MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeShakeel Badayuni
HomeShakeel Badayuni
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaaaaa haaaaan haaaaaan asi re panjaayeeeeee ehd e sahbaab kar ke mujhe kahaan gaya mera bachpan kharaab kar ke mujhe ayeeeeeeeeee huye hum jinke liye barbaad wo hum ko chahe karein na yaad jeevan bhar jeevan bhar unki yaad mein hum gaaye jayenge gaaye jayenge ek zamana tha wo pal bhar hum se rahe na door hum se rahe na door ek zamana tha wo pal bhar hum se rahe na door hum se rahe na door ek zamana ye ke huye hain milne se majboor milne se majboor ek zamana ye ke huye hain milne se majboor milne se majboor wo ghum se lakh rahen aazad sune na dard bhari phariyad afsana afsana hum to pyaar ka doharaye jayenge gaaye jayenge main hoon aisa deep ke jismein main hoon aisa deep ke jismein naa baati na tel naa baati na tel bachpan beeta bani muhabbat chaar dinon ka khel chaar dinon ka khel bachpan beeta bani muhabbat chaar dinon ka khel chaar dinon ka khel rahe ye dil ka nagar aabad basi hai jismein kisi ki yaad hum dil ko hum dil ko unki yaad se behlaaye jayenge gaye click here
id ke din sab milenge apne apne yaar seeeee hum gale mil mil ke royenge daro deewaar se id ka din tere bin hai pheeka aa jaa aa jaa ke din hai khushi ka hum akele aur ye mele id hai aur teri yaad hai chaand nikla naa meri khushi kaa id kaisi jo ghum ho kisi ka main qafas mein ghum ke bas mein zindagi meri barbaad hai id mil jaa ke dil ka mite ghum jaane agle baras hon naa hon hum kuchh bharosa nahin zindagi ka id ka din tere bin hai pheeka aa jaa aa jaa ke din hai khushi ka hum akele aur ye mele id hai aur teri yaad hai id hai aur majbooriyaan hain kya karun yaar se dooriyaan hain aaj din hai badi beqasi kaa id kaisi jo ghum ho kisi ka chaand nikla naa meri khushi kaa main qafas mein ghum ke bas mein zindagi meri barbaad hai id ka din tere bin hai pheeka aa jaa aa jaa ke din hai khushi ka hum akele aur ye mele id hai aur teri yaad hai click here
aa aa aa ik shahenshaah ne banwaa ke haseen taaj mahal saari duniyaa ko muhabbat ki nishaani di hai iss ke saaye mein sadaa pyaar ke charche honge khatm jo ho na sakegi wo kahaani di hai ik shahenshaah ne banwaa ke haseen taaj mahal taaj wo shammaa hai ulfat ke sanam khaane ki jis ke parwaanon mein muflis bhi zar daar bhi hai sang e marmar mein samaaye hue khaabon ki kasam marhale pyaar ke aasaan bhi dushwaar bhi hain dil ko ek josh iraadon ko jawaani di hai ik shahenshaah ne banwaa ke haseen taaj mahal taaj ik zindaa tassvvur hai kisi shaayar ka iss ka afsaana haqeekat ke siwaa kuchh bhi nahin iss ke aagosh mein aakar ye gumaan hotaa hai zindagi jaise muhabbat ke siwaa kuchh bhi nahin taaj ne pyaar ki maujon ko rawaani di hai ik shahenshaah ne banwaa ke haseen taaj mahal ye hasin raat ye mehki hui purnoor fazaa ho ijaazat to ye dil ishq ka izhaar kare ishq insaan ko insaan banaa detaa hai kis ki himmat hai muhabbat se jo inkaar kare aaj taqdeer ne ye raat suhaani click here
