Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMohammed Rafi
HomeMohammed Rafi
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


poochh na mujh se dil ke fasaane ishq ki baatein ishq hi jaane poochh na mujh se dil ke fasaane woh din jab hum unse mile the dil ke naazuk phool khile the masti aankhein choom rahi thi saari duniya jhoom rahi thi do dil the woh bhi deewane ishq ki baatein ishq hi jaane poochh na mujh se dil ke fasaane woh din jab hum door huye the dil ke sheeshe choor huye the aayi khizaan rangeen chaman mein aag lagi jab dil ke ban mein aaya na koi aag bujhane ishq ki baatein ishq hi jaane poochh na mujh se dil ke fasaane
poochhe jo koi mujhse bahaar kaisi hoti hai poochhe jo koi mujhse bahaar kaisi hoti hai naam tera le ke keh doon ke yaar aisi hoti hai poochhe jo koi ghata ghanghor kaisi hoti hai tere jaisi hoti hai aur kaisi hoti hai poochhe jo koi mujhse bahaar kaisi hoti hai gustaakhi maine kabhi ki nahin main kya paagal hoon nahin ji nahin waise to maine kabhi pee nahin par main aisa bekhabar bhi nahin poochhe jo koi mujhse sharab kaisi hoti hai naam tera le ke keh doon janab aisi hoti hai poochhe jo koi mujhse bahaar kaisi hoti hai naam tera le ke keh doon ke yaar aisi hoti hai poochhe jo koi mujhse bahaar kaisi hoti hai tujh ko kyun aayi hayaa kya pata tu kyun hai mujhse khafaa kya pata naa jaane zannat kya hai kya pata mujhko ye baaten bhala kya pata poochhe jo koi mujhse hoor kaisi hoti hai naam tera le ke keh doon huzoor aisi hoti hai poochhe jo koi mujhse bahaar kaisi hoti hai naam tera le ke keh doon ke yaar aisi hoti hai poochhe jo koi ghata ghanghor kaisi hoti hai
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm poochho na yaar kya hua dil ka qaraar kya hua poochho na yaar kya hua dil ka qaraar kya hua tum pe to hum mar mite hain abhi se jaane humara aage kya hoga aaee yaee yaee yaaa yaee yaee yaaa yaaa hum ko mil gayee duniya pyaar ki maana ho gaye tum mere apne phir bhi ye sawaal dil mein ye khayaal na ho ye kahin door ke sapne hooo ye abki baar kya hua dil ka qaraar kya hua tum pe to hum mar mite hain abhi se jaane humara aage kya hoga aaee yaee yaee yaaa yaee yaee yaaa yaaa apne paas kya armaan ke siwa yun to main tumhen aur kya dungi jo bhi hai mera main aur mera pyaar tum pe ek baar sab loota dungi hooo chaahoge to main dekhungi tumhen keh doge ke to phir sar jhuka lungi haaye dildaar kya hua dil ka qaraar kya hua tum pe to hum mar mite hain abhi se jaane humara aage kya hoga aaee yaee yaee yaaa yaee yaee yaaa yaaa chhodo jaane jaan tum bhi ho kahaan ghabraate nahin hum zamaane se dekho to idhar kiska hai jigar
hmmmmmm hmmmm hmmmm hmmmmmm hmmmm hmmmm prem hai kya prem hai kya ik aansoon ik qatraa jis mein saagarrrrrrrrrr doob gaye doob gaye doob gaye haaye prem hai kya ik aansoon ik qatraa jis mein saagarrrrrrrrrr doob gaye doob gaye doob gaye premi phir bhi milne ka mauka dhundh lete hain premi phir bhi milne ka mauka dhundh lete hain oonchi deewaron mein jharoka dhundh lete hain premi phir bhi milne ka mauka dhundh lete hain zamana deewana naa jaanaaaaa pyaar hai kyaa ho pyaar hai kya ik jaadoo ik parda jiske pichheeeee bhed chhupe bhed chhupe bhed chhupe ho prem hai kya ik aansoon ik qatraa jis mein saagarrrrrrrrrr doob gaye doob gaye doob gaye gori ke honton pe hain prem ki paheliyaan gori ke honton pe hain prem ki paheliyaan gori ka preetam jaane yaa jaane saheliyaan gori ke honton pe hain prem ki paheliyaan karen kya sune kya kahen kyaaaaaaa preet hai kya haaye preet hai kya ik khushboo ik barkhaa jo barse toooooooo aag lage aag lage aag lage hoooo ooooo prem hai
