho ho ho ho madhur madhur manwaa gaaye apne bhi din aaye saawan ke sang aaye jawaani saawan ke sang jaaye o o o o
duniyaa mein hum aaye hain to jeena hi padega jeevan hai agar zeher to peena hi padega duniyaa mein hum aaye hain to jeena hi padega jeevan hai agar zeher to peena hi padega gir gir ke musibat mein sambhalte hi rahenge jal jaayen magar aag pe chalte hi rahenge gir gir ke musibat mein sambhalte hi rahenge jal jaayen magar aag pe chalte hi rahenge ghum jisne diyeeeeeeee ghum jisne diye hain wo hi ghum door karega ghum jisne diye hain wo hi ghum door karega duniyaa mein hum aaye hain to jeena hi padega jeevan hai agar zeher to peena hi padega aurat hai wo aurat jise duniyaa ki sharam hai sansaar mein bas laaj hi naari ka dharam haiiiiii sansaar mein bas laaj hi naari ka dharam hai zinda hai jooooooooo zinda hai jo izjjat se wo izjjat se marega zinda hai jo izjjat se wo izjjat se marega duniyaa mein hum aaye hain to jeena hi padega jeevan hai agar zeher to peena hi padega maalik hai tere saath naa dar ghum se tu aye dil mehnat kare insaan to kya kaam hai mushkil maalik
ghunghat nahin kholun ghunghat nahin kholungi saiyaan tore aage umar mori jaani sharm mohe laage umar mori jaani sharm mohe laage ghunghat nahin kholungi saiyaan tore aage mukh pe ghunghat nainon me rasiya mann hi mann muskaun mann hi mann muskaun mukh pe ghunghat nainon me rasiya mann hi mann muskaun mann hi mann muskaun dil ki batiya tu hi samjh le dil ki batiya tu hi samjh le main kaise batlaun haye main kaise batlaun jiyara mora larje badan mora kaanpe jiyara mora larje badan mora kaanpe ghunghat nahin kholun ghunghat nahin kholungi saiyaan tore aage naache ang ang murali ki dhun pe gaaye mann matwala gaaye mann matwala naache ang ang murali ki dhun pe gaaye mann matwala gaaye mann matwala dil pe more tune balamwa dil pe more tune balamwa kaisa jaadu daala haaye kaisa jaadu daala jiya ko more luta basuriya baja ke jiya ko more luta basuriya baja ke ghunghat nahin kholun ghunghat nahin kholungi saiyaan tore aage
holi aayi re kanhaayi holi aayi re holi aayi re kanhaayi rang chhalke suna de zara bansuri barse gulaal rang more anganwaa apne hi rang mein rang de mohe sanjanwaa tore kaaran ghar se aayi tore kaaran hooo tore kaaran ghar se aayi hoon nikal ke suna de zara baansuri chhute na rang aisi rang de chunariya dhobaniyaa dhoye chaahe saari umariyaa mohe bhaaye naa harjaai mohe bhaaye naa mohe bhaaye naa harjaai rang halke suna de zara baansuri
matwala jiya dole piya jhoome ghata chhaye re baadal karna hai to kar pyaar na darr beeti umr aayegi na kal are paagal are paagal matwala jiya dole piya jhoome ghata chhaye re baadal karna hai to kar pyaar na dar beeti umr aayegi na kal are paagal are paagal matwala jiya haaye jiya ho ho ho armaan bhara dil hai balam tere hawaale tu apna bana le are tu apna bana le armaan bhara dil hai balam tere hawaale tu apna bana le saawan hai jawaani pe lagi dil ki bhuja le hans le zara gaa le are hans le zara gaa le saawan hai jawaani pe lagi dil ki bhuja le hans le zara gaa le naache mera mann aaj sajan chhan chhananan bole re paayal naache mera mann aaj sajan chhan chhananan bole re paayal karna hai to kar pyaar na dar beeti umr aayegi na kal are paagal are paagal matwala jiya haaye jiya ho ho ho dil tera deewana meri ankhiyaan bhi deewani kuchh de de nishaani are kuchh de de nishaani dil tera deewana meri ankhiyaan bhi deewani kuchh de de nishaani duniyaan ke maze lutt le
na main bhagwan hoon na main shaitan hoon duniyaan jo chaahe samjhe main to insaan hoon mujh mein bhalaayi bhi mujh mein buraayi bhi laakhon hain mael dil mein thodi safaayi bhi mujh mein bhalaayi bhi mujh mein buraayi bhi laakhon hain mael dil mein thodi safaayi bhi thoda sa nek hoon thoda beimaan hoon duniyaan jo chaahe samjhe main to insaan hoon na main bhagwan hoon na main shaitan hoon duniyaan jo chaahe samjhe main to insaan hoon na koi raaj hai na sar pe taaj hai phir bhi humare dum se dharti ki laaj hai na koi raaj hai na sar pe taaj hai phir bhi humare dum se dharti ki laaj hai tann ka garib hoon mann ka dhanwaan hoon duniyaan jo chaahe samjhe main to insaan hoon na main bhagwan hoon na main shaitan hoon duniyaan jo chaahe samjhe main to insaan hoon jeevan ka geet hai sur mein na taal mein uljhi hai saari duniyaan roti ke jaal mein jeevan ka geet hai sur mein na taal mein uljhi hai saari duniyaan roti ke jaal mein kaisa andher hai main bhi hairaan hoon
nagri nagri dwaare dwaare dhoondhun re saanwariyaa nagri nagri dwaare dwaare dhoondhun re saanwariyaa piya piya ratt ke main to ho gayi re baanwariyaa nagri nagri dwaare dwaare dhoondhun re saanwariyaa bedardi baalam ne mohe phoonka ghum ki aag mein phoonka ghum ki aag mein birhaa ki chingaari bhar di dukhiyaa ke suhaag mein dukhiyaa ke suhaag mein pal pal manwaa roye chhalke nainon ki gagariyaa nagri nagri dwaare dwaare dhoondhun re saanwariyaa aayi thi ankhiyon mein le kar sapne kya kya pyaar ke sapne kya kya pyaar ke jaati hoon do aansun le kar aashaayen sab haar ke aashaayen sab haar ke duniyaa ke mele mein loot gayi jeevan ki gathariyaa nagri nagri dwaare dwaare dhoondhun re saanwariyaa darshan ke do bhookhe naina jeevan bhar naa soyenge jeevan bhar naa soyenge bichhade saajan tumhre kaaran raaton ko hum royenge raaton ko hum royenge ab naa jaane raama kaise beetegi umariyaa nagri nagri dwaare dwaare dhoondhun re saanwariyaa piya piya ratt ke main to ho gayi
o gaadi waale gaadi dheere haank re jeeya udha jaaye lade aankh re hoye dil khaaye hichkole gaadi le chal haule haule hooo bindiyaa mori gir gir jaaye nathni haale dole o dekh nazar naa laage gori kaahe mukhda khole ho nainon waali ghunghat se naa jhaank re hoye hawaa mein udd gayi mori chunariyaa mil gayi tose ankhiyaan hooooo ooooo gora badan mora tharr tharr kaanpe dhadkan laagi chhatiyaa o albeli beech dagriyaa naa kar aisi batiyaan o sune sab logvaa kate naak re hoye hoye o gaadi waale gaadi dheere haank re
o mere laal aa jaa o mere laal aa jaa tujhko gale laga luun dil mein tujhe chupa luun o mere laal aa jaa o mere dil ke tukade o mamataa ke pyaare o mere dil ke tukade o mamataa ke pyaare sun le ki teri maa hai zindaa tere sahaare maa se tu kyon kafaa hai aa main tujhe manaa luun dil mein tujhe chupa luun o mere laal aa jaa tere liye hoon paagal aakhir ko maa hoon teri tere liye hoon paagal aakhir ko maa hoon teri jag mein rahe tu zindaa ujade na goad meri ek baar apne haathon dulhaa tujhe bana luun dil mein tujhe chupa luun o mere laal aa jaa
pi ke ghar aaj pyaari dulhaniyaa chali royein maata pitaa unki duniyaa chali bhaiyaa behnaa ke dil ko lagi thes re meri kismat mein jaana thaa pardes re chhod kar apne baabul ka angana chali maiyaa baabaa ne sukh mohe saare diye more gaune mein chaand aur sitaare diye saath le ker main saaraa gaganwa chali koi gun dhang na mujh mein koi baat hai mori churriyon ki laaj ab tore haath hai tore sang main jeevan bhar ko sajnaa chali
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Chundariyaa Katti Jaaye Mother India (1957) 03:15 13776
 
