Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAnyone
HomeAnyone
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


hmmmm hmmmm baanki chali hmmm hmm hmmm jhaanki chali aa aaa aaa aaa aaa aaa pant bhaite tatka baigun pora aanki chali baanki chali chaurangi mein jhanki chali aa aa aa aa aa aaa pant bhaite tatka baigun pora hooo oooooo ek kali se jhumman nikle ek kali se jhuniya beech sadak pe hogi shaadi bhaad mein jaaye duniya hoo bhaad mein jaaye duniya jhoom jhoom jhoom jhoomke naache naache jhuniya baai sau sau phere lewe jhumman khoob baji shehnayi hoooooo aanki chali baanki chali chaurangi mein jhanki chali pant bhaite tatka baigun pora hooo oooooo jhumman ke ghar beti janmi jhuniya jaise gaal moonchh marod ke nikle jhumman jaa pahunche sasuraal oho jaa pahunche sasuraal baat baat pe faarsi bole paani maange aab pyaase mar gaye jhumman miyaan par na chhodi taab aa aa aa aa aa aa aa aa aanki chali baanki chali chaurangi mein jhanki chali pant bhaite tatka baigun pora hooo oooooo jim se jumma jim jalebi jhuman jhuniya ji aalif be ki patti padh ke jhuman hue hakim ha ha
duniyaa badal rahi hai aansoo bahaane waale aansoo bahaane waale tufaan aansoonon ka palkon mein ab chhupaa le aansoo bahaane waale dil mera tujhse bole aansoon bana le shole dil mera tujhse bole aansoon bana le shole ummeed ki kiran se ye dil kaa daag dho le inn ghum ki aandhiyon mein mann ke diye jala le aansoo bahaane waale tufaan aansoonon ka palkon mein ab chhupaa le aansoo bahaane waale ab door kar andhera chamkega phir savera ab door kar andhera chamkega phir savera tujhse nazar mila kar bhar aaya dil bhi mera ujdi jawaaniyon se bigdi ko tu bana le aansoo bahaane waale tufaan aansoonon ka palkon mein ab chhupaa le aansoo bahaane waale tu bhi to ab badal jaa ye waqt hai sambhal jaa tu bhi to ab badal jaa ye waqt hai sambhal jaa rokega kaun tujhko ek teer ban ke chal jaa main dil ka saaz chhedun tu sukh ke geet gaa le aansoo bahaane waale tufaan aansoonon ka palkon mein ab chhupaa le aansoo bahaane waale
ooo hooo ooo hooo hooo hooo ooo hooo hooo hooo ooo hooo hoo ooo hooo hooo hooo aansoo bhi hain khushiyaan bhi hain kaanten bhi hain kaliyaan bhi hain dukh sukh se bhari hai ye zindagi tumhen kaisi mili hai ye zindagi zara jee ke to dekho isse jee ke to dekho aansoo bhi hain khushiyaan bhi hain kaanten bhi hain kaliyaan bhi hain dukh sukh se bhari hai ye zindagi tumhen kaisi mili hai ye zindagi zara jee ke to dekho isse jee ke to dekho ye mat sochooooo ke kitna milaa socho bahot milaaa humen jitna milaa ye mat sochooooo ke kitna milaa socho bahot milaaa humen jitna milaa kismat kismat kaho na mehnat mehnat karo ke rona bhi hai hansna bhi hai paana bhi hai tarasna bhi hai nahin itni buri hai ye zindagi tumhen kaisi mili hai ye zindagi zara jee ke to dekho isse jee ke to dekho log nikaalennnnn chaand mein bhi kasar jaisa jo dekheeeeen wahi aaye nazar log nikaalennnnn chaand mein bhi kasar jaisa jo dekheeeeen wahi aaye nazar avgun avgun naa dekho gun hi dhundha karo ke
