MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeShamshad Begum
HomeShamshad Begum
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


jab usne gesu bikhraye baadal aaya jhoom ke mast umangen lahrayi hain rangi mukhda choom ke gumcha mahka bulbul chahka gumcha mahka bulbul chahka naache bhanwra ghoom ke jab usne gesu bikhraye baadal aaya jhoom ke uske nain gulabi uske nain gulabi karde sabko sharaabi karde sabko sharaabi baadal aaya jhoom ke jab usne gesu bikhraye baadal aaya jhoom ke jab hans hans kar wo bole kaanon mein wo ras ghole har dil mein arman dole apni aankhen khole jab hans hans kar wo bole kaanon mein wo ras ghole har dil mein arman dole apni aankhen khole hoooo usne paymana chhalkaya aasha ki masti mein aanchal dhalkaya aasha ki usne paymana chhalkaya aasha ki masti mein aanchal dhalkaya aasha ki rum jhum rum jhum baadal aaya jhoom ke jab usne gesu bikhraye baadal aaya jhoom ke mast umangen lahrai hain rangi mukhda choom ke click here
jin aankhon ki neend haraam huyi un aankhon ka haal wo kya jaane jin aankhon ki neend haraam huyi un aankhon ka haal wo kya jaane kyun palkon ko ashkon se pyaar hua kyun jeena bawaal wo kya jaane kyun palkon ko ashkon se pyaar hua kyun jeena bawaal wo kya jaane kyun kaanpte honthon pe kuchh bhi nahin kyun dil mein tamanna hai sehmi huyi kyun kaanpte honthon pe kuchh bhi nahin kyun dil mein tamanna hai sehmi huyi oo o o o o o aa aa ke sataata rehta hai aa aa ke sataata rehta hai kyun unka khayaal wo kya jaane aa aa ke sataata rehta hai kyun unka khayaal wo kya jaane jin aankhon ki neend haraam huyi un aankhon ka haal wo kya jaane din chain se jinke guzarte hon aur raaten hon jinki neend bhari din chain se jinke guzarte hon aur raaten hon jinki neend bhari ik pyaar ke maare huye dil ka ik pyaar ke maare huye dil ka behaal sa haal wo kya jaane ik pyaar ke maare huye dil ka behaal sa haal wo kya jaane jin aankhon ki neend haraam huyi un aankhon ka haal wo kya jaane click here
jo tum karo main kar sakta hoon badh ke aji badh ke main kar sakti hoon tumse bhi badh chadh ke badh chadh ke jo tum karo main kar sakta hoon badh ke aji badh ke main kar sakti hoon tumse bhi badh chadh ke badh chadh ke main unche suron mein gaaun main tumse bhi uncha gaaun hoy main unche suron mein gaaun aji main tumse bhi uncha gaaun sa re ga re ga ma ga ma pa ma pa dha pa dha ni dha ni pa ni sa re sa re ga re ga ma ga ma pa jo tum karo main kar sakti hoon badh ke aji badh ke main kar sakta hoon tumse bhi badh chadh ke badh chadh ke jo tum karo main kar sakti hoon badh ke aji badh ke main kar sakta hoon tumse bhi badh chadh ke badh chadh ke main jhatpat jhatapat bolun main phatphat phataphat bolun main jhatpat jhatapat bolun main phatphat phataphat bolun jhatpat jhatpat phatphat phatphat jhatpat jhatpat phatphat phatphat jhatpat jhatpat phatphat phatphat jhatpat jhatpat phatphat phat jhatphat pat jhatpat phatphat phatphat turrrrrr rrrrr rrrrr jo tum karo main kar click here
kaahe jaadu kiyaaa kaahe jaadu kiyaa mujhko itna bata jaadugar baalama jaadugar baalama o jaadugar baalama o jaadugar baalama mujhko apani khabar hai na dil ka pataa jaadugar baalama jaadugar baalama o jaadugar baalama o jaadugar baalama kaahe jaadu kiya mujhko itna bata jaadugar baalama jaadugar baalama o jaadugar baalama o jaadugar baalama hoooooo ooooooo kyun nazar se na ab tak nazar mil saki oooo na nazar mil saki dil pe parde hi parde mein bijali giri aisi bijali giri hosh udane lage toor jalne lagaa jaadugar baalama jaadugar baalama o jaadugar baalama o jaadugar baalama kaahe jaadu kiya mujhko itna bata jaadugar baalama jaadugar baalama o jaadugar baalama o jaadugar baalama hoooooo ooooooo phir wohi dhun suna phir wohi geet gaaa hoo phir wohi geet gaa aisa naghmaa tha seene se dil khinch gaya haay dil khinch gaya mujhko tadpaane waale ho tera bhala jaadugar baalama jaadugar baalama o jaadugar baalama o jaadugar baalama mujhko apni khabar hai na dil ka pataa click here
