MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMajrooh Sultanpuri
HomeMajrooh Sultanpuri
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


jhalak dikhaa ke kar gayi deewaana magar thi kaun yahi nahin jaanaa are jhalak dikhaa ke kar gayi deewaana magar thi kaun yahi nahin jaanaa jhalak dikhaa ke kar gayi deewaana sholaa thaa bijali thi yaa koi tutaa taaraa thi wo jo bhi thi mere hi pyaar kaa nazaraa thi wo sholaa thaa bijali thi yaa koi tutaa taaraa thi wo jo bhi thi mere hi pyaar kaa nazaraa thi wo yahin thi wo tasveere jaanaa naa magar thi kaun yahi nahin jaanaa are jhalak dikhaa ke kar gayi deewaana kuchh bhi ho mere dil phir bhi usko pana to hai gulshan se sehraa se dhundh kar use lanaa to hai kuchh bhi ho mere dil phir bhi usko pana to hai gulshan se sehraa se dhundh kar use lanaa to hai wo hi nahin to duniyaa viraanaa magar thi kaun yahi nahin jaanaa are jhalak dikhaa ke kar gayi deewaana magar thi kaun yahi nahin jaanaa
jhoom jhoom ke naacho aaj naacho aaj gaao khushi ke geet ho gaao khushi ke geet aaj kisi ki haar hui hai aaj kisi ki jeet ho gaao khushi ke geet ho o koi kisi ki aankh ka taara jeevan saathi saajan pyaraa aur koi taqdeer ka maraa dhoond raha hai dil ka sahara kisi ko dil ka dard mila hai kisi ko mann ka meet ho gaao khushi ke geet ho o jhoom jhoom ke naacho aaj naacho aaj gaao khushi ke geet ho o gaao khushi ke geet ho o dekho to kitna khush hai zamaanaa dil mein umangein lab pe taranaa dil jo dukhe aansu na bahanaa ye to yahan ka dhang puraanaa iss ko mitaana uss ko banaana iss nagri ki reet ho gaao khushi ke geet ho o jhoom jhoom ke naacho aaj naacho aaj gaao khushi ke geet ho o gaao khushi ke geet ho o
jhukaa jhukaa ke nigaahen milaaye jaate hain bachaa bachaa ke nishaane lagaaye jaate hain huzoor jab se mere dil pe chhaaye jaate hain ye haal hai ke qadam dagmagaaye jaate hain ye haal hai ke hamein to aapki ik ik ada ne loot liya hamein to aapki ik ik ada ne loot liya nazar uthaate nahin muskuraaye jaate hain nazar uthaate nahin jinhen hai ishq zabaan se wo kuchh nahin kahte jinhen hai ishq zabaan se wo kuchh nahin kahte ye aap hain ke mohabbat jataaye jaate hain ye aap hain ke ham hi se sikhi adaayen ham hi pe vaar kiya ham hi se sikhi adaayen ham hi pe vaar kiya hamaare teer hamin par chalaaye jaate hain hamaare teer huzoor ko main diwaana kahoon to phir kya ho huzoor ko main diwaana kahoon to phir kya ho ke bin bulaaye mere ghar mein aaye jaate hain ke bin bulaaye mere ghar mein aaye jaate hain huzoor jab se mere
jiske liye sab ko chhoda ussi ne mere dil ko toda jiske liye sab ko chhoda ussi ne mere dil ko toda wo bewafaaaa wo bewafaaaa kisi aur ke saajan ki saheli ho gayi tujhse pyaara koi mila chhoda tujhe to kyun hai gila tujhse pyaara koi mila chhoda tujhe to kyun hai gila main bewafaaaa haan main bewafaaaa kisi aur ke saajan ki saheli ho gayi jiske liye sab ko chhoda ussi ne mere dil ko toda la lala la lala lala la lala la la la la la la dekho kya khush hoke pyaal ko jhankaare jal ke reh jaaye dil aise kare ishaare dekho kya khush hoke pyaal ko jhankaare jal ke reh jaaye dil aise kare ishaare aage mere sitamgar gair ke dil mein bas ke kaisi besharmi se baat kare hans hans ke kaise kahoon kya ho gaya kal mera dil thi jo dilrubaa kaise kahoon kya ho gaya kal mera dil thi jo dilrubaa wo bewafaaaa wo bewafaaaa kisi aur ke saajan ki saheli ho gayi hoo tujhse pyaara koi mila chhoda tujhe to kyun hai gila main to hoon ek titali udne phirne waali kaise rahungi baithi ek hi dil
