Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeRaja Mehandi Ali Khan
HomeRaja Mehandi Ali Khan
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa karib aa yeh nazar phir mile mile naa mile karib aa yeh nazar phir mile mile naa mile ye aarzoo ka chaman phir khile khile naa mile karib aa yeh nazar phir mile mile naa mile karib aa yeh nazar aaaaaa hmm hmm hmm aaaaaa hmm hmm hmm aaaaaa aaaaaa aaaa hmm hmm hmm taras raha hai ye dil teri ik narar ke liye taras raha hai ye dil teri ik narar ke liye bas ik nazar teri kaafi hai umr bhar ke liye nazar se pyaar jataa lab hile hile naa hile karib aa yeh nazar phir mile mile naa mile karib aa yeh nazar nazar utha ke tere saamne bahaar khadi nazar utha ke tere saamne bahaar khadi koi haseena nighaahon mein le ke pyaar khadi phir iss adaa se kali ye khile khile naa khile karib aa yeh nazar phir mile mile naa mile ye aarzoo ka chaman phir khile khile naa mile karib aa yeh nazar phir mile mile naa mile karib aa yeh nazar
hoo hoo hooo ooooo hooo hoo hoo hooo karte ho mujhse kitni mohabbat karte ho mujhse kitni mohabbat jitni shamma se parvana kyun ji kya hai naam tumhara keh sakti ho deewana machal machal dekhte ho kya aye ji zulfon ki kali ghata deewane kya chahiye tumko dil tera jane ada dil tera jane ada badle mein tum mujhko kya doge bolo badle mein tum mujhko kya doge bolo jaan apni de doonga nazraana karte ho mujhse kitni mohabbat jitni shamma se parvana dil ke chaman mein ithlaaun kaise jaise ke baag e saba dil ko ye nazrein choomengi kaise phoolon ko jaise hawa phoolon ko jaise hawa kaisi hain meri yeh makhmur aankhen kaisi hain meri yeh makhmur aankhen jaise chhalakta paimana kyun ji kya hai naam tumhaara keh sakti ho deewana kya hai deewane teri tamanna nazron ka do aasra laayi mohabbat majhdhaar mein ban jao tum naa khuda ban jao tum naa khuda dil ke safeene mein baithi haseena dil ke safeene mein baithi haseena donon ko saahil pe hai jaana karte ho mujhse kitni mohabbat
Kya Kya Na Sitam
tere pehlu mein chala aaya hoon main zindagi ke ghum se ghabraaya hua kya kahun tujh bin ye mera haal hai jaise koi phool dundhlaaya hua mujhko is duniya mein kuchh bhaata nahin ek nazar jab tak na tujhko dekh loon kyun mere dil ko karaar aata nahin ek nazar jab tak na tujhko dekh loon meri har ek saans tera geet hai dil nahin ye dhadkanon ka saaz hai meri har ek saans tera geet hai dil nahin ye dhadkanon ka saaz hai maine yeh khamosh nagme sun liye do dilon ki ek hi aawaaz hai har taraf sangeet lehraata nahin ek nazar jab tak na tujhko dekh loon kyun mere dil ko karaar aata nahin ek nazar jab tak na tujhko dekh loon gar khuda bhi door se aawaaz de main na jaaun tera daaman chhod ke tujhse gar bichhdi to main mar jaaungi dekh le ulfat ke naate tod ke zindagi se kuchh mera naata nahin ek nazar jab tak na tujhko dekh loon kyun mere dil ko karaar aata nahin ek nazar jab tak na tujhko dekh loon
lag jaa gale ke phir ye haseen raat ho naa hoo shaayad phir iss janam mein mulaaqat ho naa hooo lag jaa gale aye aye humko mili hain aaj ye ghadiyaan naseeb se jee bhar ke dekh lijiye humko kareeb se phir aap ke naseeb mein ye baat ho naa hooo shaayad phir iss janam mein mulaaqat ho naa hooo lag jaa gale aye aye paas aaiye ke hum nahin aayenge baar baar baahen gale mein daal ke hum ro len zaar zaar aankhon se phir ye pyaar ki barsaat ho naa hooo shaayad phir iss janam mein mulaaqat ho naa hooo lag jaa gale ke phir ye haseen raat ho naa hoo shaayad phir iss janam mein mulaaqat ho naa hooo lag jaa gale aye aye
Lele Gori