ik teer chalane waale ne ik teer chalane waale ne dil loot liya haaye loot liya hooo dil loot liya haaye loot liya ik hook uthi hai mann mein ik dard basa jeevan mein ik dard basa jeevan mein aankhon mein samaane waale ne aankhon mein samaane waale ne dil loot liya haaye loot liya hooo dil loot liya haaye loot liya ik geet sunaane waale ne ik geet sunaane waale ne dil loot liya haaye loot liya hooo dil loot liya haaye loot liya sharma ke nazar jab daali ik vaar gaya naa khali ik vaar gaya naa khali lalchaa ke lubhaane waale ne lalchaa ke lubhaane waale ne dil loot liya haaye loot liya hooo dil loot liya haaye loot liya aankhon ko bana kar bhedi chup ke se muhabbat de di chup ke se muhabbat de di iss ghar ko basaane waale ne iss ghar ko basaane waale ne dil loot liya haaye loot liya hooo dil loot liya haaye loot liya wo humse agar poochhenge hum unse yahi keh denge hum unse yahi keh denge ik dil ko churane waale ne ik dil ko churane waale ne dil loot liya haaye loot click here
insaaf ka mandir hai ye bhagwan ka ghar hai insaaf ka mandir hai ye bhagwan ka ghar hai kehna hai jo keh de tujhe kis baat ka darr hai hai paas tere jis ki amanat usse de de hai paas tere jis ki amanat usse de de nirdhan bhi hai nirdhan bhi hai insaan mohabbat usse de de mohabbat usse de de jis dar pe sabhi ek hain bande ye wo dar hai insaaf ka mandir hai ye bhagwan ka ghar hai maayus na ho haar ke taqdir ki baazi pyaara hai wo ghum jisme ho bhagwan bhi raazi dukh dard mille dukh dard mille jisme wohi pyaar amar hai wohi pyaar amar hai ye soch le har baat ki daata ko khabar hai insaaf ka mandir hai ye bhagwan ka ghar hai insaaf ka mandir hai ye bhagwan ka ghar hai click here
insaaf ki dagar pe bachchon dikhao chal ke ye desh hai tumhaara neta tum hi ho kal ke duniyaa ke ranj sehna aur kuchh na munh se kehna sachaaiyon ke bal pe aage ko bhadte rehna rakh doge ek din tum sansaar ko badal ke apne ho yaa paraaye sabke liye ho nyaay dekho kadam tumhaara hargiz na dagmaagaye raste bade kathin hai chalna sambhal sambhal ke aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaaa insaaniyat ke sar pe izzat ka taaj rakhna tann mann ki bhenth de kar bharat ki laaj rakhna jeevan naya milega antim cheeta mein jal ke insaaf ki dagar pe bachchon dikhao chal ke ye desh hai tumhaara neta tum hi ho kal ke click here
nirdhan kaaaa ghar lootne waaloon loot lo dil ka pyaaaar pyaar wo dhan hai jiske aage sab dhan hain bekaar oooooooooooooooooo insaan bano insaan bano kar lo bhalaayi ka koi kaam insaan bano duniyaa se chale jaaoge reh jaayega bas naam insaan bano hooooooooooooooo iss baag mein sooraj bhi nikalta hai liye ghum phoolon ki hansi dekh ke ro deti hai shabnam kuchh der ki khushiyaan hain to kuchh der kaa maatam kiss neend mein ho kiss neend mein ho jaago zara soch lo anjaam insaan bano hooooooooooooooo laakhon yahaan shaan apni dikhaate huye aaye dam bhar ke liye nach gaye dhoop mein saaye wo bhool gaye the ke ye duniaa hai saraaye aataaa hai koiiiiiiiiii aataaa hai koi suboh to jaata hai koi shaam insaan bano hooooooooooooooo kyun tumne lagaaye hain yahaan zulm ke dere dhan saath naa jaayega bane kyun ho lootere peete ho gareebon ka lahoon shaam savere khud paap karoooooooooooo khud paap karo naam ho shaitaan ka badnaaam insaan bano insaan bano kar lo bhalaayi ka koi click here
ishq deewaana husn bhi ghaayal ishq deewaana husn bhi ghaayal donon taraf ek dard e jigar hai dil ki tadap ka haal na puchho dil ki tadap ka haal na puchho jitni idhar hai utni udhar hai ishq deewaana apne fasaane dil ke taraane ya tum samjho ya hum jaane tumko humaare dil ka pata hai humko tumhaare dil ki khabar hai ishq deewaana husn bhi ghaayal ishq deewaana bikhri zulfen aanchal dhalka lab pe tabassum halka halka pyaar mein hum to khoye hain lekin aaj tumhen bhi hosh kidhar hai dil ki tadap ka haal na puchho dil ki tadap ka haal na puchho jitni idhar hai utni udhar hai ishq deewaana chaand sitaare shokh nazaare loot na lein sab roop tumhaare husn ko rakhna sabse bacha ke dekho tumhin pe sabki nazar hai ishq deewaana husn bhi ghaayal ishq deewaana husn bhi ghaayal donon taraf ek dard e jigar hai dil ki tadap ka haal na puchho dil ki tadap ka haal na puchho jitni idhar hai utni udhar hai ishq deewaana click here
