MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAsha Bhosle
HomeAsha Bhosle
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


sar par topi laal haath mein resham ka rumaal ho tera kya kehna sar par topi laal haath mein resham ka rumaal ho tera kya kehna oye gore gore gaal gaal pe uljhe uljhe baal ho tera kya kehna gore gore gaal gaal pe uljhe uljhe baal ho tera kya kehna oooooooo mera dil o jaane jaan chura ke chali kahaan nashen mein bhari bhari ooooooooo churaun main dil tera jigar bhi nahin mera umar bhi nahin meri churaun main dil tera jigar bhi nahin mera umar bhi nahin meri oye behki behki chaal chaal haaye lachke jaise daal ho tera kya kehna sar par topi laal haath mein resham ka rumaal ho tera kya kehna ooooooooo ye kyun dil pe haath hai wo kya aisi baat hai humen bhi bataaiye ooooooooo bhala itni door se kahun kya huzoor se mere paas aaiye bhala itni door se kahun kya huzoor se mere paas aaiye ho ho ke behaal baalma ye shatranji chaal ho tera kya kehna ho ho ke behaal baalma ye shatranji chaal ho tera kya kehna oye gore gore gaal gaal pe uljhe uljhe baal ho tera kya kehna click here
sare bazaar aha oho aha karenge pyaar aha oho ehe sare bazaar karenge pyaar na koi parda naa diwaar o duniya manegi manegi manegi mohabbat aise hoti hai mohabbat aise hoti hai mohabbat aise hoti hai mohabbat aise hoti hai sare bazaar karenge pyaar jab tumpe humko marna phir duniya se kya darna jab tumpe humko marna phir duniya se kya darna jo ji mein aaye karna hai naa raani hai naa raani koi rok sake toh roke koi tok sake toh toke koi rok sake toh roke koi tok sake toh toke hum rahenge tere hoke hai naa jaani hai naa jaani le bhi le haath haath mein le bhi le haath haath mein baat badhegi baat baat mein aa laga yaara koi lappa koi lara to duniya manegi manegi manegi haan mohabbat aise hoti hai mohabbat aise hoti hai mohabbat aise hoti hai mohabbat aise hoti hai sare bazaar karenge pyaar sare bazaar karenge pyaar karenge pyaar sare bazaar jab dil pe dil aa jaye yeh duniya ko thukraye jab dil pe dil aa jaye yeh duniya ko thukraye phir kaun isse samjhaye hai naa click here
sau baras ki zindagi se achhe hain achhe hain pyaar ke do chaar din pyaar ke do chaar din zindagi ki har khushi se achhe hain achhe hain pyaar ke do chaar din pyaar ke do chaar din sau baras ki zindagi se achhe hain achhe hain pyaar ke do chaar din pyaar ke do chaar din pyaar hi se ye zameen hai pyaar hi se aasmaan pyaar hi se ye zameen hai pyaar hi se aasmaan pyaar ka lekar sahara chal raha hai ye jahaan pyaar shabnam pyaar shola pyaar hi baad e sabaa phool kaliyaan chandtaare sab mohabbat ke nishaan sau baras ki zindagi se achhe hain achhe hain pyaar ke do chaar din pyaar ke do chaar din zindagi ki har khushi se achhe hain achhe hain pyaar ke do chaar din pyaar ke do chaar din ye mohabbat do dilon ka khoobsoorat raaz hai ye mohabbat do dilon ka khoobsoorat raaz hai dil ki dhadkan jiski sargam hai yahi wo saaz hai chahe bhanwre ka ho naghma ya papeehe ki sada pyaar kehte hain jise wo ek hi awaaz hai sau baras ki zindagi se achhe hain achhe hain pyaar ke do chaar click here
