MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMohammed Rafi
HomeMohammed Rafi
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


hooooooooooooo oooooo ooooooo hooooooooooooo oooooo ooooooo ooooooo ooooo ooooo oooooo jaane hum sadak ke logon se ho jaane hum sadak ke logon se mehlon waale kyun jalte hain jaane hum sadak ke logon se mehlon waale kyun jalte hain ye unche mehlon waale bhi ye unche mehlon waale bhi inn sadkon par hi chalte hain jaane hum sadak ke logon se gumnaam hain hum mashhoor hain wo mashhoor hain wo ji mashhoor hain wo iss baat pe kyun magroor hain wo humne unko ye naam diya humne unko ye naam diya jiss naam pe aap machalte hain jaane hum sadak ke logon se mehlon waale kyun jalte hain jaane hum sadak ke logon se ye hanste hain lekin dil mein ye gaate hain par mehfil mein ye hanste hain lekin dil mein ye gaate hain par mehfil mein hum mein inmein hai fark bada hum mein inmein hai fark bada hum jeete hain ye palte hain jaane hum sadak ke logon se mehlon waale kyun jalte hain jaane hum sadak ke logon se achchhe ke bure hum kaise hain hum kaise hain ji hum kaise hain hum jaise click here
kitni anjaani soorten le kar lab pe jaane se naam aate hain kis ko maaloom tha muhabbat mein aise aise muqaam aate hain jaane kahaan dekha hai kahaan dekha hai tumhen jaane kahaan dekha hai kahaan dekha hai tumhen jaagi jaagi ankhiyon ke sapnon mein jaane kahaan dekha hai kahaan dekha hai tumhen jamuna kinaareeeeeee ayeeee eee eeeee eeee jamuna kinaare kabhi bheegi bheegi choli mein saanware ke sang kabhiiiiii saanware ke sang kabhi gopiyon ki toli mein kahaan kahaan poochha hai kahaan kahaan dhundha hai kahaan dekha hai tumhen jaagi jaagi ankhiyon ke sapnon mein jaane kahaan dekha hai kahaan dekha hai tumhen hoooo oooo oooo oooo oooo ooooo oooooo oooooo raavi ke kinaare jahaaaaaaaaan heer ki saheliyaan poochhti hai raanjhen waaliiiiii pyaar ki paheliyaan kahaan kahaan poochha hai kahaan kahaan dhundha hai kahaan dekha hai tumhen jaagi jaagi ankhiyon ke sapnon mein jaane kahaan dekha hai kahaan dekha hai tumhen neel ke kinaareeeeeeeeee ayeeeee eeee eeeee eeeee click here
jaane kahaan gayi jaane kahaan gayi jaane kahaan gayiiii dil mera le gayi le gayi wo jaane kahaan gayi jaane kahaan gayi dekhte dekhte kya se kya ho gaya dhadkane reh gayin dil juda ho gaya haaye dil juda ho gaya jaane kahaan gayiiii dil mera le gayi le gayi wo jaane kahaan gayi jaane kahaan gayi aaj toota huaaa dil ka ye saaz hai ab wo naghmen kahaan sirf aawaaz hai haaye sirf aawaaz hai jaane kahaan gayiiii dil mera le gayi le gayi wo jaane kahaan gayi jaane kahaan gayi ghuttaa rehta naa dum jaan to chhutti kaash kehta koi wo mohabbat na thi haaye wo mohabbat na thi jaane kahaan gayiii dil mera le gayi le gayi wo jaane kahaan gayi jaane kahaan gayi haal kya hai mera aa ke khud dekh jaa ab tere haath hai jeena marna mera haaye jeena marna mera jaane kahaan gayiiii dil mera le gayi le gayi wo jaane kahaan gayi jaane kahaan gayi dil mera le gayi le gayi wo jaane kahaan gayi jaane kahaan gayi jaane kahaan gayi jaane kahaan gayi jaane kahaan gayi jaane kahaan gayi click here
