MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeShamshad Begum
HomeShamshad Begum
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


mere ghunghar waale baal ho raja ghunghar waale baal ho dil mein umangen aankh me jaadu sar pe sunehra jaal ho raaja sar pe sunehra jaal ho raaja more raaja mere ghunghar waale baal ho raaja ghunghar waale baal ho dil mein umangen aankh mein jaadu sar pe sunehra jaal ho raaja sar pe sunehra jaal ho raaja more raajaaaa ho dilwaale ho dilwaale dilwaale is jaal mein phans kar kabhi nikal na paaye kabhi nikal na paaye dilwaale is jaal mein phans kar kabhi nikal na paaye kabhi nikal na paaye thandi aahen bhare bichaare phadak phadak reh jaaye thandi aahen bhare bichaare phadak phadak reh jaaye kahe munh sena dil kaa haal ho raaja munh se na dil kaa haal ho dil mein umangen aankh me jaadu sar pe sunehra jaal ho raaja sar pe sunehra jaal ho raaja more raajaaaaa ho dekh mere ho dekh mere dekh mere matwaale naynaa duniyaa pukaare haay duniyaa pukaare haay dekh mere matwaale naynaa duniyaa pukaare haay duniyaa pukaare haay chalun mai jis dam patali kamariyaa lachak lachak click here
mere gore gore gaal mere kaale kaale baal mera husn lajawab meri ada bemisaal thats all tere neele neele nain tere meethe meethe bain loote mere dil ka chain kya kahun main dil ka haal thats all mere gore gore gaal mere kaale kaale baal mera husn lajawab meri ada bemisaal husn wale kahte nahin kitne ham hain hasin apne husn par unhen hota nahin hai yakin o husn wale kahte nahin kitne ham hain hasin apne husn par unhen hota nahin hai yakin poochhe kaun husn ko na ishq ki jo shay mile poochhe kaun husn ko na ishq ki jo shay mile chahne walon ki nazar ka hai ye sab kamal thats all mere gore gore gaal mere kaale kaale baal mera husn lajawab meri ada bemisaal thats all tere neele neele nain tere meethe meethe bain loote mere dil ka chain kya kahun main dil ka haal pehle kisi butt pe kabhi marna nahin chahiye marr gaye to shor kabhi karna nahin chahiye o pehle kisi butt pe kabhi marna nahin chahiye marr gaye to shor kabhi karna nahin chahiye aaye the ye ban ke chacha click here
mere piya mere piya gaye rangoon kiya hai wahaan se telephoon tumhaari yaad sataati hai tumhaari yaad sataati hai jiyaa mein aag lagaati hai mere piya gaye rangoon kiya hai wahaan se telephoon tumhaari yaad sataati hai tumhaari yaad sataati hai jiyaa mein aag lagaati hai hum chhod ke hindustaan bahot pachhtaaye bahot pachhtaaye hum chhod ke hindustaan bahot pachhtaaye bahot pachhtaaye huyi bhool jo tumko saath na le kar aaye huyi bhool jo tumko saath na le kar aaye hum barma ki galiyon mein aur tum ho dehradun tumhaari yaad sataati hai tumhaari yaad sataati hai jiyaa mein aag lagaati hai mere piya gaye rangoon kiya hai wahaan se telephoon tumhaari yaad sataati hai tumhaari yaad sataati hai jiyaa mein aag lagaati hai meri bhookh pyaas bhi kho gayi ghum ke maare ghum ke maare meri bhookh pyaas bhi kho gayi ghum ke maare ghum ke maare main admuhi si ho gayi ghum ke maare main admuhi si ho gayi ghum ke maare tum bin saajan january february ban gaye may aur june click here
meri neendon mein tum mere khwabon mein tum ho chuke hum tumhari mohabbat mein gum meri neendon mein tum mere khwabon mein tum ho chuke hum tumhari mohabbat mein gum mann ki veena ki dhun tu balam aaj sun meri nazaron ne tujhko liya aaj chun mann ki veena ki dhun tu balam aaj sun meri nazaron ne tujhko liya aaj chun mann ki veena ki dhun tu balam aaj sun mere dil ki lagi tu meri zindagi tu meri har nazar hai teri daastan mere dil ki lagi tu meri zindagi tu meri har nazar hai teri daastan mere dil ki baharen tumhi ko pukare tumhi se hai abaad mera jahaan mere dil ki baharen tumhi ko pukare tumhi se hai abaad mera jahaan tu mera naaz hai mera andaaz hai dil ki aawaaz hai meri neendon mein tum mere khwabon mein tum ho chuke hum tumhari mohabbat mein gum mann ki veena ki dhun tu balam aaj sun meri nazaron ne tujhko liya aaj chun mann ki veena ki dhun tu balam aaj sun meri nazaron ne tujhko liya aaj chun mann ki veena ki dhun tu balam aaj sun dil pe chhayi khushi hai click here