hmmmmm hmmmm hmmm hmmmmm aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaa hoooo oooo ooooo jiya naa laage mora haan jiya naa laage mora naa jaa re naa jaa re naa jaa hooo jiya naa laage mora naa jaa re naa jaa re naa jaa hooo jiya kaahe pat khola tune mere dwaar kaa haaan haaan aayaaa barson mein koi jhoka pyaar ka haaaannnn do pal to thehar jaa haaannnnn do pal to thehar jaa mohe itna bhi naa sata jiya naa laage mora naa jaa re naa jaa re naa jaa hooo jiya aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa sun ke meri baaten palkan teri kyun jhuki haaan haaan achchha re bedardi jaa nahin main rokti haaaa ye hai tera rasta haaaa ye hai tera rasta kahin jaa sakta hai to jaa jiya naa laage mora haan jiya naa laage mora naa jaa re naa jaa re naa jaa hooo jiya naa laage mora naa jaa re naa jaa re naa jaa hooo jiya
bhool ja bhool ja bhool ja bhool ja jo chala gaya use bhool ja jo chala gaya use bhool ja wo na sun sakega teri sada jo chala gaya use bhool ja use bhool ja use bhool ja ye hayaa to maut ki hai dagar koi khaak mein koi khaak par ye hayaa to maut ki hai dagar koi khaak mein koi khaak par yehi jaan le wo koi na tha wo gubaar tha tera humsafar use door le ke gayi hawa jo chala gaya use bhool ja use bhool ja use bhool ja bhool ja bhool ja bhool ja bhool ja koi ilteja koi bandagi na kaja se haath chhuda saki koi ilteja koi bandagi na kaja se haath chhuda saki kiye aadmi ne bade jatan magar uske kaam na aa saki na koi dua na koi dawa jo chala gaya use bhool ja wo na sun sakega teri sada jo chala gaya use bhool ja hai mujhe bhi ghum kisi aur ka ke lutaa nagar mere pyaar ka hai mujhe bhi ghum kisi aur ka ke lutaa nagar mere pyaar ka hua dar badar main to iss kadar na khiza ka hoon na bahaar ka mujhe dekh le mujhe kya mila jo chala gaya use bhool ja wo na sun sakega teri
jo hum pe guzarti hai tanha kise samjhaayen tanha kise samjhaayen tumhi to nahin milte jaayen to kidhar jaayen jaayen to kidhar jaayen samjha hai naa samjhega iss ghum ko yahaan koi bedardon ki basti hai humdard kahaan koi jo sirf tumhaara hai wo dil kise dikhlaaye wo dil kise dikhlaaye jo hum pe guzarti hai tanha kise samjhaayen tanha kise samjhaayen jab jaane wafaaa teri furkat naa sataayegi wo subah kab aayegi wo shaam kab aayegi kab tak dil e naadaan ko hum waadon se behlaayen hum waadon se behlaayen tumhi to nahin milte jaayen to kidhar jaayen jaayen to kidhar jaayen aa jaa ke mohabbat ki mitne ko hai tasveeren aa jaa ke mohabbat ki mitne ko hai tasveeren pehre hai nighaahon pe aur paaon mein zanjeeren bas mein hi nahin warna hum udd ke chale aaye hum udd ke chale aaye bas mein hi nahin warna hum udd ke chale aaye hum udd ke chale aaye jo hum pe guzarti hai tanha kise samjhaayen tanha kise samjhaayen
ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha jo ijaazat ho to ek baat kahoon hmm hmm jo ijaazat ho to ek baat kahoon suno suno jaaneman kaho kaho jaaneman suno na main bhi kuchh pyaar ke haalaat kahoon suno suno jaaneman kaho kaho jaaneman jo ijaazat ho to ek baat kahoon suno suno jaaneman kaho kaho jaaneman yeh bataa teri palkon mein chhipaa chhipaa kaun hai ho oo oo dilrubaa in aankhon mein tere siwaa kaun hai ho oo yeh bataa ho teri palkon mein chhipaa chhipaa kaun hai ho oo oo dilrubaa in aankhon mein tere siwaa kaun hai yeh adaa yeh masti isse kyaa kehte hain jee yeh na poochho yeh muhobbat ka hai deewaanapan jo ijaazat ho jo ijaazat ho to ek baat kahoon suno suno jaaneman kaho kaho jaaneman dil gayaa teri chaahat mein sanam meraa dil gayaa ho oo oo mil gayaa piyaa mujh ko to saara jahaan mil gayaa o o o o o o dil gayaa teri chaahat mein sanam meraa dil gayaa ho oo oo mil gayaa piyaa mujh ko to saara jahaan mil gayaa to
