MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeJatin Lalit
HomeJatin Lalit
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


Do Dilon Ki click here
aa aa aaaa aa aa aaaa aa aa aaaa aa aa aa aaaa do lafzon mein likh di maine apni prem kahaani tu mere dil ka raaja ban jaa main tere dil ki raani do lafzon mein likh di maine apni prem kahaani tu mere dil ka raaja ban jaa main tere dil ki raani jeeta tha pehle bhi magar yun tha lagta jeene mein shayad kahin kuchh kami hai milen hum to jaana dil ne bhi mana tu hi sanam meri aashiqui hai kabhi hona na juda kabhi hona na khafa kabhi hona na juda kabhi hona na khafa bhola bhala dil jo mera kar baithe naadaani tu mere dil ka raaja ban jaa main tere dil ki raani do lafzon mein likh di maine apni prem kahaani main tere dil ka raaja ban gayaa tu mere dil ki raani hoo hoo hoooo hoo hoo hoooo aa aa aaaa aa aa aa aaaa mujhe apne rang mein rang ke deewaani kisne banaayi woh teri nazar hai hone lagi main khud se begaani sanam tere pyaar ka kaisa asar hai kabhi hona na juda kabhi hona na khafa kabhi hona na juda kabhi hona na khafa dil deewana deewane ne kab kis ki hai maani click here
ek dil ki do dhadkan ek gopi ek kishan ek dil ki do dhadkan ek gopi ek kishan ek dil ki do dhadkan ek gopi ek kishan ek dil ki do dhadkan ek gopi ek kishan tode se naa toote are tode se naa toote ye rishtaa ye bandhan come come welcome welcome come come welcome welcome sabse haseen sabse alag kahaani hai saansen judaa hai ek apni zindgaani hai haan haan sabse haseen sabse alag kahaani hai saansen judaa hai ek apni zindgaani hai har imtehaan denge ik dooje pe jaan denge hum baanth lenge ghum welcome welcome welcome welcome welcome welcome waada kiya to waada sadaa nibhaaenge teri muhabbaton pe khushi lutaaenge waada kiya to waada sadaa nibhaaenge teri muhabbaton pe khushi lutaaenge rabb ne humen milaaya khushiyon ka din dikhaaya naachenge hum chham chham chham chham chham chham chham chham chham chham chham chham chham chham ek dil ki do dhadkan ek gopi ek kishan ek dil ki do dhadkan ek gopi ek kishan tode se naa toote haan tode se naa toote ye rishtaa ye bandhan click here
ho koyal koohke hook uthaye yaadon ki bandook chalaye koyal koohke hook uthaye yaadon ki bandook chalaye baagon mein jhulon ke mausam wapas aaye re ho baagon mein jhulon ke mausam wapas aaye re ghar aa jaa pardesiiii tera des bulaye reeee iss gaon ki anpadh mitti padh nahin sakti teri chitthi ye mitti tu aa kar choome to iss dharti ka dil jhoome mana tere hain kuchh sapne par hum to hain tere apne bhoolne wale humko teri yaad sataye re ghar aa jaa pardesiii ve tera des bulaye reeeee panghat pe aayin mutyarein chham chaam payal ki jhankarein kheton me lehrayi sarson kal parson mein beete barson aaj hi aaja gatta hansta tera rasta dekhe rasta are chhuk chhuk gaadi ki siti aawaz lagaye re ghar aa jaa pardesiiiii tera des bulaye reeeee hmm hmm hmm hmm hmm hmm haathon mein pooja ki thaali aayi raat suhaagon waali hoo chand ko dekhun haath main jodun karwa chauth ka vrat main todun tere haath se pi kar pani daasi se ban jaun rani aaj ki raat jo maange koi wo paa jaaye re click here