milte hi aankhein dil huaa deewaana kisi ka milte hi aankhein dil huaa deewaana kisi ka afsaana mera ban gaya afsaana kisi ka afsaana mera ban gaya afsaana kisi ka poochho na muhabbat ka asar haai na poochho haai na poochho poochho na muhabbat ka asar haai na poochho haai na poochho dum bhar mein koyi ho gaya parwaana kisi ka dum bhar mein koyi ho gaya parwaana kisi ka afsaana mera ban gaya afsaana kisi ka milte hi aankhein dil huaa deewaana kisi ka hanste hi na aa jaayein kahin aankhon mein aansoo aankhon mein aansoo hanste hi na aa jaayein kahin aankhon mein aansoo aankhon mein aansoo bharte hi chhalak jaayein na paimaana kisi ka bharte hi chhalak jaayein na paimaana kisi ka afsaana mera ban gaya afsaana kisi ka milte hi aankhein dil huaa deewaana kisi ka click here
mohabbat chume jinke haath jawaani paanv pade din raat sune phir haaye sune phir haaye wo kis ki baat hooo hooo hoooo hoooo mohabbat chume jinke haath jawaani paanv pade din raat sune phir haaye sune phir haaye wo kis ki baat hooo hooo hoooo hoooo aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa ek sundar mukhda unka uss par laakh adaayen hum apne dil ko kahaan le jaayen akele door khade lalchaayen ek sundar mukhda unka uss par laakh adaayen hum apne dil ko kahaan le jaayen akele door khade lalchaayen chaand sitaareeeeeeeeee chaand sitaare mast nazaare sab hai unhi ke saath mohabbat chume jinke haath jawaani paanv pade din raat sune phir haaye sune phir haaye wo kis ki baat hooo hooo hoooo hoooo mohabbat chume jinke haath jawaani paanv pade din raat sune phir haaye sune phir haaye wo kis ki baat hooo hooo hoooo hoooo aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa roop nagar se aa kar chanda unka roop churaaye mera mann dekh dekh reh jaaye bhala ye baat mujhe kyun bhaaye roop nagar se aa kar chanda click here
mohan ki muraliya baaje ooooooo oooooo ooooo sun thes jiya pe more laage mohan ki muraliya baaje ooooooo oooooo ooooo sun thes jiya pe more laage door koi murli ki dhun par geet milan ke gaaye jaane waale yaad mein teri neend naa mujhko aaye jab chain se duniya soye hoooo oooooo ooooo ek biraha ka mara mann jaage mohan ki muraliya baaje ooooooo oooooo ooooo sun thes jiya pe more laage raat kahe dharti pe jagmag chandni ban kar barasun aise mein aa ke daras dikha ja haay main ro ro tarsun dil tod ke jaane waale oooo oooooo ooooo mohe kuchh nahin tujh bin saaje mohan ki muraliya baaje ooooooo oooooo ooooo sun thes jiya pe more laage luti bahaaren saawan beeta toot gaye woh sapne jab se piya pardes sidhaare rahe na din woh apne haay birha ke baadal kaale hooooo ooooo oooooo chhaaya ghor andhera more aage mohan ki muraliya baaje ooooooo oooooo ooooo sun thes jiya pe more laage click here
moti chugne gayi re hansi moti chugne gayi re hansi mansarovar teer teer mansarovar teer pankh pankh pe raaj hans ne pankh pankh pe raaj hans ne likh di preet ki peed likh di preet ki peed pyaas bujhane aayi hansi chhalak raha tha neer pyaas bujhane aayi hansi chhalak raha tha neer pyasi rah gayi ankhiyaan uski pyasi rah gayi ankhiyaan uski pyasi rah gayi ankhiyaan uski lag gaya preet ka teer lag gaya preet ka teer moti chugne gayi re hansi moti chugne gayi re hansi mansarovar teer mansarovar teer kabhi mite nahin pyaar preet ki pyaas sada adheer kabhi mite nahin pyaar preet ki pyaas sada adheer janam janam ki pyasi hansi janam janam ki pyasi hansi janam janam ki pyasi hansi kaise dhare ab dheer kaise dhare ab dheer moti chugne gayi re hansi moti chugne gayi re hansi mansarovar teer mansarovar teer click here
