MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeLata Mangeshkar
HomeLata Mangeshkar
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaaaaaaa aaaaaaaaa aaaaaaaa aaaaaaa jaagi jaagi badan mein jwala saiyyan tune kya kar daala jaagi badan mein jwala saiyyan tune kya kar daala mana mana kar haari maane nahin man matwala bairi tune hath na chhodi maine tujhe kitna taala jaagi badan mein jwala saiyyan tune kya kar daala aate jaate raahon mein chheda inhi teri baaton se pada yeh bakheda aate jaate raahon mein chheda inhi teri baaton se pada yeh bakheda achchhi ki pehchan tere do nainon ne arey ghayal kar di jaan tere do nainon ne hmmm hmmm hoooooo hmm jaagi badan mein jwala saiyya tune kya kar daala roothe meri aankhon se sapane huye tere khwaab mein din the jo apane roothe meri aankhon se sapane huye tere khwaab mein din the jo apane abse pehle haal na aisa dekha tha are solah saal mein saal na aisa dekha tha hmmm hmmm hoooooo hmm jaagi badan mein jwala saiyya tune kya kar daala tere liye raaton ko bhatkun aate jaate logon ki nazaron mein khatkun tere liye raaton ko bhatkun aate jaate logon ki click here
jaago jab ujiyaara chhaaye mann ka andhera jaaye kirnon ki raani gaaye jaago hey mere mann mohan pyaare jaago mohan pyaare jaago jaago mohan pyaare jaago navyug choome nain tihaare jaago jaago mohan pyaare bheegi bheegi ankhiyon se muskaaye yeh nayi bhor tohe ang lagaaye bheegi bheegi ankhiun se muskaaye yeh nayi bhor tohe ang lagaaye baahein phaila o dukhiyaare jaago mohan pyaare jaago jaago mohan pyaare jaago navyug choome nain tihaare jaago jaago mohan pyaare jisne mann ka deep jalaaya duniya ko usne hi ujala paaya jisne mann ka deep jalaaya duniya ko usne hi ujala paaya mat rehna ankhiyon ke sahaare jaago mohan pyaare jaago jaago mohan pyaare jaago navyug choome nain tihaare jaago jaago mohan pyaare kiran pari gagari chhalkaaye jyot ka pyaasa pyaas bujhaaye kiran pari gagari chhalkaaye jyot ka pyaasa pyaas bujhaaye phool bane mann ke angaare jaago mohan pyaare jaago jaago mohan pyaare jaago navyug choome nain tihaare jaago jaago mohan pyaare aaaaaaaaa aaaaaaa click here
jaan e bahaar yaaron ka yaar yaaro mujhe ho hoo sabse hai pyaar heyy main hoon raahi mastana mujhe samjho na deewana main zamane se nahin hoon mere dam se hai zamana heyy main hoon raahi mastana mujhe samjho na deewana main zamane se nahin hoon mere dam se hai zamana hyee hyee hoo hoo heyy heyy hum jo bahke mahken baharen hum hanse to hansti hain kaliyaan hum ruken to ruk jayen rahein hum chalen to chalti hai duniya main hoon raahi mastana mujhe samjho na deewana main zamane se nahin hoon mere dam se hai zamana hai ye dharti apna bistar aur gagan hai apni chadar sardi garmi aandhi tufaan apne aage ek barabar main hoon rahi mastana mujhe samjho na deewana main zamane se nahin hoon mere dam se hai zamana itna sa hai mera fasana sabke bigde kaam banana apno se hai yaari apni gairon ko bhi apna jana main hoon rahi mastana mujhe samjho na deewana main zamane se nahin hoon mere dam se hai zamana jaan e bahar yaaron ka yaar yaaro mujhe hooo ooo sabse hai pyaar click here