kaahe koyal shor machaaye re mohe apna koi yaad aaye re kaahe koyal shor machaaye re mohe apna koi yaad aaye re isne kaahe ko nain phiraaye re hooo koi jaa ke use samjhaaye re more dil se jo nikle haaye re koi dosh mera batlaaye re more dil se jo nikle haaye re koi dosh mera batlaaye re keh do keh do koyal se naa gaaye re hooo mohe apna koi yaad aaye re more nainon mein neer bhar aaye re mohe beete wo din yaad aaye re more nainon mein neer bhar aaye re mohe beete wo din yaad aaye re haaye aag lagi hriday mein hooo koi hriday ki aag bhujhaaye re mera jeevan pal pal jaaye re rahoon kab tak aas lagaaye re mera jeevan pal pal jaaye re rahoon kab tak aas lagaaye re koi jaa ke use samjhaaye re hooo meri maut ke pahle aaye re click here
kabhi aar kabhi paar laaga teer e nazar kabhi aar kabhi paar laaga teer e nazar saiyaan ghayal kiya re tune mora jigar kabhi aar kabhi paar laaga teer e nazar kabhi aar kabhi paar laaga teer e nazar saiyaan ghayal kiya re tune mora jigar kitna sambhalaa bairi do nainon mein kho gaya kitna sambhalaa bairi do nainon mein kho gaya dekhti reh gayi main to jiyaa tera ho gaya dekhti reh gayi main to jiyaa tera ho gaya dard mila ye jeevan bhar ka maara aisa teer nazar kaa dard mila ye jeevan bhar ka maara aisa teer nazar kaa loota chain o qaraar kabhi aar kabhi paar laaga teer e nazar kabhi aar kabhi paar laaga teer e nazar saiyaan ghayal kiya re tune mora jigar pehle milan mein ye to duniyaa ki reet hai pehle milan mein ye to duniyaa ki reet hai baat mein gussa lekin dil hi dil mein preet hai baat mein gussa lekin dil hi dil mein preet hai mann hi mann mein ladoo phoote nainon mein phooljhadiyaa chhutte mann hi mann mein ladoo phoote nainon mein phooljhadiyaa chhutte click here
kajraa muhabbat waala ankhiyon mein aisa daala kajre ne le li meri jaan haaye re main tere qurbaan duniyaa hai mere peechhe lekin main tere peechhe apna bana le meri jaan haaye re main tere qurbaan kajraa muhabbat waala ankhiyon mein aisa daala kajre ne le li meri jaan haaye re main tere qurbaan aayi ho kahaan se gori aankhon mein pyaar le ke aayi ho kahaan se gori aankhon mein pyaar le ke chadti jawaani ki ye pehli bahaar le ke dilli shehar ka saara meena bazar le ke dilli shehar ka saara meena bazar le ke jhumka bareli waala kaanon mein aisa daala jhumke ne le li meri jaan haaye re main tere qurbaan duniyaa hai mere peechhe lekin main tere peechhe apna bana le meri jaan haaye re main tere qurbaan motor naa bangla maangun jhumka naa haar maangun motor naa bangla maangun jhumka naa haar maangun dil ko jalaane waale dil ka qaraar maangun saiyaan bedardi mere thoda sa pyaar maangun saiyaan bedardi mere thoda sa pyaar maangun kismat bana de meri duniyaa basaa de meri click here
kasoor aapka huzoor aap ka meraa naam lijiye na mere baap ka kasoor aapka huzoor aap ka meraa naam lijiye na mere baap ka kasoor aapka huzoor aap ka meraa naam lijiye na mere baap ka left right left right right turn left right left right about turn gusse ko chhodiye dheere dheere boliye meri sarkaar zara aankhon ko kholiye faishan ko bhool ke aao zara hosh mein dhokhe mein aao na jawani ke josh mein fayda hai kya jhoothi tip taap ka mera naam lijiye na mere baap ka kasoor aapka huzoor aap ka meraa naam lijiye na mere baap ka ahaa ahaa ahaa hey hey hey hey hey hey oho oho ho ho hun hun hun hun hun hun koi baat kijiye to pehle tol ke chaliye na chaal aise dol dol ke husn ka huzoor ko bada maan hai husn chaar roz ka mehmaan hai kahaan jayega guroor aap ka mera naam lijiye na mere baap ka kasoor aapka huzoor aap ka meraa naam lijiye na mere baap ka left right left right about turn click here
