Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeSharmila Tagore
HomeSharmila Tagore
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


tera sukriyaa oo oo oo tera sukriyaa ki tune gale phir laga liya hai tera sukriyaa ki tune gale phir laga liya hai maine dil ke tukade chun kar maine dil ke tukade chun kar naya dil bana liya hai naya dil bana liya hai mujhe mera pyaar de de mujhe mera pyaar de de tujhe aazmaa liya hai teri wafaa ke aage maine sar jhuka liya hai mujhe mera pyaar de de tujhe paa ke kho diya tha tujhe kho ke paa liya hai tujhe paa ke kho diya tha tujhe kho ke paa liya hai jahaan khaak ud rahi thi jahaan khaak ud rahi thi wahin ghar saja liya hai wahin ghar saja liya hai mujhe mera pyaar de de mujhe mera pyaar de de tujhe aazmaa liya hai teri wafaa ke aage maine sar jhuka liya hai mujhe mera pyaar de de teri yaad mera mandir tera pyaar meri pooja teri yaad mera mandir tera pyaar meri pooja tujhe maine itna pooja tujhe maine itna pooja ke khuda bana liya hai ke khuda bana liya hai mujhe mera pyaar de de mujhe mera pyaar de de tujhe aazmaa liya hai teri wafaa ke aage maine sar jhuka
hum donon ne dekha tha ek sapna kahin pe chhota sa ik ghar tha apna aangan mein utari thi chandani raaten hum baithe karte the pyaar ki baaten wo baaten wo raaten bhool jaayen hum to humen yaad dilana haan bhool na jaana na tumse huyi na hamse huyi na tumse huyi na hamse huyi donon se mohabbat ho na saki donon se mohabbat ho na saki na tumse huyi na hamse huyi na tumse huyi na hamse huyi tumse bhi ye shikwa ho na saka humse bhi shikaayat ho na saki hamse bhi shikaayat ho na saki na tha aisa iraada kiya tha hamne waada magar takdeer hai ye koi zanjeer hai ye ise hum tod dete zamaana chhod dete magar jeena pada hai zehar peena pada hai kasam tum tod aaye wafa hum chhod aaye chalo insaaf kar dein khatayen maaf kar dein ho tumse bhi sharafat ho na saki tumse bhi sharafat ho na saki humse bhi sharafat ho na saki humse bhi sharafat ho na saki na tumse huyi na hamse huyi na tumse huyi na hamse huyi donon se mohabbat ho na saki donon se mohabbat ho na saki falak jo kaam
naa poochho koi humen zehar kyun pee liya zehar ye pee liya to thoda saa jee liya naa poochho koi humen zehar kyun pee liya zehar ye pee liya to thoda saa jee liya naa poochho koi humen pee ke naa bhookh lage naa rahe dard koi gareebon ka to nahin aisa humdard koi kab tak hum aahen bharte naa peete to kya karte pee gayi aag humen das gaye naag humen sunaa hai zehar se hi zehar mara karta hai naa poochho koi humen zehar kyun pee liya zehar ye pee liya to thoda saa jee liya naa poochho koi humen mitti ke pyaale jaisa sabhi mujhe tod gaye khaali botal ki tarah raste mein chhod gaye jhoothe to pooje jaayen sajaa ye sachche paayen jurm nirdosh raha nyaay khaamosh raha tu bhi bhagwaan kya insaaf kiya karta hai naa poochho koi humen zehar kyun pee liya zehar ye pee liya to thoda saa jee liya thoda saa jee liya
o nadiyaa chale chale re dhaara o nadiyaa chale chale re dhaara chanda chale chale re taara tujhko chalna hoga tujhko chalna hoga jeevan kahin bhi thahrtaa nahin hai jeevan kahin bhi thahrtaa nahin hai aandhi se toofaan se darta nahin hai tu na chalega to chal dengi raahein hooooo tu na chalega to chal dengi raahein manzil ko tarsengi teri nigahein tujhko chalna hoga tujhko chalna hoga o nadiyaa chale chale re dhaara chanda chale chale re taara tujhko chalna hoga tujhko chalna hoga ho paar hua woh raha jo safar mein paar hua woh raha jo safar mein jo bhi ruka ghir gaya woh bhanwar mein naav to kya beh jaaye kinaaraa hoooo naav to kya beh jaaye kinaaraa badi hi tej samay ki hai dhara tujhko chalna hoga tujhko chalna hoga tujhko chalna hoga tujhko chalna hoga hooo nadiyaa chale chale re dhaara chanda chale chale re taara tujhko chalna hoga tujhko chalna hoga
