MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAnand Bakshi
HomeAnand Bakshi
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ladki punjaab di mauj chanaab di le ke angdaayiaan pankhadi gulaab di oye teer kamaan ho gayi reshmaa jawaan ho gayi hoye teer kamaan ho gayi reshmaa jawaan ho gayi ladki punjaab di mauj chanaab di le ke angdaayiaan pankhadi gulaab di oye teer kamaan ho gayi reshmaa jawaan ho gayi hoye teer kamaan ho gayi reshmaa jawaan ho gayi ho rabb jhooth naa bulaaye haaye jhooth naa bulaaye pehle to hans hans ke milti thi sabse jab se bahaar aayi baaghon mein tab se guzre wo door se dare mulaaqat se baaton hi baaton mein chhoti si baat se wo ik daastan ho gayi reshmaa jawaan ho gayi hoye teer kamaan ho gayi reshmaa jawaan ho gayi ho rabb jhooth naa bulaaye tauba jhooth naa bulaaye nikali thi ghar se jaane kis kaam se kisi ne pukaar liya raste mein naam se mil gayi aankh jo kisi manmeet se gusse mein rooth ke maahiye ke geet se oye thumari ki taan ho gayi reshmaa jawaan ho gayi hoye teer kamaan ho gayi reshmaa jawaan ho gayi ho rabb jhooth naa bulaaye kadi jhooth naa bulaaye ye click here
rim jhim ke geet saawan gaaye haaye bheegi bheegi raaton mein rim jhim ke geet saawan gaaye haaye bheegi bheegi raaton mein honthon pe baat jee ki aaye haaye bheegi bheegi raaton mein ho hooo hooo ho hohooo hooo oo tera mera poochhe naataa badi wo ye ghataa ghanghor hai chup hoon aise main keh doon kaise mera saajan nahin tu koi aur hai ke tera naam honthon pe mere tere sapne meri aankhon mein rim jhim ke geet saawan gaaye haaye bheegi bheegi raaton mein mera dil bhi hai deewana tere naina bhi hain naadaan se kuchh na socha kuchh na dekha kuchh bhi poocha na ik anjaan se chal pade saath hum kaise aise banke saathi raahon mein ke rim jhim ke geet saawan gaaye haaye bheegi bheegi raaton mein badi lambi jee ki baaten badi chhoti ye barkha ki raat ji kehna kya hai sunna kya hai kehne sunne ki ab kya hai baat ji bin kahe bin sune dil ne dil se kar li baaten baaton mein ke rim jhim ke geet saawan gaaye haai bheegi bheegi raaton mein rim jhim ke geet saawan gaaye haai click here
rome roming in rome rome roming in rome rome roming in rome rome roming in rome rome ki waadiyon se do dil guzar rahe hain rome ki waadiyon se do dil guzar rahe hain dekhe idhar na koi hum pyaar kar rahe hain rome ki waadiyon se do dil guzar rahe hain aisa lagta hai ke is zameen pe aaj utre huye hain sitaare husn chehre se parda hata ke ishq ko kar raha hai ishaare dil humse oooo dil humse dar raha hai hum dil se dar rahe hain rome ki waadiyon se do dil guzar rahe hain rome ki waadiyon se do dil guzar rahe hain rome roming in rome rome roming in rome kya bataayen ye kaisi hain raahen kya bataayen ye kaisa safar hai humein ye bhi kahaan pata hai humein ye bhi kahaan ab khabar hai aaye hain hum ho ooo aaye hain hum kahaan se aur ja kidhar rahe hain rome ki waadiyon se do dil guzar rahe hain dekhe idhar na koi hum pyaar kar rahe hain rome ki waadiyon se do dil guzar rahe hain rome roming in rome rome roming in rome click here
