MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeRajendra Krishna
HomeRajendra Krishna
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


pehle paisa phir bhagwan babu dete jaana daan dete jaana atthanni ya chawanni babu aana do aana pehle paisa phir bhagwan babu dete jaana daan dete jaana atthanni ya chawanni babu aana do aana ticket swarg ki bech raha ye andhi aankhon wala ticket swarg ki bech raha ye andhi aankhon wala are thodi si hain seathen baaki jaldi karna lala are tu do din ka mehmaan apni manzil ko pehchaan dete jaana atthanni ya chawanni babu aana do aana pehle paisa phir bhagwan babu dete jaana daan dete jaana atthanni ya chawanni babu aana do aana janam janam ka paap daan ke sabun se dhul jaaye janam janam ka paap daan ke daan ke daan ke sabun se dhul jaaye yahaan jo deve ek langoti wahaan pe bistar paaye are kya soch raha naadan ye sauda kitna hai aasaan dete jaana atthanni ya chawanni babu aana do aana o pehle paisa phir bhagwan babu dete jaana daan dete jaana atthanni ya chawanni babu aana do aana waah re mere bhole maalik nyaari teri leela waah re mere bhole maalik nyaari teri leela click here
phir wohi chaand wohi hum wohi tanhayi hai phir wohi chaand wohi hum wohi tanhayi hai aaj phir dil ne mohabbat ki kasam khayi hai phir wohi chaand wohi hum wohi tanhayi hai aaj phir dil ne mohabbat ki kasam khayi hai phir wohi chaand door duniya se kahin bheegi huyi raaton mein door duniya se kahin bheegi huyi raaton mein do mohabbat bhare dil gum hain haseen baaton mein do mohabbat bhare dil gum hain haseen baaton mein dil mein jo baat hai aankhon mein chali aayi hai aaj phir dil ne mohabbat ki kasam khayi hai phir wohi chaand yeh samundar ka kinara aa aa aa yeh khamoshi ka samaa aa aa aa yeh samundar ka kinara yeh khamoshi ka sama yeh ik khaab mohabbat ka ik khaab mohabbat ka hai iss waqt jawaan naa koi darr hai zamaane ka na ruswayi hai aaj phir dil ne mohabbat ki kasam khayi hai phir wohi chaand wohi hum wohi tanhayi hai aaj phir dil ne mohabbat ki kasam khayi hai phir wohi chaand click here
phir wohi shaam wohi ghum wohi tanhaai hai dil ko samjhaane teri yaad chali aayi hai phir wohi shaam wohi ghum wohi tanhaai hai dil ko samjhaane teri yaad chali aayi hai phir wohi shaam phir tasavur tere pehlu mein bitha jaayega phir tasavur tere pehlu mein bitha jaayega phir gaya waqt ghadi bhar ko palat aayega dil bahal jaayega aakhir ko to saudaee hai phir wohi shaam wohi ghum wohi tanhaai hai dil ko samjhaane teri yaad chali aayi hai phir wohi shaam jaane ab tujhse mulaaqaat kabhi ho ke na ho jaane ab tujhse mulaaqaat kabhi ho ke na ho jo adhuri rahi wo baat kabhi ho ke na ho meri manzil teri manzil se bichhad aayi hai phir wohi shaam wohi ghum wohi tanhaai hai dil ko samjhaane teri yaad chali aayi hai phir wohi shaam click here
phool ban jaaunga shart ye hai magar phool ban jaaunga shart ye hai magar apni zulfon mein mujhko sajaa lijiye apni zulfon mein mujhko sajaa lijiye khaab ban jaaungi shart ye hai magar khaab ban jaaungi shart ye hai magar apni aankhon mein mujhko basa lijiye apni aankhon mein mujhko basa lijiye kabhi kabhi sochun ke tum mere kya ho kabhi kabhi sochun ke tum mere kya ho dard ho dil kaaaaaa dard ho dil ka yaa tum dawaa ho dard ban jaaunga shart ye hai magar dard ban jaaunga shart ye hai magar dard e dil ki mujhi se dawaa lijiye dard e dil ki mujhi se dawaa lijiye khaab ban jaaungi shart ye hai magar apni aankhon mein mujhko basa lijiye apni aankhon mein mujhko basa lijiye aaaaaaa aaaaa aaaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaa aaaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa tumne chaaha tha afsaana main ban gaya tumne chaaha tha afsaana main ban gaya baithe bithlaaye deewana main ban gaya hosh main laaungi shart ye hai magar hosh main laaungi shart ye click here
