MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeRajendra Krishna
HomeRajendra Krishna
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


hmm hmm hmm hmmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmmmmmmm dil unko utha ke de diya kuchh sharma ke kuchh ghabra ke ab sochte hain ye kya kiya hmm hmmmm hmm hmm hmm hmm hmmm hmm hmm hmm hmm hmmmmmm dil unko utha ke de diya kuchh ghabra ke kuchh sharma ke ab sochte hain ye kya kiya kuchh ghabra ke kuchh sharma ke dil unko utha ke de diya ye kis se hua saamna dil pukara mujhe thamna ye kis se hua saamna dil pukara mujhe thamna mil chuki thi nazar ho chuka tha asar naam unka zubaan ne le liya dil unko utha ke de diya kuchh ghabra ke kuchh sharma ke dil unko utha ke de diya zindagi mein koi aa gaya pyaar ka raaz samjha gaya zindagi mein koi aa gaya pyaar ka raaz samjha gaya unke ho hi gaye hum to kho hi gaye jaane jadu ye kaisa kiya dil unko utha ke de diya kuchh ghabra ke kuchh sharma ke ab sochte hain ye kya kiya kuchh ghabra ke kuchh sharma ke dil unko utha ke de diyaa click here
dilli hai dil hindustaan ka ye to tirath hai saare jahaan ka kehne ko chhota sa ik naam hai yeh socho to iske hain matlab hazaar kehne ko chhota sa ik naam hai yeh socho to iske hain matlab hazaar dil se bana hai dilli jabhi to karta hai dil se sabhi ko yeh pyaar pyaara hai roos inglistaan ka bikhra hai itihaas galiyon mein iski sadiyon ke baaki yahaan par nishaan bikhra hai itihaas galiyon mein iski sadiyon ke baaki yahaan par nishaan hogi kashish kuchh maati mein iski baapu ne tyaage yahin par to praan kya kehna hai iski shaan ka charcha hai iska saare jahaan mein beshaq yahi to hai bhaarat ka taaj charcha hai iska saare jahaan mein beshaq yahi to hai bhaarat ka taaj shobha hai is taaj ki wo jawahar jiska humaare dilon par hai raaj rakshak wo bhaarat ki aan ka ye to tirath hai saare jahaan ka dilli hai dil hindustaan ka ye to tirath hai saare jahaan ka dilli hai dil hindustaan ka click here
din raat badalte hain haalat badalte hain saath saath mausam ke phool aur paat badalte hain ho din raat badalte hain haalat badalte hain saath saath mausam ke phool aur paat badalte hain ho din raat badalte hain kabhi hamesha dhoop rahi naa sadaa rahi kabhi chhanv ek jagah par kabhi ruke na waqt ke chalte paanv bas ke ujadte ujad ke baste dekhe kitne gaanv are din raat badalte hain haalat badalte hain saath saath mausam ke phool aur paat badalte hain ho din raat badalte hain beet hi jaayegi patjhad phir aayegi hariyali aaj hai jo daali sooni kal hogi phoolon waali kaun chandaniyaa ko poochhe jo naa ho ratiyaan kaali are din raat badalte hain haalat badalte hain saath saath mausam ke phool aur paat badalte hain ho din raat badalte hain ye jeevan ek behti nadiyaa dukh sukh iske rele phool ki aasha karne waale pehle kaante le le kya jaane wo khushi ki keemat jo naa dard se khele are din raat badalte hain haalat badalte hain saath saath mausam ke phool aur paat badalte click here