rona kabhi nahin rona chaahe toot jaaye koi khilona khilona sona chupke se sona chaahe toot jaaye sapna salona salona la la la la la la lal la lal lal lal lal lal la la la la lal la ru ru ru ru la la dukh sukh ki kya baat hai kya din hai kya raat hai aansoo bhi muskaan banne ye to apne haath hai aashaaon ki dori mein sadaa tum man ke phool pirona rona kabhi nahin rona chaahe toot jaaye koi khilona khilona la la la la la la lal la lal lal lal lal lal la la la la lal la ru ru ru ru la la dekho bachchon baagh mein sab kaliyaan nahin khilti duniya mein insaan ko sab cheezein nahin milti jo apna nahin tum uske liye jo apna hai nahin khona rona kabhi nahin rona chaahe toot jaaye koi khilona khilona la la la la la la lal la lal lal lal lal lal la la la la lal la ru ru ru ru la la lal lal lal lal lal lal lal lal lal lal lal lal laa rang se aur na dhaam se zaat se aur na naam se izzat milti hai yahan dekho achche kaam se koi kaam burra tum mat karna badnaam kabhi nahin hona click here
roop tera mastana pyaar mera diwana roop tera mastana pyaar mera diwana bhool koi hum se na ho jaaye roop tera mastana pyaar mera diwana bhool koi hum se na ho jaaye raat nasheeli mast samaa hai aaj nashe mein sara jahan hai raat nasheeli mast samaa hai aaj nashe mein sara jahan hai aaye sharabi mausam behkaayeeee roop tera mastana pyaar mera diwana bhool koi hum se na ho jaaye aankhon se aankhen milti hain aise bechain hoke toofan mein jaise aankhon se aankhen milti hain aise bechain hoke toofan mein jaise mauj koi saahil se takraayeeee roop tera mastana pyaar mera diwana bhool koi hum se na ho jaaye rok raha hai hum ko zamana door hi rehna paas na aana rok raha hai hum ko zamana door hi rehna paas na aana kaise magar koi dil ko samjhayeeee roop tera mastana pyaar mera diwana bhool koi hum se na ho jaaye click here
roop ye tera jisne banaya wo kahin mil jaaye to haath choom loon kahin mil jaaye to haath choom loon rang ye tera jisne sajaaya wo kahin mil jaaye to haath choom loon roop ye tera kaari kaari ratiyaan se kaajal churaya teri pyaari pyaari ankhiyon mein lagaya aaa haaa haa haa haaa haaa haaa haaa haa haa haaa mukh pe savera jisne sajaaya wo kahin mil jaaye to haath choom loon roop ye tera sunder aisi koi kavita nahin hai chanchal aisi koi saritaa nahin hai aaa haaa haa haa haaa haaa haaa haaa haa hey hey hey ang ang tera jisne banaya wo kahin mil jaaye to haath choom loon roop ye tera gora badan jaise sheeshe ka pyalaa ban gaya main to bin piye matwaala hey hey hey hey hey hmmm hmm hmm hmm hey hey hey haal ye mera jisne banaya wo kahin mil jaaye to haath choom loon roop ye tera click here
main logon ke pyaar ke kisse sun kar hansta rahta tha tum sang aankh ladi to main jaana shayar sach kehta tha ke roothe rab ko manana aasaan hai roothe yaar ko manana mushkil hai roothe yaar ko manaana mushkil hai ke roothe rab ko manana aasaan hai roothe yaar ko manana mushkil hai roothe yaar ko manana mushkil hai soone ghar ko basaana aasaan hai aasaan hai aasaan hai soone dil ko sajaana mushkil hai soone dil ko sajaana mushkil hai roothe rab ko manana aasaan hai roothe yaar ko manana mushkil hai roothe yaar ko manana mushkil hai ho sakta hai tod de koi jod le koi khilona jod le koi khilona is mitti se yaaro paida ho sakta hai sona is mitti se yaaro paida ho sakta hai sona ujde baag lagaana aasaan hai ujde baag lagaana aasaan hai toote phool khilaana mushkil hai toote phool khilaana mushkil hai o roothe rab ko manana aasaan hai roothe yaar ko manana mushkil hai roothe yaar ko manana mushkil hai ghum ki raaton mein lagte hain taare bhi angaare taare bhi angaare click here
aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaaaa aaaa aaa roshani se bhare bhare bhare bhare naina tere roshani se bhare bhare bhare bhare naina tere chhoo ke bole na chhoona mujhe chhoo ke bole na chhoona mujhe aaaa aaaa sapanon se bhare bhare bhare bhare naina tere sapanon se bhare bhare bhare bhare naina tere chhoo ke bole na chhoona mujhe chhoo ke bole na chhoona mujhe aaaa aaaa dhunda hai dhunda hai tujhe aakash upar tale shayad kisi badari mein lipti huyi tu mile haan dhunda hai dhunda hai tujhe aakash upar tale shayad kisi nadiya pe chalta huaa tu mile roshani se bhare bhare bhare bhare naina tere chhoo ke bole na chhoona mujhe chhoo ke bole na chhoona mujhe sa sara sara sara ra sa sara sara sara ra sa sara sara sara ra sa sara sara sara maine samay rok ke tera pata puchha hai nili nadi se keh ke sagar tale dhunda hai haan leheron pe chalte huye pani ke fan chhute hain jaise tere haath hoo mera ye tan chhute hain roshani se bhare bhare bhare bhare naina tere chhoo ke bole click here
rote rote hasnaa seekho haste haste ronaa rote rote hasnaa seekho haste haste ronaa jitnee chaabee bhari raam ne utnaa chale khilonaa rote rote hasnaa seekho haste haste ronaa jitnee chaabee bhari raam ne utnaa chale khilonaa rote rote hasnaa seekho haste haste ronaa hum do ek humari pyari pyari muniya hai bas yehi chhoti si apni saari duniyaa hai hum do ek humari pyari pyari muniya hai bas yehi chhoti si apni saari duniyaa hai khushiyon se aabaad hai apne ghar ka kona kona rote rote hasnaa seekho haste haste ronaa jitnee chaabee bhari raam ne utnaa chale khilonaa rote rote hasnaa seekho haste haste ronaa badi badi khushiyaan hain chhoti chhoti baaton mein badi badi khushiyaan hain chhoti chhoti baaton mein nanhein munne taare jaise lambi raaton mein badi badi khushiyaan hain chhoti chhoti baaton mein aisaa sundar hai ye jeevan jaise koi sapan salonaa rote rote hasnaa seekho haste haste ronaa jitnee chaabee bhari raam ne utnaa chale khilonaa rote rote hasnaa seekho click here
ruby o ruby jaane mehboobi dil ki baaten chhed de ruby o ruby jaane mehboobi dil ki baaten chhed de ab na kar intezaar kyun ke hum tum mein pyaar hone waala hai aaj kal mein ruby o ruby jaane mehboobi dil ki baaten chhed de dil ko banaye saaz aaj ki hum dil ko banaye saaz aaj ki raat hum dil ke uthaye naaz aaj ki raat hum kehlen wo jo na kaha sun le wo jo na suna ye umar na guzar jaaye aaj kal mein ruby o ruby jaane mehboobi dil ki baaten chhed deeeeee ruby o ruby jaane mehboobi dil ki baaten chhed de nazren chura ke hum kya karenge sanam nazren chura ke hum kya karenge sanam daaman bacha ke hum kya karenge sanam dil kabhi khona to hai ye sitam hona to hai hona hai to ye ho jaaye aaj kal mein ruby o ruby jaane mehboobi dil ki baaten chhed deeeeee ruby o ruby jaane mehboobi dil ki baaten chhed de aisi ho koi baat jo bahaana bane aisi ho koi baat jo bahaana bane aur iss bahaane se ye fasaana bane ye nazar hai beqaraar kyun ke hai ye intezaar ek paiyaam aane wala hai click here
