Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomePradeep Kumar
HomePradeep Kumar
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


chaand kitni door tha sitaare kitni door the tum jo aa gaye to sab kareeb aa gaye chaand kitni door tha sitaare kitni door the tum jo aa gaye to sab kareeb aa gaye tumhaara haath raat pe heena ka rang mal gaya tumhaara haath raat pe heena ka rang mal gaya humare dil ke saath mein charaag e shouk jal gaya do badan ke saaye anjuman sajaa gaye chaand kitni door tha sitaare kitni door the tum jo aa gaye to sab kareeb aa gaye dulhan bani huyi khadi ho tum libaas e noor mein dulhan bani huyi khadi ho tum libaas e noor mein ke sar jhuka rahi hai chaandani mere huzoor mein aas paas kitne khaab jhilmilaa gaye chaand kitni door tha sitaare kitni door the tum jo aa gaye to sab kareeb aa gaye bhujha do pyaas pyaar ki labon se kuchh to bol do bhujha do pyaas pyaar ki labon se kuchh to bol do bas ek neend so sakun ye zulf e naaz khol do thaam lo humen ke hum to dagmagaa gaye chaand kitni door tha sitaare kitni door the tum jo aa gaye to sab kareeb aa gaye
chal akela chal akela chal akela teraa mela peechhe chhoota raahi chal akela chal akela chal akela chal akela teraa mela peechhe chhoota raahi chal akela hazaaron meel lambe raaste tujhko bulaate yahaan dukhade sehne ke vaaste tujhko bulaate hai kaun saa wo insaan yahaan par jisne dukh na jhelaa teraa mela peechhe chhoota raahi chal akela chal akela chal akela chal akela teraa mela peechhe chhoota raahi chal akela teraa koi saath na de to tu khud se preet jod le bichhaunaa dharti ko karke arre aakaash odh le yahan pooraa khel abhi jeevan ka toone kahaan hai khelaa teraa mela peechhe chhoota raahi chal akela chal akela chal akela chal akela teraa mela peechhe chhoota raahi chal akela
chandaniya nadiyaa beech nahaaye o sheetal jal mein aag lagaaye ke chanda dekh dekh muskaaye ho rama ho rama ho poochh rahi hai lehar lehar se kaun hai ye matwaali poochh rahi hai lehar lehar se kaun hai ye matwaali tann ki gori chanchal chhori gende ki ek daali hoooooo oooooo roop ki chadhti dhoop sunehra rang aaj barsaaye o rama ho rama ho chandaniya nadiyaa beech nahaaye o sheetal jal mein aag lagaaye ke chanda dekh dekh muskaaye ho rama ho rama ho parvat parvat ghoom ke aayi ye albeli dhaara parvat parvat ghoom ke aayi ye albeli dhaara kya jaane kis aasmaan se toota hai ye taara hoooooo oooooo shola ban ke phool kamal ka jal mein behta jaaye o rama ho rama ho chandaniya nadiyaa beech nahaaye o sheetal jal mein aag lagaaye ke chanda dekh dekh muskaaye ho rama ho rama ho
chha gaye badal neel gagan par ghul gaya kajra saanjh dhale ghul gaya kajra saanjh dhale dekh ke mera mann bechain dekh ke mera mann bechain rain se pehle ho gayi rain aaj hriday ke swapan phale ghul gaya kajra saanjh dhale ghul gaya kajra saanjh dhale roop ki sangat aur ekkaant roop ki sangat aur ekkaant aaj bhatakta mann hai shant keh do samay se tham ke chale ghul gaya kajra saanjh dhale ghul gaya kajra saanjh dhale chha gaye badal neel gagan par ghul gaya kajra saanjh dhale ghul gaya kajra saanjh dhale andhiyaron ki chaadar taan andhiyaron ki chaadar taan ik honge do vyakul pran aaj na koi deep jale ghul gaya kajra saanjh dhale ghul gaya kajra saanjh dhale chha gaye badal neel gagan par ghul gaya kajra saanjh dhale ghul gaya kajra saanjh dhale
deewana keh ke aaj mujhe phir pukaariye deewana keh ke aaj mujhe phir pukaariye haazir hoon koi teer e nazar dil pe maariye deewana keh ke aaj mujhe phir pukaariye deewana lag jaye aapko na kisi ki nazar kahin lag jaye aapko na kisi ki nazar kahin ghar jaa ke apne husn ka sadka utaariye ghar jaa ke apne husn ka sadka utaariye haazir hoon koi teer e nazar dil pe maariye deewana keh ke aaj mujhe phir pukaariye deewana zulfen sawarne se banegi na koi baat zulfen sawarne se banegi na koi baat uthiye kisi gareeb ki kismat sawaariye uthiye kisi gareeb ki kismat sawaariye haazir hoon koi teer e nazar dil pe maariye deewana keh ke aaj mujhe phir pukaariye deewana ek baar kar hi dijiye iss dil ka faisla ek baar kar hi dijiye iss dil ka faisla rah rah ke yun nigah ke khanjar na mariye rah rah ke yun nigah ke khanjar na mariye haazir hoon koi teer e nazar dil pe maariye deewana keh ke aaj mujhe phir pukaariye deewana