katile tore naina katile tore naina raseele balam zeherelay tera deewana koi do din to jee le katile tore naina katile tore naina raseele balam zeherelay tera deewana koi do din to jee le katile tore naina baanki chitwan sab matwaali gora mukhda honth gulaabi ankhiyaan kaali kaali baanki chitwan sab matwaali gora mukhda honth gulaabi ankhiyaan kaali kaali rangeele more saiyaan sajeele more saiyaan chhabeele balam chatkeele tera deewana koi do din to jee le katile tore naina katile tore naina raseele balam zeherelay tera deewana koi do din to jee le katile tore naina dekho ye naina matwaare dooje gajab kajre ki doori haai dekho ye naina matwaare dooje gajab kajre ki doori haan teere nazar ke dhookha kar ke chubh gaye dil mein chori chori haan teere nazar ke dhookha kar ke chubh gaye dil mein chori chori nasheele mat maare nasheele mat maare lacheele balam sharmeele tera deewana koi do din to jee le katile tore naina katile tore naina raseele balam zeherelay tera click here
khabar kya thi ke ghum khana padega muhabbat karke pachhtaana padega wafaaon par sitam dhaana padega hamein unse bichhad jaana padega na dekha jaayega khun e tamanna na dekha jaayega khun e tamanna teri mehfil se ab jaana padega khabar kya thi ke ghum khana padega muhabbat karke pachhtaana padega na tha maaloom aayenge ye din bhi na tha maaloom aayenge ye din bhi kabhi rona kabhi gaana padega wafaaon par sitam dhaana padega hamein unse bichhad jaana padega bhula de haan bhula de yaad unki bhula de haan bhula de yaad unki yehi ab dil ko samjhaana padega khabar kya thi ke ghum khana padega muhabbat karke pachhtaana padega na niklenge agar armaan dil ke na niklenge agar armaan dil ke yun hi ghut ghut ke mar jaana padega wafaaon par sitam dhaana padega hamein unse bichhad jaana padega click here
koi jab dard ka maara kabhi aansu bahaata hai koi jab dard ka maara kabhi aansu bahaata hai zamaane se khuda samjhe zamaana muskuraata hai zamaane se khuda samjhe zamaana muskuraata hai haaa hamesha se yahi hota hai is duniya ki mehfil mein haaaa hamesha se yahi hota hai is duniya ki mehfil mein tamaasha dekhne waala tamaasha ban ke aata hai tamaasha dekhne waala tamaasha ban ke aata hai zamaane se khuda samjhe zamaana muskuraata hai jise dekha usi ne dil dukhaya is zamaane mein jise dekha usi ne dil dukhaya is zamaane mein yahi humne to dekha hai jahaan tak yaad aata hai yahi humne to dekha hai jahaan tak yaad aata hai zamaane se khuda samjhe zamaana muskuraata hai click here
kyun unhen dil diya haaye ye kya kiya sheeshe ko patthar se takara diya kyun unhen dil diya haaye ye kya kiya sheeshe ko patthar se takara diya jin ko aata nahin hai wafa ka chalan unse lagi hai lagan thes lagati hai jis dam to kahata hai mann ujade na dil ka chaman paas reh kar sada hai wo hamse juda qismat ne ye din bhi dikhla diya ho oooo hoo hoo kaun bhula hua aaj yaad aa gaya ye kisne phir dil ko tadapa diya phir mere dil mein jaaga mohabbat ka ghum ghutne laga mera dam kisne rakha meri zindagi mein qadam aur ye kaha tere hum tu hi ae dil bata kisne de kar sada aankhon ka paimana chhalka diya kaun bhula hua aaj yaad aa gaya ye kisne phir dil ko tadapa diya click here