naina hain pyaase mere pyasa hai praan mera main hoon ek barkha ke bin jalta sa din aashiyaan hai sunsaan mera naina hain pyaase mere pyasa hai praan mera main hoon ek barkha ke bin jalta saa din main hoon ek barkha ke bin jalta saa din aashiyaan hai sunsaan mera man ki hai lagan tan se tan ka hai teerath doojaa man ki hai lagan tan se tan ka hai teerath doojaa pyaasi rahi milke unse pyaas ko hi maine pooja ye hi to hai abhimaan mera pyaar pooja prarthna to ek saath rahna chaahen pyaar pooja praarthna to ek saath rahna chaahen saath agar saath naa de sang aa jaati aahen ab yahi hai toofaan mera naina hain pyaase mere pyasa hai praan mera main hoon ek barkha ke bin jalta saa din aashiyaan hai sunsaan mera
yaar hi mera kapda latta yaar hi mera gehnaaaaaa yaar mile to izzat samjhun kanjri ban kar rehna hmmmm ni main yaar manaana ni chaahe log boliyaan bole ni main yaar manaana ni chaahe log boliyaan bole ni main yaar manaana ni chaahe log boliyaan bole main to baaz na aana ni chaahe zehar sautane ghole main to baaz na aana ni chaahe zehar sautane ghole ho mukhda uska chaand ka tukda kad saruka buta mukhda uska chaand ka tukda kad saruka buta uski baah ka har halkora lagta swarg ka jhuta ni main yaar manaana ni chaahe log boliyaan bole main to baaz na aana ni chaahe zehar sautane ghole yaar mile to hoooo yaar mile to jag kya karna yaar bina jag soona yaar mile to jag kya karna yaar bina jag soona jag ke badle yaar mile to yaar kaa mol doon duna main to nahin sharmaana ni main to nahin sharmaana ni chaahe log boliyaan bole chaahe log boliyaan bole main to sez sajaana ni chaahe zehar sautane ghole main to sez sajaana ni chaahe zehar sautane ghole thirak rahi meri pair ki
palkon ke pichhe se kya tumne keh daala phir se to farmaana nainon ne sapnon ki mehfil sajaayi hai tum bhi zuroor aana palkon ke pichhe se kya tumne keh daala phir se to farmaana tauba meri tauba mushkil tha ik to pehle hi dil ka bahelnaa aafat phir uss pe latt mein tumhaara mukhdaa chhipaa ke chalna haaye tauba meri tauba mushkil tha ik to pehle hi dil ka bahelnaa aafat phir uss pe latt mein tumhaara mukhdaa chhipaa ke chalna aise naa bolo pad jaaye mujhko sharmaana palkon ke pichhe se kya tumne keh daala phir se to farmaana hooo nainon ne sapnon ki mehfil sajaayi hai tum bhi zuroor aana haaye palkon ke pichhe se kya tumne keh daala phir se to farmaana duniyaa na dekhe dhadke mera mann rastaa sajan mera chhodo tann thartharaaye ungali humari dekho piya naa marodo duniyaa na dekhe dhadke mera mann rastaa sajan mera chhodo tann thartharaaye ungali humari dekho piya naa marodo yun naa sataao mujhko banaa ke deewana palkon ke pichhe se kya tumne keh daala phir se to