pukaarta chala hoon main gali gali bahaar ki bas ek chhaanv zulf ki bas ik nigaah pyaar ki pukaarta chala hoon main gali gali bahaar ki bas ek chhaanv zulf ki bas ik nigaah pyaar ki pukaarta chala hoon main ye dillagi ye shaukhiyaan salaam ki yahi to baat ho rahi hai kaam ki koi to mud ke dekh legaa is taraf koi nazar to hogi mere naam ki pukaarta chala hoon main gali gali bahaar ki bas ek chhaanv zulf ki bas ik nigaah pyaar ki pukaarta chala hoon main suni meri sadaa to kis yakeen se ghata utar ke aa gayee zameen pe rahi yahi lagan to ae dil e jawaan asar bhi ho rahegaa ik haseen pe pukaarta chala hoon main gali gali bahaar ki bas ek chhaanv zulf ki bas ik nigaah pyaar ki pukaarta chala hoon main
pukaarti hai muhabbat hoo ooo ooo ooo pukaarti hai muhabbat kareeb aa jaao kareeb aa jaao tumhi to ho meri jannat ooo ooo ooo ooo tumhi to ho meri jannat kareeb aa jaao kareeb aa jaao jidhar nigaah uthhe hans rahi ho phoolon mein tumhi to jhool rahi ho kiran ke jhoolon mein nazar ko hosh nahin dilnasheen nazaaron kaa alag wajood nahin tumse chaand taaron kaa hoo oo oo oo baraste husn ki soorat kareeb aa jaao tumhi to ho meri jannat hoo oo oo oo tumhi to ho meri jannat kareeb aa jaao kareeb aa jaao ye pyaar jispe farishton ko rashq aataa hai khuda bhi hum pe muhabbat se muskuraata hai dilon ka mel ibaadat hai kaun jaanegaa yahi to asl haqeeqat hai kaun maanegaa hoo oo oo oo humaara ishq salaamat kareeb aa jaao pukaarti hai muhabbat hoo ooo ooo ooo pukaarti hai muhabbat kareeb aa jaao kareeb aa jaao kareeb aa jaao kareeb aa jaao
mil jaati hai sansaar mein sansaar se mukti milti nahin mar ke bhi magar pyaar se mukti pyaar hai ek nishaan kadmon ka pyaar hai ek nishaan kadmon ka jo musafir ke baad rehta hai pyaar hai ek nishaan kadmon ka jo musafir ke baad rehta hai bhool jate hain log sab lekin kuchh na kuchh phir bhi yaad rehta hai pyaar hai ek nishaan kadmon ka rok leti hain raah mein yaadein jab bhi raahon se hum guzarte hain rok leti hain raah mein yaadein jab bhi raahon se hum guzarte hain kho gaye keh kahon mein jo unko aansuon mein talash karte hain dil pe halki si chot lagti hai dard aankhon se foot behta hai pyaar hai ek nishaan kadmon ka kuchh bhi to kam nahin hua dekho zakhm hain phool hain bhahare hain kuchh bhi to kam nahin hua dekho zakhm hain phool hain bhaharen hain tum nahin ho magar tumhin tum ho sab tumhari hi yadgarein hain toot jane se toot jate hain dil ke rishte ye kaun kehta hai pyaar hai ek nishaan kadmon ka
pyaar ka lekar udan khatola aaya prem pujaari pyaar ka lekar udan khatola chala ye prem pujaari bina pankh jab udi muhabbat dekhe duniyaa saari pyaar ka lekar udan khatola chala ye prem pujaari bina pankh jab udi muhabbat dekhe duniyaa saari take off to huyi maze se lending ki hai baari lage naa dhakka baandh le kas ke pyaar ki peti pyaari pyaar ka lekar udan khatola chala ye prem pujaari bina pankh jab udi muhabbat dekhe duniyaa saari iss duniyaa ne laakh khadi ki badi badi deewaren mil gaye ye milne waale udd kar neeche reh gaye saare pyaar ka lekar udan khatola chala ye prem pujaari bina pankh jab udi muhabbat dekhe duniyaa saari aa jaa mil kar geet milan ke dharti par ab gaayen janam janam ke pyaase man ki saiyaan pyaas bhujhaayen pyaar ka lekar udan khatola chala ye prem pujaari bina pankh jab udi muhabbat dekhe duniyaa saari pyaar ka lekar udan khatola chala ye prem pujaari bina pankh jab udi muhabbat dekhe duniyaa saari pyaar ka lekar udan khatola chala ye