hooooo ooooo ooooo naa bol pee pee more angnaa naa bol pee pee more angnaa panchhi jaa re jaa panchhi jaa jaa re jaa naa bol pee pee more angnaa panchhi jaa re jaa rutt albeli aa gayi aur kaari badariya chhaa gayi hooo chhaa gayi sajan bin tarsaa karun phir geet main sunn ke kya karun main kya karun rutt albeli aa gayi aur kaari badariya chhaa gayi sajan bin tarsaa karun phir geet main sunn ke kya karun sun thes laage dil ko haaye sun thes laage dil ko aisa gaana tu naa gaa panchhi jaa jaa re jaa naa bol pee pee more angnaa panchhi jaa re jaa main hoon akeli baanware aur paas nahin more sanware ho sanware panchhi tera ho buraaaa kyun aag lagane aa gaya kyon aa gaya main hoon akeli baanware aur paas nahin more sanware panchhi tera ho buraa kyun aag lagane aa gaya tu maan mera kehna bairiiiii tu maan mera kehna bairi dil ko naa jala panchhi jaa jaa re jaa naa bol pee pee more angnaa panchhi jaa re jaa click here
nadiya me utha hai shor chhayi hai ghata ghanghor jaana door hai haa hahaa haha hahaa aaaaaa nadi kinare saath humare shaam suhaani aayi chand ke rath par baith ke jhilmil chand ke rath par baith ke jhilmil raat ki raani aayi shaam suhaani aayi haa hahaa haha hahaa aaaaaa naye zamane naye taraane le ke jawaani aaayi sun sun jisko naach uthe dil sun sun jisko naach uthe dil aisi kahaani laayi shaam suhaani aayi nadiya me utha hai shor chhayi hai ghata ghanghor jaana door hai hooo ooo ooo dharti par aakash hai jab tak hooo ooo ooo ooo dil ka nagar aabaad rahega dhalta suraj dhoop sunehari aaj ka mausam yaad rahegaa aaj ka mausam yaad rahegaa rut ye rangeeli pyaar ki saajan rut ye rangeeli pyaar ki saajan ban ke nisaani aayi shaam suhaani aayi nadi kinare saath humare shaam suhaani aayi aa aaa aaaa aaaa aaaaa aaa aaa aaa aaa aaa aaa aaa aaa aaa aaa click here
nazar phero naa humse hum hain tum par marne waalon mein nazar phero naa humse nazar phero naa humse hum hain tum par marne waalon mein humaara naam bhi likh lo mohabbat karne waalon mein mohabbat karne waalon mein jahaan nazren milin bole ke hum hain marne waalon mein jahaan nazren milin bole jahaan nazren milin bole ke hum hain marne waalon mein banaawat hi banaawat hai mohabbat karne waalon mein mohabbat karne waalon mein oooo tumhari shokhiyon ko dil meraa nakaam kar dega aaaaa suna kar pyaar ke naghmen tumhen badnaam kar dega haaaan aji yeh dil nahin chhip chhip ke aahen bharne waalon mein humaara naam bhi likh lo mohabbat karne waalon mein mohabbat karne waalon mein wohi dil hai jo iss duniyaa mein apna naam kar jaaye mohabbat kya karega wo jo badnaami se dar jaaye haaann nahin hum aapki in dhamkiyon se darne waalon mein banaawat hi banaawat hai mohabbat karne waalon mein mohabbat karne waalon mein click here
jisne is duniyaan mein aakar dil naa diyaa aur dil naa liyaa jeene ko sau saal jiyaa par hum to kahenge khaakh jiyaa o dilwaalo o dilwaalo dil kaa lagaana achchha hai par kabhi kabhi o dilwaalo dil kaa lagaana achchha hai par kabhi kabhi dil mein kisi kaa pyaar basaanaa achchha hai par kabhi kabhi dil mein kisi kaa pyaar basaanaa achchha hai par kabhi kabhi duniyaan mein jo pyaar na hota tum hi kaho kya hota duniyaan mein jo pyaar na hota tum hi kaho kya hota koi naa thandi aahen bharta koi na dard ke maare rota koi naa thandi aahen bharta koi na dard ke maare rota hansne waalo aankh bahaana achchha hai par kabhi kabhi hansne waalo aankh bahaana achchha hai par kabhi kabhi o dilwaalo dil kaa lagaana achchha hai par kabhi kabhi shamma naa ho to parvaane ko kaun gale se lagaaye shamma naa ho to parvaane ko kaun gale se lagaaye shamma naa ho to parvaanaa kyun apnaa aap jalaaye shamma naa ho to parvaanaa kyun apnaa aap jalaaye kisi ki khaatir kisi ki khaatir jaan click here