sau sau saal jiyo humari saasu ji sau sau saal jiyo humari saasu ji humko laage maa se pyaari saasu ji maa ne to humen janam diya tumne diya humen pyaara piya maa ne to humen janam diya tumne diya humen pyaara piya kya baat tumhari saasu ji o saasu ji sau sau saal sau sau saal jiyo humari saasu ji humko laage maa se pyaari saasu ji chanda si chamakti rahe pyaare piya ki sooratiya mere pyaare piya ki sooratiya hoooo sooraj ki sitaaron ki paaye umr mera saanwariya hooo paaye umariyaa saawariya ye sindoor aur ye kangan jeevan ke anmol ratan ye saari hai den tumhari saasu ji sau sau saal sau sau saal jiyo humari saasu ji humko laage maa se pyaari saasu ji laxman sa diya devar devi jaisi hai devraani jheth mere vishnu se laxmi jaisi hai jethaani aisi nanad jaise behnaa iss behna ka kya kehna ye phoolwaari tumne sanwaari saasu ji sau sau saal sau sau saal jiyo humari saasu ji humko laage maa se pyaari saasu ji maike se jab bichhde beti pal pal mamta ko tarse pal pal click here
hoo hoo hooo hooo hoo sawan nahin bhadon nahin sawan nahin bhadon nahin oo bindiya wali bata bin badal bijli kidhar chamki oo bin badal bijli kidhar chamki ha aa ha aa tune kabhi dekha hai kya tune abhi dekha hai kya pagle nazar to utha bin badal bijli idhar chamki hoo bin badal bijli idhar chamki are sunkar ke mele ki dhoom hum aaye hain tumhre gaanw haan gori sambhalo humein kar do chunariya ki chaanw arey dil pe kahin gir na pade dil pe kahin gir na pade dhadke hamara jiya bin badal bijli kidhar chamki dikhti nahin sar pe dhoop sawan ke andhe ho kya ha ha are bijli kahan banware gora badan hai mera ho oo are thoda sa main bal kha gayi thoda sa main bal kha gayi to jhooma mera jhumka ho bin badal bijli idhar chamki ho oo oo sawan nahin bhadon nahin sawan nahin are bhadon nahin oo bindiya wali bata bin badal bijli kidhar chamki oo bin badal bijli oo bin badal bijli oo bin badal bijli ha bin badal bijli click here
seema seema seema sehne ki bhi hai koi seema seema pe sipaahi baitha hai zara bol dhima dhima seema seema seema sehne ki bhi hai koi seema seema pe sipaahi baitha hai zara bol dhima dhima seema seema seema kuchh log yahaan par lete hain kaanon ka nazar se kaam oho hoho hohohoho kuchh log yahaan par lete hain kaanon ka nazar se kaam naadaan tu deewaanon ki tarah kyun leta hai mera naam seema o seema o seema dheeraj ki bhi hai koi seema behtar hai ki hum tum karwa len ab chal kar apna beema hey seema seema seema tum sar se lekar panv talak lagti ho mujhasshim raat tum sar se lekar panv talak lagti ho mujhasshim raat anjaan pe bhi zara rakhna nazar phir karna koi aaghaat seema seema seema chup rehne ki hai koi seema koi bhed agar khul jaaye kahin to ban jaayega keema seema seema seema patthar ke sanam ab kuchh to kaho yunhi ho na jaaye shaam ho ho hoho aa aa patthar ke sanam ab kuchh to kaho yunhi ho na jaaye shaam seema se zara tum aage badho toh dil ko mile aaraam click here
aaaaa aaaaa aaaa seene mein mohabbat ka pehla armaan tumhaari daulat hai armaan tumhaari daulat hai seene mein mohabbat ka pehla armaan tumhaari daulat hai ye dil hai tumhaari malkiyat ye jaan tumhaari daulat hai ye jaan tumhaari daulat hai andaaz dhadakne ka seekha andaaz dhadakne ka seekha is dil ne tumhaari aankhon se andaaz dhadakne ka seekha is dil ne tumhaari aankhon se is dil pe tumhaari aankhon ka ehsaan tumhaari daulat hai ehsaan tumhaari daulat hai ye dil hai tumhaari malkiyat ye jaan tumhaari daulat hai ye jaan tumhaari daulat hai kya cheez mohabbat hoti hai kya cheez mohabbat hoti hai ab tak ye humen maaloom na tha kya cheez mohabbat hoti hai ab tak ye humen maaloom na tha jitni bhi hui hai ulfat se pehchaan tumhaari daulat hai pehchaan tumhaari daulat hai seene mein mohabbat ka pehla armaan tumhaari daulat hai ye jaan tumhaari daulat hai armaan tumhaari daulat hai click here