Dekhiye Huzur
dil jo na keh saka wohi raaz e dil kehne ki raat aayee dil jo na keh saka wohi raaz e dil kehne ki raat aayee dil jo na keh saka nagma sa koi jaag utha badan mein jhankaar kee see tharathari hai tan mein jhankaar kee see tharathari hai tan mein ho o o mubaraq tumhe kisi ki larazti si baahon mein rehne ki raat aayee dil jo na keh saka tauba ye kissne anjuman saja ke tukde kiye hain guncha e wafaa ke tukde kiye hain guncha e wafaa ke ho o o uchhalo gulon ke tukde ke rangin fizaon mein rehne ki raat aayee dil jo na keh saka chaliye mubaraq jashan dosti ka daaman to thama aapne kissi ka daaman to thama aapne kissi ka ho o o humen to khushi yahi hai tumhen bhi kisi ko apna kehne ki raat aayee dil jo na keh saka saagar uthao dil ka kis ko ghum hai aaj dil ki keemat jaam se bhi kam hai aaj dil ki keemat jaam se bhi kam hai ho o o piyo chahe khoon e dil ho ke pite pilate hi rehne ki raat aayee dil jo na keh saka wohi raaz e dil kehne ki raat aayee dil jo na keh saka
dil ki giraah khol do chup na baithho koi geet gaao dil ki giraah khol do chup na baithho koi geet gaao aa aa aa aa aa aa mehfil mein ab kaun hai ajnabee tum mere paas aao dil ki giraah khol do chup na baithho koi geet gaao milne do ab dil se dil ko mitne do majbooriyon ko sheeshe mein apne doobo do sab faaslon dooriyon ko aakhon mein main muskuraun tumhaare jo tum muskuraao aa aa aa aa aa aa mehfil mein ab kaun hai ajnabee tum mere paas aao dil ki giraah khol do chup na baithho koi geet gaao hum tum na hum tum rahe ab kuchh aur hi ho gaye ab sapnon ke jhilmil nagar mein jaane kahaan kho gaye ab humraah poochhe kisi se na tum apni manzil bataao aa aa aa aa aa aa mehfil mein ab kaun hai ajnabee tum mere paas aao dil ki giraah khol do chup na baithho koi geet gaao kal hum se poochhe na koi kya ho gaya tha tumhein kal mud kar nahin dekhte hum dil ne kahaa hai chalaa chal jo door peechhe kahin reh gaye ab unhein mat bulaao aa aa aa aa aa aa mehfil mein ab kaun hai
dil lagaa kar hum ye samjhe zindagi kya cheez hai dil lagaa kar hum ye samjhe zindagi kya cheez hai ishq kehte hain kise aur aashiqui kya cheez hai dil lagaa kar hum ye samjhe baad muddat ke mile to kis tarah dekha idhar baad muddat ke mile to kis tarah dekha idhar jis tarah ik ajnabi par ajnabi daale nazar aapne ye bhi na socha dosti kya cheez hai dil lagaa kar hum ye samjhe pehle pehle aap hi apna bana baithe humein pehle pehle aap hi apna bana baithe humein phir na jaane kis liye dil se bhula baithe humein ab hua malum humko berukhi kya cheez hai dil lagaa kar hum ye samjhe zindagi kya cheez hai ishq kehte hain kise aur aashiqui kya cheez hai dil lagaa kar hum ye samjhe
dil lagaa kar hum ye samjhe zindagi kya cheez hai dil lagaa kar hum ye samjhe zindagi kya cheez hai ishq kehte hain kise aur aashiqui kya cheez hai dil lagaa kar hum ye samjhe haay ye rukhsaar ke shole ye baahen marmari haay ye rukhsaar ke shole ye baahen marmari aapse mil kar ye do baatein samajh mein aa gayi dhoop kis kaa naam hai aur chaandni kya cheez hai dil lagaa kar hum ye samjhe aapki shokhi ne kya kya roop dikhlaaye hamein aapki shokhi ne kya kya roop dikhlaaye hamein aapki aankhon ne kya kya jaam pilwaaye hamein hosh kho baithe to jaanaa bekhudi kya cheez hai dil lagaa kar hum ye samjhe aapki raahon mein jabse hamne rakhaa hai qadam aapki raahon mein jabse hamne rakhaa hai qadam hamko ye mehsoos hotaa hai ki hain manzil pe hum koyi kya jaane muhabbat ki khushi kya cheez hai dil lagaa kar hum ye samjhe zindagi kya cheez hai dil lagaa kar hum ye samjhe