ruk jaa o dil deewaane poochoon to main zara ladki hai ya hai jaadu khushboo hai ya nasha ruk jaa o dil deewaane poochoon to main zara ladki hai ya hai jaadu khushboo hai ya nasha paas wo aaye to chooke main dekhoon zara ruk jaa o dil deewaane poochoon to main zara dekhein wo idhar haske bekhabar thaam ke dil hum khade hain gum sum si nazar uski hai magar honthon pe shikve bade hain baat ban jaaye to main baat chhedoon zara ruk jaa o dil deewaane poochoon to main zara ladki hai ya hai jaadu khushboo hai ya nasha sharma wo gaayi ghabra wo gaayi maine jo usko pukaara ye dil le liya usne kar diya ankhon hi ankhon mein ishaara jaan bhi jaaye to ghum na karoon main zara ruk jaa o dil deewaane poochoon to main zara ladki hai ya hai jaadu khushboo hai ya nasha mehfil mein haseen tu hi to nahin ruthi tu kis liye akeli jispe yoon fidaa ye dil ho gayaa wo to hai teri ik saheli maan wo jaaye to baahon mein leloon zara ruk jaa o dil deewaane poochoon to main zara ladki hai ya click here
ruk jaaaaa o ruk jaa rokta hai ye deewana ruth ke mujh se na jaana dekhne waale samjhenge ke tu hai meri mehbooba o ruk jaa rokta hai ye deewana ruth ke mujh se na jaana dekhne waale samjhenge ke tu hai meri mehbooba o ruk jaa ye mausam ye nazaare inn phoolon ke ishaare teri soorat pe aashique ye saare sanam ye mausam ye nazaare inn phoolon ke ishaare teri soorat pe aashique ye saare sanam kabhi mast hawaa chhedegi tujhe kabhi hum aa jaayenge o ruk jaa rokta hai ye deewana ruth ke mujh se na jaana dekhne waale samjhenge ke tu hai meri mehbooba o ruk jaa baithi hai haseena tu sabse juda kyun aye shokh adaa uth jhoom zara naa jal humare pyaar se baithi hai haseena tu sabse juda kyun bikhra zulfen maayus na ho koi tujhse bhi kahega ruk jaa rokta hai ye deewana ruth ke mujh se na jaana dekhne waale samjhenge ke tu hai meri mehbooba o ruk jaa zulf naa aise uljhe duniyaa galat naa samjhe mashhoor ho naa jaaye afsaana koi zulf naa aise uljhe duniyaa galat naa samjhe click here
ruk ruk ruk ruk ruk ruk ruk ruk jaanaa zara ruk jaana ruk jana o jana humse do baaten karke chali jaana ke mausam hai diwanaa ruk jana o jana humse do baaten karke chali jaana ke mausam hai diwanaa hey iss dil ka salaam de doon aa tujhko paigam de doon achchha sa ik naam de doon rukhsana rukhsana rukhsana rukhsana rukjaa ruk jana o jana humse do baaten karke chali jaana ke mausam hai diwanaa zu zuzu zuuuuuu zuzu zuuuu aisa kya janaab gussa pyaar ka jawaab gussa hota hai kharaab gussa nana na nana na nana na nana na ruk jaa ruk jana o jana humse do baaten karke chali jaana ke mausam hai diwanaa lakhon mein tu ek ladki lagti hai tu nek ladki hans ke zara dekh ladki sharmana sharmana sharmana sharmana ruk jaa ruk jana o jana humse do baaten karke chali jaana ke mausam hai diwanaa ke mausam hai diwanaa ke mausam hai diwanaa click here
