MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAnand Bakshi
HomeAnand Bakshi
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


shokhiyan nazar mein hain mastiyaan hain chaal mein jab se hai mere khayaal mein koi baat koi yaad koi naam shokhiyaan nazar mein hain mastiyaan hain chaal mein jab se hai mere khayaal mein koi baat koi yaad koi naam shokhiyaan nazar mein hain tanhaayi mein jaane kab kahin phir mulakaat ho ae mere dil deewane kis tarah roz ye baat ho ho oo aati hai aisi saal mein ek subah ek raat ek shaam shokhiyaan nazar mein hain mastiyaan hain chaal mein jab se hai mere khayaal mein koi baat koi yaad koi naam shokhiyaan nazar mein hain pyaar se main darta hoon sochta hoon chura loon nazar jis ko main yaad karta hoon usse daaman chhuda loon magar ho oo hoga ye dil har haal mein majbur bechain badnaam shokhiyaan nazar mein hain mastiyaan hain chaal mein jab se hai mere khayaal mein koi baat koi yaad koi naam shokhiyaan nazar mein hain click here
ho ek do teen chaar raju dada ke chele hoshiyaar shor mach gaya shor dekho aaya maakhan chor ho hoye gokul ki galiyon ki aur chala nikla maakhan chor nand kishore hooooo hoye shor mach gaya shor dekho aaya maakhan chor dekhi jo gwaalon ki toli koi gujariyaa boli hey dekhi jo gwaalon ki toli koi gujariyaa boli kiss ki baarat hai ye kiss ki hai doli jamuna ke tatth ki aur chala nikla o chala o chala o chala chala chala chala chala nikla maakhan chor shor mach gaya shor dekho ho dekho aaya maakhan chor gwalan ke peechhe daude kankar se mattki phode ho gwalan ke peechhe daude kankar se mattki phode maare yashoda maa chhori naa chhode phenke nazar ki dor chala nikla maakhan chor nand kishore ho dekho ho dekho dekho dekho shor mach gaya shor dekho aaya maakhan chor ek ke upar ek dekh tamasha dekh ek ke upar ek dekh tamasha dekh hurrr tod mattki tod aur oonchaa aur aur hey ha ek ke upar ek dekh tamasha dekh ek ke upar ek dekh tamasha dekh ek ke upar ek dekh tamasha dekh click here
soch ke ye gagan jhoome soch ke ye gagan jhoome abhi chaand nikal aayega jhilmil chamkenge taare soch ke ye gagan jhoome chaand jab nikal aayega dekhega na koi gagan ko chaand ko hi dekhenge saare chaand jab nikal aayega phool jo khile na to kaise ho phool jo khile na to kaise baagon mein aaye bahaar ho oo oo deep na jale to saanwariyaa kaise meete andhkaar raat dekho kitni hai kaali abhi chaand nikal aayega jhilmil chamkenge taare soch ke ye gagan jhoome chandani se bhi tum haseen ho ho oo oo chandani se bhi tum haseen ho nazdeek aao zara ho oo oo chand ke nikalne talak to tum jagmagaao zara raat dekho kitni hai kaali abhi chaand nikal aayega jhilmil chamkenge taare soch ke ye gagan jhoome click here
aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa sohni chanab de kinare se pukaare tera naam aajaa aajaa aa sohni chanab de sohni chanab de kinare se pukaare tera naam aajaa aajaa aa sohni chanab de aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa barson puraane hum yaar soniya hum yaar soniya hoooo barson puraane hum yaar soniya hum yaar soniya barson puraana hai ye pyaar soneya haaye barson purani har baat mulaaqat naye naam aajaaaa sohni chanab de sohni chanab de kinare se pukaare tera naam aajaa aajaa aa sohni chanab de aise kuchh log hai jo milte nahin haaye milte nahin hooooo aise kuchh log hai jo milte nahin haaye milte nahin aise kuchh phool hai jo khilte nahin haaye unn mein na likh de zamaana kahin apna bhi naam aajaaaa sohni chanab de sohni chanab de kinare se pukaare tera naam aajaa aajaa aa sohni chanab de sohni chanab de sohni chanab de sohni chanab de sohni chanab de click here