phir miloge kabhi iss baat ka waada kar lo phir miloge kabhi iss baat ka waada kar lo humse ik aur mulaaqat ka waada kar lo phir miloge kabhi iss baat ka waada kar lo humse ik aur mulaaqat ka waada kar lo phir miloge kabhi iss baat ka waada kar lo dil ki har baat adhoori hai adhoori hai abhi apne ik aur mulaaqat zaroori hai abhi dil ki har baat adhoori hai adhoori hai abhi apne ik aur mulaaqat zaroori hai abhi chand lamhon ke liye saath ka waada kar lo humse ik aur mulaaqat ka waada kar lo phir miloge kabhi iss baat ka waada kar lo aap kyun dil ka hasin raaz mujhe dete hain kyun naya nagma naya saaz mujhe dete hain main to hoon doobi huyi pyaar ke toofanon mein aap saahil se hi aawaaz mujhe dete hain kal bhi honge yehi zazbaat ye waada kar lo humse ik aur mulaaqat ka waada kar lo phir miloge kabhi iss baat ka waada kar lo humse ik aur mulaaqat ka waada kar lo phir miloge kabhi iss baat ka waada kar lo
phir thes lagii dil ko phir yaad ne tadapaayaa phir behane lage aansu dil dard se bhar aayaa phir thes lagi dil ko duniyaa tere gulshan se ik phool chunaa humne duniyaa tere gulshan se ik phool chunaa humne ik phool chunaa humne afsos ke daaman ko kaanton se bharaa paayaa phir thes lagi dil ko ik wo hain khudaa rakhe jo bhool gaye hum ko ik wo hain khudaa rakhe jo bhool gaye hum ko jo bhool gaye hum ko ik hum hain ki honthon par shiqvaa naa kabhi aayaa phir behne lage aansu dil dard se bhar aayaa phir thes lagi dil ko
hoo raah pe rehte hain yaadon pe basar karte hain khush raho ehale watan hoo hum to safar karte hain raah pe rehte hain yaadon pe basar karte hain khush raho ehale watan hooo hum to safar karte hain hoo jal gaye jo dhoop mein to saayaa ho gaye jal gaye jo dhoop mein to saayaa ho gaye aasmaan kaa koi konaa thoda so gaye jo guzar jaati hai bas hooo us pe guzar karte hain raah pe rehte hain yaadon pe basar karte hain khush raho ehale watan hooo hum to safar karte hain hoo udte pairon ke tale jab behti hai zameen udte pairon ke tale jab behti hai zameen mud ke humne koi manzil dekhee hi nahin raat din raahon pe hum hooo shaam o saher karte hain raah pe rehte hain yaadon pe basar karte hain khush raho ehale watan hooo hum to safar karte hain aise ujde aashiyaane inke udd gaye hooo aise ujde aashiyaane inke udd gaye bastiyon tak aate aate rastey mud gaye hum thahar jaaye jahaan hooo us ko shahar karte hai raah pe rehte hain yaadon pe basar karte hain khush raho ehale
raat ke humsafar thak ke ghar ko chale jhoomti aa rahi hai subeh pyaar ki dekh kar saamne roop ki roshni phir luti ja rahi hai subeh pyaar ki sone waalon ko hanskar jagaana bhi hai raat ke jaagton ko sulaana bhi hai deti hai jaagne ki sadaa saath hi deti hai jaagne ki sadaa saath hi loriyaan gaa rahi hai subah pyaar ki raat ke humsafar thak ke ghar ko chale jhoomti aa rahi hai subeh pyaar ki dekh kar saamne roop ki roshni phir luti ja rahi hai subeh pyaar ki raat ne pyaar ke jaam bhar kar diye aankhon aankhon se jo maine tumne piye hosh to ab talaq ja ke laute nahin hosh to ab talaq ja ke laute nahin aur kya la rahi hai subeh pyaar ki raat ke humsafar thak ke ghar ko chale jhoomti aa rahi hai subeh pyaar ki dekh kar saamne roop ki roshni phir luti ja rahi hai subeh pyaar ki kyaa kyaa waade huye kisne khaayi kasam iss naye raah par humne rakhkhe kadam chhup sakaa pyaar kab hum chupayen to kyaa chhup sakaa pyaar kab hum chupayen to kyaa sab samajh pa rahi hai subeh
