Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMirza Ghalib (1954)
HomeMirza Ghalib (1954)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aah ko chahiye ik umr asar hone tak aah ko chahiye ik umr asar hone tak kaun jeeta hai teri zulf ke sar hone tak aashique sabar talab aur tamanna betaab aashique sabar talab aur tamanna betaab dil ka kya rang karun khoon e jigar hone tak dil ka kya rang karun khoon e jigar hone tak khoon e jigar hone tak khoon e jigar hone tak humne maana ke tagaphul na karoge lekin humne maana ke tagaphul na karoge lekin khaakh ho jaayenge hum tumko khabar hone tak khaakh ho jaayenge hum tumko khabar hone tak tumko khabar hone tak tumko khabar hone tak ghum e hasti ka asad kiss se ho zuzmarz ilaaz ghum e hasti ka asad kiss se ho zuzmarz ilaaz shamma har rang mein jalti hai sehar hone tak shamma har rang mein jalti hai sehar hone tak aah ko chahiye ik umr asar hone tak umr asar hone tak umr asar hone tak
chali pee ke nagar ab kaahe ka darr more baanke ho more baanke balam kotwaal ho more baanke balam kotwaal ho more baanke balam kotwaal apne piya ki main kotwalli maarun nazariyaa dil hove chhallni mehndi se hatheli hai laal hoooo ho more baanke balam kotwaal ban ke dulhaniyaa main itraaun ab naa kisi se aankh milaaun mohe dekhe ye kiss ki majaal hoooooo ho more baanke balam kotwaal ghar mein balam ke raaj karungi saas nanad se main na darungi devra ko main doongi nikaal ho more baanke balam kotwaal ho more baanke balam kotwaal
dil e nadaan tujhe hua kya hai aakhir is dard ki dawa kya hai dil e nadaan tujhe hua kya hai hum hain mushtaaq aur wo bezaar hum hain mushtaaq aur wo bezaar ya ilaahi ye maajra kya hai dil e nadaan tujhe hua kya hai main bhi munh mein zabaan rakhta hoon main bhi munh mein zabaan rakhta hoon kaash poochho ke mudda kya hai dil e nadaan tujhe hua kya hai humko un se wafaa ki hai ummeed humko un se wafaa ki hai ummeed jo nahin jaante wafaa kya hai dil e nadaan tujhe hua kya hai jaan tum par nisaar karta hoon jaan tum par nisaar karta hoon main nahin jaanta dua kya hai dil e nadaan tujhe hua kya hai aakhir is dard ki dawa kya hai
hooooo ooooo ooooo ooooooo hooooo ganga ki reti peeee ganga ki reti pe bangla uthwaai de saiyaan teri saiyaan teri khair ho ji balma teri khair ho saiyaan teri khair ho ji balma teri khair ho khirki ki or koi khirki ki or koi bagiyaa lagaai de phoolon ki sair ho ji balma teri khair ho phoolon ki sair ho ji balma teri khair ho hoooo oooo oooo oooo oooo oooo ooooo nainon se nain milen baaten ho pyaar ki baaten ho pyaar ki nainon se nain milen baaten ho pyaar ki oye baaten ho pyaar ki paayal ke saath baje bansi bahaar ki paayal ke saath baje bansi bahaar ki ik tu ho ek main hooon ik tu ho ek main hoon koi na gair ho saiyaan teri saiyaan teri khair ho ji balma teri khair ho saiyaan teri khair ho ji balma teri khair ho ganga ki reti peeee ganga ki reti pe bangla uthwaai de saiyaan teri khair ho ji balma teri khair ho saiyaan teri khair ho ji balma teri khair ho
hai bas ke har ek unke ishaare mein nishaan aur karte hain muhaabat to guzarta hai gumaan aur yaa rab naa wo samjhe hai naa samjhenge meri baat yaa rab naa wo samjhe hai naa samjhenge meri baat de aur dil unko jo naa de mujhko zabaan aur de aur dil unko jo naa de mujhko zabaan aur tum shehar mein ho to humen kya ghum jab uthenge tum shehar mein ho to humen kya ghum jab uthenge le aayenge baazar se jaa kar dil o jaan aur le aayenge baazar se jaa kar dil o jaan aur hain aur bhi duniyaa mein sukhanvar bahot achchhe hain aur bhi duniyaa mein sukhanvar bahot achchhe kehte hai ke gaalib kaa hai andaaz e bayaan aur kehte hai ke gaalib kaa hai andaaz e bayaan aur hain aur bhi duniyaa mein sukhanvar bahot achchhe kehte hai ke gaalib kaa hai andaaz e bayaan aur kehte hai ke gaalib kaa hai andaaz e bayaan aur
rahiye ab aisi jagah chal kar jahaan koi naa ho humsukhan koi naa ho aur humzabaan koi naa ho rahiye ab aisi jagah bedaron deewar saa ik ghar banaaya chaahiye bedaron deewar saa ik ghar banaaya chaahiye koi humsaaya naa ho aur paasbaan koi naa ho rahiye ab aisi jagah padiye gar beemar to koi naa ho teemaardar padiye gar beemar to koi naa ho teemaardar aur agar mar jaaiye to mohafa koi naa ho rahiye ab aisi jagah
aaaaaaaaaa aaaaaaaaa aaaaaaaaaa nukta cheen hai ghum e dil uss ko sunaye na bane uss ko sunaye na bane kya bane baat jahaan baat banaye na bane nukta cheen hai ghum e dil gair phirta hai liye yun tere khat ko ki agar koi poochhe ke ye kya hai to chhupaye na bane nukta cheen hai ghum e dil main bulata to hoon uss ko magar ae jazba e dil uspe ban jaaye kuchh aisi ke bina aaye na bane uspe ban jaaye kuchh aisi ke bina aaye na bane nukta cheen hai ghum e dil ishq par zor nahi hai ye woh aatish galib ishq par zor nahi hai ye woh aatish galib ke lagaye na lage aur bujhaye na bane nukta cheen hai ghum e dil us ko sunaye na bane
phir mujhe deeda e tar yaad aaya dil jigar tishna e fariyaad aaya phir mujhe deeda e tar yaad aaya dam liya tha na qayamat ne hano dam liya tha na qayamat ne hano phir tera waqt e safar yaad aaya phir mujhe deeda e tar yaad aaya zindagi yun bhi guzar hi jaati zindagi yun bhi guzar hi jaati kyun tera rahaguzar yaad aaya phir mujhe deeda e tar yaad aaya phir tere kooche ko jaata hai khayal phir tere kooche ko jaata hai khayal dil e gumagashta magar yaad aaya phir mujhe deeda e tar yaad aaya dil jigar tishna e fariyaad aaya
ishq mujhko nahin wahshat hi sahi meri wahshat teri shohrat hi sahi qata kije naa taalukk humse kuchh nahin hai to adaavat hi sahi mere hone mein hain kya ruswaayi aye wo majlis nahin dilvat hi sahi hum bhi dushman to nahin hain apne hum bhi dushman to nahin hain apne gair ko tujhse muhabbat hi sahi hum koi kar ke wafaa karte hain naa sahi ishq musibat hi sahi hum bhi taslim ki khun daalenge beniyazi teri aadat hi sahi yaar se chhed chali jaa aye asad gar nahin wasal to hasrat hi sahi
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aah Ko Chahiye Ik Umr Mirza Ghalib (1954) 03:24 20014
 
