MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
Home Others
Home Others
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


pyaar mujh se jo kiya tumne to kya paaogi pyaar mujh se jo kiya tumne to kya paaogi mere haalaat ki aandhi mein bikhar jaaogi pyaar mujh se jo kiya tumne to kya paaogi ranj aur dard ki basti ka main bashinda hoon ye to bas main hoon ke is haal mein bhi zinda hoon khwaab kyun dekhoon wo kal jis pe main sharminda hoon main jo sharminda hua tum bhi to sharmaogi pyaar mujh se jo kiya tumne to kya paaogi kyun mere saath koi aur pareshan rahe meri duniya hai jo veeran to veeraan rahe zindagi ka ye safar tum pe to aasan rahe humsafar mujh ko banaogi to pachhtaogi pyaar mujh se jo kiya tumne to kya paaogi ek main kya abhi aayenge deewane kitne abhi goonjenge mohabbat ke tarane kitne zindagi tumko sunayegi fasane kitne kyun samajhti ho mujhe bhool nahin paaogi pyaar mujh se jo kiya tumne to kya paaogi mere haalaat ki aandhi mein bikhar jaaogi pyaar mujh se jo kiya tumne to kya paaogi click here
haaaaa raam kare babuaa hooo oooo ooo oooo raam kare babuaa hamaar phulwaa ko humri umr lagi jaaye raam kare babuaa hamaar phulwaa ko humri umr lagi jaaye patjhar aayeeeee hoooo patjhar aaye basant ritu jaaye ho jaaye champa chameli muskaaye raam kare babuaa hoooo pyaare munne tu bhi ek dilkhus gulaab hai hey gulu gulu tohri khusboo ka kahin koi jawaab hai pyaare munne tu bhi ek dilkhus gulaab hai tohri khusboo ka kahin koi jawaab hai tohe naa kisi ki tohe naa kisi ki nazar lagi jaaye raam kare babuaa hooo ooo raam kare babuaa hamaar phulwaa ko humri umr lagi jaaye hooo bol siyabar raam chandra ki jai pawan put hanuman ki jai raam ji ne duniyaa mein dukh sukh baante balihaari hai phulwaa ke ang sang bagiyaa mein kaante raam ji ne duniyaa mein dukh sukh baante phulwaa ke ang sang bagiyaa mein kaante tore pagg mein naa koi tore pagg mein naa koi kaanta lagi jaaye raam kare babuaa haaaaa raam kare babuaa hamaar phulwaa ko humri umr lagi jaaye hooo kaas aisaa hove jab click here
ayeeeeee bala bala bala bab baaa bala bala bala bab baaa bala bala bala bab baaa ri bab baa baa baa are jhoom jhoom jhoom jhoom jhoom jhoom jhoom main jhoomta rehta hoon are gun gun gun gun gun gun gun main gaata rehta hoon jhoom jhoom jhoom jhoom jhoom jhoom jhoom main jhoomta rehta hoon gun gun gun gun gun gun gun main gaata rehta hoon tiri didi didi de eeeeee tiri didi didi de eeeeee tiri didi didi de eeeeee eeee raju mera naam masti se mujhko kaam are jhoom jhoom jhoom jhoom jhoom jhoom jhoom main jhoomta rehta hoon are gun gun gun gun gun gun gun main gaata rehta hoon duniyaa ko daulat pyaari hai mujhko pyaare yaar inka pyaar mile to marr ke loonga janam hazaar duniyaa ko daulat pyaari hai mujhko pyaare yaar inka pyaar mile to marr ke loonga janam hazaar ye jo chaahen ye jo bolen main wo karta hoon yaaron ki yaari pe main sau jaan se marta hoon raju ju ju ho mera naam naam naam masti se mujhko kaam are jhoom jhoom jhoom jhoom jhoom jhoom jhoom main jhoomta click here
saare shaher mein ek haseen hai aur wo main hoon koi aur nahin hai saare shaher mein ek haseen hai saare shaher mein ek haseen hai aur wo main hoon koi aur nahin hai tu na udhar dekh dekh idhar dekh tu na udhar dekh dekh idhar dekh saare shaher mein ek haseen hai saare shaher mein ek haseen hai aur wo main hoon koi aur nahin hai tu na udhar dekh dekh idhar dekh tu na udhar dekh yaar idhar dekh pyaar karega mujhse agar tu yaad karega saari umar tu pyaar karega mujhse agar tu yaad karega saari umar tu phir kisi ka naam na lega tu kabhi mujhko yaqeen hai hooooooo oooooo oooooo hoooo hoooo saare shaher mein ek haseen hai saare shaher mein ek haseen hai aur wo main hoon koi aur nahin hai tu na udhar dekh dekh idhar dekh tu na udhar dekh yaar idhar dekh sabki nigaahein mujh pe jhuki hain teri nigaahein kis pe ruki hain sab ki nigaahein mujh pe jhuki hain teri nigaahein kis pe ruki hain dekh zara aisi ada aisi nazar aur kahin hain saare shaher mein ek haseen hai aur wo click here
