Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeJagjit Singh
HomeJagjit Singh
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


hmmm hmm hmm hmmm hmmm haaa haaa haaa haaa haaa haaa hoshwalon ko khabar kya bekhudi kya cheez hai hoshwalon ko khabar kya bekhudi kya cheez hai ishq kije phir samjhiye ishq kije phir samjhiye zindagi kya cheez hai hoshwalon ko khabar kya bekhudi kya cheez hai unse nazren kya mili roshan fizaayen ho gayi hmm hmm hmm hmm aaaa haaa haaa haaa haaa la lala lala la unse nazren kya mili roshan fizaayen ho gayi aaj jaana pyaar ki jaadugari kya cheez hai aaj jaana pyaar ki jaadugari kya cheez hai ishq kije phir samjhiye ishq kije phir samjhiye zindagi kya cheez hai khulti zulfon ne sikhaayi mausamon ko shaayari hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm la lala lala la khulti zulfon ne sikhaayi mausamon ko shaayari jhukti aankhon ne bataaya maikashi kya cheez hai jhukti aankhon ne bataaya maikashi kya cheez hai ishq kije phir samjhiye ishq kije phir samjhiye zindagi kya cheez hai hum labon se keh naa paaye unse haal e dil kabhi hmm hmm hmm hmm la lala lala hmm hmm hmm hmm hmm hmm
hum dosti ehsaan wafa bhool gaye hain hum dosti ehsaan wafa bhool gaye hain zinda to hain jeene ki adaa bhool gaye hain hum dosti ehsaan wafa bhool gaye hain khushboo jo lootati hai maslate hain usi ko ehsaan ka badlaa yahi milta hai kali ko ehsaan to lete hain sila bhool gaye hain hum dosti ehsaan wafa bhool gaye hain karte hain mohabbat kaa aur ehsaan ka saudaa matlab ke liye karte hain imaan ka saudaa darr maut ka aur kauf e khuda bhool gaye hain hum dosti ehsaan wafa bhool gaye hain ab mom pinghal kar koi paththar nahin hota ab koi bhi qurbaan kisi par nahin hota yun bhatke hain manzil ka pata bhool gaye hain hum dosti ehsaan wafa bhool gaye hain hum dosti ehsaan wafa bhool gaye hain zinda to hain jeene ki adaa bhool gaye hain hum dosti ehsaan wafa bhool gaye hain bhool gaye hain bhool gaye hain
hum to yun apni zindagi se mile hum to yun apni zindagi se mile ajnabee jaise ajnabee se mile hum to yun apni zindagi se mile ajnabee jaise ajnabee se mile har wafaa ek jurm ho goya har wafaa ek jurm ho goya dost kuchh aisi berukhi se mile hum to yun apni zindagi se mile ajnabee jaise ajnabee se mile phool hi phool humne maange the phool hi phool humne maange the daag hi daag zindagi se mile hum to yun apni zindagi se mile ajnabee jaise ajnabee se mile jis tarah aap humse milte hain jis tarah aap humse milte hain aadmi yun naa aadmi se mile hum to yun apni zindagi se mile ajnabee jaise ajnabee se mile
huzoor aapkaa bhi ehtraam karta chaloon huzoor aapkaa bhi ehtraam karta chaloon idhar se guzraa tha idhar se guzraa tha socha salaam kartaa chaloon huzoor aapkaa bhi ehtraam karta chaloon nighaahon dil ki yahi aakhri tamanna hai nighaahon dil ki yahi aakhri tamanna hai nighaahon dilllllllllllll dillllll dillll dillll dillll dilllll nighaahon dil ki yahi aakhri tamanna hai nighaahon dil ki yahi aakhri tamanna hai tumhaari zulf ke tumhaari zulf ke saaye mein shaam karta chaloon huzoor aapkaa bhi ehtraam karta chaloon unhen ye zid unhen ye zid ke mujhe dekh kar kisi ko naa dekh unhen ye zid ke mujhe dekh kar kisi ko naa dekh mujhe dekh kar kisi ko naa dekh mujhe dekh kar kisi ko naa dekh mujhe dekh kar kisi ko naa dekh mujhe dekh kar kisi ko naa dekh mujhe dekh kar kisi ko naa dekh mujhe dekh kar kisi ko naa dekh unhen ye zid ke mujhe dekh kar kisi ko naa dekh unhen ye zid zid zid zid zid unhen ye zid ke mujhe dekh kar kisi ko naa dekh mera ye shauk ke sabse qalaam
iss duniya mein apna kya hai iss duniya mein apna kya hai kehne ko sab kuchh apna hai iss duniya mein apna kya hai tere saath gayi woh raunak tere saath gayi woh raunak ab iss shehar mein rakha kya hai ab iss shehar mein rakha kya hai ab iss shehar mein rakha kya hai iss nagri ke kuchh logon ne iss nagri ke kuchh logon ne dukh ka naam dawa rakha hai dukh ka naam dawa rakha hai dukh ka naam dawa rakha hai
Jaane Woh Kaise Log The