phoolon se dosti hai kaanton se yaari hai aise maze ki hoye aise maze ki pyaare zindagi humari hai phoolon se dosti hai kaanton se yaari hai aise maze ki pyaare zindagi humari hai samjha khushi ko khushi ghum ko naa ghum maut ke bhi naam se naa ghabraayen hum samjha khushi ko khushi ghum ko naa ghum maut ke bhi naam se naa ghabraayen hum kashti sadaa hi majhdhaar mein utaari hai aise maze ki hoye aise maze ki pyaare zindagi humari hai phoolon se dosti hai kaanton se yaari hai aise maze ki pyaare zindagi humari hai chaahe zameen ho yaa ho aasmaan thokar mein apni hai donon jahaan jitni guzaari isi shaan se guzaari hai aise maze ki hoye aise maze ki pyaare zindagi humari hai phoolon se dosti hai kaanton se yaari hai aise maze ki pyaare zindagi humari hai apni khataaon pe bhi naaz hai juda saari duniyaa se andaaz hai apni khataaon pe bhi naaz hai juda saari duniyaa se andaaz hai pee bhi nahin hai aur phir bhi khumari hai aise maze ki hoye aise maze ki pyaare zindagi click here
aaaa naaa aaaa preetam daras dikhao preetam daras dikhao tum bin ro ro rain bitaayi tum bin ro ro aaa aaa aaa aaa aaa aaa aaa aaaa aaa tum bin ro ro rain bitaayi bhor bhayi dar aao preetam daras dikhaao preetam daras dikhaao sagri rain ke jagte naina baat takat ab haare baat takat ab aaaa aaaa aaaaa baat takat ab aaaa aaaa aaaaa aaa baat takat ab haare bolo kab tak aas lagaaye khadi rahoon main dwaare khadi rahoon main dwaare aur na ab tarsaaaa aaa aaa aur na ab tarsaao preetam daras dikhaao preetam daras dikhaao ni re ga ma ni dha ma ma ga re ga ma dha ga ma dha ni ma dha ni re ni dha ma dha re dha ma ma ga re sa ga ga re ni dha ma re re ni dha ma ma ga re sa ni re ga ma dha re ga ma dha ni ma dha ni re ga re ni dha ma ma ga re sa preetam daras dikhaao preetam daras dikhaao bujh gaya ik ik kar ke ab to rain ka har ujiyaara rain ka har ujiyaara aaa aa aaaa aa aaaa aaaa aaaa aaa aaa aaaa aaa aaa aaaa aaaa aaaa aaaa bujh gaya ik ik kar ke ab to rain ka har ujiyaara click here
pyaar ka bandhan khoon ka rishta chhoote se naa chhoote dil se dil ki dor bandhi jo dil se dil ki dor bandhi jo toote se naa toote toote se naa toote pyaar ka bandhan khoon ka rishta chhoote se naa chhoote dil se dil ki dor bandhi jo toote se naa toote toote se naa toote lage rahe aur bhare rahenge pyaar bhare ye mele hoooo oooo ooooo pyaar bhare ye mele khushiyon ka jhula jhulenge bhai behan albele hoooo oooo ooooo bhai behan albele sunn le daata inka naata janam janam naa chhute dil se dil ki dor bandhi jo toote se naa toote toote se naa toote jag mag jag mag aaye deewali lachhmi dhan barsaaye hoooo oooo ooooo lachhmi dhan barsaaye rang birenge dhaage le kar raakhi ka din aaye hoooo oooo ooooo raakhi ka din aaye inn dhaago ka rang ho gehra chhute se naa chhute dil se dil ki dor bandhi jo toote se naa toote toote se naa toote pyaar ka bandhan khoon ka rishta chhoote se naa chhoote dil se dil ki dor bandhi jo toote se naa toote toote se naa toote click here
pyaar ka lekar udan khatola aaya prem pujaari pyaar ka lekar udan khatola chala ye prem pujaari bina pankh jab udi muhabbat dekhe duniyaa saari pyaar ka lekar udan khatola chala ye prem pujaari bina pankh jab udi muhabbat dekhe duniyaa saari take off to huyi maze se lending ki hai baari lage naa dhakka baandh le kas ke pyaar ki peti pyaari pyaar ka lekar udan khatola chala ye prem pujaari bina pankh jab udi muhabbat dekhe duniyaa saari iss duniyaa ne laakh khadi ki badi badi deewaren mil gaye ye milne waale udd kar neeche reh gaye saare pyaar ka lekar udan khatola chala ye prem pujaari bina pankh jab udi muhabbat dekhe duniyaa saari aa jaa mil kar geet milan ke dharti par ab gaayen janam janam ke pyaase man ki saiyaan pyaas bhujhaayen pyaar ka lekar udan khatola chala ye prem pujaari bina pankh jab udi muhabbat dekhe duniyaa saari pyaar ka lekar udan khatola chala ye prem pujaari bina pankh jab udi muhabbat dekhe duniyaa saari pyaar ka lekar udan khatola chala ye click here