koshish karke dekh le dariyaa saare nadiyaan saari dil ki lagi nahin bujhti bujhti hai har chingaari hmmmmmm aa aa aa aaa aa aa solah baras ki solah baras ki baali umar ko salaam aye pyaar teri pehli nazar ko salaam salaam aye pyaar teri pehli nazar ko salaam duniyaa mein sabse pehle jisne ye dil diya duniyaa ke sabse pehle dilbar ko salaam dil se nikalane waale raste ka shukriyaa dil tak pahunchane waali dagar ko salaam aye pyaar teri pehli nazar ko salaam salaam aye pyaar teri pehli nazar ko salaam jisme jawaan hokar badnaam hum huye jisme jawaan hokar badnaam hum huye us shaher us gali us ghar ko salaam jisne hume milaaya jisne juda kiya us waqt us ghadi us dagar ko salaam aye pyaar teri pehli nazar ko salaam salaam aye pyaar teri pehli nazar ko salaam milte rahen yahan hum ye hai yahaan likha is likhaawat ki zeroo zabar ko salaam saahil ki ret par yun lehraa utha ye dil saagar mein uthane waali har lehar ko salaam in mast gehari gehari aankhon ki jheel mein click here
somvaar ko hum mile mangalvaar ko nain are somvaar ko hum mile mangalvaar ko nain budh ko meri nind gayi jumme raat ko chain are shukar shani kate mushkil se aaj hai ayetvaar saat dino me ho gaya jaise saat janam ka pyaar ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho somvaar ko hum mile mangalvaar ko nain budh ko meri nind gayi jumme raat ko chain shukar shani kate mushkil se aaj hai ayetvaar saat dino me ho gaya jaise saat janam ka pyaar ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho somvaar ko hum mile abhi to humko mile huye hua na ek mahina abhi to humko mile huye hua na ek mahina abhi se haal hua hai ye mushkil ho gaya jeena ek baras tak ho jayega marna bhi dushwar saat dino me ho gaya jaise saat janam ka pyaar ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho somvaar ko hum mile chaar baje main soya tha paanch baje utha jaga are chaar baje main soya tha paanch baje utha jaga saade paanch ko le kar gaadi tumse milne bhaaga jeevan kaise gujrega jab katte nahi pal char saat dino me ho gaya jaise click here
sona lai jaa re chaandi lai jaa re ho paisa lai jaa re hoo oo oo oo dil kaise de doon main jogi ki badi badnaami hogi sona lai jaa re chaandi lai jaa re ho paisa lai jaa re hoo oo oo oo dil kaise de doon main jogi ki badi badnaami hogi sona lai jaa re chaandi lai jaa re maange to mehale do mehale phir sochon de doon main pehle maange to mehale do mehale phir sochon de doon main pehle ye mushkil hai mera dil hai naahi koi khilona sona lai jaa re chaandi lai jaa re ho paisa lai jaa re hoo oo oo oo dil kaise de doon main jogi ki badi badnaami hogi sona lai jaa re chaandi lai jaa re haai haai haai haai re jee ghabraaye na meri haan na ban jaaye haai haai haai haai re jee ghabraaye na meri haan na ban jaaye mere mann pe tu na kar de koi jaadu tona sona lai jaa re chaandi lai jaa re ho paisa lai jaa re hoo oo oo oo dil kaise de doon main jogi ki badi badnaami hogi sona lai jaa re chaandi lai jaa reee matlab hai tera ban ke jogan saat pheron mein tere ban ban matlab hai click here
soni meri soni soni aur nahin koi honi soni rabb se jiyaada tera naam leta hoon rabb mujhe maaf kare mera insaaf kare rabb mujhe maaf kare mera insaaf kare sona mera maahi sona aur nahin koi hona sona rabb se jiyaada tera naam leti hoon rabb mujhe maaf kare mera insaaf kare haaye rabb mujhe maaf kare haaye mera insaaf kare soni meri soni soni sona mera maahi sona jeene ka bahaana nahin marne ka thikaana nahin bin tere dhool mitti khaakh ye zamaana nahin jeene ka bahaana nahin marne ka thikaana nahin bin tere dhool mitti khaakh ye zamaana nahin deti hoon duwaayen tujhe teri main balaayen subah shaam leti hoon deti hoon duwaayen tujhe teri main balaayen subah shaam leti hoon rabb se jiyaada tera naam leti hoon rabb mujhe maaf kare mera insaaf kare rabb mujhe maaf kare haaye mera insaaf kare soni meri soni soni sona mera maahi sona hooooooo pardesiaaaaaa hoooo oooo pardesiaaa pardesiaaaaa pardesiaa o pardesiaaa maine pardesi piyaa jab tera naam liya tune kaise jaan click here
