MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeJheel Ke Us Paar (1973)
HomeJheel Ke Us Paar (1973)
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


babul tere baagan di main bulbul babul tere baagan di main bulbul babul tere baagan di main bulbul tujhe kaun sa geet sunaaun main roun ya muskaaun main roun ya muskaaun ho main roun ya muskaaun babul tere baagan di main bulbul tujhe kaun sa geet sunaaun main roun ya muskaaun main roun ya muskaaun ho main roun ya muskaaun tere bina koi meri kadar na jaane log deewane log deewane tere bina koi meri kadar na jaane log deewane log deewane begaane sab anjane kise man ki baat bataun main roun ya muskaaun ho main roun ya muskaaun yaad nahin bhool gayi mujhe pyari pyari surat teri o murat teri yaad nahin bhool gayi mujhe pyari pyari surat teri o murat teri yug beete tujhe dekhe main kaise tasveer banaaun main roun ya muskaaun ho main roun ya muskaaun doli nahin to na sahi mujhe arthi mein tu bithlana o phir tu jaana doli nahin to na sahi mujhe arthi mein tu bithlana o phir tu jaana so jana mat kho jana so jana mat kho jana ro ro ke lori gaaun main roun ya muskaaun ho main
hoooo oooooo ooooo hoooo oooooo hoooo ooooo oooo oooo oooo ooooooo chal chalen aye dil karen chal kar kisi ka intezaar intezaar jheel ke uss paar chal chalen aye dil karen chal kar kisi ka intezaar intezaar jheel ke uss paar shaayad koi pardesi aa jaaye soone des mein mil jaaye bhagwaan mujhko aadmi ke bhes mein shaayad koi pardesi aa jaaye soone des mein mil jaaye bhagwaan mujhko aadmi ke bhes mein kya ho jaaye kya hai aitbaar jheel ke uss paar chal chalen aye dil karen chal kar kisi ka intezaar intezaar jheel ke uss paar jo iss paar nahin koi kya jaane wo uss paar ho parbat ke pichhe ik sundar sapnon ka sansaar ho hoooo ooooo oooo ooo ooo oo oo jo iss paar nahin koi kya jaane wo uss paar ho parbat ke pichhe ik sundar sapnon ka sansaar ho aayi ho bahaaron pe bahaar jheel ke uss paar chal chalen aye dil karen chal kar kisi ka intezaar intezaar jheel ke uss paar chal chalen aye dil karen chal kar kisi ka intezaar intezaar jheel ke uss paar chalen
do ghoonth mujhe bhi pila de sharaabi dekh phir hota hai kya hooo do ghoonth mujhe bhi pila de sharaabi dekh phir hota hai kya baalmaaa reeeeee zaalmaaaa are are are are aag paani mein laga de zara si dekh phir hota hai kya hooo do ghoonth mujhe bhi pila de sharaabi dekh phir hota hai kya gaaungi re naachungi re tere liye aaj se main aaye sharam lekin balam marr jaaungi laaj se main gaaungi re naachungi re tere liye aaj se main aaye sharam lekin balam marr jaaungi laaj se main baalmaaa reeeeee zaalmaaaa are are are are laaj ka ye ghunghat utha de sharaabi dekh phir hota hai kya hooo do ghoonth mujhe bhi pila de sharaabi dekh phir hota hai kya kis kaam ka ye jaam hai iss mein mazaa wo nahin hai bhar ke bhi ye khaali sa hai iss mein nasha wo nahin hai kis kaam ka ye jaam hai iss mein mazaa wo nahin hai bhar ke bhi ye khaali sa hai iss mein nasha wo nahin hai saakiyaa reeeeeeee saathiyaaaa are are are are pyaar thoda is mein mila de sharaabi dekh phir hota hai kya
haye bichhua das gayo re haye bichhua das gayo re haye bichhua das gayo re meethi meethi hone lagi mere tan man mein jalan aaa meethi meethi hone lagi mere tan man mein jalan mujhko bacha le mere sajan jaldi se kar tu koi jatan haye meri maa meri maa haye meri maa haye meri maa ha aa aa aa aa aa aaaa haye bichhua das gayo re main to yunhi bani deewaani tune meri kadar nahin ki kabhi bhule se bhi dil jaani tune meri khabar nahin li nas nas mein sajan huyi aisi chubhan lagi aisi lagan toote mera badan main mar gayi dard se ae meraaa bachna mushkil hai mitwa haye bichhua das gayo re haye bichhua das gayo re meethi meethi hone lagi mere tan man mein jalan aaa meethi meethi hone lagi mere tan man mein jalan mujhko bacha le mere sajan jaldi se kar tu koi jatan haye meri maa meri maa haye meri maa haye meri maa na to maara na zinda chhoda dank aisa lagaya hai pyaar tere pe thoda thoda mujhe gussa bhi aaya hai are o bewafa aankhen na chura kar koi dawa ya koi duwa