pyaar ke daaman se lipte hum kahan tak aa gaye hoo hum nazar tak chahte the tum to dil par chha gaye pyaar ke daaman se lipte hum kahan tak aa gaye ooo hum nazar tak chahte the tum to dil par chha gaye pyaar ke daaman se lipte ik sunahri raat ka saya hamare sar pe hai aa aa aaaaa ik sunahri raat ka saya hamare sar pe hai bichh gayi raahon mein kaliyaan dil hasin manzar pe hai aaj apni hi ada se aap kyun sharma gaye aaaaa hum nazar tak chahte the tum to dil par chha gaye pyaar ke daaman se lipte kya hua jadu zameen par ab nahin padte kadam aaaa aaaa kya hua jadu zameen par ab nahin padte kadam pyaar ke nazuk paron par udd rahe do dil sanam ek nazar mein hum zameen se aasma tak aa gaye haha hhaa hum nazar tak chahte the tum to dil par chha gaye pyaar ke daaman se lipte jane jaan jaan ki kasam tum par ye jaan kurbaan hai aaa aaaaa jane jaan jaan ki kasam tum par ye jaan kurbaan hai tauba tauba aapki baaton se dil hairan hai raaz dil ke aaj aakhir iss zuban tak aa gaye
pyaar ke saagar se nikli moti ke badle ret ab pachhtaaye kyaa hoye jab chidiyaan chug gayin khet o o o o o o ik jhooth hai ik jhooth hai jiskaa duniyaa ne rakhaa hai muhabbat naam arre rakhaa hai muhabbat naam dhokhaa hai jise dhokhaa hai jise kehte hain wafaa bas dekh liyaa anjaam arre bas dekh liyaa anjaam paani si nazar patthar saa jigar bedard tujhe pehchaan gaye paani si nazar patthar saa jigar bedard tujhe pehchaan gaye hum pyaar ki nagri mein aa kar dastoor yahaan ke jaan gaye milti hai kushi milti hai kushi dum bhar ke liye rone ko hain subho shaam rone ko hain subho shaam haai bas dekh liyaa bas dekh liyaa anjaam na poochh hua jo haal meraa ik teri nazar ke dhokhe se na poochh hua jo haal meraa ik teri nazar ke dhokhe se jaise koi jaltaa deep bujhe bas ek hawaa ke jhonkhe se dil de ke humein dil de ke humein kuchh bhi na milaa bekaar huye badnaam bekaar huye badnaam haai bas dekh liyaa bas dekh liyaa anjaam
pyaar ki kasam hai na dekh aise pyaar se ho tu mera sanam hai kahoongi main pukaar ke pyaar ki kasam hai na dekh aise pyaar se ho tu mera sanam hai kahoongi main pukaar ke pyaar ki adaa hai zindagi ghum ki bhi sadaa hai zindagi ho o ho ho ho o ho ho ghum sahoongi chaah mein teri ji kasam to khaayie meri teri kasam chaman meri bahaar ke pyaar ki kasam hai na dekh aise pyaar se ho tu mera sanam hai kahoongi main pukaar ke dil pe hai teri nishaaniya hain buri ye mehrbaaniya ho o ho ho ho o ho ho mil rahi hain do jawaaniya ban na jaaye do kahaaniya bhoola bhi de fasaane intezaar ke pyaar ki kasam hai na dekh aise pyaar se ho tu mera sanam hai kahoongi main pukaar ke lab pe hai khila gulaab sa aankh mein hasin khwaab sa ho o ho ho ho o ho ho jo hasin na ho wo khwaab kyaa kho na jaaye wo shabaab kyaa kahe ki chal yehi hain din khumaar ke pyaar ki kasam hai na dekh aise pyaar se ho tu mera sanam hai kahoongi main pukaar ke lala lala lala lala la lala lala lala lala la
pyaar ki manzil mast safar tum ho haseen hum hain jawaan saamne tum ho phir bhi humen hosh nahin hum hain kahaan pyaar ki manzil mast safar tum ho haseen hum hain jawaan saamne tum ho phir bhi humen hosh nahin hum hain kahaan pyaar ki manzil yun hi sataunga din aur raat jab tak naa dogi tum haathon mein haath yun hi sataunga din aur raat jab tak naa dogi tum haathon mein haath ye zidd bhi hai kitni humko dekhna hai pyaar ki manzil mast safar tum ho haseen hum hain jawaan saamne tum ho phir bhi humen hosh nahin hum hain kahaan pyaar ki manzil dam se humare hai tum par bahaar ehsaan maano ji kiya tumse pyaar dam se humare hai tum par bahaar ehsaan maano ji kiya tumse pyaar jalwe to laakhon hain kaun poochhta hai pyaar ki manzil mast safar tum ho haseen hum hain jawaan saamne tum ho phir bhi humen hosh nahin hum hain kahaan pyaar ki manzil maano ya na maano ji tum ho haseen aji dil ki baaton ka kar lo yakeen maano ya na maano ji tum ho haseen aji dil ki baaton ka kar