haaaaaa haaaaa haaaaa aaaa lala lala la lala haaaa haaa haaaa rahi naye naye rasta naya naya rahi naye naye rasta naya naya tum na badli main na badla sab kuchh badal gaya rahi naye naye rasta naya naya yaad suhaani bachpan ki pathar pe keenchi rekha yaad suhaani bachpan ki pathar pe keenchi rekha pehla pehla pyaar dilon se mitte nahin dekha toofan samay ke bhujha na sake ye deep jala to jala tum na badli main na badla sab kuchh badal gaya rahi naye naye rasta naya naya rahi naye naye rasta naya naya haaaaaa haaaaa haaaaa aaaa haaaa haa lala lala la lala lala waqt ke saath badal jaaye use pyaar nahin kehte waqt ke saath badal jaaye use pyaar nahin kehte jo har mod pe mud jaaye use yaar nahin kehte yaar wahi jo saathi ban kar dukh mein saath chala tum na badli main na badla sab kuchh badal gaya rahi naye naye rasta naya naya
aa aa aaaa aa aa aaaa aa aa aa aaaa aa aa aa aaaaaaaaaa aa a aa aa aa raina beeti jaaye shaam na aaye raina beeti jaaye shaam na aaye nindiya na aaye nindiya na aaye raina beeti jaaye shaam na aaye raina beeti jaaye shaam ko bhoola shaam ka vada re shaam ko bhoola shaam ka vada sang diye ke jaage raadha nindiya na aaye nindiya na aaye raina beeti jaaye shaam na aaye raina beeti jaaye kis sautan ne rokee dagariya kis sautan ne rokee dagariya kis bairan se laagi najariya nindiya na aaye nindiya na aaye raina beeti jaaye shaam na aaye raina beeti jaaye birha ki maari prem deewani re birha ki maari prem deewani tan mann pyasaa ankhiyon mein paani nindiya na aaye nindiya na aaye raina beeti jaaye shaam na aaye raina beeti jaaye shaam na aaye nindiya na aaye nindiya na aaye raina beeti jaaye shaam na aaye raina beeti jaaye
roop tera mastana pyaar mera diwana roop tera mastana pyaar mera diwana bhool koi hum se na ho jaaye roop tera mastana pyaar mera diwana bhool koi hum se na ho jaaye raat nasheeli mast samaa hai aaj nashe mein sara jahan hai raat nasheeli mast samaa hai aaj nashe mein sara jahan hai aaye sharabi mausam behkaayeeee roop tera mastana pyaar mera diwana bhool koi hum se na ho jaaye aankhon se aankhen milti hain aise bechain hoke toofan mein jaise aankhon se aankhen milti hain aise bechain hoke toofan mein jaise mauj koi saahil se takraayeeee roop tera mastana pyaar mera diwana bhool koi hum se na ho jaaye rok raha hai hum ko zamana door hi rehna paas na aana rok raha hai hum ko zamana door hi rehna paas na aana kaise magar koi dil ko samjhayeeee roop tera mastana pyaar mera diwana bhool koi hum se na ho jaaye
ruk jaa saathi ruk jaa saathi ho oo oo ruk jaa saathi chala hai akela kahaaan milegi na manzil koi yun akele ruk jaa saathi ho oo oo ruk jaa saathi taar se taar mile nahin jab tak kya nikale jhankar taar se taar mile nahin jab tak kya nikale jhankar tanha tanha jiya na jaye kehte hain jisko pyaar ruk jaa saathi chala hai akela kahaan milegi na manzil koi yun akele ruk jaa saathi ho oo oo ruk jaa saathi lahar mile dhara ban jaye dhara mile to sangam lahar mile dhara ban jaye dhara mile to sangam tu aur main ka farak rahe na aa mil jaayen hum ruk jaa saathi chala hai akela kahaaan milegi na manzil koi yun akele ruk jaa saathi ho oo oo ruk jaa saathi sahar ke baad shaam aati hai shaam saher ke baad sahar ke baad shaam aati hai shaam saher ke baad shaam sahar har ek pehar mujhe aati hai teri yaad ruk jaa saathi chala hai akela kahaaan milegi na manzil koi yun akele ruk jaa saathi ho oo oo ruk jaa saathi