iss dard ki maari duniyaa mein mujhsa bhi koi majboor naa ho iss dard ki maari duniyaa mein mujhsa bhi koi majboor naa ho jiss tarah khushi se door hoon main jiss tarah khushi se door hoon main yun koi khushi se door naa ho yun koi khushi se door naa ho ujde huye dil mein kuchh bhi nahin ashkon ke siwaa aanhon ke siwaa ujde huye dil mein kuchh bhi nahin ashkon ke siwaa aanhon ke siwaa kyun aise chaman mein phool khile kyun aise chaman mein phool khile hansne ka jahaan dastoor naa ho hansne ka jahaan dastoor naa ho tufaan hai ghum ka chaaron taraf aur chhayi huyi hai kaali ghata tufaan hai ghum ka chaaron taraf aur chhayi huyi hai kaali ghata kyun naiyya humari paar lage kyun naiyya humari paar lage kismat hi ko jab manzoor naa ho kismat hi ko jab manzoor naa ho iss dard ki maari duniyaa mein mujhsa bhi koi majboor naa ho click here
iss duniyan mein ae dilwaalo dil ka lagaana khel nahin ulfat karna khel hai lekin karke nibhaanaa khel nahin jab se huye hain door wo humse jab se huye hain door wo humse dhoondh rahi hai unko nazar dhoondh rahi hai unko nazar haai re o bedard zamaane haai re o bedard zamaane ye bhi nahin hai tujhko khabar ye bhi nahin hai tujhko khabar aag lagi hai dil mein kuchh aisi jis ka bujhaana khel nahin iss duniyan mein ae dilwaalo dil ka lagaana khel nahin laakh sataayen pyaar ke dushman laakh sataayen pyaar ke dushman bhool sakenge unko na hum bhool sakenge unko na hum aur badhegi unki muhabbat aur badhegi unki muhabbat jitne bhi honge zulm o sitam jitne bhi honge zulm o sitam kehde ye koi naadaanon se humko mitaanaa khel nahin iss duniyan mein ae dilwaalo dil ka lagaana khel nahin click here
ja ja re ja deewane ja ja ja re ja deewane ja maine jo chaha tujhko apna banaya tujhko ispe akadta hai kya ja ja ri ja deewani ja ja ja ri ja deewani ja maine ehsaan kiya dil jo kurbaan kiya badh badh ke baaten na bana ja ja re ja deewane ja ja ja re ja deewane ja bura hai mera gussa jawaani ki kasam main shola ban ke tujhko jala dungi balam hai bheja mera thanda nahin hai mujhe ghum main pani banke tujhko bujha doonga sanam itna guroor na kar mujhko majboor na kar varna chakha dungi maja ja ja re ja deewani ja ja ja re ja deewani ja main ban ke machaliya chhupungi jal mein na aaungi bedardi main tere bal mein laga ke main bhi dori mein kanta dil ka fansa hi lunga tujhko bas ek pal mein na kar takraar mujhse dekhe hai lakhon tujhse apne tu shete na jata ja ja ri ja deewani ja ja ja re ja deewane ja bade hi zahreele ye naina hain mere main nagan ban ke das loongi chhed na mujhe bade hi zahreele ye naina hain mere main nagan ban ke das loongi chhed na mujhe banegi jo click here
