MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeKishore Kumar
HomeKishore Kumar
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


sachcha pyaar to jhuk nahin sakta dil ki umang ye kahti hai pyaar ka raahi ruk nahin sakta dil ki umang ye kahti hai sachcha pyaar to jhuk nahin sakta dil ki umang ye kahti hai pyaar ka raahi ruk nahin sakta dil ki umang ye kahti hai jinko hamse pyaar hai saath hamaare ho jaaye jinko hamse pyaar hai saath hamaare ho jaaye meetha jal hai wo saagar daag jo dil ka dho jaaye meetha jal hai wo saagar daag jo dil ka dho jaaye pyaar ka rishtaa mit nahin sakta dil ki umang ye kahti hai pyaar ka raahi ruk nahin sakta dil ki umang ye kahti hai ha ha ha ha ha ha hey hey hey ha ha ha ha ha ha oh ho ho ha ha ha ha ha ha oh ho ho ha ha ha ha gardish mein ho zindagi achche din bhi aayenge gardish mein ho zindagi achche din bhi aayenge aansoo apni aankh ke khud moti ban jaayenge aansoo apni aankh ke khud moti ban jaayenge aas ka sooraj dhal nahin sakta dil ki umang ye kahti hai pyaar ka raahi ruk nahin sakta dil ki umang ye kahti hai hey hey hey ha ha ha ha ha ha ha hey hey hey ha click here
sadiyon se duniyaa mein yahi to kissa hai sadiyon se duniyaa mein yahi to kissa hai ek hi to ladki hai ek hi to ladka hai jab bhi ye mil gaye pyaar ho gayaa sadiyon se duniyaa mein yahi to kissa hai ek hi to ladki hai ek hi to ladka hai jab bhi ye mil gaye pyaar ho gayaa mohan ki raadha hai majnu ki hai laila har yug mein lagta hai dil waalon ka mela mohan ki raadha hai majnu ki hai laila har yug mein lagta hai dil waalon ka mela ek se do huye pyaar ho gaya are sadiyon se duniyaa mein yahi to kissa hai ek hi to ladki hai ek hi to ladka hai jab bhi ye mil gaye pyaar ho gayaa pathar ki masjid ho yaa chaandi ki murat duniyaa mein pyaar bina koi nahin tirath pathar ki masjid ho yaa chaandi ki murat duniyaa mein pyaar bina koi nahin tirath dil se dil jab mile pyaar ho gaya sadiyon se duniyaa mein yahi to kissa hai ek hi to ladki hai ek hi to ladka hai jab bhi ye mil gaye pyaar ho gayaa saagar ki or chale nadiyaa ghunghat khole bhanwaraa bhi kaliyon ke aage peechhe dole click here
sala main to sahab ban gaya are sala main to sahab ban gaya hey sahab banke kaisa tan gaya ye soot mera dekho ye boot mera dekho jaise gorra koi london ka haaa sala main to sahab ban gaya hey sahab banke kaisa tan gaya ye soot mera dekho ye boot mera dekho jaise gorra koi london ka waah fakire waah fakire soot pahan kar kaisa koode phande waah fakire waah fakire soot pahan kar kaisa koode phande kauaa jaise pankh mayur ka apni dum mein badhen apni dum mein badhen apni dum mein badhen kya jaano hum iss bheja mein kya kya naksa khincha kya jaano hum iss bheja mein kya kya naksa khincha leader log ki unchi baatein kya samjhe tum nicha kya samjhe tum nicha mera wo sab jhahil pan gaya hey sala main to sahab ban gaya sala main to sahab ban gaya hey sahab banke kaisa tan gaya ye soot mera dekho ye boot mera dekho jaise gorra koi london ka tarapapapapapapa tarapapapapapapa surat hai bandar ki phir bhi lagti hai albeli surat hai bandar ki phir bhi lagti hai albeli kaisa click here
ishq waalon se na poochho ki unki raat ka aalam tanhaa kaise guzarta hai juda ho humsafar jiska wo usko yaad karta hai na ho jiska koi wo milne ki fariyaad karta hai salaam e ishq meri jaan zara kubool kar lo salaam e ishq meri jaan zara kubool kar lo tum humse pyaar karne ki zara si bhool kar lo mera dil bechein hai mera dil bechein hai humsafar ke liye mera dil bechein hai humsafar ke liye salaam e ishq meri jaan zara kubool kar lo tum humse pyaar karne ki zara si bhool kar lo mera dil bechein hai humsafar ke liye mera dil bechein hai humsafar ke liye salaam e ishq meri jaan zara kubool kar lo main sunau tumhein baat ik raat ki main sunau tumhein baat ik raat ki chaand bhi apni poori jawaani pe tha dil mein tufaan tha ek armaan tha dil ka tufaan apni rawaani pe tha ek baadal udhar se chala jhoom ke ek baadal udhar se chala jhoom ke dekhte dekhte chaand par chha gaya chaand bhi kho gaya uski aagosh mein uff ye kya ho gaya josh hi josh mein mera dil dhadka mera dil click here
