Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeLaxmikant-Pyarelal
HomeLaxmikant-Pyarelal
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


liye sapne nighaahon mein chala hoon teri raahon mein liye sapne nighaahon mein chala hoon teri raahon mein zindagi aa rahaa hoon main zindagi aa rahaa hoon main kai yaadon ke chehre hain kai kisse puraane hain teri sau daastaane hain tere kitne fasaane hain kai yaadon ke chehre hain kai kisse puraane hain teri sau daastaane hain tere kitne fasaane hain magar ik wo kahaani hai jo ab mujhko sunaani hai magar ik wo kahaani hai jo ab mujhko sunaani hai zindagi aa rahaa hoon main zindagi aa rahaa hoon main mere haathon ki garmi se pighal jaayengi zanjeeren mere kadmon ki aahat se badal jaayengi taqdeeren mere haathon ki garmi se pighal jaayengi zanjeeren mere kadmon ki aahat se badal jaayengi taqdeeren umeedon ke diye le kar ye sab tere liye le kar umeedon ke diye le kar ye sab tere liye le kar zindagi aa rahaa hoon main zindagi aa rahaa hoon main kabhi tujhko gila mujhse kabhi mujhko shikayat hai magar phir bhi tujhe meri mujhe teri zaroorat hai kabhi tujhko gila
zindagi ab to tere naam se dar lagta hai zindagi ab to tere naam se dar lagta hai saari duniya mujhe ik maut ka ghar lagta hai zindagi ab to tere naam se dar lagta hai na kahin phool na kaliyaan na bahaaron ka samaa na kahin phool na kaliyaan na bahaaron ka samaa ab chaman bhi koi ujdaa sa nagar lagta hai ab chaman bhi koi ujdaa sa nagar lagta hai zindagi ab to tere naam se dar lagta hai jis mein saawan bhi ho saathi bhi ho aur jhoolen bhi jis mein saawan bhi ho saathi bhi ho aur jhoolen bhi jaane iss duniya mein wo mela kidhar lagta hai jaane iss duniya mein wo mela kidhar lagta hai saari duniya mujhe ik maut ka ghar lagta hai zindagi ab to tere naam se dar lagta hai zindagi ab to tere naam se dar lagta hai
hey buwa babuwa babuwa babuwa buwa buwa babuwa baba baba zindagi hai kya bolo zindagi hai kya zindagi hai lattoo zindagi hai lattoo chaahe jahaan nacha lo chaahe jidhar ghuma lo bhaade ka jaise tattoo lattoo zindagi hai lattoo zindagi hai ladki zindagi hai ladki zindagi hai ladki ladki ka naam mat lo kyun uska salaam mat lo kyun ladki badhaaye kadki ladki mat lo mat lo ladki zindagi hai ladki lattoo nahin hai ladki nahin hai zindagi hai sachchaayi lattoo nahin hai ladki nahin hai zindagi hai sachchaayi mitti ki murat jab sach boli aadmi tab kehlaayi aadmi hai kya bolo aadmi hai kya aadmi hai bandar aadmi hai bandar roti uthaa ke bhaage kapde churaa ke bhaage kehlaaye woh sikandar bandar aadmi hai bandar aadmi hai bandar roti uthaa ke bhaage bhaage kapde churaa ke bhaage bhaage kehlaaye woh sikandar bandar aadmi hai bandar aadmi hai charkha aadmi hai charkha are chiv chiv hamesha bole bhau bhau hamesha dole rukte kabhi na dekha dekha aadmi hai charkha bandar nahin
hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm aaaa aa aaa aa aaaa aa aaa aa aaaa aa aaa aa aaaa aa aaa aa ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho aa aa aa aa aa aa aa aa hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm jeet jaayenge hum ho ho ho ho jeet jaayenge hum tu agar sang hai zindagi har kadam ik nayi jung hai zindagi har kadam ik nayi jung hai jeet jaayenge hum jeet jaayenge hum tu agar sang hai zindagi har kadam ik nayi jung hai zindagi har kadam ik nayi jung hai tune hi sajaaye hai mere honthon pe ye geet tune hi sajaaye hai mere honthon pe ye geet teri preet se mere jeevan mein bikhra sangeet mera sab kuchh teri den hai mere man ke meet main hoon ik tasveer tu mera roop rang hai aye aye aye aye aye zindagi har kadam ik nayi jung hai zindagi har kadam ik nayi jung hai hausala na chhod kar saamna jahaan ka hausala na chhod kar saamna jahaan ka wo badal rahaa hai dekh rang aasmaan ka rang aasmaan ka ye shikashat ka nahin ye fateh ka rang hai
zindagi imtihaan leti hai zindagi imtihaan leti hai logon ki jaan logon ki jaan logon ki jaan leti haiiiiiii hoooo dillagi imtihaan leti hai dillagi imtihaan leti hai dil jalon ki jaan dil jalon ki jaan dil jalon ki jaan leti haiiiiiii dosti imtihaan leti hai dosti imtihaan leti hai doston ki jaan doston ki jaan doston ki jaan leti haiiiii zindagi imtihaan leti hai dillagi imtihaan leti hai dosti imtihaan leti hai uss bekhabar ko koi khabar de uss bekhabar ko koi khabar de ke ye pyaar hum ko paagal naa kar de ye pyaar hum ko paagal naa kar de preet bhi imtihaan leti hai preet bhi imtihaan leti hai premiyon ki jaan premiyon ki jaan premiyon ki jaan leti hai hooo oooo oooo zindagi imtihaan leti hai zindagi imtihaan leti hai wo paas hon to khul naa sake lab wo paas hon to khul naa sake lab wo door hon tooo sochen milen kab wo door hon tooo sochen milen kab bebasi imtihaan leti hai bebasi imtihaan leti hai bebason ki jaan bebason ki jaan bebason ki jaan leti hai
zindagi ka yun zubaan par naam aana chahiye zindagi ka yun zubaan par naam aana chahiye har taraf se pyaar ka paigaam aana chahiye zindagi ka yun zubaan par naam aana chahiye bas mazaa jeene ka ha ha ha bas mazaa jeene ka suboh shaam aana chahiye zindagi ka yun zubaan par naam aana chahiye aadmi ko aadmi ke kaam aana chahiye zindagi ka yun zubaan par naam aana chahiye zindagi ka yun zubaan par naam jeevan khel hai duniyaa rail hai chhuk chhuk chhuk chhuk chhuk chhuk chalo railgadi ki tarah khel ye khelo khiladi ki tarah gir mat jaana anadi ki tarah jeevan khel hai duniyaa rail hai jeet kar iss khel mein jeet kar iss khel mein inaam aana chahiye zindagi ka yun zubaan par naam aana chahiye zindagi ka yun zubaan par naam hasne se naa rone se jaagne se naa sone se hasne se naa rone se jaagne se naa sone se jikr bhi hota nahin gumnaam hone se naam hota hai zara badnaam hone se apne sar pe bhi koi apne sar pe bhi koi ilzaam aa na chahiye zindagi ka yun zubaan par naam
zindagi ki naa toote ladi zindagi ki naa toote ladi pyaar kar le ghadi do ghadi ho ho ho ho zindagi ki naa toote ladi pyaar kar le ghadi do ghadi o lambi lambi umariyaa ko chhodo lambi lambi umariyaa ko chhodo pyaar ki ek ghadi hai badi pyaar kar le ho ho pyaar kar le ghadi do ghadi ho ho ho ho zindagi ki naa toote ladi pyaar kar le ghadi do ghadi hooo hooo hooo hooo hooo hooo hooo hooo hooo hooo hooo hooo hooo hooo unn aakhon ka hasna bhi kya jin aankhon mein paani na ho unn aakhon ka hasna bhi kya jin aankhon mein paani na ho wo jawaani jawaani nahin jiski koi kahaani na ho hooooo kahaani na ho aansoon hai khushi ki ladi pyaar kar le ho ho pyaar kar le ghadi do ghadi ho ho ho ho zindagi ki naa toote ladi pyaar kar le ghadi do ghadi mitwa tere bina laage na re jiyara hoooo mitwa tere bina laage na re jiyara laage na aaj se apna waada raha oooo mitwa hum milenge har ek mod par hoooo aaj se apna waada raha hum milenge har ek mod par dil ki duniyaan basaayenge hum
