MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
Home Others
Home Others
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


kyun mujhe itni khushi de di ke ghabrata hai dil kyun mujhe itni khushi de di ke ghabrata hai dil kahin machal naa jaaun kahin fisal naa jaaun machal naa jaaun fisal naa jaaun kyun mujhe itni khushi de di ke ghabrata hai dil ek main hoon aur bahaaren beshumaar ho naa jaaye aaj aanchal taar taar ek main hoon aur bahaaren beshumaar ho naa jaaye aaj aanchal taar taar dhak se ho jaata hai mera jee jo itraata hai dil kyun mujhe itni khushi de di ke ghabrata hai dil khil gayi hoon apni soorat dekh kar lag naa jaaye mujhko meri hi nazar khil gayi hoon apni soorat dekh kar lag naa jaaye mujhko meri hi nazar ye wo rutt hai jismein apne par khud aa jaata hai dil kyun mujhe itni khushi de di ke ghabrata hai dil zindagi betaab hai mere liye pyaar rangeen khaab hai mere liye zindagi betaab hai mere liye pyaar rangeen khaab hai mere liye sab behak jaate hain jaane kyun jo behkaata hai dil kyun mujhe itni khushi de di ke ghabrata hai dil kyun mujhe itni khushi de di ke ghabrata click here
ladki cycle wali ohhh ho ladki cycle wali de gayi raste mein hoe de gayi raste mein ek pyaar bhari gaali hoye ladki cycle wali gaali pe chhod diya gaali pe chhod diya aise deewane ka tum jaise deewane ka sar kyun nahin tod diya o gaali pe chhod diya ek chaand sa mukhda hai hoye ek chaand sa mukhda hai jiske dupatte ka ye jiske dupatte ka ek reshami tukda hai tukda hai ji ek chaand sa mukhda hai badnam to karte ho ohoo badnam to karte ho naam nahi lete kyun naam nahi lete kya maar se darte ho haye badnaam to karte ho kotthe pe kaa bole o bole kotthe pe kaa bole us din ko dekhun main us din ko dekhun jis din tu haan bole hoye kotthe pe kaa bole bagan wich ambiyan ne hoye bagan wich ambiyan ne jaldi nahin hongi haaye jaldi nahin hongi ye baatan lambiyaan ne aye bagan wich ambiyan ne o jag saara kehta hai oye jag saara kehta hai pyaar jo hona ho hoye pyaar jo hona ho to ho ke rehta hai oye jag saara kehta hai mumkin ye mel nahin mumkin ye mel nahin b a paas hoon main click here
likhne wale ne likh daale likhne wale ne likh daale milan ke saath vichhode assa hun tur jaana eh din reh gaye thode assa hun tur jaana eh din reh gaye thode likhne wale ne likh daale milan ke saath vichhode assa hun tur jaana eh din reh gaye thode assa hun tur jaana eh din reh gaye thode mushkil hai iss shehar se jaana mushkil hai iss shehar se jaana phir jaane kab hoga aana yaad naa aana bhool naa jaana yaad naa aana bhool naa jaana ye dil kaisa hai deewana chaar dinon mein isne kitne rishte naate jode assa hun tur jaana eh din reh gaye thode assa hun tur jaana eh din reh gaye thode milna bichhadna reet yahi hai milna bichhadna reet yahi hai haar yahi hai jeet yahi hai pyaar yahi hai preet yahi hai mera aakhiri geet yahi hai iss bairan birhaa ne jaane kitno ke dil tode assa hun tur jaana eh din reh gaye thode assa hun tur jaana eh din reh gaye thode duniyaa ke dastoor hain aise duniyaa ke dastoor hain aise saare bandhan sapnon jaise dil ghum seh leta hai waise click here