naa jaane mere dil ko kya ho gaya abhi to yahin tha abhi kho gaya naa jaane mere dil ko kya ho gaya abhi to yahin tha abhi kho gaya naa jaane mere dil ko kya ho gaya abhi to yahin tha abhi kho gaya ho gaya hai tujhko to pyaar sajna laakh kar le tu inkaar sajna ho gaya hai tujhko to pyaar sajna laakh kar le tu inkaar sajna dildaar sajnaa hai ye pyaar sajnaa aaaaa aaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaa hoooo oooooo oooooooo aaaaa aaaaa aaaaa ho gaya hai tujhko to pyaar sajna laakh kar le tu inkaar sajna dildaar sajnaa hai ye pyaar sajnaa dekha na tune mud ke bhi peechhe kuchh der to main ruka tha jab dil ne tujhko rokna chaha door tu jaa chuka tha huaa kyaa naa jaanaa ye dil kyun deewana ho gaya hai tujhko to pyaar sajna laakh kar le tu inkaar sajna ho gaya hai tujhko to pyaar sajna laakh kar le tu inkaar sajna dildaar sajnaa hai ye pyaar sajnaa aye waqt ruk jaa tham jaa thehar jaa waapas zara daud peechheee main chhod aayi khud ko jahaan pe wo reh gaya mod peechheee kahaan main click here
heyyyy heyyyyy ye hey aaaaa hahaha hey hey hey hey humko aawaaz de tu kahan hai sanam humko aawaaz de tu kahan hai sanam pyaar ke roke kadam itna kahan duniya mein dum hum tere aashiq sanam humko aawaaz de tu kahan hai sanam pyaar ke roke kadam itna kahan duniya mein dum hum tere aashiq sanam humko aawaaz de pehle pehle pyaar ko koi dil se mita nahin paya jaan hatheli par rakh kar tujhe lene waala aaya jag yeh dekhta reh jaayega aashiq tera le jaayega itna kahan duniya mein dum pyaar ke jo roke kadam humko aawaaz de tu kahan hai sanam pyaar ke roke kadam itna kahan duniya mein dum hum tere aashiq sanam itna kahan duniya mein dum pyaar ke jo roke kadam humko aawaaz de nadiyon ko saagar ka pata kya koi batlata hai hooo sachchi lagan ho dil mein toh khud rasta mil jaata hai kaun bahaar ko baandh saka hai qaid hawa ko kisne kiya hai itna kahan duniya mein dum pyaar ke jo roke kadam humko aawaaz de tu kahan hai sanam humko aawaaz de tu kahan hai sanam pyaar ke roke click here
koi hero yahan koi zero yahan koi star hai koi bekaar hai koi hero yahan koi zero yahan koi star hai koi bekaar hai main kaun hoon tumse main kya kahoon hai sach to ye dosto i''m the best i''m the best i''m the best i''m the best i''m the best i''m the best dosto mujhe tum dekh lo main number ek hoon koi kaam ho tez hoon bada smart hoon main phir bhi nek hoon ye tum bhi kaho kisi ne ye kiya kisi ne wo kiya koi ye ban gaya koi wo ban gaya main kaun hoon tumse main kya kahoon hai sach to ye dosto i''m the best i''m the best i''m the best i''m the best i''m the best i''m the best mujh mein hai ajab jaadugari ke mujhsa charming koi hai kahan kya karoon hai deewani meri kahe mujhe darling sabhi ladkiyaan koi aisa yahan koi waisa yahan magar koi nahin mere jaisa yahan main kaun hoon tumse main kya kahoon hai sach to ye dosto i''m the best i''m the best i''m the best i''m the best i''m the best i''m the best oh yes yes yes yes yes say it again yeah click here
