MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeRajendra Krishna
HomeRajendra Krishna
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ek manzil raahi do phir pyaar na kaise ho phir pyaar na kaise ho saath mile jab dil to phir pyaar na kaise ho phir pyaar na kaise ho hum bhi wo hi hai dil bhi wo hi hai dhadkan magar nayi hai aa aa dekho to meet aankhon mein preet kyaa rang bhar gayi hai haan kyaa rang bhar gayi hai ek manzil raahi do phir pyaar na kaise ho phir pyaar na kaise ho nikale hain dhoon mein apni lagan mein manzil bulaa rahi hai thandi hawa bhi ab to milan ke nagmein suna rahi hai ho o o nagmein suna rahi hai ek manzil raahi do phir pyaar na kaise ho phir pyaar na kaise ho dekho wo phool duniyaan se door aa kar kahaan khila hai aa aa aa meri tarah yeh khush hai jaroor is ko bhi kuchh milaa hai haan is ko bhi kuchh milaa hai ek manzil raahi do phir pyaar na kaise ho phir pyaar na kaise ho saath mile jab dil to phir pyaar na kaise ho phir pyaar na kaise ho phir pyaar na kaise ho phir pyaar na kaise ho click here
ek pyaasa tujhe maikhaana diye jaata hai jaate jaate bhi ye nazraana diye jaata hai baazi kisi ne pyaar ki jeeti ya haar di baazi kisi ne pyaar ki jeeti ya haar di jaise guzar saki ye shab e ghum guzaar di baazi kisi ne pyaar ki jeeti ya haar di saahil karega yaad ussi naamuraad ko saahil karega yaad ussi naamuraad ko haai kashti khushi se jisne bhanwar mein utaar di jaise guzar saki ye shab e ghum guzaar di baazi kisi ne pyaar ki jeeti ya haar di jab chal pade safar ko to kya mud ke dekhana jab chal pade safar ko to kya mud ke dekhana haai duniyaa ka kyaa hai ussne sadaa baar baar di jaise guzar saki ye shab e ghum guzaar di baazi kisi ne pyaar ki jeeti ya haar di baazi kisi ne pyaar ki jeeti ya haar di click here
ek raat mein do do chaand khile ek ghoonghat mein ek badli mein ek raat mein do do chaand khile hmm hmm hmmmm hmmm hmmm hmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmm apni apni manzil se mile ek ghoonghat mein ek badli mein ek raat mein do do chaand khile badli ka wo chaand to sab ka hai ghoonghat ka ye chaand to apna hai aaaaa aaaa aaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaa badli ka wo chaand to sab ka hai ghoonghat ka ye chaand to apna hai mujhe chaand samjhane waale bata ye raat hai yaa koi sapna hai ye raat hai yaa koi sapna hai ek raat mein do do chaand khile ek ghoonghat mein ek badli mein apni apni manzil se mile ek ghoonghat mein ek badli mein ek raat mein do do chaand khile maaloom nahin do anjaane raahi kaise mil jaate hain aaaaa aaaa aaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaa maaloom nahin do anjaane raahi kaise mil jaate hain phoolon ko agar khilna hai to wo veeranon mein khil jaate hain veeranon mein khil jaate hain ek raat mein do do chaand khile ek ghoonghat mein ek badli mein apni apni click here
phoonk phoonk kar chulhaa akhiyaan ka bhayo satyaanaash haldi devi bahu hai apni te mirchi apni saas haan bol mere dukhiya man kab tak ye chulha ye chauka ye jhaadu ye bartan ye aata bataata ye gadbad gulaata aur ye aur wo aur dhat tere ki par sab din hot na ek samaan panchhi kaahe hot udaas ek roz humaari bhi daal galegi ek roz humaari bhi daal galegi bairi duniya jo dekhegi khoob jalegi haan bairi duniya jo dekhegi khoob jalegi ek roz humaari bhi daal galegi ek roz humaari bhi daal galegi ho ho bhaiya humaara hai ma ba paas haan haan haan haan bhaiya humaara hai ma ba paas bhala kab tak hum khaate rahenge ye ghaas bhala kab tak hum khaate rahenge ye ghaas sookhi sookhi ghaas chhi chhi sadi sadi ghaas dhat tera satyanaash satyanaash satyanaash rukhi sukhi roti aur nimbu ka achaar haay haay jaane kab chhodega peechhaa humaar haan haan rukhi sukhi roti aur nimbu ka achaar haay haay jaane kab chhodega peechhaa humaar din honge gareebi ke jis din khallaas garam garam click here