ruke ruke se kadam ruk ke baar baar chale ruke ruke se kadam ruk ke baar baar chale qaraar le ke tere dar se beqaraar chale ruke ruke se kadam ruk ke baar baar chale ruke ruke se kadam subah na aayi kayi baar neend se jaage subah na aayi kayi baar neend se jaage thi ek raat ki ye zindagi guzaar chale thi ek raat ki ye zindagi guzaar chale ruke ruke se kadam uthaye phirte the ehsaan dil ka seene par uthaye phirte the ehsaan dil ka seene par le tere kadmon mein ye karz bhi utaar chale le tere kadmon mein ye karz bhi utaar chale qaraar le ke tere dar se beqaraar chale ruke ruke se kadam ruk ke baar baar chale ruke ruke se kadam
saara pyaar tumhaara maine baandh liyaa hai aanchal mein saara pyaar tumhaara maine baandh liyaa hai aanchal mein tere naye roop ki nayi adaa hum dekhaa karenge pal pal mein saara pyaar tumhaara maine baandh liyaa hai aanchal mein dekh ke teri soorat mit jaati hai ek hi pal mein jeevan ki har thakan mere sapnon ki tum murat tum ko paa kar safal hua hai mera ye jeevan dekh ke teri soorat mit jaati hai ek hi pal mein jeevan ki har thakan sapnon ki tum murat tum ko paa kar safal hua hai mera ye jeevan sapnon ki tum murat ho chamki meri kismat ki rekha in nainon ke kaajal mein saara pyaar tumhaara maine baandh liyaa hai aanchal mein hum aur paas aayenge humein aur paas koi laayega duniya ko nazar aayenge hum jab jab wo muskayegaa hum aur paas aayenge humein aur paas koi laayega duniya ko nazar aayenge hum jab jab wo muskayegaa aayi aisi belaa ik pal ko bhi mujhe akelaa chhod na denaa tum aayi aisi belaa paas hi rehnaa kho mat jaana duniyaa ke hulchul mein saara pyaar
banegi aashaa ik din teri ye niraasha kaahe ko roye ayeeeeee chaahe jo hoyee ayeeee safal hogi teri aaradhanaa kaahe ko roye ayeeeee chaahe jo hoyee ayeeee safal hogi teri aaradhanaa kaahe ko roye sama jaaye iss mein toofan jiyaa tera saagar samaan sama jaaye iss mein toofan jiyaa tera saagar samaan nazar teri kaahe ye naadaan chhalak gayiiiii gaagar samaan oooooooo jaane kyun tune yun aansuwan se nain bheegoye kaahe ko roye ayeeeeee chaahe jo hoyee ayeeeee safal hogi teri aaradhanaa kaahe ko roye diya toote to hai maati jale to ye jyoti bane diya toote to hai maati jale to ye jyoti bane bahe aansun to hain paaniiii ruke to ye moti bane oooooooo ye moti aankhon ki poonji hai ye naa khoye kaahe ko roye ayeeeeee chaahe jo hoyee ayeeeee safal hogi teri aaradhanaa kaahe ko roye kahin pe hain dukh ki chhaya kahin pe hain khushiyon ki dhul oreeeee oooooo oooooo kahin pe hain dukh ki chhaya kahin pe hain khushiyon ki dhul bura bhala jaisa bhi hai yehi to hai baghiyaa ka
Tera Mujhse Hai Pehle Ka Naata Koi Yunhin Nahin Dil Lubhata Koi, Jaane Tu Yaa Jaane Naa Maane Tu Yaa Maane Naa
tere liye maine sab ko chhoda tu hi chhod ke chal di janam maran ke saath kaa vaada kaise tod ke chaldi kitne sapne humne dekhe issi ped ke neeche aise tufaan aaye ke ujde khaabon ke bagiche kitne sapne humne dekhe issi ped ke neeche aise tufaan aaye ke ujde khaabon ke bagiche khaabon ke bagiche kya thi khabar loot jaayegi meri duniyaa itni jaldi janam maran ke saath kaa vaada kaise tod ke chaldi chheen liya kyun haathon se mere waqt ne daaman tera jeevan mein jab tu hi nahin kiss kaam kaa jeevan mera chheen liya kyun haathon se mere waqt ne daaman tera jeevan mein jab tu hi nahin kiss kaam kaa jeevan mera kiss kaam kaa jeevan mera meet bichhadte nahin raahon mein kyun tune reet badal di janam maran ke saath kaa vaada kaise tod ke chaldi tere liye maine sab ko chhoda
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Mujhe Mera Pyaar De De Humsaya (1968) 04:53 13363
 