sooni re nagariyaa sooni re sajariyaa bhaye pardesi mere sanwariyaa sooni re nagariyaa sooni re sajariyaa bhaye pardesi mere sanwariyaa sooni re nagariyaa ho raam raama duhaayi main to ye bhi nahin jaani raama duhaayi main to ye bhi nahin jaani beeta kab bachpan aayi re jawaani kaisi main baanwariyaa naa hi re khabriyaa bhaye pardesi mere sanwariyaa sooni re nagariyaa ho raam likhna naa jaanun main to kaise likhun patiyaa likhna naa jaanun main to kaise likhun patiyaa kaagaz pe likh de koi mere mann ki batiyaa ban ke badariyaa barsi ye nazriyaa bhaye pardesi mere sanwariyaa sooni re nagariyaa ho raam main to hoon aap hi apni dushman nigodi main to hoon aap hi apni dushman nigodi jaate piya ke pichhe kaahe naa daudi jaani naa kadariyaa roke naa dagariyaa bhaye pardesi mere sanwariyaa sooni re nagariyaa sooni re sajariyaa bhaye pardesi mere sanwariyaa sooni re nagariyaa ho raam click here
sooni sej saja doon aa main tujhe sula doon sooni sej saja doon aa main tujhe sula doon apni nindiya ko main tere nainon mein basa loon sooni sej saja doon neend ka jhonka aaya hai kisne tujhe daraaya hai aaj ki raat piya tujhpe meri zulfon ka saaya hai neend ka jhonka aaya hai kisne tujhe daraaya hai aaj ki raat piya tujhpe meri zulfon ka saaya hai iss saaye mein jo bhi aaye main usko dhamka doon sooni sej saja doon aa main tujhe sula doon apni nindiya ko main tere nainon mein basa doon sooni sej saja doon maati aag pawan paani inse ye sansaar bana par jaane kis cheez se raaja ye aurat ka pyaar bana maati aag pawan paani inse ye sansaar bana par jaane kis cheez se raaja ye aurat ka pyaar bana main shabnam hoon par main chhuke shola tujhe bana doon sooni sej saja doon aa main tujhe sula doon apni nindiya ko main tere nainon mein basa doon sej saja doon raah taki in raaton ki jaane kitni raaton se kaash utha dete tum mera ghunghat apne haathon se raah taki in raaton click here
hmmm hmmm hmmm hmm hmmm hmmm hmmm hmmm soyi jaa soyi jaa taara hooo soyi jaa taara o soyi jaa taara hooo soyi jaa taara lai ke khilone sapne salone galiyan mein aaya ik banjaara o soyi jaa taara hooo soyi jaa taara lai ke khilone sapne salone galiyan mein aaya ik banjaara o soyi jaa taara hooo ooooo ooooo soyi jaa taara chhuk chhuk donon chalen yun banke rail tamaasa karen chhuk chhuk donon chalen yun banke rail tamaasa karen sor machayen chalo zara sa khel tamasa karen tu bhi akeli main bhi akela tu besahara main besahara o soyi jaa taara hooo ooooo ooooo soyi jaa taara hoooo raama hooo raama hoooo raama hooo ooo humka roz ye gali ye aangan kitte akele lage humka roz ye gali ye aangan kitte akele lage aaj tu aayi gareeb ke ghar ghar mein mele lage kaa bolun aage humka to laage aaj ye kuttiyaa uncha chubaara o soyi jaa taara hooo ooooo ooooo soyi jaa taara humri duhaayi badal ke raama lala lalori bani humri duhaayi badal ke raama lala lalori bani dor ye phansi ki click here
ho kaun si hai wo cheez jo yahaan nahin milti kaun si hai wo cheez jo yahaan nahin milti sab kuchh mil jaata hai lekin haan maa nahin milti kaun si hai wo cheez jo yahaan nahin milti sab kuchh mil jaata hai lekin haan maa nahin milti maa nahin milti yaad kisi ko ho to aisi baat sunaayen jiss mein kahin na kahin maa kaa naam naa aaye duniyaa mein koi aisi daastan nahin milti ho sab kuchh mil jaata hai lekin haan maa nahin milti kaun si hai wo cheez jo yahaan nahin milti sab kuchh mil jaata hai lekin haan maa nahin milti haan maa nahin milti jinki maa hoti hai khushkismat hote hain jinki maa nahin hoti jeevan bhar rote hain hooo ooo oooo jinki maa hoti hai khushkismat hote hain jinki maa nahin hoti jeevan bhar rote hain jism unhen milte hain lekin jaan nahin milti sab kuchh mil jaata hai lekin haan maa nahin milti haaan maa nahin milti mandir pe bhi aye mann kuchh raahi nahin rukte ishwar ke aage bhi itne sar nahin jhukte maa ko jo naa maane wo zubaan nahin milti sab click here