din raat badalte hain haalat badalte hain saath saath mausam ke phool aur paat badalte hain ho din raat badalte hain haalat badalte hain saath saath mausam ke phool aur paat badalte hain ho din raat badalte hain kabhi hamesha dhoop rahi naa sadaa rahi kabhi chhanv ek jagah par kabhi ruke na waqt ke chalte paanv bas ke ujadte ujad ke baste dekhe kitne gaanv are din raat badalte hain haalat badalte hain saath saath mausam ke phool aur paat badalte hain ho din raat badalte hain beet hi jaayegi patjhad phir aayegi hariyali aaj hai jo daali sooni kal hogi phoolon waali kaun chandaniyaa ko poochhe jo naa ho ratiyaan kaali are din raat badalte hain haalat badalte hain saath saath mausam ke phool aur paat badalte hain ho din raat badalte hain ye jeevan ek behti nadiyaa dukh sukh iske rele phool ki aasha karne waale pehle kaante le le kya jaane wo khushi ki keemat jo naa dard se khele are din raat badalte hain haalat badalte hain saath saath mausam ke phool aur paat badalte
do nain mile do phool khile duniya mein bahaar aayi ek rang naya laayi ek rang naya laayi dil gaane laga lehraane laga li pyaar ne angdaayi bajne lagi shehnaayi bajne lagi shehnaayi do nain mile armaan bhari nazron se balam is tarah humein dekha na karo ahha ha ha oo hooo hooo ho jaaye na ruswa ishq kahin duniya hai buri duniya se daro duniya hai buri duniya se daro duniya ka mujhe kuchh khauf nahin duniya to hai harjaai aur ishq hai saudaayi aur ishq hai saudayi do nain mile aha haha ohho ho hoo aaaaa aaaaaa zulfon ki ghani chanw mein sanam dam bhar ke liye jeene de mujhe aahhahaa ohhooooo is mast nazar ki tujhko kasam aankhon se zara peene de mujhe aankhon se zara peene de mujhe peena to koi dushwaar nahin o pyaar ke sheydayi behke to hai ruswaai behke to hai ruswaai do nain mile do phool khile duniya mein bahaar aayi ek rang naya laayi ek rang naya laayi do nain mile hooooo ooooooo oooo hooooo hoooooo hooooo aaaaaa
do roz mein wo pyaar ka aalam guzar gaya do roz mein wo pyaar ka aalam guzar gaya barbaad karne aaya tha barbaad kar gaya do roz mein bas itni si hai daastan bachpan ke pyaar ki bas itni si hai daastan bachpan ke pyaar ki do phool khilte khilte hi gulshan ujad gaya gulshan ujad gaya do roz mein wo pyaar ka aalam guzar gaya barbaad karne aaya tha barbaad kar gaya do roz mein le ke sahaara yaad ka kab tak koi jiye le ke sahaara yaad ka kab tak koi jiye aye maut aa ke zindagi se dil hi bhar gaya dil hi bhar gaya do roz mein wo pyaar ka aalam guzar gaya barbaad karne aaya tha barbaad kar gaya do roz mein
aaaa hoooo oooho dupatta mera malmal ka rang saleti halkaa haa dupattaa meraa malmal kaa rang saleti halkaa zamaanaa lut jaayegaa o sar se agar dhalkaa zamaanaa lut jaayegaa o sar se agar dhalkaa batan mere kurte ke haay chann ve batan mere kurte ke sitaare aasmaani sajnaa hoye isi liye dekha naa andheraa kabhi tere angnaa hoye isi liye dekha naa andheraa kabhi tere angnaa o tumsa bhi koyi naa haay chann ve o tumsa bhi koyi naa zamaane mein nidar hoga wahin pe dam todenge jahaan pe teraa dar hogaa haay wahin pe dam todenge jahaan pe teraa dar hogaa dupattaa meraa malmal kaa rang saleti halkaa zamaanaa lut jaayegaa o sar se agar dhalkaa
ek manzil raahi do phir pyaar na kaise ho phir pyaar na kaise ho saath mile jab dil to phir pyaar na kaise ho phir pyaar na kaise ho hum bhi wo hi hai dil bhi wo hi hai dhadkan magar nayi hai aa aa dekho to meet aankhon mein preet kyaa rang bhar gayi hai haan kyaa rang bhar gayi hai ek manzil raahi do phir pyaar na kaise ho phir pyaar na kaise ho nikale hain dhoon mein apni lagan mein manzil bulaa rahi hai thandi hawa bhi ab to milan ke nagmein suna rahi hai ho o o nagmein suna rahi hai ek manzil raahi do phir pyaar na kaise ho phir pyaar na kaise ho dekho wo phool duniyaan se door aa kar kahaan khila hai aa aa aa meri tarah yeh khush hai jaroor is ko bhi kuchh milaa hai haan is ko bhi kuchh milaa hai ek manzil raahi do phir pyaar na kaise ho phir pyaar na kaise ho saath mile jab dil to phir pyaar na kaise ho phir pyaar na kaise ho phir pyaar na kaise ho phir pyaar na kaise ho
