MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeZaved Akhtar
HomeZaved Akhtar
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aye deewaana jaise jata hai haa deewaana jaise jata hai zanzeeren todke murga nikal gaya mera darbe ko chhod ke to padosan are to padosan apni murgi ko rakhna sambhal mera murga hua hai deewaana ha padosan apni murgi ko rakhna sambhal mera murga hua hai deewana kya kahu kya kya kahu kya hua hai kamaal mera murga hua hai deewana oye padosan apni murgi ko rakhna sambhal mera murga hua hai deewaana haye haye haye aangan mein daude wo kothe pe bhage are daude re daude re bhage re bhage haa aangan mein daude wo kothe pe bhage deeware kunde nahin haath lage hai muhalle mai hai muhalle mai jaise dhamaal mera murga hua hai deewaana padosan apni murgi ko rakhna sambhal mera murga hua hai deewaana are padosan apni murgi ko rakhna sambhal mera murga hua hai deewaana haye haye haye haye murga hua deewaana hoyi gaya deewaana deewaana are chonch mein murgi ka par aadha idhar aadha udhar do dilon pe hai asar aadha idhar aadha udhar are murga murgi ka deewaana aur mai deewaana click here
romeo naam mera chori hai kaam mera main dil ko churaun main pyaar churaun main dil ko churaun main pyaar churaun main neenden churaun main chain churaun main chori chori pehle nain milaaun jo nain mile to main nain churaun romeo naam mera chori hai kaam mera romeo naam mera chori hai kaam mera main dil ko churaun main pyaar churaun main dil ko churaun main pyaar churaun main neenden churaun main chain churaun main chori chori pehle nain milaaun jo nain mile to main nain churaun romeo naam mera chori hai kaam mera romeo naam mera chori hai kaam mera koi naa jaane jo hai mera fasaana log ye samjhe main hoon koi deewana koi naa jaane jo hai mera fasaana log ye samjhe main hoon koi deewana jo raaton ko ghumen jo bin piye jhume jo raaton ko ghumen jo bin piye jhume jo taaren gine phoolon ko chumme ye koi naa jaana ke mujhse deewana palat de ye duniyaan badal de zamaana romeo naam mera chori hai kaam mera romeo naam mera chori hai kaam mera khatron se khela hoon main click here
ho chehra hai ya chand khila hai zulf ghaneri shaam hai kya saagar jaisi aankhon waali ye to bata tera naam hai kya chehra hai ya chand khila hai zulf ghaneri shaam hai kya saagar jaisi aankhon waali ye to bata tera naam hai kya arre tu kya jaane teri khatir kitna hai betaab ye dil tu kya jaane dekh raha hai kaise kaise khaab ye dil dil kehta hai tu hai yahaan to jaata lamha tham jaaye waqt ka dariya behte behte is manzar mein jum jaaye toone deewana dil ko banaya is dil par ilzaam hai kya saagar jaisi aankhon waali ye to bata tera naam hai kya ho aaj main tujhse door sahi aur tu mujhse anjaan sahi tera saath nahin paaoon to khair tera armaan sahi ye armaan hain shor nahin ho khamoshi ke mele hon is duniya mein koi nahin ho hum dono hi akele hon tere sapne dekh raha hoon aur mera ab kaam hai kya saagar jaisi aankhon waali ye to bata tera naam hai kya chehra hai ya chand khila hai zulf ghaneri shaam hai kya saagar jaisi aankhon waali ye to bata tera naam hai kya click here
saagar kinaare dil ye pukaare tu jo nahin to mera koi nahin hai hooo saagar kinaare saagar kinaare dil ye pukaare tu jo nahin to mera koi nahin hai hooo saagar kinaare jaage nazaare jaagi hawaaein jaage nazaare jaagi hawaaein jab pyaar jaaga jaagi fizaaein ho pal bhar ko dil ki duniya soyi nahin hai saagar kinaare dil ye pukaare tu jo nahin to mera koi nahin hai hooo saagar kinaare leharon pe naachein kirnon ki pariyaan leharon pe naachein kirnon ki pariyaan main khoyi jaise saagar mein nadiya ho tu hi akeli to khoyi nahin hai saagar kinaare dil ye pukaare tu jo nahin to mera koi nahin hai hooo saagar kinaare click here