keh rahe hain ye aansoo baraste huye keh rahe hain ye aansoo baraste huye unche unche makanon mein baste huye ek gareeb andhi ladki pe hanste huye apko sharm aati nahiii keh rahe hain ye aansoo baraste huye unche unche makano mein baste huye ek gareeb andhi ladki pe haste huye apko sharm aati nahiii kya hua main agar khoobsoorat nahin main bhi insaan hoon meeti ki murat nahin kya hua main agar khoobsoorat nahin main bhi insaa hoon meeti ki murat nahin aapki main behen beti hoti agar aap pe kya gujarti main roti agar hoo hooo meri surat pe taane yun kaste huye apko sharm aati nahiiii keh rahe hain ye aansoo baraste huye unche unche makanon mein baste huye ek gareeb andhi ladki pe hanste huye apko sharm aati nahiii qeemti motaren jagmagate libaas mehngi cheezen hai sab aap logo ke paas qeemti motaren jagmagate libaas mehngi cheezen hai sab aap logo ke paas isliye tum bhala phir khuda se daro badnaseebon ki parbat dua se daro oo ooo meri majboorion pe yun haste hue
kya nazaare hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm kya sitaare hmmm hmmm hmmm hmmm kya nazaare kya sitaare sab ko hai intezaar sab hain beqaraar tu kab sab dekhegi har kali mein har gali mein dekhegi mera pyaar pyaar ki bahaar tu sab jab dekhegi kya nazaare kya sitaare baadal ambar pe yun hi aata jaata rahega tere reshmi aanchal ki tarah lehraata rahegaa baadal ambar pe yun hi aata jaata rahega tere reshmi aanchal ki tarah lehraata rahegaa kadmon ki dhool chumengi ye phool tu jab sab dekhegi har kali mein har gali mein dekhegi mera pyaar pyaar ki bahaar tu sab jab dekhegi kya nazaare kya sitaare mann mein tu hai aise samaayi jaise nadiyaa mein neend mere nainon ke darpan mein lagi hai yun teri tasveer mann mein tu hai aise samaayi jaise nadiyaa mein neend mere nainon ke darpan mein lagi hai yun teri tasveer apna ye roop ye chhanv dhoop tu jab sab dekhegi kya nazaare kya sitaare sab ko hai intezaar sab hain beqaraar tu kab sab dekhegi kya nazaare kya sitaare hmmm hmmm hmmm
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Babul Tere Baagan Di Main Bulbul Jheel Ke Us Paar (1973) 05:01 32705
 
Poster of Jheel Ke Us Paar (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mumtaj
Duration : 05:01   Song Number : 32705   

Chal Chalen Aye Dil Jheel Ke Us Paar (1973) 03:52 20256
 
Poster of Jheel Ke Us Paar (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mumtaj
Raag- 
Bhairavi
Duration : 03:52   Song Number : 20256   

Do Ghoonth Mujhe Bhi Jheel Ke Us Paar (1973) 04:51 20394
 
Poster of Jheel Ke Us Paar (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mumtaj
Duration : 04:51   Song Number : 20394   

Haye Bichhua Das Gayo Jheel Ke Us Paar (1973) 05:07 38099
 
Poster of Jheel Ke Us Paar (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Yogita Bali, Dharmendra
Duration : 05:07   Song Number : 38099   

Keh Rahe Hain Ye Jheel Ke Us Paar (1973) 04:14 32633
 
Poster of Jheel Ke Us Paar (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Dharmendra, Mumtaz
Duration : 04:14   Song Number : 32633   

Kya Nazaare Kya Sitaare Jheel Ke Us Paar (1973) 05:05 13443
 
Poster of Jheel Ke Us Paar (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Mumtaz, Dharmendra
Duration : 05:05   Song Number : 13443