jo main chali phir na milungi jo main chali phir na milungi kho jaaungi main kahin saajan mujhe aane de yaa mere paas tu aa jaaaaaaa jo main chali phir na milungi jo main chali phir na milungi kho jaaungi main kahin saajan mujhe aane de yaa mere paas tu aa jaaaaaaa jo main chali phir na milungi jo main chali aansuon se jalte aakaash mein akeli dolti hoon tufaanon mein kab se main albeli aansuon se jalte aakaash mein akeli dolti hoon tufaanon mein kab se main albeli dooooooor hi se tujhko nihaare teri birhan mujhe aane de yaa mere paas tu aa jaaaaaaa jo main chali phir na milungi jo main chali main liye tadpungi ye aahon ki maala phoonk daale tann mera chaahe birha ki jawaala main liye tadpungi ye aahon ki maala phoonk daale tann mera chaahe birha ki jawaala raaaaakh ban ke liptungi tujhse mere saajan mujhe aane de yaa mere paas tu aa jaaaaaaa jo main chali phir na milungi jo main chali phir na milungi kho jaaungi main kahin saajan mujhe aane de yaa mere paas tu aa
jodi humari jamega kaise jaani jodi humari jamega kaise jaani hum to hain angrezi tum ladki hindustaani tum ko bhi mushkil mujhe bhi pareshaani tum ko bhi mushkil mujhe bhi pareshaani baat maanon saiyaan ban jaao hindustaani jodi humari angrezi mulk mein kitna romance hai baahar ka chhokri kitna advance hai angrezi mulk mein kitna romance hai baahar ka chhokri kitna advance hai dekhegi naa kabhi wo itne pyaar se mukhde pe laaj ka aancharwaa daar ke khilti hai sajnaa ghoonghat mein jawaani jodi humari jamega kaise jaani jodi humari jamega kaise jaani baat maanon saiyaan ban jaao hindustaani jodi humari baahon mein thaam ke do ghanta roz main tumko seekhlaayega ulfat ka poz main baahon mein thaam ke do ghanta roz main tumko seekhlaayega ulfat ka poz main daiyya re nain ka kajraa naa chhoot jaaye jhakjhora na piya jhumkaa naa toot jaaye ro degi dekho tumhaare dil ki raani tum ko bhi mushkil mujhe bhi pareshaani tum ko bhi mushkil mujhe bhi pareshaani hum to hain
kaahe apnon ke kaam nahin aaye tu kehte hai sab ki bigdi raam banaaye tu hey raam kaahe apnon ke kaam nahin aaye tu kehte hai sab ki bigdi raam banaaye tu hey raam tu hai mujhi mein to phir sun le uthti pukaar mere manvaa se jiss duniyaa mein koi naa mera mohe utha le aisi duniyaa se jiya nahin jaaye ab hey raam jiya nahin jaaye ab hey raam kaahe apnon ke kaam nahin aaye tu kehte hai sab ki bigdi raam banaaye tu hey raam pyaar to tera sach hai bhagwan khud ko sujaayi nahin detaaa reee kabhi koi apna hota hai paas hi phir bhi dikhaayi nahin detaaa reee dosh hai apna tu badnaam dosh hai apna tu badnaam kaun kahe apnon ke kaam nahin aaye tu kehte hai sab ki bigdi raam banaaye tu hey raam