jaate jaate wo mujhe achchhi nishaani de gaya jaate jaate wo mujhe achchhi nishaani de gaya umr bhar dohraaunga aisi kahaani de gaya jaate jaate wo mujhe achchhi nishaani de gaya us se main kuchh paa sakoon aisi kahaan ummeed thi us se main kuchh paa sakoon aisi kahaan ummeed thi ghum bhi wo shaayad baraaye meharbaani de gaya ghum bhi wo shaayad baraaye meharbaani de gaya umr bhar dohraaunga aisi kahaani de gaya jaate jaate wo mujhe achchhi nishaani de gaya sab hawaayen le gayaa mere samandar ki koi sab hawaayen le gayaa mere samandar ki koi aur mujhko ek kashti baadbaani de gayaa aur mujhko ek kashti baadbaani de gayaa umr bhar dohraaunga aisi kahaani de gaya jaate jaate wo mujhe achchhi nishaani de gaya khair main pyaasa raha par usne itnaa to kiya khair main pyaasa raha par usne itnaa to kiya meri palkon ki qataaron ko wo paani de gayaa meri palkon ki qataaron ko wo paani de gayaa umr bhar dohraaunga aisi kahaani de gaya jaate jaate wo mujhe achchhi nishaani de
jab bhi aatiiii hai teri yaaaad kabhi shaam ke baad aur badh jaati hai afsoordaadili shaam ke baad jab bhi aatiiii hai teri yaaaad kabhi shaam ke baad ab iraadon pe bharosa hai naa tauba pe yakeen mujhko le jaaye kahaan tashnaalabi shaam ke baad yun to har lammmha teri yaad kaa bhojhal guzraaaa dil ko mehsoooos huyi teri kami shaam ke baad yun to kuchh shaam se pehle bhi udaasi thi adeeee ab to kuchh aur badhi dil ki lagi shaam ke baad aur badh jaati hai afsoordaadili shaam ke baad jab bhi aatiiii hai teri yaaaad kabhi shaam ke baad
jab kisi se koi gila rakhna jab kisi se koi gila rakhna saamne apne aaina rakhna saamne apne aaina rakhna jab kisi se koi gila rakhna yun ujaalon se waasta rakhna yun ujaalon se waasta rakhna shamma ke paas hi hawaa rakhna shamma ke paas hi hawaa rakhna saamne apne aaina rakhna jab kisi se koi gila rakhna ghar ki taveeeer chaahe jaisi ho ghar ki taveeeer chaahe jaisi ho iss mein rone ki kuchh jagah rakhna iss mein rone ki kuchh jagah rakhna saamne apne aaina rakhna jab kisi se koi gila rakhna masziden hain namaazion ke liye masziden hain namaazion ke liye apne ghar mein kahin khuda rakhna apne ghar mein kahin khuda rakhna milna julna jahaan zuroori ho milna julna jahaan zuroori ho milne julne ka hauslaa rakhna milne julne ka hauslaa rakhna saamne apne aaina rakhna jab kisi se koi gila rakhna
jai radha madhav jai kunj bihari jai radha madhav jai kunj bihari jai radha madhav jai kunj bihari jai radha madhav jai kunj bihari jai radha madhav jai kunj bihari jai radha madhav jai kunj bihari jai gopi jan walabh jai gopi jan walabh jai gopi jan walabh jai girubali hari jai radha madhav jai kunj bihari jai radha madhav jai kunj bihari yashoda nandan brij jan ranjan yashoda nandan brij jan ranjan yashoda nandan brij jan ranjan yashoda nandan brij jan ranjan yashoda nandan brij jan ranjan jamuna teer ban chari jai radha madhav jai kunj bihari jai radha madhav jai kunj bihari jai gopi jan walabh jai gopi jan walabh jai gopi jan walabh jai girubali hari jai radha madhav jai kunj bihari jai radha madhav jai kunj bihari hare krishna hare krishna krishna krishna hare hare hare krishna hare krishna krishna krishna hare hare hare rama hare rama rama rama hare hare hare krishna hare krishna krishna krishna hare hare hare rama hare rama rama rama hare hare
jawaan hai raat saaqiya sharaab la sharaab la jawaan hai raat saaqiya sharaab la sharaab la zara si pyaas to bujha sharaab la sharaab la tere shabaab par sada karam rahe bahaar ka tere shabaab par sada karam rahe bahaar ka tujhe lage meri dua sharaab la sharaab la tujhe lage meri dua sharaab la sharaab la yahaan koi na jee saka na jee sakega hosh mein yahaan koi na jee saka na jee sakega hosh mein mitaa de naam hosh ka sharaab la sharaab la jawaan hai raat saaqiya sharaab la sharaab la tera bada hi shukriya pilaaye ja pilaaye ja tera bada hi shukriya pilaaye ja pilaaye ja na zikr kar hisaab ka sharaab la sharaab la jawaan hai raat saaqiya sharaab la sharaab la zara si pyaas to bujha sharaab la sharaab la sharaab la sharaab la sharaab la sharaab la