jaane kahaan mera jigar gaya ji abhi abhi yahin tha kidhar gaya ji kisi ki adaaon pe mar gaya ji badi badi ankhiyon se dar gaya ji are jaane kahaan mera jigar gaya ji abhi abhi yahin tha kidhar gaya ji kisi ki adaaon pe mar gaya ji badi badi ankhiyon se dar gaya ji kahin maare darr ke chuhaa to nahin ho gaya kahin maare darr ke chuhaa to nahin ho gaya kone kone dekha naa jaane kahaan kho gaya kone kone dekha naa jaane kahaan kho gaya yahaan use laaye kaahe ko bina kaam re jaldi jaldi dhundhon ke hone lagi shaam re yahaan use laaye kaahe ko bina kaam re jaldi jaldi dhundhon ke hone lagi shaam re jaane kahaan mera jigar gaya ji abhi abhi yahin tha kidhar gaya ji kisi ki adaaon pe mar gaya ji badi badi ankhiyon se dar gaya ji koi ulfat ki nazar zara pher de koi ulfat ki nazar zara pher de le le do chaar aane jigar mera pher de le le do chaar aane jigar mera pher de aise nahin chori khulegi taqraar se chalo chalo thaane bataayen jamaadaar se aise nahin chori khulegi click here
jaane kahan gaye tum jaane kahan gaye tum bechain hain rangeen nazaare bechain hain rangeen nazaare jaane kahan gaye tum jaane kahan gaye tum charon taraf viraaniyan hain charon taraf charon taraf viraaniyan hain khamoshiyan hain tanhaayiyan hain aaaaaaaa jaane kahan gaye tum bechain hain rangeen nazaare bechain hain rangeen nazaare jaane kahan gaye tum tum bin udas mausam ki baahen tum bin udas tum bin udas mausam ki baahen tum bin udas jeevan ki rahen aaaaaaaa jaane kahan gaye tum bechain hain rangeen nazaare bechain hain rangeen nazaare jaane kahan gaye tum tumko pukare toota hua dil tumko pukare tumko pukare toota hua dil ashkon mein aahon mein duba hua dil aaaaaaaa jaane kahan gaye tum jaane kahan gaye tum bechain hain rangeen nazaare bechain hain rangeen nazaare jaane kahan gaye tum jaane kahan gaye tum jaane kahan gaye tum click here
jaane kiss roop ki jaadoo bhari parchhayi ho jaane kiss roop ki jaadoo bhari parchhayi ho log to log rahen apne se sharmaayi ho jaane kiss roop ki jaadoo bhari parchhayi ho kitni saada ho magar phir bhi bhali lagti ho bhes koi bhi sahi ek pari lagti ho kitni saada ho magar phir bhi bhali lagti ho bhes koi bhi sahi ek pari lagti ho jaise deewar e ajanta se utar aayi ho log to log rahen apne se sharmaayi ho jaane kiss roop ki jaadoo bhari parchhayi ho sirf sita hi nahin kehte hain raadha tumko mera ghar tumse hai tumse hai sahara dil ko sirf sita hi nahin kehte hain raadha tumko mera ghar tumse hai tumse hai sahara dil ko dil ka tum phool khila do wo hi purwaai ho log to log rahen apne se sharmaayi ho jaane kiss roop ki jaadoo bhari parchhayi ho baat karti ho agar sar ko jhuka leti ho laaj ke maare pasine mein naha jaati ho baat karti ho agar sar ko jhuka leti ho laaj ke maare pasine mein naha jaati ho main to khush haal hoon jiss roz se tum aayi ho log to log rahen click here
jaane kya ho jaaye jab dil se dil takraaye sach hai pehle pehle lagta hai darr hoooo ooooo oooo ooooo pehle dil ghabraaye phir aisa jaadoo chhaaye dil ko reh naa jaaye dil ki khabar hoooo ooooo oooo ooooo jaane kya ho jaaye jab dil se dil takraaye sach hai pehle pehle lagta hai darr hoooo ooooo oooo ooooo jaane kya ho jaaye chhalke badan se kaliyaan gulaab ki koi misaal kya tere shabaab ki paayega kya tu har bhed khol ke aankhon se naap ke nazron mein tol ke chhalke badan se kaliyaan gulaab ki koi misaal kya tere shabaab ki paayega kya tu har bhed khol ke aankhon se naap ke nazron mein tol ke jaane kya ho jaaye jab dil se dil takraaye sach hai pehle pehle lagta hai darr hoooo ooooo oooo ooooo jaane kya ho jaaye nazren mila ke chaahe tu jhoom le zulfon ko bhool jaa khushboo ko choom le mehke jawaani baahon ke haar mein reh jaaye hosh kyun chadti bahaar mein nazren mila ke chaahe tu jhoom le zulfon ko bhool jaa khushboo ko choom le mehke jawaani baahon ke haar mein click here
