MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMohammed Rafi
HomeMohammed Rafi
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


jawaani ka guzra zamaana hooo ooo ooo oooo jawaani ka guzra zamaana mujhe yaad aane laga hai jaadu sa chhane laga hai dil gungunaane laga hai dil gungunaane laga hai jaadu sa chhane laga hai dil gungunaane laga hai mera mehmaan walla hai meri jaan walla ho ke kurbaan walla kya maza aane laga hai jaadu sa chhane laga hai dil gungunaane laga hai dil gungunaane laga hooo mera mehboob allah mila kya khoob allah gaya dil doob allah kya nasha chhane laga hai jaadu sa chhane laga hai wayi wayi wayi wayi aa dil gungunaane laga hai dil gungunaane laga hai wayi wayi wayi wayi aa dil gungunaane laga hai kya chaand utra zameen pe kya raat hai ya ilaahi kya raat hai ya ilaahi humko mila jo woh teri saugaat hai ya ilaahi rukh e roshan se haiiii utha jo parda haiiii tere jalwon se mera dil ye jagmagaane laga haiiii jaadu sa chhane laga hai dil gungunaane laga hai dil gungunaane laga hai yun apni basti mein laa ke na chhed baatein banaake na chhed baatein banaake ab sharam kaisi click here
jawaaniyan ye mast mast bin piye jalaati chal rahi hai raah mein diye na jaane inmen kis ke waaste hoon main na jaane inmen kaun hai mere liye jawaaniyan ye mast mast bin piye jalaati chal rahi hai raah mein diye na jaane inmen kis ke waaste hoon main na jaane inmen kaun hai mere liye mere liye mere liye mere liye mere liye sabhi haseen sabhi jawaan kahaan pe dil ko haariye sabhi hai dil ki mehmaan kise kise pukaariye kise kise pukaariye jawaaniyan ye mast mast bin piye jalaati chal rahi hai raah mein diye na jaane inmen kis ke waaste hoon main na jaane inmen kaun hai mere liye mere liye mere liye mere liye mere liye deewane hum the chaah ke to beqaraar ho liye ke door ki nighaah ke gunaahgaar ho liye gunaahgaar ho liye jawaaniyan ye mast mast bin piye jalaati chal rahi hai raah mein diye na jaane inmen kis ke waaste hoon main na jaane inmen kaun hai mere liye mere liye mere liye mere liye mere liye click here
jee chaahta hai aaj kahin door jaayiye duniya pukaarti rahe waapas na aayiye jee chaahta hai aaj kahin door jaayiye duniya pukaarti rahe waapas na aayiye main bhi machal uthoon mera dil bhi machal uthe dil bhi machal uthe saanson ki lay pe aisa madhur geet gaayiye duniya pukaarti rahe waapas na aayiye jee chaahta hai aaj kahin door jaayiye duniya pukaarti rahe waapas na aayiye saahil ki narm ret pe chhitki hai chaandni chhitki hai chaandni is chandni mein jhoom ke aanchal udayiye duniya pukaarti rahe waapas na aayiye jee chaahta hai aaj kahin door jaayiye duniya pukaarti rahe waapas na aayiye kuchh keh rahi hai pyaar se jharnon ki jhaal re jharnon ki jhaal re parvat ki ot mein mujhe apna banaayiye duniya pukaarti rahe waapas na aayiye jee chaahta hai aaj kahin door jaayiye duniya pukaarti rahe waapas na aayiye click here
jeena hai tera ban kar marna hai tere dar par o meri jaan e tamanna o o meri jaan e jigar o meri jaan e tamanna o o meri jaan e jigar jeena hai tera ban kar marna hai tere dar par o meri jaan e tamanna o o meri jaan e jigar raat din honton pe tera naam jo rehta hai raat din honton pe tera naam jo rehta hai aa sama ja dil mein mera pyaar ye kehta hai do din ki jawaani rut suhaani aani jaani duniyaa faani o meri jaan e tamanna o o meri jaan e jigar jeena hai tera ban kar marna hai tere dar par o meri jaan e tamanna o o meri jaan e jigar aaj main na jaane dunga door nigaahon se aaj main na jaane dunga door nigaahon se paas main bitha lunga yun thaam ke baahon se chhodo ye sharmana ye ghabraana dil dhadkaana jee tarsaana o meri jaan e tamanna o o meri jaan e jigar jeena hai tera ban kar marna hai tere dar par o meri jaan e tamanna o o meri jaan e jigar o o meri jaan e jigar o o meri jaan e jigar o o meri jaan e jigar o o meri jaan e jigar click here