ek samay par do barasaatein ek samay par do barasaatein baadal ke sang aankh bhi barse chaaron ore hai jalthal jalthal chaaron ore hai jalthal jalthal phir bhi pyasa manwa tarse ek samay par do barasaatein umad ghumad jab chhaanyeen ghataayein nir barsega sabne jaana umad ghumad jab chhaanyeen ghataayein nir barsega sabne jaana koi na jaane dil mein toofaan kab aa jaaye aur kidhar se ek samay par do barasaatein baadal ke sang aankh bhi barse chaaron ore hai jalthal jalthal chaaron ore hai jalthal jalthal phir bhi pyasa manwa tarse ek samay par do barasaatein aag lagi hai dil mein lekin dekh raha hai aankh ka paani aag lagi hai dil mein lekin dekh raha hai aankh ka paani sholon ke sang behti nadiya nikal rahi hai ek hi ghar se ek samay par do barasaatein baadal ke sang aankh bhi barse chaaron ore hai jalthal jalthal chaaron ore hai jalthal jalthal phir bhi pyasa manwa tarse ek samay par do barasaatein click here
ek sunehri shaam thi ek sunehri shaam thi behaki behaki zindagi raah mein hum tum mile meri palakon ke tale aashiyaan tera ban gayaa ek sunehri shaam do kadam mil kar chalen to faasle kam ho gaye do kadam mil kar chalen to faasle kam ho gaye pyaar ne duniyaa badal di kya se kya hum ho gaye shole shabnam ho gaye ek sunehri shaam thi behaki behaki zindagi raah mein hum tum mile meri palakon ke tale aashiyaan tera ban gayaa ek sunehri shaam shaam to ab tak wahi hai rang hai lekin judaa shaam to ab tak wahi hai rang hai lekin judaa jaane kis vaadi mein apna qaafilaa gum ho gaya phir hai dil tanha mera ek sunehri shaam thi behaki behaki zindagi raah mein hum tum mile meri palakon ke tale aashiyaan tera ban gayaa ek sunehri shaam click here
ek wo bhi diwaali thi ek ye bhi diwaali hai ujdaa hua gulshan hai rotaa hua maali hai ek wo bhi diwaali thi ek ye bhi diwaali hai ujdaa hua gulshan hai rotaa hua maali hai baahar to ujaala hai magar dil mein andheraa samjho na ise raat ye hai ghum kaa savera baahar to ujaala hai magar dil mein andheraa samjho na ise raat ye hai ghum kaa savera kyaa deep jalaayen hum taqdeer hi kaali hai ujdaa hua gulshan hai rotaa hua maali hai aise na kabhi deep kisi dil ka bujhaa ho main to wo musaafir hoon jo raste mein lutaa ho aise na kabhi deep kisi dil ka bujhaa ho main to wo musaafir hoon jo raste mein lutaa ho ae maut tu hi aa jaa dil teraa sawaali hai ujdaa hua gulshan hai rotaa hua maali hai click here
gaal gulaabi kis ke hain nain sharaabi kis ke hain baalon mein kis ke raat base dekh ke kis ko subah hanse bolo kaun kaun kaun kaun kaun gaal gulaabi kis ke hain nain sharaabi kis ke hain lambi baahen kis ki hain tez nigaahen kis ki hain choom ke kis ko hawaa chale dekh ke kis ko chaand jale bolo kaun kaun kaun kaun kaun lambi baahen kis ki hain tez nigaahen kis ki hain phool baraste baaton se dil ko loote ghaaton se jyot jali to sharmaaye dekh paseena aa jaaye bolo kaun kaun kaun kaun kaun phool baraste baaton se dil ko loote ghaaton se rang damakta kis ka hai ang chamakta kis ka hai jalwaa jaadu karta hai shimla jis pe marta hai bolo kaun kaun kaun kaun kaun rang damakta kis ka hai ang chamakta kis ka hai gaal gulaabi nain sharaabi lambi baahen tez nigaahen rang damakta ang chamakta bolo bolo bolo bolo kaun click here
gana naa aaya bajana naa aaya dilbar ko apna banana naa aaya gana naa aaya bajana naa aaya dilbar ko apna banana naa aaya haan kahin sa hai kahin re hai kahin ga ma pa dha ni hai hmm an an an kahin bhaageswari ki behan kahin jai jayanti ki naani hai aaaaa aaaaaa aaaaa ye bhojha saat sur ka humse baap re uthta bhi to kyun uthta haannnnnnnnnnn humen ek sur bhi hilanaa naa aaya humen ek sur bhi hilanaa naa aaya dilbar ko apna banana naa aaya gana naa aaya bajana naa aaya dilbar ko apna banana naa aaya haan gana naa aaya bajana naa aaya dilbar ko apna banana naa aaya are dhatt teri ki sadak tedi hai desi raag ki eeee eee eee eeee eee eeee eeee eeee eeee chal mod le tam tam ch ch ch ch hm hm hm gale ko garm kar le hmm hmm aah ha ha gale ko garm kar le chhod angrezi mein ek atom chhod angrezi mein ek atom chhod angrezi mein ek atom ta tara pa papa ta tata ra rarara ra tara pa papa ta tata o my sita papplu papita o my sita papplu papita aye ki tu kitaaaaaa sorryieee click here