suhani chandani raaten humen sone nahin deti suhani chandani raaten humen sone nahin deti tumhare pyaar ki baaten humen sone nahin deti suhani chandani raaten humen sone nahin deti tumhari reshami zulfon mein dil ke phool khilte the tumhari reshami zulfon mein dil ke phool khilte the kahin phoolon ke mausam mein kabhi hum tum bhi milte the purani wo mulaaqaaten humen sone nahin deti tumhare pyaar ki baaten humen sone nahin deti suhani chandani raaten humen sone nahin deti kahin aisa na ho lag jaaye dil mein aag paani se kahin aisa na ho lag jaaye dil mein aag paani se badal len raasta apana ghatayen meharbaani se ke yaadon ki ye barasaten humen sone nahin deti tumhare pyaar ki baaten humen sone nahin deti suhani chandani raaten humen sone nahin deti click here
sultaana sultaana tu na ghabraana tere mere pyaar ko kya rokega zamaana tod ke sab deewaaren tujhko le jaayega deewaana sulemaan sulemaan tu na ghabraana tere mere pyaar ko kya rokega zamaana shamma usi mehfil mein jalegi jismein hoga parwaana sultaana sultaana tu na ghabraana tere mere pyaar ko kya rokega zamaana tod ke sab deewaaren tujhko le jaayega deewaana teri ho jaaun main daudi chali aaun mera naam leke pukaaro to zara main tera ho jaaun main jaanu dil lutaaun tabhi apni zulfen sanwaaro to zara jab ye zulfen lehraayen kaale baadal chha jaayen tauba ban jaaye afsaana sultaana sultaana tu na ghabraana tere mere pyaar ko kya rokega zamaana tod ke sab deewaaren tujhko le jaayega kya chup rahenge bhala ye kab kahenge ki honthon pe apni ruki hai koi baat duniyaa ne haay to pehre hain lagaaye abhi to hai mushkil humaari mulaaqaat dushman mere so jaayen jab andhere ho jaayen mere khvaabon mein aa jaanaa sulemaan sulemaan tu na ghabraana tere mere pyaar ko kya click here
ho oo hmmm hmmm sun ae bahar e husn mujhe tum se pyaar hai sun ae bahar e husn mujhe tum se pyaar hai haan haan zarur hoga mujhe aitbaar hai haan zarur hoga mujhe aitbaar hai tum beqaraar ho to mujhe kab qaraar hai haan haan zarur hoga mujhe aitbaar hai haan zarur hoga mujhe aitbaar hai main kya kahun sanam jo mere dil ka haal hai main kya kahun sanam jo mere dil ka haal hai din raat main hoon aur tumhara khayal hai tumhara khayal hai tum door jab nahin ho toh main beqarar hoon tum paas jab nahin to mujhe intezar hai haan haan zarur hoga mujhe aitbaar hai tum dard do agar to usse main dawaa kahun tum dard do agar to usse main dawa kahun main jo hoon wo tumhari zafa ko wafa kahun zafa ko wafa kahun dekho gale laga lo mujhe tum to shukriya dil tod do to yeh bhi tumhein ikhtiyaar hai dil tod do to yeh bhi tumhein ikhtiyaar hai sun ae bahar e husn mujhe tum se pyaar hai haan haah zarur hoga mujhe aitbaar hai haan zarur hoga mujhe aitbaar hai click here
suno bhai baraati suno bhai baraati are dulha dulhan ko akela zara chhodo pyaar bhari baaten karen jeevan saathi suno bhai baraati suno bhai baraati haan badi mushkil se dil milte hain armaanon ke gul khilte hain jeevan mein bas ek baar badi mushkil se dil milte hain armaanon ke gul khilte hain jeevan mein bas ek baar saajan sajni ko akela zara chhodo mil ke gale lehraayen deepak baati suno bhai baraati suno bhai baraati haan haan uppar se hum rangeele hain andar se hum sharmeele hain dekho na humein is tarha uppar se hum rangeele hain andar se hum sharmeele hain dekho na humein is tarha ladka ladki ko akela zara chhodo raat milan ki hai ek baar aati suno bhai baraati suno bhai baraati haan hey kaam karo sab apna apna dekh rahe hain hum ek sapna premi hain khoye huye hey kaam karo sab apna apna dekh rahe hain hum ek sapna premi hain khoye huye are gudda guddi ko akela zara chhodo phir dekho preet kya hai rang laati suno bhai baraati suno bhai baraati yee click here