aisi cheez sunnaye ke mehfil de taali pe taali warna apna naam nahin hai bannekhan bhopaali munne miya badhayi bano khoob honhaar dono jahaan ki nematein ho aap pe nisaar haan bachpan ho khushgawaar jawaani sadabahaar allah kare ye din yun hi aaye hazaar baar aaaa aaaa aaaa aa aaaa aaaaaa aaaaaaa jeena to hai usi ka are jeena to hai usi ka jisne ye raaz jaana haan jeena to hai usi ka jisne ye raaz jaana hai kaam aadmi ka hai kaam aadmi ka auron ke kaam aanaa jeena to hai usi ka jisne ye raaz jaana kisi ne kaha tu hai taaron ka raja kisi ne kaha aaja mere paas aaja kisi ne dua di kisi ne badhaai sab ki tu aankh ka taara bane teri hi roshni mein chamke tera gharaana hai kaam aadmi ka hai kaam aadmi ka auron ke kaam aanaa jeena to hai usi ka jisne ye raaz jaana dil laga ke tu padhna hamesha aage badhna sach ka daaman na chhoote chaahe ye duniya roothe kaam tu achhe karna sirf allah se darna sabhi ko gale lagaana mohabbat mein lut jaana mohabbat wo khazaana hai kabhi click here
aaa aa aa aa aa aa aa jeene ka raaz maine muhabbat mein paa liya jeene ka raaz maine muhabbat mein paa liya jiska bhi ghum hua usse apna banaa liya tum ghum ka bojh roke bhi halka na kar sake tum ghum ka bojh roke bhi halka na kar sake maine hansii ki aadh mein har ghum chhupaa liya aa maine hansii ki aadh mein har ghum chhupaa liya aa sunne ko jab na koi mila daastaan e ghum aaina rakh ke saamne khud ko sunaa liya aaina rakh ke saamne khud ko sunaa liya jeene ka raaz maine muhabbat mein paa liya aa aa aaaa click here
jeet hi lenge baazi hum tum khel adhura chhoote na pyaar ka bandhan janam ka bandhan janam ka bandhan toote na aa aa aa aa aa aa aa aa milta hai jahan dharti se gagan milta hai jahan dharti se gagan aao wahin hum jaayein tu mere liye main tere liye tu mere liye main tere liye iss duniya ko thukraayein iss duniya ko thukraayein door basaa lein dil ki jannat jis ko zamaana loote na pyaar ka bandhan janam ka bandhan janam ka bandhan toote na aa aa pyaar ka bandhan toote na umm hmm hmm la la la la aa aa aa aa aa aa aa umm umm umm milne ki khushi na milne ka ghum khatm ye jhagde ho jaayein milne ki khushi na milne ka ghum khatm ye jhagde ho jaayein tu tu na rahe main main na rahoon tu tu na rahe main main na rahoon ik dooje mein kho jaayein ik dooje mein kho jaayein main bhi na chhodun pal bhar daaman main bhi na chhodun pal bhar daaman tu bhi pal bhar ruthe na pyaar ka bandhan janam ka bandhan janam ka bandhan toote na pyaar ka bandhan toote na pyaar ka bandhan toote click here
rok sake na raah humaari duniyaa ki deewaar aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa saath jiyenge saath marenge amar hamaara pyaar aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa jeevan mein piya tera saath rahe jeevan mein piya tera saath rahe haathon mein tere mera haath rahe haathon mein tere mera haath rahe jeevan mein piya tera saath rahe jeevan mein piya tera saath rahe aa aa aa aa aa aa aa aa ho ho ho ho ho ho ho ho ho singaar bhara piya pyaar tera singaar bhara piya pyaar tera jhankaar karein ho mere kangna mein jhankaar karein ho mere kangna mein lagi jabse lagan mere mann mein sajan lagi jabse lagan mere mann mein sajan shehnaai baje ho mere angnaa mein shehnaai baje ho mere angnaa mein sargam ki sadaa ho ji ho ho ho sargam ki sadaa barsaat rahe sargam ki sadaa barsaat rahe haathon mein tere mera haath rahe haathon mein tere mera haath rahe jeevan mein piya tera saath rahe jeevan click here