jaane kya dhoondhati rehti hai ye aankhein mujh mein raakh ke dher mein shola hai na chingaari hai jaane kya dhoondhati rehti hai ye aankhein mujh mein raakh ke dher mein shola hai na chingaari hai ab na wo pyaar na us pyaar ki yaadein baaki aag yun dil mein lagi kuchh na raha kuchh na bachaa jiski tasveer nigaahon mein liye bhaithi ho main wo dildaar nahin uski hoon khaamosh thika jaane kya dhoondhati rehti hai ye aankhein mujh mein raakh ke dher mein shola hai na chingaari hai zindagi haske guzarti to bahut achha tha khair haske na sahi roke guzar jaayegi raakh barbaad muhabbat ki bachha rakhi hai baar baar isko jo cheda to bikhar jaayegi jaane kya dhoondhati rehti hai ye aankhein mujh mein raakh ke dher mein shola hai na chingaari hai aarzoo jurm wafaa jurm tamanna hai gunaah aarzoo jurm wafaa jurm tamanna hai gunaah ye wo duniyaa hai jahaan pyaar nahin ho sakta jaise baazar ka dastoor tumhein samjhaaun bik gaya jo wo kharidaar nahin ho sakta bik gaya jo wo click here
jaane mera dil kise dhoondh raha hai inn hari bhari waadiyon mein jaane mera dil kise dhoondh raha hai inn hari bhari waadiyon mein kabhi naa kabhi to takraayega dil dil se inhin aabaadiyon mein jaane mera dil kise dhoondh raha hai inn hari bhari waadiyon mein ye kiss ki lagan manzil manzil har roz mujhe le jaati hai hai kis ki tamanna seene mein jo aas ke deep jalaati hai jo aas ke deep jalaati hai hoooooo oooooo ooooo oooo ooo ooo ooooo jaane mera dil kise dhoondh raha hai inn hari bhari waadiyon mein kabhi naa kabhi to takraayega dil dil se inhin aabaadiyon mein jharnon mein nahaati jal pariyaan kyun jaane mujhe lalchaati hai jungle ki kanwaari kaliyaan bhi hans hans ke qayamat dhaati hai hans hans ke qayamat dhaati hai hoooooo oooooo ooooo oooo ooo ooo ooooo jaane mera dil kise dhoondh raha hai inn hari bhari waadiyon mein kabhi naa kabhi to takraayega dil dil se inhin aabaadiyon mein jab dekhe bina madhosh hoon main dekhunga use to kya hoga kya noor bhari click here
jaane teri nazron ne kya kar diya jab tujhe dekhun mera dhadke jiya jaane teri nazron ne kya kar diya jab tujhe dekhun mera dhadke jiya tune mohabbat se mera dil bhar diya apna banane wale tera shukriya piya jab se hua tera mera milan mere jeewan mein chamki khushi ki kiran ae ji oo piya jab se hua tera mera milan mere jeevan mein chamki khushi ki kiran ae ji oo din gujarne lage hain teri yaad mein aur satati hai raaton ko teri lagan ae ji oo udd gayi nainon se meri nindiya jab tujhe dekhun mera dhadke jiya tune mohabbat se mera dil bhar diya apna banane wale tera shukriya ye sama aur ye mausam mehakta hua is mein hai rang jaalim tere husn ka aji ho haye ye sama aur ye mausam mehakta hua isme hai rang jaalim tere husn ka aji ho mujhe tune mohabbat sikhayi balam warna mere to jeewan mein kuchh bhi na tha ae ji oo teri adaaon ne mera dil le liya apna banane wale tera shukriya jane teri nazron ne kya kar diya jab tujhe dekhun mera dhadke jiya tune mohabbat se mera dil click here