shaadi karne se pyaar kam ho jaata hai are shaadi karne se pyaar kam ho jaata hai kam ho jaata hai shaadi karne se pyaar kam ho jaata hai shaadi karne ke baad hi pyaar ka maza aata hai hey shaadi karne se pyaar kam ho jaata hai anha shaadi karne ke baad hi pyaar ka maza aata hai kam nahin hota pyaar aur badh jaata hai are shaadi karne se pyaar kam ho jaata hai wo baaten nahin hotin wo raaten nahin hotin chhup chhup ke chori se mulakaaten nahin hotin wo baaten nahin hotin wo raaten nahin hotin chhup chhup ke chori se mulakaaten nahin hotin main tumhaari baaton mein na aaungi hoo dekho ruth ke ghar waapas chali jaaungi aisi baaton se mera dil ghabraata hai are shaadi karne se pyaar kam ho jaata hai kam nahin hota pyaar aur badh jaata hai na kangan na anguthi ye preet tumhaari jhuthi aisi laagi kisne dekhi o kabhi laagi kabhi tooti na kangan na anguthi ye preet tumhaari jhuthi aisi laagi kisne dekhi o kabhi laagi kabhi tooti lo baahon ke haar tujhe pehnaata hoon hoo click here
shaam se aankh mein nami si hai shaam se aankh mein nami si hai aaj phir aapki kami si hai ho shaam se aankh mein nami si hai aaj phir aapki kami si hai ho shaam se aankh mein nami si hai dafn kardo humein to saans aaye dafn kardo humein to saans aaye dafn kardo humein to saans aaye der se saans kuchh thami si hai ho shaam se aankh mein nami si hai kaun pathra gaya hai aankhon mein kaun pathra gaya hai aankhon mein kaun pathra gaya hai aankhon mein barf palkon par kyun jami si hai ho shaam se aankh mein nami si hai shaam se aankh mein nami si hai aaj phir aapki kami si hai ho shaam se aankh mein nami si hai click here
du duru duru du du du duru du du du sharabi aankhen gulabi chehra sharabi aankhen gulabi chehra kaisa lage mera dilruba dil mera dilruba dil mera gulabi chehra sabhi ne dekha dekha nahin magar dil mera dilruba dil mera dilruba gulabi chehra ye zulfein kya lage jaise chhanv dhale meri chale to iss chaanv mein bita doon sari zindagi haan ye nazar yaar ka ghar haay pagle yaar se alag duniya mere ghar ki hogi aur bhi du duru duru du du du du duru du gulabi chehra sabhi ne dekha dekha nahin magar dil mera hey hey hey hey gulabi chehra ye badan kya sajan haan kya kehne tumse milun to kuchh yaad nahin aaye chaahat ke siwa haan ye baahein pyaar chaahen haa haay diwaane kaam in bahon ka aur bhi to hoga chaahat ke siva du duru duru du du du du du duru du gulabi chehra sabhi ne dekha dekha nahin magar dil mera hey hey hey hey gulabi chehra ye kamar haan magar naa meri jaan yun hi to log bekaar nahin bharte aahein subah shaam aa zalima dilruba o nadaan jaan dilruba ke alava click here
sharad sundar chanderi raati la la la la la la la la sharad sundar chanderi raati swapnancha jhaulato jhula thand yaa havet gheun kavet sajana jhulav mala sajana re mohana re aikk na re tujhyach sathi re tujhyach sathi sagesoyare mi sandile paathi tujhyach sathi re tujhyach sathi sagesoyare mi sandile paathi sharad sundar chanderi raati swapnancha jhaulato jhula thand yaa havet gheun kavet sajana jhulav mala mohan madhur raati bharala yeu de preeti preetichi hich na reeti kashala kunachi bhiti jhadamaage chand haa varati aala ye na ye na aatur jeev ha jhala mi bhulave swaiir vhave geet gaave sharad sundar chanderi raati swapnancha jhaulato jhula thand yaa havet gheun kavet sajana jhulav mala varyaat lahar mand fulancha madak gandh mogra chameli kund jeevala kariti dhund majhya dehi punav chandane saaje pranan madhye preetichi pavari vaaje aaj raaya dhund kaaya moh maaya sharad sundar chanderi raati swapnancha jhaulato jhula thand yaa havet gheun kavet sajana jhulav click here