ha ha ha ha ha ha ha ha aa ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha aaa aa ha ha ha ha pyaar ki raah bahaar ki manzil pyaar ki raah bahaar ki manzil paane waale paa hi gaye preet ki reet nibhaane waale preet ki reet nibhaane waale ban ke saathi aa hi gaye dil se hua hai dil ka milan dharti ko jhuk jhuk choome gagan aa ha ha aa ha ha haa aa ha ha haa jhoom uthi aasha ki ghata naach utha ulfat ka chaman phool bhi dekh ke roop tumhaara jaaneman sharma hi gaye pyaar ki raah bahaar ki manzil pyaar ki raah bahaar ki manzil paane waale paa hi gaye deep khushi ke dil mein jale ghum ke ghanere saaye dhale lagta hai aisa paa ke tumhen duniya hai jaise paanv tale hooo preet ke geet wafaaon ke naghmein saare jag pe chhaa hi gaye preet ki reet nibhaane waale preet ki reet nibhaane waale ban ke saathi aa hi gaye jaan se pyaara hai ye safar shaam hai apni apni sahar aa ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha kaid se panchi chhoot gaye door hua sayyaad ka dar pyaar ki mauj mein doob ke do dil aaj
main kab gaata mere swar mein pyaar kisi ka gaata hai pyaar kisi ka gaata hai yaad kisi ki jab aati ik naya geet ban jaata hai pyaar kisi ka gaata hai jab le thandi saansen koi ye purwaiyaa lehraaye anter se jab dhuwaan uthe to ambar par baadal chhaye aansoon ki boondon mein koi chhand naye barsaata hai pyaar kisi ka gaata hai mere paas nahin kuchh apna jo hai sabhi paraaya hai mera tann mann mera jeevan kisi aur ki chhaya hai main to hoon ik taar chhed kar koi mujhe bajaata hai pyaar kisi ka gaata hai yaad kisi ki jab aati ik naya geet ban jaata hai pyaar kisi ka gaata hai
hmm pyaar ko madhur madhur iqraar ko are ye duniya kya jaane ke hum to parwaane bade hi mastaane tumhaare deewaane jhoom ke hansi khusi se jhoom ke mile nazar ke paimaane wafa ke afsaane ke hum bhi deewaane tumhaare parwaane tum jo mile to mile hain do jahaan ke reh gayi duniya jahaan thi vahaan achchhaaaa are tum jo mile to mile hain do jahaan ke reh gayi duniya jahaan thi vahaan humaari tumhaari amar daastaan humaari tumhaari amar daastaan hoo jhoom ke hansi khusi se jhoom ke mile nazar ke paimaane wafa ke afsaane ke hum bhi deewaane tumhaare parwaane chaand nahin dekhun na dekhun aasmaan baat hai jo tujhmein wo unmein kahaan waah waah chaand nahin dekhun na dekhun aasmaan baat hai jo tujhmein wo unmein kahaan tumhaare hi dam se nazaare jawaan tumhaare hi dam se nazaare jawaan ho pyaar ko madhur madhur iqraar ko are ye duniya kya jaane ke hum to parwaane bade hi mastaane tumhaare deewaane lo ab to gira do ada ki bijliyaan ke main to sharmaun kahega kya sama heyyy
pyaar mein mitna hi padta hai magar mit kar bhi zindagi hai ke sanwarti hi chali jati hai pyaar mein mitna hi padta hai magar mit kar bhi zindagi hai ke sanwarti hi chali jati hai pyaar mein mitna hi padta hai dil ke jalne se ujala jo nazar aata hai dard ke saath hi raahat ka mukaam aata hai tumko shayad tumko shayad nahin maloom mohabbat kya hai ek shamma hai jo toofan mein jali jaati hai pyaar mein mitna hi padta hai pyaar dharti pe hai aakash ka anmol diya pyaar se badhke zamane mein koi cheez nahin mitne walon ki mitne walon ki koi rasam koi reet nahin dastan pyaar ki bas yunhi kahi jaati hai pyaar mein mitna hi padta hai magar mit kar bhi zindagi hai ke sanwarti hi chali jati hai pyaar mein mitna hi padta hai hooo ho ooooo ooo oooo ooo ooo oooo