Poster of Mirza Ghalib (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Mirza Ghalib
Music Director- 
Ghulam Mohammad
Singer- 
Suraiya
On Screen Actors- 
Suraiya
Duration : 03:24   Song Number : 20014   

Chali Pee Ke Nagar Mirza Ghalib (1954) 03:00 13745
 
Poster of Mirza Ghalib (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ghulam Mohammad
Singer- 
Shamshad Begum
On Screen Actors- 
Kumkum
Duration : 03:00   Song Number : 13745   

Dil E Nadaan Mirza Ghalib (1954) 03:43 11929
 
Poster of Mirza Ghalib (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Mirza Ghalib
Music Director- 
Ghulam Mohammad
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Suraiya
Raag- 
Tilak-Kamod
Duration : 03:43   Song Number : 11929   

Ganga Ki Reti Pe Bangla Mirza Ghalib (1954) 02:40 16163
 
Poster of Mirza Ghalib (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ghulam Mohammad
Singer- 
Sudha Malhotra
On Screen Actors- 
Kumkum
Duration : 02:40   Song Number : 16163   

Hai Bas Ke Har Ek Mirza Ghalib (1954) 02:39 13749
 
Poster of Mirza Ghalib (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Mirza Ghalib
Music Director- 
Ghulam Mohammad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Faqeer
Duration : 02:39   Song Number : 13749   

Jahan Koi Na Ho Mirza Ghalib (1954) 02:21 13750
 
Poster of Mirza Ghalib (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Mirza Ghalib
Music Director- 
Ghulam Mohammad
Singer- 
Suraiya
On Screen Actors- 
Suraiya
Duration : 02:21   Song Number : 13750   

Nukta Cheen Hai Gham E Dil Mirza Ghalib (1954) 03:27 13746
 
Poster of Mirza Ghalib (1954)
 
Category
Hindi Film
Lyricist
Mirza Ghalib
Music Director- 
Ghulam Mohammad
Singer- 
Suraiya
On Screen Actors- 
Suraiya, Bharat Bhushan
Raag- 
Yaman
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:27   Song Number : 13746   

Phir Mujhe Deeda E Tar Mirza Ghalib (1954) 02:49 12393
 
Poster of Mirza Ghalib (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Mirza Ghalib
Music Director- 
Ghulam Mohammad
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan
Duration : 02:49   Song Number : 12393   

Wahshat Hi Sahi Mirza Ghalib (1954) 03:08 13748
 
Poster of Mirza Ghalib (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Mirza Ghalib
Music Director- 
Ghulam Mohammad
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan
Duration : 03:08   Song Number : 13748