Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeJaijaiwanti
HomeJaijaiwanti
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


badle badle mere sarkaar nazar aate hain badle badle mere sarkaar nazar aate hain ghar ki barbaadi ke aasaar nazar aate hain badle badle mere sarkaar nazar aate hain badle badle doobe rehte the mere pyaar mein jo shaam o sahar doobe rehte the mere pyaar mein jo shaam o sahar mere chehre se naa hatti thi kabhi jinki nazar meri soorat se wo bezaar nazar aate hain meri soorat se wo bezaar nazar aate hain ghar ki barbaadi ke aasaar nazar aate hain badle badle mere sarkaar nazar aate hain badle badle wo jo badle to zamaane ki hawa bhi badali wo jo badle to zamaane ki hawa bhi badali dil ki khushiyan bhi gayi ghar ki fazaa bhi badali sooni sooni daro deewaar nazar aate hain sooni sooni daro deewaar nazar aate hain ghar ki barbaadi ke aasaar nazar aate hain badle badle mere sarkaar nazar aate hain badle badle mere maalik ne mohabbat ka chalan chhod diya mere maalik ne mohabbat ka chalan chhod diya kar ke barbaad mere dil ka chaman chhod diya phool bhi ab to mujhe khaar
maare gaye gulfaam aji haan maare gaye gulfaam maare gaye gulfaam aji haan maare gaye gulfaam ulfat bhi raas na aayi aji haan maare gaye gulfaam ik sabzpari dekhi aur dil ko ganva baithe mastana nigaahon par phir hosh loota baithe mastana nigaahon par phir hosh loota baithe phir hosh loota baithe kaahe ko main muskuraai aji haan maare gaye gulfaam maare gaye gulfaam aji haan maare gaye gulfaam aabru ki kataari se nainon ki dodhaari se wo ho ke rahe zakhmi ik baad e bahaari se wo ho ke rahe zakhmi ik baad e bahaari se ik baad e bahaari se ye zulf kyon lehraai aji haan maare gaye gulfaam maare gaye gulfaam aji haan maare gaye gulfaam is pyaar ki mehafil mein wo aaye muqaabil mein wo teer chale dil par halchal si hui dil mein wo teer chale dil par halchal si hui dil mein halchal si hui dil mein chahat ki saza paai aji haan maare gaye gulfaam maare gaye gulfaam aji haan maare gaye gulfaam ulfat bhi raas na aayi aji haan maare gaye gulfaam
aaaaaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaaaa aaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaaaa aaaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa man mohana bade jhuthe man mohana bade jhuthe haar ke haar nahin maani haar ke haar nahin maani man mohanaaaa mohanaaaa bane the khiladi piya aaaaa aaaa aaaaaaaaaaa bane the khiladi piya neend le anaadi mose beimaani kari mujhse hi ruthe mose beimaani kari mujhse hi ruthe aaaaaaaaaaa aaaaaaaa aaaaaaa man mohanaaaa man mohanaaaa man mohanaaaa jhuthe man mohanaaaa mohanaaaa tumhri ye baansi kaanhaa aaaaaaaaaaa aaaaaaaa aaaaaaa tumhri ye baansi kaanhaa bani kal kaasi taan sunaa ke mera tann mann loote taan sunaa ke mera tann mann loote aaaaaaaaaaa aaaaaaaa aaaaaaa man mohanaaaa man mohanaaaa man mohanaaaa bade jhuthe man mohanaaaaaaaa mohanaaaa man mohana bade jhuthe man mohana bade jhuthe man mohanaaaaaaaa mohanaaaaaaaa mohana bade jhuthe man mohanaaaaaaaa mohanaaaaaaaa mohana bade
aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaaaa mere jeevan mein kiran ban ke bikharne waale bolo tum kaun ho bolo tum kaun ho aankhon aankhon se mere mann mein utarne waale bolo tum kaun ho bolo tum kaun ho kya kisi dev ke bheje huye vardaan ho tum kya kisi dev ke bheje huye vardaan ho tum kya mere pichhchhale janam ki koi pehchaan ho tum dhundhata tha jise dil kya wahi mehmaan ho tum dhundhata tha jise dil kya wahi mehmaan ho tum apni muskaan se paagal mujhe karne waale bolo tum kaun ho bolo tum kaun ho mere jeevan mein kiran ban ke bikharne waale bolo tum kaun ho bolo tum kaun ho iss tarah aaj kyun lalchaa rahe ho tum mujhko iss tarah aaj kyun lalchaa rahe ho tum mujhko kidhar udaa ke liye jaa rahe ho tum mujhko baat wo kya hai jo samjhaa rahe ho tum mujhko baat wo kya hai jo samjhaa rahe ho tum mujhko chup ke chup ke meri duniyaan ko badalne waale bolo tum kaun ho bolo tum kaun ho mere jeevan mein kiran ban ke bikharne waale bolo