pyaar ke jahaan ki niraali sarkaar hai nirali sarkaar hai pyaar ke jahaan ki niraali sarkaar hai nirali sarkaar hai mohabbat ke thaane mein mohabbat ke thaane mein ye dil thanedaar hai ye dil havaldaar hai ye dil chaukidaar hai pyaar ke jahaan ki niraali sarkaar hai nirali sarkaar hai mohabbat ke thaane mein mohabbat ke thaane mein ye dil thanedaar hai ye dil havaldaar hai ye dil chaukidaar hai anokhi kacheri hai ye anokha kaanoon hai anokha kaanoon hai anokha kaanoon hai mohabbat ki arji ka naya majmoon hai mohabbat ki arji ka naya majmoon hai aankhon ka daakkhana ho aankhon ka daakkhana nazron ka taar hai ji nazron kaa taar hai mohabbat ke thaane mein mohabbat ke thaane mein ye dil thanedaar hai ye dil havaldaar hai ye dil chaukidaar hai pyaar ke jahaan ki niraali sarkaar hai nirali sarkaar hai mohabbat ke thaane mein mohabbat ke thaane mein ye dil thanedaar hai ye dil havaldaar hai ye dil chaukidaar hai pyaar ke school mein ek hi class hai ji ek hi class hai ji click here
hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmm pyaar kehte hain jise bas wo tumhaara naam hai tum ho meri jaan duniya se mujhe kya kaam hai hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm pyaar kehte hain jise bas wo tumhaara naam hai tum ho meri jaan duniya se mujhe kya kaam hai maine chaaha tha tujhe bas mujhko itna yaad hai maine chaaha tha tujhe bas mujhko itna yaad hai aur un yaadon se ab tak dil mera abaad hai phool ko masla kisi ne phool ko masla kisi ne phool kyun badnaam hai pyaar kehte hain jise bas wo tumhaara naam hai tum ho meri jaan duniya se mujhe kya kaam hai tum jahaan bhi ho hamesha mere dil ke paas ho tum jahaan bhi ho hamesha mere dil ke paas ho aaj bhi aur kal bhi meri zindagi ki aas ho tujhpe jo ungli uthegi tujhpe jo ungli uthegi mujhpe wo ilzaam hai pyaar kehte hain jise bas wo tumhaara naam hai tum ho meri jaan duniya se mujhe kya kaam hai pyaar kehte hain jise bas wo tumhaara naam hai tum ho meri jaan duniya se mujhe kya kaam hai hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm click here
hai are hai are are hain are hain hain hain din jawaani ke chaar yaar pyaar kiye jaa din jawaani ke chaar yaar pyaar kiye jaa kahaan baar baar aata hai dil deewana ek baar yaar pyaar kiye ja din jawaani ke chaar yaar pyaar kiye jaa kahaan baar baar aata hai dil deewana ek baar yaar pyaar kiye ja din jawaani ke chaar yaar pyaar kiye jaa badi mushkil se fursat pyaar ki milti hai dilbar badi mushkil se fursat pyaar ki milti hai dilbar ke khilne de kali dil ki agar khilti hai dilbar khel zara si khel zara si pyaar ki baazi nikale dil ke armaan saare jab tak hai ye bahaar yaar pyaar kiye jaa jab tak hai ye bahaar yaar pyaar kiye jaa kahaan baar baar aata hai dil deewana ek baar yaar pyaar kiye ja din jawaani ke chaar yaar pyaar kiye jaa umariyaa dhal gayi lekin abhi tak dil jawaan hai umariyaa dhal gayi lekin abhi tak dil jawaan hai agar tum aajmaaoge to bologe ke haan hai ke cheez badi hai cheez badi hai pyaar mohabbat umar mein kya rakha hai pyaare ab to kar le iqraar click here