do ankhiyaan jhuki jhuki si do ankhiyaan jhuki jhuki si do ankhiyaan jhuki jhuki si do ankhiyaan jhuki jhuki si kaliyon se naazuk honthon par kavitaa ruki ruki si do ankhiyaan jhuki jhuki si do ankhiyaan jhuki jhuki si sharmaati palkon mein sapne jab aankh micholi khelen sharmaati palkon mein sapne jab aankh micholi khelen lehraati zulfen mukhde ko saaye mein jab le len ek khushboo udi udi si do ankhiyaan jhuki jhuki si kaliyon se naazuk honthon par kavitaa ruki ruki si do ankhiyaan jhuki jhuki si do ankhiyaan jhuki jhuki si ek pal laage apni apni aur duje pal begaani ek pal laage apni apni aur duje pal begaani kuchh anjaani si soorat hai kuchh jaani pehchaani paas aa kar chhupi chhupi si do ankhiyaan jhuki jhuki si mere dil ki khaamoshi mein ye halchal kaun machaaye mere dil ki khaamoshi mein ye halchal kaun machaaye ik dhundhali si tasveer bane aur ban kar mit jaaye ik hasrat dabi dabi si do ankhiyaan jhuki jhuki si kaliyon se naazuk honthon par kavitaa ruki ruki click here
do ghadi wo jo paas aa baithe do ghadi wo jo paas aa baithe hum zamaane se door jaa baithe hum zamaane se door jaa baithe do ghadi wo jo paas aa baithe bhool ki unka humnasheen ho ke royenge dil ko umr bhar kho ke bhool ki unka humnasheen ho ke royenge dil ko umr bhar kho ke haaye kya cheez thi loota baithe do ghadi wo jo paas aa baithe dil ko ik din zuroor jaana tha wahin pahunchaa jahaan thikaana tha dil ko ik din zuroor jaana tha wahin pahunchaa jahaan thikaana tha dil wohi dil jo dil mein jaa baithe do ghadi wo jo paaas aa baithe ek dil hi tha ghum gusaar apna meharbaan khaas raazdaar apna ek dil hi tha ghum gusaar apna meharbaan khaas raazdaar apna gair ka kyun use bana baithe do ghadi wo jo paas aa baithe hum zamaane se door jaa baithe do ghadi wo jo paas aa baithe click here
do ghoont chai pee aur sair duniya ki dekho main karke aa gaya aa gaya aa gaya main sair karke aa gaya do ghunt chai pee aur sair duniya ki dekho main karke aa gaya aa gaya aa gaya main sair karke aa gaya duniya hi jannat hai jannat mein kya hoga dekhe yahan lakhon wahan to ek khuda hoga aadam hi aadam hai is baat mein kam hai isko banaya kyun khuda ko bhi yehi ghum hai apne kiye par aap hi dekho khuda pachhta gaya pachhta gaya do ghunt chai pee aur sair duniya ki dekho main karke aa gaya aa gaya aa gaya main sair karke aa gaya mehfil ghadi bhar ki phir bhi suhani hai kitni hasin kitni jawan mana ke faani hai apni adaa se ji jab tak hai dum baaki tu aap hi paimana ban aur aap hi saaqi zinda wo duniya mein raha duniya ko jo thukra gaya thukra gaya do ghunt chai pee aur sair duniya ki dekho main karke aa gaya aa gaya aa gaya main sair karke aa gaya yaaro idhar aao mujhse na ghabrao mujhko khila sakte nahin to mujhse kuchh khao khaane khilane se kuchh kam nahin hota click here
doli chadh ke dulhan sasuraal chali doli chadh ke o doli chadh ke dulhan sasuraal chali doli chadh ke kaisi hasrat se baabul ki dekhe gali doli chadh ke dulhan sasuraal chali doli chadh ke doli chadh ke dulhan sasuraal chali doli chadh ke dil na maane magar aaj jaana bhi hai apne saajan se vaada nibhana bhi hai dil na maane magar aaj jaana bhi hai apne saajan se vaada nibhana bhi hai saamne ik nayi zindagi hai magar saamne ik nayi zindagi hai magar peechhe guzra hua ik zamana bhi hai doli chadh ke dulhan sasuraal chali doli chadh ke o kaisi hasrat se baabul ki dekhe gali doli chadh ke dulhan sasuraal chali doli chadh ke doliyaan khush naseebon ki sajti rahein mehandiyan sab ke haathon mein rachti rahein doliyaan khush naseebon ki sajti rahein mehandiyan sab ke haathon mein rachti rahein phool sehron ke bhi muskurate rahein phool sehron ke bhi muskurate rahein chudiyaan dulhanon ki khanakti rahein doli chadh ke dulhan sasuraal chali doli chadh ke kaisi hasrat se click here
