MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeLata Mangeshkar
HomeLata Mangeshkar
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


dilbar haan dilbar dilbar haan dilbar dilbar haan dilbar dilbar dil se pyaare dil ki suntaa jaa re saari duniyaa haari humse hum tujhpe dil haare dilbar dil se pyaare dil ki suntaa jaa re saari duniyaa haari humse hum tujhpe dil haare lehri naino waale lehri lehri naino waale naino waale naino waale naino waale are haa haa yek yek din ginti rahoon sada hoooooo jab se main tujhpe huyi fidaa hoooooooo sunta hai re baboouaa tu hi mera na hua nahin jag mein kya nahin hota re hey hey dilbar dil se pyaare dil ki suntaa jaa re saari duniyaa haari humse hum tujhpe dil haare dilbar dil se pyaare hoooooo tak tak rahoon chunari hari hari hoooooooo dikhlaaun baiyaan bhari bhari hoooooooo mohe chhoo le sajnaa gussa kyun hai itnaa jo marr rahi ussko kyun maare hey hey dilbar dil se pyaare dil ki suntaa jaa re saari duniyaa haari humse hum tujhpe dil haare lehri naino waale lehri lehri naino waale naino waale naino waale naino waale hoooo ooo oo nas nas meri sulge aise piyaa click here
dilbar dilbar kehte kehte hua deewana aankh mein meri jhaank ke dekho jaane jaana kaun tumhara apna hai aur kaun begaana ho meri jaan zara pehchaan ho meri jaan zara pehchaan dilbar dilbar sunte sunte huyi deewani haaye re kiss manzil pe aa ke ruki kahaani bol mere dil kiss se hai ab preet nibhani phansi hai jaan phansi hai jaan phansi hai jaan phansi hai jaan ab husn ishq ka sangam ho jaane de aagosh mein apni jaanam kho jaane de ye mel hai dil se dil ka koi khel nahin do dil na agar mil jaayen wo mel nahin hoooo ooo ooo ooo ooo mar gayi mar gayi ab kya karun main haaye re muhabbat chidiya krun main usse milun ya iss se milun main hoooo oooo oooo ooo phansi hai jaan phansi hai jaan phansi hai jaan phansi hai jaan ye zulf teri aawaara hoye kya kehna mujhe loot liya dildaara haaye kya kehna jo pyaar kare ye uska andaaz nahin parwaane ke jalne mein aawaaz nahin hoooo oooo oooo ooo oooo kaisi mushkil aan padi hai do raahe pe preet khadi hai kiss zaalim se aankh ladi click here
dilbar jaani chali hawa mastaani aahaa haa dilbar jaani chali hawa mastaani hanste khelte guzre ye zindgani dilbar jaani chali hawa mastaani hanste khelte guzre ye zindgani dilbar jaani chali hawa mastaani pyaar mein din aise beete jaise beete pal pyaar mein din aise beete jaise beete pal jaane kab shaam hui deep gaye jal sun mere pyaare hmmm humm humm hmmm aahaa haa sun mere pyaare ye hai teri meharbaani hanste khelte guzre ye zindgani dilbar jaani chali hawa mastaani saare soye tu kyun jaage saathi kya hai baat saare soye tu kyun jaage saathi kya hai baat o jungle ke raja aaja soja ho gayi raat meethe meethe sapne le aayi nindiyaa raani hanste khelte guzre ye zindgani dilbar jaani chali hawa mastaani hanste khelte guzre ye zindgani dilbar jaani chali hawa mastaani click here
dilli hai dil hindustaan ka ye to tirath hai saare jahaan ka kehne ko chhota sa ik naam hai yeh socho to iske hain matlab hazaar kehne ko chhota sa ik naam hai yeh socho to iske hain matlab hazaar dil se bana hai dilli jabhi to karta hai dil se sabhi ko yeh pyaar pyaara hai roos inglistaan ka bikhra hai itihaas galiyon mein iski sadiyon ke baaki yahaan par nishaan bikhra hai itihaas galiyon mein iski sadiyon ke baaki yahaan par nishaan hogi kashish kuchh maati mein iski baapu ne tyaage yahin par to praan kya kehna hai iski shaan ka charcha hai iska saare jahaan mein beshaq yahi to hai bhaarat ka taaj charcha hai iska saare jahaan mein beshaq yahi to hai bhaarat ka taaj shobha hai is taaj ki wo jawahar jiska humaare dilon par hai raaj rakshak wo bhaarat ki aan ka ye to tirath hai saare jahaan ka dilli hai dil hindustaan ka ye to tirath hai saare jahaan ka dilli hai dil hindustaan ka click here