rutt beqaraar hai shaam e bahaar hai tu zara paas aa main tujhe dil ki dhadkan sunaaun rutt beqaraar hai shaam e bahaar hai aise mein aaun main paas to door phir jaa na paun oo rutt beqaraar hai ye sab nazaare phool baadal hawaa tu inse keh de ye pher len sab nigaah aaaaaaaaaa aaaaaaaaa dekhein na koi bhi jab tujhe main gale se lagaoon o rutt beqaraar hai shaam e bahaar hai aise mein aaun main paas to door phir jaa na paun o rutt beqaraar hai tu ne kahaani chhed di hai magar meri sharam se hai jhuk gayi hai nazar aaaaaaaaaa aaaaaaaaaa tu zara door jaa main tujhe baat dil ki sunaaun rutt beqaraar hai kya ho jo duniyaa rooth jaaye kabhi deke andhere hai chheen ke roshni aaaaaa aaaaaaaaaa kya hua ban ke main chandni raat bhar jagmagaaun oo rutt beqaraar rutt beqaraar hai shaam e bahaar shaam e bahaar hai tu zara paas aa main tujhe dil ki dhadkan sunaun rutt beqaraar hai shaam e bahaar hai click here
saaaaaaaaaa reeeeeeeee gaaaaa to maaaaaaaaa sa re ga ma ma sa re ga ga sa re ma ma ga re sa sa re ga ma ma sa re ga ga sa re ma ma ga re sa pa dha pa ma ma pa ma ga re pa ma ga ma ga re sa sa re ga ma ma sa re ga ga sa re ma ma ga re sa geet pehle bana tha ya bani thi yeh sargam geet pehle bana tha ya bani thi yeh sargam ek hi saath hua tha do dilon ka ye sangam pyaar ka yeh taraana zamaana sun le sa re ga ma one two three four sa re ga ma ma sa re ga ga sa re ma ma ga re sa jaise dil milte hain waise sur milte hain jaise dil milte hain waise sur milte hain phool tab geeton ke honton pe khilte hain tum tana na na dhim tana na zamaana sun le sa re ga ma one two three four sa re ga ma ma sa re ga ga sa re ma ma ga re sa sa re ga ma ma sa re ga ga sa re ma ma ga re sa ma ga re sa ma ga re sa ma ga re sa ma ga re sa ma ga re sa ma ga re sa ma ga re sa ma ga re sa ma ga re sa ma ga re sa ma ga re sa ma ga re sa click here
o o o saajan saajan pukaaroon galiyon mein saajan saajan pukaaroon galiyon mein kabhi phoolon mein dhoondhoon kabhi kaliyon mein saajan saajan pukaaroon galiyon mein saajan saajan aa haa ke saajan saajan pukaaroon galiyon mein aise roothaa hai bedardi kahaa naa maane aise roothaa hai bedardi kahaa naa maane mere ji ki meri jaan ki qadar naa jaane main usi julmi ke nainaa mastaane kabhi phoolon mein dhoondhoon haa phoolon mein dhoondhoon kabhi kaliyon mein saajan saajan pukaaroon galiyon mein saajan saajan aa haa ke saajan saajan pukaaroon galiyon mein bulbul samjhe phoolon ka hai ye dil mastaana bulbul samjhe phoolon ka hai ye dil mastaana bhanware samjhe kaliyon se hai mera yaarana main to apna rootha saajan deewaana kabhi phoolon mein dhoondhoon haa phoolon mein dhoondhoon kabhi kaliyon mein saajan saajan pukaaroon galiyon mein saajan saajan o ho ho saajan saajan pukaaroon galiyon mein mujh se kehti hai parbat pe ghataa chhaa chhaa ke mujh se kehti hai parbat pe click here
meri zindagi mera pyaar yaad aa raha hai aane waala hai jo woh yaad aa raha hai saajan teri dulhan tujhko pukaare aa jaa mere haathon mein mehndi tu hi racha jaa saajan teri dulhan tujhko pukaare aa jaa mere haathon mein mehndi tu hi racha jaa ho meri zindagi mera pyaar yaad aa raha hai aane waala hai jo woh yaad aa raha hai saajan teri dulhan tujhko pukaare aa jaa mere haathon mein mehndi tu hi racha jaa paayal kaajal kangan daaman saare tujhe bulaaye aa jaa saajan aa jaa tere apne tujhe bulaaye aa jaa aa jaa saajan aa jaa mere mehboob o mere hamsafar tujhko kya pata hai tujhe kya khabar ehsaan tere kitne hai mujhpar rab pe yakeen hai jitna utna hai tujhpar mera mehboob mera sanam aa raha hai hum to mar hi chuke the phir janam aa raha hai saajan teri dulhan tujhko pukaare aa jaa mere haathon mein mehndi tu hi racha jaa chunri meri rangeen hui hai tere rang se saajan aakar rang de mera ang ang apne rang se saajan aa jaa aa jaa saajan aa jaa tumse vafaayein bahut click here