door hai kinaaraaaaa door hai kinaraaa gehri nadi ki dhaaraaaa tooti teri naiyya maajhiiii khete jaao re ye naiyya khete jaao re door hai kinara hoooo aandhi kabhi toofan kabhi kabhi majhdhaar o maajhi reeeeee ayeeee ayeee maajhi reee aandhi kabhi toofan kabhi kabhi majhdhaar jeet hai usi ki jisneeeeee maani nahin haar maajhiiiii khete jaao re door hai kinara hoooo thode koi jyada koi dega tujhe daam hoooo oooo ooooo maajhi reee hooo oooo ooo ooo ooo maajhi ree thode koi jyada koi dega tujhe daam naiyya to paar lagaana hooo maajhi naiyya to paar lagaana yahi tera kaam maajhiiiii khete jaao re door hai kinara hoooo doobte huye ko bahot hai tinke ka sahaara o maajhi reeeeeeee ayeeee ayeee maajhi re doobte huye ko bahot hai tinke ka sahaara mann jahaan maan le maajhiiii ayee heyyyyy mann jahaan maan le maajhi wahin hai kinara maajhiiiii khete jaao re door hai kinaaraaaaa gehri nadi ki re dhaaraaaa tooti teri naiyya phir bhi khete jaao re ye naiyya khete jaao re hoooo click here
duniya hanse hansti rahe main hoon ganwaar mujhe sab se hai pyaar kuchh bhi kahe kehti rahe main hoon ganwaar mujhe sab se hai pyaar duniya hanse ha ha hansti rahe main hoon ganwaar mujhe sab se hai pyaar nagari nagari gaata chal apna raag sunata chal pyaar sanam hai pyaar khuda duniya ko samjhata chal sune na sune koi teri pukaar duniya hanse hansti rahe main hoon ganwaar mujhe sab se hai pyaar kuchh bhi kahe kehti rahe main hoon ganwaar mujhe sab se hai pyaar tumse bhi pyaar unse bhi pyaar ram se bhi pyaar hai raheem se bhi pyaar na main sadhu saniyasi na jogi na vanwasi ghum aaya ganga jamuna lekin ab tak hai pyaasi man ki dholak tan ka sitaar duniya hanse hansti rahe main hoon ganwaar mujhe sab se hai pyaar kuchh bhi kahe han han kehti rahe main hoon ganwaar mujhe sab se hai pyaar hayeeeeeeeeeee kitne hi dhanwaan mile dharti ke bhagwaan mile ek tamana baaki hai in mein koi insaan mile jisko salaam karun sau sau baar duniya hanse hansti rahe main hoon ganwaar click here
hoye duniya ka maza le lo duniya tumhari hai duniya tumhari hai duniya ka maza le lo duniya tumhari hai duniya tumhari hai duniya tumhari hai ji duniya tumhari hai duniya ka maza le lo duniya ka maza le lo duniya tumhari hai duniya tumhari hai duniya ko laat maro duniya salaam kare duniya ko laat maro duniya salaam kare mud mud salaam kare jhuk jhuk salaam kare bich bich salaam kare kabhi namaste ji to kabhi ram raam kare kabhi namaste ji to kabhi ram raam kare duniya ke baap ho tum duniya ke baap ho ye muniya tumhari hai ji muniya tumhari hai duniya ka maza le lo duniya tumhari hai ji duniya tumhari hai duniya se daroge to duniya dabayegi duniya se daroge to duniya dabayegi aankhen dikhayegi rob jamayegi ye hansi udayegi chain naa lene degi jaan jalayegi chain naa lene degi jaan jalayegi taan ke seena chalo taan ke seena chalo chuniya tumhari hai yeh chuniya tumhari hai duniya ka maza le lo duniya tumhari hai ye duniya tumhari hai duniya ke jitne nazaare hain click here