jaan jab jab teri yaad aati hai jaan jab jab teri yaad aati hai mere armaan jaag jaate hain chal donon ghar se bhaag jaate hain bhaag jaate hain jaan jab jab teri yaad aati hai hooo jaan jab jab teri yaad aati hai mere armaan jaag jaate hain chal donon ghar se bhaag jaate hain bhaag jaate hain jaan jab jab teri yaad aati hai hooo jaan jab jab teri yaad aati hai soye toofan jaag jaate hain chal donon ghar se bhaag jaate hain bhaag jaate hain jaan jab jab teri yaad aati hai jaan aati hai tere aane se jaan jaati hai tere jaane se jaan aati hai tere aane se jaan jaati hai tere jaane se jaan ke yun roz aane jaane se ek roz le ke bairaag jaate hain chal donon ghar se bhaag jaate hain bhaag jaate hain jaan jab jab teri yaad aati hai hooo jaan jab jab teri yaad aati hai achcha nahin lagta kuchh tere bin achcha nahin lagta kuchh tere bin raatein guzarti hai tare gin gin gin gin gin gin gin raatein guzarti hai tare gin gin aate hain jab ye saawan ke din dil mein laga ke aag click here
jaan ki kasam sach kehte hain hum khushi ho ya ghum baant lenge hum aadha aadha are jaan ki kasam sach kehte hain hum khushi ho ya ghum baant lenge hum aadha aadha ye waada haan waada ye waada rahaa jaan ki kasam sach kehte hain hum khushi ho ya ghum baant lenge hum aadha aadha thoda tum chalna thoda main chalungi manzil paas aa jaayegi ho o thoda tum hasna thoda main hasungi jab bhi udaasi chha jaayegi ye waada haan waada ye waada rahaa jaan ki kasam sach kehte hain hum bahut ho ya kam baant lenge hum aadha aadha kuchh tum jalna kuchh main jaloonga dil mein aag jab lagegi ho dono mein koi pyaasa raha to dono ki pyaas na bujhegi ye waada haan waada ye waada rahaa jaan ki kasam sach kehte hain hum jo bhi ho sitam baant lenge hum aadha aadha ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho la la la la la la la la la la la la hmm hmm o ho kiya hai jo waada sab kuchh adha kahin pyaar na aadha reh jaaye ho o o aisa nahin hoga aisa ho na ho to toot ke ye waada reh jaaye ye waada click here
jaana hai hamein to jahan karaar mile jaana hai hamein to jahan karaar mile lootenge raaho mein jaha bahaar mile jaana hai jab tak chalun chalti rahun main baahon ke saaye mein tere jaana hamein kahan ye bhi nahin sochen neend si aankhon mein bhare manzil hamein mile na mile tera pyaar mile are jaana hai hamein to jahan karaar mile lootenge raaho mein jaha bahaar mile jaana hai mujhe duniya mein jeene ka sahaara kaafi hai dil ki lagii kuchh bhi na chahun rahe mere liye yeh tere honton ki hansi saari duniya se lena hamein kya hum to yaar mile jaana hai hamein to jahan karaar mile lootenge raaho mein jaha bahaar mile jaana hai tere sang piya padte hain mere neel gagan pe kadam tum ho mere to dharati ghata pe raaj hamaara hai sanam ho aaj nazaare sar jhukake sau sau baar mile are jaana hai hamein to jahan karaar mile lootenge raaho mein jaha bahaar mile jaana hai hamein to jahan karaar mile jaana hai click here
jaana tha hum se door bahane bana liye ab tumne kitni door thikane bana liye jaana tha hum se door rukhsat ke waqt tum ne jo aansoon humen diye unn aasuon se hum ne phasane bana liye ab tumne kitni door thikane bana liye jaana tha hum se door ooooooooooo ooooooooooooo dil ko mile jo daag jigar ko mile jo dard inn daulaton se hum ne khazaane bana liye ab tumne kitni door thikane bana liye jaana tha hum se door bahane bana liye ab tumne kitni door thikane bana liye jaana tha hum se door click here