bol siyavar raamchandra ki jai pawansut hanumaan ki jai har har mahadev ki jai paarvati ke pati bhagwati pandey ji ki jai ganga ghaat ka paani piya hai ganga ghaat ka paani piya hai ab sabko main paani pila dunga ganga ghaat ka paani piya hai ab sabko main paani pila dunga mujhko bhala samajhte ho kya tumhen haridwaar pahuncha dunga ganga ghaat ka paani piya hai ab sabko main paani pila dunga haa pyaar ki baani bolne waala ban jaaye ek tamaasha is duniya mein to chalti hai bas laathi ki bhaasha re pyaar ki baani bolne waala ban jaaye ek tamaasha is duniya mein to chalti hai bas laathi ki bhaasha kaun hai tola kaun hai maasha ye bhed abhi samjha dunga ganga ghaat ka paani piya hai ab sabko main paani pila dunga haa do shabdon mein keh deta hoon is duniya ki kahaani bhole ko jag moorkh samjhe aur chatur ko gyaani re do shabdon mein keh deta hoon is duniya ki kahaani bhole ko jag moorkh samjhe aur chatur ko gyaani bhola hoon main nirbal nahin din ko bhi taare dikha click here
naa main sindhi naa main marathi naa main hoon gujrati naa to hai ik bhashaa meri naa meri ik jaati aaaaaa aaaaaaa aaaaaaaa aaaaaa ganga meri maa ka naam baap ka naam himaala ganga meri maa ka naam baap ka naam himaala ab tum khud hi faisla kar lo main kiss soobe waala ganga meri maa ka naam baap ka naam himaala ab tum khud hi faisla kar lo main kiss soobe waala ganga meri maa ka naam baap ka naam himaala jiss dharti ka main beta hoon uss ke mausam chaar jiss dharti ka main beta hoon uss ke mausam chaar garmi sardi patjhad aur albeli ritu bahaar jahaan saveraaaaaa jahaan saveraa gaata aaye raat bajaaye sitaar raat bajaaye sitaar ganga meri maa ka naam baap ka naam himaala ab tum khud hi faisla kar lo main kiss soobe waala ganga meri maa ka naam baap ka naam himaala main wo panchhi jiss ki niss din laakhon kos udaan main wo panchhi jiss ki niss din laakhon kos udaan uttar dakshin poorab pachhim goonje meri taan desh vishaal haiiiiiiiii desh vishaal hai mera jiska click here
gareebon ka jeena bhi hai koyi jeena ho garmi ya sardi paseena paseena gareebon ka jeena bhi hai koyi jeena ho garmi ya sardi paseena paseena gareebon ka jeena bhi hai koyi jeena jo paida huye bhookh dar pe khadi thi gareebi ki paanv mein bedi padi thi jo paida huye bhookh dar pe khadi thi gareebi ki paanv mein bedi padi thi tha shaayad wo ramjaan ka hi maheenaaa tha shaayad wo ramjaan ka hi maheena gareebon ka jeena bhi hai koyi jeena mere saath kab se sadak chal rahi hai bekhabo khatar bedhadak chal rahi hai mere saath kab se sadak chal rahi hai bekhabo khatar bedhadak chal rahi hai hai donon ki kismat mein patthar ka seenaaa hai donon ki kismat mein patthar ka seena gareebon ka jeena bhi hai koyi jeena mukaddar ka likha kiye ja rahe hain is ummeed par hum jiye ja rahe hain mukaddar ka likha kiye ja rahe hain is ummeed par hum jiye ja rahe hain milegi kabhi maut ki bhi haseenaaa milegi kabhi maut ki bhi haseena gareebon ka jeena bhi hai koyi jeena ho garmi ya click here