hurreee hurreeee hurreee hurreeee pyaar muhabbat pyaar muhabbat ke siva ye zindagi kya zindagi pyaar muhabbat ke siva ye zindagi kya zindagi aa gale lag jaa mere aur chhod de ye dillagi aa gale lag jaa mere aur chhod de ye dillagi pyaar muhabbat ke siva ye zindagi kya zindagi pyaar muhabbat ke siva ye zindagi kya zindagi hey aa gale lag jaa mere aur chhod de ye dillagi aa gale lag jaa mere aur chhod de ye dillagi jo tumne kiya jo humne kiya wo jaane do jaane do jo tumse hua jo humse hua wo jaane do jaane do do din ki jawaani hai ye jhagde jaane do haan jaane do aa jaao humare pass aur gila jaane do jaane do pyaar muhabbat pyaar muhabbat ke siva ye zindagi kya zindagi pyaar muhabbat ke siva ye zindagi kya zindagi aa gale lag jaa mere aur chhod de ye dillagi aa gale lag jaa mere aur chhod de ye dillagi hurreee hurreeee hurreee hurreeee tufaan mein khili aashaa ki kali ab ghum kya hai ghum kya hai hum ek huye manzil bhi mili ab ghum kya hai ghum kya hai ik dil ki lagi
pyaar se dil bhar de nahin nahin hum pe karam kar de kabhi nahin pyaar se dil bhar de hmmm hmmmm hum pe karam kar de kabhi nahin warna hum mar jaayenge o zaalim naam tera le le haaye allah chhod meri raahen nahin nahin chhod meri baahen kabhi nahin pyaar tujhe maange na milega jaan bhale le le allah allah pyaar se dil bhar de nahin nahin hum pe karam kar de kabhi nahin lo mil gayin lehron se lehren mile hain baadal baadal se mile hain baadal baadal se ho koi dil bandha hua hai kisi naa kisi ke aanchal se kisi naa kisi ke aanchal se tu bhi meri kismat likh de apne pyaar ke kaajal se chhod meri raahen nahin nahin chhod meri baahen kabhi nahin pyaar tujhe maange na milega jaan bhale le le allah allah pyaar se dil bhar de hmmm hmmm hum pe karam kar de kabhi nahin pyaar shamma ne kiya kisi ko saari saari raat jali saari saari raat jali pyaar kali ne diya kisi ko saare chaman mein baat chali saare chaman mein baat chali maine tujhko zara sa chaaha ruswaa ho gayi gali
sikhla do na aao tumhen main pyaar sikha doon sikhla do na prem nagar ki dagar dikha doon dikhla do na dil ki dhadkan kya hoti hai yeh anjana raaz bata doon batlaa do na aao tumhen main pyaar sikha doon pehle dheere se palkon ki chilman jara gira lo ab apne ruksaron par yeh julf jara bikhra lo dekho mujko dar laage dekho mujko dar laage jaane kya hoga aage sabra karo to samjha doon samjha do na aao tumhen main pyaar sikha doon chhod ke begaana pan ab tum mere pas aa jao aa gayi lo aa gayi bhool ke saari duniya inn baahon mein kho jaao na na na na naa baba na pyaar nahin hota aise pyaar nahin hota aise hota hai phir wo kaise thehro tum ko samjha doon samjha do na aao tumhen main pyaar sikha doon sikhla do na prem nagar ki dagar dikha doon dikhla do na aao tumhen main pyaar sikha doon phool ki khushboo pawan ki surat kabhi aankh se dekhi tan ko dekha mann ki murat kabhi aankh se dekhi pyaar nahin koi vaasna pyaar nahin koi vaasna yeh to ek upaasna aao tumhen main
pyaar to ik din hona tha hona tha hona tha ho gaya ho gaya ho gaya ho gaya dil to ik din khona tha khona tha khona tha kho gaya kho gaya kho gaya kho gaya haaye pyaar to ik din hona tha hona tha hona tha ho gaya ho gaya ho gaya ho gaya dil to ik din khona tha khona tha khona tha kho gaya kho gaya kho gaya kho gaya aye jaane jaan bolo bolo bolo bolo meharbaan tere dam se zindagi hain jawaan hai jawaan aye dilruba bolo bolo bolo bolo kya hua kya socha jo kar baithe tum deewane se pyaar ho gaya ho gaya ho gaya ho gaya pyaar to ik din hona tha hona tha hona tha ho gaya ho gaya ho gaya ho gaya aye humnasheen bolo bolo bolo bolo naazneen humne dekha chaand bhi tere jaise to nahin aye humsafar haan jaane jigar tum ko diya tha dil rakhne ko humne jo ik baar kho gaya kho gayaaaaa kho gaya kho gaya pyaar to ik din hona tha hona tha hona tha ho gaya ho gaya ho gaya ho gaya shrimatiji aaiye shrimaan farmaaiye are shrimati ji aaiye shrimaan farmaaiye kaun humare aap hai duniyaa
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Poochh Na Mujhse Dil Ke Fasaane Mohd Rafi 03:40 38315
 
