MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMohammed Rafi
HomeMohammed Rafi
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


sadkaaa utaariye ke lageeee naa kahin nazarrrrrrr sehre mein aaj phool saa mukhdaa hai jalwaagar chehre se apne aaj to parda uthaaiye chehre se apne aaj to parda uthaaiye lillaah mujhko chaand si soorat dikhaaiye jannat hai ye maqaam dar e yaar hai ye ghar jannat hai ye maqaam dar e yaar hai ye ghar dil keh raha hai aaj yahin sir jhukaayie chehre se apne aaj to parda uthaaiye uthiye khuda ke waaste uthiye khuda ke waaste lag jaaiye gale rasmon riwaaz sharm o hayaa sab hataaiye chehre se apne aaj to parda uthaaiye lillaah mujhko chaand si soorat dikhaaiye ye kya ke hum hi badhte rahen aap ki taraf thodi si door aap bhi tashreef laaiye thodi si door aap bhi tashreef laaiye chehre se apne aaj to parda uthaaiye click here
chha gaye badal neel gagan par ghul gaya kajra saanjh dhale ghul gaya kajra saanjh dhale dekh ke mera mann bechain dekh ke mera mann bechain rain se pehle ho gayi rain aaj hriday ke swapan phale ghul gaya kajra saanjh dhale ghul gaya kajra saanjh dhale roop ki sangat aur ekkaant roop ki sangat aur ekkaant aaj bhatakta mann hai shant keh do samay se tham ke chale ghul gaya kajra saanjh dhale ghul gaya kajra saanjh dhale chha gaye badal neel gagan par ghul gaya kajra saanjh dhale ghul gaya kajra saanjh dhale andhiyaron ki chaadar taan andhiyaron ki chaadar taan ik honge do vyakul pran aaj na koi deep jale ghul gaya kajra saanjh dhale ghul gaya kajra saanjh dhale chha gaye badal neel gagan par ghul gaya kajra saanjh dhale ghul gaya kajra saanjh dhale click here
chhadi re chhadi kaisi gale mein padi chhadi re chhadi kaisi gale mein padi pairon ki bedi kabhi lage hathkadi chhadi re chhadi kaisi gale mein padi chhadi re chhadi kaisi gale mein padi seedhe seedhe raaston ko thoda sa mod de doooooooo seedhe seedhe raaston ko thoda sa mod de do bejod ruhon ko halka sa jod de do jod do naa toot jaaye saanson ki ladi jod do naa toot jaaye saanson ki ladi chhadi re chhadi kaisi gale mein padi chhadi re chhadi kaisi gale mein padi chhadi re chhadi kaisi gale mein padi chhadi re chhadi kaisi gale mein padi pairon ki bedi kabhi lage hathkadi chhadi re chhadi kaisi gale mein padi chhadi re chhadi kaisi gale mein padi dheere dheere chalna sapne neendon mein darr jaate hainnnnn hoooooo dheere dheere chalna sapne neendon mein darr jaate hain kehte hai sapne kabhi jaage to marr jaate hain neend se naa jaage koi khaabon ki ladi neend se naa jaage koi khaabon ki ladi chhadi re chhadi kaisi gale mein padi chhadi re chhadi kaisi gale mein padi click here
chhalkaaye jaam aaiye aap ki aankhon ke naam hothon ke naam chhalkaaye jaam aaiye aap ki aankhon ke naam hothon ke naam aankhon ke naam hothon ke naam phool jaise tan pe jalwe ye rango boo ke ye rango boo ke aaj jaam e mai uthe in hothon ko chhoo ke hothon ko chhoo ke lachkaiye shaakh e badan mehkaiye zulfon ki shaam chhalkaaye jaam aaiye aap ki aankhon ke naam hothon ke naam aap hi ka naam lekar pee hai sabhi ne pee hai sabhi ne aap par dadhak rahe hain pyalon ke seene pyalon ke seene yahan ajnabi koi nahin ye hai aap ki mehfil tamaam chhalkaaye jaam aaiye aap ki aankhon ke naam hothon ke naam kaun har kisi ki baahen baahon mein daale baahon mein daale jo nazar nasha pilaaye wo hi sambhale wo hi sambhale duniya ko ho auron ki dhun hum ko to hai saaki se kaam chhalkaaye jaam aaiye aap ki aankhon ke naam hothon ke naam chhalkaaye jaam aaiye aap ki aankhon ke naam hothon ke naam aankhon ke naam hothon ke naam click here
chhalke teri haai chhalke teri aankhon se sharaab aur zyaada chhalke teri aankhon se sharaab aur zyaada chhalke teri aankhon se sharaab aur zyaada khilte rahe hoton ke gulaab aur zyaada chhalke teri aankhon se sharaab aur zyaada kya baat hai jaane teri mehfil mein sitamgar kya baat hai jaane teri mehfil mein sitamgar kya baat hai jaane teri mehfil mein sitamgar dhadke hai dille khana kharaab aur zyaada chhalke teri aankhon se sharaab aur zyaada iss dil mein abhi aur bhi zakhmon ki jagaah hai iss dil mein abhi aur bhi zakhmon ki jagaah hai iss dil mein abhi aur bhi zakhmon ki jagaah hai ab rooki kataari ko doaab aur zyaada chhalke teri aankhon se sharaab aur zyaada tu ishq ke toofan ko baahon mein jakkad le tu ishq ke toofan ko baahon mein jakkad le tu ishq ke toofan ko baahon mein jakkad le allah kare zorre shabaab aur zyaada chhalke teri aankhon se sharaab aur zyaada chhalke teri aankhon se sharaab aur zyaada click here