garibon ka paseena beh raha hai garibon ka paseena beh raha hai yeh paani bahate bahate keh raha hai kabhi wo din bhi aayega yeh paani rang laayega yeh paani rang laayega garibon ka paseena beh raha hai garibon ka paseena beh raha hai yeh bunden dekh lena ek din tufaan laayengi zameen toh hai zameen yeh aasman ko bhi hilayengi garibon ke gharon tak chal ke khud bhagwan aayega yeh paani rang laayega yeh paani rang laayega garibon ka paseena beh raha hai garibon ka paseena beh raha hai sitam ka had se badh jana tabahi ki nishaani hai badalte hain sabhi ke din purani yeh kahaani hai zamana ek din girte huon ko khud uthaayega yeh paani rang laayega yeh paani rang laayega garibon ka paseena beh raha hai garibon ka paseena beh raha hai agar jal kar kisi majboor ne fariyaad kar daali toh kudrat ke khazane dekhna ho jayenge khaali zameen phat jayegii zameen phat jayegi suraj ka gola toot jaayega yeh paani rang laayega yeh paani rang laayega garibon ka paseena beh raha hai click here
ga ga ga gayeja aur muskuraye ja jab tak ke fursat de ye zamana ga ga ga gayeja aur muskuraye ja jab tak ke fursat de ye zamana jitna khushi se dil ko lagana jitna khushi se dil ko lagana utna hi ghum se rishta nibhana gayeja gayeja aur muskuraye ja jab tak ke fursat de ye zamana ga ga ga gayeja hona hai jo kuchh ho ke rahega waqt ka dariya pyaare bahega hona hai jo kuchh hoke rahega waqt ka dariya pyaare bahega iss zindagi mein kiske liye kya likha hua hai kisne ye jana ga ga ga gayeja aur muskuraye ja jab tak ke fursat de ye zamana ga ga ga gayeja duniya mein jeena apni adaa se koi kahe kya apni balaa se duniya mein jeena apni adaa se koi kahe kya apni balaa se aandhi ka zor ho tufaan ka shor ho rukne ka naam nahin badte hi jana ga ga ga gayeja aur muskuraye ja jab tak ke fursat de ye zamana ga ga ga gayeja ye wo safar hai jisme ke dosti kitni bhi raat ho deti hai roshni ye wo safar hai jisme ke dosti kitni bhi raat ho deti hai roshni iss roshni ki ek ek kiran se click here
o o aa oo oo oo oo oo aa aa oo oo oo oo oo oo oo oo oooo geet tere saaz ka teri hi aawaaz hoon geet tere saaz ka teri hi aawaaz hoon tu bhi mera saathi ban ja main teri humraaz hoon geet tere saaz ka teri hi aawaaz hoon tu bhi mera saathi ban ja main teri humraaz hoon geet tere saaz ka teri hi aawaaz hoon ho aaja mil ke baant le ho kya khushiyaan kya ghum ho o aaja mil ke baant le ho kya khushiyaan kya ghum tanhaa tanhaa tanhaayi ka zehar peeyein kyun hum tu mere jeevan ka panchhi main teri parvaaz hoon geet tere saaz ka teri hi aawaaz hoon tu bhi mera saathi ban ja main teri humraaz hoon geet tere saaz ka teri hi aawaaz hoon do din ka saath nahin ho saari umar ka hai saath ho o do din ka saath nahin ho saari umar ka hai saath jeete jee na honge juda ye aaj mile jo haath tu meri saanson ka maalik main teri dumsaaz hoon geet tere saaz ka teri hi aawaaz hoon tu bhi mera saathi ban ja main teri humraaz hoon geet tere saaz ka teri hi aawaaz hoon geet tere saaz ka teri click here
ho gentleman gentleman gentleman hey gentleman gentleman gentleman main hoon babu gentleman aa mila le mujh se nain london se aaya main ban than ke hey landon se aaya main ban than ke gentleman gentleman gentleman ooooooo pardesiyaa ho angrejiyaa hooo oo oooo pardesiyaa ho angrejiyaa main gori gaaon ki tere haath na aaungi main gori gaaon ki tere haath na aaungi hey gentleman gentleman gentleman hey dekh mera topaa hey dekh mera topaa ye dekh mera tombaa ye dekh mera sopa hai made in japan baby o n japan ye fine fine suitaa ye long long boota ye pipe waala hookaa ye suita boota boota sootaa hookaa bookaa very very good i like you meri jaaaaaaan you like you laaya videshi cheezen udhar ke kadar jaane na mere pyaar ki kadar jaane na mere pyaar ki mujhko to bhaayen desi adaayen desi adaayen mere yaar ki topi waale dildaar ki ho very good very good very good main hoon mister very good naam hain mera robinhood london se aaya main ban than ke hey london se aaya main ban click here