sharma ke ye kyun sab pardaa nasheen sharma ke ye kyun sab pardaa nasheen aanchal ko sanwaara karte hain sharma ke ye kyun sab pardaa nasheen aanchal ko sanwaara karte hain kuchh aise nazar waale bhi hain jo chhup chhup ke nazaara karte hain chhup chhup ke nazaara karte hain chhup chhup ke nazaara karte hain betaab nigaahon se keh do jalwon se ulajhnaa theek nahin betaab nigaahon se keh do jalwon se ulajhnaa theek nahin aana sambhal ke pardaa nasheenon ke saamne jhukti hai zindagi bhi haseenon ke saamne mehfil mein husn ki jo gayaa shaan se gayaa jis ne nazar milaayi wohi jaan se gayaa betaab nigaahon se keh do jalwon se ulajhnaa theek nahin ye nazo adaa ke matwaale bemaut bhi maara karte hain bemaut bhi maara karte hain bemaut bhi maara karte hain koi na haseenon ko poochhe duniya mein na ho gar dilwaale koi na haseenon ko poochhe duniya mein na ho gar dilwaale nazren jo na hoti to nazaara bhi na hota duniya mein haseenon ka guzaara bhi na hota koi na haseenon ko click here
sharma na yun ghabra na yun parda kiye ye raat hai haan sharma na yun ghabra na yun parda kiye ye raat hai tarana dhadkan ka na seene mein dabba na koi jaanega ye aapas ki baat hai hai na haan sharma na yun ghabra na yun parda kiye ye raat hai tarana dhadkan ka ha ha na seene mein dabba na dabba na koi jaanega ye aapas ki baat hai bolo na sharma na yun ghabra na yun arre parda kiye ye raat hai khoya khoya kyun hai har khushi hai teri phool se jism ki taazgi hai teri khoya khoya kyun hai har khushi hai teri phool se jism ki taazgi hai teri ye tohfaa gulshan ka na paake yun gawaa ke ab jo bhi hai wo sab tere haath hai hai na haan sharma na yun ghabra na yun parda kiye ye raat hai pyaasa pyaasa kyun hai aish ka jaam le main tujhe thaam loon tu mujhe thaam le pyaasa pyaasa kyun hai aish ka jaam le main tujhe thaam loon tu mujhe thaam le bahana bholepan ka bana ke na sataa ke badi mushkil se phir aati ye raat hai bolo na sharma na yun ghabra na yun parda kiye ye raat click here
hmm hmm hmm aa ha ha ha ha aaha ha hmm hmm hmm aaa sheeshe se pee ya paimane se pee ya meri ankhon ke maikhane se pee par pee deewane khushi se jee deewane par pee deewane khushi se jee deewane sheeshe se pee ya paimane se pee ya meri ankhon ke maikhane se pee par pee deewane khushi se jee deewane par pee deewane khushi se jee deewane sheeshe se pee ya paimane se pee husn khada hai teri raahon mein daal de baahein zara baahon mein husn khada hai teri raahon mein daal de baahein zara baahon mein raat suhaani hai dehki jawaani hai peele nigahon hi nigahon mein sheeshe se pee ya paimane se pee ya meri ankhon ke maikhane se pee par pee deewane khushi se jee deewane par pee deewane khushi se jee deewane sheeshe se pee ya paimane se pee jaan le ankhon ke ishaaron ko jaan le ankhon ke ishaaron ko loot le duniya ki baharon ko jaan le ankhon ke ishaaron ko loot le duniya ki baharon ko main hoon samran teri tujhko kasam meri chhed le tu bhi dil ke taaron kooo sheeshe se pee click here
sheptiwalya pranyanchi purvi bharli sabha sheptiwalya pranyanchi purvi bharli sabha popat hota sabhapati madhomadh ubha popat hota sabhapati madhomadh ubha popat mhanala popat mhanala mitrano devagharchi loot devagharchi loot tumha amha sarvanna ek ek sheput ya sheptache karal kaay ya sheptache karal kaay gaay mhanali gaay mhanali ashha ashha sheptine me marin mashhya gaay mhanali ashha ashha sheptine me marin mashhya ghoda mhanala ghoda mhanala dhyanaat dharin dhyanat dharin mihi majhya sheptine asech karin asech karin kutra mhanala kutra mhanala khushit yein tevha sheput halvit rahin khushit yein tevha sheput halvit rahin manjri mhanali manjri mhanali nahi ga bai kutryasarkhe majhe mulich nahi khup khup ragvin tevha sheput fugvin sheput fugvin makad mhanale kadhi var kadhi budi kadhi var kadhi budi sheptiwar mi marin udi sheptiwar mi marin udi masa mhanala masa mhanala sheput mhanje don haat don haat pohat rahin prawahat pohat rahin prawahat kangaru mhanale click here