meri aankhon se koi neend liye jaata hai meri aankhon se koi neend liye jaata hai meri aankhon se koi neend liye jaata hai door se pyaar ka paigaam diye jaata hai meri aankhon se koi neend liye jaata hai raat bhar jaagenge hum tumse chhup chhup ke sanam raat bhar jaagenge hum tumse chhup chhup ke sanam aankh jhapke naa kabhi chaand taaron ki kasam dil mera aaj ye iqraar kiye jaata hai door se pyaar ka paigaam diye jaata hai meri aankhon se koi neend liye jaata hai baat jo unse chali wo idhar aake ruki baat jo unse chali wo idhar aake ruki naam jab unka liya ek khushboo si udi ik tasavvur hai jo madhosh kiye jaata hai door se pyaar ka paigaam diye jaata hai meri aankhon se koi neend liye jaata hai
aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaa aaaa mohabbat ki raahon mein chalna sambhal ke mohabbat ki raahon mein chalna sambhal ke yahaan jo bhi aaya gaya haath mal ke hoooo ooooo yahaan jo bhi aaya gaya haath mal ke mohabbat ki raahon mein chalna sambhal ke naa paayi kisi ne mohabbat ki manzil naa paayi kisi ne mohabbat ki manzil kadam dagmagaye zara door chal ke oooooo oooooo kadam dagmagaye zara door chal ke mohabbat ki raahon mein chalna sambhal ke humen dhundhati hai bahaaron ki duniyaa humen dhundhati hai bahaaron ki duniyaa kahaan aa gaye hum chaman se nikal ke oooooo oooooo kahaan aa gaye hum chaman se nikal ke mohabbat ki raahon mein chalna sambhal ke kahin toot jaaye naa hasrat bhara dil kahin toot jaaye naa hasrat bhara dil naa yun teer phenko nishana badal ke oooooo oooooo naa yun teer phenko nishana badal ke mohabbat ki raahon mein chalna sambhal ke mohabbat ki raahon mein
aa aa aa aa aaaaaa aa aa aa aa aaaa aaa aaa aaaaaaaaaaaa sooni sooni saans ki sitaar par bheege bheege aansuon ke dhaar par sooni sooni saans ki sitaar par bheege bheege aansuon ke dhaar par ek geet sun rahi hai zindagi ek geet gaa rahi hai zindagi sooni sooni saans ki sitaar par bheege bheege aansuon ke dhaar par pyaar jise kehte hainnnnnn pyaar jise kehte hain khel hai khilona hai aaj isse paana hai kal isse khona hai aaj isse paana hai kal isse khona hai aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa sooni sooni aa aa sooni sooni aaaaaaaaa sooni sooni saans ki sitaar par bheege bheege aansuon ke dhaar par ek sur mila rahi hai zindagi ek sur bhula rahi hai zindagi sooni sooni saans ki sitaar par bheege bheege aansuon ke dhaar par aaaa aaaa aaaa aaaaaaaaaa sooni sooni saans ki sitaar par koi kali gaati hai aaaa aaaa aaaa koi kali gaati hai koi kali roti hai koi aansoo paani hai koi aansoo moti hai koi aansoo paani hai koi aansoo moti hai aaaa
ye dil ki lagi kam kya hogi ye ishq bhala kam kya hoga jab raat hai aisi matwaali jab raat hai aisi matwaali phir subah ka aalam kya hoga phir subah ka aalam kya hoga nagmon se barasti hai masti chhalke hain khushi ke paimaane aa aa jaisi baahaarein aayi hain kal jiske banenge afsaane ab isse jiyaada aur haseen ye pyaar ka mausam kya hoga ab isse jiyaada aur haseen ye pyaar ka mausam kya hoga ye aaj ka rang aur ye mehfil dil bhi hai yahaan dildaar bhi hai aankhon mein qayaamat ke jalwe seene mein tadapta pyaar bhi hai iss rang mein koi jee le agar marne ka use ghum kya hoga iss rang mein koi jee le agar marne ka use ghum kya hoga haalat hai ajab deewaanon ki ab khair nahin parwaanon ki anjaamein muhabbat kya kahiye lay badhane lagi armaanon ki aise mein jo payal toot gayi phir aye mere humdam kya hoga aise mein jo payal toot gayi phir aye mere humdam kya hoga
zindagi aaj mere naam se sharmaati hai zindagi aaj mere naam se sharmaati hai apni haalat pe mujhe khud bhi hansi aati hai zindagi aaj mere naam se sharmaati hai ek ghum chain se jeene nahin deta mujhko ek ghum chain se jeene nahin deta mujhko ek uljhan hai jo aksar mujhe tadpaati hai zindagi aaj mere naam se sharmaati hai iss tarah chhod ke niklaa hoon main apni manzil iss tarah chhod ke niklaa hoon main apni manzil jaise hasrat koi seene se nikal jaati hai zindagi aaj mere naam se sharmaati hai raah chalte huye kuchh soch ke ruk jaata hoon raah chalte huye kuchh soch ke ruk jaata hoon har kadam par koi bhuli huyi yaad aati hai zindagi aaj mere naam se sharmaati hai apni haalat pe mujhe khud bhi hansi aati hai zindagi aaj mere naam se sharmaati hai
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Badle Badle Mere Chaudhvin Ka Chand (1960) 04:51 12968
 