sach mere yaar hai bas wohi pyaar hai jiske badle mein koi to pyaar de baaqi bekaar hai yaar mere ho yaar mere sach mere yaar hai bas wohi pyaar hai jiske badle mein koi to pyaar de baaqi bekaar hai yaar mere ho yaar mere jis haath mein ik haath hai us haath ki kyaa baat hai kyaa faasle kyaa manzilein ik humsafar garr saath hai jis ki kismat koi yoon sanwaar de wo hi dildaar hai yaar mere ho yaar mere jhoome zameen jhoome gagan tere liye hoke magan khilte rahein sapne tere mehka rahe dil ka chaman zindagi tujhko aisi bahaar de dil ki pukaar hai yaar mere haan yaar mere sunte thei hum ye zindagi ghum aur khushi ka mail hai humko magar aaya nazar ye zindagi wo khel hai koi sab jeete sab koi haar de apni to haar hai yaar mere haan yaar mere sach mere yaar hai bas wohi pyaar hai jiske badle mein koi to pyaar de baaqi bekaar hai yaar mere haan yaar mere click here
sheeshe se bani ek ladki pathar ke nagar mein aayi sheeshe se bani ek ladki pathar ke nagar mein aayi wo dhundh rahi thi moti aur pather se takraayi sheeshe se bani ek ladki pathar ke nagar mein aayi sheeshe se bani ye ladki iss baat se hai anjaani sheeshe se bani ye ladki iss baat se hai anjaani jab reit chamakti hai to lagti hai door se paani ye phool hai sab kaagaz ke lekin wo smajh naa paayi sheeshe se bani ek ladki pathar ke nagar mein aayi wo dhundh rahi thi moti aur pather se takraayi sheeshe se bani ladki se keh do ke naa baad mein rona sheeshe se bani ladki se keh do ke naa baad mein rona kuchh log hai jo peetal ke kehte hai wo khud ko sona ye jhooth ka pull tootega aur gehri hai ghum ki khaayi ye jhooth ka pull tootega aur gehri hai ghum ki khaayi sheeshe se bani ek ladki pathar ke nagar mein aayi wo dhundh rahi thi moti aur pather se takraayi click here
Suno Zara Suno Zara Hawaaon Mein Ye Kaisi Hai Sadaa, Koi To Hai Jo Hai Ye Keh Rahaa Ke Raah Mein Wo Mod Aa Gayaa click here
teri meri zindagi pyaar bhari zindagi koi ghum paayen hum ye khushi ho na kam teri meri zindagi pyaar bhari zindagi koi ghum paayen hum ye khushi ho na kam teri meri zindagi aye humsafar kal ko agar dushwar ho apni rahen aye humsafar kal ko agar dushwar ho apni rahen hain saath agar phir kya hai dar bahon ki to hain panahen toofan tal jayenge mausam badal jayenge koi ghum paayen hum ye khushi ho na kam teri meri zindagi aangan mein wo phool khila jo phoolon se bhi hai pyara aangan mein wo phool khila jo phoolon se bhi hai pyara anchal ko wo tara mila jo taaron se bhi hai nyara khwabon ki taabeer hai dono ki tasveer hai koi ghum paayen hum ye khushi ho na kam teri meri zindagi pyaar bhari zindagi koi ghum paayen hum ye khushi ho na kam teri meri zindagi click here
look chhup ke main ghoomi gali gali kahin mila nahin mera piya khil khil ke hunsh di kali kali par khila nahin mera jiya meri itani kahani meri hai ye pareshani kabhi aaye koi aaye koi bole maine dil diya doondh rahi hoon main aisa deewana thoda sa pagla thoda sayaana thoda sa pagla thoda sayaana look chhup ke main ghoomi gali gali kahin mila nahin mera piya khil khil ke hunsh di kali kali par khila nahin mera jiya meri itani kahani meri hai ye pareshani kabhi aaye koi aaye koi bole maine dil diya doondh rahi hoon main aisa deewana thoda sa pagla thoda sayaana thoda sa pagla thoda sayaana haan mujhse kare o aake pyari pyari baatein chehre ko chaand kahde julfon ko raatein milne wo jo aaye bole haai meri jaana dil mein tadpte hain tere hi armaan main tera deewana hoon tu jo maange jaan bhi doon main tera deewana hoon tu jo maange jaan bhi doon bigroon to karde suroo haqlaana thoda sa pagla thoda sayaana thoda sa pagla thoda sayaana look chhup ke main ghoomi gali click here