jaane waalon ka ghum to hota hai jaane waalon ka ghum to hota hai jaane waalon ka ghum to hota hai umr bhar kon umr bhar kon umr bhar kon kis ko roota hai jaane waalon ka ghum to hota hai ek aansun jo ek katra hai ek aansun jo ek katra hai zindagi ko isi se khatra hain aadmi ko aadmi kooo aadmi ko yehi duboota hai jaane waalon ka ghum to hota hai raat dhalti hai din nikalta hai raat dhalti hai din nikalta hai waqt ke saath sab badalta hai yeh hua hai yeh hua hai yeh hua hai yehi to hota hai jaane waalon ka gham to hota hai aao ab aur kuchh karen baatein aao ab aur kuchh karen baatein phir kahan yun hansi jawan raatein aisi raaton aisi raaton aisi raaton kon sota hai jaane waalon ka ghum to hota hai jaane waalon ka ghum to hota hai umr bhar kon umr bhar kon umr bhar kon kis ko roota hai jaane waalon ka ghum to hota hai click here
jaane wafa jaane jahaan jaane tamanna kahoon tu hi bata aye ajnabi aakhir tujhe kya kahoon haai main pyaar ki nanhi kali tum chaahe jo naam do tum kaun ho kya naam hai tum bhi zara kuchh kaho mera naam pyaar hai maine duniya ko di zindagi mera naam pyaar hai maine duniya ko di zindagi jinewaale mere naam par jinewaale mere naam par rehate hain zinda marke bhi main pyaar ki nanhi kali tum chaahe jo naam do tum kaun ho kya naam hai tum bhi zara kuchh kaho jaane wafa jaane jahaan jaane tamanna kahoon tu hi bata aye ajnabi aakhir tujhe kya kahoon haai mera naam husn hai meri parchhaayi hai chaandani mera naam husn hai meri parchhaayi hai chaandani uthti hai jo dil ke saaj se uthti hai jo dil ke saaj se main hoon woh pyaar ki raagini jaane wafa jaane jahaan jaane tamanna kahoon tu hi bata aye ajnabi aakhir tujhe kya kahoon haai main pyaar ki nanhi kali tum chaahe jo naam do tum kaun ho kya naam hai tum bhi zara kuchh kaho hum jahaan bhi saath ho hasti hai fasle gul bhi click here
jaane walo zaraa mud ke dekho mujhe ek insaan hoon main tumhaari tarah jisne sabko racha apne hi roop se uski pehchaan hoon main tumhaari tarah jaane walo zaraa mud ke dekho mujhe ek insaan hoon main tumhaari tarah jaane walo zaraa iss anokhe jagat ki main taqdeer hoon main vidhata ke haathon ki tasveer hoon main vidhata ke haathon ki tasveer hoon ek tasveer hoon iss jahaan ke liye dharti maa ke liye shiv ka vardaan hoon main tumhaari tarah jaane walo zaraa mann ke andar chhipaaye milan ki lagan apne suraj se hoon ek bichhadi kiran apne suraj se hoon ek bichhadi kiran ek bichhadi kiran phir raha hoon bhatakta main yahan se wahan aur pareshaan hoon main tumhaari tarah jaane walo zaraa mere paas aao chhodo ye saara bharam jo mera dukh wohi hai tumhara bhi ghum jo mera dukh wohi hai tumhara bhi ghum hai tumhara bhi ghum dekhta hoon tumhein jaanta hoon tumhein laakh anjaan hoon main tumhaari tarah jaane walo zaraa mud ke dekho mujhe ek insaan hoon main tumhaari tarah click here