sikhla do na aao tumhen main pyaar sikha doon sikhla do na prem nagar ki dagar dikha doon dikhla do na dil ki dhadkan kya hoti hai yeh anjana raaz bata doon batlaa do na aao tumhen main pyaar sikha doon pehle dheere se palkon ki chilman jara gira lo ab apne ruksaron par yeh julf jara bikhra lo dekho mujko dar laage dekho mujko dar laage jaane kya hoga aage sabra karo to samjha doon samjha do na aao tumhen main pyaar sikha doon chhod ke begaana pan ab tum mere pas aa jao aa gayi lo aa gayi bhool ke saari duniya inn baahon mein kho jaao na na na na naa baba na pyaar nahin hota aise pyaar nahin hota aise hota hai phir wo kaise thehro tum ko samjha doon samjha do na aao tumhen main pyaar sikha doon sikhla do na prem nagar ki dagar dikha doon dikhla do na aao tumhen main pyaar sikha doon phool ki khushboo pawan ki surat kabhi aankh se dekhi tan ko dekha mann ki murat kabhi aankh se dekhi pyaar nahin koi vaasna pyaar nahin koi vaasna yeh to ek upaasna aao tumhen main click here
pyaar to ik din hona tha hona tha hona tha ho gaya ho gaya ho gaya ho gaya dil to ik din khona tha khona tha khona tha kho gaya kho gaya kho gaya kho gaya haaye pyaar to ik din hona tha hona tha hona tha ho gaya ho gaya ho gaya ho gaya dil to ik din khona tha khona tha khona tha kho gaya kho gaya kho gaya kho gaya aye jaane jaan bolo bolo bolo bolo meharbaan tere dam se zindagi hain jawaan hai jawaan aye dilruba bolo bolo bolo bolo kya hua kya socha jo kar baithe tum deewane se pyaar ho gaya ho gaya ho gaya ho gaya pyaar to ik din hona tha hona tha hona tha ho gaya ho gaya ho gaya ho gaya aye humnasheen bolo bolo bolo bolo naazneen humne dekha chaand bhi tere jaise to nahin aye humsafar haan jaane jigar tum ko diya tha dil rakhne ko humne jo ik baar kho gaya kho gayaaaaa kho gaya kho gaya pyaar to ik din hona tha hona tha hona tha ho gaya ho gaya ho gaya ho gaya shrimatiji aaiye shrimaan farmaaiye are shrimati ji aaiye shrimaan farmaaiye kaun humare aap hai duniyaa click here
pyaar pardon mein chhupaane se kahaan chhupta hai pyaar pardon mein chhupaane se kahaan chhupta hai ye wo dariya hai jo roke se kahaan rukta hai pyaar pardon mein chhupaane se kahaan chhupta hai ye wo dariya hai jo roke se kahaan rukta hai pyaar pardon mein chhupaane se kahaan chhupta hai aaj tak samjhe hain na samjhenge zamaane waale aaj tak samjhe hain na samjhenge zamaane waale shola e ishq bujhane se shola e ishq bujhane se kahaan bujhta hai pyaar pardon mein chhupaane se kahaan chhupta hai pyaar pardon mein chhupaane se kahaan chhupta hai ishq jab yaar ki aankhon ki kasam kha baithe ishq jab yaar ki aankhon ki kasam kha baithe maut bhi saamne aaye to maut bhi saamne aaye to kahaan jhukta haiiiiii pyaar pardon mein chhupaane se kahaan chhupta hai ye wo dariya hai jo roke se kahaan rukta hai pyaar pardon mein chhupaane se kahaan chhupta hai pyaar pardon mein chhupaane se kahaan chhupta hai click here
raahi tha main aawaara phirta tha maara maara tere shehar mein aa kar ek din chamka taqdeer ka taara raahi tha main aawaara phirta tha maara maara tere shehar mein aa kar ek din chamka taqdeer ka taara tere shehar mein aa kar ek din chamka taqdeer ka taara raahi tha main aawaara mehke huye badan se khushboo si aa rahi hai mehke huye badan se khushboo si aa rahi hai jaise pawan kahin par chandan loota rahin hai aankhon se koi dil mein aise utar raha hain benaam sa nasha hai raahi tha main aawaara phirta tha maara maara tere shehar mein aa kar ek din chamka taqdeer ka taara raahi tha main aawaara jee chahta hai mera koi raat aisi aaye jee chahta hai mera koi raat aisi aaye dekhe jo saath humko phir laut ke na jaaye main tumse kuchh na bolun tum mujhse kuchh na bolon khamoshiyan bhi sochein yeh kaun si adaa hai benaam sa nasha hai raahi tha main aawaara phirta tha maara maara tere shehar mein aa kar ek din chamka taqdeer ka taara raahi tha main aawaara dekha jidhar click here
