MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeRajendra Krishna
HomeRajendra Krishna
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


oooooo ooooo oooo oooooo oooo oooo oooooo hoooo hoooo oooo hooo hooo neel gagan par udte baadal aa aa aa dhoop mein jalta khet humara kar de tu chhaaya chhupe huye o chanchal panchhi jaa jaa jaa dekh abhi hai kachcha daana pak jaaye to khaa neel gagan par udte baadal aa aa aa dhoop mein jalta khet humara kar de tu chhaaya chhupe huye o chanchal panchhi jaa jaa jaa dekh abhi hai kachcha daana pak jaaye to khaa behta behta kyaariyon mein tanda tanda paani behta behta kyaariyon mein tanda tanda paani chum naa le kahin paanv tere o kheton ki raani chum ke maile paanv mere wo bhi hoga maila main hoon kheton ki daasi tu kheton kaa raaja neel gagan par udte baadal aa aa aa dhoop mein jalta khet humara kar de tu chhaaya hari bhari inn khetiyon ki raam kare rakhwaali hari bhari inn khetiyon ki raam kare rakhwaali wo chaahe to laakhon daane degi ik ik baali mehnat waalon ki suntaa hai wo upar waala khol ke rakhiyo apni jholi bhar dega daata chhupe huye o chanchal panchhi jaa click here
o chaand jahaan woh jaayein o chaand jahaan woh jaayein tu bhi saath chale jaana kaise hain kahaan hain woh har raat khabar laanaa o chaand jahaan wo jaayein o chaand wo raah agar bhulen aa aa aaa wo raah agar bhulen tu raah dikha dena pardes mein raahi ko manzil ka pata dena hai pehala safar unka aur des hai anjaana har raat khabar laana o chaand jahaan wo jaayein o chaand kehna mere honton par aa aa aa aaaaa kehna mere honton par rukti huyi aahein hain ya raasta unka hai ya raasta unka hai ya meri nigahein hain betaab mohabbat ka betaab hai afsaana o chaand jahaan wo jaayein o chaand aye chaand kasam meri kuchh aur na tu kehna aye chaand kasam meri kuchh aur na tu kehna kehna ke mera tum bin mushkil hai yahaan rehna kehna ke mera tum bin mushkil hai yahaan rehna ik dard ke maare ko achchha nahin tadpaana har raat khabar laana o chaand jahaan wo jaayein o chaand jahaan wo jaayein o chaand click here
jisne is duniyaan mein aakar dil naa diyaa aur dil naa liyaa jeene ko sau saal jiyaa par hum to kahenge khaakh jiyaa o dilwaalo o dilwaalo dil kaa lagaana achchha hai par kabhi kabhi o dilwaalo dil kaa lagaana achchha hai par kabhi kabhi dil mein kisi kaa pyaar basaanaa achchha hai par kabhi kabhi dil mein kisi kaa pyaar basaanaa achchha hai par kabhi kabhi duniyaan mein jo pyaar na hota tum hi kaho kya hota duniyaan mein jo pyaar na hota tum hi kaho kya hota koi naa thandi aahen bharta koi na dard ke maare rota koi naa thandi aahen bharta koi na dard ke maare rota hansne waalo aankh bahaana achchha hai par kabhi kabhi hansne waalo aankh bahaana achchha hai par kabhi kabhi o dilwaalo dil kaa lagaana achchha hai par kabhi kabhi shamma naa ho to parvaane ko kaun gale se lagaaye shamma naa ho to parvaane ko kaun gale se lagaaye shamma naa ho to parvaanaa kyun apnaa aap jalaaye shamma naa ho to parvaanaa kyun apnaa aap jalaaye kisi ki khaatir kisi ki khaatir jaan click here
oo jaaneman oo jaaneman zindagi hai jeene ke liye yaad kare ye duniya aise jee haan jee oo jaaneman ra ra ra ra ra ra oo jaaneman ra ra ra ra ra zindagi hai jeene ke liye ra ra ra yaad kare ye duniya aise jee haan kyaa oo jaaneman jahaan bhi achchhi soorat ho dil de baitho achchaa koi bhi sundar murat ho dil de baitho soorat dokha de jaaye to kya kar loge phool jo kaanta ban jaaye to kya kar loge oo jo bhi hoga dekha jaayega oo na na na re hmm hmm hmm hmmm oo jaaneman ra ra ra ra ra ra oo jaaneman ra ra ra ra zindagi hai jeene ke liye ra ra ra yaad kare ye duniya aise jee haan kyaa oo jaaneman ek baar hi mile zindagi aish kiye ja wah wah shokh haseenon ki aankhon se jaam piye ja jaam agar zehreela ho to kya pee loge naagan koi das legi to kya jee loge oo jo bhi hoga dekha jaayega oo na na na re hmm hmm hmm oo jaaneman ra ra ra ra ra ra oo jaaneman ra ra ra ra zindagi hai jeene ke liye ra ra ra yaad kare ye duniya aise jee haan kyaa oo jaaneman ra ra ra ra ra ra oo click here