hoooooooooooooo ooooo oooo ooooo oooo hmmmm hmmm hmmmm hmmmm hmmm hmmmm hmmm hmmm main dekhoon jiss ore sakhi ri main dekhoon jiss ore sakhi ri saamne mere saanwariyaa saamne mere saanwariyaa main dekhoon jiss ore sakhi ri main dekhoon jiss ore sakhi ri saamne mere saanwariyaa saamne mere saanwariyaa prem ne jogan mujh ko banaaya prem ne jogan mujh ko banaaya tann ko phoonka mann ko jalaaya prem ke dukh meinnnnnn prem ke dukh mein doob gaya dil jaise jal mein gaagariyaa jaise jal mein gaagariyaa main dekhoon jiss ore sakhi ri saamne mere saanwariyaa ro ro kar har dukh sehnaa hai ro ro kar har dukh sehnaa hai dukh seh seh kar chup rehna hai kaise bataaunnnnnn kaise bataaun kaise bichhdi pee ke mukh se baansuriyaa pee ke mukh se baansuriyaa main dekhoon jiss ore sakhi ri saamne mere saanwariyaa duniyaa kehti mujhko deewani duniyaa kehti mujhko deewani koi naa samjhe prem ki baani saajan saajannnnnnnn saajan saajan ratte ratte ab to ho gayi baawariyaa ab to ho gayi
main nigaahein tere chehre se hataaoon kaise main nigaahein tere chehre se hataaoon kaise lut gaye hosh to phir hosh mein aaoon kaise main nigaahein tere chehre se hataaoon kaise main nigaahein chhaa rahi thi teri mehki hui zulfon ki ghata teri aankhon ne teri aankhon ne pilaadi to main peeta hi gaya tauba tauba tauba tauba tauba tauba wo nasha hai ke bataaoon kaise main nigaahein shokh nazren ye sharaarat se na baaz aayengi kabhi ruthengi kabhi ruthengi kabhi milke palat jaayengi tujh se nibh jaayegi nibh jaayegi tujh se nibh jaayegi main inse nibhaaoon kaise main nigaahein tere chehre se hataaoon kaise lut gaye hosh to phir hosh mein aaoon kaise main nigaahein tere chehre se hataaoon kaise main nigaahein
main pyaar ka raahi hoon teri zulf ke saaye mein kuchh der thehar jaaun tum ek musaafir ho kab chhod ke chal doge ye soch ke ghabraaun main pyaar ka raahi hoon tere bin jee lage na akele ho sake to mujhe saath lele naazni tu nahin ja sakegi chhod kar zindagi ke jhamele naazni naazni tu nahin ja sakegi chhod kar zindagi ke jhamele jab bhi chhaye ghata yaad karna zara saat rangon ki umr kahaani main pyaar ka raahi hoon teri zulf ke saaye mein kuchh der thehar jaaun tum ek musaafir ho kab chhod ke chal doge ye soch ke ghabraaun main pyaar ka raahi hoon pyaar ki bijliyaan muskuraaye dekhiye aap par gir na jaaye dil kahe dekhta hi rahoon mein saamne baith kar ye adaayein haai dil kahe dil kahe dekhta hi rahoon mein saamne baith kar ye adaayein na main hoon nazni na main hoon mahaazbi aap ki hi nazar hai diwaani main pyaar ka raahi hoon teri zulf ke saaye mein kuchh der thehar jaaun tum ek musaafir ho kab chhod ke chal doge ye soch ke ghabraaun main pyaar ka raahi hoon
maine rang li aaj chunariya sajnaaa tore rang mein maine rang li aaj chunariya sajnaaa tore rang mein sajnaaa tore rang mein sajnaaa tore rang mein maine rang li aaj chunariya sajnaaa tore rang mein maine rang li jiya mera chaahe main bhi khelun o sajanwaa holi aiseeee raadha ne kanhaiyaa se prem ki holi kheli jaiseeee prem ke main rang phenkun prem ke main rang phenkun bin tumhaare kuchh naa dekhun maine rang li aaj chunariya sajnaaa tore rang mein maine rang li jaldi se aa meri baanwari ankhiyaan teri pyaasiiiii charnon mein tere piya swarg basa le teri daasiiii tum bata do mere kya ho tum bata do mere kya ho main to jaanun devta ho maine rang li aaj chunariya sajnaaa tore rang mein maine rang li aaj chunariya sajnaaa tore rang mein sajnaaa tore rang mein sajnaaa tore rang mein maine rang li aaj chunariya sajnaaa tore rang mein maine rang li
tu jahaan jahaan chalega mera saaya saath hoga tu jahaan jahaan chalega mera saaya saath hoga mera saaya mera saaya mera saaya mera saaya kabhi mujhko yaad kar ke jo bahenge tere aansoon kabhi mujhko yaad kar ke jo bahenge tere aansoon to wahin pe rok lenge unhe aake mere aansoon tu jidhar ka rukh karega mera saaya saath hoga tu jahaan jahaan chalega mera saaya saath hoga mera saaya mera saaya mera saaya mera saaya tu agar udaas hoga to udaas hongi main bhi tu agar udaas hoga to udaas hongi main bhi nazar aaoon ya na aaoon tere paas hongi main bhi tu kahin bhi jaa rahega mera saaya saath hoga tu jahaan jahaan chalega mera saaya saath hoga mera saaya mera saaya mera saaya mera saaya main agar bichhad bhi jaaun kabhi mera ghum na karna main agar bichhad bhi jaaun kabhi mera ghum na karna mera pyaar yaad kar ke kabhi aankh nam na karna tu jo mud ke dekh lega mera saaya saath hoga tu jahaan jahaan chalega mera saaya saath hoga mera saaya mera saaya mera saaya mera