jaane wo kaun hai kya naam hai unn aankhon kaa dil pe anjaani si tasveer bana deti hai bujh ke reh jaati hai jab koi tamanna dil mein ik charaag aur bhi chupke se jala deti hai jaane wo kaun hai mujhko behlaati hai naashad jo hota hoon kabhi neend mein rang milaati hai jo sota hoon kabhi jaagta hoon to haaye jaagta hoon to kayi khaab dikhaa deti hai jaane wo kaun hai kya naam hai unn aankhon kaa hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm jab bhi uthti hai chhalakti hai gulaabi ki tarah der tak main to behktaa hoon sharaabi ki tarah kya kahoon chupke se haaye kya kahoon chupke se kya cheez pilaa deti hai jaane wo kaun hai roz milti hai wo tanhaa nahin rehne deti ye hai baat aur ke apna nahin kehne deti aur keh doon to haaye aur keh doon to palak hans ke jhuka deti hai jaane wo kaun hai click here
pehli nazar mein dil mera imaan se gaya aankhon mein rang aa gaya iss shaan se gaya teri adaa ki baat bhi itni si baat hai jo koi tujhko jaan gaya jaan se gaya jaan se gaya aye jaaneman aye jaaneman le gaya dil ko wo tera bholapan aye jaaneman aye jaaneman le gaya dil ko wo tera bholapan aye jaaneman aye jaaneman le gaya dil ko wo tera bholapan aye jaaneman pehli muhabbat pehla ishaara kaise zameen par nikla sitaara tujhpe haseena dil maine haara sharmaa ke tune haai mujhe maara hooooooo yaaaaa aye jaaneman aye jaaneman le gaya dil ko wo tera bholapan aye jaaneman aye jaaneman le gaya dil ko wo tera bholapan aye jaaneman jab takraaye dil ke nagine phir tumhein aaye thande pasine tum muskuraayi main muskuraaya bada mazaa aaya bada mazaa aaya hooooooo yaaaaa aye jaaneman aye jaaneman le gaya dil ko wo tera bholapan aye jaaneman aye jaaneman le gaya dil ko wo tera bholapan aye jaaneman click here
jaanu meri jaan main tere qurbaan jaanu meri jaan main tere qurbaan are main tera tu meri jaane saara hindustaan main tera tu meri jaane saara hindustaan jaanu meri jaan main tere qurbaan jaanu meri jaan main tere qurbaan are main tera tu meri jaane saara hindustaan main tera tu meri jaane saara hindustaan gusse se hai pyaar bada pyaar se aitbaar jab aa jaaye aa jaana main karoonga intezaar gusse se hai pyaar bada pyaar se aitbaar jab aa jaaye aa jaana main karoonga intezaar are jaanu meri jaan main tere qurbaan jaanu meri jaan main tere qurbaan are main tera tu meri jaane saara hindustaan main tera tu meri jaane saara hindustaan are nazron se na tol mujhe dil se kaam le tu jis ki woh tere bin kyun kisi ka naam le nazron se na tol mujhe dil se kaam le tu jis ki woh tere bin kyun kisi ka naam le jaanu meri jaan main tere qurbaan o jaanu meri jaan main tere qurbaan are main tera tu meri jaane saara hindustaan main tera tu meri jaane saara hindustaan hey hey hey hey click here
jaanun kya mera dil ab kahaan kho gaya bolo bolo bolo bolo bolo bolo bolo bolo aye gulnaar aye gulnaar jaanun kya mera dil ab kahaan kho gaya bolo bolo bolo bolo bolo bolo bolo bolo aye gulnaar aye gulnaar ho boloooo kuchh to bolo bolo bolo ho bolo aye gori haseena are mushkil hua jeena bahaaron ke shehar mein o meri raani haaye haaye haaye haaye tum hi kuchh bataao naa itna sataao paanv tale dekho humara dil naa ho jaanun kya mera dil ab kahaan kho gaya bolo bolo bolo bolo bolo bolo bolo bolo aye gulnaar aye gulnaar jaanun kya mera dil ab kahaan kho gaya bolo bolo bolo bolo bolo bolo bolo bolo aye gulnaar aye gulnaar sooraj se bhi poochha aur kirnon se bhi poochha sunta nahin koi humari baaten haaye haaye haaye haaye phoolon se bhi poochha aur kaliyon se bhi poochha koi kuchh naa bola aur main to loot gaya jaanun kya mera dil ab kahaan kho gaya bolo bolo bolo bolo bolo bolo bolo bolo aye gulnaar aye gulnaar jaanun kya mera dil ab kahaan kho gaya bolo bolo bolo click here