jeevan path par pyaar ne chhedi madhur madhur sargam jeevan path par pyaar ne chhedi madhur madhur sargam aaaa aaa bhool chale hain saari duniya preet ki dhun mein hum jeevan path par pyaar ne chhedi madhur madhur sargam mehke huye nazaare kehte hain aao pyaare kab se saja rahe hain hum raaste tumhare hum raaste tumhare der se aayi inn raahon mein payal ki chham chham jeevan path par pyaar ne chhedi madhur madhur sargam jeevan path par pyaar ne chhedi madhur madhur sargam ab apna aashiyana phoolon ke darmiyan hai ab ye zameen hai apni apna hi aasman hai apna hi aasman hai duniya bhar mein aaj basa de pyaar ki khushboo hum jeevan path par pyaar ne chhedi madhur madhur sargam jeevan path par pyaar ne chhedi madhur madhur sargam soyi huyi tamanna angdaayi le rahi hai ab to milan ki manzil aawaaz de rahi hai aawaaz de rahi hai dekh zamaane saath chale hain sath chalenge hum jeevan path par pyaar ne chhedi madhur madhur sargam bhool chale hain saari duniya preet ki dhun click here
amiya hala hal madbhare sweat shyaam ratnaar jiyat marat jhuki jhuki parat jehi chitwat ik baar jhanan jhan jhanan jhan jhananana baaje paayaliya jhanan jhan jhanan jhan jhananana baaje paayaliya piya se milan chali aaj kaamaniyaa jhanan jhan jhanan jhan jhananana baaje paayaliya jhanan jhan jhanan jhan jhananana aaaaaaaa raat andheri darr laage rasiyaaaa raat andheri darr laage rasiyaaa paas kaise aaun tore mann basiyaa papihaa bole papihaa bole amrit ghole jiyara dole haule haule haule jhanan jhan jhanan jhan jhananana baaje paayaliya jhanan jhan jhanan jhan jhananana baaje sajj singaar koi naar naveli oooooo ooooooo ooooooo oooooo oooo oooo ooooo oooooo oooo ooooo sajj singaar koi naar naveli nidar dagar mein chali hai akeli ritu basant aayi albeli daar daar bole kaari koyaliyaa jhanan jhan jhanan jhan jhananana baaje paayaliya jhanan jhan jhanan jhan jhananana aaaaaaaa pyaar jaga hai dekho kan kan meinnnnnn pyaar jaga hai dekho kan kan mein raas racha hai mann click here
jhilmil sitaaron ka aangan hoga rimjhim barasta saawan hoga jhilmil sitaaron ka aangan hoga rimjhim barasta saawan hoga aisa sundar sapna apna jeevan hoga jhilmil sitaaron ka aangan hoga rimjhim barasta saawan hoga aisa sundar sapna apna jeevan hoga jhilmil sitaaron ka aangan hoga rimjhim barasta saawan hoga prem ki gali mein ik chhota sa ghar banayenge prem ki gali mein ho oo oo oo oo prem ki gali mein ik chhota sa ghar banayenge kaliyaan na millein na sahi kaanton se sajayenge bagiya se sundar wo ban hoga rimjhim barasta saawan hoga jhilmil sitaaron ka aangan hoga rimjhim barasta saawan hoga haa aa aa aa ho o o o teri aankhon se saara sansaar main dekhoongi teri aankhon se ho oo oo oo teri aankhon se saara sansaar main dekhoongi dekhoongi iss paar ya uss paar main dekhoongi nainon ko tera hi darshan hoga rimjhim barasta saawan hoga jhilmil sitaaron ka aangan hoga rimjhim barasta saawan hoga phir to mast hawaaon ke hum jhonke ban jaayenge phir to mast hawaaon ke click here
jhoole mein pawan ke aayi bahaar nainon mein naya rang laayi bahaar pyaar chhalke ho pyaar chhalke ho o dole mann mora sajna dole mann mora ho ji ho o o o dole mann mora sajna chunariya baar baar dhalke jhoole mein pawan ke aayi bahaar pyaar chhalke ho pyaar chhalke o o o o o meri taan se uncha tera jhulna gori meri taan se uncha tera jhulna gori mere jhulne ke sang tere pyaar ki dori mere jhulne ke sang tere pyaar ki dori tu hai jeevan singaar pyaar chhalke jhoole mein pawan ke aayi bahaar pyaar chhalke ho pyaar chhalke o o o o o baadal jhoomte aaye gaagar pyaar ki laaye baadal jhoomte aaye gaagar pyaar ki laaye koyal kookti jaaye ban mein mor bhi gaaye koyal kookti jaaye ban mein mor bhi gaaye chhedein hum tum malhaar pyaar chhalke aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa chhedein hum tum malhaar jhoole mein pawan ke aayi bahaar nainon mein naya rang laayi bahaar pyaar chhalke ho pyaar chhalke ho ho pyaar chhalke ho ho pyaar chhalke ho ho pyaar chhalke click here