gar tum bura na maano to main tumse pyaar kar loon mujhe tum daga na doge kaho aitbaar kar loon gar tum bura na maano to main tumse pyaar kar loon mujhe tum daga na doge kaho aitbaar kar loon gar tum bura na maano aaha ha ha ha ha ha ha haaaaa jo nazar ki aarzoo hai bade shouk se kaho tum ae bahaar zindagaani mere saamne raho tum main tumhaari har jhalak par dilo jaan nisaar kar loon aaaaaa mujhe tum daga na doge kaho aitbaar kar loon gar tum bura na maano mera dil bhi jaan bhi haazir aahaa jo chalaaye teer aankhen aaaaaa huyi mere dil ki dushman ooohooo teri ye shareer aankhen aaaaaa tu nazar ke teer barsa ooo hooo main jigar ke paar kar loon mujhe tum daga na doge kaho aitbaar kar loon gar tum bura na maano aaha ha ha ha ha ha ha haaaa meri hasraton ko tune haa haaa diya pyaar ka sahaara hmmmm teri ek hansi ki khaatir aa ha haa mujhe kya nahin ganwaara hmmmm tera ghum bhi ho to usko main gale ka haar kar loon mujhe tum daga na doge kaho aitbaar kar loon gar tum
gaya andheraa hua ujaaraa gaya andheraa hua ujaaraa chamka chamka subah ka taaraa gaya andheraa hua ujaaraa chamka chamka subah ka taaraa toote dil kaa bandhaa sahaara chamka chamka subah ka taaraa saans khushi ki tan mein aai armaanon ne li angdaai jaag uthi ummiden saari jaag uthi taqdeer hamaari tumhe kisi ne door pukaraa chamka chamka subah ka taaraa gaya andheraa hua ujaaraa chamka chamka subah ka taaraa murjhaai kali kyaa phir se khilegi murjhaai kali kyaa phir se khilegi khoyi huyi kyaa raahat milegi khoyi huyi kyaa raahat milegi kahin ye taaraa toot na jaaye subah ka saathi chhoot na jaaye aankhon mein reh jaaye nazaaraa chamka chamka subah ka taaraa gaya andheraa hua ujaaraa chamka chamka subah ka taaraa gayi udaasi raunak chhaayi roshani ab jeevan mein aayi hansi khushi ka chhedo taraanaa naach uthe mann jhoome zamaanaa samaa suhaanaa pyaaraa pyaaraa chamka chamka subah ka taaraa gaya andheraa hua ujaaraa chamka chamka subah ka taaraa gaya andheraa hua
gori bulaye tera saanwriya manaye tera saanwriya maan bhi ja gori bulaye tera saanwriya manaye tera saanwriya maan bhi ja tere bina o gori kaise bajegi mori baansuriyaa manaaye tera saanwriya maan bhi ja gori bulaye tera saanwriya manaye tera saanwriya maan bhi ja ruk ja o jaanewali dil tadpanewali tod ke kisi ka dil jaana hai bura ruk ja o jaanewali dil tadpanewali tod ke kisi ka dil jaana hai bura itna bhi maan kaisa roop ka guman kaisa dekho ji ye baan chalana hai bura dekho ji ye baan chalana hai bura baali umar tu hai baanwriya manaye tera saanwriya maan bhi ja gori bulaye tera saanwriya manaye tera saanwriya maan bhi ja tere bina o gori kaise bajegi mori baansuriyaa manaaye tera saanwriya maan bhi ja gori bulaye tera saanwriya manaye tera saanwriya maan bhi ja chhod bhi de zidd raani baat jo na meri maani ik din tujhe pachhatana padega chhod bhi de zidd raani baat jo na meri maani ik din tujhe pachhatana padega akhiyaan jhukaaye huye mukhda chhupaye huye haar
Hay Re Insaan Ki Majbooriya
haseenon se to bas sahab salamat door ki achchhi na inki dosti achchhi na inki dushmani achchhi haseenon se to bas sahab salamat door ki achchhi na inki dosti achchhi na inki dushmani achchhi haseenon se to bas sahab salamat door ki achchhi na inki dosti achchhi na inki dushmani achchhi haseenon se to bas sahab salamat door ki achchhi peele chehre hain magar unpe lipstik powder cartoonon ki tarah aa rahe hain ye nazar ye hain sham e anjuman dekho inka baankpan husn ki tauheen hain adhkhule inke badan na inka pyaar achchha hai na inki berukhi achchhi haseenon se to bas sahab salamat door ki achchhi na inki dosti achchhi na inki dushmani achchhi haseenon se to bas sahab salamat door ki achchhi inki surat dekh kar inki haalat dekh kar muskura denge huzur aap bhi muh pher kar ye to apne aap ki khud udate hain hansi ek tamashe ke siwa kuchh nahin ye zindagi andhere jis se sharmaye nahin wo roshni achchhi haseenon se to bas sahab salamat door ki achchhi na inki dosti
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Chaand Kitni Door Tha Afsana (1966) 04:24 12621
 