hooo hooooooo hooo hooooooo lala lala lala la la laaaa tu chaand nagar ki sehzaadi main iss dharti kaa banjaara tu chaand nagar ki sehzaadi main iss dharti kaa banjaara tu mehlon mein rehne waali main galiyon galiyon aawaara tu chaand nagar ki sehzaadi main iss dharti kaa banjaara tu mehlon mein rehne waali main galiyon galiyon aawaara main ik hawaa kaa jhonka tu phool hai itna tujhko chaahun fizul hai main aaj yahaan aur kal hoon wahaan tujhe apna gulshan hi pyaara tu mehlon mein rehne waali main galiyon galiyon aawaara tera mera do pal kaa saath hai sach hai ye sab kismat ki baat hai are dil mein yahaan tu hai mehmaan main beghar bedarr bechaara tu mehlon mein rehne waali main galiyon galiyon aawaara lab naa hile to aankhon se kaam le jaane waali mera salaam le mere pichhale janam ke bhale the karam to mil jaaunga dobaara tu mehlon mein rehne waali main galiyon galiyon aawaara tu chaand nagar ki sehzaadi main iss dharti kaa banjaara tu mehlon mein rehne waali click here
ka ka ka kal ki to hai ye baat jo main kehna chaahon tumko aaj meri baat sun le teri meri baat nahin baat kisi aur ki roop ki raani choron ka raaja sun lo iss ki zubaani kabhi uski zubaani hai ye unki kahani sab ko hai sunaani kyunki duniyaa mein sabse niraale hai wo wo rang birange dono khel khiladi dil ke juwari donon bade mastaane ek duje ke deewane hain wo dono parwaane ek raaja raani dil khol ke jeena inhen aata hai aur zehar bhi peena aata hai inhen hasna rona chalna phirna milna julna aur khatron se khelna aata hai kabhi dost bhi hai to kabhi dushaman bhi kabhi ghum kabhi khushi kabhi khushi kabhi ghum kabhi ghum kabhi khushi kabhi khushi kabhi ghum kabhi ladte rehte hai chup chup aur dil mein rote hain chup chup aur dost wo jab ban jaate hain to phir nachate aur gaate hain click here
tum bin mann ki baat adhuri tum bin mann ki baat adhuri din hain adhure raat adhuri din hain adhure raat adhuri tum bin mann ki baat adhuri tum bin mann ki baat adhuri soone soone angnaa dwaare sehme sehme hain chaubaare soone soone angnaa dwaare sehme sehme hain chaubaare chaand aur sooraj phike phike chaand aur sooraj phike phike taaron ki baaraat adhuri din hain adhure raat adhuri din hain adhure raat adhuri tum bin mann ki baat adhuri tum bin mann ki baat adhuri tum bhi pyaase main bhi pyaasi yug se lambi pal ki udaasi tum bhi pyaase main bhi pyaasi yug se lambi pal ki udaasi aaye gaye nainon mein saawan aaye gaye nainon mein saawan phir bhi hai barsaat adhuri din hain adhure raat adhuri din hain adhure raat adhuri tum bin mann ki baat adhuri tum bin mann ki baat adhuuuuri click here
tumhe kaise main bataun tumhe kaise main kahun mere bas mein agar ho to main bas itna hi karun tumhen din bhar tumhen har pal dekhta hi main rahun tumhen dekhun tumhe chahoon tumhen poojun har pal tumhen sochun tumhen samjhun tumhen maangun har pal tumhen main gungunaun tumhen gaaun har pal main tumhara hoon aisa deewana meri jaan mera marna bhi tumhin ho mera jeena bhi ho tum meri madira bhi tumhin ho mera peena bhi ho tum meri chandi bhi tumhin ho mera sona bhi ho tum mera hasna bhi tumhin ho mera rona bhi ho tum meri saari saanson mein tum jaise ho ghuli meri aankhen tumhen dekhen chaahe band ho ya khuli main tumhara hoon aisa deewana meri jaan mere dil mein hai yeh armaan tumhe ek din paun is amber se bhi aage tumhen lekar jaun jahan raahon mein ho bikhare sab chaand aur taare jahan geeton ke behte hon meethe dhaare jahan khawaabon ki duniya kabhi soyi nahin ho jahan tum ho jahan main hoon aur koi nahin ho main tumhara hoon aisa deewana meri jaan click here