aansoo ki aag le ke teri yaad aayi jalte huye raag le ke teri yaad aayi shikwe hazaar le ke teri yaad aayi aayi re ye kaisi judaai aayi re ye kaisi judaai aayi re ye kaisi judaai aayi re ye kaisi judaai rota hai gumcha gumcha aangan udaas hai ab dil ki aarzoo ko jalwon ki pyaas hai ab dil ki aarzoo ko jalwon ki pyaas hai aansoo ki aag le ke teri yaad aayi jalte huye raag le ke teri yaad aayi shikwe hazaar le ke teri yaad aayi aayi re ye kaisi judaai aayi re ye kaisi judaai donon jahaan teri chaahat mein chhod doon pyaar ka naazuk rishta kaise main tod doon pyaar ka naazuk rishta kaise main tod doon aansoo ki aag le ke teri yaad aayi jalte huye raag le ke teri yaad aayi shikwe hazaar le ke teri yaad aayi aayi re ye kaisi judaai aayi re ye kaisi judaai aayi re ye kaisi judaai aayi re ye kaisi judaai
aansoon samjh ke kyun mujhe aankh se tumne gira diya moti kisi ke pyaar ka mitti mein kyun mila diya aansoon samjh ke kyun mujhe jo na chaman mein khil saka main wo gareeb phool hoon jo na chaman mein khil saka main wo gareeb phool hoon jo kuchh bhi hoon bahaar ki chhoti si ek bhool hoon jisne khilaa ke khud mujhe khud hi mujhe bhula diya aansoon samjh ke kyun mujhe aankh se tumne gira diya aansoon samjh ke kyun mujhe nagma hoon kab magar mujhe apne pe koi naaz tha nagma hoon kab magar mujhe apne pe koi naaz tha gaaya gaya hoon jiss pe main toota hua wo saaz tha jisne suna wo hans diya hans ke mujhe rula diya aansoon samjh ke kyun mujhe aankh se tumne gira diya aansoon samjh ke kyun mujhe meri khata maaf main bhule se aa gaya yahaan meri khata maaf main bhule se aa gaya yahaan warna mujhe bhi hai khabar mera nahin hai ye jahaan doob chala tha neend mein achchha kiya jaga diya aansoon samjh ke kyun mujhe aankh se tumne gira diya moti kisi ke pyaar ka mitti mein kyun
aansoo thi meri zindagi aankhon ne jo baha diya roti hai mujhpe bekasi hasraton ne mita diya hasraton ne mita diya mil ke bichhad gaye ho tum ban ke bigad gaye hain hum ban ke bigad gaye hain hum apni khushi ke waaste tumne humen mitaa diya tumne humen mitaa diya sun ke koi kahega kya toote dilon ka maajra toote dilon ka maajra roya hai phoot phoot kar humne jise suna diya humne jise suna diya wo jo tumhara pyaar tha maut ki neend so gaya maut ki neend so gaya ab usse dhoondhte ho kya khaak mein jab mila diya khaak mein jab mila diya meri khushi bhi chheen li hans ke mujhe rula diya hans ke mujhe rula diya tum to mera naseeb the tumne mujhe ye kya diya tumne mujhe ye kya diya
aansoo to nahin hain aankhon mein pehlu mein magar dil jalta hai dil jalta hai boondon pe lahu hai hasrat ka aara sa jigar par chalta hai dil jaltaa hai jaag uthta hai jab ghum kya kahiye jaag uthta hai jab ghum us waqt ka aalam kya kahiye us waqt ka aalam kya kahiye jis raat gaye dheere dheere jab koi kaleja malta hai dil jaltaa hai aye dard e jigar ye baat hai kya ye baat hai kya ye aakhri apni raat hai kya ye aakhri apni raat hai kya hoti hai kasak har dhadkan mein har saans mein khanjar chalta hai dil jaltaa hai hum haar gaye hain tere ghum se hum haar gaye dekha hi nahin jaata humse dekha hi nahin jaata humse jalta hai patanga jab koi aur shamma ka aansoo dhalta hai dil jaltaa hai