saamne aa dekhe zamana saara saamne aa dekhe zamana saara saamne aa maine pukara tujhe maine lalkara tujhe saamne aa dekhe zamana saara saamne aa heyy saamne aa dekhe zamana saara saamne aa maine pukara tujhe maine lalkara tujhe zara sambhal tu sambhal ke chal tu zara sambhal tu sambhal ke chal tu hu re huu puraani yaad aa gayi jawaani yaad aa gayi puraani yaad aa gayi jawaani yaad aa gayi saamne aa dekhe zamana saara saamne aa kitne haseenon ka garoor toda hai haan haan toda hai kitne haseenon ka garoor toda hai maine jawaani mein wo din gaye wo mousam gaye haan wo din gaye wo mousam gaye rakha hai kya is kahani mein ye baat hai haan haan ye baat hai ye baat hai haan haan ye baat hai to zara sambhal tu hey sambhal ke chal tu zara sambhal tu sambhal ke chal tu hu re huu uuu uuuu puraani yaad aa gayi jawaani yaad aa gayi puraani yaad aa gayi jawaani yaad aa gayi saamne aa dekhe zamana saara saamne aa chhote miyaan to chhote miyaan are bade miyaan kya kahna aa chhote click here
hey hey ho ra ra ra ra ra ra ra ra ra he hey ho saamne ye kaun aayaa dil mein huyee hulchal dekh ke bas ek hee jhalak ho gaye hum paagal saamne ye kaun aayaa dil mein huyee hulchal dekh ke bas ek hee jhalak ho gaye hum paagal arre baatein mulaakaatein hum se bhee to hongee arre hum se khulengen wo aaj naheen to kal saamne ye kaun aayaa dil mein huyee hulchal dekh ke bas ek hee jhalak ho gaye hum paagal rehna hai yahaan to dono hain jawaan to bhala door kaise rahenge maana wo haseen hain to hum bhee kam naheen hain wo magrur kaise rahenge rehna hai yahaan to dono hain jawaan to bhala door kaise rahenge maana wo haseen hain to hum bhee kam naheen hain wo magrur kaise rahenge la la la la la la la la la la la la la la la saamne ye kaun aayaa dil mein huyee hulchal dekh ke bas ek hee jhalak ho gaye hum paagal aankhon hee aankhon mein baaton hee baaton mein kabhi jaan pehchaan hogee sun lo ye kahani hasina ik anjanee kisee din meherbaan hogee aankhon hee aankhon mein click here
saanjh savere adhro pe mere bas tumhara hai naam saanwariyaa bas tumhara hai naam saanjh savere adhro pe mere bas tumhara hai naam saanwariyaa bas tumhara hai naam main tumhri daasi tum mere swami main raadha tum shyaam saanwariyaa main raadha tum shyaam jaagi bhi to soyi rahi main dhyaan mein tumhre khoyi rahi main haaye main kya jaanu kya jaanu haaye main kya jaanu kab din beeta pa ni sa ni dha pa ni dha pa dha pa ma ni pa ma ga beet gayi kab shyaam saanwariyaa beet gayi kab shyaam gokul mathura teerath saare kitne sundar kitne nyaare par main naa maanu naa maanu par main naa maanu pati charnan sa jag mein koi dham saanwariyaa jag mein koi dham click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Reshma Jawan Ho Gayi Mome Ki Gudiya (1972) 04:38 12399
 