hey ji reeeeeeeeeeee hey ji reeeee hey ji reeeee hey raamchandra keh gaye siyaa se raamchandra keh gaye siyaa se aisa kaljug aayegaaaa hans chugega dana gunn kaa hans chugega dana gunn kaa kauwaa moti khaayegaa hey ji reeeeeeeeeeeeeeeee hey ji reeee dharam bhi hoga karam bhi hoga dharam bhi hoga karam bhi hoga parantu sharam nahin hogi baat baat mein maat pitaa ko baat baat mein maat pitaa ko beta aankh dikhaayega hey raamchandra keh gaye siyaa seeeeee raaja aur prajaa donon mein hogi nis din khenchaa taaniiiiiii khenchaa taani kadam kadam par karenge donon apni apni manmaani manmaani hey jis ke haath mein hogi laathiiiiiiiiiiiii jis ke haath mein hogi laathi bhains wahi le jaayega hey raamchandra keh gaye siyaa seeeeee suno siyaa kaljug mein kaala dhan aur kaale mann honge kaale mann honge chor uchchakke nagar seth aur prabhu bhakht nirdhan honge nirdhan honge hey jo hoga lobhi aur bhogiiiiiiii jo hoga lobhi aur bhogi wo jogi kehlaayega hey raamchandra keh gaye click here
Raat Barsaat Ki Pehli click here
suno suno are suno suno hey bhaiyon aur bahnon are maggan bhai chhaggan bhai samdo re samdo o raghoba o dhondhiba aaigaa o aaiyaa o karnal singh o jarnal singh are tusi bhi suno pappe are raffta raffta dekho aankh meri ladi hai are raffta raffta dekho aankh meri ladi hai aankh jisse ladi hai wo pass mere khadi hai mujhe jaanti hai jab se ye marti hai tabse main bhi ise chori chhupe chahta hoon tabse dil mein ye mere bas gayi are raffta raffta dekho aankh meri ladi hai are raffta raffta dekho aankh meri ladi hai aankh jisse ladi hai wo pass mere khadi hai mujhe pyaar sikhaya kisne isne mujhe pyaar sikhaya kisne isne mujhe pyaar sikha ke deewana banaya kisne are isne ye pyaar ka kamal hai sharab ka suroor nahin hona tha so ho gaya kisi ka bhi kusoor nahin sanson mein mere ras gayi raffta raffta dekho aankh meri ladi hai raffta raffta dekho aankh meri ladi hai aankh jisse ladi hai wo pass mere khadi hai are pehle shararat kisne ki isne ki are pehle shararat kisne ki click here
bandha hua ek ek dhaage mein bhai behan ka pyaaaar rakhi dhaagon ka tyohaar rakhi dhaagon ka tyohaar bandha hua ek ek dhaage mein bhai behan ka pyaaaar rakhi dhaagon ka tyohaar rakhi dhaagon ka tyohaar kitna komal kitna sundar bhai behan ka naata iss naate ko yaad dilaane ye tyohaar hai aata behan ke mann ki aashayen hain raakhi ke ye taar rakhi dhaagon ka tyohaar rakhi dhaagon ka tyohaar behan kahe mere veer tujhe na buri nazariyaa laage mere raaja bhaiyaa tujhko meri umariyaa laage dhan hoon paraya phir bhi milungi saal mein to ek baar rakhi dhaagon ka tyohaar rakhi dhaagon ka tyohaar bhai kahe o behan main teri laaj ka hoon rakhwala gundhunga main pyaar se tere armaanon ki maala bhai behan ka pyaar rahega jab tak hai sansaar rakhi dhaagon ka tyohaar rakhi dhaagon ka tyohaar bandha hua ek ek dhaage mein bhai behan ka pyaaaar rakhi dhaagon ka tyohaar rakhi dhaagon ka tyohaar mitt jaaye ye chaand sitaare mitt jaaye sansaaaaar amar rahega iss duniyaa mein bhai behan click here
rang dil ki dhadkan bhi laati to hogi yaad meri unko bhi aati to hogi rang dil ki dhadkan bhi laati to hogi yaad meri unko bhi aati to hogi oooooooo oooo ooooo pyaar ki khushboo kahaan aati thi kaliyon se ho ke aayi hai hawaa bhi unki galiyon se pyaar ki khushboo kahaan aati thi kaliyon se ho ke aayi hai hawaa bhi unki galiyon se chhoo ke unke daaman ko aati to hogi rang dil ki dhadkan bhi laati to hogi oooooooo oooo ooooo ye bahaaren ye samaa sab uske dam se hai wo piya kuchh kuchh khafaa rehta jo humse hai jaan kuchh kuchh uski bhi jaati to hogi rang dil ki dhadkan bhi laati to hogi oooooooo oooo ooooo jaa ri aye titli nagariya pee ki tu jaana ho bhala tera khabar kuchh unki le aana jaa ri aye titli nagariya pee ki tu jaana ho bhala tera khabar kuchh unki le aana tu wahaan par waise bhi jaati to hogi rang dil ki dhadkan bhi laati to hogi click here
  Song Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Pehle Paisa Phir Miss Mary (1957) 03:38 12395
 