aaaa aaaaaa kaali ghata chhaye mora jiya tarsaaye kaali ghata chhaye mora jiya tarsaaye aise mein kahin koi mil jaaye re kaali ghata chhaye mora jiya tarsaaye aise mein kahin koi mil jaaye bolo kisi ka kya jaaye re kya jaaye re kya jaaye kaali ghata chhaye mora jiya tarsaaye hun main kitni akeli wo ye jaan ke mere berang jeevan ko pehchaan ke hun main kitni akeli wo ye jaan ke mere berang jeevan ko pehchaan ke mere haathon ko thaame hanse aur hansaaye mera dukh bhulaaye kisi ka kya jaaye kaali ghata chhaye mora jiya tarsaaye yun hi baghiyan mein dolun main khoyi huyi na to jaagi huyi si na soyi huyi yun hi baghiyan mein dolun main khoyi huyi na to jaagi huyi si na soyi huyi mere baalon mein koi dheere se aaye kali taak jaaye kisi ka kya jaaye kaali ghata chhaye mora jiya tarsaaye uski raahen takun chal malati phirun har aahat pe naina bichhati phirun uski raahen takun chal malati phirun har aahat pe naina bichhati phirun wo jo aayega kal na kyun aaj aaye mera mann
hey hey hmmm hmmm hmmm hmmm kaali palak teri gori khulne lagi hai thodi thodi ik chorni ik chor ke ghar karne chali hai chori ho chori kaali palak piya mori khulne lagi hai thodi thodi ik chorni ik chor ke ghar karne chali hai chori ho chori kaali palak piya mori aayegi baandh ke payal tu honth dabaye badan ko churaye nazuk kamar se lagaye ada ki katari zaalima pheregi dheere dheere tu mere gale par ye bahon ke khanjar jaayegi dil mera le kar samajh ke anadi baalma roz raat ko yunhi baandhegi laton ki dori ho dori kaali palak teri gori ho khulne lagi hai thodi thodi ik chorni ik chor ke ghar karne chali hai chori ho chori kaali palak piya mori na to main dor se baandhun na jaal bichhaun na teer chalaun nazuk kamar se lagaun chhuri na katari saajna o sajna main to tera dil loongi tujhi se chhupa ke nazar ko bacha ke yunhi zara muska ke kahungi anadi saajna roz raat ko tere ghar hogi teri chori ho chori kaali palak piya mori ho khulne lagi hai thodi thodi ik chorni
kya kar raho ho kya kab maane ho dil ke mastaane ho kab maane ho dil ke mastaane samjhaane ko aaye chaahe aallah miyaa bhi kab maane ho dil ke mastaane o paise nahin deke dil maine iqraar kiya hai o samajh ke saiyaan ji maine pyaar kiya hai o o ho paise nahin deke dil maine iqraar kiya hai samajh ke saiyaan ji maine pyaar kiya hai jo hum ek duje ke hain deewaane to kaahe koi aaye humein sikhlaane rahe khoye khoye hum chaahe jahaan bhi kab maane ho dil ke mastaane samjhaane ko aaye chaahe aallah miyaa bhi kab maane ho dil ke mastaane ho khul ke tadap nahin sakun aise bandhe teri zulfen ho ye mere kaleje mein chubhi jaayen teri palken ho khul ke tadap nahin sakun aise bandhe teri zulfen ye mere kaleje mein chubhi jaayen teri palken machal ke lagi main jo ang tumhaare ajab rang laaye nayan kaare kaare dekho mera tan hua jaaye gulaabi kab maane ho dil ke mastaane ho kab maane ho dil ke mastaane arre samjhaane ko aaye chaahe aallah miyaa bhi kab maane ho dil ke mastaane
kab tak chhupega ae jaane jaana roop tumhaara pyaar hamaara kab tak chhupega ae jaane jaana roop tumhaara pyaar hamaara maza to jab hai dekhe zamaana roop tumhaara pyaar hamaara kab tak chhupega ae jaane jaana roop tumhara pyaar hamaara tum mein kya hai tumhen bhi nahin maaloom pehlu rakhte tumhaare ang kitne ban chaman ki ruton mein bhi na hoga har ada mein chhupe hain rang jitne kyun na ujagar ho ye bahaara roop tumhaara pyaar hamaara kab tak chhupega ae jaane jaana roop tumhaara pyaar hamaara muskura ke uthao zara palken zulf chehre pe udne do chahe aisi tasveer khenchun ke duniya tumko dekhe to mujhko saraahe saare jahaan ko kar de deewaana roop tumhaara pyaar hamaara kab tak chhupega ae jaane jaana roop tumhaara pyaar hamaara