aansuon ko thaam le sabr se jo kaam le aafaton se na dare mushkilon ko hal kare apne man ki jiske haath mein lagaam hai aadmi usika naam hai aadmi usika naam hai ho oo aansuon ko thaam le sabr se jo kaam le aafaton se na dare mushkilon ko hal kare apne man ki jiske haath mein lagaam hai aadmi usika naam hai ho oo aadmi usika naam hai besahaara hoke bhi sahaara dhoondh le besahaara hoke bhi sahaara dhoondh le cheer ke bhanwar ko jo kinaara dhoondh le zindagi sangraam hai sangraam mein laga rahe phal ki aasha chhod ke jo kaam mein laga rahe aaram jiske waaste sada haraam hai aadmi usika naam hai ho oo aadmi usika naam hai yeh zamaana chaahe jiske haathon mein na haath de yeh zamaana chaahe jiske haathon mein na haath de khud ba khud hi chal pade agar koi na saath de waqt se dare nahin kya kehna uski shaan ke waqt ka muqaabla kare jo seenaa taan ke jiski har ek saans deti pyaar ka paighaam hai aadmi usika naam hai aadmi usika naam hai ho oo aansuon ko thaam le sabr se
jale jale jale diye se jal rahi saari zindagi oooooo jale jale jale diye se jal rahi saari zindagi oooooo nahin bujhe bujhe nahin hawa se bujhe nahin saari zindagi oooooo ek phoonk se miyan sab udd gaya dhuaan woh jo saans ki ik phaans thi woh nikal gayi jo kharaash thi ab seene ki woh khalish gayi beqaraariyan beemaariyan gayin ab to aao jaan meri so bhi jao arey aao na ki jaan gayi jahan gaya kho jao arey aao na ke thak gayi hai zindagi so jao arey aao na ki jaan gayi jahan gaya kho jao arey aao na ke thak gayi hai zindagi so jao na chand na savera andhera hi andhera na chand na savera andhera hi andhera hai roohon ka basera so jao hawa the hawa the hawa hawa the hawa hue baaki to khala hawa the hawa the hawa hawa the hawa hue baaki to khala ooooooo kabhi the to kabhi nahin kabhi dekha bhi nahin baaki to khuda ooooooo yeh kaajal se tha uske fazal se tha bada kaam tha jo zameen par woh to likh diya najabeen par jo guzar gayi woh guzar gayi bewajah yahan na raho
aao naa pyaar kare hum aur tum raaj kare aao aao naa aao naa pyaar kare hum aur tum raaj kare aao aao naa ghum bhulo kaam chhodo aake mere paas raho dukh bhulo kaam chhodo aaoo pal do pal ka mela hai jhoomo gaao aish karo pal do pal ka mela hai aaoo jhoomo naa gaao naa jhoomo naa haaaaaa aao naa pyaar kare hum aur tum raaj kare aao aao naa aao naa pyaar kare hum aur tum raaj kare aao aao naa kuchh din ki hai zindagi darr darr ke jeena kya kuchh din ki hai zindagi aaoo mauj manayenge sabhi chup chup aansoon peena kya mauj manayenge sabhi aaoo jhoomo naa gaao naa jhoomo naa haaoooooo aao naa pyaar kare hum aur tum raaj kare aao aao naa aao naa pyaar kare hum aur tum raaj kare aao aao naa aao naa pyaar kare hum aur tum raaj kare aao aao naa aao naa pyaar kare hum aur tum raaj kare aao aao naa aao naa pyaar kare hum aur tum raaj kare aao aao naa