ghir aayin kaari ghata matwaari ghir aayin kaari ghata matwaari saawan ki aayi bahaar re saawan ki aayi bahaar re bela chameli ki kaliyaan chatak gayin bela chameli ki kaliyaan chatak gayin mehkat ban ki bayaar re mehkat ban ki bayaar re saawan ki aayi bahaar re saawan ki aayi bahaar re khil gaye hatheli pe mehndi ke boote khil gaye hatheli pe mehndi ke boote lachkat jhoolan se daaaar re dhaani chunar more sar pe naa thehre dhaani chunar mori sar pe naa thehre chudiyaan kare jhankaaaar re chudiyaan kare jhankaaaar re saawan ki aayi bahaar re saawan ki aayi bahaar re baadal beech bijuriyaa chamke baadal beech bijuriyaa chamke dhundhun main balma ki baaaanh re aadhi rain jab bole papihaa aadhi rain jab bole papihaa jiyaraa pe lagat qataaar re jiyaraa pe lagat qataar re saawan ki aayi bahaar re saawan ki aayi bahaar re angnaa mein bheeji atariyaa pe bheeji angnaa mein bheeji atariyaa pe bheeji bheeji sajanwaa ki seeeej re bheej gayi mori haaye kori chunariyaa bheej click here
naa biwi naa bachchaa naa baap bada naa maiyaa the whole thing is that ke bhaiyaa sabse bada rupaiyaa naa biwi naa bachchaa naa baap bada naa maiyaa the whole thing is that ke bhaiyaa sabse bada rupaiyaa bin rupaiyaa to mister teri mummy kaa pyaar jo paida karta tujhe to kabhi naa kar sakta mere yaar dactor laut jaata fee naa milti agar tu maa ke pote ke ander pada hi reh jaata har baar to kiya jisne paida wo ishwar hai naa maiyaa the whole thing is that ke bhaiyaa sabse bada rupaiyaa haath khaali agar tu marr gaya meri jaan naa agni tujhko chhuegi naa dharti hi degi maan had ye hai mere bhaai ye khudaaon ka ghar teri daulat ne banaaya to huye khush allah bhagwaan tu iss duniyaa ke khaatir jodi jaa aana paiyaa the whole thing is that ke bhaiyaa sabse bada rupaiyaa ek leader ko dekho he is looking so very glad udaata phirta dinner hai in the hotel sun n send uss ke ladke ki shaadi dekhe jaa ye naa poochh kahaan se aaya ye haathi from where this english band aaj click here
saiyaan ruth gaye saiyaan ruth gaye main manati rahi saiyaan ruth gaye main manati rahi ji saiyaan ruth gaye shaam jaane lage main bulaati rahi main bulaati rahi saiyaan ruth gaye saiyaan ruth gaye main manati rahi saiyaan ruth gaye mere soone madhuban mein bahaar aa gayi mere naina mein ansuan ki dhaar aa gayi ambuwaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaaaa ambuwaa ki daari pe haan ambuwaa ki daari pe ambuwaa ki daari pe bairi koyaliyaa ga ga kar mujhe rulaati rahi saiyaan ruth gaye saiyaan ruth gaye main manati rahi saiyaan ruth gaye saiyaan ruth gaye shaam jaane lage shaam jaane lage main bulaati rahi ruth gaye saiyaan ruth gaye saiyaan ruth gaye ho saiyaan ruth gaye main manati rahi saiyaan ruth gaye saiyaan ruth gaye click here
sakhi kaise dharun main dheer hooo sakhi kaise dharun main dheer haaye re mere ab lo shaam naa aaye ri bahe nainon se niss din neer haaye re mere ab lo shaam naa aaye ri sakhi kaise dharun main dheer ghir ghir shyaam ghata lehraaye bedardi ki yaad dilaaye unn bin murli kaun sunaaye hooo ooo unn bin murli kaun sunaaye thadi roun main jamunaa ke teer haaye re mere ab lo shaam naa aaye ri sakhi kaise dharun main dheer jee naa kare jogan ban jaaun jaise bane unhen dhundh ke laaun wo naa milen to biraj mein naa aaun hooo oooo wo naa milen to biraj mein naa aaun kahin rasten mein taj doon shareer haaye re mere ab lo shaam naa aaye ri bahe nainon se niss din neer haaye re mere ab lo shaam naa aaye ri sakhi kaise dharun main dheer click here
