MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeBaseraa (1981)
HomeBaseraa (1981)
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


hmm aa jaun aaungi ek din aa jaun hoo aaungi ek din aa jaun kahiye agar apna pata de jaun de jaun hoo aaungi ek din aa jaun aa jaun ek hi raat mein socha na tha badal jaaoge raat badi hi chikni hai aaj fisal jaaoge hooo ek hi raat mein socha na tha badal jaaoge raat badi hi chikni hai aaj fisal jaaoge are shayad mujhe pakadna pade ruk jaun ruk jaun hoo aaungi ek din aa jaun aa jaun aaungi ek din aa jaun hum bhi to aakhir ghar hi ke hain humsaaye nahi aapke mana aur bhi hain hum paraye nahin hoo hum bhi to aakhir ghar hi ke hain humsaaye nahi aapke mana aur bhi hain hum paraye nahin jaan bhi hai haazir abhi aa paani laaun are baba paan hai paan hoo aaungi ek din aa jaun aa jaun aaungi ek din aa jaun hosh udd jayen dono ko jo behlana pade ek ko khilaana duje ko jo nehlana pade hooo hosh udd jayen dono ko jo behlana pade ek ko khilaana duje ko jo nehlana pade are chhote ko tum bade ko main nehlaun kyun nehlaun hoo aaungi ek din aa jaun kahiye agar apna pata de jaun de
jaane kaise beetegi yeh barsaaten jaane kaise beetegi yeh barsaaten mange huye din hain mangi huyi raaten jaane kaise beetegi yeh barsaaten mange huye din hain mangi huyi raaten jaane kaise beetegi dhuwan dhuwan sa rehta hai bujhi bujhi si aankhon mein aaaaaaaa dhuwan dhuwan sa rehta hai bujhi bujhi si aankhon mein sulag rahe hain geele aansu aag lagati hain barsaten mange huye din hain mangi huyi raaten jaane kaise beetegi bhara hua tha dil shayad chhalak gaya hai seene mein bhara hua tha dil shayad chhalak gaya hai seene mein behne lage hain sare shikwe badi gamgeen hain dil ki baaten mange huye din hain mangi huyi raaten jaane kaise beetegi yeh barsaaten mange huye din hain mangi huyi raaten jaane kaise beetegi
kabhi paas baitho kisi phool ke paas suno jab mehkta hai bahot kuchh ye kehta hai hooooo kabhi gunguna ke kabhi muskuraa keee kabhi gunguna ke kabhi muskuraa keee kabhi chupke chupke kabhi khilkhila ke jahan pe savera ho basera wahin hai jahan pe savera ho basera wahin hai jahan pe savera hoooo basera wahin hai hoooooo kabhi chhote chhote shabnam ke qatre kabhi chhote chhote shabnam ke qatre dekhen to honge subah savere ye nanhi si aankhen jaagi hain shab bhar bahot kuchh hai dil mein bas itna hai labb par jahan pe savera ho basera wahin haiiiiii jahan pe savera ho basera wahin haiii naa mitti naa gaara naa sona sajaana naa mitti naa gaara naa sona sajaana jahaan pyaar dekho wahin ghar banaana ye dil ki imarat banti hai dil se dilason ko chhoo ke ummeedon se mil ke jahan pe savera ho haaan haaa jahan pe basera ho savera wahin hai jahan pe basera hooooo savera wahin hai jahan pe basera hooooo savera wahin haiiiiiiii
sanware sunao bansuri sanware sunao vrindabani radha banu duniya kahe baawri sanware sunao bansuri ho vrindabani radha banu duniya kahe baanwri sanware sunao bansuri apne aangan beej re apne ang mein apne rang mein jo seench le ho ho ho apne aangan beej re apne ang mein apne rang mein jo seench le aisi falun teri gali duniya kahe saanwri sanware sunao bansuri ho vrindabani radha banu duniya kahe baanwri sanware sunao bansuri tere mandir deep main tu jo bhar de apni jyoti is seep mein ho ho ho tere mandir deep main tu jo bhar de apni jyoti is seep mein tere charan aise padun jaise pade saankli sanware sunao bansuri ho vrindabani radha banu duniya kahe baanwri sanware sunao bansuri
tumhein chhod ke ab jeene ko jee to nahin tumhein chhod ke ho mar jaane ko jee karta hai ho tumhare bina jeena marna kya tumhein chhod ke ho o yun jeene ko jee to nahin tumhein chhod ke ho mar jaane ko jee karta hai ho tumhare bina jeena marna kya tumhein chhod ke ho o ab jeene ko jee to nahin tere pyaar mein dil jala so jala teri saans se jism bhi jal gaya tere pyaar mein dil jala so jala teri saans se jism bhi jal gaya tere pyaar mein jal ke bujhna kya tumhein chhod ke ho o yun jeene ko jee to nahin zamin pe nahin hum pukaaro humein chaand ho gaye hain utaaro humein zamin pe nahin hum pukaaro humein chaand ho gaye hain utaaro humein tum jo nahin chaand pe basna kya tumhein chhod ke ho o ab jeene ko jee to nahin hmm hmm hmm hmm aankhon ne kahi aur zubaan ho gayi itti si kasam daastaan ho gayi aankhon ne kahi aur zubaan ho gayi chhoti si kasam daastaan ho gayi kehte huye daastaan rukna kya tumhein chhod ke ho o ab jeene ko jee to nahin tumhein chhod ke ho mar jaane
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aaungi Ek Din Baseraa (1981) 04:25 18214
 
Poster of Baseraa (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Rakhi, Rekha
Duration : 04:25   Song Number : 18214   

Jaane Kaise Beetegi Yeh Barsaaten Baseraa (1981) 04:27 36822
 
Poster of Baseraa (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Poonam Dhillon, Raj Kiran, Rakhi
Duration : 04:27   Song Number : 36822   

Jahan Pe Savera Ho Baseraa (1981) 04:15 18185
 
Poster of Baseraa (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rakhi, Shashi Kapoor, Rekha
Duration : 04:15   Song Number : 18185   

Sanware Sunao Bansuri Baseraa (1981) 04:23 37134
 
Poster of Baseraa (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rakhi, Rekha
Duration : 04:23   Song Number : 37134   

Tumhein Chhod Ke Baseraa (1981) 07:16 18235
 
Poster of Baseraa (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rakhi, Shashi Kapoor
Duration : 07:16   Song Number : 18235