o gaadi waale gaadi dheere haank re jeeya udha jaaye lade aankh re hoye dil khaaye hichkole gaadi le chal haule haule hooo bindiyaa mori gir gir jaaye nathni haale dole o dekh nazar naa laage gori kaahe mukhda khole ho nainon waali ghunghat se naa jhaank re hoye hawaa mein udd gayi mori chunariyaa mil gayi tose ankhiyaan hooooo ooooo gora badan mora tharr tharr kaanpe dhadkan laagi chhatiyaa o albeli beech dagriyaa naa kar aisi batiyaan o sune sab logvaa kate naak re hoye hoye o gaadi waale gaadi dheere haank re click here
pi ke ghar aaj pyaari dulhaniyaa chali royein maata pitaa unki duniyaa chali bhaiyaa behnaa ke dil ko lagi thes re meri kismat mein jaana thaa pardes re chhod kar apne baabul ka angana chali maiyaa baabaa ne sukh mohe saare diye more gaune mein chaand aur sitaare diye saath le ker main saaraa gaganwa chali koi gun dhang na mujh mein koi baat hai mori churriyon ki laaj ab tore haath hai tore sang main jeevan bhar ko sajnaa chali click here
pyaar ke jahaan ki niraali sarkaar hai nirali sarkaar hai pyaar ke jahaan ki niraali sarkaar hai nirali sarkaar hai mohabbat ke thaane mein mohabbat ke thaane mein ye dil thanedaar hai ye dil havaldaar hai ye dil chaukidaar hai pyaar ke jahaan ki niraali sarkaar hai nirali sarkaar hai mohabbat ke thaane mein mohabbat ke thaane mein ye dil thanedaar hai ye dil havaldaar hai ye dil chaukidaar hai anokhi kacheri hai ye anokha kaanoon hai anokha kaanoon hai anokha kaanoon hai mohabbat ki arji ka naya majmoon hai mohabbat ki arji ka naya majmoon hai aankhon ka daakkhana ho aankhon ka daakkhana nazron ka taar hai ji nazron kaa taar hai mohabbat ke thaane mein mohabbat ke thaane mein ye dil thanedaar hai ye dil havaldaar hai ye dil chaukidaar hai pyaar ke jahaan ki niraali sarkaar hai nirali sarkaar hai mohabbat ke thaane mein mohabbat ke thaane mein ye dil thanedaar hai ye dil havaldaar hai ye dil chaukidaar hai pyaar ke school mein ek hi class hai ji ek hi class hai ji click here
reshmi salwaar kurta jaali kaa roop saha nahin jaaye nakhre waali kaa hoye reshmi salwaar kurta jaali kaa roop saha nahin jaaye nakhre waali kaa hoye jaa re peechha chhod mujh matwaali kaa kaahe dhundhe raastaa kutwaali kaa jaa re peechha chhod mujh matwaali kaa kaahe dhundhe raastaa kutwaali kaa jab jab tujhko dekhun mere dil mein chhute phuljahdiyaan karunga tera peechha chaahe lag jaayen hathkadiyaan are karunga tera peechha chaahe lag jaayen hathkadiyaan kya hai kutwaali kaa roop saha nahin jaaye nakhre waali kaa hoye jaa re peechha chhod mujh matwaali kaa kaahe dhundhe raastaa kutwaali kaa main hoon izzat waali mujhe samjh naa aisi waisi bade badon ki maine kar di hai aisi taisi bade badon ki maine kar di hai aisi taisi tu hai kiss thaali kaa kaahe dhundhe raastaa kutwaali kaa reshmi salwaar kurta jaali kaa roop saha nahin jaaye nakhre waali kaa roop tere kaa latka mere dil ko de gaya jhatka rang bhare haathon se zara khol de patt ghunghat kaa haaye rang bhare click here