Poster of Mother India (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Back Ground Song
Raag- 
Khamaj
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:15   Song Number : 13776   

Dukh Bhare Din Beete Mother India (1957) 03:13 13771
 
Poster of Mother India (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Nargis, Sunil Dutt, Raj Kumar, Rajendra Kumar
Raag- 
Megh-Malhar
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:13   Song Number : 13771   

Duniyaa Mein Hum Aaye Mother India (1957) 03:44 13772
 
Poster of Mother India (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 03:44   Song Number : 13772   

Ghunghat Nahin Kholungi Mother India (1957) 03:46 13773
 
Poster of Mother India (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Kumkum
Duration : 03:46   Song Number : 13773   

Holi Aayi Re Kanhaayi Mother India (1957) 02:55 15162
 
Poster of Mother India (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Duration : 02:55   Song Number : 15162   

Matwala Jiya Dole Piya Mother India (1957) 03:40 13774
 
Poster of Mother India (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Raj Kumar, Nargis
Raag- 
Sarang
Duration : 03:40   Song Number : 13774   

Na Main Bhagwan Hoon Mother India (1957) 03:27 13775
 
Poster of Mother India (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:27   Song Number : 13775   

Nagri Nagri Dwaare Dwaare Mother India (1957) 03:49 12048
 
Poster of Mother India (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 03:49   Song Number : 12048   

O Gaadi Waale Gaadi Dheere Mother India (1957) 03:02 20460
 
Poster of Mother India (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Chanchal
Duration : 03:02   Song Number : 20460   

O Mere Laal Aa Jaa Mother India (1957) 03:15 19177
 
Poster of Mother India (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 03:15   Song Number : 19177   

Pi Ke Ghar Aaj Pyari Mother India (1957) 03:52 12400
 
Poster of Mother India (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Shamshad Begum
On Screen Actors- 
Sheela Nayak
Raag- 
Pilu
Duration : 03:52   Song Number : 12400