aye aao naa gale lagaa lo naa lagi bhujha do naa o jaane jaan tumne jo agan lagaayi hai to chhoo ke dekho naa kahaan kahaan dekho seene mein kaisi hulchal machi hai o sajanaaa papa pap pa pa dekho seene mein kaisi hulchal machi hai o sajanaaa hmmm hmmm ru ru ruru ru ru ru ru aao naa gale lagaa lo naa lagi bhujha do naa o jaane jaan tumne jo agan lagaayi hai to chhoo ke dekho naa kahaan kahaan dekho seene mein kaisi hulchal machi hai o sajanaaa papa pap pa pa dekho seene mein kaisi hulchal machi hai o sajanaaa kaise sharmile ho jaani aa jaa aa jaa aa jaa naa lehraa keee duniyaa se darte ho to main saare deepak aayi hoon bhujha keeee ab to nayi baahen ek tum ho ek hum tara taaaaa tara ta pap pa pap pa pap pa pap aaaa haaaa hoooo hooo hooo hooo hoooo hoooo hooo aao naa gale lagaa lo naa lagi bhujha do naa o jaane jaan tumne jo agan lagaayi hai to chhoo ke dekho naa kahaan kahaan dekho seene mein kaisi hulchal machi hai o sajanaaa papa pap pa pa dekho seene mein kaisi
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm aao naye sapne bunen kahin chhup ke sitaare chunen hoooo aao naye sapne bunen kahin chhup ke sitaare chunen dole hawa bole fizaa dole hawa bole fizaa kaliyon ki baaten sune hooo oooo ooo aao naye sapne bunen kahin chhup ke sitaare chunen dole hawa bole fizaa kaliyon ki baaten sune hooo oooo ooo aao naye sapne bune toote nahin mann ki lagan sadaa rahe apna milan judi rahe chanda se kiran jaise dulha dulhan hooo ooooo toote nahin mann ki lagan sadaa rahe apna milan judi rahe chanda se kiran jaise dulha dulhan chehra khule mausam dhule chehra khule mausam dhule aanchal se kirnen chhane hooo oooo ooo aao naye sapne bunen kahin chhup ke sitaare chunen oooo ooo oooo aao naye sapne bunen dil se mile dil jahaan gaayen zameen aasmaan dil se mile dil jahaan gaayen zameen aasmaan mere tere dam se jaane jaan hai ye rangeen samaan sangat ke pal khilte kanwal sangat ke pal khilte kanwal baahon mein raaten dhale hooo oooo ooo aao naye sapne bunen
hmm aa jaun aaungi ek din aa jaun hoo aaungi ek din aa jaun kahiye agar apna pata de jaun de jaun hoo aaungi ek din aa jaun aa jaun ek hi raat mein socha na tha badal jaaoge raat badi hi chikni hai aaj fisal jaaoge hooo ek hi raat mein socha na tha badal jaaoge raat badi hi chikni hai aaj fisal jaaoge are shayad mujhe pakadna pade ruk jaun ruk jaun hoo aaungi ek din aa jaun aa jaun aaungi ek din aa jaun hum bhi to aakhir ghar hi ke hain humsaaye nahi aapke mana aur bhi hain hum paraye nahin hoo hum bhi to aakhir ghar hi ke hain humsaaye nahi aapke mana aur bhi hain hum paraye nahin jaan bhi hai haazir abhi aa paani laaun are baba paan hai paan hoo aaungi ek din aa jaun aa jaun aaungi ek din aa jaun hosh udd jayen dono ko jo behlana pade ek ko khilaana duje ko jo nehlana pade hooo hosh udd jayen dono ko jo behlana pade ek ko khilaana duje ko jo nehlana pade are chhote ko tum bade ko main nehlaun kyun nehlaun hoo aaungi ek din aa jaun kahiye agar apna pata de jaun de