duniya ke banane waale ne kya cheez banayi hai ladki duniya ke banane waale ne kya cheez banayi hai ladki ikraar kare na kare koi ikraar kare na kare koi izhaar kare na kare koi har dil mein samayi hai ladki duniya ke banane waale ne kya cheez banayi hai ladki chehre ka rang khil jaata hai chehre ka rang khil jaata hai sar jhuke huye tan jaate hain aa jaaye saamne jab ladki budhe bhi jawaan ban jaati hain ladki wo cheez har dil azeez iske mareez dil waale kya naujawaan chhote mahaan sab ik samaan matwaale insaan to kya bhagwaan ne bhi dekha to tabiyat bhadki bhadki duniya ke banane waale ne kya cheez banayi hai ladki duniya ke banane waale ne kya cheez banayi hai ladki koi sajta aur sanwarta hai koi sajta aur sanwarta hai are ladki ka dil paane ko jo kuchh bhi karta hai insaan sab ladki ke dikhlane ko din aur raat ladki ki baat iske hi saath sukh saare ye roop rang kare dhyan bhang muni aur malang sab haare dekh ke ladki sabke dil mein aag pyaar ki bhadki bhadki click here
duniya ke saare ghumon se begaana ho main hoon mastaana ho main hoon mastaana duniya ke saare ghumon se begaana ho main hoon mastaana ho main hoon mastaana jeeta hoon duniya mein apni khushi se jeeta hoon duniya mein apni khushi se na dushman kisi ka na ulfat kisi se na dushman kisi ka na ulfat kisi se ho oo oo oo din raat mera yahi hai tarana ho main hoon mastaana ho main hoon mastaana duniya ke saare ghumon se begaana ho main hoon mastaana ho main hoon mastaana nashaad hoon ya dil shaad hoon main nashaad hoon ya dil shaad hoon main duniya ke jhagdon se aazaad hoon main duniya ke jhagdon se aazaad hoon main ho oo oo oo ye saara jahaan hai mera ashiyaana ho main hoon mastaana ho main hoon mastaana duniya ke saare ghumon se begaana ho main hoon mastaana ho main hoon mastaana jeena ya marna hansna ya rona jeena ya marna hansna ya rona hota rehega jo kuchh hai hona hota rehega jo kuchh hain hona ho oo oo oo hoye khayenge hum aur kamaye zamaana ho main hoon mastaana ho click here
duniya mein sab se haseen nazneen mahzabin mahzabin naznin are kaun hai kaun hai haan haan kaun hai kaun hai kahaan hai kidhar hai kaisi hai ye jo mere kareeb hai ye mera naseeb hai ye jo mere kareeb hai ye mera naseeb hai ye mera naseeb hai ye mera naseeb hai duniya mein sab se haseen nazneen mahzabin are kaun hai kaun hai kahan hai kidhar hai ye jo mere kareeb hai ye mera naseeb hai ye mera naseeb hai ye mera naseeb hai wo aankhon aankhon mein sau baaten karti hai main sochne lagta hoon kya mujh par marti hai wo aankhon aankhon mein sau baaten karti hai main sochne lagta hoon kya mujh par marti hai kabhi hasne lagti hai kabhi aahen bharti hai main paas jata hoon wo mujhse darti hai wo mujhse darti hai are maine to aisi ada dilnashin dekhi nahin are kaun hai kaun hai kahan hai kidhar hai ye jo mere kareeb hai ye mera naseeb hai ye mera naseeb hai ye mera naseeb hai ho ho ho ho ho ho ho hmm hmm hmm wo ek paheli hai ya koi sapna hai ya meri aankhon ka ye dhokha apna click here