o leke pehla pehla pyaar bhar ke aankhon mein khumaar jaadu nagari se aaya hai koi jaadugar o leke pehla pehla pyaar bhar ke aankhon mein khumaar jaadu nagari se aaya hai koi jaadugar o leke pehla pehla pyaar bhar ke aankhon mein khumaar jaadu nagari se aaya hai koi jaadugar o leke pehla pehla pyaar uski diwaani haai kahun kaise ho gayi jaadugar challa gaya main to yahan kho gayi uski diwaani haai kahun kaise ho gayi jaadugar challa gaya main to yahan kho gayi naina jaise hue chaar gaya dil ka qaraar jaadu nagari se aaya hai koi jaadugar o leke pehla pehla pyaar bhar ke aankhon mein khumaar jaadu nagari se aaya hai koi jaadugar o leke pehla pehla pyaar tumne to dekha hoga usko sitaaro aao zara mere sang mil ke pukaaro tumne to dekha hoga usko sitaaro aao zara mere sang mil ke pukaaro dono hoke beqaraar dhundhe tujhko mera pyaar jaadu nagari se aaya hai koi jaadugar o leke pehla pehla pyaar bhar ke aankhon mein khumaar jaadu nagari se aaya hai koi jaadugar o leke click here
main bhanwra tu hai phool ye din mat bhool jawaani laut ke aaye naa mann gaaye tere geet basa kar preet mohe kuchh tujh bin bhaye naa ooooooooooo tu sooraj tu sooraj main ujiyaara ooooo oooooo oooooo tu sooraj main ujiyaara hai ab jeevan bhar ka meil hai ab jeevan bhar ka meil suno ji preet nahin hai khel suno ji preet nahin hai khel oooooo oooooo oooooo ye jeevan ye jeevan mujhko pyaara ooooooo oooo ooooo oooo ye jeevan mujhko pyaara jiyun main duniyaa ke dukh jhel jiyun main duniyaa ke dukh jhel o preetam aag se khelun khel iss dil ki hai dil se laag khule hain bhaag ye duniyaa humko sataaye naa main bhanwra tu hai phool ye din mat bhool jawaani laut ke aaye naa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa tu mera hai tu mera hai main teri hooooo ooooo ooooo tu mera hai main teri saajan main raadha tu shyaam saajan main raadha tu shyaam japun main har dam tera naam japun main har dam tera naam ooooooo oooooo ooooo oooo main tera hoon main tera hoon tu meri hoooooo ooooo oooo main click here
main jaan gayi tujhe saiyaan hatt chhod de mori baiyaan matlab ke yaar diya mujhko maar ab kaahe padat mori paiyaan main jaan gayi tujhe saiyaan hatt chhod de mori baiyaan matlab ke yaar diya mujhko maar ab kaahe padat mori paiyaan main jaan gayi tujhe saiyaan tu mast ghata main baadal tu aankh hai main hoon kaajal meri saans mein teri khushboo tere pyaar ne kar diya paagal tu mast ghata main baadal tu aankh hai main hoon kaajal meri saans mein teri khushboo tere pyaar ne kar diya paagal main jaan gayi tujhe saiyaan hatt chhod de mori baiyaan matlab ke yaar diya mujhko maar ab kaahe padat mori paiyaan main jaan gayi tujhe saiyaan tu chaand kahe to laa doon taaron se maang saja doon hai pyaar mujhe bhi kitna main cheer ke dil dikhla doon tu chaand kahe to laa doon taaron se maang saja doon hai pyaar mujhe bhi kitna main cheer ke dil dikhla doon main jaan gayi tujhe saiyaan hatt chhod de mori baiyaan matlab ke yaar diya mujhko maar ab kaahe padat mori paiyaan main click here
main main main main cartoon main main main main cartoon baj raha hai baar baar dil ka telephone main main main main cartoon aaja dil ke hotalon mein ghoom le zaraa aaaaa pyaar ki bahaar le ke jhoom le zaraa aaaaa hamko to khilaayiye ji taaza halva sooon main main main main cartoon main main main main cartoon baj raha hai baar baar dil ka telephone main main main main cartoon aaj is zameen pe to apna raaj hai aahhaaaaa topi isko mat kaho ji sar pe taaj hai ohhooooooooo yuun chamak raha hoon main toh jaise koyi moon main main main main cartoon main main main main cartoon baj raha hai baar baar dil ka telephone main main main main cartoon click here