sun champa sun taara koi jeeta koi haara are bada mazaa aaye haaye suno meri baat jhoome naache gaayen chalo aaj saari raat sun champa sun taara koi jeeta koi haara are bada mazaa aaye haaye suno meri baat jhoome naache gaayen chalo aaj saari raat sun ri champa sun taara sach ke gale mein padi maala jhoothon ka to munh hua kaala hooo oooo sach ke gale mein padi maala jhoothon ka to munh hua kaala kaise hua aise hua kaise hua aise hua hairaan hai jag saara sun champa sun taara koi jeeta koi haara are bada mazaa aaye haaye suno meri baat jhoome naache gaayen chalo aaj saari raat sun champa sun taara banda hoon main to seeda saada karata hoon tumse main ye wada hooo oooo banda hoon main to seeda saada karata hoon tumse main ye wada aaj se hoga wo dukh mera aaj se hoga wo dukh mera dukh hai jo tumhara sun champa sun taara koi jeeta koi haara are bada mazaa aaye haaye suno meri baat jhoome naache gaayen chalo aaj saari raat sun ri champa sun taara chham chham jo baaje click here
sun ja aa thandi hawa aahaa tham ja ae kaali ghata aahaa sun ja aa thandi hawa aahaa tham ja ae kaali ghata kuch pyaari pyaari baatein humari aa jaate jaate tu bhi sun ja sun ja aa thandi hawa aahaa tham ja ae kaali ghata arre kuch pyaari pyaari baatein humari aa jaate jaate tu bhi sun ja sun ja aa thandi hawa aahaa tham ja ae kaali ghata hum aaj dono akele hain sun bawari shor yunhi machana na tuuuu haaaa jo need aa jaaye saiyaan ki baiyaan mein to zindagi bhar jagana na tu hum aaj dono akele hain sun bawari shor yunhi machana na tu jo need aa jaaye saiyaan ki baiyaan mein to zindagi bhar jagana na tu dheere dheere haule haule man ki kahani aayi deewani chhupte chhupaate tu bhi sun ja sun ja aa thandi hawa aahaa tham ja ae kaali ghata ho ho ho ho hoo ho ho ho o o o hoooo ho ho ho hoooo hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm par yaad rakhna ye baatein kisi aur se jaa ke bairan tu kehna nahin nainon mein nindiyaan nahin aaj bas aaj humre jiya mein bhi chaina nahin chori click here
sun nitaaa sun nitaaa main tere pyaar ke geet gaane laga hoon mehfil koooooo anjaane afsaane sunaane laga hoon sun nitaaa main tere pyaar ke geet gaane laga hoon mehfil koooooo anjaane afsaane sunaane laga hoon hey tune mujhe kabhi dil diya maine tujhe kabhi dil diya yaaa yaaaaad nahinnnnnn tune mujhe kabhi dil diya maine tujhe kabhi dil diya yaaa yaaaaad nahinnnnnn guzri huyi wo raaten teri bhooli huyi wo baaten teri tujhko yaad dilaane laga hoon o sun nitaaa main tere pyaar ke geet gaane laga hoon mehfil koooooo anjaane afsaane sunaane laga hoon hey tujhko naya sanam mil gaya mujhko naya ye ghum mil gaya ye khoob hua tujhko naya sanam mil gaya mujhko naya ye ghum mil gaya ye khoob hua sharmaane ghabraane lagi tu uth kar kyun jaane lagi mehfil se main jaane laga hoon sun nitaaa main tere pyaar ke geet gaane laga hoon mehfil koooooo anjaane afsaane sunaane laga hoon sun nitaaaa sun nitaaaaa sun nitaaaaa click here
sun ri pawan sun ri pawan pawan purwaiyaa main hoon akeli albeli tu saheli meri ban jaa saathiyaa sun ri pawan pawan purwaiyaa main hoon akeli albeli tu saheli meri ban jaa saathiyaa tu ban jaa saathiyaa chal tu mera aanchal thaam ke anjaane raste iss gaanv ke chal tu mera aanchal thaam ke anjaane raste iss gaanv ke saathi hai ye mere naam ke nain ye nigode kiss kaam ke dole mera mann aise jaise naiyyaa main hoon akeli albeli tu saheli meri ban jaa saathiyaa tu ban jaa saathiyaa koi to ho aisa poochhe baat jo girun to pakad leve haath jo koi to ho aisa poochhe baat jo girun to pakad leve haath jo hanse roye sadaa mere saath joooo soye jaage sang din raat jo aise ho milan jaise dhoop chhaiyaan main hoon akeli albeli tu saheli meri ban jaa saathiyaa sun ri pawan pawan purwaiyaa main hoon akeli albeli tu saheli meri ban jaa saathiyaa tu ban jaa saathiyaa click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Shokhiyan Nazar Mein Vada Tera Vada (1974) 03:40 36103
 