jaana suno hum tumpe marte hain tum se muhabbat karte hain chaahat mere hanseen koi gunaah nahin ye jo muhabbat hai yahi to ibaadat hai to phir aao pyaar mein jalaayen dil jal ke bhujh naa paayen dil hai apni manzil yahin pe aa ab kahin naa jaa tum kahin bhi jaao yahin pe hai aana ke dil ka dil hai thikaana jaana suno hum tumpe marte hain tum se muhabbat karte hain aao kuchh aise mile hum tum se ke aaj khuda bhi hans pade hum pe mile hum tum se ke khuda bhi hans de to phir aao pyaar mein jalaayen dil jal ke bhujh naa paayen dil hai apni manzil yahin pe aa ab kahin naa jaa tum kahin bhi jaao yahin pe hai aana ke dil ka dil hai thikaana jaana suno hum tumpe marte hain tum se muhabbat karte hain ik dooje mein hum yun kho jaayen mai hoon ke tum khud dhoondh naa paayen do badan yun milen ke pata naa chale to phir aao pyaar mein jalaayen dil jal ke bhujh naa paayen dil pyaar mein jalaayen dil jal ke bhujh naa paayen dil pyaar mein jalaayen dil jaana suno hum tumpe marte click here
jab kisi ki taraf dil jhukne lage baat aa kar zubaan tak rukne lage aankhon aankhon mein iqraar hone lage bol do gar tumhen pyaar hone lage hone lage hone lage jab kisi ki taraf dil jhukne lage baat aa kar zubaan tak rukne lage aankhon aankhon mein iqraar hone lage bol do gar tumhen pyaar hone lage hone lage hone lage chaahne jab lage dil kisi ki khushi dillagi ye nahin ye hai dil ki lagi aandhiyon ko dabaane se kya faaydaa pyaar dil mein chhupaane se kya faaydaa jaan se pyaara jab dildaar hone lage bol do gar tumhen pyaar hone lage hone lage hone lage jab kisi ki taraf dil jhukne lage baat aa kar zubaan tak rukne lage aankhon aankhon mein iqraar hone lage bol do gar tumhen pyaar hone lage hone lage hone lage uss ki khushboo agar apni saanson mein ho uska sapna agar apni aankhon mein ho jab naa dil ke behlne ki surat lage jab koi zindagi ki zaroorat lage aur jeena bhi dushwaar hone lage bol do gar tumhen pyaar hone lage hone lage hone lage jab kisi ki taraf dil click here
aa aa aa aa aa kabhi khushi kabhi gham na juda honge hum kabhi khushi kabhi gham aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa meri saanson mein tu hai samaya mera jeewan to hai tera saaya meri saanson mein tu hai samaya mera jeewan to hai tera saaya teri pooja karoon main to har dum ye hain tere karam kabhi khushi kabhi gham na juda honge hum kabhi khushi kabhi gham meri saanson mein tu hai samaya mera jeewan to hai tera saaya teri pooja karoon main to har dum ye hain tere karam kabhi khushi kabhi gham na juda honge hum kabhi khushi kabhi gham suboh shyam charno mein diye hum jalayen dekhen jahan bhi dhekhen tujhko hi paayen o o o o o suboh shyam charno mein diye hum jalayen dekhen jahan bhi dhekhen tujhko hi paayen inn labon pe tera bas tera naam ho inn labon pe tera bas tera naam ho pyaar dil se kabhi bhi na ho kam ye hain tere karam kabhi khushi kabhi gham na juda honge hum kabhi khushi kabhi gham ye ghar nahin hai mandir hai tera iss mein sada rahe tera basera click here