mera sundar sapna beet gayaa main prem mein sab kuchh haar gayi bedard zamaana jeet gayaa mera sundar sapna beet gayaa kyun kaali badariya chaayi hai kyun kali kali muskayi hai kyun kaali badariya chaayi hai kyun kali kali muskayi hai meri prem kahani khatm hui mere jeewan ka sangeet gayaa mera sundar sapna beet gayaa oooo chhod ke jaane wale aa dil tod ke jaane wale aa oooo chhod ke jaane wale aa dil tod ke jaane wale aa aankhein aansuan mein doob gayin doob gayin aankhein aansuan mein doob gayin hansne ka zamaana beet gayaa mera sundar sapna beet gayaa har raat meri diwali thi main piya ki hone wali thi har raat meri diwali thi main piya ki hone wali thi is jeewan ko ab aag lage aag lage is jeewan ko ab aag lage mujhe chhod ke jeewan meet gayaa mera sundar sapna beet gayaa main prem mein sab kuchh haar gayi bedard zamaana jeet gayaa mera sundar sapna beet gayaa mera sundar sapna beet gayaa mera sundar sapna beet gayaa
mere dil se aa ke lipat gayi ye haseen nigaah kabhi kabhi mere dil se aa ke lipat gayi aji haan nazar ne kiya to hai ye haseen gunaah kabhi kabhi mere dil se aa ke lipat gayi ye nazar ki bijliyan toot ke kahin le gayi humen loot ke ye nazar ki bijliyan toot ke kahin le gayi humen loot ke karen kya ke apni khushi se bhi huye hum tabaah kabhi kabhi aji haan nazar ne kiya to hai ye haseen gunaah kabhi kabhi mere dil se aa ke lipat gayi tu hai saamne to qaraar hai teri berukhi se bhi pyaar hai tu hai saamne to qaraar hai teri berukhi se bhi pyaar hai jab bhi rooth rooth ke rok li teri humne raah kabhi kabhi mere dil se aa ke lipat gayi tujhe dekh loon main kareeb se tujhe maang loon main naseeb se tujhe dekh loon main kareeb se tujhe maang loon main naseeb se teri shokh zulf ke saaye mein jo mile panaah kabhi kabhi aji haan nazar ne kiya to hai ye haseen gunaah kabhi kabhi mere dil se aa ke lipat gayi ye haseen nigaah kabhi kabhi mere dil se aa ke lipat gayi
mere watan ka hai tu wo ratan jiske lahu se khila ye chaman mere watan ka hai tu wo ratan jiske lahu se khila ye chaman mere watan ka hai tu wo ratan jaan e zindagi so nahin abhi zindagi ne tujhe di sada jaan e zindagi so nahin abhi zindagi ne tujhe di sada teer e nazar kho gaya tu kahaan lut jayega tere bin kaarvan mere watan ka hai tu wo ratan maut se tujhe chheen lungi main deke ye apna khoon apni jaan maut se tujhe chheen lungi main deke ye apna khoon apni jaan
meri yaad mein tum na aansoo bahana na jee ko jalaana mujhe bhool jaana samajhna ke tha ek sapna suhana woh guzra zamaana mujhe bhool jaana meri yaad mein juda meri manzil juda teri raahen juda meri manzil juda teri raahen milengi na ab teri meri nigahen mujhe teri duniya se hai door jaana na jee ko jalaana mujhe bhool jaana meri yaad mein yeh ro ro ke kehta hai toota hua dil yeh ro ro ke kehta hai toota hua dil nahin hoon main teri muhabbat ke qaabil mera naam tak apne lab pe na laana na jee ko jalaana mujhe bhool jaana meri yaad mein tum na aansoo bahana na jee ko jalaana mujhe bhool jaana samajhna ke tha ek sapna suhana woh guzra zamaana mujhe bhool jaana meri yaad mein