zindagi ko khushi chahe kam dijiye zindagi ko khushi chahe kam dijiye jisko baanta na jaaye wo ghum dijiye jisko baanta na jaaye wo ghum dijiye zindagi ko khushi chahe kam dijiye zindagi ko khushi chahe kam dijiye kitni mayus hai zindagi ki khushi kitni mayus hai zindagi ki khushiiiii kitni mayus hai zindagi ki khushi muskurata hua koi ghum dijiye muskurata hua koi ghum dijiye jisko baanta na jaye baanta na jaye jisko baanta na jaye wo ghum dijiye zindagi ko khushi chahe kam dijiye zindagi ko khushi chahe kam dijiye jo na dil ki tarah toot jaaye kabhiiii jo na dil ki tarah toot jaaye kabhi jo na dil ki tarah toot jaaye kabhi aisa apni wafa ka bharam dijiye aisa apni wafa ka bharam dijiye jisko baanta na jaye baanta na jaye jisko baanta na jaye wo ghum dijiye zindagi ko khushi chahe kam dijiye zindagi ko khushi chahe kam dijiye aaj likhenge hum daastaan e wafaaaaa aaj likhenge hum daastaan e wafa aaj likhenge hum daastaan e wafa khoon e dil mein dubo kar kalam
zindagi wo kya naa pyaar jismein ho saath agar ho saathi dil ka maza safar mein hai zindagi wo kya naa pyaar jismein ho saath agar ho saathi dil ka maza safar mein hai akele tum ho akele hum hain akele tum ho akele hum hain saath agar ho saathi dil ka maza safar mein hai zindagi wo kya naa pyaar jismein ho saath agar ho saathi dil ka maza safar mein hai akele tum ho akele hum hain akele tum ho akele hum hain saath agar ho saathi dil ka maza safar mein hai ho ja ho ja ae dil kisi ka ho ja kisi ka ho ja jahaan bhi dekhe aankh ki masti kho jaa nadaan kho jaa hai pyaar ki fursat kitni bas raat jawaan hai jitni ho ho ho ho oo oo ho akele tumho akele tumho akele hum akele hum hain baant na len kyun aapas mein jo dard jigar mein hai sehmi sehmi kyu hai dhadkan dil ki main na jaanu pad na gayi hon aankh kisi qatil ki main na jaanu jab chal jaata hai jaadu phir dil par kaisa kaabu ho ho ho ho oo ho ho akele tumho akele tum akele hum akele hum hain honton par bhi le aao jo
zindagi zinda dili ka naam hai zindagi zinda dili ka naam hai zindagi zinda dili ka naam hai zindagi zinda dili ka naam hai hans kar har muskil apna duniyaa ka yahi usool khil kar jab tak kali hanse na tab tak bane na phool hanste chehre ke sab saathi rone ko saath na koi hasne waala bane sitaara roye to paaun ki dhool kyunki zindagi zinda dili ka naam hai zindagi zinda dili ka naam hai ek din maut aayegi sab ko aaj nahin to kal hai kisi ki khatir mar jaana ye baat badi mushkil hai sadiyon tak wo rahega amar jo auron pe hua nichhawar mar kar bhi zinda rehta hai wohi to zinda dil hai kyunki zindagi zinda dili ka naam hai zindagi zinda dili ka naam hai
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Zindagi Aa Raha Hoon Mashaal (1984) 05:35 13692
 