saiyaan dil mein aana re aa ke phir na jana re hoye aa ke phir na jana re tham thama tham tham raja ban ke aana re mohe le ke jana re ho mohe le ke jana re tham thama tham tham chandani raat hogi taron ki baraat hogi chandani raat hogi taron ki baraat hogi pehle pehle pyar ki peheli peheli baat hogi pehle pehle pyar ki peheli peheli baat hogi khushi khushi gaayenge hum geet suhana re saiyaan dil mein aana re aa ke phir na jana re hoye aa ke phir na jana re tham thama tham tham thodi thodi chhed hogi thoda thoda pyaar hoga thodi thodi chhed hogi thoda thoda pyaar hoga kabhi iqraar hoga kabhi inkaar hoga kabhi iqraar hoga kabhi inkaar hoga tera manana mera ruth jana re saiyaan dil mein aana re aa ke phir na jana re hoye aa ke phir na jana re tham thama tham tham tum mere paas hoge ghum badi door hoga tum mere paas hoge ghum badi door hoga kehta hai jiya mera hoga zuroor hoga kehta hai jiya mera hoga zuroor hoga lana re lana tashrif lana re saiyaan dil mein aana re aa click here
sharma ke ye kyun sab pardaa nasheen sharma ke ye kyun sab pardaa nasheen aanchal ko sanwaara karte hain sharma ke ye kyun sab pardaa nasheen aanchal ko sanwaara karte hain kuchh aise nazar waale bhi hain jo chhup chhup ke nazaara karte hain chhup chhup ke nazaara karte hain chhup chhup ke nazaara karte hain betaab nigaahon se keh do jalwon se ulajhnaa theek nahin betaab nigaahon se keh do jalwon se ulajhnaa theek nahin aana sambhal ke pardaa nasheenon ke saamne jhukti hai zindagi bhi haseenon ke saamne mehfil mein husn ki jo gayaa shaan se gayaa jis ne nazar milaayi wohi jaan se gayaa betaab nigaahon se keh do jalwon se ulajhnaa theek nahin ye nazo adaa ke matwaale bemaut bhi maara karte hain bemaut bhi maara karte hain bemaut bhi maara karte hain koi na haseenon ko poochhe duniya mein na ho gar dilwaale koi na haseenon ko poochhe duniya mein na ho gar dilwaale nazren jo na hoti to nazaara bhi na hota duniya mein haseenon ka guzaara bhi na hota koi na haseenon ko click here
tere naaz uthaane ko jee chaahta hai tujhe dhoondh laane ko jee chaahta hai gaye din bulaane ko jee chaahta hai wafaa aazmaane ko jee chaahta hai kasam hai tujhe hooooo ooooo ooooo hooooo ooooo ooooo hooooo ooooo kasam hai tujhe dil ki duniyaan mein aa jaa hooooo kasam hai tujhe dil ki duniyaan mein aa jaa hoooo ooooo oooooo oooooo ye duniyaan basaane ko jee chaahta hai ye duniyaan basaane ko jee chaahta hai jahaan dil ne kuchh dil se hooooo ooooo ooooo hooooo ooooo ooooo hooooo ooooo jahaan dil ne kuchh dil se hans kar kaha tha jahaan dil ne kuchh dil se hans kar kaha tha hoooo ooooo oooooo wahin laut jaane ko jee chaahta hai wahin laut jaane ko jee chaahta hai muhabbat mein aata hai hooooo ooooo ooooo hooooo ooooo ooooo hooooo ooooo muhabbat mein aata hai aisa bhi ik din hooooo ooooo muhabbat mein aata hai aisa bhi ik din hoooo ooooo oooooo oooooo jab aansoon bahaane ko jee chaahta hai wafaa aazmaane ko jee chaahta hai click here
aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaa teri mehfil mein kismat aazmaan kar hum bhi dekhenge ghadi bhar ko tere nazdeek aa kar hum bhi dekhenge ghadi bhar ko tere nazdeek aa kar hum bhi dekhenge haan ji haan hum bhi dekhenge aaaaaaaa aaaaaa aaaaaaa teri mehfil mein kismat aazmaan kar hum bhi dekhenge tere kadmon pe sar apna jhuka kar hum bhi dekhenge tere kadmon pe sar apna jhuka kar hum bhi dekhenge haan ji haan hum bhi dekhenge aaaaaaaaa aaaaaaa aaaaaaaa bahaaren aaj paigaam e muhobbat le ke aayi hai badi muddat mein umeedon ki kaliyaaaaan muskuraayi hai aaaaaaaaa aaaaaaa aaaaaaaa ghum e dil se zara daaman bacha kar hum bhi dekhenge ghum e dil se zara daaman bacha kar hum bhi dekhenge haan ji haan hum bhi dekhenge aaaaaaaa aaaaaa aaaaaaa agar dil ghum se khaali ho to jeene ka mazaa kya hai naa ho khoon e jigar to ashq peene kaa mazaa kya hai aaaaaaaa aaaaaa aaaaaaa muhabbat mein click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Mere Ghunghar Waale Baal Pardes (1950) 03:26 19908
 