pyar mein nazar churayi nahi jati pyar mein nazar churayi nahi jati apnon se koi baat chupayi nahi jati dilbar janam janam janam janam janam janam janam dilbar janam janam tu janam janam dilbar janam he he pyar mein nazar churayi nahi jati apnon se koi baat chupayi nahi jati dilbar janam janam janam janam janam janam janam dilbar janam he he kuchh kehne ki rut hai sanam kuchh sunne ki rut hai sanam kuchh kehne ki rut hai sanam kuchh sunne ki rut hai sanam yeh samah aur khamoshi teri badi afat hai teri kasam bolo na bolo na humse kuch bolo na han han ji bolo na maine kitni muradon se paya hai tujhe tujhe pakar dil ki dhadkan dabayi nahi jati dilbar janam janam janam janam janam janam janam dilbar janam janam pyar mein nazar churayi nahi jati apnon se koi baat chupayi nahi jati dilbar janam janam janam janam janam janam janam dilbar janam he he haan wohi hun main saathi teri teri diwaani pyaasi teri haan wohi hun main saathi teri teri diwaani pyaasi teri leke hathon click here
jaane kaisa chhaane laga nashaa ye pyaar ka thoda thoda aane laga maza bahaar kaa jaane kaisa chhaane laga nashaa ye pyaar ka thoda thoda aane laga maza bahaar kaa dil jo mile gul se khile jaan gaye hum raaz naye dil jo mile gul se khile jaan gaye hum raaz naye tujh se sanam teri kasam seekh liye andaaz naye gayi dil ko uda teri shokh ada mera bas na chala jaane kaisa chhaane laga nashaa ye pyaar ka jaane kaisa chhaane laga nashaa ye pyaar ka thoda thoda aane laga maza bahaar kaa dil hai nadaan raat haseen kaisa sama hai kaisi ghadi dil hai nadaan raat haseen kaisa sama hai kaisi ghadi kaise bujhe dil ki lagi ab to ye mushkil aan padi aisa dard mila nahin jis ki dava tere pyaar ke siva jaane kaisa chhaane laga nasha ye pyaar ka jaane kaisa chhaane laga nashaa ye pyaar ka thoda thoda aane laga maza bahaar kaa click here
jaane kaise beetegi yeh barsaaten jaane kaise beetegi yeh barsaaten mange huye din hain mangi huyi raaten jaane kaise beetegi yeh barsaaten mange huye din hain mangi huyi raaten jaane kaise beetegi dhuwan dhuwan sa rehta hai bujhi bujhi si aankhon mein aaaaaaaa dhuwan dhuwan sa rehta hai bujhi bujhi si aankhon mein sulag rahe hain geele aansu aag lagati hain barsaten mange huye din hain mangi huyi raaten jaane kaise beetegi bhara hua tha dil shayad chhalak gaya hai seene mein bhara hua tha dil shayad chhalak gaya hai seene mein behne lage hain sare shikwe badi gamgeen hain dil ki baaten mange huye din hain mangi huyi raaten jaane kaise beetegi yeh barsaaten mange huye din hain mangi huyi raaten jaane kaise beetegi click here
jaane kaise sapnon mein kho gayi akhiyaan main to hoon jaagi mori so gayi akhiyaan jaane kaise sapnon mein kho gayi akhiyaan main to hoon jaagi mori so gayi akhiyaan ajab deewaani bhayi mose anjaani bhayi ajab deewaani bhayi mose anjaani bhayi pal mein paraayi dekho ho gayi akhiyaan main to hoon jaagi mori so gayi akhiyaan jaane kaise sapnon mein kho gayi akhiyaan main to hoon jaagi mori so gayi akhiyaan barsee ye kaisi dhaara kaape tan mann saara barsee ye kaisi dhaara kaape tan mann saara rang se ang bhigo gayi akhiyaan jaane kaise sapnon mein kho gayi akhiyaan main to hoon jaagi mori so gayi akhiyaan mann ujiyaara chhaaya jag ujiyaara chhaaya mann ujiyaara chhaaya jag ujiyaara chhaaya jagmag deep sanjo gayi akhiyaan main to hoon jaagi mori so gayi akhiyaan click here