Poster of Chaudhvin Ka Chand (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman
Raag- 
Jaijaiwanti
Duration : 04:51   Song Number : 12968   

Maare Gaye Gulfaam Teesri Kasam (1966) 03:53 14337
 
Poster of Teesri Kasam (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman
Raag- 
Jaijaiwanti
Duration : 03:53   Song Number : 14337   

Man Mohana Bade Jhuthe Seema (1955) 04:23 12102
 
Poster of Seema (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nutan
Raag- 
Jaijaiwanti
Taal- 
Ektal
Duration : 04:23   Song Number : 12102   

Mere Jeevan Mein Talaq (1958) 04:07 14313
 
Poster of Talaq (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Pradeep
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Kamini Kadam
Raag- 
Jaijaiwanti
Duration : 04:07   Song Number : 14313   

Meri Aankhon Se Koi Pooja Ke Phool (1964) 03:30 20938
 
Poster of Pooja Ke Phool (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Raag- 
Jaijaiwanti
Duration : 03:30   Song Number : 20938   

Mohabbat Ki Raahon Mein Uran Khatola (1955) 03:13 14366
 
Poster of Uran Khatola (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dilip Kumar
Raag- 
Jaijaiwanti
Duration : 03:13   Song Number : 14366   

Sooni Sooni Saans Ki Lal Patthar (1971) 04:17 12369
 
Poster of Lal Patthar (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Raj Kumar, Rakhi
Raag- 
Jaijaiwanti
Duration : 04:17   Song Number : 12369   

Ye Dil Ki Lagi Kam Kya Hogi Mughal-E-Azam (1960) 04:03 13796
 
Poster of Mughal-E-Azam (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nigar Sultana
Raag- 
Jaijaiwanti
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:03   Song Number : 13796   

Zindagi Aaj Mere Naam Son of India (1962) 03:54 14278
 
Poster of Son of India (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Kamal Jeet
Raag- 
Jaijaiwanti
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:54   Song Number : 14278