kehta hai ye safar kehti hai rehguzar kehta hai ye safar kehti hai rehguzar zamane bhar ke ghum liye umeed dil mein kam liye zamane bhar ke ghum liye umeed dil mein kam liye tum chale ho kahaan kehta hai ye safar kehti hai rehguzar zamane bhar ke ghum liye umeed dil mein kam liye zamane bhar ke ghum liye umeed dil mein kam liye tum chale ho kahaan kehta hai ye safar kehti hai rehguzar dekho jahaan jao jahaan mil jayegi wahaan har cheez ki dukaan sirf kahin milta nahin jazbaat ka nishaan halka sa bhi nishaan begane log hain anjaane log hain tamaam shehar mein kahin milega pyaar hi nahin tamaam shehar mein kahin milega pyaar hi nahin tum chale ho kahaan kehta hai yeh safar kehti hai reh guzar duniya mein tum kab se ho gum kis raah se chale aakash ke tale chalte rahe kam naa huye manzil ke fasle aise hain fasle raahon ki thokaren kehti hain kya karein khula koi bhi dar nahin kisi ke dil mein ghar nahin khula koi bhi dar nahin kisi ke dil mein ghar nahin tum chale ho click here
mujhko kya hua hai kyun main kho gaya hoon paagal tha main pehle ya ab ho gaya hoon behki hain nigahein aur bikhre hain baal tumne banaya hai kya apna ye haal koi mil gaya mera dil gaya kya bataoon yaaron main to hil gaya koi mil gaya mil hi gaya mil hi gaya mujhko kya hua hai kyun main kho gaya hoon paagal tha main pehle ya ab ho gaya hoon behki hain nigahein aur bikhre hain baal tumne banaya hai kya apna ye haal koi mil gaya mera dil gaya kya bataoon yaaron main to hil gaya koi mil gaya mil hi gaya mil hi gaya hey hey hey hey hey hey hey haa haa haa haa haa haa haa hey hey hey hey hey hey hey hey hey ta ra pa ta ra haa haa haa jaane kya ho gaya hai mujhe deewana log kehne lage ye deewangi hai kya humein bhi to ho pata tumko kya ho gaya kal tak mujhko sab hosh tha dil mein khushiyon ka josh tha phir ye becheini hai kyun phir ye betaabi hai kyun kya koi kho gaya koi mil gaya mera dil gaya kya bataoon yaaron main to hil gaya koi mil gaya mil hi gaya mil hi gaya click here
kuchh kasmein hain jawaan kuchh waade hain haseen kuchh kasmein hain jawaan kuchh waade hain haseen kaisa hai ye asar jaadu hai dekho har kahin kuchh dil mein pyaas hai aur tu bhi paas hai wo jhuk kar aasmaan lagta hai choome ye zamin kuchh kasmein hain jawaan jab kahin chalti hai ye pyaar ki hawa yeh dil wahi panchhi banke udta hai aur kya hota hai iss pyaar mein bata ye ishq ka toofan kaise thamta hai chhaayi bekhudi la la la laaa laa ye kaisi dilkashi chaahat ki har adaa kitni hai dekho shabnami kuchh dil mein pyaas hai dil hi to samjhe hai jo dil ki hai zubaan na samjha hai na samjhega jahaan hmmm doob ke mohabbat mein kuchh to paayenge saahil pe moti hote hain kahaan kuchh rishte hain naye hoo hooo hooo kuchh baatein ankahi woo oo oo ooo baarish hai pyaar ki bheegegi aaj dil ki zamin kuchh kasmein hain jawaan kuchh kasmein hain jawaan kuchh waade hain haseen kuchh waade hain haseen kaisa hai ye asar jaadu hai dekho har kahin click here
tum paas aaye yun muskuraaye tum paas aaye yun muskuraaye tumne na jaane kyaa sapne dikhaaye tum paas aaye yun muskuraaye tumne na jaane kyaa sapne dikhaaye ab to meraa dil jaage na sotaa hai kyaa karun haai kuchh kuchh hotaa hai kyaa karun haai kuchh kuchh hotaa hai tum paas aaye yun muskuraaye tumne na jaane kyaa sapne dikhaaye ab to meraa dil jaage na sotaa hai kyaa karun haai kuchh kuchh hotaa hai kyaa karun haai kuchh kuchh hotaa hai na jaane kaisa ehsaas hai bujhati nahin hai kyaa pyaas hai kyaa nashaa is pyaar ka mujhpe sanam chhaane lagaa koi na jaane kyun chain khotaa hai kyaa karun haai kuchh kuchh hotaa hai kyaa karun haai kuchh kuchh hotaa hai hey ye ye hmm umm umm umm umm aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa kyaa rang laayi meri duaa ye ishq jaane kaise huaa bechainiyon mein chain na jaane kyun aane lagaa tanhaayi mein dil yaadein sanjotaa hai kyaa karun haai kuchh kuchh hotaa hai kyaa karun haai kuchh kuchh hotaa hai tum paas aaye yun muskuraaye tumne click here