tum kabhi na kahoge kyun na hum hi yeh bol dein ho kahaan yeh bataao hum wahaan chal ke aa jaayenge bheege bheege mausam khile the jahaan tere mere raste mile the jahaan baahon mein teri din dhale the jahaan aa gaya main ho oo oo oo oo magar aaya na tu aaya na tu aaya na tu magar aaya na tu aaya na tu aaya na tu baithe baithe sochun kabhi main tujhe aankhon ko meri tu kahin na dikhe aise mein main aawaaz doon to kise hoon yahin main wo oo oo oo oo magar aaya na tu aaya na tu aaya na tu magar aaya na tu aaya na tu aaya na tu socha tha agar main milungi tujhe mere dil ki baatein kahungi tujhe shayad tu badi door hai jaa chuka main akeli reh gayi na jaane tu kahaan kho gaya jaate jaate tu mud ke phir dekh le dil kehta hai phir ik dafa dhoondh le aayegi kabhi woh yahin laut ke hoon yahin main wo oo oo oo oo magar aaya na tu aaya na tu aaya na tu magar aaya na tu aaya na tu aaya na tu magar aaya na tu aaya na tu aaya na tu magar aaya na tu aaya na tu aaya na tu
aaya naa humko pyaar jataana pyaar kabhi se tujhe karte hain aaya naa humko pyaar jataana pyaar kabhi se tujhe karte hain bholapan tera bhaa gaya humko saadgi per teri marte hain aaya naa humko pyaar jataana pyaar kabhi se tujhe karte hain bholapan tera bhaa gaya humko saadgi per teri marte hain jisne humare dil ko samjha wo ek tera hi dil hai jisne humare dil ko samjha wo ek tera hi dil hai tera aanchal teri baahen apni yahi to manzil hai apni yahi to manzil hai hum to tere ho hi chuke hai apna kehte darte hain bholapan tera bhaa gaya humko saadgi per teri marte hain soorat achchhi seerat achchhi tu to ek hai laakhon mein hooo oooo soorat achchhi seerat achchhi tu to ek hai laakhon mein dil karta hai dil se laga loon rakh loon chhupaa ke aankhon mein khud pe bharosa badh jaata hai jab tere saath guzarte hain bholapan tera bhaa gaya humko saadgi per teri marte hain ek hi jeevan mein to dil ki pyaas bhujha nahin paayenge ek hi jeevan mein to dil ki pyaas bhujha
aaaaaaye naa baalmaaaaaaaa waaaada kar keeeeee aaye naa baalam waada kar ke aaye naa baalam waada kar ke thak gaye naina dheeraj dhar ke dheeraj dhar ke aaye naa baalam waada kar ke aaye naa baalam chhup gaya chanda loot gayi jyoti chhup gaya chanda loot gayi jyoti taaren ban gaye jhoothe moti taaren ban gaye jhoothe moti pad gaye phike rang nazar ke pad gaye phike rang nazar ke aaye naa baalam waada kar ke aaye naa baalam aao ke tum bin aankhon mein dam hai aao ke tum bin aankhon mein dam hai raat hai lambi jeevan kam hai raat hai lambi jeevan kam hai dekh loon tumko main jee bhar ke dekh loon tumko main jee bhar ke aaye naa baalam waada kar ke aaye naa baalam
