MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeDaadi Maa (1966)
HomeDaadi Maa (1966)
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


jaata hoon main mujhe ab na bulana meri yaad bhi apne dil mein na laana mera hai kya meri manzil na koi thikana jaata hoon main pyaasa tha bachpan jawaani bhi meri pyaasi pichhe ghumon ki gali aage udhasi pyaasa tha bachpan jawaani bhi meri pyaasi pichhe ghumon ki gali aage udhasi hooo oooo main tanhaayi ka raahi koi apna na begaana mujhe ab na bulana meri yaad bhi apne dil mein na laana mera hai kya meri manzil na koi thikana mujhko hansi bhi mili saaye liye dukh ke khul ke na roya kisi kaandhe pe jhuk ke mujhko hansi bhi mili saaye liye dukh ke khul ke na roya kisi kaandhe pe jhuk ke hooooo oooo mera jeevan bhi kya hai adhura sa ik afsaana mujhe ab na bulana meri yaad bhi apne dil mein na laana mera hai kya meri manzil na koi thikana jaata hoon main tha pyaar ka ek diya wo bhi bhujaa daala dhundhalaa sa bhi kahin kyun ho ujaala tha pyaar ka ek diya wo bhi bhujaa daala dhundhalaa sa bhi kahin kyun ho ujaala hooooo oooo ab unn yaadon se keh do meri duniyaan mein na
usko nahin dekha humne kabhi par iski zaroorat kya hogi aye maa aye maa teri soorat se alag bhagwaan ki soorat kya hogi kya hogi usko nahin dekha humne kabhi insaan to kya devtaa bhi aanchal mein pale tere hai swarg isi duniyaa mein kadmon ke tale tere mamta hi lootayen jiske nayan hooooooo mamta hi lootayen jiske nayan aisi koi murat kya hogi aye maa aye maa teri soorat se alag bhagwaan ki soorat kya hogi kya hogi usko nahin dekha humne kabhi kyon dhoop jalaaye dukho ki kyon ghum ki ghata barse ye haath duwaaon waale rehte hai sadaa sar pe tu hai to andere path mein humen hoooooooo tu hai to andere path mein humen sooraj ki zaroorat kya hogi aye maa aye maa teri soorat se alag bhagwaan ki soorat kya hogi kya hogi usko nahin dekha humne kabhi kehte hai teri shaan mein jo koi unche bol nahin bhagwaan ke paas bhi maata tere pyaar ka mol nahin hum to yahi jaane tujh se badi hooooooo hum to yahin jaane tujh se badi sansaar ki daulat kya hogi aye maa aye maa teri soorat
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Jaata Hoon Main Daadi Maa (1966) 04:26 13012
 
Poster of Daadi Maa (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Kashi Nath
Duration : 04:26   Song Number : 13012   

Usko Nahin Dekha Humne Daadi Maa (1966) 04:11 13013
 
Poster of Daadi Maa (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Roshan (Lal)
On Screen Actors- 
Ashok Kumar
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:11   Song Number : 13013