MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeEk Tu Hi Bharosa
HomeEk Tu Hi Bharosa
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ek adhuri si mulaqaat huyi thi jinse ek adhuri si mulaqaat huyi thi jinse jane ab unn se mulaqaat kabhi ho ke na ho ek adhuri si mulaqaat huyi thi jinse jis hanseen raah pe hum saath chale the kuchh din jis hanseen raah pe hum saath chale the kuchh din jane uss raah pe ab saath kabhi ho ke na ho jis hanseen raah pe hum saath chale the kuchh din kuchh bataya hi nahin haath chhudane ka sabab kuchh bataya hi nahin haath chhudane ka sabab phir na aane ka sabab rooth ke jane ka sabab puchhte unse magar baat kabhi ho ke na ho ek adhuri si mulaqaat huyi thi jinse meri khamosh mohabbat ko na samjha koi meri khamosh mohabbat ko na samjha koi dil yunhi chhod gaya aag mein jalta koi dil pe ab pyaar ki barsaat kabhi ho ke na ho jis hanseen raah pe hum saath chale the kuchh din zindagi ko kisi chehare ka ujala na mila zindagi ko kisi chehare ka ujala na mila thak gaye paanv magar koi bhi saya na mila unki zulfon ke tale raat kabhi ho ke na ho ek adhuri si mulaqaat huyi thi click here
ek tera saath ek tera saath humko do jahaan se pyaara hai ek tera saath ek tera saath humko do jahaan se pyaara hai tu hai to har sahaara hai na mile sansaar na mile sansaar tera pyaar to humaara hai na mile sansaar na mile sansaar tera pyaar to humaara hai tu hai to har sahaara hai ek tera saath humko do jahaan se pyaara hai ek tera saath hum akele hain shehnaaiyan chup hain to kangana bolata hai tu jo chalti hai chhoote se aangan mein chaman sa dolta hai aaj ghar humne aaj ghar humne milan ke rang se sawaara hai tu hai to har sahaara hai na mile sansaar tera pyaar to humaara hai na mile sansaar dekh aanchal mein kayi chandani rut ke nazaare bhar gaye hain nain se tere iss maang mein jaise sitaare bhar gaye hain pyaar ne iss raat pyaar ne iss raat ko aakaash se utaara hai tu hai to har sahaara hai ek tera saath ek tera saath humko do jahaan se pyaara hai tu hai to har sahaara hai na mile sansaar click here
ik tera sundar mukhda ik tera pyaar se bhara dil milna mushkil ik tera sundar mukhda ik tera pyaar se bhara dil milna mushkil itt aur dhundhu chaahe utt aur dhundhu koi mehfil milna mushkil aa ke saraahne tere tujhko jo dekha har saans mera phir to khushboo se mehkaa jaisi mili hai mujhko aisi suhaani koi manzil milna mushkil ik tera sundar mukhda ik tera pyaar se bhara dil milna mushkil resham se gesun tere raaten milan ki khaamosh lab kehte hain baaten milan ki dekhe hazaaron qaatil tujhsa haseen koi qaatil milna mushkil ik tera sundar mukhda ik tera pyaar se bhara dil milna mushkil beech bhanwar mein dilbar chhod naa dena naazuk hai dil bechaara tod naa dena duniyaa ke toofanon mein aisa nazaara aur saahil milna mushkil ik tera sundar mukhda ik tera pyaar se bhara dil milna mushkil click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ek Adhuri Si Mulaqaat Dahleez (1986) 07:52 32471
 
Poster of Dahleez (1986)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1986
Lyricist
Hasan Kamal
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Jackie Shroff, Raj Babbar
Duration : 07:52   Song Number : 32471   

Ek Tera Saath Humko Wapas (1969) 04:47 20453
 
Poster of Wapas (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Ajay, Alka
Duration : 04:47   Song Number : 20453   

Ik Tera Sundar Mukhda Bhai Bhai (1970) 04:20 12904
 
Poster of Bhai Bhai (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sunil Dutt
Duration : 04:20   Song Number : 12904