meri zindagi ke charaag ko teri berukhi ne bujha diyaa meri zindagi ke charaag ko teri berukhi ne bujha diya tere raaste ki main khaak hoon mujhe aaj tune bata diyaa meri zindagi ke charaag ko teri berukhi ne bujha diyaa meri zindagi ke charaag ko tujhe paa ke bhi teri justzoo tujhe mil ke bhi teri aarzoo tujhe paa ke bhi teri justzoo tujhe mil ke bhi teri aarzoo tujhe mil ke bhi teri aarzoo tere paas laa ke naseeb ne mujhe kitni door hata diya tere raaste ki main khaak hoon mujhe aaj tune bata diyaa meri zindagi ke charaag ko tu wo phool jismein wafaa nahin main wo dard jiski dawa nahin tu wo phool jismein wafaa nahin main wo dard jiski dawa nahin main wo dard jiski dawa nahin tujhe dekh kar jo ye lab hanse teri aarzoo ne rula diya tere raaste ki main khaak hoon mujhe aaj tune bata diyaa meri zindagi ke charaag ko teri berukhi ne bujha diyaa meri zindagi ke charaag ko
meri zindagi ki kashti tere pyaar ka sahaara meri zindagi ki kashti tere pyaar ka sahaara meri humsafar na ghabra nahin door ab kinaara nahin door ab kinaara meri zindagi ki kashti tu kahe to main bichha doon teri raah mein sitaare teri raah mein sitaare teri ek hansi ki khatir mujhe kya nahin gawaara mujhe kya nahin gawaara meri zindagi ki kashti tere pyaar ka sahaara meri zindagi ki kashti mera ishq ek tadap hai tera husn ek kashish hai tera husn ek kashish hai main safar hoon tu hai manzil main hoon mauj tu kinaara main hoon mauj tu kinaara meri zindagi ki kashti tere pyaar ka sahaara meri humsafar na ghabra nahin door ab kinaara nahin door ab kinaara meri zindagi ki kashti
milti hai agar nazron se nazar sharmaate ho kyun hmm ae ji maine kahaa duniya ka hai darr nazron se nazar takraate ho kyun haay ae ji maine kahaa milti hai agar nazron se nazar sharmaate ho kyun aa haan ae ji maine kahaa duniya ka hai darr nazron se nazar takraate ho kyun haay haay ae ji maine kahaa milte hi nigaahen deewaane kyun machal gaya dil tera hai bas ye samjho ek bhanwre ne tumhen phool samajh ke ghera hai tum phool agar bhanwra ban kar tarsaate ho kyun kyun ae ji maine kahaa duniya ka hai darr nazron se nazar takraate ho kyun kyun ae ji maine kahaa jaao jee hum nahin dil dete hum dekhenge kya kar loge ye achchhi tarah hum jaan gaye tum koi bahaana kar loge dekho dekho mujhe ladki samajh behkaate ho kyun kyun ae ji maine kahaa duniya ka hai darr nazron se nazar takraate ho kyun kyun ae ji maine kahaa jaao jaao aage jaao humen tum jaison se kya lenaa ae ji hum bhi tumse baaz aaye na dil lena na dil dena phir ban thhan ke ik ladki ke paas aate ho kyun kyun
aa aaa aaaa aaaaaa aaaa aaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaaa aaaaa naina barse rim jhim rim jhim naina barse rim jhim rim jhim piya tore aawan ki aas naina barse rim jhim rim jhim naina barse barse barse wo din meri nigaahon mein wo yaaden meri aahon mein hooooooo wo din meri nigaahon mein wo yaaden meri aahon mein ye dil ab tak bhatakta hai teri ulfat ki raahon mein sooni sooni raahen sehmi sehmi baahen ankhon mein hai barson ki pyaas naina barse rim jhim rim jhim naina barse barse barse nazar tujh bin machalti hai mohabbat haath malti hai hooooooo nazar tujh bin machalti hai mohabbat haath malti hai chala aa mere parwaane wafaa ki shamma jalti hai o mere humraahi phirti hoon ghabraayi jahaan bhi hai aa jaa mere paas naina barse rim jhim rim jhim naina barse barse barse adhoora hoon main afsana jo yaad aaun chale aana mera jo haal hai tujh bin wo aa kar dekhte jaana bheegi bheegi palkein chham chham aansoon chhalken khoyi khoyi aankhen hain udaas naina
nainon mein badra chaaye bijli se chamke hai aise mein balam mohe garva laga le nainon mein badra chaaye madira mein doobi akhiyan chanchal hain dono sakhiyan jhalki raheng tohe palkon ki pyaari pakhiyaan sharma ke denge tohe madira ke pyaale nainon mein badra chaaye aaaa aaaa aaaa aaaaaa aaaa aaaa aaaaaa prem deewani hoon mein sapno ki rani hoon mein prem deewani prem deewani hoon mein sapno ki rani hoon mein pichhale janam se teri prem kahani hoon mein aa iss janam mein bhi tu apna bana le nainon mein badra chaaye bijli se chamke hai aise mein balam mohe garva laga le nainon mein badra chaaye
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Karib Aa Yeh Nazar Anita (1967) 04:28 12688
 