Poster of Mohd Rafi
 
Category
Ghazal
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:40   Song Number : 38315   

Poochhe Jo Koi Mujhse Aap Aye Bahaar Ayee (1971) 03:58 12258
 
Poster of Aap Aye Bahaar Ayee (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar
Duration : 03:58   Song Number : 12258   

Poochho Na Yaar Kya Hua Zamaane Ko Dikhana Hai (1981) 06:04 18276
 
Poster of Zamaane Ko Dikhana Hai (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Padmini Kolhapure
Duration : 06:04   Song Number : 18276   

Prem Hai Kya Ik Aansoo Prem Kahani (1975) 04:43 12430
 
Poster of Prem Kahani (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor
Duration : 04:43   Song Number : 12430   

Pukaarta Chala Hoon Main Mere Sanam (1965) 04:15 21115
 
Poster of Mere Sanam (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Vishwajeet
Raag- 
Kirawani
Duration : 04:15   Song Number : 21115   

Pukaarti Hai Muhabbat Dastan E Laila Majnu (1974) 04:07 40198
 
Poster of Dastan E Laila Majnu (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Jan Nisar Akhtar
Music Director- 
Iqbal Qureshi
Duration : 04:07   Song Number : 40198   

Pyaar Hai Ek Nishaan Kadmon Ka Mukti (1977) 04:38 36467
 
Poster of Mukti (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Back Ground Song
Duration : 04:38   Song Number : 36467   

Pyaar Ka Lekar Udan Tumse Achha Kaun Hai (1969) 04:01 12520
 
Poster of Tumse Achha Kaun Hai (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Mahamood, Shubha Khote
Duration : 04:01   Song Number : 12520   

Pyaar Ke Daaman Se Char Dervesh (1964) 04:34 36566
 
Poster of Char Dervesh (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Anjan
Music Director- 
G S Kohali
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Feroz Khan
Duration : 04:34   Song Number : 36566   