din albele pyaar ka mausam chanchal mann mein toofan aise mein kar loon pyaar ho aise mein kar loon pyaar neel gagan ke saare baadal kar denge badnaam main kaise kar loon pyaar hoo main kaise kar loon pyaar ye gagan ke tale do sitaare hilmil chalen do sitaare hilmil chalen tere pyaar ka diyaa mere dil mein hardam jale mere dil mein hardam jale ye jhoomti raahen ghoomti dharti badle rang hazaar main kaise kar loon pyaar din albele pyaar ka mausam chanchal mann mein toofan aise mein kar loon pyaar ho aise mein kar loon pyaar neel gagan ke saare baadal kar denge badnaam main kaise kar loon pyaar hoo main kaise kar loon pyaar ye milan mad bhara ye nazaare jhilmil karen ye nazarein jhilmil karen mere dil mein piyaa ye baharein rangat bhare ye baharein rangat bhare sapne chura kar dekh le kaliyan dhadke jiya har baar main kaise kar loon pyaar neel gagan ke saare baadal kar denge badnaam main kaise kar loon pyaar hoo main kaise kar loon pyaar click here
Din Ja Raha Hai click here
din khushiyon ke lut gaye o saajna chhoot gaya tera saath re aayi judaayi ki raat re aayi judaayi ki raat re mere liye tune duniya lutaayi duniya lutaayi tujhko mila kya dard e judayi dard e judayi baar baar akhiyon mein ghume more saajna pehle milan ki raat re chhoot gaya tera saath re aai judaai ki raat re mere jahaan se tere jahaan tak tere jahaan tak unchi diwaaren saainya chhuye aasma tak chhuye aasma tak kaise bataaun kaise tere paas aaun kaise kahun main dil ki baat re aayi judai ki raat re aayi judai ki raat re din khushiyon ke lut gaye o saajna chhoot gaya tera saath re aayi judaayi ki raat re aayi judaayi ki raat re click here
din mahine saal guzarte jaayenge hum pyaar mein jeete pyaar mein marte jaayenge aa dekhenge dekh lena ho dekhenge dekh lena din mahine saal guzarte jaayenge hum pyaar mein jeete pyaar mein marte jaayenge aa dekhenge dekh lena ho dekhenge dekh lena din mahine saal guzarte jaayenge hum pyaar mein jeete pyaar mein marte jaayenge dekhenge dekh lena dekhenge dekh lena din mahine saal guzarte jaayenge mat sharmaao aa jaao mat sharmaao aa jaao meri baahon mein dekho apni tasveer meri nighaahon mein kya hua gar kaanten hain apni raahon mein apni raahon mein inn raahon mein phool bikharte jaayenge hum pyaar mein jeete pyaar mein marte jaayenge aa dekhenge dekh lena ho dekhenge dekh lena tumko humne maan liya rabb tum jaano tumko humne maan liya rabb tum jaano hum ye jaane baaki sab tum jaano kya kehna hai kya nahin ye ab tum jaano ab tum jaano tum jo kahoge hum wo karte jaayenge hum pyaar mein jeete pyaar mein marte jaayenge dekhenge dekh lena dekhenge dekh lena dukh sukh click here