Poster of Anita (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sadhana
Duration : 04:28   Song Number : 12688   

Karte Ho Mujhse Kitin Mohabbat Bekhabar (1965) 03:41 37562
 
Poster of Bekhabar (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Music Director- 
S Mohinder
Duration : 03:41   Song Number : 37562   

Kya Kya Na Sitam Mohini (1957) 03:24 39864
 
Poster of Mohini (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Music Director- 
N Dutta
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Nirupa Roy, Shahu Modak
Duration : 03:24   Song Number : 39864   

Kyun Mere Dil Ko Qaraar Jab Yaad Kisi Ki Aati Hai (1967) 03:48 40229
 
Poster of Jab Yaad Kisi Ki Aati Hai (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Dharmendra, Mala Sinha
Duration : 03:48   Song Number : 40229   

Lag Jaa Gale Woh Kaun Thi (1964) 04:28 11973
 
Poster of Woh Kaun Thi (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sadhana
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:28   Song Number : 11973   

Le Le Gori Pehan Le Chhori Paapi (1953) 02:52 39877
 
Poster of Paapi (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Music Director- 
S Mohinder
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Duration : 02:52   Song Number : 39877   

Main Dekhoon Anita (1967) 04:53 16200
 
Poster of Anita (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sadhana
Raag- 
Bhairavi
Duration : 04:53   Song Number : 16200   

Main Nigaahein Tere Chehre Se Aap Ki Parchhaiyan (1964) 03:18 20861
 
Poster of Aap Ki Parchhaiyan (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dharmendra
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:18   Song Number : 20861   

Main Pyaar Ka Raahi Ek Musafir Ek Hasina (1962) 03:27 20864
 
Poster of Ek Musafir Ek Hasina (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee, Sadhana
Raag- 
Kirawani
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:27   Song Number : 20864   

Maine Rang Li Aaj Dulhan Ek Raat Ki (1966) 03:32 13195
 
Poster of Dulhan Ek Raat Ki (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nutan
Raag- 
Pilu
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:32   Song Number : 13195   