Poster of Afsana (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Husn Lal Bhagat Ram
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar
Duration : 04:24   Song Number : 12621   

Chal Akela Chal Akela Sambandh (1969) 05:30 20254
 
Poster of Sambandh (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Pradeep
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mukesh
Duration : 05:30   Song Number : 20254   

Chandaniya Nadiya Beech Nahaye Anjaan (1956) 03:10 38920
 
Poster of Anjaan (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Hemant Kumar
Singer- 
Hemant Kumar
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala, Pradeep Kumar
Duration : 03:10   Song Number : 38920   

Chha Gaye Badal Chitralekha (1964) 04:07 13002
 
Poster of Chitralekha (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Meena Kumari
Raag- 
Khamaj
Duration : 04:07   Song Number : 13002   

Deewana Keh Ke Aaj Mujhe Phir Pukaariye Mulzim (1963) 04:29 36296
 
Poster of Mulzim (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar
Raag- 
Gara
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:29   Song Number : 36296   

Dekhiye Huzur Tu Nahin Aur Sahi (1960) 05:21 40783
 
Poster of Tu Nahin Aur Sahi (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Minoo Mumtaz
Duration : 05:21   Song Number : 40783   

Dil Jo Na Keh Saka Bheegi Raat (1965) 04:21 11818
 
Poster of Bheegi Raat (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Meena Kumari, Pradeep Kumar
Raag- 
Yaman
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:21   Song Number : 11818   

Dil Ki Giraah Khol Do Raat Aur Din (1967) 04:54 20365
 
Poster of Raat Aur Din (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Nargis, Feroz Khan
Duration : 04:54   Song Number : 20365   