jaadu bhare nainon mein jadu bhare jaadu bhare nainon mein dole jiya teri kasam dil hai tera deewaana dil hai tera dil hai tera deewaana bhole piya teri kasam main saawan main saawan aur tu ghataa teri meri preet hai teri meri preet hai jo dhun papeeha gaaye jo dhun papeeha gaaye wohi mera geet hai wohi mera geet hai maine tujhe dil deke maine tujhe maine tujhe dil deke jeet liya teri kasam dil hai tera deewaana bhole piya teri kasam haathon mein haath rahe haathon mein haath haathon mein haath rahe haathon mein haath rahe hoo oo oo ooo oo haath nahin chhodna haath nahin chhodna ooo oo oo oooo dekho ji yaad rahe dekho ji yaad rahe dekho ji yaad rahe hoo oo oooo waada nahin todna waada nahin todna koi nahin is dil mein koi nahin koi nahin is dil mein tere siwa teri kasam jaadu bhare nainon mein dole jiya teri kasam click here
jaane bahaar husn tera bemisaal hai jaane bahaar husn tera bemisaal hai wallah kamaal hai arre wallah kamaal hai jaane bahaar husn tera bemisaal hai aayi hai mere paas tu iss aan baan se aayi hai mere paas tu iss aan baan se utri ho jaise koyi pari aasmaan se main kyaa kahoon khushi se ajab mera haal hai jaane bahaar husn tera bemisaal hai wallah kamaal hai arre wallah kamaal hai haai jaane bahaar husn tera bemisaal hai haai ye teri mast adaayein ye baanqpan haai ye teri mast adaayein ye baanqpan kirnon ko bhi main chhoone na doonga tera badan tujh se nazar milaaye ye kis ki majaal hai jaane bahaar husn tera bemisaal hai wallah kamaal hai arre wallah kamaal hai jaane bahaar husn tera bemisaal hai main khushnaseeb hoon ke tujhe maine paa liya main khushnaseeb hoon ke tujhe maine paa liya toone karam kiya mujhe apna banaa liya aise mille hain hum ke bichhadna muhaal hai jaane bahaar husn tera bemisaal hai wallah kamaal hai arre wallah kamaal hai haai jaane bahaar click here
jaane teri nazron ne kya kar diya jab tujhe dekhun mera dhadke jiya jaane teri nazron ne kya kar diya jab tujhe dekhun mera dhadke jiya tune mohabbat se mera dil bhar diya apna banane wale tera shukriya piya jab se hua tera mera milan mere jeewan mein chamki khushi ki kiran ae ji oo piya jab se hua tera mera milan mere jeevan mein chamki khushi ki kiran ae ji oo din gujarne lage hain teri yaad mein aur satati hai raaton ko teri lagan ae ji oo udd gayi nainon se meri nindiya jab tujhe dekhun mera dhadke jiya tune mohabbat se mera dil bhar diya apna banane wale tera shukriya ye sama aur ye mausam mehakta hua is mein hai rang jaalim tere husn ka aji ho haye ye sama aur ye mausam mehakta hua isme hai rang jaalim tere husn ka aji ho mujhe tune mohabbat sikhayi balam warna mere to jeewan mein kuchh bhi na tha ae ji oo teri adaaon ne mera dil le liya apna banane wale tera shukriya jane teri nazron ne kya kar diya jab tujhe dekhun mera dhadke jiya tune mohabbat se mera dil click here
jaane waale se mulaaqat na hone paayi hoooo jaane waale se mulaaqat na hone paayi dil ki dil hi mein rahi baat na hone paayi hoooo jaane waale se mulaaqat na hone paayi chandani khil naa saki chaand ne munh mod liya chandani khil naa saki chaand ne munh mod liya jiska armaan tha wo raat naa hone paayi hoooo jaane waale se mulaaqat na hone paayi dil mein toofan uthe phir bhi zubaan khul naa saki dil mein toofan uthe phir bhi zubaan khul naa saki badliyaan chhaa gayin barsaat naa hone paayi hoooo jaane waale se mulaaqat na hone paayi click here
Jane Wale Tera Khuda click here