le loooooooo le loooooooo sapnon ka saudagar aaya le lo ye sapne le lo tum se kismat khel chuki tum kismat se khelo ab tum kismat se khelo sapnon ka saudagar aaya le lo ye sapne le lo tum se kismat khel chuki tum kismat se khelo ab tum kismat se khelo ye rang birange sapne ye jeevan ke ujiyaare ye tanhaayi ke saathi ye bheed mein sang sahaare ye rang birange sapne ye jeevan ke ujiyaare ye tanhaayi ke saathi ye bheed mein sang sahaare ye chaand aur sooraj apne ye andhi raat ke taare ye andhi raat ke taare sapnon ka saudagar aaya le lo ye sapne le lo tum se kismat khel chuki tum kismat se khelo ab tum kismat se khelo chaahe to ambar ko bhi tu inn baahon mein bhar le duniyaa ko jhutha kar de ik sapna sachchaa kar le chaahe to ambar ko bhi tu inn baahon mein bhar le duniyaa ko jhutha kar de ik sapna sachchaa kar le bin maajhi bin naiyya ke aa saagar paar utar le aa saagar paar utar le sapnon ka saudagar aaya le lo ye sapne le lo tum se kismat khel chuki tum kismat se click here
heyyyyyy ayeeeee eeeeeee heyyyyyy sau saal pehle ki baat haiiiiiiiii hey sau saal pehle ki baat hai bhaarat ke ik pariwar mein ik tyaag murty baalak kaa avtaar hua sansaar mein sau saal pehle ki baat hai uss tyaag murti baalak per dekho honi ne anyaay kiya masoom abhi palne mein tha mamtaa kaa aanchal chheen liya sauteli maata se usko maata ka pyaar naa mil paaya maali tha bagiyaa thi phir bhi mann ka to phool naa khil paayaaaaa hey uss kali se komal baalak ko patjhar hi mila bahaar mein ik tyaag murty baalak kaa avtaar hua sansaar mein sau saal pehle ki baat hai bhola bhala tha aur ke dukh se dil ko dukhi kar leta tha auron ki aankh ke aansun apne daaman mein bhar leta tha thi chaar diwaari mein naari aur tha agyaan ka andhiyaara har taraf thi maut mahamaari aur bhookha tha bharat saaraaaaa hey usse man hi man vairaagya hua jab dukh dekhe sansaar mein ik tyaag murty baalak kaa avtaar hua sansaar mein sau saal pehle ki baat hai ik roz nikal jaaye na kahin beta ban click here
sharma ke ye kyun sab pardaa nasheen sharma ke ye kyun sab pardaa nasheen aanchal ko sanwaara karte hain sharma ke ye kyun sab pardaa nasheen aanchal ko sanwaara karte hain kuchh aise nazar waale bhi hain jo chhup chhup ke nazaara karte hain chhup chhup ke nazaara karte hain chhup chhup ke nazaara karte hain betaab nigaahon se keh do jalwon se ulajhnaa theek nahin betaab nigaahon se keh do jalwon se ulajhnaa theek nahin aana sambhal ke pardaa nasheenon ke saamne jhukti hai zindagi bhi haseenon ke saamne mehfil mein husn ki jo gayaa shaan se gayaa jis ne nazar milaayi wohi jaan se gayaa betaab nigaahon se keh do jalwon se ulajhnaa theek nahin ye nazo adaa ke matwaale bemaut bhi maara karte hain bemaut bhi maara karte hain bemaut bhi maara karte hain koi na haseenon ko poochhe duniya mein na ho gar dilwaale koi na haseenon ko poochhe duniya mein na ho gar dilwaale nazren jo na hoti to nazaara bhi na hota duniya mein haseenon ka guzaara bhi na hota koi na haseenon ko click here
i just met a girl and she is from wulu mulu wulu mulu wonda i can dance and she can sing we can rock the whole night longer i just met a girl and she is from wulu mulu wulu mulu wonda i can dance and she can sing we can rock the whole night longer wulu mulu wulu mulu wonda wulu mulu wulu mulu wulu mulu wulu mulu wonda wulu mulu wulu mulu sing wulu mulu wulu mulu wonda wulu mulu wulu mulu wulu mulu wulu mulu wonda wulu mulu hoooo hooo dhin dana din din dhin dana din din dhin dana din din din din dhin dana din din dhin dana din din dhin dana din din din din ho slow motion angreza hun kyun time ganwaye ho slow motion angreza hun kyun time ganwaye seedhe baahon mein bhar le sarsari kyun badhaye meri whiskiye meri tharriye tu mainun chadh gayi meri soniye roko naa toko naa ho mujhko peene do raj ke ghul mill ghul mill launda ghul mill ghul mill ghul mill ghul mill launda ghul mill ghul mill sing ghul mill ghul mill launda ghul mill ghul mill ghul mill ghul mill launda click here