o madam o o madam o o o madam hey do se ho gaye ek hum na phanka na ghum o madam o mister a aa aa mister dil ka horn aaj khushi se baje pam pam o mister papa khush mama khush papa khush mama khush dekh ke apni jodi wo kya jaane apni shaadi ki muddat hai thodi kal ki kisne dekhi pyaare aaj manate gham o mister o madam o o o madam hoo do se ho gaye ek hum na phanka na ghum o madam o mister o o o mister dil ka horn aaj khushi se baaje pam pam o mister marriage ki ye raat hai ho ooo kitni suhaani marriage ki ye raat hai ho ooo kitni suhaani o lekin meri bulbul marriage hai aani jaani aani jaani jaani aani aani aani jaani jaani lekin meri bulbul marriage hai aani jaani kaun ye jaane kab pad jaaye divorce ka bam o madam o o madam o o o madam hoye do se ho gaye ek hum na phanka na ghum o madam o mister o o o mister dil ka horn aaj khushi se baaje pam pam o mister marriage to hai ek gubbaara hey marriage to hai ek gubbaara kabhi na phoole sara maar maar ke phunkein thak click here
maiyaa mori hoooooooo main nahin maakhan khaayo maiyaa mori hooooo main nahin maakhan khaayo kahat sunat mein aa kar kaahe jhootha dosh lagaayo ri maiyaa mori main nahin maakhan khaayo maiyaa mori hooooo main nahin maakhan khaayo hooo oooo hoo ooo ooo jamuna ke tatt par gwaal baal sang chaar pehar main khela hooo gaiyaa charaavat bansi bajaawat bhayi saanjh ki bela bhookh lagi to daudat daudat seedha main ghar aayo ri maiyaa mori main nahin maakhan khaayo maiyaa mori hooooo main nahin maakhan khaayo hooo oooo naa koi maine matki phodi na kinhi koyi chori hooo oooo jaan liya kyun mujhko jhootha toone maiyaa mori apne ang ko kaise samjha toone aaj paraayo ri maiyaa mori main nahin maakhan khaayo maiyaa mori hooooo main nahin maakhan khaayo main to baaba nand ka laala kaahe chor kahaaun hoooo apne ghar mein kaun kami jo baahar maakhan khaaun baat suni to maat yashodaa hans kar kanth lagaayo phir boli tu nahin maakhan khaayo govinda more tu nahin maakhan khaayo re click here
oooo mere raaja oooo mere raaja khafa na hona der se aayi door se aayi majboori thi phir bhi maine waada to nibhaayaa waada to nibhaayaa oooo meri raani samajh gaya main wahi puranaa tera bahanaaa der se aana aur ye kehna waada to nibhaayaa waada to nibhaayaa intezaar ke ek ek pal ka badla loonga aisa bhi kya ye na samajhana aaj bhi aise jaane doonga aisa bhi kya kitna sataaya pehle uska hisaab do ankhiyon mein ankhiyaan daalke jawaab do bachte bachaate hooo oo bachte bachaate chhupte chhupaate tum kya jaano kaise aayee waada to nibhaayaa oooo mere raja samajh gaya main wahi puranaa tera bahana der se aana aur ye kehna waada to nibhaayaa oooo mere raaja baahon ki in zanjeeron mein yoon na jakdo hum jakdenge mud jaayegi meri kalaai haath na pakdo hum pakdenge chhodo na nahi chhodo na aise to naazuk nahin haath sarkaar ke mauke bhi kabhi kabhi milte hain pyaar ke pyaar abhi to hooo oo pyaar abhi to naya naya hai meri wafa ki kadar karo ki waada to nibhaayaa oooo mere click here