jaane kya ho jaaye jab dil se dil takraaye sach hai pehle pehle lagta hai darr hoooo ooooo oooo ooooo pehle dil ghabraaye phir aisa jaadoo chhaaye dil ko reh naa jaaye dil ki khabar hoooo ooooo oooo ooooo jaane kya ho jaaye jab dil se dil takraaye sach hai pehle pehle lagta hai darr hoooo ooooo oooo ooooo jaane kya ho jaaye chhalke badan se kaliyaan gulaab ki koi misaal kya tere shabaab ki paayega kya tu har bhed khol ke aankhon se naap ke nazron mein tol ke chhalke badan se kaliyaan gulaab ki koi misaal kya tere shabaab ki paayega kya tu har bhed khol ke aankhon se naap ke nazron mein tol ke jaane kya ho jaaye jab dil se dil takraaye sach hai pehle pehle lagta hai darr hoooo ooooo oooo ooooo jaane kya ho jaaye nazren mila ke chaahe tu jhoom le zulfon ko bhool jaa khushboo ko choom le mehke jawaani baahon ke haar mein reh jaaye hosh kyun chadti bahaar mein nazren mila ke chaahe tu jhoom le zulfon ko bhool jaa khushboo ko choom le mehke jawaani baahon ke haar mein click here
Jaane Kya Baat Hai click here
hmmmm jaane kya pilaaya tune bada mazaa aaya jaane kya pilaaya tune bada mazaa aaya jhoom uthi re main mastaani deewani jaani jaane kya pilaaya tune bada mazaa aaya paayal nahin ghungharoo nahin chham chham kaise ye hone lagi dhundhon mujhe main khone lagi hooo paayal nahin ghungharoo nahin chham chham kaise ye hone lagi dhundhon mujhe main khone lagi hua kya mujhe uyi tauba main naa jaani jhoom uthi re main mastaani deewani jaani jaane kya pilaaya tune bada mazaa aaya aisa laga tune piya kincha nazariya ki dor se dhadka mera dil zor zor se hmm aisa laga tune piya kincha nazariya ki dor se dhadka mera dil zor zor se tera naam le ke boli meri jawaani jhoom uthi re main mastaani deewani jaani jaane kya pilaaya tune bada mazaa aaya hmmm hmmm hmmm hmm hmm hmmm hmm mere balam meri nazar maare sharm ke jhukne lage chalta zamaana rukne lage hmm mere balam meri nazar maare sharm ke jhukne lage chalta zamaana rukne lage aise waqt chhedo koi aisi kahaani jhoom uthi re main click here
hmmmm hmmmm hmmmm hmmmm iss zamaane mein iss muhabbat ne kitne dil tode kitne ghar phoonke jaane kyun log muhabbat kiyaa karte hain jaane kyun log muhabbat kiyaa karte hain dil ke badle dard e dil liyaa karte hain jaane kyun log muhabbat kiyaa karte hain tanhaai milti hai mehfil nahin milti raahen muhabbat mein kabhi manzil nahin milti dil tut jaataa hai naaqaam hotaa hai ulfat mein logon kaa yahi anjaam hotaa hai koi kyaa jaane kyun ye parvaane kyun machalte hain ghum mein jalte hain aahen bhar bhar ke diwaane jiyaa karte hain aahen bhar bhar ke diwaane jiyaa karte hain jaane kyun log muhabbat kiyaa karte hain saawan mein aankhon ko kitanaa rulaati hai furqat mein jab dil ko kisi ki yaad aati hai ye zindagi yun hi barbaad hoti hai har waqt honthon pe koi fariyaad hoti hai naa davaaon kaa naam chaltaa hai naa duaaon se kaam chalataa hai zahar ye phir bhi sabhii kyun piyaa karaten hain zahar ye phir bhi sabhii kyun piyaa karaten hain jaane kyun log muhabbat kiyaa click here