aayi ho kheton ki raani aayi ho main raani hoon raaja ki raaja mera piya kisi ko kya ho kisi ko kya main raani hoon raaja ki raaja mera piya kisi ko kya ho kisi ko kya hoo oo hoooo oooo ooooo preet nagar pe raaj karoon main banke sajanwa teri preet nagar pe raaj karoon main banke sajanwa teri banke sajanwa teri mehal do mehale dhanwaanon ke dil ki nagariya meri mehal do mehale dhanwaanon ke dil ki nagariya meri oooo ooooo dil ki nagariya meri chaaha tha jisko maine dil usko de diya kisi ko kya ho kisi ko kya hooo ooo oooo chhod ke apne pee ki dagariya aur kahin naa jaaun chhod ke apne pee ki dagariya aur kahin naa jaaun aur kahin naa jaaun jeet liya hai tan man jisne geet usike gaaun jeet liya hai tan man jisne geet usike gaaun hooo oo ooooo geet usike gaaun pee pee ki dhun pe har dum naache mera jiya kisi ko kya ho kisi ko kya main raani hoon raaja ki raaja mera piya kisi ko kya ho kisi ko kya click here
maine dekhi jag ki reet meet sab jhoote pad gaye hooooo mera baalam itna dosh ke tum sang naina lad gaye meet sab jhoote pad gaye hooooo mera baalam itna dosh ke tum sang naina lad gaye meet sab jhoote pad gaye maine dekhi jag ki reet meet sab jhoote pad gaye rasiyaa sataaye humen ab jaan jaan ke bada dukh paaya maine dil ka kaha maan ke rasiyaa sataaye humen ab jaan jaan ke bada dukh paaya maine dil ka kaha maan ke hooooo teri meri preet puraani re balam kaahe ko bigad gaye meet sab jhoote pad gaye hooooo teri meri preet puraani re balam kaahe ko bigad gaye meet sab jhoote pad gaye maine dekhi jag ki reet meet sab jhoote pad gaye ik dil dukh zamaane bhar ke haaye re zamaane bhar ke hum to bharose re rasiya hai bas tumhare kar ke haaye re tumhare kar ke hooooo mere bhole bhaale dil pe sajan kya jaadoo kar gaye meet sab jhoote pad gaye hooooo mere bhole bhaale dil pe sajan kya jaadoo kar gaye meet sab jhoote pad gaye maine dekhi jag ki reet meet sab jhoote pad gaye click here
mera dil todnewaale mere dil ki duwaa lena mitaa kar meri duniyaa ko nayi duniyaa basaa lena muhabbat ki kasam tumko lagi dil ki bhujha lena humari yaad jab aaye to do aansun bahaa lena nahin aata wafaaon se humen daaman bacha lena nahin aata wafaaon se humen daaman bacha lena humen daaman bacha lena tumhin par jaan de denge kisi din aazmaa lena mera dil todnewaale mere dil ki duwaa lena muhabbat naam hai ghum ka khushi se ghum utha lena muhabbat naam hai ghum ka khushi se ghum utha lena khushi se ghum utha lena agar dil ko naa chain aaye to kuchh ro ro ke gaa lena mitaa kar meri duniyaa ko nayi duniyaa basaa lena humari yaad jab aaye to do aansun bahaa lena click here
mere dil mein aaiye meri nazar mein aaiye mere dil mein aaiye meri nazar mein aaiye donon ghar hain aapke donon ghar hain aapke chaahe jahaan bas jayiye mere dil mein aaiye meri nazar mein aaiye mere dil se kheliye marzi agar hai aapki mere dil se kheliye marzi agar hai aapki aayiye ke meri duniya muntzir hai aapki aapko meri kasam ab aur na sharmayiye donon ghar hain aapke donon ghar hain aapke chaahe jahaan bas jayiye mere dil mein aaiye meri nazar mein aaiye maar daalegi humein ye berukhi achchhi nahin ye berukhi aapke sar ki kasam ye dillagi achchhi nahin ye dillagi bin kahe aa jayiye ab aur na tadpayiye mere dil mein aaiye meri nazar mein aaiye kya khabar hai ye haseen raatein rahein ya na rahein madbhari aankhon ki barsaatein rahein ya na rahein muskurate aaiye aur muskurate jayiye mere dil mein aaiye meri nazar mein aaiye click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Jab Usne Gesu Bikhraye Shahjehan (1946) 02:55 38139
 