Poster of Mome Ki Gudiya (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Ratan Chopra
Duration : 04:38   Song Number : 12399   

Rim Jhim Ke Geet Anjaana (1969) 04:46 21165
 
Poster of Anjaana (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Babita
Raag- 
Siva-Ranjani
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:46   Song Number : 21165   

Rome Ki Waadiyon Spy In Rome (1968) 05:24 41021
 
Poster of Spy In Rome (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 05:24   Song Number : 41021   

Rona Kabhi Nahin Rona Apna Desh (1972) 04:02 21169
 
Poster of Apna Desh (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Mumtaz
Duration : 04:02   Song Number : 21169   

Roop Tera Mastana Aradhana (1969) 03:50 21172
 
Poster of Aradhana (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Sharmila Tagore
Duration : 03:50   Song Number : 21172   

Roop Ye Tera Jisne Banaya Sanjog (1971) 03:29 15191
 
Poster of Sanjog (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan
Duration : 03:29   Song Number : 15191   

Roothe Rab Ko Manana Aasaan Hai Majboor (1974) 03:47 37817
 
Poster of Majboor (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Parveen Babi
Duration : 03:47   Song Number : 37817   

Roshani Se Bhare Bhare Asoka (2001) 06:39 16807
 
Poster of Asoka (2001)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2001
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Shahrukh Khan, Kareena Kapoor
Duration : 06:39   Song Number : 16807   

Rote Rote Hasnaa Andhaa Kaanoon (1983) 05:48 21176
 
Poster of Andhaa Kaanoon (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Rajnikant, Hema Malini
Duration : 05:48   Song Number : 21176   

Ruby O Ruby Chahat (1971) 05:34 16214
 
Poster of Chahat (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Jeetendra, Mumtaz, Mala Sinha
Duration : 05:34   Song Number : 16214   

Ruk Ja O Dil Deewane Dilwale Dulhania Le Jayenge (1995) 05:29 12331
 
Poster of Dilwale Dulhania Le Jayenge (1995)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1995
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Jatin Lalit
Singer- 
Udit Narayan
On Screen Actors- 
Shahrukh Khan, Kajol
Duration : 05:29   Song Number : 12331   

Ruk Jaa Rokta Hai Ye Mr X In Bombay (1964) 03:54 12401
 
Poster of Mr X In Bombay (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar
Duration : 03:54   Song Number : 12401   

Ruk Jaana O Jana Warrant (1975) 03:46 21182
 
Poster of Warrant (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dev Anand, Zeenat Aman
Duration : 03:46   Song Number : 21182   

Rutt Beqaraar Hai Maa Aur Mamta (1970) 05:23 32109
 
Poster of Maa Aur Mamta (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Jitendra, Mumtaj
Duration : 05:23   Song Number : 32109   

Sa Re Ga Ma Chupke Chupke (1975) 03:12 12318
 
Poster of Chupke Chupke (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dharmendra, Amitabh Bachchan
Duration : 03:12   Song Number : 12318   

Saajan Saajan Pukaaroon Sajan (1969) 05:37 12468
 
Poster of Sajan (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Asha Parekh
Duration : 05:37   Song Number : 12468   

Saajan Saajan Teri Dulhan Aarzoo (1999) 07:22 21210
 
Poster of Aarzoo (1999)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1999
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Alka Yagnik, Chorus
On Screen Actors- 
Saif Ali Khan, Madhuri Dixit
Duration : 07:22   Song Number : 21210   

Saamne Aa Dekhe Zamana Saara Judaai (1980) 07:57 37373
 
Poster of Judaai (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Jeetendra
Duration : 07:57   Song Number : 37373   

Saamne Ye Kaun Jawani Diwani (1972) 04:07 18241
 
Poster of Jawani Diwani (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Randhir Kapoor
Duration : 04:07   Song Number : 18241   

Saanjh Savere Madhavi (1969) 03:15 15520
 
Poster of Madhavi (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Deepa
Duration : 03:15   Song Number : 15520   
Karaoke Songs of anand bakshi, Sad Songs of anand bakshi, Love Songs of anand bakshi, Dance Songs of anand bakshi, Hip-hop songs of anand bakshi, Best songs of anand bakshi, Super hit songs of anand bakshi, hit songs of anand bakshi, duet songs of anand bakshi, solo songs of anand bakshi, old songs of anand bakshi, famous songs of anand bakshi, Hindi Karaoke Songs of anand bakshi, Hindi Sad Songs of anand bakshi, Hindi Love Songs of anand bakshi, Hindi Dance Songs of anand bakshi, Hindi Hip-hop songs of anand bakshi, best Hindi songs of anand bakshi, super hit Hindi songs of anand bakshi, hit Hindi songs of anand bakshi, duet Hindi songs of anand bakshi, solo Hindi songs of anand bakshi, old Hindi songs of anand bakshi, famous Hindi songs of anand bakshi, Sing Along Songs of anand bakshi, Sing Along Sad Songs of anand bakshi, Sing Along Love Songs of anand bakshi, Sing Along Dance Songs of anand bakshi, Sing Along Hip-hop songs of anand bakshi, Sing Along Best songs of anand bakshi, Sing Along Super hit songs of anand bakshi, Sing Along hit songs of anand bakshi, Sing Along duet songs of anand bakshi, Sing Along solo songs of anand bakshi, Sing Along old songs of anand bakshi, Sing Along famous songs of anand bakshi