o mere yaar o dildaar mere saath saath tera pyaar o mere yaar o dildaar mere saath saath tera pyaar tadpun behlaaye roun samjhaaye tadpun behlaaye roun samjhaaye jo na maanu to ye bhi ho jaaye bekraaar o mere yaar o dildaar mere saath saath tera pyaar o mere yaar o dildaar mere saath saath tera pyaar dasti tanhaayi chubhti angdaayi dasti tanhaayi chubhti angdaayi ye pukaare kahin se tu aaja ek baar o mere yaar o dildaar mere saath saath tera pyaar o mere yaar o dildaar mere saath saath tera pyaar toote paimaane ujade maykhane toote paimaane ujade maykhane meri aankhon mein tera hai phir bhi khumaar o mere yaar o dildaar mere saath saath tera pyaar o mere yaar o dildaar mere saath saath tera pyaar umm hmm hmm hmm umm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmmm aa aa ha aa aa haa aa aa aa aa aa o mere yaar o dildaar mere saath saath tera pyaar o mere yaar o dildaar mere saath saath tera pyaar click here
go baby go o meri maina tu maan le mera kehna mushkil ho gaya rehna tere bina aayi yaayi yo aayi yai yo aayi yaayi yo aayi yai yo o o meri maina tu maan le mera kehna mushkil ho gaya rehna tere bina bina bina bina aayi yaayi yo aayi yai yo aayi yaayi yo aayi yai yo o mere mitthu teri meethi meethi boli main sad kar teri ho li jaalima aayi yaayi yo aayi yai yo aayi yaayi yo aayi yai yo jha jha jhatka jhatka aahhh hoooo aahhh hoooo aahhh hoooo dil mera chaahe ke khidki mein teri ban ke kabootar karoon main gutargoon oon oon oon daana khilaye jo tu mujhe to mai pyaare pyaare haathon ko baar baar choomun dil mera chaahe ke khidki mein teri ban ke kabootar karoon main gutargoon oon oon oon daana khilaye jo tu mujhe to mai pyaare pyaare haathon ko baar baar choomun o mere kabootar main bhar kar laayi jholi par chonch na tune kholi zaalima aayi yaayi yo aayi yai yo aayi yaayi yo aayi yaayi yo aayi yai yo aayi yaayi yo aayi yai yo baby your too good left dhakka aahhh hoooo click here
o paape naa sharma kuchh garmi sardi khaa aaj khushi ka din hai pyaare jhappi wappi paa o paape naa sharma kuchh garmi sardi khaa aaj khushi ka din hai pyaare jhappi wappi paa o paape naa sharma badh ke laga le honthon se jaam ko aayen hai door se jalwe salaam ko badh ke laga le honthon se jaam ko aayen hai door se jalwe salaam ko roz nahin milte ye mauke kuchh to rang jamaa o paape naa sharma kuchh garmi sardi khaa aaj khushi ka din hai pyaare jhappi wappi paa o paape naa sharma aankhon ki mastiyaan pyaalon mein ghol de dil mein jo baat hai khul ke wo bol de aankhon ki mastiyaan pyaalon mein ghol de dil mein jo baat hai khul ke wo bol de kehte hai zulfon ke saaye pyaar ke raahi aa o paape naa sharma kuchh garmi sardi khaa aaj khushi ka din hai pyaare jhappi wappi paa o paape naa sharma le le sahaara baahen pukaaren chali naa jaayen aa ke bahaaren le le sahaara baahen pukaaren chali naa jaayen aa ke bahaaren aankhon se aankhen takraa ke dil ki pyaas bujha o paape click here
o raat ke musaafir chandaa zara bataa de mera kusoor kyaa hai tu faislaa sunaa de o raat ke musaafir chandaa zara bataa de mera kusoor kyaa hai tu faislaa sunaa de hai bhool koi dil ki aankhon ki yaa khata hai kuchh bhi nahin to mujh se phir kyun koi khafa hai hai bhool koi dil ki aankhon ki yaa khata hai kuchh bhi nahin to mujh se phir kyun koi khafa hai phir kyun koi khafa hai manzoor hai wo mujh ko jo kuchh bhi tu sazaa de mera kusoor kyaa hai tu faislaa sunaa de o raat ke musaafir chandaa zara bataa de mera kusoor kyaa hai tu faislaa sunaa de dil pe kisi ko apne kaaboo nahin rahaa hai ye raaz mere dil se aankhon ne hi kahaa hai dil pe kisi ko apne kaaboo nahin rahaa hai ye raaz mere dil se aankhon ne hi kahaa hai aankhon ne hi kahaa hai aankhon ne jo hai dekhaa dil kis tarah bhula de mera kusoor kyaa hai tu faislaa sunaa de o chaand aasmaan ke dum bhar zameen pe aa jaa bholaa hua hai raahee tu raastaa dikhaa jaa tu raastaa dikhaa jaa bhatki huyi hai naiyya click here