Poster of Vada Tera Vada (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Vishwajeet
Duration : 03:40   Song Number : 36103   

Shor Mach Gaya Shor Badla (1974) 05:17 16414
 
Poster of Badla (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Shatrughan Sinha, Various
Duration : 05:17   Song Number : 16414   

Soch Ke Ye Gagan Jyoti (1969) 03:25 21246
 
Poster of Jyoti (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Niveditha
Raag- 
Khamaj
Duration : 03:25   Song Number : 21246   

Sohni Chanab De Kinare Sohni Mahiwal (1984) 04:21 18463
 
Poster of Sohni Mahiwal (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Anupama, Chorus
On Screen Actors- 
Sunny Deol, Poonam Dhillon
Duration : 04:21   Song Number : 18463   

Solah Baras Ki Baali Ek Duuje Ke Liye (1981) 06:29 12344
 
Poster of Ek Duuje Ke Liye (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Kamal Haasan, Rati Agnihotri
Raag- 
Ahir-Bhairav
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 06:29   Song Number : 12344   

Somwar Ko Hum Mile Apnapan (1977) 06:15 12276
 
Poster of Apnapan (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Jeetendra, Sulakshana Pandit
Duration : 06:15   Song Number : 12276   

Sona Lai Jaa Re Mera Gaon Mera Desh (1971) 04:06 18268
 
Poster of Mera Gaon Mera Desh (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Asha Parekh
Duration : 04:06   Song Number : 18268   