Poster of Mashaal (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Anil Kapoor
Duration : 05:35   Song Number : 13692   

Zindagi Ab To Tere Shandaar (1974) 04:13 16477
 
Poster of Shandaar (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar
Duration : 04:13   Song Number : 16477   

Zindagi Hai Kya Bolo Satyakam (1969) 06:29 32492
 
Poster of Satyakam (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Dharmendra, Sanjeev Kumar, Asrani
Duration : 06:29   Song Number : 32492   

Zindagi Har Kadam Ik Nayi Jung Hai Meri Jung (1985) 06:35 21501
 
Poster of Meri Jung (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Anil Kapoor, Meenakshi Seshadri, Nutan
Duration : 06:35   Song Number : 21501   

Zindagi Imtihaan Leti Hai Naseeb (1981) 08:15 18147
 
Poster of Naseeb (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Shatrughan Sinha
Duration : 08:15   Song Number : 18147   

Zindagi Ka Yun Zuban Par Naam Dil Ka Heera (1979) 06:38 16425
 
Poster of Dil Ka Heera (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Dharmendra, Hema Malini, Sachin
Duration : 06:38   Song Number : 16425   

Zindagi Ki Naa Toote Kranti (1981) 07:06 21508
 
Poster of Kranti (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Santosh Anand
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Hema Malini
Duration : 07:06   Song Number : 21508   

Zindagi Ko Khushi Chahe Pankaj Udhas 04:52 32294
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 04:52   Song Number : 32294   

Zindagi Wo Kya Jawab (1970) 03:15 13428
 
Poster of Jawab (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Jitendra, Leena Chandraavarkar
Duration : 03:15   Song Number : 13428   

Zindagi Zinda Dili Ka Zinda Dil (1975) 03:27 14453
 
Poster of Zinda Dil (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Verma Mullick
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Zahira
Duration : 03:27   Song Number : 14453   
Karaoke Songs of Laxmikant-Pyarelal, Sad Songs of Laxmikant-Pyarelal, Love Songs of Laxmikant-Pyarelal, Dance Songs of Laxmikant-Pyarelal, Hip-hop songs of Laxmikant-Pyarelal, Best songs of Laxmikant-Pyarelal, Super hit songs of Laxmikant-Pyarelal, hit songs of Laxmikant-Pyarelal, duet songs of Laxmikant-Pyarelal, solo songs of Laxmikant-Pyarelal, old songs of Laxmikant-Pyarelal, famous songs of Laxmikant-Pyarelal, Hindi Karaoke Songs of Laxmikant-Pyarelal, Hindi Sad Songs of Laxmikant-Pyarelal, Hindi Love Songs of Laxmikant-Pyarelal, Hindi Dance Songs of Laxmikant-Pyarelal, Hindi Hip-hop songs of Laxmikant-Pyarelal, best Hindi songs of Laxmikant-Pyarelal, super hit Hindi songs of Laxmikant-Pyarelal, hit Hindi songs of Laxmikant-Pyarelal, duet Hindi songs of Laxmikant-Pyarelal, solo Hindi songs of Laxmikant-Pyarelal, old Hindi songs of Laxmikant-Pyarelal, famous Hindi songs of Laxmikant-Pyarelal, Sing Along Songs of Laxmikant-Pyarelal, Sing Along Sad Songs of Laxmikant-Pyarelal, Sing Along Love Songs of Laxmikant-Pyarelal, Sing Along Dance Songs of Laxmikant-Pyarelal, Sing Along Hip-hop songs of Laxmikant-Pyarelal, Sing Along Best songs of Laxmikant-Pyarelal, Sing Along Super hit songs of Laxmikant-Pyarelal, Sing Along hit songs of Laxmikant-Pyarelal, Sing Along duet songs of Laxmikant-Pyarelal, Sing Along solo songs of Laxmikant-Pyarelal, Sing Along old songs of Laxmikant-Pyarelal, Sing Along famous songs of Laxmikant-Pyarelal