sona hai chandi hai moti hai munga hai gori tera kangana aaja re aaja re suna re suna hai fagun tere bina sona hai chandi hai moti hai munga hai gori tera kangana aaja re aaja re suna re suna hai fagun tere bina kaali kaali latt zara bikhara ke nachun reshmi aanchal zara lahrake nachun nain se naina zara mila ke nachun jhoom uthe zindagi balkha ke nachun haa haa sona hai chandi hai moti hai munga hai gori tera kangana aaja re aaja re suna re suna hai fagun tere bina sona hai chandi hai moti hai munga hai gori tera kangana aaja re aaja re suna re suna hai fagun tere bina hai gulabi phool si jawani teri morni si chaal hai mastaani teri champai saadi hai dhani dhani teri ho na kaahe duniya re deewani teri aa aaaa aa aaaa aa aaa aa sona hai chandi hai moti hai munga hai gori tera kangana aaja re aaja re suna re suna hai fagun tere bina sona hai chandi hai moti hai munga hai gori tera kangana aaja re aaja re suna re suna hai fagun tere bina ruth ke na ja baharon ki o click here
sultaanaaaaa sultaana sultaana mera naam hai sultaana sultaana sultaana mera naam hai sultaana mere husn ka har andaaz mastaana mere husn ka har andaaz mastaana main pariyon ki raani meri chadti jawaani jo bhi dekhe ho jaaye deewaana sultaana sultaana mera naam hai sultaana mere husn ka har andaaz mastaana main chaal chalun to hirni ruk jaaye angdaayi loon to bijli sharmaaye main chaal chalun to hirni ruk jaaye angdaayi loon to bijli sharmaaye haan main shokh kali hoon chanchal titli hoon main shokh kali chanchal titli har koi deta hai dil nazrana sultaana sultaana mera naam hai sultaana sultaana sultaana mera naam hai sultaana mere husn ka har andaaz mastaana masoom samjh ke dore mat daalo dil se jaaoge are o dil waalo masoom samjh ke dore mat daalo dil se jaaoge are o dil waalo haan main aaj yahaan hoon kal jaane kahaan hoon main aaj yahaan kal jaane kahaan banjaaron ka kab koi thikaana sultaana sultaana mera naam hai sultaana sultaana sultaana mera naam hai click here
sun nitaaa sun nitaaa main tere pyaar ke geet gaane laga hoon mehfil koooooo anjaane afsaane sunaane laga hoon sun nitaaa main tere pyaar ke geet gaane laga hoon mehfil koooooo anjaane afsaane sunaane laga hoon hey tune mujhe kabhi dil diya maine tujhe kabhi dil diya yaaa yaaaaad nahinnnnnn tune mujhe kabhi dil diya maine tujhe kabhi dil diya yaaa yaaaaad nahinnnnnn guzri huyi wo raaten teri bhooli huyi wo baaten teri tujhko yaad dilaane laga hoon o sun nitaaa main tere pyaar ke geet gaane laga hoon mehfil koooooo anjaane afsaane sunaane laga hoon hey tujhko naya sanam mil gaya mujhko naya ye ghum mil gaya ye khoob hua tujhko naya sanam mil gaya mujhko naya ye ghum mil gaya ye khoob hua sharmaane ghabraane lagi tu uth kar kyun jaane lagi mehfil se main jaane laga hoon sun nitaaa main tere pyaar ke geet gaane laga hoon mehfil koooooo anjaane afsaane sunaane laga hoon sun nitaaaa sun nitaaaaa sun nitaaaaa click here
teriii meriii merii teriii teri meri yaari badi puraani tune mujheeeee pehchaana main hoon wahi teri deewani hoooo hoooo jaani o jaani jaani jaani o jaani teriii meriii haa merii teriii teri meri yaari badi puraanii hey hey hey hey hey hey hey aankhon ne dekha dil machal gayeeee uff hum donon kitne badal gaye kitne mausam aaye nikal gaye uff hum donon kitne badal gaye tune mujheeeee pehchaana main hoon wahi bhooli kahaani hoooo hoooo jaani o jaani jaani jaani o jaani teriii meriii merii teriii teri meri yaari badi puraanii soorat wo lekin wo nazar nahin donon pe kya guzri khabar nahin koi shiqwaa kar loon magar nahin donon pe kya guzri khabar nahin tune mujheeeee pehchaana main hoon wahi sapno ki raani hoooo hoooo jaani o jaani jaani jaani o jaani teriii meriii haa merii teriii teri meri yaari badi puraani click here