Poster of Miss Mary (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Hemant Kumar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Om Prakash, Others
Duration : 03:38   Song Number : 12395   

Phir Wohi Chaand Wohi Baarish (1957) 03:18 36068
 
Poster of Baarish (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Rajendra Krishna
On Screen Actors- 
Nutan, Dev Anand
Duration : 03:18   Song Number : 36068   

Phir Wohi Shaam Wohi Ghum Jahan Ara (1964) 03:39 21102
 
Poster of Jahan Ara (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Mala Sinha
Duration : 03:39   Song Number : 21102   

Phool Ban Jaaunga Pyar Kiye Jaa (1966) 04:55 12440
 
Poster of Pyar Kiye Jaa (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Kalpana
Duration : 04:55   Song Number : 12440   

Phoolon Se Dosti Hai Duniyaa Jhukti Hai (1960) 03:10 12339
 
Poster of Duniyaa Jhukti Hai (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sunil Dutt
Duration : 03:10   Song Number : 12339   

Preetam Daras Dikhao Chacha Zindabad (1959) 04:55 38164
 
Poster of Chacha Zindabad (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Anita Guha
Duration : 04:55   Song Number : 38164   

Pyaar Ka Bandhan Khel Khilari Ka (1977) 04:44 18290
 
Poster of Khel Khilari Ka (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Dev Kumar, Shabana Azmi
Duration : 04:44   Song Number : 18290   