log peete hain ladkhadate hain dil se duniyaa ka ghum mitate hain log peete hain ladkhadate hain dil se duniyaa ka ghum mitate hain ek hum hain ke teri mehfil mein pyaase aate hain pyaase jaate hain khush hain sab aur khushi nahin milti zinda hain zindagi nahin milti jal rahe hain charaag umeedon ke jal rahe hain charaag umeedon ke aur kahin roshni nahin milti roshni ka fareb khaate hain roshni ka fareb khaate hain pyaase aate hain pyaase jaate hain log peete hain ladkhadate hain mehki mehki huyi fazaa ko salaam behki behki huyi hawaa ko salaam inn bahaaron se to bhali hai khizaan inn bahaaron se to bhali hai khizaan inn bahaaron ki har adaa ko salaam jinn mein sau zakham muskurate hain jinn mein sau zakham muskurate hain pyaase aate hain pyaase jaate hain log peete hain ladkhadate hain dil se duniyaa ka ghum mitate hain ek hum hain ke teri mehfil mein pyaase aate hain pyaase jaate hain click here
aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa madhuban mein radhika naache re madhuban mein radhika naache re girdhar ki muraliya baaje re girdhar ki muraliya baaje re madhuban mein radhika naache re pag mein ghungar bandh ke aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa pag mein ghungar bandh ke ghunghta mukh par daar ke nainan mein kajara laga ke re madhuban mein radhika naache re dolat chham chham kamini aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa dolat chham chham kamini chamkat jaise damini chanchal pyari chhab lage re madhuban mein radhika naache re girdhar ki muraliya baaje re madhuban mein radhika naache re mirdang baaje tirikit dhum tirikit dhum ta ta mirdang baaje tirikit dhum tiri kit dhum ta ta nachak chum chum ta thai tathai tak chum chum chnana na chum chum chnana na kraathe kraathe dha dha dha dhadhaa madhuban mein radhika naache re madhuban mein radhika madhuban mein radhika naache re madhuban mein radhika ni sa re sa ga re ma ga pa ma dha pa ni dha click here
main ek haseena wo ek deewana taaron bhari raat me pehli mulaqaat me bas usne dekha maine dekha pyaar ho gaya pyaar ho gaya ho gaya bas usne dekha maine dekha pyaar ho gaya pyaar ho gaya ho gaya main ek haseena wo ek deewana taaron bhari raat me pehli mulaqaat me bas usne dekha maine dekha pyaar ho gaya pyaar ho gaya ho gaya bas usne dekha maine dekha pyaar ho gaya pyaar ho gaya ho gaya kaise shuru hui dil ki kahaani suno kaise shuru hui dil ki kahaani suno me sharma rahi thi kahin jaa rahi thi kiya ek ishaara kisi ne pukara aye ji suniye to maine dekha ghoom ke usne dekha jhoom ke bas usne dekha maine dekha pyaar ho gaya pyaar ho gaya ho gaya bas usne dekha maine dekha pyaar ho gaya pyaar ho gaya ho gaya do din naa main mili uska mujhe khat mila do din naa main mili uska mujhe khat mila likha tha sitamgar naa aayi tu jaa kar khata ho gayi kya khafa ho gayi kya ohoo do din me ye haal hai dekho to kamaal hai bas usne dekha maine dekha pyaar ho gaya pyaar ho gaya ho click here