din saara guzara tore angna ab jaane de mujhe more sajna mere yaar shabba khair mere yaar shabba khair ho mere yaar shabba khair mere yaar shabba khair aasaan hai jaana mehfil se o kaise jaoge nikal kar dil se mere yaar shabba khair mere yaar shabba khair ho mere yaar shabba khair mere yaar shabba khair o dilbar dil to kahe teri raahon ko rok loon main o dilbar dil to kahe teri raahon ko rok loon main aayi birha ki raat ab batla de kya karoon main aayi birha ki raat ab batla de kya karoon main yaad aayengi ye batein tumhari tadpegi mohabbat humari mere yaar shabba khair mere yaar shabba khair ho mere yaar shabba khair mere yaar shabba khair din saara guzara tore angna ab jaane de mujhe more sajna mere yaar shabba khair mere yaar shabba khair ho mere yaar shabba khair mere yaar shabba khair main dharti tu aasman meri hasti pe chhaa gaya tu main dharti tu aasman meri hasti pe chhaa gaya tu seene ke surkh baag mein dil ban ke aa gaya tu seene ke surkh baag mein dil click here
din suhaane din suhaane ye mausam bahaar ka din suhaane ye mausam bahaar ka dil ye chaahe main gaaun geet pyaar ka dil ye chaahe main gaaun geet pyaar ka hoo geet pyaar ka din suhaane din suhaane ye mausam bahaar ka ye dhadkan ye masti ye hulchal ye dhadkan ye masti ye hulchal ye jawaani pe khushiyon ka aanchal ye jawaani pe khushiyon ka aanchal kehna kya zindagi ke singaar ka kehna kya zindagi ke singaar ka mausam bahaar ka din suhaane din suhaane ye mausam bahaar ka jee ye chaahe ke apna ho koi jee ye chaahe ke apna ho koi neend mein pyaara sapna ho koi neend mein pyaara sapna ho koi aur maza ho kisi ke intezaar ka aur maza ho kisi ke intezaar ka mausam bahaar ka din suhaane din suhaane ye mausam bahaar ka khil uthi dil ki khaamosh kaliyaan khil uthi dil ki khaamosh kaliyaan jab sajaayi ummeedon ki galiyaan jab sajaayi ummeedon ki galiyaan ye machalna dil e beqaraar ka ye machalna dil e beqaraar ka mausam bahaar ka din suhaane din suhaane ye mausam bahaar ka dil click here
main ek disco tu ek disco main ek disco tu ek disco duniya hai ek disco disco 82 disco 82 disco 82 lala laa laa pa ni sa ni sa re sa ni sa pa pa ni re rama rama rama meri khushiyan mere sapne hai zinda yahin mujhe pinjra na dikhao main parinda nahin meri khushiyan mere sapne hai zinda yahin mujhe pinjra na dikhao main parinda nahin mujhe kehne de kehne de tujhko meri kasam lala la laa ye jaam to phir jaam hai koi zeher to nahi ise peeke gungunaun tu khafa to nahin ye jaam to phir jaam hai koi zeher to nahi ise peeke gungunaun tu khafa to nahin mujhe jeene de jeene de tujhko meri kasam disco 82 disco 82 disco 82 lala la laa tu mujhse main tujhse kuchh kehte rahen raat adhi baat baaki hum behkte rahen tu mujhse main tujhse kuchh kehte rahen raat adhi baat baaki hum behkte rahen mujhe udne de udne de tujhko meri kasam disco 82 disco 82 disco 82 lala laa main ek disco tu ek disco main ek disco tu ek disco duniya hai ek disco disco 82 disco 82 disco 82 lala la laa click here
diya na bujhe ri aaj humara chale re pawan sananan sanan thar thar kaampe jeeyara aaaaa aasita jagmag roop nikhaare aaaa aa aa aaaaa aaaaa preet mein khoye nain humaare dhoonde pee ka dwaaraa aaaa aaaa aaaa ek to badraa ghan ghan garje aaaa aa aa aaaaa aaaaa duje bijariyaa cham cham chamke jal thal hai jag saaraa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaa aaaaaaaa deep ki jyoti dagmag dole aaaa aa aa aaaaa aaaaa humraa karajwaa haaye chakole raam na ho andhiyaraa aaaa aaaa aaaa ni sa ga ma pa ma pa ga ma pa ga ma ga ma ga ma ga re sa sa ni sa ga ma dha dha ga ma dha ni sa sa ni pa pa dha ni ni pa dha sa ma dha ni sa ma dha ni sa ma dha ni sa teri aaj humaara diya na bujhe ri click here