Mera Saaya Saath Hoga Mera Saaya (1966) 06:22 21325
 
Poster of Mera Saaya (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sadhana
Raag- 
Nand
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 06:22   Song Number : 21325   

Mera Sundar Sapna Beet Gayaa Do Bhai (1947) 03:33 13141
 
Poster of Do Bhai (1947)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1947
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Kamini Kaushal
Raag- 
Yaman
Duration : 03:33   Song Number : 13141   

Mere Dil Se Aa Ke Lipat Neela Akash (1965) 04:29 11890
 
Poster of Neela Akash (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Dharmendra, Mala Sinha
Duration : 04:29   Song Number : 11890   

Mere Watan Ka Hai Tu Wo Ratan Tu Hi Meri Zindagi (1965) 04:22 37754
 
Poster of Tu Hi Meri Zindagi (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Music Director- 
Rono Deb Mukherjee
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 04:22   Song Number : 37754   

Meri Yaad Mein Tum Madhosh (1951) 03:02 12190
 
Poster of Madhosh (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Manahar
Raag- 
Jaunpuri
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:02   Song Number : 12190   

Meri Zindagi Ke Charaag Jaal (1967) 04:08 11928
 
Poster of Jaal (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Duration : 04:08   Song Number : 11928   

Meri Zindagi Ki Kashti Bhumika (1977) 03:40 38269
 
Poster of Bhumika (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Music Director- 
Vanraj Bhatia
Singer- 
C H Atma
Duration : 03:40   Song Number : 38269   

Milti Hai Agar Nazron Se Nazar Do Dilon Ki Dastan (1966) 03:41 40729
 
Poster of Do Dilon Ki Dastan (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
O P Nayyar
Duration : 03:41   Song Number : 40729   

Naina Barse Rim Jhim Rim Jhim Woh Kaun Thi (1964) 07:47 12153
 
Poster of Woh Kaun Thi (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sadhana
Duration : 07:47   Song Number : 12153   

Nainon Mein Badra Mera Saaya (1966) 03:21 21026
 
Poster of Mera Saaya (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sadhana
Raag- 
Bhimpalasi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:21   Song Number : 21026   
Karaoke Songs of Raja Mehandi Ali Khan, Sad Songs of Raja Mehandi Ali Khan, Love Songs of Raja Mehandi Ali Khan, Dance Songs of Raja Mehandi Ali Khan, Hip-hop songs of Raja Mehandi Ali Khan, Best songs of Raja Mehandi Ali Khan, Super hit songs of Raja Mehandi Ali Khan, hit songs of Raja Mehandi Ali Khan, duet songs of Raja Mehandi Ali Khan, solo songs of Raja Mehandi Ali Khan, old songs of Raja Mehandi Ali Khan, famous songs of Raja Mehandi Ali Khan, Hindi Karaoke Songs of Raja Mehandi Ali Khan, Hindi Sad Songs of Raja Mehandi Ali Khan, Hindi Love Songs of Raja Mehandi Ali Khan, Hindi Dance Songs of Raja Mehandi Ali Khan, Hindi Hip-hop songs of Raja Mehandi Ali Khan, best Hindi songs of Raja Mehandi Ali Khan, super hit Hindi songs of Raja Mehandi Ali Khan, hit Hindi songs of Raja Mehandi Ali Khan, duet Hindi songs of Raja Mehandi Ali Khan, solo Hindi songs of Raja Mehandi Ali Khan, old Hindi songs of Raja Mehandi Ali Khan, famous Hindi songs of Raja Mehandi Ali Khan, Sing Along Songs of Raja Mehandi Ali Khan, Sing Along Sad Songs of Raja Mehandi Ali Khan, Sing Along Love Songs of Raja Mehandi Ali Khan, Sing Along Dance Songs of Raja Mehandi Ali Khan, Sing Along Hip-hop songs of Raja Mehandi Ali Khan, Sing Along Best songs of Raja Mehandi Ali Khan, Sing Along Super hit songs of Raja Mehandi Ali Khan, Sing Along hit songs of Raja Mehandi Ali Khan, Sing Along duet songs of Raja Mehandi Ali Khan, Sing Along solo songs of Raja Mehandi Ali Khan, Sing Along old songs of Raja Mehandi Ali Khan, Sing Along famous songs of Raja Mehandi Ali Khan