haan main hoon to chhota aadmi main hoon to chhota aadmi bada sa natak karta hoon dil ka sachcha aadmi ye jhootha natak karta hoon main hoon to chhota aadmi bada sa natak karta hoon dil ka sachcha aadmi ye jhootha natak karta hoon chamatkar ko namaskar hai chakachaundh ko wah wah beiman ki jai jai hai to aa dhokhe mein aaja chamatkar ko namaskar hai chakachaundh ko wah wah beiman ki jai jai hai to aa dhokhe mein aaja main hoon to chhota aadmi bada sa natak karta hoon dil ka sachcha aadmi ye jhootha natak karta hoon aye palat aye guru sun le haha matlab saadhe jo yahan sabse uncha wo yahan kaale dhandhe mein jyot hai seedhe saadhe ki maut hai matlab saadhe jo yahan sabse uncha wo yahan kaale dhandhe mein jyot hai seedhe saadhe ki maut hai pooja kar ya ke bandagi jeene ka naam zindagi aa ee ee oo oo ae ai ghum na kar gujratan jo gayi milegi dooji achchhi madrasan ya bachchi chalegi konkani dhak dhak dhak dhaunkadi houw chalegi konkani dhak dhak dhak dhaunkadi main click here
maine maa ko dekha hai dekha hai maa ko dekha hai maa ka pyaar nahin dekha maine maa ko dekha hai maa ka pyaar nahin dekha maine phool to dekhe hain dekhe hain phool to dekhe hain phoolo ka haar nahin dekha maine maa ko dekha hai maa ka pyaar nahin dekha maine maa ko dekha hai waise to ghar mein maa ki tasveer hai waise to ghar mein maa ki tasveer hai lekin meri aisi kab takdeer hai kabhi jo ghabraaun gale se lag jaaun agar na neend aaye to lori wo gaaye mera mann jis ka pyaasa hai pyaasa hai jis ka pyaasa hai wo laad dulaar nahin dekha maine maa ko dekha hai maa ka pyaar nahin dekha maine maa ko dekha hai waise meri maa ka dil to shakht nahin waise meri maa ka dil to shakht nahin par us ke paas jara bhi waqt nahin hai us ka naam bada hai us ko kaam bada wo devi mamta ki hai leader janta ki maa ki photo ke bina bina ji photo ke bina koi akhbaar nahin dekha maine maa ko dekha hai maa ka pyaar nahin dekha maine maa ko dekha hai pyaari pyaari hai wo bholi aisi haii click here
hoooo ooooo maine tujhe kabhi kuchh kaha tha jo bhi kaha wo kiya are maine tujhe kabhi kuchh kaha tha jo bhi kaha wo kiya sadaa ke ye rishte nibhaane hai sadaa maine tujhe kabhi kuchh kaha tha jo bhi kaha wo kiya sadaa ke ye rishte nibhaane hai sadaaa maine tujhe haan kabhi kuchh kaha tha jo bhi kaha wo kiyaaa dulha banuga main baajaa bajegaa dulhan banegi tu mandap sajjegaa dulha banuga main aaaaa haaaaa baajaa bajegaa hmmm hmmm dulhan banegi tu mandap sajjegaa phir tu meri maang yun bharega hooo jo bhi kaha wo kiyaa sadaa ke ye rishte nibhaane hai sadaaa maine tujhe kabhi kuchh kaha tha jo bhi kaha wo kiyaaa phoolon ki sejj pe do dil milenge mehkegi zindagiiiii sapne khilenge phoolon ki sejj pe ooooo hoooo do dil milenge mehkegi zindagiiiii sapne khilenge har daur mein apna pyaar hansega jo bhi kaha wo kiya sadaa ke ye rishte nibhaane hai sadaaa maine tujhe kabhi kuchh kaha tha jo bhi kaha wo kiya apna to mail hai sadiyon puraana judaa kar sakega naa humko click here
mann mera chahe mehndi racha loon bindiya laga loon sajna hoo mann mera chahe mehndi racha loon bindiya laga loon sajna saj ke dekhun raah teri aa ke bhar de maang meri mann mera chahe mehndi racha loon bindiya laga loon sajna hoo bindiya laga loon sajna piya tere rangon se khili hoon mein aise jab mile mausam gale to khil gaye phool jaise piya tere rangon se khili hoon mein aise jab mile mausam gale to khil gaye phool jaise mujh mein aise tum samaaye mere sapne muskuraaye mann mera chahe mehndi racha loon bindiya laga loon sajna hoo bindiya laga loon sajna ghadi ghadi dole re bole mera mann ye phir wohi ban ke ghata bheege mera tan badan ye ghadi ghadi dole re bole mera mann ye phir wohi ban ke ghata bheege mera tan badan ye tune kaise geet gaaye chain mujhko ab na aaye mann mera chahe mehndi racha loon bindiya laga loon sajna saj ke dekhun raah teri aa ke bhar de maang meri mann mera chahe mehndi racha loon bindiya laga loon sajna click here