ghodi pe ho ke sawaar chala hai dulhaa yaar kamria main bandhe talwaar akadta hai chhaila mili hai aisi lailaa ye jodi hai nehele pe dehela akadta hai chhaila mili hai aisi lailaa ye jodi hai nehele pe dehela ghodi pe ho ke sawaar chala hai dulhaa yaar kamria main bandhe talwaar kal tak bechaara hum saa kunwaara phirtaa thaa gali gali maara maara kal tak bechaara hum saa kunwaara phirtaa thaa gali gali maara maara ek ik chhokari pholoon ki tokari bolaa dil thaam ke main haara haara yaar ko mubaarak ho mohabbat ki baazi yaar ko mubaarak ho mohabbat ki baazi miya bibi raazi to kyaa karega kaazi sadaa phoole phale donoon ka pyaar ghodi pe ho ke sawaar chala hai dulhaa yaar kamria main bandhe talwaar dulhan ki dhun hai kaisa magan hai hoga milan dekho abhi abhi dulhan ki dhun hai kaisa magan hai hoga milan dekho abhi abhi shaadi ki masti lagti hai sasti padti hai mahangi bhi kabhi kabhi ye baat mat bhulnaa pyaar ki bahaarein ye baat mat bhulnaa pyaar ki bahaarein nanhe click here
gore gore o baanke chore kabhi meri gali aaya karo gori gori o baanki chori chaahe roz bulaya karo gore gore o baanke chore kabhi meri gali aaya karo gori gori o baanki chori chaahe roz bulaya karo roz roz mulaaqat achchhi nahin pyaar mein aisi baat achchhi nahin thoda thoda milna thodi si judaai sada chandni raat achchhi nahin chhodo chhodo jiya na todo kisi aur ko jalaya karo gori gori o baanki chori chaahe roz bulaya karo gore gore o baanke chore kabhi meri gali aaya karo gori gori o baanki chori chaahe roz bulaya karo choti si baat par ye ladaai pyaar ki duhaai hai pyaar ki duhaai ankhiyon mein ankhiyan daal ke to dekho chehre pe gussa hai dil mein safaai ghadi ghadi o badi badi achchhi baatein na banaya karo gori gori o baanki chori chaahe roz bulaya karo gore gore o banke chore kabhi meri gali aaya karo gori gori o baanki chori chaahe roz bulaya karo click here
oye hoye gore haa thon par na zulm karo haazir hai ye banda huqm karo gore haa thon par na zulm karo haazir hai ye banda huqm karo gore haa thon par na zulm karo haazir hai ye banda huqm karo tumhari kanwari kalayi ko daag na lageeeeee gore haa thon par na zulm karo haazir hai ye banda huqm karo jaaneman inn haathon mein to mehndi ka rang lagna hai haaye pyaar ki rangat se tera naazuk ang ang sajna hai hai kaun si aisi majboori jo husn kare ye majdoori tumhari kanwari kalayi ko daag na lageeeeee gore haa thon par na zulm karo haazir hai ye banda huqm karo mehlon ki tum raani ho main preet nagar ka shehzaada baant len hum kyun na dono dhan apna aadha aadha hum kaam karen tum raaz karo manzoor to haath pe haath dharo tumhari kanwari kalayi ko daag na lageeeeee gore haa thon par na zulm karo haazir hai ye banda huqm karo gusse mein jo uljhi hai aao to wo latt main suljha doon haaye chheden jo zulfen teri uss shokh hawaa ko rukwaa doon dekho naa yun aankhen mal mal ke click here
gori bulaye tera saanwriya manaye tera saanwriya maan bhi ja gori bulaye tera saanwriya manaye tera saanwriya maan bhi ja tere bina o gori kaise bajegi mori baansuriyaa manaaye tera saanwriya maan bhi ja gori bulaye tera saanwriya manaye tera saanwriya maan bhi ja ruk ja o jaanewali dil tadpanewali tod ke kisi ka dil jaana hai bura ruk ja o jaanewali dil tadpanewali tod ke kisi ka dil jaana hai bura itna bhi maan kaisa roop ka guman kaisa dekho ji ye baan chalana hai bura dekho ji ye baan chalana hai bura baali umar tu hai baanwriya manaye tera saanwriya maan bhi ja gori bulaye tera saanwriya manaye tera saanwriya maan bhi ja tere bina o gori kaise bajegi mori baansuriyaa manaaye tera saanwriya maan bhi ja gori bulaye tera saanwriya manaye tera saanwriya maan bhi ja chhod bhi de zidd raani baat jo na meri maani ik din tujhe pachhatana padega chhod bhi de zidd raani baat jo na meri maani ik din tujhe pachhatana padega akhiyaan jhukaaye huye mukhda chhupaye huye haar click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ek Manzil Raahi Do Sanjog (1961) 04:04 12038
 