bane chaahe dushman zamaana humara bane chaahe dushman zamaana humara salaamat rahe dostaana humara bane chaahe dushman zamaana humara salaamat rahe dostaana humara salaamat rahe dostaana humara bane chaahe dushman zamaana humara salaamat rahe dostaana humara wo khaabon ke din wo kitaabon ke din wo khaabon ke din wo kitaabon ke din sawaalon ki raaten jawaabon ke din kai saal humne guzaare yahaan yahin saath khele huye hum jawaan huye hum jawaan tha bachpan bada aashiqaana humara salaamat rahe dostaana humara bane chaahe dushman zamaana humara salaamat rahe dostaana humara naa bichhadenge marr ke bhi hum dosto naa bichhadenge marr ke bhi hum dosto humen dosti ki kasam dosto pata koi poochhe to kehte hai hum ke ik dooje ke dil mein rehte hain hum rehte hain hum nahin aur koi thikaana humara salaamat rahe dostaana humara bane chaahe dushman zamaana humara salaamat rahe dostaana humara salaamat rahe dostaana humara bane chaahe dushman zamaana humara salaamat rahe click here
sama hai suhaana suhaana nashe mein jahaan hai kisi ko kisi ki khabar hi kahaan hai har dil mein dekho mohabbat jawaan hai sama hai suhaana suhaana keh rahi hai nazar nazar se afsaane keh rahi hai nazar nazar se afsaane ho raha hai asar ke jisko dil jaane dekho ye dil ki ajab dastaan hai nazar bolti hai dil bezubaan hai sama hai suhaana suhaana nashe mein jahaan hai kisi ko kisi ki khabar hi kahaan hai har dil mein dekho mohabbat jawaan hai sama hai suhaana suhaana ho gaya hai milan dilon ka mastaana ho gaya hai milan dilon ka mastaana ho gaya hai koi kisi ka deewana jahaan dilruba hai dil bhi wahaan hai jise pyaar kahiye wahi darmiyaan hai sama hai suhaana suhaana nashe mein jahaan hai kisi ko kisi ki khabar hi kahaan hai har dil mein dekho mohabbat jawaan hai sama hai suhaana suhaana click here
oooo hoooo hoooo oooo ooooo oooo hooo oooo hoooo haaaaaaaa samjhauta ghumon se kar lo samjhauta ghumon se kar lo zindagi mein ghum bhi milte hain hoooo oooo oooo pathjhad aate hi rehte hai pathjhad aate hi rehte hai ye madhuban phir bhi khilte hain hoooo oooo oooo samjhauta ghumon se kar lo samjhauta ghumon se kar lo raat kategi honge ujaale phir mat girnaa o girne waale raat kategi honge ujaale phir mat girnaa o girne waale insaan wo khud sambhale auron ko bhi sambhale hoo oo insaan wo khud sambhale auron ko bhi sambhale hoooo oooo oooo samjhauta ghumon se kar lo samjhauta ghumon se kar lo zindagi mein ghum bhi milte hain hoooo oooo oooo samjhauta ghumon se kar lo samjhauta ghumon se kar lo bhool sabhi se hoti aayi kaun hai jisne naa thokar khaayi bhool sabhi se hoti aayi kaun hai jisne naa thokar khaayi bhoolon se seekhe jo manzil usne paayi hooo oooo bhoolon se seekhe jo manzil usne paayi hoooo oooo oooo samjhauta ghumon se kar lo samjhauta ghumon se kar lo click here
o o o o o o ooooo oooooo oo sang mere nikle the saajan haar baithe thodi hi door chalke sang mere nikle the saajan haar baithe thodi hi door chalke tum kya jaano tumhaare paas aaye hum kitni door chalke tum kya jaano tumhaare paas aaye hum kitni door chalke saachi bolo saachi bolo saachi bolo saachi bolo kaisi rahi aaj balam ji ye dillagi kaisi rahi aaj balam ji saachi bolo saachi bolo kaisi rahi aaj balam ji ye dillagi kaisi rahi aaj balam ji duniya ulat deta main to thodi der jo tum na aur milte hoo sang mere nikle the saajan haar baithe thodi hi door chalke dekhun badan hai ki jwaala baahon mein to aao dekar yeh honton ka pyaala chhalakti na jaao hey dekhun badan hai ki jwaala baahon mein to aao dekar yeh honton ka pyaala chhalakti na jaao saajana jisko milega pyaar aise woh toh jarur chhalke tum kya jaanon tumhaare paas aaye hum kitni door chalke aankhon mein kaajal hai kaajal mein surat tumhaari seene mein dil hai to dil ko zarurat tumhaari aankhon mein kaajal click here