aa aa ee ee aa aa ee ee master ji ki aa gayi chithi chithi mein se nikli billi chithi mein se nikli billi billi khaye zarda paan kaala chashmaa peele kaan are billi khaye zarda paan kaala chashmaa peele kaan aahaa aa aa ee ee aa aa ee ee masterji ki aa gayi chithi chithi mein se nikli billi are chithi mein se nikli billi kaan mein jhumka naam mein batti kaan mein jhumka naam mein batti haath mein jalti agarbatti agarbatti kachhuwa chhaap aag pe baitha paani taap agar ho batti kachhuwa chhaap aag pe baitha paani taap taap chade to kambale taan v i p underwear baniyaan v i p underwear baniyaan aa aa ee ee aa aa ee ee masterji ki aa gayi chithi chithi mein se nikla machhchhar are chithi mein se nikla machhchhar machhchhar ki do lambi munchhe munchh pe baandhe do do pathar machhchhar ki do lambi munchhe munchh pe baandhe do do pathar pathar pe ek aam kaa jhaad munchh pe le kar chale pahaad pahaad pe baitha budha jogi jogi ki ek jogan hogi gathari mein laga chor musafir click here
aaaaaa aaaaaaaaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa meethe bol bole bole payaliya meethe bol bole bole payaliya meethe bol bole bole reeeeeee bole payaliyaa meethe bol bole bole payaliya meethe bol bole aaaaaaaa chhum chhanan bole jhanak jhan bole chhum chhanan bole jhanak jhan bole meethe bol bole bole payaliya meethe bol bole pa ya li yaaa meethe bol bole meethe bol boleeee meethe bol bole dha dhinta dha dhinta dha dhinta tetekata gadigana dhan dhikit kata gadigana dha dha dha dha dhinta dha dhinta dha dhinta tetekata gadigana haaaaan pag pag naaaache reeeeee aaaaaaa aaaaa aaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa pag pag naaaache re ghoongharoo ki daasi pag pag naache re ghoongharoo ki daasi ek pag raadha jaisi ek pag meera jaisi ek pag raadha jaisi ek pag meera jaisi saanware ki boli bole payaliyaa bole meethe bol bole bole payaliya meethe bol bole aaaaaa aaaaaa aaaaaa chhum chhanan bole jhanak jhan bole chhum click here
mera naaaam haiiiii shabnam pyaar se log mujhe kehte hain shabbo tara ruru tara tara ruru tara tara ruru tara ra ra ruuuu yaaa aye pehchaana mile the kabhi uss raat ko hmmm daro nahin baat hai wo raaz ki par raaz raaz hi rahega mera naam hai shabnam pyaar se log mujhe shabbo kehte hain tumhara naam kya hai hmmm hmmm hmmm hmm neena meena anju yaa manju neena meena anju manju yaaaa hmmmmm uss roz raat bhar sharmaayi bachti rahi main thi tum thi aur wo haaa haaa haaa haaa hmmm hmmmm sharmaao nahin ghabraao nahin kahungi kisi se nahin hmmm hmmm jaanti ho mera naam hai shabnam pyaar se log mujhe shabbo kehte hain tumhara naam kya hai hmmm hmmm hmmm hmm neena meena anju yaa manju neena meena anju manju yaaaa click here
