Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeKismat
HomeKismat
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


Kya Kismat Pyaar Mein, Dekha Yeh Akhbaar Mein Likha Sitaron Mein, Ladki Hogi Saath Mein
kismat bigdi duniyaa badli kismat bigdi duniyaa badli phir kaun kisi ka hota hai aye duniyaa waalon sach mein kaho kya pyaar bhi jhoota hota hai kismat bigdi duniyaa badli jab bura zamaana aata hai saaya bhi judaa ho jata hai wo dil par chot lagata hai jo dil ko pyaara hota hai kismat bigdi duniyaa badli duniyaa mein wafaa ka naam nahin duniyaa ko wafaa se kaam nahin sab jisko muhabbat kehte hain naadaan wo dhoka hota hai kismat bigdi duniyaa badli toofan se kashti bach nikli saahil pe pahunch kar doob gayi bhagwaan tumhari duniyaa mein andher ye kaisa hota hai kismat bigdi duniyaa badli phir kaun kisi ka hota hai aye duniyaa waalon sach mein kaho kya pyaar bhi jhoota hota hai kismat bigdi duniyaa badli
kismat ke khel nirale mere bhaiyya kismat ke khel nirale mere bhaiyya kismat ka likha kaun taale mere bhaiyya kismat ke khel nirale mere bhaiyya kismat ke khel nirale mere bhaiyya kismat ke haath mein duniya ki dor hai kismat ke aage tera koi na jor hai sab kuchh hain usi ke hawale mere bhaiyya kismat ke khel nirale mere bhaiyya kismat ke khel nirale mere bhaiyya kismat mein likha hain jo sukh ka savera kab tak rahega yeh ghum ka andhera ek din to milenge ujale mere bhaiyya kismat ke khel nirale mere bhaiyya kismat ke khel nirale mere bhaiyya yeh sacha teerat uncha himalay yeh mann ka mandir sukh ka shivalay dhuni yahi pe tu rama le mere bhaiyya kismat ke khel nirale mere bhaiyya kismat ke khel nirale mere bhaiyya duniya mein prani kya kya sapne sajaye kismat ki aandhi unhe pal mein mitaye bigdi ko kaun sambhale mere bhaiyya kismat ke khel nirale mere bhaiyya kismat ke khel nirale mere bhaiyya kismat ka likha kaun taale mere bhaiyya kismat ke khel nirale mere
kismat ki baazi ka faisla to ho gaya hai faasla bhi kho gaya hai dekhen kisko kaun milta hai kismat ki baazi ka faisla to ho gaya hai faasla bhi kho gaya hai dekhen kisko kaun milta hai jisko jise milna hai har haal mein milta hai duniya mein mohabbat hi kismat ko badalti hai duniya mein mohabbat hi kismat ko badalti hai ye shamma havaaon mein bujhti nahin jalti hai kismat ki a ha ha baazi ka a ha ha faisla to o ho ho ho gaya hai a ha ha faasla bhi a ha ha kho gaya hai dekhen kisko kaun milta hai kudrat hi banaati hai har rishta mohabbat ka yun bhi kabhi hota hai anjaan si raahon mein yun bhi kabhi hota hai anjaan si raahon mein kismat jise kehte hain aa jaati hai baahon mein kismat ki baazi ka faisla to ho gaya hai faasla bhi kho gaya hai dekhen kisko kaun milta hai har roz nahin banti tasveer mohabbat ki jo saanson mein rehta hai jo palkon mein sota hai jo saanson mein rehta hai jo palkon mein sota hai wo pyaar javaani mein ik baar hi hota hai aaa kismat ki a ha
kabhi kaali ratiyaan kabhi din suhaane kismat ki baaten to kismat hi jaane ooooooo beta ji o beta ji are o babu ji kismat ki hawaa kabhi naram kabhi garam kabhi naram naram kabhi garam garam kabhi naram garam naram garam o beta ji kismat ki hawaa kabhi naram kabhi garam kabhi naram naram kabhi garam garam kabhi naram garam naram garam o beta ji badi akad se beta nikle ghar se actor hone waah ri kismat waah ri kismat kismat mein the likhe bartan dhone are bhai likhe bartan dhone o beta ji jeene ka mazaa kabhi naram kabhi garam kabhi naram naram kabhi garam garam kabhi naram garam naram garam o beta ji are o babu ji kismat ki hawaa kabhi naram kabhi garam kabhi naram naram kabhi garam garam kabhi naram garam naram garam o beta ji duniyaa ke iss chidiyaa ghar mein tarah tarah ka jalwa mile kisi ko sookhi roti kisi ko poori halwa are bhai kisi ko poori halwa o beta ji khichdi ka mazaa kabhi naram kabhi garam kabhi naram naram kabhi garam garam kabhi naram garam naram
kismat mein bichhadna tha huyi kyun un se mulaqat re na rooth ke mujhse jaa ke mera dil nahin mere haath re kismat mein bichhadna tha huyi kyun un se mulaqat re tu kaun hai ye maloom nahin tu kaun hai ye maloom nahin phir dil kyun tujhe bulata hai taqdeer ne chhoda saath magar tu chhod na mera saath re kismat mein bichhadna tha huyi kyun un se mulaqat re main apna sab kuchh kho baitha main apna sab kuchh kho baitha kya pyaar mein tera bigada hai tu aa ke dekh ek baar hai meri aankhon mein barsaat re kismat mein bichhadna tha huyi kyun un se mulaqat re yaad aa ke na rasta rok mera yaad aa ke na rasta rok mera mujhe jane de mujhe jane de ek baar laut ke aa thaam le aa kar mera haath re kismat mein bichhadna tha huyi kyun un se mulaqat re
kismat se tum hum ko mile ho kaise chhodenge ye haath hum na chhodenge kismat se tum hum ko mile ho kaise chhodenge ye haath hum na chhodenge phir se banti taqdeeron ko armaanon ki zanzeeron ko jaanam ab na todenge kismat se tum hum ko mile ho kaise chhodenge ye haath hum na chhodenge phir se banti taqdeeron ko armaanon ki zanzeeron ko jaanam ab na todenge kismat se tum hum ko mile ho kaise chhodenge ye haath hum na chhodenge kya kahoon kaise lagte hai dil pe zulfon ke saaye koi bhoola raahi jaise manzil paa jaaye yaa koi dil tufaan ka maara dard ki laehron pe aawaara koi pyaara pyaar ka saahil paa jaaye kismat se tum hum ko mile ho kaise chhodenge ye haath hum na chhodenge tukde dil ke hum tum mil ke phir se jodenge ye sheesha phir se jodenge phir se banti taqdeeron ko armaanon ki zanzeeron ko jaanam ab na todenge yun sharmaati yun ghabraati aise simti simtaayi o mere baalam yun hi nahin main jaate jaate laut aayi hoo preet meri pehchaani tune meri kadar to jaani
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Kismat Sonu Nigam 04:33 11660
 