thak dhin thak huyiii thak dhin thak hayiiiii thak dhin thak dhin thak dhin thak thak dhin thak dhin thak dhin thak thak dhin thak dhin thak dhin thak thak dhin thak dhin thak dhin thak main shubh hoon ye hain chintak hum sab ke hain shubh chintak shubh chintak chintak chintak tak tak dhin thak dhin thak dhin thak tak dhin thak dhin thak dhin thak lara lappa lara lappa laayi rakhda aadi dappa aadi dappa laayi rakhda lara lappa lara lappa laayi rakhdaa aadi dappa aadi dappa laayi rakhda aawaara hoon aawaara hoon wo chor hai jo karta hai dus bees rupe ki chori izzat unki jo khaate hain laakhon ki rishwat khoriii haa achchi surat wala to abhineta ban sakta hai jisse kuchh bhi nahin aata hai wo bus neta ban sakta hai to phir desh ka kya hogaa are bhai desh ka kya hoga thak dhin thak thak dhin thak thak dhin thak thak thak thak thak thak thak dhin thak dhin thak dhin thak thak dhin thak dhin thak dhin thak main shubh hoon ye hain chintak hum sab ke hain shubh chintak click here
tum besahaara ho to kisi ka sahaara bano tum besahaara ho to kisi ka sahaara bano tum ko apne aap hi sahaara mil jaayega kasti koi doobti pahucha do kinare pe tum ko apne aap hi kinaara mil jayega tum besahaara ho to kisi ka sahaara bano tum besahaara ho to hans kar zinda rahna padta hai apna dukh khud sehna padta hai rastaa chahe kitna lamba ho dariya ko to behna padta hai hoo tum ho ek akele to ruk mat jaao chalo niklo raste mein koi saathi tumhaara mil jaayega tum besahaara ho to kisi ka sahaara bano tum besahaara ho to jeevan to ek jaisa hota hai koi hansta koi rota hai sabar se jeena asaan hota hai fikar se jeena mushkil hota hai hooo thode phool hain kaante hain jo taqdeer ne baante hain tum besahaara ho to kisi ka sahaara bano tum besahaara ho to click here
tum besahara ho to kisi ka sahara bano tumko apne aap hi sahara mil jaayega kashti koi doobti pahuncha do kinare pe tumko apne aap hi kinara mil jayega tum besahara ho to kisi ka sahara bano tum besahara ho to hans kar zinda rahna padta hai apna dukh khud sehna padta hai rasta chahe kitna lamba ho dariya ko to behna padta hai tum ho ek akele to ruk mat jaao chalo niklo raste mein koi saathi tumhara mil jaayega tum besahara ho to kisi ka sahara bano tum besahara ho to na basti mein na veeranon mein na kheton mein na khaliyaanon mein na milta hai pyaar bazaron mein na bikta hai chain dukaanon mein dhoond rahe ho tum jisko khud ko bahar mat dhundho mann ke ander dhundo pritam pyaara mil jaayega tum besahara ho to kisi ka sahara bano tum besahara ho to click here
haath ki safai ki haath ki safai ki mehnat ki kamaai ki upar wale teri duniya mein kabhi jeb kisi ki na khali mile koi bhi gareeb na ho jag mein har paakit mein haryali mile hindu muslim sikh isayi sab ki jebon mein paise hon apni nazaron mein aye malik sab ke sab hi ek jaise hon sab ke sab hi ek jaise hon kabhi haar gale ka mil jaye kabhi kanon ki humein bali mile itni si daya karna data humein sada bachana wardi se pala na pade kabhi apna kisi jalim ya bedardi se kisi jalim ya bedardi se sab khush rahe sab ke saath saath humko bhi sada khushhali mile uper wale sun le niche walon ki pukar are jinko do deta hai malik unko dena char aadha unse hum le lenge ho jaye beda par are waise to sab kuchh hai tera jag ke palan har bolo dekho ye apna dhanda malik na karna manda dete rahna yun chanda mile kabhi na kadka banda mile kabhi na kadka banda mile kabhi na kadka banda hum bhala sabhi ka chahein hai apni yahi duayein hai apni yahi duayein koi bhi gareeb na ho jag mein click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Pyaar Mujh Se Jo Kiya Saath Saath (1982) 04:47 21131
 