aaaaa aaa aa aa aaa aaaaaa aaaaa aaaaaaaaaa aaaaaaaa aaaaaaaa aaa aaaaa aaaaaaaaaa mere sang gaa gungunaa koi geet suhaanaa mere sang gaa gungunaa koi geet suhaanaa mere sang gaa gungunaa main bhi tumhaari dil bhi tumhaara main bhi tumhaari main bhi tumhaari dil bhi tumhaara sang saath jug jug se humaara sang saath jug jug se humaara tere hi kadmon mein sar meraaaaaaaaaa mere sang gaa gungunaa koi geet suhaanaa mere sang gaa gungunaa koi geet suhaanaa mere sang gaa gungunaa sheesha e dil mein teri sooratiya sheesha e dil mein sheesha e dil mein teri sooratiya dekhoon raat din teri mooratiya dekhoon raat din teri mooratiya tu mere pyaar ka devtaaaaaaa mere sang gaa gungunaa koi geet suhaanaa mere sang gaa gungunaa koi geet suhaanaa mere sang gaa gungunaa pehli nazar mein apna banaaya pehli nazar mein pehli nazar mein apna banaaya tumne pyaar se jeena sikhaaya tumne pyaar se jeena sikhaaya o sanam ab tera shukriyaaaaaa mere sang gaa gungunaa koi geet suhaanaa mere click here
mile kahin do ajnabi ho gayi unmein dosti phir suna doston mein ho gayi dushmani mile kahin do ajnabi ho gayi unmein dosti phir suna doston mein ho gayi dushmani mile kahin do ajnabi koi unmein bewafaa hoga koi unmein bewafaa hoga koi dhokha ho gaya hoga suna hai fasaane ko pata kya zamaane ko kisne ki berukhi mile kahin do ajnabi ho gayi unmein dosti phir suna doston mein ho gayi dushmani mile kahin do ajnabi ye ishaara kiss ki jaanib hai ye ishaara kiss ki jaanib hai dil humara jiss ki jaanib hai wo bhi ise jaana naa humen pehchaana naa baat kya logon ki mile kahin do ajnabi ho gayi unmein dosti phir suna doston mein ho gayi dushmani mile kahin do ajnabi kisliye ye aag se darta hai kisliye ye aag se darta hai bach ke sholon se guzarta hai kaho dil deewane ko tere aashiyaane ko phoonkegi chaandani mile kahin do ajnabi ho gayi unmein dosti phir suna doston mein ho gayi dushmani mile kahin do ajnabi click here
pad gaye jhoole saawan rutt aayi re pad gaye jhoole seene mein hook uthe allaah duhaayi re pad gaye jhoole chanchal jhonke munh ko choomein boonden tan se khelen boonden tan se khelein peeng badhen to jhukte baadal paanv ka chumban le lein paanv ka chumban le lein peeng badhen to jhukte baadal paanv ka chumban le lein haaye barkha ki wo zor jawani kya kya aafat dhaaye kya kya aafat dhaaye dil ki dhadkan jism ki rangat anchal se chhan jaaye anchal se chhan jaye dil ki dhadkan jism ki rangat anchal se chhan jaye haaye geeton ka ye allhad mausam jhoolon ka ye mela jhoolon ka ye mela aisi rut mein hamein jhulaane aaye koi albela aaye koi alabela aisi rut mein hamein jhulaane aaye koi albela haaye seene mein hook uthe allaah duhaayi re pad gaye jhoole click here
pate ki baat kahega kahega jab bhi deewana pate ki baat kahega kahega jab bhi deewana meri soorat pe naa jaana meri soorat pe naa jaana pate ki baat kahega kahega jab bhi deewana wahaan kuchh der hai pyaare nahin andher hai pyaare jo tujhko naa dikhaayi de nazar ka pher hai pyaare wahaan kuchh der hai pyaare nahin andher hai pyaare jo tujhko naa dikhaayi de nazar ka pher hai pyaare nazar ka pher hai pyaare tu behkave mein naa aana hai uska sab jag jaana meri soorat pe naa jaana meri soorat pe naa jaana pate ki baat kahega kahega jab bhi deewana chhar ke aath tu kar le aath ke saath tu kar le rahega phir bhi ye khaali pet ko laakh tu bhar le chhar ke aath tu kar le aath ke saath tu kar le rahega phir bhi ye khaali pet ko laakh tu bhar le pet ko laakh tu bhar le seekh le mann ko manaana sabr se kaam chalana meri soorat pe naa jaana meri soorat pe naa jaana pate ki baat kahega kahega jab bhi deewana jo naa talwaar se hoga wo pal mein pyaar se hoga naa kar paayenge jo click here