hmm hmm hmm hmm mm jaane mujhe kya hua re kya hua re jaane mujhe kya hua re jab se toone chhua re dil ki lagi aur badhi jaaye haaye oh ho ho ho jaane mujhe kya hua re jab se toone chhua re dil ki lagi aur badhi jaaye haaye chhoone se tera ye haal hai kaisa ye kamaal hai jaane kya hoga baahon mein jo aaye haaye hoye hoye chhoone se tera ye haal hai kaisa ye kamaal hai jaane kya hoga baahon mein jo aaye haaye teri baahon mein na aaun teri baahon mein na aaun kahin jal hi na jaaun mera dil bhi to maane na jo bhi dil mein lagaaye wahi dil ki bujhaaye meri jaan tu ye jaane na jaane mujhe kya oh ho ho ho jaane mujhe kya hua re jab se toone chhua re dil ki lagi aur badhi jaaye hayee chhoone se tera ye haal hai kaisa ye kamaal hai jaane kya hoga baahon mein jo aaye haaye na banaa tu bahaane na banaa tu bahaane kya milega o deewaane meri zulfon ko uljha ke wo kali to khilegi pyaar se jo milegi zara mil humse lehraa ke jaane mujhe kya oh ho ho ho jaane mujhe kya hua re jab click here
jaane teri nazron ne kya kar diya jab tujhe dekhun mera dhadke jiya jaane teri nazron ne kya kar diya jab tujhe dekhun mera dhadke jiya tune mohabbat se mera dil bhar diya apna banane wale tera shukriya piya jab se hua tera mera milan mere jeewan mein chamki khushi ki kiran ae ji oo piya jab se hua tera mera milan mere jeevan mein chamki khushi ki kiran ae ji oo din gujarne lage hain teri yaad mein aur satati hai raaton ko teri lagan ae ji oo udd gayi nainon se meri nindiya jab tujhe dekhun mera dhadke jiya tune mohabbat se mera dil bhar diya apna banane wale tera shukriya ye sama aur ye mausam mehakta hua is mein hai rang jaalim tere husn ka aji ho haye ye sama aur ye mausam mehakta hua isme hai rang jaalim tere husn ka aji ho mujhe tune mohabbat sikhayi balam warna mere to jeewan mein kuchh bhi na tha ae ji oo teri adaaon ne mera dil le liya apna banane wale tera shukriya jane teri nazron ne kya kar diya jab tujhe dekhun mera dhadke jiya tune mohabbat se mera dil click here
jaane waale se mulaaqat na hone paayi hoooo jaane waale se mulaaqat na hone paayi dil ki dil hi mein rahi baat na hone paayi hoooo jaane waale se mulaaqat na hone paayi chandani khil naa saki chaand ne munh mod liya chandani khil naa saki chaand ne munh mod liya jiska armaan tha wo raat naa hone paayi hoooo jaane waale se mulaaqat na hone paayi dil mein toofan uthe phir bhi zubaan khul naa saki dil mein toofan uthe phir bhi zubaan khul naa saki badliyaan chhaa gayin barsaat naa hone paayi hoooo jaane waale se mulaaqat na hone paayi click here
Jane Wale Tera Khuda click here
jaane wafa jaane jahaan jaane tamanna kahoon tu hi bata aye ajnabi aakhir tujhe kya kahoon haai main pyaar ki nanhi kali tum chaahe jo naam do tum kaun ho kya naam hai tum bhi zara kuchh kaho mera naam pyaar hai maine duniya ko di zindagi mera naam pyaar hai maine duniya ko di zindagi jinewaale mere naam par jinewaale mere naam par rehate hain zinda marke bhi main pyaar ki nanhi kali tum chaahe jo naam do tum kaun ho kya naam hai tum bhi zara kuchh kaho jaane wafa jaane jahaan jaane tamanna kahoon tu hi bata aye ajnabi aakhir tujhe kya kahoon haai mera naam husn hai meri parchhaayi hai chaandani mera naam husn hai meri parchhaayi hai chaandani uthti hai jo dil ke saaj se uthti hai jo dil ke saaj se main hoon woh pyaar ki raagini jaane wafa jaane jahaan jaane tamanna kahoon tu hi bata aye ajnabi aakhir tujhe kya kahoon haai main pyaar ki nanhi kali tum chaahe jo naam do tum kaun ho kya naam hai tum bhi zara kuchh kaho hum jahaan bhi saath ho hasti hai fasle gul bhi click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Jaagi Badan Mein Jwala Izzat (1968) 05:52 32836
 