Pyaar Ke Saagar Se Nikli Jadoo (1951) 03:37 12299
 
Poster of Jadoo (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shyam Kumar
Duration : 03:37   Song Number : 12299   

Pyaar Ki Kasam Dil Deke Dekho (1959) 04:18 12327
 
Poster of Dil Deke Dekho (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Usha Khanna
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Asha Parekh
Duration : 04:18   Song Number : 12327   

Pyaar Ki Manzil Mast Ziddi (1964) 04:05 12533
 
Poster of Ziddi (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee
Duration : 04:05   Song Number : 12533   

Pyaar Ki Raah Bahaar Ki Manzil Saaz Aur Awaz (1966) 03:33 38876
 
Poster of Saaz Aur Awaz (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Khumar Barabankawi
Music Director- 
Naushad Ali
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee, Saira Banu
Duration : 03:33   Song Number : 38876   

Pyaar Kisi Ka Gaata Hai Mohd Rafi 03:39 16097
 
Poster of Mohd Rafi
 
Category
Hindi Non Film
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Nazrudeen
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:39   Song Number : 16097   

Pyaar Ko Madhur Madhur Iqraar Ko Phoolon Ki Sej (1964) 04:46 40642
 
Poster of Phoolon Ki Sej (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
P Adinarayana Rao
On Screen Actors- 
Mehmood, Shubha Khote
Duration : 04:46   Song Number : 40642   

Pyaar Mein Mitna Rachna (1983) 04:37 36774
 
Poster of Rachna (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
K L Pardeshi
Music Director- 
C K Chauhan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Anil Kapoor
Duration : 04:37   Song Number : 36774   

Pyaar Muhabbat Ke Siva Pyar Mohabbat (1966) 04:04 12441
 
Poster of Pyar Mohabbat (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Dev Anand, Sayra Banu
Duration : 04:04   Song Number : 12441   

Pyaar Se Dil Bhar De Kab? Kyoon? Aur Kahan? (1970) 05:35 12302
 
Poster of Kab? Kyoon? Aur Kahan? (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Dharmendra, Babita
Duration : 05:35   Song Number : 12302   

Pyaar Sikha Doon Upaasna (1971) 04:34 21123
 
Poster of Upaasna (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Sanjay Khan, Mumtaj
Duration : 04:34   Song Number : 21123   

Pyaar To Ik Din Hona Tha Ek Shriman Ek Shrimati (1969) 04:43 21132
 
Poster of Ek Shriman Ek Shrimati (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Babita
Duration : 04:43   Song Number : 21132   
Karaoke Songs of Mohammed Rafi, Sad Songs of Mohammed Rafi, Love Songs of Mohammed Rafi, Dance Songs of Mohammed Rafi, Hip-hop songs of Mohammed Rafi, Best songs of Mohammed Rafi, Super hit songs of Mohammed Rafi, hit songs of Mohammed Rafi, duet songs of Mohammed Rafi, solo songs of Mohammed Rafi, old songs of Mohammed Rafi, famous songs of Mohammed Rafi, Hindi Karaoke Songs of Mohammed Rafi, Hindi Sad Songs of Mohammed Rafi, Hindi Love Songs of Mohammed Rafi, Hindi Dance Songs of Mohammed Rafi, Hindi Hip-hop songs of Mohammed Rafi, best Hindi songs of Mohammed Rafi, super hit Hindi songs of Mohammed Rafi, hit Hindi songs of Mohammed Rafi, duet Hindi songs of Mohammed Rafi, solo Hindi songs of Mohammed Rafi, old Hindi songs of Mohammed Rafi, famous Hindi songs of Mohammed Rafi, Sing Along Songs of Mohammed Rafi, Sing Along Sad Songs of Mohammed Rafi, Sing Along Love Songs of Mohammed Rafi, Sing Along Dance Songs of Mohammed Rafi, Sing Along Hip-hop songs of Mohammed Rafi, Sing Along Best songs of Mohammed Rafi, Sing Along Super hit songs of Mohammed Rafi, Sing Along hit songs of Mohammed Rafi, Sing Along duet songs of Mohammed Rafi, Sing Along solo songs of Mohammed Rafi, Sing Along old songs of Mohammed Rafi, Sing Along famous songs of Mohammed Rafi