kuchh to bata are kuchh to bata na na na na naaaa phone ka number ghar ka pata na na na na naaaa kuchh to bata are kuchh to bata nan nan nan na nan na nan na na na phone ka number ghar ka pata nan nan nan na nan na nan na na na tere liye haal hai ye dekh mujhe tu yun na sataa kuchh to bata are kuchh to bata nan nan nan na nan na nan na na na phone ka number ghar ka pata nan nan nan na nan na nan na na na kehna hai jo kaho jaldi jaldi warna yun hi raho main to chal di aise karo nahin haye bye aao piye kahin chai waai samjhaun kitni baar ye koshish hai beqaar sun lo mujhko hai inqaar dil mein pyaar hai albatta nan nan nan na nan na nan na na na kuchh to bata are kuchh to bata nan nan nan na nan na nan nan nan na tere liye haal hai ye dekh mujhe tu yun na sataa kuchh to bata are kuchh to bata nan nan nan na nan na nan na na na dil ka kahoge jo kissa vissa aayega mujhko to gussa vussa jaane de gusse ke chakkar vakkar aa chal ke dekhenge picture victure karte ho kyun ye click here
hey hey hey ae hey hey hey la la la la la la la ladki badi anjaani hai sapnaa hai sach hai kahaani hai dekho ye pagli bilkul na badli ye to wahi deewani hai ho ho o ho ho o ho ho o ho ho o ladkaa badaa anjaana hai sapnaa hai sach hai fasaana hai haan haan ye pagla bilkul na badla ye to wahi deewaana hai ho ho o ho ho o ho ho o ho ho o paas reh ke bhi thi doori jaane kaisi thi majboori waqt wo bhi ajeeb tha jab tu mere kareeb tha kho gayi tu ye kis jahaan mein main yahaan hoon dekh to zara ladkaa badaa anjaana hai sapnaa hai sach hai fasaana hai dekho ye pagli bilkul na badli ye to wahi deewani hai ho ho o ho ho o ho ho o ho ho o hmm bheed mein bhi thi tanhaai yaad har pal teri aayi roke koi mujhe zaraa bhar na aaye ye dil meraa behke behke mere kadam hain aise mein tu sambhaal to zara ladki badi anjaani hai sapnaa hai sach hai kahaani hai haan haan ye pagla bilkul na badla ye to wahi deewaana hai ho ho o ho ho o ho ho o ho ho o tumne na jaane kya sapne dikhaaye click here
chal mitra hun othe chaliye jithe hor na koi hove sanu vekh ke koi hanse na sanu vekh ke koi roye sejj sajayi phoolon ki aur hum kaanto pe soye ishq da dariyaa maajhi naav musafir sab dooboye iss dariya ko jo paar kareeee bas wo deewana pyaar kare bas wo deewana pyaar kare mainu lagan lagi mere sajan lagi mainu lagan lagi mere sajan lagi panghat se aise dhuwan utha paani mein jaise agan lagi mainu lagan lagi mere sajan lagi ho mera dil tere dil se mil na saka meri jaan teri jaan se milan lagi mainu lagan lagi mere sajan lagi haan haan mainu lagan lagi mere sajan lagiiii hooo oooooooooooooooooo apne sar pe ilzaam liya phir maine tera naam liya teri yaadon ke daaman ko apni yaadon se thaam liya na rasta na koi manzil main sang pawan ke chalne lagi haan lagan lagi lagi ji mere sajan lagi jo aag ka dariya paar kare bas wo deewana pyaar kare haan haan kho jaaye khud iss raste mein wo yaar talaash e yaar kare ho mera haath pakad le sajan main majhdhaar mein doob ke marne click here