Poster of Shahjehan (1946)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1946
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Shamshad Begum
Duration : 02:55   Song Number : 38139   

Jin Aankhon Ki Neend Jogan (1950) 03:15 13456
 
Poster of Jogan (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Buta Ram Sharma
Music Director- 
Bulo C Rani
Singer- 
Shamshad Begum
On Screen Actors- 
Nargis, Dileep Kumar
Duration : 03:15   Song Number : 13456   

Jo Tum Karo Main Ada (1951) 03:04 14626
 
Poster of Ada (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Madan Mohan
Duration : 03:04   Song Number : 14626   

Kaahe Jaadu Kiya Naghma (1953) 04:07 19107
 
Poster of Naghma (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
J Nakshab
Music Director- 
Shaukat Dehalvi Nashad
Singer- 
Shamshad Begum
On Screen Actors- 
Nadira
Duration : 04:07   Song Number : 19107   

Kaahe Koyal Shor Aag (1948) 03:13 20717
 
Poster of Aag (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Bahzad Lakhanavi
Music Director- 
Ram Ganguly
Singer- 
Shamshad Begum
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 03:13   Song Number : 20717   

Kabhi Aar Kabhi Paar Aar Paar (1954) 03:11 20705
 
Poster of Aar Paar (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Shamshad Begum
On Screen Actors- 
Kumkum
Raag- 
Pilu
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:11   Song Number : 20705   

Kajraa Mohabbat Waala Kismat (1968) 06:28 11940
 
Poster of Kismat (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Babita, Uma Dutt
Duration : 06:28   Song Number : 11940   

Kasoor Aapka Bahar (1951) 02:11 37124
 
Poster of Bahar (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Sachin Dev Burman
Singer- 
Shamshad Begum
On Screen Actors- 
Karan Diwan, Vyjayantimala
Duration : 02:11   Song Number : 37124   