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm aaaa aa aa aa aa aa aa aa hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm aaaa aa aa aa aa aa aa aa tumko dekha to ye khayaal aayaa zindagi dhoop tum ghanaa saaya tumko dekha to ye khayaal aayaa tumko dekha to ye khayaal aayaa zindagi dhoop tum ghanaa saaya tumko dekha to ye khayaal aayaa aaj phir dil ne ik tamanna ki aaj phir dil ne ik tamanna ki aaj phir dil ko humne samjhaya aaj phir dil ko humne samjhaya zindagi dhoop tum ghanaa saaya tumko dekha to ye khayaal aayaa tum chale jaaoge to sochenge tum chale jaaoge to sochenge humne kya khoya humne kya paaya humne kya khoya humne kya paaya zindagi dhoop tum ghanaa saaya tumko dekha to ye khayaal aayaa hum jise gunguna nahin sakte hum jise gunguna nahin sakte waqt ne aisa geet kyun gaaya waqt ne aisa geet kyun gaaya zindagi dhoop tum ghanaa saaya tumko dekha to ye khayaal aayaa tumko dekha to ye khayaal aayaa hm hm hm hm hm hm hm hm hm hm hm hm hm hm hm hm hm click here
ru ruru ruru ru ruru ru ru ru ru ru ruru ruru ru ru ru ru aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa ye kahaan aa gaye hum yuhin saath saath chalte teri baahon mein hai jaanam mere jismo jaan pighalte teri baahon mein hai jaanam mere jismo jaan pighalte ye kahaan aa gaye hum yuhin saath saath chalte ho tu badan hai main hoon chhaaya tu na ho to main kahaan hoon mujhe pyaar karne waale tu jahaan hai main wahaan hoon humein milna hi tha humdum kisi raah bhi nikal ke ho humein milna hi tha humdum kisi raah bhi nikal ke ye kahaan aa gaye hum yunhin saath saath chalte aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa ummm meri saans saans mehke koi bheena bheena chandan tera pyaar chaandani hai mera dil hai jaise aagan huyi aur bhi mulaayam meri shaam dhalte dhalte o huyi aur bhi mulaayam meri shaam dhalte dhalte ye kahaan aa gaye hum yunhin saath saath chalte ye kahaan aa gaye hum yunhin saath saath chalte ye kahaan aa gaye hum ye kahaan aa gaye hum ru ru ruru ruru ru ru click here
ye tera ghar ye mera ghar kisi ko dekhna ho gar to pehle aa ke maang le meri nazar teri nazar ye tera ghar ye mera ghar kisi ko dekhna ho gar to pehle aa ke maang le meri nazar teri nazar ye tera ghar ye mera ghar ye ghar bahot haseen hai ye ghar bahot haseen hai ye ghar bahot haseen hai naa baadlon ki chhanv meinnnn naa chandani ke gaanv mein naa phool jaise raasteeee bane hain iske waaste magar ye ghar ajeeb hai zameen ke kareeb hai ye eeth pathron ka ghar humari hasraton ka ghar ye tera ghar ye mera ghar ye ghar bahot haseen hai ye ghar bahot haseen hai ye ghar bahot haseen hai jo chandani nahin to kyaaaa ke roshani hai pyaar ki dilon ke phool khil gayee to fikr kya bahaar ki humare ghar naa aayegi kabhi khushi udhaar ki humari raahton ka ghar humari chaahton ka ghar ye tera ghar ye mera ghar ye ghar bahot haseen hai ye ghar bahot haseen hai ye ghar bahot haseen hai yahaan mehak wafaaon ki muhabbaton ka rang hai ye ghar tumhara khaab hai ye ghar meri umang hai click here
ho ho yunhi gaate raho ho muskuraate raho naacho re sab jhoom ke gaao re ho gaao re aao re ho ho yunhi gaate raho ho muskuraate raho naacho re sab jhoom ke gaao re ho gaao re aao re hey hey hey aa aa jab talak raat rahe jaam rahe dil ko deewaangi se kaam rahe ho yaar tujh ko meri yaari ki kasam humse ab dosti ka naam rahe chalo ab jhoom ke masti mein ye gaao re aao re ho ho yunhi gaate raho ho muskuraate raho naacho re sab jhoom ke gaao re ho gaao re aao re hey hey hey pyaar mil jaaye to hai duniya haseen pyaar ke jaisa nasha koi nahin pyaar le jaaye jahan jaaun wahin pyaar tujhko milegaa yaar yahin chalo ab ghoom ke galiyon mein ye gaao re aao re ho ho yunhi gaate raho ho muskuraate raho naacho re sab jhoom ke gaao re ho gaao re aao re ho ho ho hey hey hey hey hey hey aa haa haa aa haa haa hey hey hey o ho ho na haa haa hey hey hey hey hey hey o ho ho ra raa raa hey hey hey click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Padosan Apni Murgi Jaadugar (1989) 07:02 32775
 
