MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeJagjit Singh
HomeJagjit Singh
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


maine dil se kahaa maine dil se kahaa aye deewaane bataa maine dil se kahaa aye deewaane bataa jab se koyi mila tu hai khoya huwa ye kahaani hai kya hai ye kya silsila aye deewaane bataa maine dil se kahaa aye deewaane bataa dhadkanon mein chhupi kaisi aawaaz hai kaisa ye geet hai kaisa ye saaz hai kaisi ye baat hai kaisa ye raaz hai aye deewaane bataa mere dil ne kaha mere dil ne kaha jab se koi mila chaand taare fizaan phool bhanware hawaa ye hansi waadiyon neela ye aasmaan sab hai jaise naya mere dil ne kahaa maine dil se kaha mujhko ye to bata jo hai tujhko mila usmein kya baat hai kya hai jaadoogari kaun hai wo pari aye deewaane bataa mere dil ne kaha na wo koyi pari na koyi mehzabin na wo duniya mein sabse hai zyaada haseen seedhi saadhi si hai bholi bhaali si hai lekin usmein adaa ek niraali si hai uske bin mera jeena hi bekaar hai maine dil se kaha baat itni si hai ke tujhe pyaar hai mere dil ne kaha mujhko ikraar hai haan mujhe pyaar hai haan mujhe pyaar click here
mere mann ke andh tamas mein jyotirmayi utro mere mann ke andh tamas mein jyotirmayi utro mere mann ke andh tamas mein jyotirmayi utro mere mann ke andh tamas mein jyotirmayi utro kahaan yahaan devon ka nandan malyachal ka abhinav chandan kahaan yahaan devon ka nandan malyachal ka abhinav chandan mere urr ke ujde van mein karunamayi vichro mere mann ke andh tamas mein jyotirmayi utro mere mann ke andh tamas mein jyotirmayi utro mere mann ke andh tamas mein jyotirmayi utro nahin kahin kuchh mujh mein sundar kaajal sa kaala ye antar nahin kahin kuchh mujh mein sundar kaajal sa kaala ye antar praanon ke gehre gehwar mein mamtaamayi vihro mere mann ke andh tamas mein jyotirmayi utro mere mann ke andh tamas mein jyotirmayi utro mere mann ke andh tamas mein jyotirmayi utro mere mann ke andh tamas mein jyotirmayi utro mere mann ke andh tamas mein jyotirmayi utro click here
meri ajab hai zindagi kisi se kya gila karun meri ajab hai zindagi kisi se kya gila karun takdeer rooth jaye to takdeer rooth jaye to mere khuda main kya karun meri ajab hai zindagi kisi se kya gila karun halaat ne naseeb mein ghum bhar diye hain is kadar halaat ne naseeb mein ghum bhar diye hain is kadar na manzilon ki kuchh khabar main kaarwan ko kya karun main kaarwan ko kya karun meri ajab hai zindagi kisi se kya gila karun mil jaye doobne pe bhi akhir to ek sahil kahin mil jaye doobne pe bhi akhir to ek sahil kahin tufaan ki hai aarzu tufaan ki dua karun tufaan ki dua karun meri ajab hai zindagi kisi se kya gila karun manzil ki thi talaash to garde safar mili mujhe manzil ki thi talaash to garde safar mili mujhe aankhen baras padi meri kaali ghata ko kya karun kaali ghata ko kya karun meri ajab hai zindagi kisi se kya gila karun meri ajab hai zindagi kisi se kya gila karun takdeer rooth jaye to mere khuda main kya karun meri ajab hai zindagi kisi se kya gila click here