shikwa koi tumse na hai tumpe koi zor tumko apna samjhe hum tum nikle koi aur tum nikle koi aur shikwa koi tumse na hai tumpe koi zor tumko apna samjhe hum tum nikle koi aur tum nikle koi aur laaye the aankhon mein hum bhi kya kya sapne chhota sa aangan sajega pyaar se apne laaye the aankhon mein hum bhi kya kya sapne chhota sa aangan sajega pyaar se apne lekin zindagi ka nahin sapne jaisa tod tumko apna samjhe hum tum nikle koi aur tum nikle koi aur kehte hain raahi ko loote hai andhiyara lekin loota roshni mein pyaar humara kehte hain raahi ko loote hai andhiyara lekin loota roshni mein pyaar humara sunn lo sunn sako to rote armaanon ka shor tumko apna samjhe hum tum nikle koi aur tum nikle koi aur shikwa koi tumse na hai tumpe koi zor tumko apna samjhe hum tum nikle koi aur tum nikle koi aur hooo tum nikle koi aur click here
shokh aankhen shokh aankhen shokh aankhen dekh kar soorat pe pyaar aa hi gaya shokh aankhen dekh kar soorat pe pyaar aa hi gaya umr bhar umr bhar umr bhar tadpa kiye aakhir qaraar aa hi gaya umr bhar tadpa kiye aakhir qaraar aa hi gaya kaisi kaisi uljhanen thin zindagi ke mod par kaisi kaisi uljhanen thin zindagi ke mod par saath tere aa gaye hum sabko peechhe chhod kar aankh jab tumse mili aankh jab tumse mili dil mein khumaar aa hi gaya shokh aankhen shokh aankhen shokh aankhen dekh kar soorat pe pyaar aa hi gaya umr bhar tadpa kiye aakhir qaraar aa hi gaya main jo iss duniyaan mein aayi hoon tumhaare vaaste main jo iss duniyaan mein aayi hoon tumhaare vaaste ek apni manzilein aur ek apne raaste mera humdam mera saathi mera humdam mera saathi raazdaar aa hi gaya umr bhar umr bhar umr bhar tadpa kiye aakhir qaraar aa hi gaya shokh aankhen dekh kar soorat pe pyaar aa hi gaya click here
o aa aha ha ha ha ha ha aa aha ha ha ha ha ha aa aha ha ha ha ha ha aa aha ha ha ha ha ha shokh nazar ki bijliyaan dil pe mere giraaye jaa mera na kuchh khayaal kar tu yuhin muskuraaye jaa shokh nazar ki bijliyaan jaag uthi hai aarzoo jaise charag jal pade ab to wafa ki raah mein hum tere saath chal pade chaahe hasaaye jaa humen chaahe humen rulaaye jaa shokh nazar ki bijliyaan dil pe mere giraaye jaa shokh nazar ki bijliyaan chain kahin kissi ghadi aaye na tere bin mujhe kaash main iss jahan se chheen loon ek din tujhe main tere saath saath hoon chaahe nazar bachaaye jaa shokh nazar ki bijliyaan dil pe mere giraaye jaa mera na kuchh khayaal kar tu yuhin muskuraaye jaa shokh nazar ki bijliyaan click here
Shola Ulfat Ka click here
shyam abhimani o shyam abhimani tum to bhaye mathura ke raaja roti rahi raadha raani o deewani aree deewani raaja hua main logo ka lekin raadha mere mann ki raani aachha ye to batao saanware kaahe chhoda gokul gaon re kaahe hoo jis bansi ke the sab banware wohi kar gaye mann mein ghav re wohi bante ho tum veeron ke bandhu naari ki peeda na jaani meri bansi mein jitne geet hain sab raadha ke mann meet hain sab hoo kab raadha alag hai shyam se wo to jud gayi hai mere naam se wo to chanda mein jyoti sipi mein moti saagar mein jaise ho paani shyama neeti ki baatein chhod do dekho toote dil ko jod do dekho hoo kuchh aisi hi thi majburiyaan jo badh gayi apni dooriyan raadha subah ko bhula sandhya jo laute kehte hain sab us ko gyani shyam abhimani o shyam abhimani raadha reeeeeeeeeeee kahna reeeeeeeeeeee raadha reeeeeeeeeeee kahna reeeeeeeeeeee raadha reeeeeeeeeeee click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Sar Par Topi Laal Tumsa Nahin Dekha (1957) 05:55 12536
 