jawaani ke heele haya ke bahaane ye maana ke tum mujhse parda karogi jawaani ke heele haya ke bahaane ye maana ke tum mujhse parda karogi ye duniya magar tujh si bholi nahin hai chhupa kar mohabbat ko ruswa karogi jawaani ke heele haya ke bahaane ye maana ke tum mujhse parda karogi badi koshishon se badi khwahishon se tamanna ki sehmi huyi saazishon se badi koshishon se badi khwahishon se tamanna ki sehmi huyi saazishon se milega jo mauka to bechain hokar milega jo mauka to bechain hokar darichon se tum mujhko dekha karogi jawaani ke heele haya ke bahaane ye maana ke tum mujhse parda karogi sataayegi jab chaandni ki udasi dukhayegi dil jab fizaa ki khamoshi sataayegi jab chaandni ki udasi dukhayegi dil jab fizaa ki khamoshi ufaq ki tarah khali nazaren jama kar ufaq ki tarah khali nazaren jama kar kabhi jo na socha wo socha karogi jawaani ke heele haya ke bahaane ye maana ke tum mujhse parda karogi kabhi dil ki dhadkan mehsoos hogi kabhi thandi saanson ke tufaan
jeete rehne ki saza de zindagi ae zindagi jeete rehne ki saza de zindagi ae zindagi ab to marne ki dua de zindagi ae zindagi jeete rehne ki saza de zindagi ae zindagi main to ab uqta gaya hoon kya yahi hai qayanaat main to ab uqta gaya hoon kya yahi hai qayanaat bas ye aaina hata de zindagi ae zindagi ab to marne ki dua de zindagi ae zindagi jeete rehne ki saza de zindagi ae zindagi dhoondne nikla tha tujhko aur khud ko kho diya dhoondne nikla tha tujhko aur khud ko kho diya tu hi ab mera pata de zindagi ae zindagi yaa mujhe ehsaas ki iss qaid se kar de riha yaa mujhe ehsaas ki iss qaid se kar de riha warna deewana bana de zindagi ae zindagi ab to marne ki dua de zindagi ae zindagi jeete rehne ki saza de zindagi ae zindagi zindagi ae zindagi zindagi ae zindagi
kaanton se daaman uljhana meri aadat hai kaanton se daaman uljhana meri aadat hai dil mein paraya dard basana dil mein paraya dard basana meri aadat hai kaanton se daaman uljhana meri aadat hai mera gala agar kat jaye to tujh par kya ilzaam mera gala agar kat jaye to tujh par kya ilzaam har kaatil ko gale lagana har kaatil ko gale lagana meri aadat hai kaanton se daaman uljhana meri aadat hai jinko duniya ne thukraya jinse hain sab door jinko duniya ne thukraya jinse hain sab dooor aise logon ko apnana meri aadat hai sabki baatein sun leta hoon main chup chaap magar sabki baatein sun leta hoon main chup chaap magar apni dil ki karte jana apni dil ki karte jana meri aaadat hai meri aadat hai dil mein paraya dard basana dil mein paraya dard basana meri aadat hai kaanton se daaman uljhana meri aadat hai meri aadat hai
qaasid ke aate aate khat ek aur likh rakhun main jaanta hoon jo wo likhenge jawaab mein kab se hoon kya bataun jahaan e kharaab mein kab se hoon kya bataun jahaan e kharaab mein shab haaye hijra ko bhi rakhun gar hisaab mein mujh tak kab unki bazm mein aata tha daur e jaam mujh tak kab unki bazm mein aata tha daur e jaam saaqi ne kuchh mila na diya ho sharaab mein taafir na intezaar mein neend aaye umar bhar taafir na intezaar mein neend aaye umar bhar aane ka ehed kar gaye aaye jo khaab mein gaalib chhooti sharaab par ab bhi kabhi kabhi gaalib chhooti sharaab par ab bhi kabhi kabhi peeta hoon roz abr o shab e maahtaab mein kab se wo kya bataun jahaan e kharaab mein shab haaye hijra ko bhi rakhun gar hisaab mein
kabhi guncha kabhi shola kabhi shabnam ki tarah kabhi guncha kabhi shola kabhi shabnam ki tarah log milte hain badalte huye mausam ki tarah kabhi guncha kabhi shola kabhi shabnam ki tarah mere mehboob mere pyaar ko ilzaam na de mere mehboob mere pyaar ko ilzaam na de rigir mein eid manayi hai muharram ki tarah kabhi guncha kabhi shola kabhi shabnam ki tarah maine khushboo ki tarah tujh ko kiya hai mehsoos maine khushboo ki tarah tujh ko kiya hai mehsoos dil ne chheda hai teri yaad ko shabnam ki tarah kabhi gumcha kabhi shola kabhi shabnam ki tarah kaise hamdard ho tum kaisi masiha aayi hai kaise hamdard ho tum kaisi masiha aayi hai dil pe nashtar bhi lagaate ho toh marham ki tarah kabhi guncha kabhi shola kabhi shabnam ki tarah log milte hain badalte huye mausam ki tarah kabhi guncha kabhi shola kabhi shabnam ki tarah