jhoom ke gaa yun aaj mere dil raat to guzre suboh naa aaye jhoom ke gaa yun aaj mere dil raat to guzre suboh naa aaye jaise koi bachpan ki kahaani yaad bhi ho aur bhool bhi jaayen jhoom ke gaa yun aaj mere dil raat to guzre suboh naa aaye jaise koi bachpan ki kahaani yaad bhi ho aur bhool bhi jaayen jhoom ke gaa yun aaj mere dil parda utha de husn ki zid hai parda gira de ishq ki zid hai parda utha de husn ki zid hai parda gira de ishq ki zid hai dil hai humara aisa diya jo jal bhi naa paaye bhujh bhi naa paaye jhoom ke gaa yun aaj mere dil raat to guzre suboh naa aaye jaise koi bachpan ki kahaani yaad bhi ho aur bhool bhi jaayen jhoom ke gaa yun aaj mere dil hansti mitaa de khud ko bhula de apna safinaa aap dubaa de hansti mitaa de khud ko bhula de apna safinaa aap dubaa de dhundh kinaara wo ke jahaan par chain to aaye hosh naa aaye jhoom ke gaa yun aaj mere dil raat to guzre suboh naa aaye jaise koi bachpan ki kahaani yaad bhi ho aur bhool bhi jaayen jhoom ke gaa click here
jhoomta saawan dekho aaya barkha ne pyaar barsaaya jhoomta saawan dekho aaya barkha ne pyaar barsaaya maine jo tujhko chhuaa dil beimaan hua saanson ka taar jhan jhanaya barkha ne pyaar barsaaya hooo oooo jhoomta saawan dekho aaya barkha ne pyaar barsaaya baahon mein chori seeee tumko utha loonga honthon se thodi siiii laali chura loongaaaa humko bulaate bhi ho aankhen churate bhi ho aakhir deewana kyun banaaya barkha ne pyaar barsaaya jhoomta saawan dekho aaya barkha ne pyaar barsaaya bandhan tere mereeeee ab tak kunwaare hain ban jaa dulhan dil neeee sapne sanwaare hain dil ko behlaana hoga badla chukaana hoga kyun humen raaton ko jagaaya barkha ne pyaar barsaaya jhoomta saawan dekho aaya barkha ne pyaar barsaaya maine jo tujhko chhuaa dil beimaan hua saanson ka taar jhan jhanaya barkha ne pyaar barsaaya hooo oooo jhoomta saawan dekho aaya barkha ne pyaar barsaaya dekho barkha ne pyaar barsaaya dekho barkha ne pyaar barsaaya dekho barkha ne pyaar barsaaya click here
jhoomti hai nazar jhoomta hai pyaar jhoomti hai nazar jhoomta hai pyaar ye nazar chheen kar le gayi karaar ye nazar chheen kar le gayi karaar jhoomti hai nazar jhoomta hai pyaar hum hain azaad panchhi fizaaon ke haath na aa sake hum hawaaon ke waade karte nahin hum wafaaon ke phir bhi kyun jaanun dil tum pe hai nisaar ye nazar chheen kar le gayi karaar jhoomti hai nazar jhoomta hai pyaar main tere husn ke geet gaaunga ishq ki aarzu lab pe laaunga main tujhe dhadkanon mein basaaunga ek hai dil jismein hain hasraten hazaar ye nazar chheen kar le gayi karaar jhoomti hai nazar jhoomta hai pyaar meri har saans mein tera pyaar hai meri har saans mein tera pyaar hai tu mere baag e dil ki bahaar hai tu mere baag e dil ki bahaar hai tu meri zindagi ka singaar hai o sanam tu mere dil ki hai pukaar ye nazar chheen kar le gayi karaar jhoomti hai nazar jhoomta hai pyaar tum humein hum tumhein dekhte rahe tum humein hum tumhein dekhte rahe haal e dil ho yaa lab na kuchh kahen click here