aaaaaaaa aaaaaaaa aaaaaaaa aaaaaa aaaa aaaaaaaa aaaaaaa aaaaaaaa aa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaaa aaaaaa mausam ke sargam ko sun kya gaa raha hai samaa mausam ke sargam ko sun kya gaa raha hai samaa tu bhi gaa tere sang gaaye saara jahaan gaaye jaa gaaye jaa gaaye jaa mausam ke sargam ko sun kya gaa raha hai samaa mausam ke sargam ko sun kya gaa raha hai samaa tu bhi gaa tere sang gaaye saara jahaan gaaye jaa gaaye jaa gaaye jaa har sur pe dil yun dhadke ke saanson mein agan bhadke sun kar ye sada har sur pe dil yun dhadke ke saanson mein agan bhadke sun kar ye sada aise aaj do khaamoshi bol uthhey palkein bheeg jayein jal barse bina ghata gaaye jaa gaaye jaa gaaye jaa mausam ke sargam ko sun kya gaa raha hai samaa mausam ke sargam ko sun kya gaa raha hai samaa tu bhi gaa tere sang gaaye saara jahaan gaaye jaa gaaye jaa gaaye jaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaaaa phir ek din le jaayega ghunghta tera uthayega koi raajkumaar phir ek din le jaayega ghunghta click here
ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho mehndi laga ke rakhna doli saja ke rakhna mehndi laga ke rakhna doli saja ke rakhna lene tujhe o gori aayenge tere sajna ho ho ho ho ho aa aa aa aa aa aa aa aa aa sehra saja ke rakhna chehra chhupa ke rakhna sehra saja ke rakhna chehra chhupa ke rakhna ye dil ki baat apne dil mein daba ke rakhna udd udd ke teri zulfen karti hai kya ishaare dil thaam ke khade hain aashiq sabhi kanware chhup jaayen saari kudiyaan ghar mein sharam ke maare gaanv mein aa gaye hain paagal shehar ke saare nazren jhuka ke rakhna daaman bacha ke rakhna nazren jhuka ke rakhna daaman bacha ke rakhna lene tujhe o gori aayenge tere sajna main ek jawaan ladka tu ik haseen ladki ye dil machal gaya to mera kusoor kya hai rakhna tha dil pe kaaboo ye husn to hai jaadoo jaadoo ye chal gaya to mera kusoor kya hai rasta hamara takna darwaza khulla rakhna rasta hamara takna darwaza khulla rakhna lene tujhe o gori aayenge tere sajana kuchh aur ab na kehna kuchh aur ab click here
hmm hmmm hmm hmm hmm hey hey hey hmm hmm hmm hmm hmm mera chaand mujhe aaya hai nazar mera chaand mujhe aaya hai nazar aye raat zaraa tham tham ke guzar aye raat zaraa tham tham ke guzar chhaaya hai nasha meri aankhon par chhaaya hai nasha meri aankhon par aye raat zaraa tham tham ke guzar aye raat zaraa tham tham ke guzar mera chaand mujhe aaya hai nazar mere dil mein hain armaan kayi kayi meri chaahat hai abhi nayi nayi mere dil mein hain armaan kayi kayi meri chaahat hai abhi nayi nayi reh jaaye na pyaasa pyaar mera meri baahon mein bhar de yaar mera itna sa karam tu kar mujh par itna sa karam tu kar mujh par aye raat zaraa tham tham ke guzar aye raat zaraa tham tham ke guzar mera chaand mujhe aaya hai nazar hmm aa haa aa aa haa haa ae hey hey abhi labon ko labon ne chhua nahin armaan koi poora hua nahin abhi labon ko labon ne chhua nahin armaan koi poora hua nahin abhi aas ka gulshan khilna hai abhi do jismon ko milna hai dekhonga abhi main wo manzar dekhonga click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Do Dilon Ki Dil Kya Kare (1999) 05:37 36565
 