jaao ji jaao dekhe hain bade tum jaise chor lutere zulfen sanvaar ke hai seena ubhar ke lagayen hasinon ki galiyon ke phere jaao ji jaao teri galiyaan jo pyaar se bulaayen tu hi bol dilwaale kyun na aayen teri galiyaan jo pyaar se bulaayen tu hi bol dilwaale kyun na aayen zara dil ko sambhaal bura kar dega haal aahen bharega tu shaam savere he jaao ji jaao dekhe hain bade tum jaise chor lutere zulfen sanvaar ke hai seena ubhar ke lagayen hasinon ki galiyon ke phere jaao ji jaao mar mar ke mila hai dar tera jaao karte ho kyun pichha mera haay mar mar ke mila hai dar tera jao karte ho kyun pichha mera karo jaane ki na baat yahin din yahin raat mera pyaar lagayega dere jaao ji jaao dekhe hain bade tum jaise chor lutere zulfen sanvaar ke hai seena ubhar ke lagayen hasinon ki galiyon ke phere jaao ji jaao pyaar karne mein kaun si hai chori aisi chori se to achchhi seena zori haay pyaar karne mein kaun si hai chori aisi chori se to achchhi seena zori kabhi subho kabhi click here
jaata hoon main mujhe ab na bulana meri yaad bhi apne dil mein na laana mera hai kya meri manzil na koi thikana jaata hoon main pyaasa tha bachpan jawaani bhi meri pyaasi pichhe ghumon ki gali aage udhasi pyaasa tha bachpan jawaani bhi meri pyaasi pichhe ghumon ki gali aage udhasi hooo oooo main tanhaayi ka raahi koi apna na begaana mujhe ab na bulana meri yaad bhi apne dil mein na laana mera hai kya meri manzil na koi thikana mujhko hansi bhi mili saaye liye dukh ke khul ke na roya kisi kaandhe pe jhuk ke mujhko hansi bhi mili saaye liye dukh ke khul ke na roya kisi kaandhe pe jhuk ke hooooo oooo mera jeevan bhi kya hai adhura sa ik afsaana mujhe ab na bulana meri yaad bhi apne dil mein na laana mera hai kya meri manzil na koi thikana jaata hoon main tha pyaar ka ek diya wo bhi bhujaa daala dhundhalaa sa bhi kahin kyun ho ujaala tha pyaar ka ek diya wo bhi bhujaa daala dhundhalaa sa bhi kahin kyun ho ujaala hooooo oooo ab unn yaadon se keh do meri duniyaan mein na click here
hoooo oooo oooo oooo hoooo oooo oooo oooo jaayega jab yahaan se kuchh bhi na paas hoga do gaz qaffan ka tukda tera libaas hoga jaayega jab yahaan se hoooo jaayega jab yahaan se kuchh bhi na paas hoga do gaz qaffan ka tukda tera libaas hoga jaayega jab yahaan se hoooo o matlab ki hai ye duniya o matlab ki hai ye duniya kyaa apne kyaa paraaye koi na saath aaya koi na saath jaaye do din ki zindagi hai o do din ki zindagi hai kar le jo dil mein aaye ooo jaayega jab yahaan se kuchh bhi na paas hoga do gaz qaffan ka tukda tera libaas hoga jaayega jab yahaan se hoooo oooooo oo ooooo oooo oooo oooo ye thaat baat tera ye aan baan teri ye thaat baat tera ye aan baan teri reh jaayegi yanhin par o reh jaayegi yanhin par ye saari shaan teri itni hi aye musaafir oo itni hi aye musaafir bas daastaan teri oooo jaayega jab yahaan se kuchh bhi na paas hoga do gaz qaffan ka tukda tera libaas hoga jaayega jab yahaan se hoooo ooooo ooo ooooo hoooo ooo ooooo click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Jaane Hum Sadak Ke Aasha (1980) 05:26 12604
 
