MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeJin Aankhon Ki Neend
HomeJin Aankhon Ki Neend
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


jin aankhon ki neend haraam huyi un aankhon ka haal wo kya jaane jin aankhon ki neend haraam huyi un aankhon ka haal wo kya jaane kyun palkon ko ashkon se pyaar hua kyun jeena bawaal wo kya jaane kyun palkon ko ashkon se pyaar hua kyun jeena bawaal wo kya jaane kyun kaanpte honthon pe kuchh bhi nahin kyun dil mein tamanna hai sehmi huyi kyun kaanpte honthon pe kuchh bhi nahin kyun dil mein tamanna hai sehmi huyi oo o o o o o aa aa ke sataata rehta hai aa aa ke sataata rehta hai kyun unka khayaal wo kya jaane aa aa ke sataata rehta hai kyun unka khayaal wo kya jaane jin aankhon ki neend haraam huyi un aankhon ka haal wo kya jaane din chain se jinke guzarte hon aur raaten hon jinki neend bhari din chain se jinke guzarte hon aur raaten hon jinki neend bhari ik pyaar ke maare huye dil ka ik pyaar ke maare huye dil ka behaal sa haal wo kya jaane ik pyaar ke maare huye dil ka behaal sa haal wo kya jaane jin aankhon ki neend haraam huyi un aankhon ka haal wo kya jaane click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

jin aankhon ki neend Jogan (1950) 03:15 13456
 
Poster of Jogan (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Buta Ram Sharma
Music Director- 
Bulo C Rani
Singer- 
Shamshad Begum
On Screen Actors- 
Nargis, Dileep Kumar
Duration : 03:15   Song Number : 13456