sapnon ke shehar hum banaayenge ghar hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm sapnon ke shehar hum banaayenge ghar pal bhar mein ye bana ye gira sapnon ke shehar hum banaayenge ghar chaandi ka rang heere kaa roop ghar pe mere sone ki dhooooop kal tak jo tha hoga na kal dil ka mere sheesh mehal kho gayi roshni sapnon ke shehar hum banaayenge ghar ghar ko bana dar ko sajaa kis ke liye main hoon khada tum bekhabar main hoon magar tanha pada pathar ke ghar tu nahin kuchh nahin sapnon ke shehar hum banaayenge ghar kyun ho juda mujhse khafaa aajaao tum naa do sazaaaaa mausam hanse gulshan hanse ghar par mere aangan hanse ro rahaaa dil meraaa sapnon ke shehar hum banaayenge ghar pal bhar mein ye bana ye gira hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm click here
nainon mein neendiya neendiya mein sapne sapnon mein saajan jab se basa bahaaren aayi jeevan mein nayi hulchul hai tan mann mein ek roop basa hai ankhiyon mein ho ho kuchh lamhe jeevan ke chura len saanson ki ye aag bujha len duniya se door nayi duniya basa len jab se mili hai tujhse nigaahein jaadu ye kaisa mujhpe hua ke dil jab tanha lagta hai mujhe kuchh aisa lagta hai tu jhaank raha hai ankhiyon mein ho ho aaj ka har ek pal sundar hai kal kya ho kisko ye khabar hai lamba safar zindagi muqtasar hai darr lag raha hai kya jaane kya ho dil tujhko maine jabse diya udi hain neendein aankhon se teri aisi hi baaton se badnaam huyi hoon sakhiyon mein ho ho nainon mein neendiya neendiya mein sapne sapnon mein saajan jab se basa bahaaren aayi jeevan mein nayi hulchul hai tan mann mein ek roop basa hai ankhiyon mein ho ho taaron se ye maang saja doon hothon pe ek phool khila doon tere liye saari duniya bhula doon mehkega sara gulshan humaara dil ka sahara baahen teri click here
hmmmmmmm hmmmmm hmmmmmm hooooo ooooooo sarakti jaaye hai sarakti jaaye hai rukh se naqaab aahista aahista sarakti jaaye hai rukh se naqaab aahista aahista nikalta aa raha hai aaftaab hoooo ooooo nikalta aa raha hai aaftaab aahista aahista sarakti jaaye hai rukh se naqaab aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaaaaaa aaaaaaaaa aaaaaa aaaa aaaaa aaaaaaaaaa aaaaaaa hmmmmmm jawaan hone lage jab wo to hum se kar liya parda jawaan hone lage jab wo to hum se kar liya parda hoooooo hayaa yaklakhat aayi aur shabaab aahista aahista sarakti jaaye hai rukh se naqaab shab e phurkat ka jaaga hoon shab e phurkat ka jaaga hoon farishton ab to sone do shab e phurkat ka jaaga hoon farishton ab to sone doooooo kabhi fursat mein kar lena hisaab aahista aahista sarakti jaaye hai rukh se naqaab sawaal e wasal par unko sawaal e wasal par unko adu ka khauf hai itna sawaal e wasal par unko adu ka khauf hai itna hoooo dabe honthon se dete hain jawaab aahista aahista sarakti jaaye hai rukh se naqaab wo click here