jhoom jhoom ke do deewaane gaate jaayen gali gali apni dhun mein masti ka paigaam sunaayen gali gali duniyaa waalon duniyaa waalon pa dhaa pa dha pa dha pa dha ga re ga re ga re ga re sa ni sa ni sa re ga re ga ma pa ma pa dha pa duniyaa waalon ye duniyaa hai basti kiske baap ki aaj agar hai kal naa hogi yahaan zarurat aap ki yahaan zarurat aap ki jhoom jhoom ke do deewaane gaate jaayen gali gali apni dhun mein masti ka paigaam sunaayen gali gali naa jaane ye murakh duniyaa paise ki kyun daas hai chaar rotiyaan ek langotii baaki sab baqavaas hai baaki sab baqavaas hai jhoom jhoom ke do deewaane gaate jaayen gali gali apni dhun mein masti ka paigaam sunaayen gali gali aag pet ki kya kya maange roti ke do tukade roti ke do tukade bade log phir kyon karte hain chhoton ke sau tukade deewaane ko mastaane ko baat ye dil ki kehne do mehalon waalon mehal ke niche kutiyaa ko bhi rehne do kutiyaa ko bhi rehne do jhoom jhoom ke do deewaane gaate jaayen gali gali apni dhun click here
jidhar bhi main dekhun udhar tu hi tu hai udhar tu hi tu hai jidhar bhi main dekhun udhar tu hi tu hai udhar tu hi tu hai yeh meri kahaani meri zindgani meri kahaani meri zindgaani teri aarzoo hai jidhar bhi main dekhun udhar tu hi tu hai udhar tu hi tu hai mohabbat se aayi ye kaisi tabaahi kaisi tabaahi mohabbat se aayi ye kaisi tabaahi kaisi tabaahi qayamat se pahle qayamat ye aayi qayamat se pahle qayamat ye aayi qayamat se pahle qayamat ye aayi jo tujhko pukaare wo kiska lahu hai kiska lahu hai yeh meri kahaani meri zindgani meri kahaani meri zindgani teri aarzoo hai jidhar bhi main dekhun udhar tu hi tu hai udhar tu hi tu hai mariya mariya mariya mohabbat ka dushman zamaana hua hai zamaana hua hai mohabbat ka dushman zamaana hua hai zamaana hua hai koi aaj humse deewana hua hai koi aaj humse deewana hua hai koi aaj humse deewana hua hai deewane ko hardum teri justzu hai teri justzu hai yeh meri kahaani meri zindgani yeh meri kahaani meri zindgani teri aarzoo click here
Jigar Ka Dard Badhtaa Ja click here
aaa jin raaton mein neend ud jaati hai kya qeher ki raaten hoti hain darwaazon se takraa jaate hain deewaaron se baaten hoti hain jin raaton mein neend ud jaati hai kya qeher ki raaten hoti hain darwaazon se takra jaate hain deewaaron se deewaaron se baaten hoti hain jin raaton mein neend ghir ghir ke jo baadal aate hain aur be barse khul jaate hain aashaaon ki aashaaon ki jhoothi duniya mein sookhi barsaaten hoti hain jin raaton mein neend jab wo nahin hote pehlu mein aur lambi raaten hoti hain yaad aa ke yaad aa ke sataati rehti hain aur dil se aur dil se baaten hoti hain jin raaton mein neend hansne mein jo aansoo aate hain do tasveeren dikhlaate hain har roz har roz janaaze uthte hain har roz baraaten hoti hain jin raaton mein neend himmat kis ki hai jo poochh sake ye aarzu e saudaayi se kyun saahib kyun saahib aakhir akele mein ye kisse ye kisse baaten hoti hain jin raaton mein neend udd jaati hai kya qeher ki raaten hoti hain darwaazon se takra jaate hain click here
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm ye kuche hmm hmm ghar dilkashi ke ye kuche ye neelaam ghar dilkashi ke ye lootte huye caarvan zindagi ke kahaan hain kahaan hain muhaafiz khudi ke jinhen naaz hai hind par woh kahaan hain kahaan hain kahaan hain kahaan hain ye purpech galiyaan ye badnaam baazaar ye gumnaam raahi ye sikkon ki jhankaar ye ismat ke saude ye saudon pe taqraar jinhen naaz hai hind par woh kahaan hain kahaan hain kahaan hain kahaan hain ye sadiyon se bekhauff sehmi si galiyaan ye masli huyi adkhili zard kaliyaan ye bikti huyi khokhali rang raliyaan jinhen naaz hai hind par woh kahaan hain kahaan hain kahaan hain kahaan hain wo ujle darichon mein paayal ki chhan chhan thaki haari saanson pe table ki dhan dhan wo ujle darichon mein paayal ki chhan chhan thaki haari saanson pe table ki dhan dhan yeh beruh kamron mein khaansi ki than than jinhen naaz hai hind par woh kahaan hain kahaan hain kahaan hain kahaan hain ye phoolon ke gajre ye peekon ke chheente ye click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Jawani Ka Guzra Zamana Waqt Ki Deewar (1981) 06:57 40585
 