Poster of Humsaya (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Shevan Rizvi
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee, Sharmila Tagore
Duration : 04:53   Song Number : 13363   

Na Tumse Huyi Na Hamse Raja Rani (1973) 05:12 14048
 
Poster of Raja Rani (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Sharmila Tagore
Duration : 05:12   Song Number : 14048   

Naa Poochho Koi Humen Amanush (1975) 03:17 12641
 
Poster of Amanush (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Shyamal Mitra
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Uttam Kumar, Sharmila Tagore
Duration : 03:17   Song Number : 12641   

Nadiyaa Chale Chale Re Safar (1970) 04:36 14106
 
Poster of Safar (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Duration : 04:36   Song Number : 14106   

Naina Hain Pyaase Mere Aavishkar (1973) 03:28 32681
 
Poster of Aavishkar (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Kapil
Music Director- 
Kanu Roy
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Sharmila Tagore
Duration : 03:28   Song Number : 32681   

Ni Main Yaar Manana Ni Daag (1973) 05:53 21040
 
Poster of Daag (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Duration : 05:53   Song Number : 21040   

Palkon Ke Pichhe Se Talash (1969) 04:52 21082
 
Poster of Talash (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Sharmila Tagore
Duration : 04:52   Song Number : 21082   

Phir Miloge Kabhi Yeh Raat Phir Na Aayegi (1966) 04:26 12220
 
Poster of Yeh Raat Phir Na Aayegi (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Sharmila Tagore, Vishwajeet
Duration : 04:26   Song Number : 12220   

Phir Thes Lagi Dil Ko Kashmir Ki Kali (1964) 03:22 32715
 
Poster of Kashmir Ki Kali (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Sharmila Tagore
Duration : 03:22   Song Number : 32715   

Raah Pe Rehte Hain Namkeen (1982) 04:53 21148
 
Poster of Namkeen (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
Duration : 04:53   Song Number : 21148   

Raat Ke Humsafar An Evening In Paris (1967) 05:44 21141
 
Poster of An Evening In Paris (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Sharmila Tagore
Duration : 05:44   Song Number : 21141   

Rahi Naye Naye Rasta Anand Ashram (1977) 03:41 12267
 
Poster of Anand Ashram (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Shyamal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Uttam Kumar, Sharmila Tagore
Duration : 03:41   Song Number : 12267   

Raina Beeti Jaaye Amar Prem (1971) 06:06 12240
 
Poster of Amar Prem (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sharmila Tagore
Raag- 
Lalit
Duration : 06:06   Song Number : 12240   

Roop Tera Mastana Aradhana (1969) 03:50 21172
 
Poster of Aradhana (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Sharmila Tagore
Duration : 03:50   Song Number : 21172   

Ruk Jaa Saathi Chala Hai Gehri Chot (Door-Desh) (1983) 04:21 36628
 
Poster of Gehri Chot (Door-Desh) (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Raj Babbar, Sharmila Tagore
Duration : 04:21   Song Number : 36628   

Ruke Ruke Se Kadam Mausam (1975) 03:45 12381
 
Poster of Mausam (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sharmila Tagore
Duration : 03:45   Song Number : 12381   

Saara Pyaar Tumhaara Anand Ashram (1977) 03:56 21220
 
Poster of Anand Ashram (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Shyamal
On Screen Actors- 
Uttam Kumar, Sharmila Tagore
Duration : 03:56   Song Number : 21220   

Safal Hogi Teri Aradhana Aradhana (1969) 05:39 21205
 
Poster of Aradhana (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Sharmila Tagore
Duration : 05:39   Song Number : 21205   

Tera Mujhse Hai Aa Gale Lag Jaa (1973) 04:13 18337
 
Poster of Aa Gale Lag Jaa (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Sharmila Tagore
Duration : 04:13   Song Number : 18337   

Tere Liye Maine Sab ko Anand Ashram (1977) 04:02 12665
 
Poster of Anand Ashram (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Shyamal Mitra
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Uttam Kumar, Sharmila Tagore
Duration : 04:02   Song Number : 12665   
Karaoke Songs of sharmila tagore, Sad Songs of sharmila tagore, Love Songs of sharmila tagore, Dance Songs of sharmila tagore, Hip-hop songs of sharmila tagore, Best songs of sharmila tagore, Super hit songs of sharmila tagore, hit songs of sharmila tagore, duet songs of sharmila tagore, solo songs of sharmila tagore, old songs of sharmila tagore, famous songs of sharmila tagore, Hindi Karaoke Songs of sharmila tagore, Hindi Sad Songs of sharmila tagore, Hindi Love Songs of sharmila tagore, Hindi Dance Songs of sharmila tagore, Hindi Hip-hop songs of sharmila tagore, best Hindi songs of sharmila tagore, super hit Hindi songs of sharmila tagore, hit Hindi songs of sharmila tagore, duet Hindi songs of sharmila tagore, solo Hindi songs of sharmila tagore, old Hindi songs of sharmila tagore, famous Hindi songs of sharmila tagore, Sing Along Songs of sharmila tagore, Sing Along Sad Songs of sharmila tagore, Sing Along Love Songs of sharmila tagore, Sing Along Dance Songs of sharmila tagore, Sing Along Hip-hop songs of sharmila tagore, Sing Along Best songs of sharmila tagore, Sing Along Super hit songs of sharmila tagore, Sing Along hit songs of sharmila tagore, Sing Along duet songs of sharmila tagore, Sing Along solo songs of sharmila tagore, Sing Along old songs of sharmila tagore, Sing Along famous songs of sharmila tagore