pa ni re ga sa dha na ma pa ga re re ga ga sa ma re ni re re sa dha dha re heyyyaa dene waale dene waale mujhe maujon ki rawaani de de dene waale mujhe maujon ki rawaani de de phir se ek baar mujhe meri jawaani de de dene waale mujhe maujon ki rawaani de de abra ho jaam ho saaqi ho mere pehlu mein abra ho jaam ho saaqi ho mere pehlu mein koi to shaam mujhe aisi suhaani de de koi to shaam mujhe aisi suhaani de de dene waale mujhe maujon ki rawaani de de phir se ek baar mujhe meri jawaani de de dene waale mujhe maujon ki rawaani de de dene waalee nasha jaaye mujhe teri jawaani ki qasam nasha jaaye mujhe teri jawaani ki qasam tu agar jaam mein bhar ke tu agar jaam mein bhar ke mujhe paani de de tu agar jaam mein bhar ke mujhe paani de de har jawaan dil mere afsaane ko dauhraata rahe har jawaan dil har jawaan dil mere afsaane ko dauhraata rahe hashra tak khatam na ho aisi kahaani de de phir se ek baar mujhe meri jawaani de de dene waale mujhe maujon ki rawaani de de click here
aaaaaaa aaaaaa aaaa aaaaa heyyyy aaaaaaa aaaaaaa heyyyy aa aaaa aaa aaaaaaa meri tanhaaiyon tum hi laga lo mujhko seene se meri tanhaaiyon tum hi laga lo mujhko seene se ke main ghabara gaya hoon is tarah roro ke jeene se meri tanhaaiyon ye aadhi raat ko phir chudiyan si kya khanakati hai koi aata hai yaa meri zanjeeren chhanakti hain ye kaisi hook si hooooooooooooooooook hooooooooooooooooook ye kaisi hook si uthati hai khaamoshi ke seene se ke main ghabara gaya hoon is tarah roro ke jeene se meri tanhaaiyon bahut lambi hain raahen pyaar ki aur zindagi kam hai ghata bhi ghir ke aayi har diye ki lau bhi madham hai kinara dooooooooooor kinara dooooooooooor kinara door hota jaa raha hai phir safeene se ke main ghabara gaya hoon is tarah roro ke jeene se meri tanhaaiyon tum hi laga lo mujhko seene se ke main ghabara gaya hoon is tarah roro ke jeene se meri tanhaaiyon tum hi laga lo mujhko seene se ke main ghabara gaya hoon is tarah roro ke jeene se meri tanhaaiyon click here
meri zindagi kisi aur ki meri zindagi kisi aur ki mere naam ka koi aur hai meri zindagi kisi aur ki mere naam ka koi aur hai mera aks hai sar e aaina mera aks hai sar e aaina pas e aaina koi aur hai meri zindagi kisi aur ki mere naam ka koi aur hai meri dhadkanon mein hai chaap si ye judaai bhi hai milaap si meri dhadkanon mein hai chaap si ye judaai bhi hai milaap si mujhe kya pataa mere dil bataa mujhe kya pataa mere dil bataa mere saath kya koi aur hai mujhe kya pataa mere dil bataa mere saath kya koi aur hai meri zindagi kisi aur ki mere naam ka koi aur hai na gaye dinon ko khabar meri na shareek e haal nazar teri na gaye dinon ko khabar meri na shareek e haal nazar teri tere desh mein mere bhes mein tere desh mein mere bhes mein koi aur tha koi aur hai tere desh mein mere bhes mein koi aur tha koi aur hai meri zindagi kisi aur ki mere naam ka koi aur hai wo meri taraf nigraan rahe mera dhyaan jaane kahaan rahe wo meri taraf nigraan rahe mera dhyaan jaane click here
suna suna sunaa sunaa sunaa na na na na na na na suna na na na na na na na na na suna na na na na sunaa sunaa sunaa sunaa suna na na na na na na mitti da bawa main banani ha weh zhaka pandi ha weh uthe dendi ha khese na ro mitti deya baweya weh tera pyo pardesi mitti da bawa main banani ha mitti da bawa main banani ha weh zhaka pandi ha weh uthe dendi ha khese na ro mitti deya baweya weh tera pyo pardesi o mitti da bawa nayiyo bolda mitti da bawa nayiyo bolda weh nayiyo chalda weh nayiyo denda hai hungara na ro mitti deya baweya weh tera pyo banjara kite ta lawa daaliya weh pata waliya weh mera patla mahi kite ta lawa shehtut weh tainu samajh na aawe o mitti da bawa nayiyo bolda o mitti da bawa nayiyo bolda ve aayee mitti da bawa nayiyo bolda ve nayiyo bolda nayiyo bolda nayiyo bolda mitti da bawa nayiyo bolda ve nayiyo chalda weh nayiyo denda hai hungara na ro mitti deya baweya weh tera pyo banjara mera geet amar kar do honthon se chhoo lo tum mera geet amar kar click here