Poster of Waqt Ki Deewar (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Pran, Jeetendra, Neetu Singh
Duration : 06:57   Song Number : 40585   

Jawaniyan Ye Mast Mast Tumsa Nahin Dekha (1957) 03:29 12087
 
Poster of Tumsa Nahin Dekha (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 03:29   Song Number : 12087   

Jee Chaahta Hai Aaj Kahin Door Chandrakanta (1956) 03:13 40227
 
Poster of Chandrakanta (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
N Dutta
Duration : 03:13   Song Number : 40227   

Jeena Hai Tera Ban Kar Do Bhai (1969) 03:07 20479
 
Poster of Do Bhai (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Mala Sinha, Jeetendra
Duration : 03:07   Song Number : 20479   

Jeena To Hai Usi Ka Adhikar (1971) 07:50 32055
 
Poster of Adhikar (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Ramesh Pant
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Pran, Ashok Kumar, Nanda, Others
Duration : 07:50   Song Number : 32055   

Jeene Ka Raaz Mohd Rafi 03:34 33003
 
Poster of Mohd Rafi
 
Category
Ghazal
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:34   Song Number : 33003   

Jeet Hi Lenge Baazi Shola Aur Shabnam (1961) 03:52 14253
 
Poster of Shola Aur Shabnam (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
On Screen Actors- 
Dharmendra, Tarala Mehta
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:52   Song Number : 14253   

Jeevan Mein Piya Tera Goonj Uthi Shehnai (1959) 04:37 11936
 
Poster of Goonj Uthi Shehnai (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Vasant Desai
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Amita
Raag- 
Gara
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:37   Song Number : 11936   

Jeevan Path Par Pyaar Ek Shriman Ek Shrimati (1969) 05:26 13240
 
Poster of Ek Shriman Ek Shrimati (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Babita
Duration : 05:26   Song Number : 13240   