Poster of Pardes (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ghulam Mohammad
Singer- 
Shamshad Begum
Duration : 03:26   Song Number : 19908   

Mere Gore Gore Gaal Dulhan (1958) 03:07 37588
 
Poster of Dulhan (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Pyarelal Santoshi
Music Director- 
Ravi
Duration : 03:07   Song Number : 37588   

Mere Piya Gaye Rangoon Patanga (1949) 04:22 20932
 
Poster of Patanga (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Rajendra Krishna
On Screen Actors- 
Shyam, Gopi, Nigar Sultana, Purnima
Duration : 04:22   Song Number : 20932   

Meri Neendon Mein Tum Naya Andaz (1956) 05:21 20949
 
Poster of Naya Andaz (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Jaan Nishar Akhtar
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Meena Kumari, Kishore Kumar
Duration : 05:21   Song Number : 20949   

Milte Hi Ankhen Babul (1950) 03:04 12780
 
Poster of Babul (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
On Screen Actors- 
Nargis, Dilip Kumar
Duration : 03:04   Song Number : 12780   

Mohabbat Chume Jinke Aan (1953) 03:34 12567
 
Poster of Aan (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
On Screen Actors- 
Dilip Kumar, Nadira
Duration : 03:34   Song Number : 12567   

Mohan Ki Muraliya Baaja Mela (1948) 03:13 36367
 
Poster of Mela (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Shamshad Begum
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 03:13   Song Number : 36367   

Moti Chugne Gayi Re Hansi Chheen Le Azadi (1947) 02:56 36202
 
Poster of Chheen Le Azadi (1947)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1947
Lyricist
Pandit Indra
Music Director- 
Hansraj Behl
On Screen Actors- 
S Hasan, Veena
Duration : 02:56   Song Number : 36202   