Poster of Jaadugar (1989)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1989
Lyricist
Zaved Akhtar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Jaya Prada, Pran
Duration : 07:02   Song Number : 32775   

Romeo Naam Mera Roop Ki Rani Choron Ka Raja (1993) 05:44 21168
 
Poster of Roop Ki Rani Choron Ka Raja (1993)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
Zaved Akhtar
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Amit Kumar, Chorus
On Screen Actors- 
Anil Kapoor, Sridevi
Duration : 05:44   Song Number : 21168   

Saagar Jaisi Aankhon Waali Saagar (1985) 04:53 18252
 
Poster of Saagar (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Zaved Akhtar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Dimple Kapadia
Duration : 04:53   Song Number : 18252   

Saagar Kinaare Saagar (1985) 04:18 18262
 
Poster of Saagar (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Zaved Akhtar
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Dimple Kapadia
Raag- 
Yaman-Kalyan
Duration : 04:18   Song Number : 18262   

Sach Mere Yaar Hai Saagar (1985) 06:46 18273
 
Poster of Saagar (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Zaved Akhtar
Music Director- 
R D Burman
Duration : 06:46   Song Number : 18273   

Sheeshe Se Dastak (1996) 05:49 12321
 
Poster of Dastak (1996)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1996
Lyricist
Zaved Akhtar
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Kumar Sanu
On Screen Actors- 
Sharad Kapoor, Sushmita Sen
Duration : 05:49   Song Number : 12321   

Suno Zara Bada Din (1998) 06:46 21267
 
Poster of Bada Din (1998)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1998
Lyricist
Zaved Akhtar
Music Director- 
Jatin Lalit
On Screen Actors- 
Tara Deshpande, Marc Robinson
Duration : 06:46   Song Number : 21267   

Teri Meri Zindagi Duniya (1984) 04:24 36050
 
Poster of Duniya (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Zaved Akhtar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Dilip Kumar, Saira Banu
Duration : 04:24   Song Number : 36050   