jaaneman ek nazar dekh le tere sadd ke idhar dekh le dekh le tere sadd ke idhar dekh le tere sadd ke idhar dekh le jaaneman ek nazar dekh le tere sadd ke idhar dekh le ye bahaaren ye chaman sab khushi se hai magan choome kadmon ko tere chaand ki pehli kiran aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa jaane jaan ruh e wafaa dil hai deewana tera chaahe apna naa samjh neechi nazaren to utha gair hi jaan kar dekh le jaaneman ek nazar dekh le tere sadd ke idhar dekh le dekh le tere sadd ke idhar dekh le aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaa aaaaa jo bhi marzi hai teri hai wohi meri khushi meri jaanib se tujhe ho mubaaraq ye ghadi aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa zulf ki chhanv tale pyaar ka daur chale shaam e furqat mein agar koi jalta ho jale tu khushi ki sehar dekh le jaaneman ek nazar dekh le tere sadd ke idhar dekh le dekh le tere sadd ke idhar dekh le usne yusuf ki kasam dagmagaate hain kadam jee mein aata hai yahi chheen loon tera sanam aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa lekin main mast e adaa maan click here
jab chali thandi hawa jab uthi kaali ghata mujhko aye jaan e wafa tum yaad aaye jab chali thandi hawa jab uthi kaali ghata mujhko aye jaan e wafa tum yaad aaye zindagi ki daastaan chaahe kitni ho haseeen bin tumhaare kuchh nahi bin tumhaare kuchh nahi kya maza aata sanam aaj bhoole se kahin tum bhi aa jaate yahin tum bhi aa jaate yahin ye bahaare ye fiza dekh kar o dilruba jaane kya dil ko huaa tum yaad aaye jab chali thandi hawa jab uthi kaali ghata mujhko aye jaan e wafa tum yaad aaye ye nazaaren ye sama aur phir itne jawaan haay re ye masteeyan haay re ye masteeyan aisa lagta hai mujhe jaise tum najadeek ho iss chaman se jaane jaan iss chaman se jaane jaan sun ke pee pee ki sada dil dhadakata hai mera aaj pehle se siva tum yaad aaye jab chali thandi hawa jab uthi kaali ghata mujhko aye jaan e wafa tum yaad aaye click here
jab dil se dil takraata hai jab dil se dil takraata hai mat poochhiye kya ho jaata hai jhukti hai nazar rukti hai zubaan maathe pe paseena aata hai jab dil se dil takraata hai dekha tha tujhe ik baar kahin us din se abhi tak hosh nahin us din se abhi tak hosh nahin phir ishq ne karvat badli hai phir saamne tu hai mahjabin ab dekhiye kya kya rang naye deedaar tera dikhlaata hai jab dil se dil takraata hai ye husn sharaabi mehka badan aur uss pe tera ye bholapan teri bhi ummeedein jaagi hain kehti hai tere dil ki dhadkan betaab hai tu bhi mere liye andaaz tera batlaata hai jab dil se dil takraata hai mat poochhiye kya ho jaata hai mukhda na chhupa yun haathon se din ko na badal ab raaton se din ko na badal ab raaton se gulshan mein bikharne de nagmein tu pyaar ki meethi baaton se ae husn ki devi aankh mila apnon se koi sharmaata hai jab dil se dil takraata hai mat poochhiye kya ho jaata hai jhukti hai nazar rukti hai zubaan maathe pe paseena aata hai jab dil se dil click here
jab jaag uthe armaan to kaise neend aaye jab jaag uthe armaan to kaise neend aaye hooo ghar mein haseen mehmaan to kaise neend aaye neend aaye jab jaag uthe armaan to kaise neend aaye ye raat ye dil ki dhadkan ye bhadti huyi betaabi ik jaam ki khaatir jaise bechain ho koi sharaabi ye raat ye dil ki dhadkan ye bhadti huyi betaabi ik jaam ki khaatir jaise bechain ho koi sharaabi sholon mein gheeri ho jaan to kaise neend aaye jab jaag uthe armaan to kaise neend aaye nazdeek bahut hai manzil phir bhi hai gazab ki duri aye dil ye tu hi batlaa de ye kaun si hai majboori nazdeek bahut hai manzil phir bhi hai gazab ki duri aye dil ye tu hi batlaa de ye kaun si hai majboori jab soch mein ho insaan to kaise neend aaye hooo ghar mein haseen mehmaan to kaise neend aaye neend aaye jab jaag uthe armaan to kaise neend aaye click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Huye Hum Jinke Liye Barbad Deedar (1951) 04:14 13033
 