Katile Tore Naina Nishana (1950) 02:49 13884
 
Poster of Nishana (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
J Nakshab
Music Director- 
Khursheed Anwar
Singer- 
Shamshad Begum
On Screen Actors- 
Madhu Bala
Duration : 02:49   Song Number : 13884   

Khabar Kya Thi Ke Chandni Raat (1949) 03:28 37851
 
Poster of Chandni Raat (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Duration : 03:28   Song Number : 37851   

Koi Jab Dard Ka Maara Miss Coca Cola (1955) 03:07 20560
 
Poster of Miss Coca Cola (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
Duration : 03:07   Song Number : 20560   

Kyun Unhen Dil Diya Anokhi Ada (1948) 03:13 12710
 
Poster of Anokhi Ada (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Surendra, Prem Adeeb, Naseem Bano
Duration : 03:13   Song Number : 12710   

Leke Pehla Pehla Pyaar C I D (1956) 06:44 21050
 
Poster of C I D (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Dev Anand, Shakeela, Sheela Vaz
Duration : 06:44   Song Number : 21050   

Main Bhanwra Tu Hai Mela (1948) 03:56 13712
 
Poster of Mela (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Nargis, Dileep Kumar
Duration : 03:56   Song Number : 13712   

Main Jaan Gayi Tujhe Howrah Bridge (1958) 03:13 20860
 
Poster of Howrah Bridge (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Sunder, Kammo
Duration : 03:13   Song Number : 20860   

Main Main Cartoon Mr Cartoon M A (1958) 03:27 40739
 
Poster of Mr Cartoon M A (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Shyama, Johnny Walker
Duration : 03:27   Song Number : 40739   

Main Raani Hoon Raaja Ki Aan (1953) 03:10 12801
 
Poster of Aan (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Shamshad Begum
On Screen Actors- 
Prem Nath, Nimmi
Duration : 03:10   Song Number : 12801   

Maine Dekhi Jag Sunehre Din (1949) 03:12 14297
 
Poster of Sunehre Din (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
D N Madhok
Music Director- 
Gyan Dutt
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Duration : 03:12   Song Number : 14297   

Mera Dil Todnewaale Mela (1948) 03:38 13709
 
Poster of Mela (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Dilip Kumar, Nargis, Noor Jahan
Duration : 03:38   Song Number : 13709   

Mere Dil Mein Aaiye Dholak (1951) 03:16 12174
 
Poster of Dholak (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Aziz Kashmiri
Music Director- 
Shyam Sundar
Singer- 
Shamshad Begum
Duration : 03:16   Song Number : 12174   
Karaoke Songs of shamshad begum, Sad Songs of shamshad begum, Love Songs of shamshad begum, Dance Songs of shamshad begum, Hip-hop songs of shamshad begum, Best songs of shamshad begum, Super hit songs of shamshad begum, hit songs of shamshad begum, duet songs of shamshad begum, solo songs of shamshad begum, old songs of shamshad begum, famous songs of shamshad begum, Hindi Karaoke Songs of shamshad begum, Hindi Sad Songs of shamshad begum, Hindi Love Songs of shamshad begum, Hindi Dance Songs of shamshad begum, Hindi Hip-hop songs of shamshad begum, best Hindi songs of shamshad begum, super hit Hindi songs of shamshad begum, hit Hindi songs of shamshad begum, duet Hindi songs of shamshad begum, solo Hindi songs of shamshad begum, old Hindi songs of shamshad begum, famous Hindi songs of shamshad begum, Sing Along Songs of shamshad begum, Sing Along Sad Songs of shamshad begum, Sing Along Love Songs of shamshad begum, Sing Along Dance Songs of shamshad begum, Sing Along Hip-hop songs of shamshad begum, Sing Along Best songs of shamshad begum, Sing Along Super hit songs of shamshad begum, Sing Along hit songs of shamshad begum, Sing Along duet songs of shamshad begum, Sing Along solo songs of shamshad begum, Sing Along old songs of shamshad begum, Sing Along famous songs of shamshad begum