tujhse poochhun ek sawaal bol zara kya hai tera haal tujhse poochhun ek sawaal bol zara kya hai tera haal kya meri tarah tu bhi tadapta hai kya meri tarah tu bhi tadapta hai ab hai neend kise ab hai chain kahaan ab hai neend kise ab hai chain kahaan hosh udaaye tera shabaab mere sawaal ka de tu jawaab hosh udaaye tera shabaab mere sawaal ka de tu jawaab kya tera dil bhi aise dhadakta hai kya tera dil bhi aise dhadakta hai ab hai neend kise ab hai chain kahaan ab hai neend kise ab hai chain kahaan bindiya churaa ke gayi nindiya deewani jiyaa le gaye kunvaare kanganaa bindiya churaa ke gayi nindiya deewani jiyaa le gaye kunvaare kanganaa doli mein bitha ke tujhe chunari udhaa ke main to le aaungaa mere angnaa pyaar ka phool dil mein mehktaa hai pyaar ka phool dil mein mehktaa hai ab hai neend kise ab hai chain kahaan ab hai neend kise ab hai chain kahaan tujhse poochhun ek sawaal bol zara kya hai tera haal kya meri tarah tu bhi tadapta hai kya meri tarah tu bhi
ab na bani to ab na bani to phir na banegi nar tan baar baar nahin milta ab na bani to phir na banegi nar tan baar baar nahin milta heera sa janam kyun birtha ganwaayo heera sa janam kyun birtha ganwaayo na satsang kiyo hari gun gaayo na satsang kiyo hari gun gaayo janani teri tujhe phir na janegi janani teri tujhe phir na janegi nar tan baar baar nahin milta ab na bani to ab na bani to phir na banegi nar tan baar baar nahin milta teri jawaani bharam bhulaani teri jawaani bharam bhulaani guru pitu maat ki baat na maani guru pitu maat ki baat na maani naiyya kaho kaise paar lagegi naiyya kaho kaise paar lagegi nar tan baar baar nahin milta ab na bani to ab na bani to phir na banegi nar tan baar baar nahin milta o prani teri kaaya maati o prani teri kaaya maati gharni ki rat hai patang jyun kaati gharni ki rat hai patang jyun kaati maati mein maati mil ke rahegi maati mein maati mil ke rahegi nar tan baar baar nahin milta ab na bani to ab na bani to phir na banegi
abba nee tiyyani debba enta kammaga undiroyabba amma nee nunnani bugga enta letaga unnade mogga abba nee tiyyani debba enta kammaga undiroyabba vayyarala velluva vatestunte vaareva purushullona pungava pulakinpiste agava abba nee tiyyani debba enta kammaga undiroyabba amma nee nunnani bugga enta letaga unnade mogga chitapata nadumula oopulo oka irusuna varasalu kalavaga murisina kasi kasi vayasulo oka yedanasa padanisa kalavuga kadantoone kalababu adi ledantoone mudipadu yemantunna madanudu tega preminchaaka vadaladu choostha sogasu kosthaa vayasu nilabadu kougita abba nee tiyyani debba enta kammaga undiroyabba amma nee nunnani bugga enta letaga unnade mogga purushullona pungava pulakinpiste agava vayyarala velluva vatestunte vaareva abba nee tiyyani debba enta kammaga undiroyabba amma nee nunnani bugga enta letaga unnade mogga adagaka adiginademito lipi chilipiga mudirina kavitaga adi vini adimina shokulo puri vidichina nemaliki savatiga ninne nadi peduvulu avi
Abbo Neredu Pallu
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aanki Chali Baanki Chali Namkeen (1982) 04:12 39057
 