Poster of Sanjog (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Anita Guha, Pradeep Kumar
Duration : 04:04   Song Number : 12038   

Ek Pyaasa Tujhe Nazrana (1961) 03:29 31523
 
Poster of Nazrana (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Duration : 03:29   Song Number : 31523   

Ek Raat Mein Barkha (1959) 03:43 12840
 
Poster of Barkha (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Anant Kumar, Jagdeep Nanda, Shubha Khote
Raag- 
Jhenjhuti
Duration : 03:43   Song Number : 12840   

Ek Roz Humaari Bhi Daal Galegi Bandi (1957) 04:34 19999
 
Poster of Bandi (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Hemant Kumar
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
kishore kumar
Duration : 04:34   Song Number : 19999   

Ek Samay Par Do Barasaatein Jhoola (1962) 03:46 31090
 
Poster of Jhoola (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Manna Deyy
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Vijayanti
Raag- 
Malhar
Duration : 03:46   Song Number : 31090   

Ek Sunehri Shaam Thi Aao Pyar Karen (1964) 03:36 32485
 
Poster of Aao Pyar Karen (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sayra Banu, Joy Mukherjee
Duration : 03:36   Song Number : 32485   

Ek Wo Bhi Diwaali Thi Nazrana (1961) 03:20 31047
 
Poster of Nazrana (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Vyjayanthimala
Duration : 03:20   Song Number : 31047   