Dil Lagaa Kar Hum Zindagi Aur Maut (1965) 03:35 14456
 
Poster of Zindagi Aur Maut (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Shakeel Badayuni
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Faryal
Duration : 03:35   Song Number : 14456   

Dil Lagaa Kar Hum Ye Samjhe Zindagi Aur Maut (1965) 04:28 19397
 
Poster of Zindagi Aur Maut (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Shakeel Badayuni
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Faryal
Duration : 04:28   Song Number : 19397   

Din Raat Badalte Hain Naya Sansar (1959) 03:24 16462
 
Poster of Naya Sansar (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar
Duration : 03:24   Song Number : 16462   

Do Nain Mile Do Phool Khile Ghunghat (1960) 03:05 38152
 
Poster of Ghunghat (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Asha Parekh
Duration : 03:05   Song Number : 38152   

Do Roz Mein Wo Pyaar Ka Aalam Pyar Ki Rahen (1959) 03:37 11930
 
Poster of Pyar Ki Rahen (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Kanu Ghosh
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar
Raag- 
Gara
Duration : 03:37   Song Number : 11930   

Dupatta Mera Malmal Ka Adalat (1958) 03:20 10021
 
Poster of Adalat (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Nargis, Pradeep Kumar
Duration : 03:20   Song Number : 10021   

Ek Manzil Raahi Do Sanjog (1961) 04:04 12038
 
Poster of Sanjog (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Anita Guha, Pradeep Kumar
Duration : 04:04   Song Number : 12038   

Gar Tum Bura Na Maano Mehlon Ke Khwab (1960) 04:13 19953
 
Poster of Mehlon Ke Khwab (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Music Director- 
S Mohindar
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Madhu Bala
Duration : 04:13   Song Number : 19953   

Gaya Andhera Hua Subah Ka Tara (1954) 03:23 14287
 
Poster of Subah Ka Tara (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Noor Lakhnavi
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Jay Shri
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Hinch, Dadra Tal
Duration : 03:23   Song Number : 14287   

Gori Bulaye Tera Taj (1956) 03:26 14310
 
Poster of Taj (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar
Duration : 03:26   Song Number : 14310   

Haaye Re Insaan Ki Majooriyan Ghunghat (1960) 03:16 38151
 
Poster of Ghunghat (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Beena Roy, Asha Parekh, Pradeep Kumar
Duration : 03:16   Song Number : 38151   

Haseenon Se To Bas Ustadon Ke Ustad (1963) 03:27 36986
 
Poster of Ustadon Ke Ustad (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar
Duration : 03:27   Song Number : 36986   
Karaoke Songs of Pradeep Kumar, Sad Songs of Pradeep Kumar, Love Songs of Pradeep Kumar, Dance Songs of Pradeep Kumar, Hip-hop songs of Pradeep Kumar, Best songs of Pradeep Kumar, Super hit songs of Pradeep Kumar, hit songs of Pradeep Kumar, duet songs of Pradeep Kumar, solo songs of Pradeep Kumar, old songs of Pradeep Kumar, famous songs of Pradeep Kumar, Hindi Karaoke Songs of Pradeep Kumar, Hindi Sad Songs of Pradeep Kumar, Hindi Love Songs of Pradeep Kumar, Hindi Dance Songs of Pradeep Kumar, Hindi Hip-hop songs of Pradeep Kumar, best Hindi songs of Pradeep Kumar, super hit Hindi songs of Pradeep Kumar, hit Hindi songs of Pradeep Kumar, duet Hindi songs of Pradeep Kumar, solo Hindi songs of Pradeep Kumar, old Hindi songs of Pradeep Kumar, famous Hindi songs of Pradeep Kumar, Sing Along Songs of Pradeep Kumar, Sing Along Sad Songs of Pradeep Kumar, Sing Along Love Songs of Pradeep Kumar, Sing Along Dance Songs of Pradeep Kumar, Sing Along Hip-hop songs of Pradeep Kumar, Sing Along Best songs of Pradeep Kumar, Sing Along Super hit songs of Pradeep Kumar, Sing Along hit songs of Pradeep Kumar, Sing Along duet songs of Pradeep Kumar, Sing Along solo songs of Pradeep Kumar, Sing Along old songs of Pradeep Kumar, Sing Along famous songs of Pradeep Kumar