Poster of Saath Saath (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Kuldeep Singh
Singer- 
Jagjit Singh
On Screen Actors- 
Farukh Shekh, Deepti Naval, Others
Duration : 04:47   Song Number : 21131   

Raam Kare Babuaa Anuraag (1972) 04:25 12275
 
Poster of Anuraag (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Others
Duration : 04:25   Song Number : 12275   

Raju Mera Naam Yaadgaar (1984) 05:47 18545
 
Poster of Yaadgaar (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kamal Haasan, Others
Duration : 05:47   Song Number : 18545   

Saare Shaher Mein Alibaba Aur 40 Chor (1980) 04:50 32057
 
Poster of Alibaba Aur 40 Chor (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Zeenat Aman, Hema Malini, Others
Duration : 04:50   Song Number : 32057   

Saawan Ki Aayi Bahaar Junoon (1978) 04:12 12301
 
Poster of Junoon (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
Vanraj Bhatia
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Jenifar Kendal, Others
Duration : 04:12   Song Number : 12301   

Sabse Bada Rupaiyaa (Na Bibi Na Bachha) Sabse Bada Rupaiya (1976) 03:06 12463
 
Poster of Sabse Bada Rupaiya (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Basu Manohari
Singer- 
Mahmood, Sathi
Duration : 03:06   Song Number : 12463   

Saiyaan Ruth Gaye Main Tulsi Tere Aangan Ki (1978) 03:36 12376
 
Poster of Main Tulsi Tere Aangan Ki (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Shobha Gurtu
On Screen Actors- 
Asha Parekh, Others
Raag- 
Pilu
Duration : 03:36   Song Number : 12376   