duniya mujhse kahti hai ke peena chhod de peena chhod de duniya mujhse kahti hai ke peena chhod de yeh kyun nahin kahti hai ki zaalim jeena chhod de jeena chhod de jeena chhod de jeena chhod de kya samjhe yeh duniya kya jaane yeh duniya kya samjhe yeh duniya kya jaane yeh duniya kitna mushkil hai yeh zindagi ka safar kitna mushkil hai yeh zindagi ka safar maut aankhen dikhati hai har mod par ghum se ghabrakar main jo sharaab na piyun ghum se ghabrakar main jo sharaab na piyun toh kah do mere doston main kaise jiyun duniya mujhse duniya mujhse kahti hai ke peena chhod de peena chhod de yeh kyun nahin kahti hai ki zaalim jeena chhod de jeena chhod de jeena chhod de jeena chhod de kya samjhe yeh duniya kya jaane yeh duniya kya samjhe yeh duniya kya jaane yeh duniya meri behoshiyon ko naa ilzaam do meri behoshiyon ko naa ilzaam do ho sake toh mujhe aur ek jaam do mere din raat peene mein ik raaz hai mere din raat peene mein ik raaz hai mere marne mein jeene kaa andaaz click here
duniyaa humare pyaar ki yunhi jawaan rahe ayeee eeeee main bhi wahin rahun mera saajan jahaan rahe duniyaa humare pyaar ki yunhi jawaan rahe ayeee eeeee main bhi wahin rahun mera saajan jahaan rahe do din ki zindagi hai ise yun guzaar de do din ki zindagi hai ise yun guzaar de ujdi huyi ye pyaar ki raahen sanwaar de ujdi huyi ye pyaar ki raahen sanwaar de hum tum yahaan rahen naa rahen iss ka ghum nahin lekin humare pyaar ka baaki nishaan rahe main bhi wahin rahun mera saajan jahaan rahe duniyaa humare pyaar ki yunhi jawaan rahe ayeee eeeee main bhi wahin rahun mera saajan jahaan rahe duniyaa mein chhod jaayenge hum wo nishaaniyaan duniyaa mein chhod jaayenge hum wo nishaaniyaan ban jaayengi jo pyaar ki meethi kahaaniyaan ban jaayengi jo pyaar ki meethi kahaaniyaan duniyaa humare baad humen yun karegi yaaaad do pyaar karne waale the par ek jaan rahe main bhi wahin rahun mera saajan jahaan rahe duniyaa humare pyaar ki yunhi jawaan rahe main bhi wahin rahun mera click here
aaaa hoooo oooho dupatta mera malmal ka rang saleti halkaa haa dupattaa meraa malmal kaa rang saleti halkaa zamaanaa lut jaayegaa o sar se agar dhalkaa zamaanaa lut jaayegaa o sar se agar dhalkaa batan mere kurte ke haay chann ve batan mere kurte ke sitaare aasmaani sajnaa hoye isi liye dekha naa andheraa kabhi tere angnaa hoye isi liye dekha naa andheraa kabhi tere angnaa o tumsa bhi koyi naa haay chann ve o tumsa bhi koyi naa zamaane mein nidar hoga wahin pe dam todenge jahaan pe teraa dar hogaa haay wahin pe dam todenge jahaan pe teraa dar hogaa dupattaa meraa malmal kaa rang saleti halkaa zamaanaa lut jaayegaa o sar se agar dhalkaa click here
yaa hillaaa yara yaah raaa yara yaah raaa laayi laa laa ek becharaaa pyaar ka maara raahon mein teri dekh pada hai daal de jaana zulfon ka saaya ek becharaaa pyaar ka maara raahon mein teri dekh pada hai daal de jaana zulfon ka saaya daaman naa bachaao nazren naa churaao behosh kar ke hosh mein to laao daaman naa bachaao nazren naa churaao behosh kar ke hosh mein to laao deewana ban chuka hoon afsaana naa banaao ek becharaaa pyaar ka maara raahon mein teri dekh pada hai daal de jaana zulfon ka saaya pehlun mein bithaao aankhon mein chhupaa lo aye shaah e haseena bismil ki dunwaao pehlun mein bithaao aankhon mein chhupaa lo aye shaah e haseena bismil ki dunwaao kab tak rahoge tanhaa saathi koi banaa lo ek becharaaa pyaar ka maara raahon mein teri dekh pada hai daal de jaana zulfon ka saaya click here