aaaa aa aaaaaa aaaa aa aaaa aa aa aaaa aaaa aa aa aaaa waqt ke sanche mein apni zindagi ko dhaal kar muskuraao maut ki aankhon mein aankhen daal kar patthar se sheesha takara ke hah patthar se sheesha takara ke wo kehte hain dil toote na patthar se sheesha takara ke wo kehte hain dil toote na us dhan ki keemat kuchh bhi nahin jis dhan ko lutera loote na patthar se sheesha takara ke aaaa aa aa aa aa aa aaaa aa aaaaaa nazaron ka ishara dhoka tha baaton ka sahara dhoka tha nazaron ka ishara dhoka tha baaton ka sahara dhoka tha baaton ka sahara dhoka tha ab ghum mein dil doobe lekin ab ghum mein dil doobe lekin majhdhaar se naata toote na patthar se sheesha takara ke do aankhon ke takraane se afsaane bante hain lekin do aankhon ke takraane se afsaane bante hain lekin afsaane bante hain lekin kuchh aise fasaane hain jinka kuchh aise fasaane hain jinka kaanton se daaman chhoote na patthar se sheesha takara ke beqraari qaraar ho jaaye jo fiza hain bahaar ho jaye isko click here
pehle paisa phir bhagwan babu dete jaana daan dete jaana atthanni ya chawanni babu aana do aana pehle paisa phir bhagwan babu dete jaana daan dete jaana atthanni ya chawanni babu aana do aana ticket swarg ki bech raha ye andhi aankhon wala ticket swarg ki bech raha ye andhi aankhon wala are thodi si hain seathen baaki jaldi karna lala are tu do din ka mehmaan apni manzil ko pehchaan dete jaana atthanni ya chawanni babu aana do aana pehle paisa phir bhagwan babu dete jaana daan dete jaana atthanni ya chawanni babu aana do aana janam janam ka paap daan ke sabun se dhul jaaye janam janam ka paap daan ke daan ke daan ke sabun se dhul jaaye yahaan jo deve ek langoti wahaan pe bistar paaye are kya soch raha naadan ye sauda kitna hai aasaan dete jaana atthanni ya chawanni babu aana do aana o pehle paisa phir bhagwan babu dete jaana daan dete jaana atthanni ya chawanni babu aana do aana waah re mere bhole maalik nyaari teri leela waah re mere bhole maalik nyaari teri leela click here
aaaaa aaaaa aaaaaa aaaa aaaaa aaaaaa pehle sau baar idhar aur udhar dekha hai pehle sau baar idhar aur udhar dekha hai tab kahin darr ke tumhen tab kahin darr ke tumhen ek nazar dekha hai pehle sau baar idhar aur udhar dekha hai tab kahin darr ke tumhen ek nazar dekha hai pehle sau baar idhar hum pe hansti hai jo duniyaan use dekha hi nahin hum pe hansti hai jo duniyaan use dekha hi nahin humne uss shaakh koooooooo humne uss shaakh ko aye deedaa e tar dekha hai pehle sau baar idhar aur udhar dekha hai pehle sau baar idhar aaj ik ek nazar par mujhe mar jaane do aaj ik ek nazar par mujhe mar jaane do uss ne logooooooon hooooo uss ne logon badi mushkil se idhar dekha hai pehle sau baar idhar aur udhar dekha hai pehle sau baar idhar kya galat hai jo main deewana hua sach kehna kya galat hai jo main deewana hua sach kehna aaaaaaaaa mere mehboob kooooooo mere mehboob ko tumne bhi agar dekha hai pehle sau baar idhar aur udhar dekha hai tab kahin darr ke tumhen ek nazar click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Kyun Mujhe Itni Khushi Anupama (1966) 04:08 12064
 