Poster of Tumsa Nahin Dekha (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Amita, Shammi Kapoor
Duration : 05:55   Song Number : 12536   

Sare Bazaar Karenge Pyaar Katilon Ke Kaatil (1981) 04:05 37448
 
Poster of Katilon Ke Kaatil (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Dharmendra, Zeenat Aman
Duration : 04:05   Song Number : 37448   

Sau Baras Ki Zindagi Sachaai (1969) 04:12 37511
 
Poster of Sachaai (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Sadhana
Duration : 04:12   Song Number : 37511   

Sau Sau Saal Jiyo Sau Din Saas Ke (1980) 05:07 18554
 
Poster of Sau Din Saas Ke (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Asha Bhosle, Hemlata
On Screen Actors- 
Asha Parekh, Reena Roy
Duration : 05:07   Song Number : 18554   

Sawan Nahin Bhadon Nahin Kudrat (1981) 04:28 36051
 
Poster of Kudrat (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Priya Rajvansh
Duration : 04:28   Song Number : 36051   

Seema Seema Seema Salaakhen (1975) 05:51 19990
 
Poster of Salaakhen (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravinder Jain
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Sulakshana Pandit
Duration : 05:51   Song Number : 19990   

Seene Mein Mohabbat Laadla (1966) 03:39 20541
 
Poster of Laadla (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Duration : 03:39   Song Number : 20541   

Shaadi Karne Se Pyar Kam Ho Jata Hai Chakravyuha (1978) 04:38 19970
 
Poster of Chakravyuha (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Neetu Kapoor, Rajesh Khanna
Duration : 04:38   Song Number : 19970   

Shaam Se Aankh Mein Asha Bhosle 04:25 39321
 
Poster of Asha Bhosle
 
Category
Ghazal
Year- 
1987
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 04:25   Song Number : 39321   