kab tak huzoor ruthe rahoge le ke gusse mein pyaar balam ji ab to hanso kab tak huzoor ruthe rahoge le ke gusse mein pyaar balam ji ab to hanso tumne saza di ye kis khata ki kuchh to main bhi sunuuun tumne saza di ye kis khata ki kuchh to main bhi sunuuun sar jhukaye main khadi hoon kar bhi lo naina chaar balam ji ab to hanso kab tak huzoor ruthe rahoge le ke gusse mein pyaar balam ji ab to hanso khud piya dekho tum haal mera tumse main kya kahuuun khud piya dekho tum haal mera tumse main kya kahuuun itna royi mukh pe aayi beh ke kajre ki dhaar balam ji ab to hanso kab tak huzoor ruthe rahoge le ke gusse mein pyaar balam ji ab to hanso tadap tadap ke kitna pukaarun kitni aahen bharuuuun tadap tadap ke kitna pukaarun kitni aahen bharuuuun par na bole tum bedardi tum pe ulfat ki maar balam ji ab to hanso kab tak huzoor ruthe rahoge le ke gusse mein pyaar balam ji ab to hanso
kabhi aar kabhi paar laaga teer e nazar kabhi aar kabhi paar laaga teer e nazar saiyaan ghayal kiya re tune mora jigar kabhi aar kabhi paar laaga teer e nazar kabhi aar kabhi paar laaga teer e nazar saiyaan ghayal kiya re tune mora jigar kitna sambhalaa bairi do nainon mein kho gaya kitna sambhalaa bairi do nainon mein kho gaya dekhti reh gayi main to jiyaa tera ho gaya dekhti reh gayi main to jiyaa tera ho gaya dard mila ye jeevan bhar ka maara aisa teer nazar kaa dard mila ye jeevan bhar ka maara aisa teer nazar kaa loota chain o qaraar kabhi aar kabhi paar laaga teer e nazar kabhi aar kabhi paar laaga teer e nazar saiyaan ghayal kiya re tune mora jigar pehle milan mein ye to duniyaa ki reet hai pehle milan mein ye to duniyaa ki reet hai baat mein gussa lekin dil hi dil mein preet hai baat mein gussa lekin dil hi dil mein preet hai mann hi mann mein ladoo phoote nainon mein phooljhadiyaa chhutte mann hi mann mein ladoo phoote nainon mein phooljhadiyaa chhutte
haa haa haaa aa haa haaa lara lara lara lara aa haa kabhi to milegi kahin to milegi bahaaron ki manzil raahi bahaaron ki manzil raahi kabhi to milegi kahin to milegi bahaaron ki manzil raahi bahaaron ki manzil raahi lambi hi sahi dard ki raahen dil ki lagan se kaam le aankhon se iss tufaan ko pee jaa aahon ke baadal thaam le door to hai par door nahin hai door to hai par door nahin hai nazaaron ki manzil raahi bahaaron ki manzil raahi aa haa haaa aa haa haaa haa lara lara lara lara aa haa maana ke hai gehra andhera gum hai dagar ki chaandani maili na ho dhundhali pade na dekh nazar ki chaandani daale huye hai raat ki chaadar daale huye hai raat ki chaadar sitaaron ki manzil raahi bahaaron ki manzil raahi
Kahan Phir Hum Kahan Phir Tum
kahan tak hum uthaayen ghum jeeyen ab ya ki mar jaayen kahan tak hum uthaayen ghum jeeyen ab ya ki mar jaayen are zaalim muqaddar ye bata de hum kidhar jaayen are zaalim muqaddar ye bata de hum kidhar jaayen hum unka naam le kar kaat denge zindagi apni hum unka naam le kar kaat denge zindagi apni na wo aayen magar milne ka phir waada to kar jaayen na wo aayen magar milne ka phir waada to kar jaayen papihe se kaho gaaye na wo naghmen bahaaron ke papihe se kaho gaaye na wo naghmen bahaaron ke kaho gulshan ujad jaayen kaho kaliyaan bikhar jaayen kaho gulshan ujad jaayen kaho kaliyaan bikhar jaayen are zaalim muqaddar ye bata de hum kidhar jaayen kahan tak hum uthaayen ghum jeeyen ab ya ki mar jaayen
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Jhalak Dikhaa Ke Manzil Manzil (1984) 03:52 19146
 