Poster of Anupama (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Hemant Kumar
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Shashi Kala, Deven, Others
Duration : 04:08   Song Number : 12064   

Ladki Cycle Wali Pati Patni Aur Woh (1978) 07:08 13937
 
Poster of Pati Patni Aur Woh (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Ravindra Jain
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Vidhya Sinha, Others
Duration : 07:08   Song Number : 13937   

Likhne Waale Ne Likh Daale Arpan (1983) 07:51 20156
 
Poster of Arpan (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Jeetendra, Parveen Babi, Others
Duration : 07:51   Song Number : 20156   

Log Peete Hain Faraar (1955) 03:01 20831
 
Poster of Faraar (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
On Screen Actors- 
Anil Chatarji, Others
Duration : 03:01   Song Number : 20831   

Madhuban Mein Radhika Nache Re Kohinoor (1960) 06:16 12094
 
Poster of Kohinoor (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dileep Kumar, Others
Raag- 
Hamir
Taal- 
Tintal
Duration : 06:16   Song Number : 12094   

Main Ek Haseena Woh Aya Sawan Jhoom Ke (1969) 04:44 20850
 
Poster of Aya Sawan Jhoom Ke (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Dharmendra, Others
Duration : 04:44   Song Number : 20850   

Main Hoon To Chhota Aadmi Chhota Aadmi (1986) 07:15 35884
 
Poster of Chhota Aadmi (1986)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1986
Lyricist
Jainendra Jain
Music Director- 
Mahesh Naresh
On Screen Actors- 
Naresh Kanodia, Others
Duration : 07:15   Song Number : 35884   

Maine Maa Ko Dekha Hai Mastana (1970) 04:31 13694
 
Poster of Mastana (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mehmood, Others
Duration : 04:31   Song Number : 13694   

Maine Tujhe Kabhi Yeh Vaada Raha (1982) 05:52 18076
 
Poster of Yeh Vaada Raha (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Poonam Dhillon, Others
Duration : 05:52   Song Number : 18076   

Man Mera Chahe Mehndi Manzil (1979) 03:57 13686
 
Poster of Manzil (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 03:57   Song Number : 13686   

Master Ji Ki Aa Gayi Kitaab (1977) 03:18 13555
 
Poster of Kitaab (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Raju Child Artist, Others
Duration : 03:18   Song Number : 13555   

Meethe Bol Bole Kinara (1977) 07:35 13550
 
Poster of Kinara (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Hema Malini, Jeetendra, Others
Raag- 
Bhairavi
Duration : 07:35   Song Number : 13550   

Mera Naam Hai Shabnam Kati Patang (1970) 03:26 12024
 
Poster of Kati Patang (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Duration : 03:26   Song Number : 12024   

Mere Sang Gaa Gunguna Janwar (1965) 05:19 13425
 
Poster of Janwar (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Suman Kalyanpur
On Screen Actors- 
Rajshree, Others
Raag- 
Ragesri
Taal- 
Tintal
Duration : 05:19   Song Number : 13425   

Mile Kahin Do Ajnabi Manchali (1973) 05:13 20964
 
Poster of Manchali (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
Duration : 05:13   Song Number : 20964   

Pad Gaye Jhoole Bahu Begum (1967) 04:19 32065
 
Poster of Bahu Begum (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
On Screen Actors- 
Meena Kumari, Others
Duration : 04:19   Song Number : 32065   

Pate Ki Baat Kahega Diwana (1967) 03:53 12322
 
Poster of Diwana (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Others
Duration : 03:53   Song Number : 12322   

Patthar Se Sheesha Sawan Ko Aane Do (1979) 05:43 12483
 
Poster of Sawan Ko Aane Do (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Fauk Zami
Music Director- 
Raj Kamal
Singer- 
Anand Kumar C
On Screen Actors- 
Arun Govil, Others
Duration : 05:43   Song Number : 12483   

Pehle Paisa Phir Miss Mary (1957) 03:38 12395
 
Poster of Miss Mary (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Hemant Kumar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Om Prakash, Others
Duration : 03:38   Song Number : 12395   

Pehle Sau Baar Ek Nazar (1972) 04:27 18359
 
Poster of Ek Nazar (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Jaya Bachchan, Others
Duration : 04:27   Song Number : 18359   
Karaoke Songs of others, Sad Songs of others, Love Songs of others, Dance Songs of others, Hip-hop songs of others, Best songs of others, Super hit songs of others, hit songs of others, duet songs of others, solo songs of others, old songs of others, famous songs of others, Hindi Karaoke Songs of others, Hindi Sad Songs of others, Hindi Love Songs of others, Hindi Dance Songs of others, Hindi Hip-hop songs of others, best Hindi songs of others, super hit Hindi songs of others, hit Hindi songs of others, duet Hindi songs of others, solo Hindi songs of others, old Hindi songs of others, famous Hindi songs of others, Sing Along Songs of others, Sing Along Sad Songs of others, Sing Along Love Songs of others, Sing Along Dance Songs of others, Sing Along Hip-hop songs of others, Sing Along Best songs of others, Sing Along Super hit songs of others, Sing Along hit songs of others, Sing Along duet songs of others, Sing Along solo songs of others, Sing Along old songs of others, Sing Along famous songs of others