mujhe de rahe hain tasalliyaan wo har ek taaza payaam se kabhi aake manzir e aam par kabhi hat ke manzir e aam se mujhe de rahe hain tasalliyaan na garaz kisi se na waasta mujhe kaam apne hi kaam se tere zikr se teri fikr se teri yaad se tere naam se mere saaqiya mere saaqiya mere saaqiya mere saaqiya tujhe marhawa tujhe marhawa tu pilaaye jaa tu pilaaye jaa isi chashm e jaam be jaam se mujhe de rahe hain tasalliyaan teri suboh aish hai kya bala tujhe ae falak jo ho hausla kabhi kar le aake muqaabla gham e hijr yaar ki shaam se mujhe de rahe hain tasalliyaan click here
mujhko yakeen hain sach kehti thin jo bhi ammi kehti thin mujhko yakeen hain sach kehti thin jo bhi ammi kehti thin jab mere bachpan ke din the chaand mein pariyaan rehti thin mujhko yakeen hain sach kehti thin jo bhi ammi kehti thin ek ye din jab apnon ne bhi hum se naata tod liya ek ye din jab apnon ne bhi hum se naata tod liya ek wo din jab ped ki shaakhen bojh humara sehti thin mujhko yakeen hain sach kehti thin jo bhi ammi kehti thin ek ye din jab saari sadke roothi roothi lagti hain ek ye din jab saari sadke roothi roothi lagti hain ek wo din jab aao khelen saari galiyaan kehti thin mujhko yakeen hain sach kehti thin jo bhi ammi kehti thin ek ye din jab jaagi raaten deewaron ko takkti hain ek ye din jab jaagi raaten deewaron ko takkti hain ek wo din jab shaamon ki bhi palken bojhal rehti thin mujhko yakeen hain sach kehti thin jo bhi ammi kehti thin ek ye din jab laakhon ghum aur akaal pada hai aansoo kaa ek ye din jab laakhon ghum aur akaal pada hai aansoo click here
mujhse bichhad ke khush rahte ho mujhse bichhad ke khush rahte ho meri taraah tum bhi jhoothe ho meri taraah tum bhi jhoothe ho mujhse bichhad ke khush rahte ho ik tehani pe chaand tika tha ik tehani pe chaand tika tha main ye samjha tum baithe ho main ye samjha tum baithe ho main ye samjha tum baithe ho ujale ujale phool khile the ujale ujale phool khile the bilkul jaise tum hanste ho bilkul jaise tum hanste ho bilkul jaise tum hanste ho mujhko shaam bata deti hai mujhko shaam bata deti hai tum kaise kapde pehne ho tum kaise kapde pehne ho tum kaise kapde pehne ho tum tanhaa duniyaa se ladoge tum tanhaa duniyaa se ladoge bachchon si baatein karte ho bachchon si baatein karte ho bachchon si baatein karte ho mujhse bichhad ke khush rahte ho meri taraah tum bhi jhoothe ho meri taraah tum bhi jhoothe ho mujhse bichhad ke khush rahte ho click here
na mohabbat na dosti ke liye waqt rukta nahin kisi ke liye na mohabbat na dosti ke liye waqt rukta nahin kisi ke liye dil ko apne sazaa na de yun hi dil ko apne sazaa na de yun hi iss zamaane ki berukhi ke liye waqt rukta nahin kisi ke liye na mohabbat na dosti ke liye waqt rukta nahin kisi ke liye kal jawaani ka hashr kya hoga kal jawaani ka hashr kya hoga soch le aaj do ghadi ke liye waqt rukta nahin kisi ke liye na mohabbat na dosti ke liye waqt rukta nahin kisi ke liye har koi pyaar dhundta hai yahan har koi pyaar dhundta hai yahan apni tanha si zindagi ke liye waqt rukta nahin kisi ke liye na mohabbat na dosti ke liye waqt rukta nahin kisi ke liye waqt ke saath sath chalta rahe waqt ke saath sath chalta rahe yehi behtar hai aadmi ke liye waqt rukta nahin kisi ke liye na mohabbat na dosti ke liye waqt rukta nahin kisi ke liye click here