Poster of Izzat (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Jay Lalitha
Duration : 05:52   Song Number : 32836   

Jaago Mohan Pyaare Jagte Raho (1956) 05:38 20607
 
Poster of Jagte Raho (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis, Raj Kapoor
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:38   Song Number : 20607   

Jaan E Bahaar Yaaron Ka Yaar Jaan-E-Bahaar (1979) 05:18 36912
 
Poster of Jaan-E-Bahaar (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Gauhar Kanpuri
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Sachin, Sarika
Duration : 05:18   Song Number : 36912   

Jaan Jab Jab All Rounder (1984) 06:02 12636
 
Poster of All Rounder (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Duration : 06:02   Song Number : 12636   

Jaan Ki Kasam Azaad (1978) 04:30 18434
 
Poster of Azaad (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Dharmendra, Hema Malini
Duration : 04:30   Song Number : 18434   

Jaana Hai Hamein To Daulat Ke Dushman (1983) 04:14 19192
 
Poster of Daulat Ke Dushman (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Mohan Choti, Pran, Prem Chopra
Duration : 04:14   Song Number : 19192   

Jaana Tha Hum Se Door Adalat (1958) 03:21 20609
 
Poster of Adalat (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 03:21   Song Number : 20609   

Jaanam Jaanam Dilbar Jaanwar (1983) 06:30 32326
 
Poster of Jaanwar (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Zeenat Aman
Duration : 06:30   Song Number : 32326   

Jaane Kaisa Chhaane Laga Zabak (1961) 03:09 32857
 
Poster of Zabak (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Shyama
Duration : 03:09   Song Number : 32857   

Jaane Kaise Beetegi Yeh Barsaaten Baseraa (1981) 04:27 36822
 
Poster of Baseraa (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Poonam Dhillon, Raj Kiran, Rakhi
Duration : 04:27   Song Number : 36822   

Jaane Kaise Sapnon Mein Anuradha (1960) 03:16 12724
 
Poster of Anuradha (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Ravi Shankar
Singer- 
Lata Mangeshkar
Raag- 
Manj-Khamaj
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:16   Song Number : 12724   

Jaane Kya Aaina (1977) 03:44 12553
 
Poster of Aaina (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Jaan Nishar Akhtar
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Dharmendra, Neetu Singh
Duration : 03:44   Song Number : 12553   

Jaane Kya Baat Hai Sunny (1984) 05:20 12047
 
Poster of Sunny (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sunny Deol, Amrita Singh
Duration : 05:20   Song Number : 12047   

Jaane Kya Pilaaya Tune Jugnu (1973) 04:22 13467
 
Poster of Jugnu (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Hema Malini
Duration : 04:22   Song Number : 13467   

Jaane Kyun Log Muhabbat Mehboob Ki Mehndi (1971) 05:23 11851
 
Poster of Mehboob Ki Mehndi (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Leena Chandraavarkar
Duration : 05:23   Song Number : 11851   

Jaane Mujhe Kya Hua Re Janwar Aur Insaan (1972) 04:19 12058
 
Poster of Janwar Aur Insaan (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Gulshan Bawra
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Rakhi, Shashi Kapoor
Duration : 04:19   Song Number : 12058   

Jaane Teri Nazron Ne Kya Grahasti (1963) 03:23 37773
 
Poster of Grahasti (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Rajshree, Manoj Kumar
Duration : 03:23   Song Number : 37773   

Jaane Waale Se Mulaaqat Amar (1954) 03:36 12647
 
Poster of Amar (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Madhu Bala
Raag- 
Yaman
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:36   Song Number : 12647   

Jaane Waale Tera Khuda Palki (1967) 04:32 37920
 
Poster of Palki (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Waheeda Rehman
Duration : 04:32   Song Number : 37920   

Jaane Wafa Jaane Jahaan Dil Tera Deewana (1962) 07:22 32540
 
Poster of Dil Tera Deewana (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Adesh Srivastava
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Mala Sinha
Duration : 07:22   Song Number : 32540   
Karaoke Songs of lata mangeshkar, Sad Songs of lata mangeshkar, Love Songs of lata mangeshkar, Dance Songs of lata mangeshkar, Hip-hop songs of lata mangeshkar, Best songs of lata mangeshkar, Super hit songs of lata mangeshkar, hit songs of lata mangeshkar, duet songs of lata mangeshkar, solo songs of lata mangeshkar, old songs of lata mangeshkar, famous songs of lata mangeshkar, Hindi Karaoke Songs of lata mangeshkar, Hindi Sad Songs of lata mangeshkar, Hindi Love Songs of lata mangeshkar, Hindi Dance Songs of lata mangeshkar, Hindi Hip-hop songs of lata mangeshkar, best Hindi songs of lata mangeshkar, super hit Hindi songs of lata mangeshkar, hit Hindi songs of lata mangeshkar, duet Hindi songs of lata mangeshkar, solo Hindi songs of lata mangeshkar, old Hindi songs of lata mangeshkar, famous Hindi songs of lata mangeshkar, Sing Along Songs of lata mangeshkar, Sing Along Sad Songs of lata mangeshkar, Sing Along Love Songs of lata mangeshkar, Sing Along Dance Songs of lata mangeshkar, Sing Along Hip-hop songs of lata mangeshkar, Sing Along Best songs of lata mangeshkar, Sing Along Super hit songs of lata mangeshkar, Sing Along hit songs of lata mangeshkar, Sing Along duet songs of lata mangeshkar, Sing Along solo songs of lata mangeshkar, Sing Along old songs of lata mangeshkar, Sing Along famous songs of lata mangeshkar