sare bazaar aha oho aha karenge pyaar aha oho ehe sare bazaar karenge pyaar na koi parda naa diwaar o duniya manegi manegi manegi mohabbat aise hoti hai mohabbat aise hoti hai mohabbat aise hoti hai mohabbat aise hoti hai sare bazaar karenge pyaar jab tumpe humko marna phir duniya se kya darna jab tumpe humko marna phir duniya se kya darna jo ji mein aaye karna hai naa raani hai naa raani koi rok sake toh roke koi tok sake toh toke koi rok sake toh roke koi tok sake toh toke hum rahenge tere hoke hai naa jaani hai naa jaani le bhi le haath haath mein le bhi le haath haath mein baat badhegi baat baat mein aa laga yaara koi lappa koi lara to duniya manegi manegi manegi haan mohabbat aise hoti hai mohabbat aise hoti hai mohabbat aise hoti hai mohabbat aise hoti hai sare bazaar karenge pyaar sare bazaar karenge pyaar karenge pyaar sare bazaar jab dil pe dil aa jaye yeh duniya ko thukraye jab dil pe dil aa jaye yeh duniya ko thukraye phir kaun isse samjhaye hai naa click here
are sasu tirath are sarura tirath sasu tirath sarura tirath tirath saala saali hai are duniya ke sab tirath jhoote chaaro dhaam gharwali hai are chaaron dhaam gharwali hai sasu tirath sasura tirath tirath saala saali hai are duniya ke sab tirath jhoote chaaro dhaam gharwali hai are chaaron dhaam gharwali hai biwi jab roothe to yaad aati hai saali biwi jab roothe to yaad aati hai saali saali jija ko pyaari hai wo gori ho ya kaali lekin apni kismat mein to saala hai na saali hai are chaaron dhaam gharwali hai chaaron dhaam gharwali hai are sasu tirath aah aah sasura tirath tirath saala saali hai are duniya ke sab tirath jhoote chaaron dhaam gharwali hai are chaaron dhaam gharwali hai biwi to achchhi wo hoti jo nakhre wali biwi to achchhi wo hoti jo nakhre wali phoolon se pyaari lagti hai jab jab deti hai gaali twaddi to saanu pata nahin par saddi te makhna wali hai are chaaron dhaam gharwali hai chaaron dhaam gharwali hai are sasu tirath are sasura tirath tirath click here
sath mera chhod kar sath mera chhod kar chal diya tu kahan dil meraaaa tod kar dil mera tod kar sath mera chhod kar sath mera chhod kar chal diya tu kahan dil meraaaa tod kar dil mera tod kar ghum se bhara hoon main aur mujhe ghum na do phool maange the maine mujh ko haar na do sath mera chhod kar sath mera chhod kar chal diya tu kahan dil meraaaa tod kar dil mera tod kar yaaden thi kitni hansi roye aasmaan roye zameen sehar ka hum kya karen yaar apna saath nahin sath mera chhod kar sath mera chhod kar chal diya tu kahan dil meraaaa tod kar dil mera tod kar har dil mein zinda hai tu insaan nahin farishta hai tu gareebon ki hai jaan tu insaan par ehsaan tu sath mera chhod kar sath mera chhod kar chal diya tu kahan dil meraaaa tod kar dil mera tod kar click here
savere ka sooraj tumhaare liye hai savere ka sooraj tumhaare liye hai ke bhujhte diye ko na tum yaad karna huye ek beeti huyi baat hum to huye ek beeti huyi baat hum to koi aansoo hum par na barbaad karna savere ka sooraj tumhaare liye hai tumhaare liye hum tumhaare diye hum lagan ki agan mein abhi tak jalen hain humaari kami tum ko mehsoos kyun ho suhaani subah hum tumhen de chale hain jo har dam tumhaari khushi chaahte hain jo har dam tumhaari khushi chaahte hain udaas ho ke unko na naashaad karna savere ka sooraj tumhaare liye hai sabhi waqt ke aage jhukte rahe hain kisi ke liye waqt jhukta nahin hai badi tej raftaar hai zindagi ki kisi ke liye koyi rukta nahin hai chaman se jo ik phool bichhda to kya hai chaman se jo ik phool bichhda to kya hai naye gul se gulshan ko aabaad karna savere ka sooraj tumhaare liye hai click here
se to elona elona se to elona elona keno elona jani na hara lo ki adhare te hara lo ki adhare te nibhe gelo deep je keno jani na se to elona elona keno elona jani na jani na ki doshe e jibano diye gelo phaki jani na ki doshe e jibano diye gelo phaki bhul kore tare mon ti diyechhi ami je ki niye thaki eto jana to bu ajo eto jana to bu ajo mon tar keno jana gelo na se to elona elona keno elona jani na chokher o duar theke moner angina balo kato dur chokher o duar theke moner angina balo kato dur je jay se jay phiribar path nai se ki dur bahudur eto chena keno tobu eto chena keno tobu kono dino tare bojha gelo na se to elona elona keno elona jani na jani na jani na jani na click here