Poster of Manzil Manzil (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Others
Duration : 03:52   Song Number : 19146   

Jhoom Jhoom Ke Nacho Aaj Andaz (1949) 03:15 20671
 
Poster of Andaz (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Dilip Kumar
Duration : 03:15   Song Number : 20671   

Jhuka Jhuka Ke Nigaahen Miss Coca Cola (1955) 03:32 16278
 
Poster of Miss Coca Cola (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mukesh, Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Geeta Bali, Shammi Kapoor
Raag- 
Chaya-Nat
Duration : 03:32   Song Number : 16278   

Jiske Liye Sab Ko Chhoda Saajan Ki Saheli (1980) 08:00 14121
 
Poster of Saajan Ki Saheli (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Usha Khanna
On Screen Actors- 
Vinod Mehra, Rajendra Kumar, Rekha
Duration : 08:00   Song Number : 14121   

Jiya Naa Laage Mora Buddha Mil Gaya (1971) 03:11 12943
 
Poster of Buddha Mil Gaya (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Archana
Duration : 03:11   Song Number : 12943   

Jo Chala Gaya Use Bhool Ja Saathi (1968) 05:32 14098
 
Poster of Saathi (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar
Duration : 05:32   Song Number : 14098   

Jo Hum Pe Guzarti Hai Mohabbat Isko Kahete Hain (1965) 04:19 13760
 
Poster of Mohabbat Isko Kahete Hain (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Suman Kalyanpur
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Nanda
Duration : 04:19   Song Number : 13760   

Jo Ijaazat Ho To Baat Ek Raat Ki (1962) 04:43 12823
 
Poster of Baat Ek Raat Ki (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman, Dev Anand
Duration : 04:43   Song Number : 12823   

Jo Main Chali Phir Jal Bin Machhli Nritya Bin Bijli (1971) 05:28 13411
 
Poster of Jal Bin Machhli Nritya Bin Bijli (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sandhya
Duration : 05:28   Song Number : 13411   

Jodi Humari Aulad (1968) 05:29 12752
 
Poster of Aulad (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Mehmood, Aruna Irani
Duration : 05:29   Song Number : 12752   