ooooo tere saath saath meri duniya bhi jaa rahi hai din chhup raha hai ghum ki ab shaam aa rahi hai chala hai pyaar ka raahi o nadiya raasta dena o nadiya raasta dena kisi toote huye dil ki ari lehron duwa lena ari lehron duwa lena bigad jaayega kya tera are toofaan zara tham jaa musafir paar utar jaaye are paani zara jam jaa bigad jaayega kya tera are toofaan zara tham jaa musafir paar utar jaaye are paani zara jam jaa kahin meri mohabbat ko na duniya se utha lena na duniya se utha lena chala hai pyaar ka raahi o nadiya raasta dena o nadiya raasta dena kisi ki zindgi se khel kar aye maut kya legi bata kya chaar din ke pyaar ko fursat nahin degi lahu ki pyaas meri jaan le kar tu bujha lena o nadiya raasta dena chala hai pyaar ka raahi o nadiya raasta dena o nadiya raasta dena kisi toote huye dil ki ari lehron duwa lena ari lehron duwa lena click here
ooooooooooooooooooo zindagi ke dene waale zindagi ke lene waale oooooo zindagi ke dene waale zindagi ke lene waale preet meri chheen ke bata tujhe kya mila oooooo zindagi ke dene waale zindagi ke lene waale preet meri chheen ke bata tujhe kya mila kaa kare deep jab bhuj gayi baati bichhad gaya mera saathi tune todi meri beena de ke sahaara chheena laaj tujhe kyun naa aati chain mera loot ke bata tujhe kya mila oooooo zindagi ke dene waale zindagi ke lene waale preet meri chheen ke bata tujhe kya mila maine kab tode bhala chaand sitaare tere phir kyun bhujaaye tune dil ke ujaare mere maine kab tode bhala chaand sitaare tere phir kyun bhujaaye tune dil ke ujaare mere mujhe meri jaan de de preet ko ye daan de de khoye huye mere praan de dil mera tod ke bata tujhe kya mila oooooo zindagi ke dene waale zindagi ke lene waale preet meri chheen ke bata tujhe kya mila click here
meri chorni o meri morni ho main to ho chuka tumharaa meri chorni o meri morni ho main to ho chuka tumharaa hota hai pyaar bas ek baar hota nahin dubaara ho gaya pyaar pyaar pyaar tum se pyaar ho gaya pyaar pyaar pyaar tum se pyaar ghadi do dhadi ki hai ye dillagi ho mujhe doge kya saharaaaaa guzregi raat bhuloge baat kar loge phir kinaara karun main pyaar pyaar pyaar kaise pyaar karun main pyaar pyaar pyaar kaise pyaar zindagi mein achchhi achchhi sooraten dekhin magar zindagi mein achchhi achchhi sooraten dekhin magar laut kar waapas na aayi jab padi tum pe nazar main na maanun aazma lo gir padoge tum sambhalo deewana dil de baitha hai maanega na haar ho gaya pyaar pyaar pyaar tum se pyaar ho gaya pyaar pyaar pyaar tum se pyaar ghadi do dhadi ki hai ye dillagi ho mujhe doge kya saharaaa guzregi raat bhuloge baat kar loge phir kinaara karun main pyaar pyaar pyaar kaise pyaar karun main pyaar pyaar pyaar kaise pyaar do mulakaton mein tum ko pyaar kaise ho gaya do click here
oonchi oonchi duniyaa ki deewaren saiyaan tod ke ji tod ke main aayi re tere liye saara jag chhod ke oonchi oonchi duniyaa ki deewaren saiyaan tod ke ji tod ke main aayi re tere liye saara jag chhod ke main aayi re tere liye saara jag chhod ke yaar mila dildaar mila mujhe ek naya sansaar mila yaar mila dildaar mila mujhe ek naya sansaar mila jhumti bahaar aayi dil ko qaraar mila jhumti bahaar aayi dil ko qaraar mila jaane naa doongi mukh mod ke ji mod ke main aayi re tere liye saara jag chhod ke oonchi oonchi duniyaa ki deewaren saiyaan tod ke ji tod ke main aayi re tere liye saara jag chhod ke main aayi re tere liye saara jag chhod ke raat nayi har baat nayi hai taaron ki baarat nayi raat nayi har baat nayi hai taaron ki baarat nayi ik nayi duniyaa mein huyi mulaaqat nayi ik nayi duniyaa mein huyi mulaaqat nayi jaane naa doongi mukh mod ke ji mod ke main aayi re tere liye saara jag chhod ke oonchi oonchi duniyaa ki deewaren saiyaan tod ke ji tod ke main aayi re click here