Gaal Gulaabi Kis Ke Hain Love In Simla (1960) 02:40 13619
 
Poster of Love In Simla (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Iqbal Qureshi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee
Duration : 02:40   Song Number : 13619   

Gana Na Aaya Miss Mary (1957) 04:47 13754
 
Poster of Miss Mary (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar
Duration : 04:47   Song Number : 13754   

Ganga Ghaat Ka Paani Ponga Pandit (1975) 06:26 40876
 
Poster of Ponga Pandit (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
Duration : 06:26   Song Number : 40876   

Ganga Meri Maa Ka Naam Tumse Achha Kaun Hai (1969) 06:04 14364
 
Poster of Tumse Achha Kaun Hai (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 06:04   Song Number : 14364   

Gareebon Ka Jeena Bhi Hai Koi Jeena Nai Roshni (1967) 04:02 38764
 
Poster of Nai Roshni (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Anwar Husain
Duration : 04:02   Song Number : 38764   

Garibon Ka Paseena Beh Raha Hai Naya Aadmi (1956) 03:57 36172
 
Poster of Naya Aadmi (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
N T Rama Rao, Anjali Devi
Duration : 03:57   Song Number : 36172   

Gayeja Aur Muskuraye Ja Professor Pyarelal (1981) 04:49 18559
 
Poster of Professor Pyarelal (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 04:49   Song Number : 18559   

Geet Tere Saaz Ka Intaqam (1969) 05:58 12029
 
Poster of Intaqam (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sadhana
Duration : 05:58   Song Number : 12029   

Gentleman Gentleman Gopi (1970) 04:59 13291
 
Poster of Gopi (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Dilip Kumar, Sayra Banu
Duration : 04:59   Song Number : 13291   

Ghodi Pe Ho Ke Sawaar Ghulam Begum Badshah (1973) 05:00 11811
 
Poster of Ghulam Begum Badshah (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shatrughan Sinha
Duration : 05:00   Song Number : 11811   

Gore Gore O Baanke Chore Samadhi (1950) 03:02 20480
 
Poster of Samadhi (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Rajendra Krishna
On Screen Actors- 
Nalini, Kuldeep Kaur
Duration : 03:02   Song Number : 20480   

Gore Haathon Par Pyar Kiye Jaa (1966) 05:17 20481
 
Poster of Pyar Kiye Jaa (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor
Duration : 05:17   Song Number : 20481   

Gori Bulaye Tera Taj (1956) 03:26 14310
 
Poster of Taj (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar
Duration : 03:26   Song Number : 14310   
Karaoke Songs of rajendra krishna, Sad Songs of rajendra krishna, Love Songs of rajendra krishna, Dance Songs of rajendra krishna, Hip-hop songs of rajendra krishna, Best songs of rajendra krishna, Super hit songs of rajendra krishna, hit songs of rajendra krishna, duet songs of rajendra krishna, solo songs of rajendra krishna, old songs of rajendra krishna, famous songs of rajendra krishna, Hindi Karaoke Songs of rajendra krishna, Hindi Sad Songs of rajendra krishna, Hindi Love Songs of rajendra krishna, Hindi Dance Songs of rajendra krishna, Hindi Hip-hop songs of rajendra krishna, best Hindi songs of rajendra krishna, super hit Hindi songs of rajendra krishna, hit Hindi songs of rajendra krishna, duet Hindi songs of rajendra krishna, solo Hindi songs of rajendra krishna, old Hindi songs of rajendra krishna, famous Hindi songs of rajendra krishna, Sing Along Songs of rajendra krishna, Sing Along Sad Songs of rajendra krishna, Sing Along Love Songs of rajendra krishna, Sing Along Dance Songs of rajendra krishna, Sing Along Hip-hop songs of rajendra krishna, Sing Along Best songs of rajendra krishna, Sing Along Super hit songs of rajendra krishna, Sing Along hit songs of rajendra krishna, Sing Along duet songs of rajendra krishna, Sing Along solo songs of rajendra krishna, Sing Along old songs of rajendra krishna, Sing Along famous songs of rajendra krishna