diye jalayen pyaar ke chalo isi khushi mein baras bitaa ke aayi hai ye shaam zindagi mein diye jalayen pyaar ke chalo isi khushi mein baras bitaa ke aayi hai ye shaam zindagi mein ghul gaya ek saal phir tann mann ke rang mein mehki bahaar banke rutt phir beeti huyi ban ban ke chandani chehre pe aayi chhan ke bhatak chalen isi hanseen yaad ki gali mein baras bitaa ke aayi hai ye shaam zindagi mein jag mag naina huye hans diye palkon tale sapne kayi suhaane pal bhar ke waaste phirne lage saamne guzre huye zamaane pukaar le gaye huye dinon ko bekhudi mein baras bitaa ke aayi hai ye shaam zindagi mein click here
do ankhiyaan jhuki jhuki si do ankhiyaan jhuki jhuki si do ankhiyaan jhuki jhuki si do ankhiyaan jhuki jhuki si kaliyon se naazuk honthon par kavitaa ruki ruki si do ankhiyaan jhuki jhuki si do ankhiyaan jhuki jhuki si sharmaati palkon mein sapne jab aankh micholi khelen sharmaati palkon mein sapne jab aankh micholi khelen lehraati zulfen mukhde ko saaye mein jab le len ek khushboo udi udi si do ankhiyaan jhuki jhuki si kaliyon se naazuk honthon par kavitaa ruki ruki si do ankhiyaan jhuki jhuki si do ankhiyaan jhuki jhuki si ek pal laage apni apni aur duje pal begaani ek pal laage apni apni aur duje pal begaani kuchh anjaani si soorat hai kuchh jaani pehchaani paas aa kar chhupi chhupi si do ankhiyaan jhuki jhuki si mere dil ki khaamoshi mein ye halchal kaun machaaye mere dil ki khaamoshi mein ye halchal kaun machaaye ik dhundhali si tasveer bane aur ban kar mit jaaye ik hasrat dabi dabi si do ankhiyaan jhuki jhuki si kaliyon se naazuk honthon par kavitaa ruki ruki click here
do dil toote do dil haare duniyaa waalo sadke tumhaare do dil toote do dil haare duniyaa waalo sadke tumhaare do dil toote do dil haare duniyaa waalo sadke tumhaare do dil toote do dil haare dekhegi mukhdaa apna ab se jawaani dil ke daag mein barsega kaise saawan kaise padenge jhoole baagh mein bain karenge khaab kunwaare do dil toote do dil haare main naa rahungi lekin goonjegi aahen meri gaanv mein ab naa khilegi sarson ab naa lagegi mehndi paanv mein ab naa ugenge chaand sitaare do dil toote do dil haare pyaar tumhaara dekha pyaar tumhaara dekha dekha tumhaara aankhen modna tod to daala dil ko khel nahin hai dil kaa todna tadpoge tum bhi saath humaare do dil toote do dil haare duniyaa waalo sadke tumhaare do dil toote do dil haare do dil toote do dil haare duniyaa waalo sadke tumhaare sadke tumhaare click here
hooooo hooooo hoooooo hoooo hoooo hooooo hooooo hoooooo hooooo hooooo hoooooo hooooo hooooo hooooo hoooooo hooooo hooooo do din ke liye mehmaan yahaan maaloom nahin manzil hai kahaan armaan bhara dil to hai magar jo dil se mile wo dil hai kahaan ik phool jala ik phool khila kuchh apna luta kuchh unko mila ik phool jala ik phool khila kuchh apna luta kuchh unko mila kaise karen kismat se gila hum kaise karen kismat se gila rangeen har ik mehfil hai kahaan do din ke liye mehmaan yahaan maaloom nahin manzil hai kahaan duniyaan mein savera hone laga duniyaan mein savera hone laga iss dil mein andhera hone laga har zakham sisak ke rone laga har zakham sisak ke rone laga kis munh se kahe qaatil hai kahaan do din ke liye mehmaan yahaan maaloom nahin manzil hai kahaan jalta hai jigar uthta hai dhuwaan aankhon se meri aansoon hain rawaan jalta hai jigar uthta hai dhuwaan aankhon se meri aansoon hain rawaan marne se ho jaaye aasaan jo marne se ho jaaye aasaan aisi ye meri click here