aye bui bui bui bui bui bui heyy bui bui hey hey ek botal ho bagal mein aur haath mein ho ek jaam phir kisko fursat soche kab subah huyi kab shaam ek botal ho bagal mein aur haath mein ho ek jaam phir kisko fursat soche kab subah huyi kab shaam pee pee re yehe pee pee re ha jab thodi si gale mein dal jaati hai yaaro aankhon mein gulaabi shamma jal jaati hai yaaro hey ru ru ru ru ru ru ru ru ya yaa yaa jab thodi si gale mein dal jaati hai yaaro aankhon mein gulaabi shamma jal jaati hai yaaro chaar katron se nikal jaata hai saara kaam ek botal ho bagal mein aur haath mein ho ek jaam phir kisko fursat soche kab subah huyi kab shaam pee pee re yehe pee pee re uu ha ro ro ke jeene waalo peene ki aadat daalo maykhane mein aa baitho aur apni pyaas bujha lo bujha lo bujha lo bujha lo aa ha ha ha ha ha ha ha ha hmm ro ro ke jeene waalo peene ki aadat daalo maykhane mein aa baitho aur apni pyaas bujha lo dekho jannat mil rahi hai kitne saste daam ek botal ho bagal mein aur click here
te re le le o o te re le le o o te re le le uu uu uu de le o ye ye ye te le o o do le le yek chatur naar kar ke singar yek chatur naar kar ke singar mere mann ke dwar ye ghusat jaat hum marat jaat are hey hey hey ye ye ye chatur naar kar ke singar pa re sa ga ga ga re re sa sa re sa sa sa pa pa dha sa re ga ga re sa dha pa pa ma ga re chatur naar kar ke singaar umm thaam thaam thaam thaam thaam ruk umbrum um brumm um aa aa aye aye iee iee uu aye oye aum aahaa hmm nam nam nam nam nam nam nam nam nam nam nam nam la hmm bala bala bala bala re bala bala bala bala re bala bala bala bala re ek chatur naar badi hoshiyar ek chatur naar badi hoshiyar apne hi jaal mein phashat jaat hum hansat jaat are ha ha ha ha ek chatur naar badi hoshiyar tu kyun gori dhyaan dhare kare lakh lakh duniya chaturayi chhutti kar dunga main uski abke jo awaaz lagaayi chhutti kar dunga aaaa aa aa aa ja re ja re kare kaga ka ka ka kyun shor machaaye uss naari ka daas na ban jo raah chalat ko raah click here
ek cheez maangte hain kya ek cheez maangte hain hum tumse pehli baar ek cheez maangte hain hum tumse pehli baar pehle cheez ka naam bataao dekho hum par shak na laao ulti seedhi cheez kabhi na maange sachcha pyaar ek cheez maangte hain hum tumse pehli baar ek cheez maangte hain achhi si farmaaish karna sunne se pehle kya darna maango baba kuchh bhi maango maangu haan haan dil par rakh kar haath karo pehle humse ikraar ek cheez maangte hain hum tumse pehli baar ek cheez maangte hain aye aye bolo maangu chhota sa nazraana ohh itna lamba afsaana o maangu chhota sa nazraana haaye itna lamba afsaana jaldi se keh do keh to raha hoon are jaldi se keh do are keh to raha hoon raat ko khidki khol ke rakhna haay raam tum aaoge haan haan haan raat ko khidki khol ke rakhna do naino se bol ke rakhna aage bolo yahi aaye mere sapne to ye kar na de inkaar ek cheez maangte hain hum tumse pehli baar ek cheez maangte hain haan haan khuli khuli iss zulf ka saaya maangu to kya dogi bas click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Dil Unko Utha Ke De Diya Baap Bete (1959) 03:37 32669
 