lalalalalai lalalalalai lalala oui shedino akashe chilo koto tara aajo mone ache tomari kotha sriti noy eto jhora fule jaano bhalobasha bhora tomari momota shedino akashe chilo koto tara ghum bhule jawa kede fere jawa e jibone holo bolo kototuku pawa mone pore boshe mukhomukhi dujonei shukhi megheri aral e chilo chaderi she uki kaane kaane gaane gaane neel e mon shedino akashe chilo koto tara aajo tara jage boro eka laage preme ache betha bujhini to aage buke betha ki je bujhi shudhu nije duti chokh bedonae jol e ache bhije jala dite mala nile dile mon shedino akashe chilo koto tara aajo mone ache tomari kotha shedino akashe chilo koto click here
hey seedhi saadhi shehzaadi phoolon ki wo ladki wo ladki mere dil ki raani hai mili kaisi wo humen kya bole ji tumhen wo to meri kahaani hai wo hai hansi dilnashin aur hum hain jawaan hain jawaan hey hey hey woo wooo wooo wooo wooo wooo wooo wooo woo woo wooo wooo wooo wooo wooo wooo wooo wooo wooo hey mulakaaten do baatein sapnon ki wo raatein wo raatein sang katne lagin maine puchha shehzaadi karogi kya shaadi to dhime se hansne lagi wo hai hansi dilnashin aur hum hain jawaan hain jawaan hey hey hey woo wooo wooo wooo wooo wooo wooo wooo wooo wooo wooo wooo wooo wooo wooo wooo wooo wooo wooo hey yeh iraade yeh waade dilon ki muraadein daddy se jo hum kehne chale bole paisa bhala hai ye pyaar bala hai mere ghar mein ye na chale wo hai hansi dilnashin aur hum hain jawaan hain jawaan hey hey hey woo wooo wooo wooo wooo wooo wooo wooo wooo wooo wooo wooo wooo wooo wooo wooo wooo wooo wooo hey rishtedaari jo saari paise ki ho maari wo yaari humen to na chale ab chhota click here
seema seema seema sehne ki bhi hai koi seema seema pe sipaahi baitha hai zara bol dhima dhima seema seema seema sehne ki bhi hai koi seema seema pe sipaahi baitha hai zara bol dhima dhima seema seema seema kuchh log yahaan par lete hain kaanon ka nazar se kaam oho hoho hohohoho kuchh log yahaan par lete hain kaanon ka nazar se kaam naadaan tu deewaanon ki tarah kyun leta hai mera naam seema o seema o seema dheeraj ki bhi hai koi seema behtar hai ki hum tum karwa len ab chal kar apna beema hey seema seema seema tum sar se lekar panv talak lagti ho mujhasshim raat tum sar se lekar panv talak lagti ho mujhasshim raat anjaan pe bhi zara rakhna nazar phir karna koi aaghaat seema seema seema chup rehne ki hai koi seema koi bhed agar khul jaaye kahin to ban jaayega keema seema seema seema patthar ke sanam ab kuchh to kaho yunhi ho na jaaye shaam ho ho hoho aa aa patthar ke sanam ab kuchh to kaho yunhi ho na jaaye shaam seema se zara tum aage badho toh dil ko mile aaraam click here
hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey sei rate rat chhilo purnima rang chhilo falguni haote sei rate rat chhilo purnima rang chhilo falguni haote sab bhalo lagchhilo chandrima khub kachhe tomake paoa te mon khushi urboshi sei rate sur chhilo gan chhilo ei prane oi duti haat chhilo ei hate ki katha bolchhile mon jane sab bhalo lagchilo tumi chhile tai mon chhilo moneri chhayate sei rate rat chhilo purnima rang chhilo falguni haote ju ju ju juuuuu ju ju ju juuuuu ju ju ju juuuuu uuuuuu raat ase raat chole jay dure se sriti bhulte ki aaj pari purano din achhe mon jure bhalobasa hoyechhe bhikhari dhup kathi mon jale eka eka tai sei tumi nei tumi nei sathe sei rate rat chhilo purnima rang chhilo falguni haote sab bhalo lagchhilo chandrima khub kachhe tomake paoa te click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Sachcha Pyaar To Umang (1970) 04:14 12526
 