kabhi khamosh baithoge kabhi kuchh gungunaaoge kabhi khamosh baithoge kabhi kuchh gungunaaoge main utna yaad aaunga mujhe jitna bhulaaoge kabhi khamosh baithoge kabhi kuchh gungunaaoge koi jab poochh baithega khamoshi ka sabab tumse koi jab poochh baithega khamoshi ka sabab tumse bahot samjhana chaahoge magar samjhaa naa paaoge main utna yaad aaunga mujhe jitna bhulaaoge kabhi khamosh baithoge kabhi kuchh gungunaaoge kabhi duniyaa muqammal ban ke aayegi nighaahon mein kabhi duniyaa muqammal ban ke aayegi nighaahon mein kabhi meri kami duniyaa ki har ik shai mein paaogi main utna yaad aaunga mujhe jitna bhulaaoge kabhi khamosh baithoge kabhi kuchh gungunaaoge kahin par bhi rahen hum tum muhabbat phir muhabbat hai kahin par bhi rahen hum tum muhabbat phir muhabbat hai tumhen hum yaad aayenge humen tum yaad aaoge tumhen hum yaad aayenge humen tum yaad aaoge kabhi khamosh baithoge kabhi kuchh gungunaaoge main utna yaad aaunga mujhe jitna bhulaaoge kabhi khamosh
kabhi yun bhi aa meri aankh mein ke meri nazar ko khabar na ho kabhi yun bhi aa meri aankh mein ke meri nazar ko khabar na ho mujhe ek raat nawaaz de mujhe ek raat nawaaz de magar uske baad seher na ho kabhi yun bhi aa meri aankh mein ke meri nazar ko khabar na ho wo bada raheem o kareem hai mujhe ye sipat bhi ata kare wo bada raheem o kareem hai mujhe ye sipat bhi ata kare tujhe bhoolne ki duwa karoon tujhe bhoolne ki duwa karoon to duwa mein meri asar na ho kabhi yun bhi aa meri aankh mein ke meri nazar ko khabar na ho kabhi din ki dhoop mein jhoom ke kabhi shab ke phool ko choom ke kabhi din ki dhoop mein jhoom ke kabhi shab ke phool ko choom ke yun hi saath saath chalen sada yun hi saath saath chalen sada kabhi khatam apna safar na ho kabhi yun bhi aa meri aankh mein ke meri nazar ko khabar na ho mere paas mere habib aaa zaraa aur dil ke kareeb aa mere paas mere habib aaa zaraa aur dil ke kareeb aa tujhe dhadkano mein basa loon main tujhe dhadkano mein basa
kabhi yun bhi to ho kabhi yun bhi to ho dariyaa ka saahil ho pure chaand ki raat ho aur tum aao kabhi yun bhi to ho kabhi yun bhi to ho pariyon ki mehfil ho koi tumhari baat ho aur tum aao kabhi yun bhi to ho kabhi yun bhi to ho kabhi yun bhi to ho ye naram mulaayam thandi hawaayen jab ghar se tumhare guzren tumhari khushboo churaayen mere ghar le aayen kabhi yun bhi to ho kabhi yun bhi to ho sooni har mehfil ho koi naa mere saath ho aur tum aao kabhi yun bhi to ho kabhi yun bhi to ho kabhi yun bhi to ho ye baadal aisa toot ke barse mere dil ki tarah milne ko tumhara dil bhi tarse tum niklo ghar se kabhi yun bhi to ho kabhi yun bhi to ho tanhaayi wo dil ho boonden hon barsaat ho aur tum aao kabhi yun bhi to ho kabhi yun bhi to ho dariyaa ka saahil ho pure chaand ki raat ho aur tum aao kabhi yun bhi to ho kabhi yun bhi to ho kabhi yun bhi to ho kabhi yun bhi to ho
kahin aisa na ho daaman jala lo kahin aisa na ho daaman jala lo humare aansuon par khaak daalo manaana hi zuroori hai to phir tum manaana hi zuroori hai to phir tum humen sabse khafaa ho kar mana lo humen sabse khafaa ho kar mana lo humen sabse khafaa ho kar mana lo bahot royi huyi lagti hain aankhen bahot royi huyi lagti hain aankhen meri khaatir zara kaajal laga lo meri khaatir zara kaajal laga lo meri khaatir zara kaajal laga lo akelepan se khauff aata hai mujhko akelepan se khauff aata hai mujhko kahaan ho aye mere khaabon khayaalo kahaan ho aye mere khaabon khayaalo kahaan ho aye mere khaabon khayaalo bahot mayoos baitha hoon main tumse bahot mayoos baitha hoon main tumse kabhi aa kar mujhe hairat mein daalo kabhi aa kar mujhe hairat mein daalo kabhi aa kar mujhe hairat mein daalo kahin aisa na ho daaman jala lo kahin aisa na ho daaman jala lo humare aansuon par khaak daalo kahin aisa na ho daaman jala lo
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Hoshwalon Ko Khabar Kya Jagjit Singh 05:08 11261
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 05:08   Song Number : 11261   