Thoda Sa Pagla Aur Pyar Ho Gaya (1997) 05:35 21317
 
Poster of Aur Pyar Ho Gaya (1997)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1997
Lyricist
Zaved Akhtar
Music Director- 
Nusrat Fateh Ali Khan
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Aishwarya Rai Bachchan
Duration : 05:35   Song Number : 21317   

Tu Chaand Nagar Ki Shehzaadi Duniya (1984) 04:05 18305
 
Poster of Duniya (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Zaved Akhtar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor
Duration : 04:05   Song Number : 18305   

Tu Roop Ki Raani Roop Ki Rani Choron Ka Raja (1993) 03:27 14082
 
Poster of Roop Ki Rani Choron Ka Raja (1993)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
Zaved Akhtar
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Anil Kapoor, Sridevi
Duration : 03:27   Song Number : 14082   

Tum Bin Mann Ki Baat Mrityudand (1997) 04:41 13787
 
Poster of Mrityudand (1997)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1997
Lyricist
Zaved Akhtar
Music Director- 
Anand Milind
On Screen Actors- 
Madhuri Dixit, Ayub Khan
Duration : 04:41   Song Number : 13787   

Tumhen Kaise (Happy) Dastak (1996) 05:20 32073
 
Poster of Dastak (1996)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1996
Lyricist
Zaved Akhtar
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Abhijeet
On Screen Actors- 
Sharad Kapoor
Duration : 05:20   Song Number : 32073   

Tumko Dekha To Ye Saath Saath (1982) 05:00 21362
 
Poster of Saath Saath (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Zaved Akhtar
Music Director- 
Kuldeep Singh
Singer- 
Jagjit Singh
On Screen Actors- 
Deepti Naval, Farukh Shekh
Raag- 
Kamod
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:00   Song Number : 21362   

Ye Kahaan Aa Gaye Hum Silsila (1981) 07:23 21443
 
Poster of Silsila (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Zaved Akhtar
Music Director- 
Shiv, Hari
Duration : 07:23   Song Number : 21443   

Ye Tera Ghar Ye Saath Saath (1982) 05:14 21485
 
Poster of Saath Saath (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Zaved Akhtar
Music Director- 
Kuldeep Singh
On Screen Actors- 
Farukh Shekh, Deepti Naval
Duration : 05:14   Song Number : 21485   

Yunhi Gaate Raho Saagar (1985) 04:51 18030
 
Poster of Saagar (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Zaved Akhtar
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Kamal Haasan, Dimple Kapadia
Duration : 04:51   Song Number : 18030   
Karaoke Songs of zaved akhtar, Sad Songs of zaved akhtar, Love Songs of zaved akhtar, Dance Songs of zaved akhtar, Hip-hop songs of zaved akhtar, Best songs of zaved akhtar, Super hit songs of zaved akhtar, hit songs of zaved akhtar, duet songs of zaved akhtar, solo songs of zaved akhtar, old songs of zaved akhtar, famous songs of zaved akhtar, Hindi Karaoke Songs of zaved akhtar, Hindi Sad Songs of zaved akhtar, Hindi Love Songs of zaved akhtar, Hindi Dance Songs of zaved akhtar, Hindi Hip-hop songs of zaved akhtar, best Hindi songs of zaved akhtar, super hit Hindi songs of zaved akhtar, hit Hindi songs of zaved akhtar, duet Hindi songs of zaved akhtar, solo Hindi songs of zaved akhtar, old Hindi songs of zaved akhtar, famous Hindi songs of zaved akhtar, Sing Along Songs of zaved akhtar, Sing Along Sad Songs of zaved akhtar, Sing Along Love Songs of zaved akhtar, Sing Along Dance Songs of zaved akhtar, Sing Along Hip-hop songs of zaved akhtar, Sing Along Best songs of zaved akhtar, Sing Along Super hit songs of zaved akhtar, Sing Along hit songs of zaved akhtar, Sing Along duet songs of zaved akhtar, Sing Along solo songs of zaved akhtar, Sing Along old songs of zaved akhtar, Sing Along famous songs of zaved akhtar