naa shivale naa kalisaa naa haram jhoothe hain naa shivale naa kalisaa naa haram jhoothe hain bas yahi sach hai ke tum jhoothe ho hum jhoothe hain bas yahi sach hai ke tum jhoothe ho hum jhoothe hain naa shivale naa kalisaa naa haram jhoothe hain humne dekha hi nahin bolte unko ab tak humne dekha hi nahin bolte unko ab tak kaun kehta hai ke pathar ke sanam jhoothe hain kaun kehta hai ke pathar ke sanam jhoothe hain naa shivale naa kalisaa naa haram jhoothe hain unse miliye to khushi hoti hai unse mil kar unse miliye to khushi hoti hai unse mil kar shehar ke doosre logon se jo kam jhoothe hain shehar ke doosre logon se jo kam jhoothe hain naa shivale naa kalisaa naa haram jhoothe hain bas yahi sach hai ke tum jhoothe ho hum jhoothe hain naa shivale naa kalisaa naa haram jhoothe hain kuchh to hai baat jo tehreeron mein taasir nahin kuchh to hai baat jo tehreeron mein taasir nahin jhoothe fankaar nahin hain to kalam jhoothe hain jhoothe fankaar nahin hain to kalam click here
naa tha kuchh tu khuda tha kuchh naa hota to khuda hota naa tha kuchh tu khuda tha kuchh naa hota to khuda hota dooboya mujhko hone ne naa hota main to kya hota hua jab ghum se yun beiss to ghum kya sar ke katne ka hua jab ghum se yun beiss to ghum kya sar ke katne ka naa hota gar juda tan se to zaanon par dhara hota huyi muddat ke ghalib mar gaya par yaad aata hai huyi muddat ke ghalib mar gaya par yaad aata hai wo har ek baat pe kehna ke yun hota to kya hota ke yun hota to kya hota ke yun hota to kya hota click here
nodite tufan ele kul bhenge jay sahojei take dekha jay monete tufan ele buk bhenge jay dekhanor nei je upay nodite tufan ele kul bhenge jay sahojei take dekha jay monete tufan ele buk bhenge jay dekhanor nei je upay fulete fagun ele fote se agun jele dale dale patay patay fulete fagun ele fote se agun jele dale dale patay patay monete fagun ele mon jole jay dekhanor nei je upay nodite tufan ele kul bhenge jay sahojei take dekha jay monete tufan ele buk bhenge jay dekhanor nei je upay akashe chandni ase alote bhuban bhase dike dike se alo chharay akashe chandni ase alote bhuban bhase dike dike se alo chharay monete chandni ele mon alo pay dekhanor nei je upay nodite tufan ele kul bhenge jay sahojei take dekha jay monete tufan ele buk bhenge jay dekhanor nei je upay nodite tufan ele kul bhenge jay sahojei take dekha jay monete tufan ele buk bhenge jay dekhanor nei je upay dekhanor nei je upay dekhanor nei je upay click here
om om om om om anandmayi chaitanyamayi satyemayi parme anandmayi chaitanyamayi satyemayi parme anandmayi chaitanyamayi satyemayi parme anandmayi chaitanyamayi satyemayi parme anandmayi chaitanyamayi satyemayi parme anandmayi chaitanyamayi satyemayi parme anandmayi chaitanyamayi satyemayi parme anandmayi chaitanyamayi satyemayi parme anandmayi chaitanyamayi satyemayi parme anandmayi chaitanyamayi satyemayi parme anandmayi chaitanyamayi satyemayi parme click here
paani mein meen pyaasi paani mein meen pyaasi paani mein meen pyaasi mohe sun sun aawe haasi re mohe sun sun aawe haasi re paani mein meen pyaasi jal thal saagar ghur raha hai jal thal saagar ghur raha hai jal thal saagar ghur raha hai bhatkat hirday udaasi re bhatkat hirday udaasi re paani mein meen pyaasi mohe sun sun aawe haasi re paani mein meen pyaasi aatam giyan bina nar bhatke aatam giyan bina nar bhatke aatam giyan bina nar bhatke aatam giyan bina nar bhatke koi mathura koi kaashi re koi mathura koi kaashi re paani mein meen pyaasi mohe sun sun aawe haasi re paani mein meen pyaasi kahat kabeer suno bhai saadho kahat kabeer suno bhai saadho kahat kabeer suno bhai saadho kahat kabeer suno bhai saadho sehaj mile avinaasi deh sehaj mile avinaasi deh paani mein meen pyaasi mohe sun sun aawe haasi re paani mein meen pyaasi paani mein meen pyaasi click here