Hum Dosti Ehsaan Wafa Jagjit Singh 04:30 18806
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 04:30   Song Number : 18806   

Hum To Yun Apni Zindagi Se Mile Jagjit Singh 03:42 17867
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 03:42   Song Number : 17867   

Huzoor Aapkaa Bhi Ehtraam Karta Chaloon (Live) Jagjit Singh 07:47 14688
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 07:47   Song Number : 14688   

Is Duniya Mein Jagjit Singh 03:07 18957
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Nasir Kazmi
Music Director- 
Shankar Ehsaan Loy
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 03:07   Song Number : 18957   

Jaane Wo Kaise Log The Jagjit Singh 06:21 38317
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Jagjit Singh
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 06:21   Song Number : 38317   

Jaate Jaate Wo Mujhe Jagjit Singh 06:40 39829
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 06:40   Song Number : 39829   

Jab Bhi Aati Hai Teri Yaad Kabhi (Lovingly Yours) Jagjit Singh 04:52 15997
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 04:52   Song Number : 15997   

Jab Kisi Se Koi Gila Rakhna Jagjit Singh 06:05 18807
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 06:05   Song Number : 18807   

Jai Radha Madhav Jagjit Singh 08:33 15525
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Bhajan
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 08:33   Song Number : 15525   

Jawaan Hai Raat Saaqiya Sharaab La Jagjit Singh 04:21 38003
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 04:21   Song Number : 38003   

Jawaani Ke Heele Haya Ke Bahane Jagjit Singh 06:28 40918
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Prem Varbartani
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 06:28   Song Number : 40918   

Jeete Rehne Ki Saza De Jagjit Singh 05:52 37306
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:52   Song Number : 37306   

Kaanton Se Daaman Uljhana Jagjit Singh 05:38 32284
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:38   Song Number : 32284   

Kab Se Hoon Kya Bataun Jagjit Singh 04:02 37031
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Mirza Ghalib
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 04:02   Song Number : 37031   

Kabhi Guncha Kabhi Shola Jagjit Singh 04:49 38789
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 04:49   Song Number : 38789   

Kabhi Khamosh Baithoge Jagjit Singh 06:15 18820
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 06:15   Song Number : 18820   

Kabhi Yun Bhi Aa Meri Aankh Mein Jagjit Singh 07:26 32017
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Bashir Badr
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 07:26   Song Number : 32017   

Kabhi Yun Bhi To Ho Jagjit Singh 05:11 16011
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 05:11   Song Number : 16011   

Kahin Aisa Na Ho Jagjit Singh 05:31 18835
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 05:31   Song Number : 18835