do din ki zindagi kaisi hai zindagi do din ki zindagi kaisi hai zindagi koi naa ye jaane hooo ooo ooo ooo bheetar andhera hai bahar hai roshni dekhe naa parwane do din ki zindagi kaisi hai zindagi armaan ki basti jaane kaisi hai basti utni hi suni hooo oooo ooooo utni hi suni jitni chhayi hai masti nazron mein baankpan aanhon mein sau chaman seene mein veeraaane do din ki zindagi kaisi hai zindagi pehle to kya kya sapne dikhlaaye duniyaa phir khud hi toota hoooo ooo oooo phir khud hi toota sapna ban jaaye duniyaa duniyaa ki chaah ki naghmon ki aah ki jhoothe hain afsaane do din ki zindagi kaisi hai zindagi hoooo oooo oooo oooo oooo hoooo ooooooo pholoon ne dekha khil ke murjhana dil ka taaron ne dekha hoooo oooo oooo taaron ne dekha jal ke bhujh jana dil ka the kal jo meharbaan the kal jo raazdaan nikle wo begaane do din ki zindagi kaisi hai zindagi hmm hmm hmm hmm hmm hmmm click here
do din ki zindagi mein dukhde hain beshumaar dukhde hain beshumaar do din ki zindagi mein dukhde hain beshumaar dukhde hain beshumaar hai zindagi ussi ki jo hans hans ke de guzaar hans hans ke de guzaar ubhrenge phir sitaare chamkega phir se chaand chamkega phir se chaand ubhrenge phir sitaare chamkega phir se chaand chamkega phir se chaand ujde huye chaman mein aayegi phir bahaar aayegi phir bahaar hai zindagi ussi ki jo hans hans ke de guzaar hans hans ke de guzaar hai dhoop kahin chhaayaaaa hai dhoop kahin chhaayaa ye zindagi ki reet ye zindagi ki reet hai aaj teri haar to phir kal hai teri jeet hai aaj teri haar to phir kal hai teri jeet har saans tujhse bas yahi kehti hai baar baar kehti hai baar baar hai zindagi ussi ki jo hans hans ke de guzaar hans hans ke de guzaar marne ke sau bahaane jeene ko sirf ek jeene ko sirf ek marne ke sau bahaane jeene ko sirf ek jeene ko sirf ek ummeed ke suron mein bajte hain dil ke taar bajte hain dil ke taar hai zindagi ussi click here
do ghadi wo jo paas aa baithe do ghadi wo jo paas aa baithe hum zamaane se door jaa baithe hum zamaane se door jaa baithe do ghadi wo jo paas aa baithe bhool ki unka humnasheen ho ke royenge dil ko umr bhar kho ke bhool ki unka humnasheen ho ke royenge dil ko umr bhar kho ke haaye kya cheez thi loota baithe do ghadi wo jo paas aa baithe dil ko ik din zuroor jaana tha wahin pahunchaa jahaan thikaana tha dil ko ik din zuroor jaana tha wahin pahunchaa jahaan thikaana tha dil wohi dil jo dil mein jaa baithe do ghadi wo jo paaas aa baithe ek dil hi tha ghum gusaar apna meharbaan khaas raazdaar apna ek dil hi tha ghum gusaar apna meharbaan khaas raazdaar apna gair ka kyun use bana baithe do ghadi wo jo paas aa baithe hum zamaane se door jaa baithe do ghadi wo jo paas aa baithe click here
do ghoonth mujhe bhi pila de sharaabi dekh phir hota hai kya hooo do ghoonth mujhe bhi pila de sharaabi dekh phir hota hai kya baalmaaa reeeeee zaalmaaaa are are are are aag paani mein laga de zara si dekh phir hota hai kya hooo do ghoonth mujhe bhi pila de sharaabi dekh phir hota hai kya gaaungi re naachungi re tere liye aaj se main aaye sharam lekin balam marr jaaungi laaj se main gaaungi re naachungi re tere liye aaj se main aaye sharam lekin balam marr jaaungi laaj se main baalmaaa reeeeee zaalmaaaa are are are are laaj ka ye ghunghat utha de sharaabi dekh phir hota hai kya hooo do ghoonth mujhe bhi pila de sharaabi dekh phir hota hai kya kis kaam ka ye jaam hai iss mein mazaa wo nahin hai bhar ke bhi ye khaali sa hai iss mein nasha wo nahin hai kis kaam ka ye jaam hai iss mein mazaa wo nahin hai bhar ke bhi ye khaali sa hai iss mein nasha wo nahin hai saakiyaa reeeeeeee saathiyaaaa are are are are pyaar thoda is mein mila de sharaabi dekh phir hota hai kya click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Dilbar Dil Se Pyaare Caravan (1971) 04:47 20382
 