parakhna mat parakhne mein koi apna nahin rehta parakhna mat parakhne mein koi apna nahin rehta kisi bhi aaine mein der tak chehra nahin rehta parakhna mat parakhne mein koi apna nahin rehta bade logon se milne mein hamesha faasla rakhna bade logon se milne mein hamesha faasla rakhna jahan dariya samandar se mila darya nahin rehta parakhna mat parakhne mein koi apna nahin rehta tumhara shehar to bilkul naye andaaz wala hai tumhara shehar to bilkul naye andaaz wala hai hamare shehar mein bhi ab koi hum sa nahin rehta parakhna mat parakhne mein koi apna nahin rehta mohabbat ek khushboo hai hamesha saath chalti hai koi insaan tanhaai mein bhi tanha nahin rehta parakhna mat parakhne mein koi apna nahin rehta kisi bhi aaine mein der tak chehra nahin rehta parakhna mat parakhne mein koi apna nahin rehta click here
pareshan raat saari hai sitaaron tum to so jaao sukun te marg taari hai sitaaron tum to so jaao pareshan raat saari hai sitaaron tum to so jaao sukun te marg taari hai sitaaron tum to so jaao humen to aaj ki shab pau phate tak jaagna hoga humen to aaj ki shab pau phate tak jaagna hoga yahi kismat humari hai sitaaron tum to so jaao pareshan raat saari hai sitaaron tum to so jaao sukun te marg taari hai sitaaron tum to so jaao humen bhi neend aa jaayegi hum bhi so hi jaayenge humen bhi neend aa jaayegi hum bhi so hi jaayenge abhi kuchh beqaraari hai sitaaron tum to so jaao pareshan raat saari hai sitaaron tum to so jaao sukun te marg taari hai sitaaron tum to so jaao click here
pathar ke khuda pathar ke sanam pathar ke hi insaan paaye hain pathar ke khuda pathar ke sanam pathar ke hi insaan paaye hain tum shehar e muhabbat kehte ho tum shehar e muhabbat kehte ho hum jaan bachaa kar aaye hain pathar ke khuda pathar ke sanam pathar ke hi insaan paaye hain bhutt khana samjhte ho jisko poochho naa wahaan kya haalat hai bhutt khana samjhte ho jisko poochho naa wahaan kya haalat hai hum log wahin se laute hain bas shukr karo laut aaye hain tum shehar e muhabbat kehte ho tum shehar e muhabbat kehte ho hum jaan bachaa kar aaye hain pathar ke khuda pathar ke sanam pathar ke hi insaan paaye hain hum soch rahe hain muddat se ab umr guzaaren bhi to kahaan hum soch rahe hain muddat se ab umr guzaaren bhi to kahaan sehra mein khushi ke phool nahin shehro mein ghumon ke saaye hain honthon pe tabasum halka sa aankhon mein nami si aye faaqir honthon pe tabasum halka sa aankhon mein nami si aye faaqir hum aehle mohabbat par aksar aise bhi zamaane aaye hain click here
phir kuchh is dil ko beqaraari hai phir kuchh is dil ko beqaraari hai seena zoya e zakhm e kaari hai phir kuchh is dil ko phir jigar khodne laga naakhun aamad e fasle lalaqaari hai phir kuchh is dil ko phir usi bewafaa pe marte hain phir usi bewafaa pe marte hain phir wohi zindagi hamaari hai phir kuchh is dil ko bekhudi besabab nahin gaalib kuchh to hai jiski pardadaari hai phir kuchh is dil ko beqaraari hai click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Mere Dil Ne Kaha jagjit singh 04:47 39340
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 04:47   Song Number : 39340   