Poster of Dil Kya Kare (1999)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1999
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Jatin Lalit
On Screen Actors- 
Mahima Choudhary, Ajay Devgan
Duration : 05:37   Song Number : 36565   

Do Lafzon Mein Dhaai Akshar Prem Ke (2000) 05:09 31545
 
Poster of Dhaai Akshar Prem Ke (2000)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2000
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Jatin Lalit
Duration : 05:09   Song Number : 31545   

Ek Dil Ki Mr White Mr Black (2008) 05:05 11167
 
Poster of Mr White Mr Black (2008)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2008
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Tauseef Akhtar, Jatin Lalit
Duration : 05:05   Song Number : 11167   

Ghar Aa Jaa Pardesi Dilwale Dulhania Le Jayenge (1995) 07:32 20475
 
Poster of Dilwale Dulhania Le Jayenge (1995)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1995
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Jatin Lalit
On Screen Actors- 
Shahrukh Khan, Kajol
Duration : 07:32   Song Number : 20475   

Ho Gaya Hai Tujhko To Dilwale Dulhania Le Jayenge (1995) 05:50 20517
 
Poster of Dilwale Dulhania Le Jayenge (1995)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1995
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Jatin Lalit
On Screen Actors- 
Shahrukh Khan, Kajol
Duration : 05:50   Song Number : 20517   

Humko Aawaaz De Mr Aashiq (1996) 06:00 19142
 
Poster of Mr Aashiq (1996)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1996
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Jatin Lalit
On Screen Actors- 
Saif Ali Khan, Twinkle Khanna
Duration : 06:00   Song Number : 19142   

I'm The Best Phir Bhi Dil Hai Hindustani (2000) 04:15 16784
 
Poster of Phir Bhi Dil Hai Hindustani (2000)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2000
Lyricist
Jalal Malihabadi
Music Director- 
Jatin Lalit
On Screen Actors- 
Shahrukh Khan, Juhi Chawla
Duration : 04:15   Song Number : 16784   

Jaana Suno Hum Tumpe Marte Hain Khamoshi (The Musical) (1996) 05:11 17971
 
Poster of Khamoshi (The Musical) (1996)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1996
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Jatin Lalit
Singer- 
Udit Narayan
On Screen Actors- 
Salman Khan, Manisha Koirala
Duration : 05:11   Song Number : 17971   

Jab Kisi Ki Pyaar To Hona Hi Tha (1998) 06:01 16857
 
Poster of Pyaar To Hona Hi Tha (1998)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1998
Lyricist
Vinoo Mahendra
Music Director- 
Jatin Lalit
Singer- 
Kumar Sanu
On Screen Actors- 
Ajay Devgan
Duration : 06:01   Song Number : 16857   

Kabhi Khushi Kabhi Gham Kabhi Khushi Kabhie Gham (2001) 07:59 16744
 
Poster of Kabhi Khushi Kabhie Gham (2001)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2001
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Jatin Lalit, Sandesh Shandilya
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 07:59   Song Number : 16744   

Kehta Hai Ye Safar Bada Din (1998) 05:18 36155
 
Poster of Bada Din (1998)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1998
Lyricist
Zaved Akhtar
Music Director- 
Jatin Lalit
Singer- 
Kumar Sanu
On Screen Actors- 
Marc Robinson
Duration : 05:18   Song Number : 36155   

Koi Mil Gaya Kuch Kuch Hota Hai (1998) 07:15 16750
 
Poster of Kuch Kuch Hota Hai (1998)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1998
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Jatin Lalit
On Screen Actors- 
Rani Mukherjee, Shahrukh Khan, Kajol
Duration : 07:15   Song Number : 16750   