Pyaar Ka Lekar Udan Tumse Achha Kaun Hai (1969) 04:01 12520
 
Poster of Tumse Achha Kaun Hai (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Mahamood, Shubha Khote
Duration : 04:01   Song Number : 12520   

Pyaar Ke Jahaan Ki Nirali Patanga (1949) 05:00 15301
 
Poster of Patanga (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
C Ramchandra
Duration : 05:00   Song Number : 15301   

Pyaar Kehte Hai Jise Angaaray (1986) 05:03 12808
 
Poster of Angaaray (1986)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1986
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Raj Babbar, Smita Patil
Duration : 05:03   Song Number : 12808   

Pyaar Kiye Jaa Pyar Kiye Jaa (1966) 05:14 32132
 
Poster of Pyar Kiye Jaa (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Kalpana
Duration : 05:14   Song Number : 32132   

Pyaar Sikha Doon Upaasna (1971) 04:34 21123
 
Poster of Upaasna (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Sanjay Khan, Mumtaj
Duration : 04:34   Song Number : 21123   

Pyaar To Ik Din Hona Tha Ek Shriman Ek Shrimati (1969) 04:43 21132
 
Poster of Ek Shriman Ek Shrimati (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Babita
Duration : 04:43   Song Number : 21132   

Pyar Pardon Mein Chhupane Phool Khile Hain Gulshan Gulshan (1978) 06:42 40689
 
Poster of Phool Khile Hain Gulshan Gulshan (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Bhupinder Singh
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor
Duration : 06:42   Song Number : 40689   

Raahi Tha Main Aawaara Sahib Bahadur (1977) 06:10 12465
 
Poster of Sahib Bahadur (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 06:10   Song Number : 12465   

Raamchandra Kah Gaye Gopi (1970) 07:33 21155
 
Poster of Gopi (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Dilip Kumar
Duration : 07:33   Song Number : 21155   

Raat Barsaat Ki Pehli Jhanjhar (1953) 02:52 38800
 
Poster of Jhanjhar (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitalkar Ramchandra
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 02:52   Song Number : 38800   

Raffta Raffta Dekho Kahani Kismat Ki (1973) 03:51 12303
 
Poster of Kahani Kismat Ki (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kishore Kumar, Rekha
On Screen Actors- 
Dharmendra, Rekha
Duration : 03:51   Song Number : 12303   

Rakhi Dhagon Ka Rakhi (1962) 04:22 12454
 
Poster of Rakhi (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Back Ground Song
Duration : 04:22   Song Number : 12454   

Rang Dil Ki Dhadkan Patang (1960) 03:23 12422
 
Poster of Patang (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Duration : 03:23   Song Number : 12422   
Karaoke Songs of rajendra krishna, Sad Songs of rajendra krishna, Love Songs of rajendra krishna, Dance Songs of rajendra krishna, Hip-hop songs of rajendra krishna, Best songs of rajendra krishna, Super hit songs of rajendra krishna, hit songs of rajendra krishna, duet songs of rajendra krishna, solo songs of rajendra krishna, old songs of rajendra krishna, famous songs of rajendra krishna, Hindi Karaoke Songs of rajendra krishna, Hindi Sad Songs of rajendra krishna, Hindi Love Songs of rajendra krishna, Hindi Dance Songs of rajendra krishna, Hindi Hip-hop songs of rajendra krishna, best Hindi songs of rajendra krishna, super hit Hindi songs of rajendra krishna, hit Hindi songs of rajendra krishna, duet Hindi songs of rajendra krishna, solo Hindi songs of rajendra krishna, old Hindi songs of rajendra krishna, famous Hindi songs of rajendra krishna, Sing Along Songs of rajendra krishna, Sing Along Sad Songs of rajendra krishna, Sing Along Love Songs of rajendra krishna, Sing Along Dance Songs of rajendra krishna, Sing Along Hip-hop songs of rajendra krishna, Sing Along Best songs of rajendra krishna, Sing Along Super hit songs of rajendra krishna, Sing Along hit songs of rajendra krishna, Sing Along duet songs of rajendra krishna, Sing Along solo songs of rajendra krishna, Sing Along old songs of rajendra krishna, Sing Along famous songs of rajendra krishna