Kaahe Apnon Ke Raampur Ka Lakshman (1972) 02:58 14028
 
Poster of Raampur Ka Lakshman (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Randhir Kapoor, Rekha
Duration : 02:58   Song Number : 14028   

Kaali Ghata Chhaye Sujata (1959) 04:15 20698
 
Poster of Sujata (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Nutan
Raag- 
Pilu
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:15   Song Number : 20698   

Kaali Paalak Teri Gori Do Chor (1972) 03:36 20699
 
Poster of Do Chor (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Dharmendra, Tanuja
Duration : 03:36   Song Number : 20699   

Kab Maane Ho Dil Ke Mastaane Phagun (1973) 04:06 12248
 
Poster of Phagun (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Jaya Bachchan, Vijay Arora
Duration : 04:06   Song Number : 12248   

Kab Tak Chhupega Ae Jaane jaanan Nirmaan (1974) 03:18 38943
 
Poster of Nirmaan (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Naveen Nishchal, Anupama
Duration : 03:18   Song Number : 38943   

Kab Tak Huzoor Aulad (1968) 03:54 12751
 
Poster of Aulad (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Babita
Duration : 03:54   Song Number : 12751   

Kabhi Aar Kabhi Paar Aar Paar (1954) 03:11 20705
 
Poster of Aar Paar (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Shamshad Begum
On Screen Actors- 
Kumkum
Raag- 
Pilu
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:11   Song Number : 20705   

Kabhi To Milegi Kahin Aarti (1962) 02:59 20710
 
Poster of Aarti (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Roshan Lal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 02:59   Song Number : 20710   

Kahaan Phir Hum Kahaan Phir Tum Night Club (1958) 03:06 37888
 
Poster of Night Club (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Geeta Dutt
On Screen Actors- 
Helen
Duration : 03:06   Song Number : 37888   

Kahan Tak Hum Uthayen Ghum Arzoo (1950) 03:17 16204
 
Poster of Arzoo (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Kamini Kaushal
Duration : 03:17   Song Number : 16204   
Karaoke Songs of Majrooh Sultanpuri, Sad Songs of Majrooh Sultanpuri, Love Songs of Majrooh Sultanpuri, Dance Songs of Majrooh Sultanpuri, Hip-hop songs of Majrooh Sultanpuri, Best songs of Majrooh Sultanpuri, Super hit songs of Majrooh Sultanpuri, hit songs of Majrooh Sultanpuri, duet songs of Majrooh Sultanpuri, solo songs of Majrooh Sultanpuri, old songs of Majrooh Sultanpuri, famous songs of Majrooh Sultanpuri, Hindi Karaoke Songs of Majrooh Sultanpuri, Hindi Sad Songs of Majrooh Sultanpuri, Hindi Love Songs of Majrooh Sultanpuri, Hindi Dance Songs of Majrooh Sultanpuri, Hindi Hip-hop songs of Majrooh Sultanpuri, best Hindi songs of Majrooh Sultanpuri, super hit Hindi songs of Majrooh Sultanpuri, hit Hindi songs of Majrooh Sultanpuri, duet Hindi songs of Majrooh Sultanpuri, solo Hindi songs of Majrooh Sultanpuri, old Hindi songs of Majrooh Sultanpuri, famous Hindi songs of Majrooh Sultanpuri, Sing Along Songs of Majrooh Sultanpuri, Sing Along Sad Songs of Majrooh Sultanpuri, Sing Along Love Songs of Majrooh Sultanpuri, Sing Along Dance Songs of Majrooh Sultanpuri, Sing Along Hip-hop songs of Majrooh Sultanpuri, Sing Along Best songs of Majrooh Sultanpuri, Sing Along Super hit songs of Majrooh Sultanpuri, Sing Along hit songs of Majrooh Sultanpuri, Sing Along duet songs of Majrooh Sultanpuri, Sing Along solo songs of Majrooh Sultanpuri, Sing Along old songs of Majrooh Sultanpuri, Sing Along famous songs of Majrooh Sultanpuri