Poster of Deedar (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dilip Kumar, Nargis
Duration : 04:14   Song Number : 13033   

Id Ka Din Tere Bin Sohni Mahiwal (1958) 04:20 14269
 
Poster of Sohni Mahiwal (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Nimmi
Duration : 04:20   Song Number : 14269   

Ik Shahenshaah Ne Banwaa Ke Leader (1964) 05:17 20450
 
Poster of Leader (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala, Dileep Kumar
Raag- 
Lalit
Duration : 05:17   Song Number : 20450   

Ik Teer Chalane Waale Pugree (1948) 03:02 13994
 
Poster of Pugree (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ghulam Mohammad
Singer- 
Sitara Devi, Mukesh
On Screen Actors- 
Amar, Kamini Kaushal
Duration : 03:02   Song Number : 13994   

Insaaf Ka Mandir Hai Ye Amar (1954) 03:34 20584
 
Poster of Amar (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dilip Kumar
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:34   Song Number : 20584   

Insaaf Ki Dagar Pe Ganga Jumna (1961) 03:20 20585
 
Poster of Ganga Jumna (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Nazir Husain
Duration : 03:20   Song Number : 20585   

Insaan Bano Baiju Bawra (1952) 03:21 12816
 
Poster of Baiju Bawra (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan
Raag- 
Todi
Duration : 03:21   Song Number : 12816   

Ishq Deewana Husn Bhi Sunghursh (1968) 04:12 39060
 
Poster of Sunghursh (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dilip Kumar, Vyjayantimala
Duration : 04:12   Song Number : 39060   

Iss Dard Ki Maari Paras (1949) 03:04 13914
 
Poster of Paras (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ghulam Mohammad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Kamini Kaushal
Duration : 03:04   Song Number : 13914   

Iss Duniyan Mein Ae Dil Walo Dil Ka Lagana Dillagi (1949) 03:26 13122
 
Poster of Dillagi (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shyam
Raag- 
Tilang
Duration : 03:26   Song Number : 13122   

Ja Ja Re Ja Deewane Ja Grahasti (1963) 03:42 38360
 
Poster of Grahasti (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Mahmood, Shobha Khote
Duration : 03:42   Song Number : 38360   

Jaadu Bhare Nainon Babul (1950) 03:33 40462
 
Poster of Babul (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Shamshad Begum
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 03:33   Song Number : 40462   

Jaane Bahaar Husn Tera Pyar Kiya To Darna Kya (1963) 05:10 14016
 
Poster of Pyar Kiya To Darna Kya (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Raag- 
Malkauns
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 05:10   Song Number : 14016   

Jaane Teri Nazron Ne Kya Grahasti (1963) 03:23 37773
 
Poster of Grahasti (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Rajshree, Manoj Kumar
Duration : 03:23   Song Number : 37773   

Jaane Waale Se Mulaaqat Amar (1954) 03:36 12647
 
Poster of Amar (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Madhu Bala
Raag- 
Yaman
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:36   Song Number : 12647   

Jaane Waale Tera Khuda Palki (1967) 04:32 37920
 
Poster of Palki (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Waheeda Rehman
Duration : 04:32   Song Number : 37920   

Jaaneman Ek Nazar Mere Mehboob (1963) 03:37 13730
 
Poster of Mere Mehboob (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Nimmi, Sadhna
Duration : 03:37   Song Number : 13730   

Jab Chali Thandi Hawa Do Badan (1966) 03:51 20627
 
Poster of Do Badan (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Asha Parekh
Duration : 03:51   Song Number : 20627   

Jab Dil Se Dil Takraata Hai Mat Poochhiye Sunghursh (1968) 04:40 14140
 
Poster of Sunghursh (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dileep Kumar
Duration : 04:40   Song Number : 14140   

Jab Jaag Uthe Armaan Bin Badal Barsaat (1963) 03:27 12920
 
Poster of Bin Badal Barsaat (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
On Screen Actors- 
Biswajit Chatterjee, Asha Parekh
Duration : 03:27   Song Number : 12920   
Karaoke Songs of shakeel badayuni, Sad Songs of shakeel badayuni, Love Songs of shakeel badayuni, Dance Songs of shakeel badayuni, Hip-hop songs of shakeel badayuni, Best songs of shakeel badayuni, Super hit songs of shakeel badayuni, hit songs of shakeel badayuni, duet songs of shakeel badayuni, solo songs of shakeel badayuni, old songs of shakeel badayuni, famous songs of shakeel badayuni, Hindi Karaoke Songs of shakeel badayuni, Hindi Sad Songs of shakeel badayuni, Hindi Love Songs of shakeel badayuni, Hindi Dance Songs of shakeel badayuni, Hindi Hip-hop songs of shakeel badayuni, best Hindi songs of shakeel badayuni, super hit Hindi songs of shakeel badayuni, hit Hindi songs of shakeel badayuni, duet Hindi songs of shakeel badayuni, solo Hindi songs of shakeel badayuni, old Hindi songs of shakeel badayuni, famous Hindi songs of shakeel badayuni, Sing Along Songs of shakeel badayuni, Sing Along Sad Songs of shakeel badayuni, Sing Along Love Songs of shakeel badayuni, Sing Along Dance Songs of shakeel badayuni, Sing Along Hip-hop songs of shakeel badayuni, Sing Along Best songs of shakeel badayuni, Sing Along Super hit songs of shakeel badayuni, Sing Along hit songs of shakeel badayuni, Sing Along duet songs of shakeel badayuni, Sing Along solo songs of shakeel badayuni, Sing Along old songs of shakeel badayuni, Sing Along famous songs of shakeel badayuni