MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMohammed Rafi
HomeMohammed Rafi
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


zulf lehraayi teri aur meri taqdeer bani koi dekhe zara kya pyaar ki tasveer bani jab kabhi badhne lage shaam ke thande saaye tere dhehke huye rukhsaar wahaan kaam aaye gardish e daher ne jab jab bhi uchchhala mujhko teri makhmoor nighaahon ne sambhala mujhko koi mujhse poochhe ke tum mere kya ho mere pyaar ki ek haseen iltezaa ho koi mujhse poochhe ke tum mere kya ho mere pyaar ki ek haseen iltezaa ho koi mujhse poochhe ke tum mere kya ho mere dil ne sajde mein gir ke jo maangi mere dil ne sajde mein gir ke jo maangi muhabbat ki wo pehli pehli duwaaa ho koi mujhse poochhe ke tum mere kya ho taranumm ko bhi rashk aata hai jiss per mere dil ki waadi mein tum wo sadaa ho koi mujhse poochhe ke tum mere kya ho meri zindagani agar ek chaman hai meri zindagani agar ek chaman hai to phir jaaneman tum bhi baad e sabaa ho koi mujhse poochhe ke tum mere kya ho mere pyaar ki ek haseen iltezaa ho koi mujhse poochhe ke tum mere kya ho meri khaamosh si duniyaa mein hai kyun aaj
zulfon ko aap yun naa sanwaara karo ishq warna kisi din behak jaayega nazron se aap yun naa ishaara karo husn warna kisi din behak jaayega nazron se aap yun naa ishaara karo jahaan bhi jab bhi nazar aate ho gazab karte ho sitam dhaate ho to kaun kehta hai ke aap chhup chhup ke nazaara karooooo to kaun kehta hai ke aap chhup chhup ke nazaara karooooo zulfon ko aap yun naa sanwaara karo ishq warna kisi din behak jaayega nazron se aap yun naa ishaara karo aaaaaa haaaaaa aaaaaa haaaaaa aaaaaaaaaaaaaaaa tumhare liye tooooo muhabbat hogiiii humare liye woooo qayamat hogi jo pyaar karna hai to ranj bhi khushi se ganwaara karoooo jo pyaar karna hai to ranj bhi khushi se ganwaara karoooo nazron se aap yun naa ishaara karo husn warna kisi din behak jaayega zulfon ko aap yun naa sanwaara karo ye haalat dekhoooo huyi jaati hai naa chain aata hai haaye naa neend aati hai jo haal hai tumhaara wo haal naa humara khudaara karooooo jo haal hai tumhaara wo haal naa humara khudaara
zulfon ko hata le chehre se ooooo hooo hooo aaaaa haaaa haaaa hone de zulfon ko hata le chehre se thoda sa ujaala hone de sooraj ko zara sharminda kar munh raat ka kaala hone de zulfon ko hata le chehre se ho jo mausam ko pata ye teri zulf hai kya choom le maang teri jhuk ke saawan ki ghata ho jo mausam ko pata ye teri zulf hai kya choom le maang teri jhuk ke saawan ki ghata zulf lehraaye lehraa ke baadal bane jo bhi dekhe tujhe tera paagal bane aisa bhi nazaara hone de zulfon ko hata le chehre se thoda sa ujaala hone de sooraj ko zara sharminda kar munh raat ka kaala hone de zulfon ko hata le chehre se dekh naaraaz naa ho mere masoom sanam main koi gair nahin teri aankhon ki kasam dekh naaraaz naa ho mere masoom sanam main koi gair nahin teri aankhon ki kasam de ijaazat ke tere kadam choom loon saath main bhi tere do ghadi jhoom loon halka sa ishaara hone de zulfon ko hata le chehre se thoda sa ujaala hone de sooraj ko zara sharminda kar munh raat ka kaala hone de
zulm o sitam ko bhi hum to adaa samjhe par meri chaahat ko jaane wo kya samjhe khud ko bhala jaana mujhko bura samjhe par meri chaahat ko jaane wo kya samjhe laaya tha dil ko nazar karne qurbaan ye jaan o jigar karne unke bina mera haal hai kya aaya tha unko khabar karne aaya tha unko khabar karneeee taal diya lekin mujhko bala samjheeee zulm o sitam ko bhi hum to adaa samjhe haaye dil mere bure hain din tere ke maar hi naa daale kisi ki bedili unka muskurana gali se aana jaana humara loot jaana humari galtiiiii jaan ke dushman ko jaane wafaa samjheeee zulm o sitam ko bhi hum to adaa samjhe kya hai muhabbat pyaar hai kya koi unhen batlaaye zara husn gazab ka husn sahi jaan to len dildaar hai kya jaan to len dildaar hai kyaaaaa baat wo karte hain baat bina samjheeee zulm o sitam ko bhi hum to adaa samjhe par meri chaahat ko jaane wo kya samjhe khud ko bhala jaanaaaa mujhko bura samjhe
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Zulf Lehraayi Teri (Koi Mujhse Puche Ke Tum Mere Kya Ho) Yeh Rastey Hain Pyar Ke (1963) 08:22 14433
 
Poster of Yeh Rastey Hain Pyar Ke (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sunil Dutt
Duration : 08:22   Song Number : 14433   

Zulfon Ko Aap Yun Chandan Ka Palna (1967) 05:13 11948
 
Poster of Chandan Ka Palna (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Dharmendra, Meena Kumari
Duration : 05:13   Song Number : 11948   

Zulfon Ko Hata Le Sawan Ki Ghata (1966) 04:34 14174
 
Poster of Sawan Ki Ghata (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Manoj Kumar
Duration : 04:34   Song Number : 14174   

Zulm O Sitam Ko Bhi Hum Jawan Mohabbat (1971) 04:09 13434
 
Poster of Jawan Mohabbat (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 04:09   Song Number : 13434   
Karaoke Songs of Mohammed Rafi, Sad Songs of Mohammed Rafi, Love Songs of Mohammed Rafi, Dance Songs of Mohammed Rafi, Hip-hop songs of Mohammed Rafi, Best songs of Mohammed Rafi, Super hit songs of Mohammed Rafi, hit songs of Mohammed Rafi, duet songs of Mohammed Rafi, solo songs of Mohammed Rafi, old songs of Mohammed Rafi, famous songs of Mohammed Rafi, Hindi Karaoke Songs of Mohammed Rafi, Hindi Sad Songs of Mohammed Rafi, Hindi Love Songs of Mohammed Rafi, Hindi Dance Songs of Mohammed Rafi, Hindi Hip-hop songs of Mohammed Rafi, best Hindi songs of Mohammed Rafi, super hit Hindi songs of Mohammed Rafi, hit Hindi songs of Mohammed Rafi, duet Hindi songs of Mohammed Rafi, solo Hindi songs of Mohammed Rafi, old Hindi songs of Mohammed Rafi, famous Hindi songs of Mohammed Rafi, Sing Along Songs of Mohammed Rafi, Sing Along Sad Songs of Mohammed Rafi, Sing Along Love Songs of Mohammed Rafi, Sing Along Dance Songs of Mohammed Rafi, Sing Along Hip-hop songs of Mohammed Rafi, Sing Along Best songs of Mohammed Rafi, Sing Along Super hit songs of Mohammed Rafi, Sing Along hit songs of Mohammed Rafi, Sing Along duet songs of Mohammed Rafi, Sing Along solo songs of Mohammed Rafi, Sing Along old songs of Mohammed Rafi, Sing Along famous songs of Mohammed Rafi