Soni Meri Soni Sohni Mahiwal (1984) 09:13 18464
 
Poster of Sohni Mahiwal (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Asha Bhosle, Anwar
On Screen Actors- 
Sunny Deol, Poonam Dhillon
Duration : 09:13   Song Number : 18464   

Sooni Re Nagariya Uphaar (1971) 05:15 15744
 
Poster of Uphaar (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Jaya Bachchan
Duration : 05:15   Song Number : 15744   

Sooni Sej Saja Doon Jyoti (1981) 05:50 15452
 
Poster of Jyoti (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Jeetendra, Hema Malini
Duration : 05:50   Song Number : 15452   

Soyi Jaa Taara Mastana (1970) 05:53 12380
 
Poster of Mastana (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Mehmood
Duration : 05:53   Song Number : 12380   

Sub Kuchh Mil Jaata Hai Jaise Ko Taisa (1973) 04:33 16495
 
Poster of Jaise Ko Taisa (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Jeetendra
Duration : 04:33   Song Number : 16495   

Suhani Chandani Raaten Mukti (1977) 04:39 12404
 
Poster of Mukti (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Sanjeev Kumar
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:39   Song Number : 12404   

Sultaana Sultaana Shreeman Funtoosh (1965) 05:04 38634
 
Poster of Shreeman Funtoosh (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Kumkum
Duration : 05:04   Song Number : 38634   

Sun Ae Bahar E Husn Night In London (1967) 04:03 32958
 
Poster of Night In London (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Vishwajeet, Mala Sinha
Duration : 04:03   Song Number : 32958   

Sun Bhai Baraati Warrant (1975) 04:48 37456
 
Poster of Warrant (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Zeenat Aman, Dev Anand
Duration : 04:48   Song Number : 37456   

Sun Champa Sun Taara Apna Desh (1972) 05:38 21256
 
Poster of Apna Desh (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Mumtaz
Duration : 05:38   Song Number : 21256   

Sun Ja Aa Thandi Hawa Haathi Mere Saathi (1971) 05:28 21258
 
Poster of Haathi Mere Saathi (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Tanuja
Duration : 05:28   Song Number : 21258   

Sun Nita Main Tere Pyaar Ke Dil Diwana (1974) 05:07 18350
 
Poster of Dil Diwana (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Randhir Kapoor, Jaya Bachchan, Others
Duration : 05:07   Song Number : 18350   

Sun Ri Pawan Pawan Anuraag (1972) 03:34 21261
 
Poster of Anuraag (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Moushumi Chatterjee
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Hinch
Duration : 03:34   Song Number : 21261   
Karaoke Songs of anand bakshi, Sad Songs of anand bakshi, Love Songs of anand bakshi, Dance Songs of anand bakshi, Hip-hop songs of anand bakshi, Best songs of anand bakshi, Super hit songs of anand bakshi, hit songs of anand bakshi, duet songs of anand bakshi, solo songs of anand bakshi, old songs of anand bakshi, famous songs of anand bakshi, Hindi Karaoke Songs of anand bakshi, Hindi Sad Songs of anand bakshi, Hindi Love Songs of anand bakshi, Hindi Dance Songs of anand bakshi, Hindi Hip-hop songs of anand bakshi, best Hindi songs of anand bakshi, super hit Hindi songs of anand bakshi, hit Hindi songs of anand bakshi, duet Hindi songs of anand bakshi, solo Hindi songs of anand bakshi, old Hindi songs of anand bakshi, famous Hindi songs of anand bakshi, Sing Along Songs of anand bakshi, Sing Along Sad Songs of anand bakshi, Sing Along Love Songs of anand bakshi, Sing Along Dance Songs of anand bakshi, Sing Along Hip-hop songs of anand bakshi, Sing Along Best songs of anand bakshi, Sing Along Super hit songs of anand bakshi, Sing Along hit songs of anand bakshi, Sing Along duet songs of anand bakshi, Sing Along solo songs of anand bakshi, Sing Along old songs of anand bakshi, Sing Along famous songs of anand bakshi