Poster of Umang (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Satish Kumar, Archana
Duration : 04:14   Song Number : 12526   

Sadiyon Se Duniyaa Mein Biwi O Biwi (1981) 04:42 21204
 
Poster of Biwi O Biwi (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Nida Fazali
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Randhir Kapoor
Duration : 04:42   Song Number : 21204   

Sala Main To Sahab Ban Gaya Sagina (1974) 03:06 12464
 
Poster of Sagina (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dilip Kumar
Duration : 03:06   Song Number : 12464   

Salaam E Ishq Muqaddar Ka Sikandar (1978) 05:54 21212
 
Poster of Muqaddar Ka Sikandar (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Prakash Mehra
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Rekha, Amitabh Bachchan
Duration : 05:54   Song Number : 21212   

Salamat Rahe Dostana Hamara (Bane Chaahe Dushman) Dostana (1980) 04:22 18292
 
Poster of Dostana (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Shatrughan Sinha
Duration : 04:22   Song Number : 18292   

Sama Hai Suhaana Suhaana Ghar Ghar Ki Kahani (1970) 03:29 21213
 
Poster of Ghar Ghar Ki Kahani (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rakesh Roshan, Bharti, Nirupa Roy
Duration : 03:29   Song Number : 21213   

Samjhauta Ghumon Samjhauta (1973) 04:00 12469
 
Poster of Samjhauta (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Anil Dhavan, Shatrughan Sinha
Duration : 04:00   Song Number : 12469   

Sang Mere Nikle The Phir Wahi Raat (1980) 05:23 32532
 
Poster of Phir Wahi Raat (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Duration : 05:23   Song Number : 32532   

Sapnon Ke Shehar Ahsaas (1979) 07:38 18495
 
Poster of Ahsaas (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Yunus Parvez, Deena, Rakesh Bedi, Kajal Kiran
Duration : 07:38   Song Number : 18495   