Naa Bol Pee Pee More Dulari (1949) 03:27 13189
 
Poster of Dulari (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Shamshad Begum
On Screen Actors- 
Geeta Bali
Duration : 03:27   Song Number : 13189   

Nadi Kinare Babul (1950) 03:18 16205
 
Poster of Babul (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
On Screen Actors- 
Dileep Kumar, Munavvar Sultana
Duration : 03:18   Song Number : 16205   

Nazar Phero Na Humse Deedar (1951) 03:50 12836
 
Poster of Deedar (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
On Screen Actors- 
Nargis, Ashok Kumar
Duration : 03:50   Song Number : 12836   

O Dilwaalo Dil Ka Lagana Patanga (1949) 03:04 13083
 
Poster of Patanga (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitalkar Ramchandra
Duration : 03:04   Song Number : 13083   

O Gaadi Waale Gaadi Dheere Mother India (1957) 03:02 20460
 
Poster of Mother India (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Chanchal
Duration : 03:02   Song Number : 20460   

Pi Ke Ghar Aaj Pyari Mother India (1957) 03:52 12400
 
Poster of Mother India (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Shamshad Begum
On Screen Actors- 
Sheela Nayak
Raag- 
Pilu
Duration : 03:52   Song Number : 12400   

Pyaar Ke Jahaan Ki Nirali Patanga (1949) 05:00 15301
 
Poster of Patanga (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
C Ramchandra
Duration : 05:00   Song Number : 15301   

Reshmi Salwar Kurta Naya Daur (1957) 04:13 21162
 
Poster of Naya Daur (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Meenu Mumtaaj, Kumkum
Raag- 
Bhairavi
Duration : 04:13   Song Number : 21162   

Saiyaan Dil Mein Bahar (1951) 03:31 21207
 
Poster of Bahar (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Shamshad Begum
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Duration : 03:31   Song Number : 21207   

Sharma Ke Ye Kyun Sab Parda Chaudhvin Ka Chand (1960) 06:13 12314
 
Poster of Chaudhvin Ka Chand (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman, Others
Duration : 06:13   Song Number : 12314   

Tere Naaz Uthane Ko Jee Chaahta Hai Grahasti (1948) 03:23 31064
 
Poster of Grahasti (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Music Director- 
Ghulam Mohammad
On Screen Actors- 
Kuldeep Kaur, Sulochana Chatterji
Duration : 03:23   Song Number : 31064   

Teri Mehfil Mein Kismat Mughal-E-Azam (1960) 05:08 13793
 
Poster of Mughal-E-Azam (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Nigar Sultana, Madhu Bala
Duration : 05:08   Song Number : 13793   
Karaoke Songs of shamshad begum, Sad Songs of shamshad begum, Love Songs of shamshad begum, Dance Songs of shamshad begum, Hip-hop songs of shamshad begum, Best songs of shamshad begum, Super hit songs of shamshad begum, hit songs of shamshad begum, duet songs of shamshad begum, solo songs of shamshad begum, old songs of shamshad begum, famous songs of shamshad begum, Hindi Karaoke Songs of shamshad begum, Hindi Sad Songs of shamshad begum, Hindi Love Songs of shamshad begum, Hindi Dance Songs of shamshad begum, Hindi Hip-hop songs of shamshad begum, best Hindi songs of shamshad begum, super hit Hindi songs of shamshad begum, hit Hindi songs of shamshad begum, duet Hindi songs of shamshad begum, solo Hindi songs of shamshad begum, old Hindi songs of shamshad begum, famous Hindi songs of shamshad begum, Sing Along Songs of shamshad begum, Sing Along Sad Songs of shamshad begum, Sing Along Love Songs of shamshad begum, Sing Along Dance Songs of shamshad begum, Sing Along Hip-hop songs of shamshad begum, Sing Along Best songs of shamshad begum, Sing Along Super hit songs of shamshad begum, Sing Along hit songs of shamshad begum, Sing Along duet songs of shamshad begum, Sing Along solo songs of shamshad begum, Sing Along old songs of shamshad begum, Sing Along famous songs of shamshad begum