Poster of Aasha (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Jitendra
Duration : 05:26   Song Number : 12604   

Jaane Kahaan Dekha Hai Biwi Aur Makan (1966) 05:52 16074
 
Poster of Biwi Aur Makan (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Vishwajeet
Duration : 05:52   Song Number : 16074   

Jaane Kahaan Gayi Dil Apna Aur Preet Parai (1960) 04:39 13090
 
Poster of Dil Apna Aur Preet Parai (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Raj Kishore
Duration : 04:39   Song Number : 13090   

Jaane Kahaan Mera Jigar Mr & Mrs 55 (1955) 03:46 20613
 
Poster of Mr & Mrs 55 (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Johny Walker, Yasmeen Khan
Duration : 03:46   Song Number : 20613   

Jaane Kahan Gaye Tum Aaja Sanam (1975) 04:50 36295
 
Poster of Aaja Sanam (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Firoz Khan
Duration : 04:50   Song Number : 36295   

Jaane Kiss Roop Ki Archana (1974) 05:20 18496
 
Poster of Archana (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar
Duration : 05:20   Song Number : 18496   

Jaane Kya Aaina (1977) 03:44 12553
 
Poster of Aaina (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Jaan Nishar Akhtar
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Dharmendra, Neetu Singh
Duration : 03:44   Song Number : 12553   

Jaane Kya Dhoondhati Rehti Shola Aur Shabnam (1961) 03:31 14254
 
Poster of Shola Aur Shabnam (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dharmendra
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:31   Song Number : 14254   

Jaane Mera Dil Kise Dhoondh Raha Hai Laat Saheb (1967) 04:58 15186
 
Poster of Laat Saheb (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 04:58   Song Number : 15186   

Jaane Teri Nazron Ne Kya Grahasti (1963) 03:23 37773
 
Poster of Grahasti (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Rajshree, Manoj Kumar
Duration : 03:23   Song Number : 37773   

Jaane Waalon Ka Ghum Kali Ghata (1979) 05:11 13509
 
Poster of Kali Ghata (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor
Duration : 05:11   Song Number : 13509   

Jaane Wafa Jaane Jahaan Dil Tera Deewana (1962) 07:22 32540
 
Poster of Dil Tera Deewana (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Adesh Srivastava
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Mala Sinha
Duration : 07:22   Song Number : 32540   

Jaane Walo Zaraa Mud Ke Dosti (1964) 04:51 20621
 
Poster of Dosti (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sudheer Kumar
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:51   Song Number : 20621   

Jaane Wo Kaun Hai Bheegi Raat (1965) 03:21 12912
 
Poster of Bheegi Raat (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar
Duration : 03:21   Song Number : 12912   

Jaaneman Ae Jaaneman Hare Kanch Ki Chooriyan (1967) 04:27 13318
 
Poster of Hare Kanch Ki Chooriyan (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Vishwajeet
Duration : 04:27   Song Number : 13318   

Jaanu Meri Jaan Shaan (1980) 07:10 18211
 
Poster of Shaan (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Duration : 07:10   Song Number : 18211   

Jaanun Kya Mera Dil Ziddi (1964) 04:08 14452
 
Poster of Ziddi (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee
Duration : 04:08   Song Number : 14452   

Jaao Ji Jaao Sharabi (1964) 03:16 20663
 
Poster of Sharabi (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Dev Anand, Madhu Bala
Duration : 03:16   Song Number : 20663   

Jaata Hoon Main Daadi Maa (1966) 04:26 13012
 
Poster of Daadi Maa (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Kashi Nath
Duration : 04:26   Song Number : 13012   

Jaayega Jab Yahaan Se Moti Mahal (1952) 03:26 38304
 
Poster of Moti Mahal (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Hansraj Behl
Duration : 03:26   Song Number : 38304   
Karaoke Songs of mohammed rafi, Sad Songs of mohammed rafi, Love Songs of mohammed rafi, Dance Songs of mohammed rafi, Hip-hop songs of mohammed rafi, Best songs of mohammed rafi, Super hit songs of mohammed rafi, hit songs of mohammed rafi, duet songs of mohammed rafi, solo songs of mohammed rafi, old songs of mohammed rafi, famous songs of mohammed rafi, Hindi Karaoke Songs of mohammed rafi, Hindi Sad Songs of mohammed rafi, Hindi Love Songs of mohammed rafi, Hindi Dance Songs of mohammed rafi, Hindi Hip-hop songs of mohammed rafi, best Hindi songs of mohammed rafi, super hit Hindi songs of mohammed rafi, hit Hindi songs of mohammed rafi, duet Hindi songs of mohammed rafi, solo Hindi songs of mohammed rafi, old Hindi songs of mohammed rafi, famous Hindi songs of mohammed rafi, Sing Along Songs of mohammed rafi, Sing Along Sad Songs of mohammed rafi, Sing Along Love Songs of mohammed rafi, Sing Along Dance Songs of mohammed rafi, Sing Along Hip-hop songs of mohammed rafi, Sing Along Best songs of mohammed rafi, Sing Along Super hit songs of mohammed rafi, Sing Along hit songs of mohammed rafi, Sing Along duet songs of mohammed rafi, Sing Along solo songs of mohammed rafi, Sing Along old songs of mohammed rafi, Sing Along famous songs of mohammed rafi