iss chaand se maathe pe jo bal dekh raha hoon khilta hua ek taaj mahel dekh raha hoon paayal bajaati chali ho kahaan paayal bajaati chali ho kahaan dil thaam kar hum khade hain yahaan aise na jaa ae dilruba abhi pyaar hone laga hai jawaan paayal bajaati chali ho kahaan dil thaam kar hum khade hain yahaan aise na jaa ae dilruba abhi pyaar hone laga hai jawaan paayal bajaati chali ho kahaan chhed zara si humne ki aur bura tum maan gaye chhed zara si humne ki aur bura tum maan gaye deewaane se pyaar hai tumko dar parda hum jaan gaye dar parda hum jaan gaye paayal bajaati chali ho kahaan dil thaam kar hum khade hain yahaan aise na jaa ae dilruba abhi pyaar hone laga hai jawaan paayal bajaati chali ho kahaan chhodo bhi zid maan bhi jao aao baithen pyaar karen chhodo bhi zid maan bhi jao aao baithen pyaar karen ik manzil ke hum do raahi ulfat ka iqraar karen ulfat ka iqraar karen paayal bajaati chali ho kahaan dil thaam kar hum khade hain yahaan aise na jaa ae dilruba click here
pal pal dil ke paas tum rehti ho pal pal dil ke paas tum rehti ho jeevan meethi pyaas ye kehti ho pal pal dil ke paas tum rehti ho har shaam aankhon par tera anchal lehraaye har raat yaadon ki baaraat le aaye main saans leta hoon teri khushboo aati hai ik mehka mehka sa paigaam laati hai mere dil ki dhadkan bhi tere geet gaati hai pal pal dil ke paas tum rehti ho kal tujhko dekha tha maine apne aangan mein jaise keh rahi thi tum mujhe baandh lo bandhan mein ye kaisa rishta hai ye kaise sapne hain begaane ho kar bhi kyun lagte apne hain main soch mein rehta hoon darr darr ke kehta hoon pal pal dil ke paas tum rehti ho tum sochogi kyun itna main tumse pyaar karoon tum samjhogi deewana main bhi iqraar karoon deewanon ki ye baatein deewaane jaante hain jalne mein kya maza hai parwaane jaante hain tum yun hi jalaate rehna aa aa kar khwabon mein pal pal dil ke paas tum rehti ho jeevan meethi pyaas ye kehti ho pal pal dil ke paas tum rehti ho click here
Pariyon Ki Nagri Se click here
aa aaa aa aa aa aa aa aa aa aaa aa aa aa aa aa aa aa aa aa pawan more angna mein dheere dheere aana pawan more angna mein dheere dheere aana abhi abhi soya mera lal na jagaana pawan more angna mein dheere dheere aana pawan more angna mein dheere dheere aana ankhiyon mein laal ki hai rang bhare sapne ankhiyon mein laal ki hai rang bhare sapne dekh rahi maa bhi umang bhare sapne sapnon ki nagari mein shor na machaana pawan more angna mein dheere dheere aana pawan more angna mein dheere dheere aana bada hoke raaja mera laayega dulhaniya bada hoke raaja mera laayega dulhaniya naachati baarat sang jaayegi chandaniya jhoom jhoom tu bhi shehanaayiyaa bajaana pawan more angna mein dheere dheere aana pawan more angna mein dheere dheere aana aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa click here
idhar sharaab ka saagar udhar shabaab ka jaam ise piye ya use soch mein sharaabi hai sharaab se to bujha lunga pyaas honthon ki shabaab aankh se pee lun to kya kharaabi hai pee kar sharaab khelunga main to main to shabaab se haaye baithe hain mere saamne chehre gulaab se hmm haa pee kar sharaab khelunga main to main to shabaab se haaye baithe hain mere saamne chehre gulaab se hey hey saaqi idhar surahi udhar zulf hai khuli aise mein zindagi hai nashe se dhuli dhuli saaqi idhar surahi udhar zulf hai khuli aise mein zindagi hai nashe se dhuli dhuli uff tauba ek khwab dekhta hoon ya jaga hun khwab se pee kar sharaab khelunga main to main to shabaab se haaye baithe hain mere saamne chehre gulaab se pee kar main ladkhada gaya to badi baat kya huyi bahke na pee ke raat ko to raat kya huyi hun haa haa haa main ladkhada gaya to badi baat kya huyi bahke na pee ke raat ko to raat kya huyi maaf karna paani nahin sharaab piyun jo hisaab se pee kar sharaab khelunga main to main click here
  Song Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Neel Gagan Par Udta Khandan (1965) 04:10 13544
 