Mere Mann Ke Andh Tamas Mein Jyotirmayi Utro jagjit singh 07:06 15524
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Bhajan
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 07:06   Song Number : 15524   

Meri Ajab Hai Zindagi jagjit singh 05:09 32494
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:09   Song Number : 32494   

Meri Jawaani De De jagjit singh 07:10 15959
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 07:10   Song Number : 15959   

Meri Tanhaiyon jagjit singh 06:23 178691
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 06:23   Song Number : 178691   

Meri Zindagi Kisi Aur Ki jagjit singh 05:58 40848
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Muzaffar Warsi
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:58   Song Number : 40848   

Mitti Da Bawa jagjit singh 06:20 35955
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 06:20   Song Number : 35955   

Mujhe De Rahe Hain Tasalliyan jagjit singh 03:36 40139
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Jigar Moradabadi
Music Director- 
C K Chauhan, Ghulam Ali
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 03:36   Song Number : 40139   

Mujhko Yakeen Hain jagjit singh 05:46 18476
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:46   Song Number : 18476   

Mujhse Bichhad Ke Khush Rahte Ho jagjit singh 06:22 11332
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 06:22   Song Number : 11332   

Na Mohabbat Na Dosti Ke Liye jagjit singh 05:10 17861
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:10   Song Number : 17861   

Naa Shivale Naa Kalisa Naa Haram Jhoothe Hain jagjit singh 06:12 16018
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 06:12   Song Number : 16018   

Naa Tha Kuchh Tu Khuda Tha jagjit singh 03:23 15696
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Mirza Ghalib
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 03:23   Song Number : 15696   

Nadite Tuphan Ele jagjit singh 04:56 14818
 
Poster of Jagjit Singh
 
Lyricist
Pulak Banerjee
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 04:56   Song Number : 14818   

Om Anandmayi Chaitanyamayi jagjit singh 07:04 37716
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Devotional
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 07:04   Song Number : 37716   

Paani Mein Meen Pyaasi jagjit singh 05:35 40886
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Bhajan
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:35   Song Number : 40886   

Parakhna Mat Parakhne Mein jagjit singh 05:07 37499
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:07   Song Number : 37499   

Pareshan Raat Saari Hai Sitaaron Tum To So Jaao jagjit singh 03:44 15955
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 03:44   Song Number : 15955   

Pathar Ke Khuda Pathar Ke Sanam jagjit singh 05:30 15121
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:30   Song Number : 15121   

Phir Kuchh Is Dil Ko Beqaraari Hai jagjit singh 03:00 40140
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Mirza Ghalib
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 03:00   Song Number : 40140