MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeDulhan Ek Raat Ki (1966)
HomeDulhan Ek Raat Ki (1966)
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aapne apna banaya meherbani aapki meherbani aapki hum to is kaabil na the hum to is kaabil na the hum to is kaabil na the hai kaddrdaani aapki meherbani apki aapne apna banaya aaj humne dil ke badle aapko dil de diya aaj humne dil ke badle aapko dil de diya is inayat is nawazish is karam ka shukriya humne bhi dil mein chhupa li ye nishani aapki meherbani aapki aapne apna banaya aap mil jayen to phir duniya mein koi ghum nahin aap mil jayen to phir duniya mein koi ghum nahin kyu na mil jaye ke purab aur pachchhim hum nahin ban gaya mera fasaana ab kahani aapki meherbani apki hum to is kaabil na the hai kaddrdaani aapki meherbani aapki aapne apna banaya
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm ek haseen shaam ko dil mera kho gaya ek haseen shaam ko dil mera kho gaya pahle apna hua karta tha ab kisi ka ho gaya ek haseen shaam ko dil mera kho gaya muddaton se aarzoo thi zindagi mein koi aaye sooni sooni zindagi mein koi shamma jhilmilaye wo jo aaye to roshan zamaana ho gaya ek haseen shaam ko dil mera kho gaya mere dil ke kaarvan ko le chala hai aaj koi shabnami si jiski aankhen thodi jaagi thodi soyi unko dekha to mausam suhaanaa ho gaya ek haseen shaam ko dil mera kho gaya ek haseen shaam ko dil mera kho gaya pahle apna hua karta tha ab kisi ka ho gaya ek haseen shaam ko dil mera kho gaya
humaar kaha maanon raaja ji humaar kaha maanon raaja ji humaar kaha naa humaar kaha haaye humaar kaha maanon raaja ji humaar kaha maanon raaja ji humaar kaha maanon raaja ji humaar kaha maanon raaja ji ho raaja ji sautan ke lambe lambe baal ho raaja ji haaye ho raaja ji sautan ke lambe lambe baal ulajh mat jaana raaja ji ulajh mat jaana raaja ji humaar kaha maanon raaja ji humaar kaha maanon raaja ji ho raaja ji sautan ke chikne chikne gaal ho raaja ji hoooooo raajaaa ji ho raaja ji sautan ke chikne chikne gaal phisal mat jaana raaja ji phisal mat jaana raaja ji humaar kaha maanon raaja ji humaar kaha maanon raaja ji o raaja ji sautan hai kaanto waali bel o raaja ji haaye o raaja ji sautan hai kaanto waali bel lipat mat jaana raaja ji lipat mat jaana raaja ji humaar kaha maanon raaja ji
aaaaaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa kabhi aye haqeeqat e muntazar nazar aa libaas e majaaj mein ke hazaaron sajde tadap rahe hain meri jabin niyaar mein aaaaaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaaaa naa bachaa bachaaa ke tu rakh iseeee naa bachaaa bachaaa ke tu rakh iseeeeee tera aaina hai wo aainaa tera aaina hai wo aainaa aainaa aainaa naa bachaaa bachaaa ke tu rakh ise tera aaina hai wo aainaa ke shiddat ka ho to azziz kar hai nighaaen aaina saaz mein ke shiddat ka ho to azziz kar hai nighaaen aaina saaz mein aaaaaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaaaa naa wo ishq mein rahi garmiyaa aaaaaaaaa naa wo husn mein rahi shokhiyaan naa wo ishq mein rahi garmiyaa naa wo husn mein rahi shokhiyaan naa wo gazanavi mein tadap rahi naa wo khamb hai zulf e ayaaz mein naa wo gazanavi mein tadap rahi naa wo khamb hai zulf e ayaaz mein aaaa aaaaaaa aaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa main jo sar ba sajda kabhi hua to zamin se aane lagi sadaa main jo sar ba sajda kabhi hua to zamin se
kai din se jee hai bekal aye dil ki lagan ab le chal mujhe bhi wahan mere piya hain jahan mere piya hain jahan kai din se jee hai bekal aye dil ki lagan ab le chal mujhe bhi wahan mere piya hain jahan mere piya hain jahan bichhdi nazar nazar se to bechain ho gayi bichhdi nazar nazar se to bechain ho gayi aise laga ke jaise koi cheez kho gayi ab unn ke bina hoon aise jaise naina bin kaajal kai din se jee hai bekal aye dil ki lagan ab le chal mujhe bhi wahan mere piya hain jahan mere piya hain jahan aayi jo unki yaad to saansen mehak gayin aayi jo unki yaad to saansen mehak gayin aankhon mein bijliyan si hazaaron chamak gayi jiss or uthi ye nazren lehraaye pyaar ke baadal kai din se jee hai bekal aye dil ki lagan ab le chal mujhe bhi wahan mere piya hain jahan mere piya hain jahan aati hai unke pyaar ki maujen machal machal aati hai unke pyaar ki maujen machal machal kab tak kahungi dil se main apne sambhal sambhal jaa des piya ke udd jaa aye mann ke panchhi ghayal
maine rang li aaj chunariya sajnaaa tore rang mein maine rang li aaj chunariya sajnaaa tore rang mein sajnaaa tore rang mein sajnaaa tore rang mein maine rang li aaj chunariya sajnaaa tore rang mein maine rang li jiya mera chaahe main bhi khelun o sajanwaa holi aiseeee raadha ne kanhaiyaa se prem ki holi kheli jaiseeee prem ke main rang phenkun prem ke main rang phenkun bin tumhaare kuchh naa dekhun maine rang li aaj chunariya sajnaaa tore rang mein maine rang li jaldi se aa meri baanwari ankhiyaan teri pyaasiiiii charnon mein tere piya swarg basa le teri daasiiii tum bata do mere kya ho tum bata do mere kya ho main to jaanun devta ho maine rang li aaj chunariya sajnaaa tore rang mein maine rang li aaj chunariya sajnaaa tore rang mein sajnaaa tore rang mein sajnaaa tore rang mein maine rang li aaj chunariya sajnaaa tore rang mein maine rang li
sapnon mein agar mere tum aao to so jaaun tum aao to so jaaun sapnon mein agar mere baahon ki mujhe maala pehnaao to so jaaun pehnaao to so jaaun sapnon mein agar mere sapnon mein kabhi saajan baitho mere paas aa ke jab seene pe sar rakh doon main pyaar m
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aapne Apna Banaya Dulhan Ek Raat Ki (1966) 03:36 32084
 