Poster of Khandan (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Nutan, Sunil Dutt
Duration : 04:10   Song Number : 13544   

O Chaand Jahaan Woh Sharada (1957) 03:49 36472
 
Poster of Sharada (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
C Ramchandra
On Screen Actors- 
Meena Kumari, Raj Kapoor, Shyama
Raag- 
Hamsadhwani
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:49   Song Number : 36472   

O Dilwaalo Dil Ka Lagana Patanga (1949) 03:04 13083
 
Poster of Patanga (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitalkar Ramchandra
Duration : 03:04   Song Number : 13083   

O Jaaneman O Jaaneman Chhalia (1973) 04:12 37809
 
Poster of Chhalia (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Naveen Nishchal
Duration : 04:12   Song Number : 37809   

O Madam Do Se Ho Gaye Ek Hum Ashiana (1952) 03:29 37806
 
Poster of Ashiana (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Randhir Kapoor, Mohana
Duration : 03:29   Song Number : 37806   

O Maiya Mori Main Nahin Makhan Charandas (1977) 05:50 17516
 
Poster of Charandas (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Om Prakash
Duration : 05:50   Song Number : 17516   

O Mere Raaja Johny Mera Naam (1970) 04:49 18114
 
Poster of Johny Mera Naam (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Hema Malini, Dev Anand
Duration : 04:49   Song Number : 18114   