Poster of Namkeen (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Sharmila Tagore
Duration : 04:12   Song Number : 39057   

Aansoo Bahane Waale Badal (1951) 03:49 12788
 
Poster of Badal (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Poornima
Duration : 03:49   Song Number : 12788   

Aansoo Bhi Hain Khushiyaan Bhi Hain Sunayana (1979) 05:00 14296
 
Poster of Sunayana (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravindra Jain
Singer- 
K J Yesudas
On Screen Actors- 
Naseeruddin Shah
Duration : 05:00   Song Number : 14296   

Aansoo Ki Aag Le Ke Yahudi (1958) 03:55 14419
 
Poster of Yahudi (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Duration : 03:55   Song Number : 14419   

Aansoo Samjh Ke Kyun Chhaya (1961) 05:47 11909
 
Poster of Chhaya (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Asha Parekh
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 05:47   Song Number : 11909   

Aansoo Thi Meri Zindagi Bikhre Moti (1951) 03:29 12916
 
Poster of Bikhre Moti (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Akhtar-Ul-Iman
Music Director- 
Ghulam Mohammad
On Screen Actors- 
Kamini Kaushal, Jeevan
Duration : 03:29   Song Number : 12916   

Aansoo To Nahin Hain Aankhon Mein Daera (1953) 03:19 15573
 
Poster of Daera (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Jamal Sen
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Meena Kumari, Nasir Khan
Duration : 03:19   Song Number : 15573   

Aansuon Ko Thaam Le Chhota Baap (1977) 06:39 36417
 
Poster of Chhota Baap (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Romesh Sharma, Bindiya Goswami
Duration : 06:39   Song Number : 36417   

Aao Na Haider (2014) 04:37 37624
 
Poster of Haider (2014)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2014
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Vishal Bhardwaj
Singer- 
Vishal Dadlani
On Screen Actors- 
Shahid Kapoor
Duration : 04:37   Song Number : 37624   

Aao Naa Disco Deewane (1980) 04:11 15031
 
Poster of Disco Deewane (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Music Director- 
Biddu
Singer- 
Nazia Hassan
On Screen Actors- 
Nazia Hassan
Duration : 04:11   Song Number : 15031   

Aao Naa Gale Lagaa Lo Naa Mere Jeevan Saathi (1972) 05:05 12025
 
Poster of Mere Jeevan Saathi (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Tanuja, Rajesh Khanna
Duration : 05:05   Song Number : 12025   

Aao Naye Sapne Bunen Main Qatil Hoon (1984) 05:32 16271
 
Poster of Main Qatil Hoon (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Nida Fazali
Music Director- 
Basudev Rath
Singer- 
Amit Kumar
On Screen Actors- 
Amjad Khan
Duration : 05:32   Song Number : 16271   

Aaungi Ek Din Baseraa (1981) 04:25 18214
 
Poster of Baseraa (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Rakhi, Rekha
Duration : 04:25   Song Number : 18214   

Aaya Na Tu Arjun Kanungo & Momina Mustehsan 03:31 40292
 
Poster of Arjun Kanungo & Momina Mustehsan
 
Category
Indipop
Lyricist
Kunaal Vermaa
Music Director- 
Arjun Kanungo
On Screen Actors- 
Arjun Kanungo, Momina Mustehsan
Duration : 03:31   Song Number : 40292   

Aaya Naa Humko Pyaar Pehchan (1970) 05:19 13948
 
Poster of Pehchan (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Babita
Duration : 05:19   Song Number : 13948   

Aaye Naa Baalam Waada Shabab (1954) 03:34 14195
 
Poster of Shabab (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan
Raag- 
Jogiya
Duration : 03:34   Song Number : 14195   

Ab Hai Neend Kise Ab Hai Chain Kahaan Zamaana Deewana (1995) 06:44 38694
 
Poster of Zamaana Deewana (1995)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1995
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
On Screen Actors- 
Raveena Tandon, Shahrukh Khan
Duration : 06:44   Song Number : 38694   

Ab Na Bani To Phir Na Banegi Hari Om Sharan 05:20 19740
 
Poster of Hari Om Sharan
 
Category
Devotional
Lyricist
Hari Om Sharan
Music Director- 
Hari Om Sharan
Singer- 
Hari Om Sharan
Duration : 05:20   Song Number : 19740   

Abbanee Tiyyani Jagadeka Veerudu Athiloka Sundari (1990) 04:49 36394
 
Poster of Jagadeka Veerudu Athiloka Sundari (1990)
 
Category
Telugu
Year- 
1990
Lyricist
Veturi
Music Director- 
Ilaiyaraaja
On Screen Actors- 
Shri Devi, Chiranjeevi
Duration : 04:49   Song Number : 36394   

Abbo Neredu Pallu Sommokadidhi Sokokadidhi (1979) 04:42 39077
 
Poster of Sommokadidhi Sokokadidhi (1979)
 
Category
Telugu
Year- 
1979
Music Director- 
Rajan Nagendra
On Screen Actors- 
Kamal Haasan, Jayasudha
Duration : 04:42   Song Number : 39077