Poster of Baap Bete (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Shayama
Duration : 03:37   Song Number : 32669   

Dilli Hai Dil Hindustan Patang (1960) 04:04 18469
 
Poster of Patang (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Mala Sinha
Duration : 04:04   Song Number : 18469   

Din Raat Badalte Hain Naya Sansar (1959) 03:24 16462
 
Poster of Naya Sansar (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar
Duration : 03:24   Song Number : 16462   

Do Ankhiyaan Jhuki Jhuki Prem Patra (1962) 03:56 13981
 
Poster of Prem Patra (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Salil Chowdhury
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Sadhna
Duration : 03:56   Song Number : 13981   

Do Ghadi Wo Jo Paas Aa Baithe Gateway Of India (1957) 03:00 11900
 
Poster of Gateway Of India (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Madhu Bala
Duration : 03:00   Song Number : 11900   

Do Ghoont Chai Pee Sanjog (1961) 04:13 37736
 
Poster of Sanjog (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Om Prakash
Duration : 04:13   Song Number : 37736   

Doli Chadh Ke Dulhan Doli (1969) 04:56 13157
 
Poster of Doli (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Babita
Duration : 04:56   Song Number : 13157   

Door Hai Kinara Saudagar (1973) 05:36 14166
 
Poster of Saudagar (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravindra Jain
On Screen Actors- 
Nutan
Duration : 05:36   Song Number : 14166   

Duniya Hanse Hansti Rahe Ganwaar (1970) 03:50 36636
 
Poster of Ganwaar (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar
Duration : 03:50   Song Number : 36636   

Duniya Ka Maza Le lo Bahar (1951) 04:36 36371
 
Poster of Bahar (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Shamshad Begum
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Duration : 04:36   Song Number : 36371   

Duniya Ke Banane Waale Ne 5 Rifles (1974) 04:23 37465
 
Poster of 5 Rifles (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
I S Johar
Duration : 04:23   Song Number : 37465   

Duniya Ke Saare Ghumon Se Begaana Mastana (1954) 03:31 38337
 
Poster of Mastana (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:31   Song Number : 38337   

Duniya Mein Sab Se Haseen Phool Khile Hain Gulshan Gulshan (1978) 05:04 37619
 
Poster of Phool Khile Hain Gulshan Gulshan (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Moushumi
Duration : 05:04   Song Number : 37619   

Duniya Mujhse Kehti Hai Kahani Kismat Ki (1973) 03:53 38100
 
Poster of Kahani Kismat Ki (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dharmendra, Rekha
Duration : 03:53   Song Number : 38100   

Duniyaa Humare Pyaar Lahore (1949) 04:12 13575
 
Poster of Lahore (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Shyam Sundar
On Screen Actors- 
Karan Diwan, Nargis
Duration : 04:12   Song Number : 13575   

Dupatta Mera Malmal Ka Adalat (1958) 03:20 10021
 
Poster of Adalat (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Nargis, Pradeep Kumar
Duration : 03:20   Song Number : 10021   

Ek Becharaaa Pyaar Ka Waris (1969) 03:35 14407
 
Poster of Waris (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Jitendra
Duration : 03:35   Song Number : 14407   

Ek Botal Ho Bagal Mein Saas Bhi Kabhi Bahu Thi (1970) 04:20 40535
 
Poster of Saas Bhi Kabhi Bahu Thi (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Sanjay Khan, Leena Chandraavarkar
Duration : 04:20   Song Number : 40535   

Ek Chatur Naar Kar Ke Padosan (1968) 06:42 12122
 
Poster of Padosan (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
R D Burman
Duration : 06:42   Song Number : 12122   

Ek Cheez Maangte Hain Hum Tumse Babul Ki Galiyan (1972) 04:11 32063
 
Poster of Babul Ki Galiyan (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Sanjay Khan, Hema Malini
Duration : 04:11   Song Number : 32063   
Karaoke Songs of rajendra krishna, Sad Songs of rajendra krishna, Love Songs of rajendra krishna, Dance Songs of rajendra krishna, Hip-hop songs of rajendra krishna, Best songs of rajendra krishna, Super hit songs of rajendra krishna, hit songs of rajendra krishna, duet songs of rajendra krishna, solo songs of rajendra krishna, old songs of rajendra krishna, famous songs of rajendra krishna, Hindi Karaoke Songs of rajendra krishna, Hindi Sad Songs of rajendra krishna, Hindi Love Songs of rajendra krishna, Hindi Dance Songs of rajendra krishna, Hindi Hip-hop songs of rajendra krishna, best Hindi songs of rajendra krishna, super hit Hindi songs of rajendra krishna, hit Hindi songs of rajendra krishna, duet Hindi songs of rajendra krishna, solo Hindi songs of rajendra krishna, old Hindi songs of rajendra krishna, famous Hindi songs of rajendra krishna, Sing Along Songs of rajendra krishna, Sing Along Sad Songs of rajendra krishna, Sing Along Love Songs of rajendra krishna, Sing Along Dance Songs of rajendra krishna, Sing Along Hip-hop songs of rajendra krishna, Sing Along Best songs of rajendra krishna, Sing Along Super hit songs of rajendra krishna, Sing Along hit songs of rajendra krishna, Sing Along duet songs of rajendra krishna, Sing Along solo songs of rajendra krishna, Sing Along old songs of rajendra krishna, Sing Along famous songs of rajendra krishna