O Mere Yaar O Dildaar Sikandar E Azam (1965) 03:59 21488
 
Poster of Sikandar E Azam (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Hansraj Behl
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mumtaj
Duration : 03:59   Song Number : 21488   

O Meri Maina Pyar Kiye Jaa (1966) 04:02 21059
 
Poster of Pyar Kiye Jaa (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Mehmood, Mumtaj
Duration : 04:02   Song Number : 21059   

O Paape Naa Sharma Sagai (1966) 04:15 14112
 
Poster of Sagai (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Rajendra Krishna
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Johny Whisky
Duration : 04:15   Song Number : 14112   

O Raat Ke Musaafir Miss Mary (1957) 03:56 13751
 
Poster of Miss Mary (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
On Screen Actors- 
Meena Kumari, Gemini Ganesan
Duration : 03:56   Song Number : 13751   

O Tere Sath Meri Duniya Bhi Ja Rahi Hai 26th January (1956) 03:42 19767
 
Poster of 26th January (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
C Ramchandra
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:42   Song Number : 19767   

O Zindagi Ke Dene Wale Nagin (1954) 03:58 13814
 
Poster of Nagin (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Hemant Kumar
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar
Raag- 
Bhupali-Todi
Duration : 03:58   Song Number : 13814   

Oh Meri Chorni Katilon Ke Kaatil (1981) 03:51 38124
 
Poster of Katilon Ke Kaatil (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Tina Munim
Duration : 03:51   Song Number : 38124   

Oonchi Ooncho Duniya Nagin (1954) 04:24 13815
 
Poster of Nagin (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Hemant Kumar
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Duration : 04:24   Song Number : 13815   

Paayal Bajaati Chali Ho Kahan Badi Didi (1969) 03:36 17493
 
Poster of Badi Didi (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Jeetendra, Nanda
Duration : 03:36   Song Number : 17493   

Pal Pal Dil Ke Paas Black Mail (1973) 05:25 18240
 
Poster of Black Mail (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dharmendra, Rakhi
Duration : 05:25   Song Number : 18240   

Pariyon Ki Nagri Se Shehzada (1972) 04:10 38204
 
Poster of Shehzada (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 04:10   Song Number : 38204   

Pawan More Angna Mein Shehnai (1947) 03:19 12492
 
Poster of Shehnai (1947)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1947
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Raj Shri
Duration : 03:19   Song Number : 12492   

Pee Kar Sharaab Khelunga Ganwaar (1970) 04:54 37749
 
Poster of Ganwaar (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Pran
Duration : 04:54   Song Number : 37749   
Karaoke Songs of rajendra krishna, Sad Songs of rajendra krishna, Love Songs of rajendra krishna, Dance Songs of rajendra krishna, Hip-hop songs of rajendra krishna, Best songs of rajendra krishna, Super hit songs of rajendra krishna, hit songs of rajendra krishna, duet songs of rajendra krishna, solo songs of rajendra krishna, old songs of rajendra krishna, famous songs of rajendra krishna, Hindi Karaoke Songs of rajendra krishna, Hindi Sad Songs of rajendra krishna, Hindi Love Songs of rajendra krishna, Hindi Dance Songs of rajendra krishna, Hindi Hip-hop songs of rajendra krishna, best Hindi songs of rajendra krishna, super hit Hindi songs of rajendra krishna, hit Hindi songs of rajendra krishna, duet Hindi songs of rajendra krishna, solo Hindi songs of rajendra krishna, old Hindi songs of rajendra krishna, famous Hindi songs of rajendra krishna, Sing Along Songs of rajendra krishna, Sing Along Sad Songs of rajendra krishna, Sing Along Love Songs of rajendra krishna, Sing Along Dance Songs of rajendra krishna, Sing Along Hip-hop songs of rajendra krishna, Sing Along Best songs of rajendra krishna, Sing Along Super hit songs of rajendra krishna, Sing Along hit songs of rajendra krishna, Sing Along duet songs of rajendra krishna, Sing Along solo songs of rajendra krishna, Sing Along old songs of rajendra krishna, Sing Along famous songs of rajendra krishna