Jhan Jhan Jhan Baje Rani Rupmati (1957) 03:15 14066
 
Poster of Rani Rupmati (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
S N Tripathi (Shri Nath)
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Niroopa Roy
Taal- 
Tintal
Duration : 03:15   Song Number : 14066   

Jhilmil Sitaaron Ka Jeevan Mrityu (1970) 05:42 20670
 
Poster of Jeevan Mrityu (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Rakhi
Duration : 05:42   Song Number : 20670   

Jhoole Mein Pawan Baiju Bawra (1952) 03:26 12815
 
Poster of Baiju Bawra (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Meena Kumari, Bharat Bhushan
Raag- 
Pilu
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:26   Song Number : 12815   

Jhoom Ke Gaa Patanga (1971) 05:15 20672
 
Poster of Patanga (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Neeraj
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor
Duration : 05:15   Song Number : 20672   

Jhoomta Saawan Dekho Aaya Do Khiladi (1976) 04:51 16082
 
Poster of Do Khiladi (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Gauhar Kanpuri
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Vinod Mehra
Duration : 04:51   Song Number : 16082   

Jhoomti Hai Nazar Hatimtai (1956) 03:57 40346
 
Poster of Hatimtai (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Music Director- 
S N Tripathi (Shri Nath)
On Screen Actors- 
Paidi Jairaj, Shakila
Duration : 03:57   Song Number : 40346   

Jhum Jhoom Ke Do Deewaane Gate Jaayen Mastana (1954) 03:28 32252
 
Poster of Mastana (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Moti Lal, Romi
Duration : 03:28   Song Number : 32252   

Jidhar Bhi Main Dekhun Tu Hi Meri Zindagi (1965) 04:52 37745
 
Poster of Tu Hi Meri Zindagi (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Music Director- 
Rono Deb Mukherjee
On Screen Actors- 
Dev Mukharji, Niveditha
Duration : 04:52   Song Number : 37745   

Jigar Ka Dard Badhta Ja Street Singer (1966) 03:22 36990
 
Poster of Street Singer (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Chandrashekhar, Sarita
Duration : 03:22   Song Number : 36990   

Jin Raaton Main Neend Ud Jaati Hai Raat Ki Rani (1949) 03:22 40505
 
Poster of Raat Ki Rani (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Arzoo Lakhnavi
Music Director- 
Hansraj Behl
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:22   Song Number : 40505   

Jinhen Naaz Hai Pyaasa (1957) 06:01 14002
 
Poster of Pyaasa (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Johny Walker
Raag- 
Pilu
Duration : 06:01   Song Number : 14002   
Karaoke Songs of mohammed rafi, Sad Songs of mohammed rafi, Love Songs of mohammed rafi, Dance Songs of mohammed rafi, Hip-hop songs of mohammed rafi, Best songs of mohammed rafi, Super hit songs of mohammed rafi, hit songs of mohammed rafi, duet songs of mohammed rafi, solo songs of mohammed rafi, old songs of mohammed rafi, famous songs of mohammed rafi, Hindi Karaoke Songs of mohammed rafi, Hindi Sad Songs of mohammed rafi, Hindi Love Songs of mohammed rafi, Hindi Dance Songs of mohammed rafi, Hindi Hip-hop songs of mohammed rafi, best Hindi songs of mohammed rafi, super hit Hindi songs of mohammed rafi, hit Hindi songs of mohammed rafi, duet Hindi songs of mohammed rafi, solo Hindi songs of mohammed rafi, old Hindi songs of mohammed rafi, famous Hindi songs of mohammed rafi, Sing Along Songs of mohammed rafi, Sing Along Sad Songs of mohammed rafi, Sing Along Love Songs of mohammed rafi, Sing Along Dance Songs of mohammed rafi, Sing Along Hip-hop songs of mohammed rafi, Sing Along Best songs of mohammed rafi, Sing Along Super hit songs of mohammed rafi, Sing Along hit songs of mohammed rafi, Sing Along duet songs of mohammed rafi, Sing Along solo songs of mohammed rafi, Sing Along old songs of mohammed rafi, Sing Along famous songs of mohammed rafi