Sar Se Sarke Silsila (1981) 05:38 12246
 
Poster of Silsila (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Hasan Kamal
Music Director- 
Shiv, Hari
On Screen Actors- 
Jaya Bachchan, Shashi Kapoor
Duration : 05:38   Song Number : 12246   

Sarakti Jaaye Hai Deedar-E-Yaar (1982) 06:34 15150
 
Poster of Deedar-E-Yaar (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Ameer Meenai
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Jitendra, Rekha
Duration : 06:34   Song Number : 15150   

Sare Bazaar Karenge Pyaar Katilon Ke Kaatil (1981) 04:05 37448
 
Poster of Katilon Ke Kaatil (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Dharmendra, Zeenat Aman
Duration : 04:05   Song Number : 37448   

Sasu Tirath Sasura Tirath Souten (1983) 05:08 20154
 
Poster of Souten (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Savan Kumar
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Tina Munim
Duration : 05:08   Song Number : 20154   

Sath Mera Chhod Kar Pyaas (1982) 05:43 12435
 
Poster of Pyaas (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Shiv Kumar
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Kanwaljeet Singh, Tanuja
Duration : 05:43   Song Number : 12435   

Savere Ka Sooraj Ek Bar Mooskura Do (1972) 03:50 18286
 
Poster of Ek Bar Mooskura Do (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dev Mukharji, Joy Mukherjee, Tanuja
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Jhaptal
Duration : 03:50   Song Number : 18286   

Se To Elo Na Kishore Kumar 03:20 14884
 
Poster of Kishore Kumar
 
Lyricist
Mukul Dutt
Singer- 
Kishore Kumar
Duration : 03:20   Song Number : 14884   

Sedino Akashe Chhilo Kato Tara Kishore Kumar 03:22 16498
 
Poster of Kishore Kumar
 
Singer- 
Kishore Kumar
Duration : 03:22   Song Number : 16498   

Seedhi Sadhi Shehzadi Aap Ki Khatir (1977) 05:01 15617
 
Poster of Aap Ki Khatir (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Shaily Shailendra
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Vinod Khanna
Duration : 05:01   Song Number : 15617   

Seema Seema Seema Salaakhen (1975) 05:51 19990
 
Poster of Salaakhen (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravinder Jain
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Sulakshana Pandit
Duration : 05:51   Song Number : 19990   

Sei Rather Raat Chhilo Kishore Kumar 04:06 14834
 
Poster of Kishore Kumar
 
Lyricist
Shibdas Banerjee
Singer- 
Kishore Kumar
Duration : 04:06   Song Number : 14834   
Karaoke Songs of kishore kumar, Sad Songs of kishore kumar, Love Songs of kishore kumar, Dance Songs of kishore kumar, Hip-hop songs of kishore kumar, Best songs of kishore kumar, Super hit songs of kishore kumar, hit songs of kishore kumar, duet songs of kishore kumar, solo songs of kishore kumar, old songs of kishore kumar, famous songs of kishore kumar, Hindi Karaoke Songs of kishore kumar, Hindi Sad Songs of kishore kumar, Hindi Love Songs of kishore kumar, Hindi Dance Songs of kishore kumar, Hindi Hip-hop songs of kishore kumar, best Hindi songs of kishore kumar, super hit Hindi songs of kishore kumar, hit Hindi songs of kishore kumar, duet Hindi songs of kishore kumar, solo Hindi songs of kishore kumar, old Hindi songs of kishore kumar, famous Hindi songs of kishore kumar, Sing Along Songs of kishore kumar, Sing Along Sad Songs of kishore kumar, Sing Along Love Songs of kishore kumar, Sing Along Dance Songs of kishore kumar, Sing Along Hip-hop songs of kishore kumar, Sing Along Best songs of kishore kumar, Sing Along Super hit songs of kishore kumar, Sing Along hit songs of kishore kumar, Sing Along duet songs of kishore kumar, Sing Along solo songs of kishore kumar, Sing Along old songs of kishore kumar, Sing Along famous songs of kishore kumar