Poster of Dulhan Ek Raat Ki (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Dharmendra, Nutan
Duration : 03:36   Song Number : 32084   

Ek Haseen Shaam Ko Dil Dulhan Ek Raat Ki (1966) 03:47 20438
 
Poster of Dulhan Ek Raat Ki (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 03:47   Song Number : 20438   

Humaar Kaha Maano Dulhan Ek Raat Ki (1966) 03:31 13193
 
Poster of Dulhan Ek Raat Ki (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Helen
Raag- 
Khamaj
Duration : 03:31   Song Number : 13193   

Kabhi Aye Haqeeqat Dulhan Ek Raat Ki (1966) 06:36 13194
 
Poster of Dulhan Ek Raat Ki (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Dr Iqbal
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sujata
Duration : 06:36   Song Number : 13194   

Kai Din Se Jee Hai Dulhan Ek Raat Ki (1966) 06:01 11820
 
Poster of Dulhan Ek Raat Ki (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nutan
Duration : 06:01   Song Number : 11820   

Maine Rang Li Aaj Dulhan Ek Raat Ki (1966) 03:32 13195
 
Poster of Dulhan Ek Raat Ki (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nutan
Raag- 
Pilu
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:32   Song Number : 13195   

Sapnon Mein Agar Mere Dulhan Ek Raat Ki (1966) 04:18 12337
 
Poster of Dulhan Ek Raat Ki (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nutan
Duration : 04:18   Song Number : 12337