Poster of Sonu Nigam
 
Category
Indipop
Music Director- 
Sonu Nigam
Singer- 
Sonu Nigam
On Screen Actors- 
Sonu Nigam, Bipasha Basu
Duration : 04:33   Song Number : 11660   

Kismat Bigdi Afsana (1951) 02:52 16428
 
Poster of Afsana (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Husn Lal Bhagat Ram
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Ashok Kumar
Raag- 
Tilang
Duration : 02:52   Song Number : 16428   

Kismat Ke Khel Nirale Ek Phool Do Mali (1969) 03:58 13229
 
Poster of Ek Phool Do Mali (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Balraj Sahni
Duration : 03:58   Song Number : 13229   

Kismat Ki Baazi Ka Aap To Aise Na The (1980) 06:16 14693
 
Poster of Aap To Aise Na The (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Nida Fazli
Music Director- 
Usha Khanna
Duration : 06:16   Song Number : 14693   

Kismat Ki Hawaa Kabhi Albela (1951) 04:39 20785
 
Poster of Albela (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Rajendra Krishna
Singer- 
Chitalkar
On Screen Actors- 
Bhagwan
Duration : 04:39   Song Number : 20785   

Kismat Mein Bichhadna Tha Shabnam (1949) 02:40 16317
 
Poster of Shabnam (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dileep Kumar, Haroon Khan
Duration : 02:40   Song Number : 16317   

Kismat Se Tum Hum Ko Mile Pukar (2000) 06:24 18611
 
Poster of Pukar (2000)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2000
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
A R Rahman
Raag- 
Bhimpalasi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 06:24   Song Number : 18611