Sakhi Kaise Dharun Sangeet Samrat Tansen (1962) 03:38 12472
 
Poster of Sangeet Samrat Tansen (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
S N Tripathi (Shri Nath)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Anita Guha, David, Others
Raag- 
Siva-Ranjani
Duration : 03:38   Song Number : 12472   

Sapnon Ka Saudagar Sapnon Ka Saudagar (1968) 05:32 12476
 
Poster of Sapnon Ka Saudagar (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Others
Duration : 05:32   Song Number : 12476   

Sau Saal Pehle Ki Baat Hai Saraswatichandra (1968) 04:02 15021
 
Poster of Saraswatichandra (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Nutan, Others
Duration : 04:02   Song Number : 15021   

Sharma Ke Ye Kyun Sab Parda Chaudhvin Ka Chand (1960) 06:13 12314
 
Poster of Chaudhvin Ka Chand (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman, Others
Duration : 06:13   Song Number : 12314   

Slow Motion Angreza Bhaag Milkha Bhaag (2013) 04:21 35956
 
Poster of Bhaag Milkha Bhaag (2013)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2013
Lyricist
Prasoon Joshi
Music Director- 
Shankar, Ehsaan, Loy
On Screen Actors- 
Farhan Akhtar, Others
Duration : 04:21   Song Number : 35956   

Sona Hai Chandi Hai Resham Ki Dori (1974) 05:11 32534
 
Poster of Resham Ki Dori (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Asha Bhosle, Chorus
On Screen Actors- 
Dharmendra, Others
Duration : 05:11   Song Number : 32534   

Sultaana Sultaana Mera Naam Tarana (1979) 03:35 12514
 
Poster of Tarana (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Ravindra Rawal
Music Director- 
Ram Laxman
Singer- 
Usha Mangeshkar
On Screen Actors- 
Ranjeeta, Others
Duration : 03:35   Song Number : 12514   

Sun Nita Main Tere Pyaar Ke Dil Diwana (1974) 05:07 18350
 
Poster of Dil Diwana (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Randhir Kapoor, Jaya Bachchan, Others
Duration : 05:07   Song Number : 18350   

Teri Meri Yaari Badi Puraani Charitraheen (1974) 03:19 15566
 
Poster of Charitraheen (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Sharmila Tagore, Others
Duration : 03:19   Song Number : 15566   

Thak Dhin Thak Khalifa (1976) 03:33 19228
 
Poster of Khalifa (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Randhir Kapoor, Others
Duration : 03:33   Song Number : 19228   

Tum Besahara Anurodh (1977) 03:59 12726
 
Poster of Anurodh (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Rita Bhaduri, Others
Duration : 03:59   Song Number : 12726   

Tum Besahara Ho (Sad) Anurodh (1977) 03:28 19156
 
Poster of Anurodh (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Rita Bhaduri, Others
Duration : 03:28   Song Number : 19156   

Upar Wale Teri Duniya Haath Ki Safai (1974) 06:06 32096
 
Poster of Haath Ki Safai (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Satyendra Kapoor, Others
Duration : 06:06   Song Number : 32096   
Karaoke Songs of others, Sad Songs of others, Love Songs of others, Dance Songs of others, Hip-hop songs of others, Best songs of others, Super hit songs of others, hit songs of others, duet songs of others, solo songs of others, old songs of others, famous songs of others, Hindi Karaoke Songs of others, Hindi Sad Songs of others, Hindi Love Songs of others, Hindi Dance Songs of others, Hindi Hip-hop songs of others, best Hindi songs of others, super hit Hindi songs of others, hit Hindi songs of others, duet Hindi songs of others, solo Hindi songs of others, old Hindi songs of others, famous Hindi songs of others, Sing Along Songs of others, Sing Along Sad Songs of others, Sing Along Love Songs of others, Sing Along Dance Songs of others, Sing Along Hip-hop songs of others, Sing Along Best songs of others, Sing Along Super hit songs of others, Sing Along hit songs of others, Sing Along duet songs of others, Sing Along solo songs of others, Sing Along old songs of others, Sing Along famous songs of others