Sharabi Aankhen Gulabi Chehra Madhosh (1974) 05:15 36268
 
Poster of Madhosh (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Helen, Rajesh Roshan
Duration : 05:15   Song Number : 36268   

Sharad Sundar Chanderi Raati Asha Bhosle 03:36 29169
 
Poster of Asha Bhosle
 
Category
Marathi
Lyricist
Shanta Shekle
Music Director- 
Hemant Bhosale
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Asha Bhosle
Duration : 03:36   Song Number : 29169   

Sharma Ke Ye Kyun Sab Parda Chaudhvin Ka Chand (1960) 06:13 12314
 
Poster of Chaudhvin Ka Chand (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman, Others
Duration : 06:13   Song Number : 12314   

Sharma Na Yun Joshila (1973) 04:13 18460
 
Poster of Joshila (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Bindu Panikkar, Dev Anand
Duration : 04:13   Song Number : 18460   

Sheeshe Se Pee Ya Phool Aur Patthar (1966) 03:29 12426
 
Poster of Phool Aur Patthar (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Shashikala
Duration : 03:29   Song Number : 12426   

Sheptiwalya Pranyanchi Sabha Pahu Re Kiti Vaat (1963) 03:28 36888
 
Poster of Pahu Re Kiti Vaat (1963)
 
Category
Marathi
Year- 
1963
Lyricist
Ga Di Madgulkar
Music Director- 
Datta Davjekar
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 03:28   Song Number : 36888   

Shikwa Koi Tumse Dhan Daulat (1980) 04:49 12323
 
Poster of Dhan Daulat (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Neetu Singh
Duration : 04:49   Song Number : 12323   

Shokh Aankhen Dekh Kar Kahin Aur Chal (1968) 03:27 38941
 
Poster of Kahin Aur Chal (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Dev Anand, Asha Parekh
Duration : 03:27   Song Number : 38941   

Shokh Nazar Ki Bijliyan Woh Kaun Thi (1964) 03:33 12221
 
Poster of Woh Kaun Thi (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Helen
Raag- 
Bilawal
Duration : 03:33   Song Number : 12221   

Shola Ulfat Ka Aurat (1967) 03:24 37934
 
Poster of Aurat (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Padmini, Rajesh Khanna
Duration : 03:24   Song Number : 37934   

Shyam Abhimani Geet Gaata Chal (1975) 04:54 12352
 
Poster of Geet Gaata Chal (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravindra Jain
On Screen Actors- 
Sachin, Sarika
Duration : 04:54   Song Number : 12352   
Karaoke Songs of asha bhosle, Sad Songs of asha bhosle, Love Songs of asha bhosle, Dance Songs of asha bhosle, Hip-hop songs of asha bhosle, Best songs of asha bhosle, Super hit songs of asha bhosle, hit songs of asha bhosle, duet songs of asha bhosle, solo songs of asha bhosle, old songs of asha bhosle, famous songs of asha bhosle, Hindi Karaoke Songs of asha bhosle, Hindi Sad Songs of asha bhosle, Hindi Love Songs of asha bhosle, Hindi Dance Songs of asha bhosle, Hindi Hip-hop songs of asha bhosle, best Hindi songs of asha bhosle, super hit Hindi songs of asha bhosle, hit Hindi songs of asha bhosle, duet Hindi songs of asha bhosle, solo Hindi songs of asha bhosle, old Hindi songs of asha bhosle, famous Hindi songs of asha bhosle, Sing Along Songs of asha bhosle, Sing Along Sad Songs of asha bhosle, Sing Along Love Songs of asha bhosle, Sing Along Dance Songs of asha bhosle, Sing Along Hip-hop songs of asha bhosle, Sing Along Best songs of asha bhosle, Sing Along Super hit songs of asha bhosle, Sing Along hit songs of asha bhosle, Sing Along duet songs of asha bhosle, Sing Along solo songs of asha bhosle, Sing Along old songs of asha bhosle, Sing Along famous songs of asha bhosle