Kuchh Kasmen Aankhen (2002) 04:31 40674
 
Poster of Aankhen (2002)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2002
Lyricist
Praveen Bhardwaj
Music Director- 
Jatin Lalit
On Screen Actors- 
Arjun Rampal, Sushmita Sen
Duration : 04:31   Song Number : 40674   

Kuchh Kuchh Hotaa Hai Kuch Kuch Hota Hai (1998) 05:08 16751
 
Poster of Kuch Kuch Hota Hai (1998)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1998
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Jatin Lalit
On Screen Actors- 
Rani Mukherjee, Shahrukh Khan, Kajol
Duration : 05:08   Song Number : 16751   

Kuchh To Bata Phir Bhi Dil Hai Hindustani (2000) 04:33 16851
 
Poster of Phir Bhi Dil Hai Hindustani (2000)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2000
Lyricist
Jalal Malihabadi
Music Director- 
Jatin Lalit
On Screen Actors- 
Shahrukh Khan, Juhi Chawla
Duration : 04:33   Song Number : 16851   

Ladki Badi Anjaani Hai Kuch Kuch Hota Hai (1998) 06:25 16753
 
Poster of Kuch Kuch Hota Hai (1998)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1998
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Jatin Lalit
On Screen Actors- 
Shahrukh Khan, Kajol
Duration : 06:25   Song Number : 16753   

Mainu Lagan Lagi Dil Kya Kare (1999) 05:50 16894
 
Poster of Dil Kya Kare (1999)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1999
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Jatin Lalit
On Screen Actors- 
Ajay Devgan, Kajol
Duration : 05:50   Song Number : 16894   

Mausam Ke Sargam Ko Sun Khamoshi (The Musical) (1996) 06:22 38856
 
Poster of Khamoshi (The Musical) (1996)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1996
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Jatin Lalit
On Screen Actors- 
Helen, Nana Paatekar, Manisha Koirala
Duration : 06:22   Song Number : 38856   

Mehndi Laga Ke Rakhna Dilwale Dulhania Le Jayenge (1995) 04:50 20901
 
Poster of Dilwale Dulhania Le Jayenge (1995)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1995
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Jatin Lalit
Duration : 04:50   Song Number : 20901   

Mera Chaand Mujhe Mr Aashiq (1996) 05:52 20903
 
Poster of Mr Aashiq (1996)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1996
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Jatin Lalit
Singer- 
Kumar Sanu
On Screen Actors- 
Saif Ali Khan, Twinkle Khanna
Duration : 05:52   Song Number : 20903   
Karaoke Songs of jatin lalit, Sad Songs of jatin lalit, Love Songs of jatin lalit, Dance Songs of jatin lalit, Hip-hop songs of jatin lalit, Best songs of jatin lalit, Super hit songs of jatin lalit, hit songs of jatin lalit, duet songs of jatin lalit, solo songs of jatin lalit, old songs of jatin lalit, famous songs of jatin lalit, Hindi Karaoke Songs of jatin lalit, Hindi Sad Songs of jatin lalit, Hindi Love Songs of jatin lalit, Hindi Dance Songs of jatin lalit, Hindi Hip-hop songs of jatin lalit, best Hindi songs of jatin lalit, super hit Hindi songs of jatin lalit, hit Hindi songs of jatin lalit, duet Hindi songs of jatin lalit, solo Hindi songs of jatin lalit, old Hindi songs of jatin lalit, famous Hindi songs of jatin lalit, Sing Along Songs of jatin lalit, Sing Along Sad Songs of jatin lalit, Sing Along Love Songs of jatin lalit, Sing Along Dance Songs of jatin lalit, Sing Along Hip-hop songs of jatin lalit, Sing Along Best songs of jatin lalit, Sing Along Super hit songs of jatin lalit, Sing Along hit songs of jatin lalit, Sing Along duet songs of jatin lalit, Sing Along solo songs of jatin lalit, Sing Along old songs of jatin lalit, Sing Along famous songs of jatin lalit