Poster of Caravan (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Aruna Irani
Duration : 04:47   Song Number : 20382   

Dilbar Dilbar Kahte Haseena Maan Jayegi (1968) 05:35 13324
 
Poster of Haseena Maan Jayegi (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Babita
Duration : 05:35   Song Number : 13324   

Dilbar Jaani Chali Hawa Haathi Mere Saathi (1971) 04:16 11858
 
Poster of Haathi Mere Saathi (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Tanuja
Duration : 04:16   Song Number : 11858   

Dilli Hai Dil Hindustan Patang (1960) 04:04 18469
 
Poster of Patang (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Mala Sinha
Duration : 04:04   Song Number : 18469   

Din Albele Pyaar Ka Mausam Begunah (1957) 03:25 36590
 
Poster of Begunah (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Shakila
Duration : 03:25   Song Number : 36590   

Din Ja Raha Hai Doosri Sita (1974) 03:46 38867
 
Poster of Doosri Sita (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Jaya Bachchan
Duration : 03:46   Song Number : 38867   

Din Khushiyon Ke Lut Gaye Rajdhani (1956) 03:27 19845
 
Poster of Rajdhani (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Hansraj Behl
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:27   Song Number : 19845   

Din Mahine Saal Avtaar (1983) 06:29 20386
 
Poster of Avtaar (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Shabana Azmi
Duration : 06:29   Song Number : 20386   

Din Saara Guzara Junglee (1961) 03:28 11863
 
Poster of Junglee (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Sayra Banu
Raag- 
Pilu
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:28   Song Number : 11863   

Din Suhaane Ye Mausam Poonam (1952) 03:29 13968
 
Poster of Poonam (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Kamini Kaushal
Duration : 03:29   Song Number : 13968   

Disco 82 Khud-daar (1982) 03:43 32327
 
Poster of Khud-daar (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Vinod Mehra, Parveen Babi
Duration : 03:43   Song Number : 32327   

Diya Na Bujhe Ri Son Of India (1962) 03:19 15168
 
Poster of Son Of India (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Kumkum
Raag- 
Todi
Taal- 
Tintal
Duration : 03:19   Song Number : 15168   

Diye Jalayen Pyaar Ke Dharti Kahe Pukar Ke (1969) 03:34 20390
 
Poster of Dharti Kahe Pukar Ke (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Niveditha
Duration : 03:34   Song Number : 20390   

Do Ankhiyaan Jhuki Jhuki Prem Patra (1962) 03:56 13981
 
Poster of Prem Patra (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Salil Chowdhury
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Sadhna
Duration : 03:56   Song Number : 13981   

Do Dil Toote Do Dil Haare Heer Raanjha (1970) 06:09 15717
 
Poster of Heer Raanjha (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Priya Rajvansh
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 06:09   Song Number : 15717   

Do Din Ke Liye Mehmaan Badal (1951) 03:59 12785
 
Poster of Badal (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Madhu Bala
Duration : 03:59   Song Number : 12785   

Do Din Ki Zindagi Satyakam (1969) 04:20 12130
 
Poster of Satyakam (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sharmila Tagore
Duration : 04:20   Song Number : 12130   

Do Din Ki Zindagi Mein Poonam (1952) 03:13 13969
 
Poster of Poonam (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Kamini Kaushal
Duration : 03:13   Song Number : 13969   

Do Ghadi Wo Jo Paas Aa Baithe Gateway Of India (1957) 03:00 11900
 
Poster of Gateway Of India (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Madhu Bala
Duration : 03:00   Song Number : 11900   

Do Ghoonth Mujhe Bhi Jheel Ke Us Paar (1973) 04:51 20394
 
Poster of Jheel Ke Us Paar (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mumtaj
Duration : 04:51   Song Number : 20394   
Karaoke Songs of lata mangeshkar, Sad Songs of lata mangeshkar, Love Songs of lata mangeshkar, Dance Songs of lata mangeshkar, Hip-hop songs of lata mangeshkar, Best songs of lata mangeshkar, Super hit songs of lata mangeshkar, hit songs of lata mangeshkar, duet songs of lata mangeshkar, solo songs of lata mangeshkar, old songs of lata mangeshkar, famous songs of lata mangeshkar, Hindi Karaoke Songs of lata mangeshkar, Hindi Sad Songs of lata mangeshkar, Hindi Love Songs of lata mangeshkar, Hindi Dance Songs of lata mangeshkar, Hindi Hip-hop songs of lata mangeshkar, best Hindi songs of lata mangeshkar, super hit Hindi songs of lata mangeshkar, hit Hindi songs of lata mangeshkar, duet Hindi songs of lata mangeshkar, solo Hindi songs of lata mangeshkar, old Hindi songs of lata mangeshkar, famous Hindi songs of lata mangeshkar, Sing Along Songs of lata mangeshkar, Sing Along Sad Songs of lata mangeshkar, Sing Along Love Songs of lata mangeshkar, Sing Along Dance Songs of lata mangeshkar, Sing Along Hip-hop songs of lata mangeshkar, Sing Along Best songs of lata mangeshkar, Sing Along Super hit songs of lata mangeshkar, Sing Along hit songs of lata mangeshkar, Sing Along duet songs of lata mangeshkar, Sing Along solo songs of lata mangeshkar, Sing Along old songs of lata mangeshkar, Sing Along famous songs of lata mangeshkar