chhaya hai sama mera dil hai jawan saiyaan man mein jhume bahaar aaja re sanam tujhe meri kasam dekho dungi sab kuchh haar shaam suhani lekar aayi kitne khaab suhane shaam suhani lekar aayi kitne khaab suhane hoo oo oo tan ki dekho ek kahani tan ki dekho ek kahani man ke lakh fasane man ke lakh fasane are kabhi miti nahin teri lagi are kabhi miti nahin teri lagi teri ye nazar gayi dil mein utar mera dil ka banke qaraar aaaaaaa aaye na yakin are tujhsa haseen kare hamse itna pyaar achha haanji kaun ye mere dil se karta chupke aaj ishaare kaun ye mere dil se karta chupke aaj ishare o man mein apne pyaar basa le man mein apne pyaar basa le kehte mast nazare kehte mast nazare khili yahan tere liye kali kali khili yahan tere liye kali kali teri ye nazar gayi dil mein utar mere dil ka banke qaraar aaaaaaa aaye na yakin are tujhsa haseen kare hamse itna pyaar achha haanji chhaya hai sama mera dil hai jawan saiya man mein jhume bahar aaja re sanam tujhe meri kasam dekho click here
chhed mere humrahi geet koi aisa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa chhed mere humrahi geet koi aisa chhed mere humrahi geet koi aisa umr bhar hum jise gungunaate rahen chhed mere humrahi geet koi aisa chhed mere humrahi geet koi aisa umr bhar hum jise gungunaate rahen chhed mere humrahi mil ke naa bichhde ye dil ye pal ye aankhen ye dil ye pal ye aankhen aa ke naa jaayen ye rutt ye din ye raaten ye rutt ye din ye raaten mausam baagon mein aate jaate rahen chhed mere humrahi geet koi aisa umr bhar hum jise gungunaate rahen chhed mere humrahi peechhe reh jaaye jeevan ki sab seemayen jeevan ki sab seemayen aisi masti mein hum bas chalte hi jaayen hum bas chalte hi jaayen raahon pe kadam dagmagaate rahen chhed mere humrahi geet koi aisa umr bhar hum jise gungunaate rahen chhed mere humrahi tann ik deepak hai saans hai deepak ki baati saans hai deepak ki baati hum donon ke dil ban ke taare o saathi ban ke taare o saathi kaali raaton mein jagmagaate rahen chhed mere click here
chheda jo dil ka fasaana hansa zor se kyun zamaana allah jaane maula jaane allah jaane maula jaane mubaariq jahaan tujhko tera uthaaya faqeeron ne deraa milega kahaan ab thikaana allah jaane maula jaane allah jaane maula jaane allah jaane maula jaane mila kuchh naa rasta badal ke gira wo chala jo sambhal ke hai ye khel kitna purana allah jaane maula jaane allah jaane maula jaane allah jaane maula jaane bacha saari duniyaa se jo dil huaa apne teeron se ghaayal pada kaise ulta nishaana allah jaane maula jaane allah jaane maula jaane allah jaane maula jaane chheda jo dil ka fasaana hansa zor se kyun zamaana allah jaane maula jaane allah jaane maula jaane click here
pyaar ka saaj bhi hai dil ki aawaaz bhi hai mere geeton mein tumhin tum ho mujhe naaz bhi hai chheda mere dil ne tarana tere pyaar ka chheda mere dil ne tarana tere pyaar ka jisne suna kho gaya pura nasha ho gaya chheda mere dil ne tarana tere pyaar ka jisne suna kho gaya pura nasha ho gaya chheda mere dil ne tarana tere pyaar ka aankhen bani paimane dil huye mastane raahen badi matwali aane lage deewane aankhen bani paimane ho dil huye mastane raahen badi matwali aane lage deewane mila mere geet mein fasaana tere pyaar ka mila mere geet mein fasaana tere pyaar ka jisne suna kho gaya pura nasha ho gaya chheda mere dil ne tarana tere pyaar ka gesu bane janzeerein qaid huyi taqdeerein naach rahi hain jawaaniyaan jaise teri tasveerein gesu bane janzeerein qaid huyi taqdeerein naach rahi hain jawaaniyaan jaise teri tasveerein haaye tera naam bhi shagoofa hai bahaar ka haaye tera naam bhi shagoofa hai bahaar ka jisne suna kho gaya pura nasha ho gaya chheda mere dil ne click here
chhedo dhun matwalon ki behki behki chaalon ki sheher se door nashe mein choor picnic hai dilwaalon ki kya kya jalwe dikhlata hoon dekho mere sang iske nainon ka jaadu uske anchal ka rang kya kya jalwe dikhlata hoon dekho mere sang iske nainon ka jaadu uske anchal ka rang chali hawa udi ghata lambi zulfon waalon ki chali hawa udi ghata lambi zulfon waalon ki monday tuesday wednesday thursday friday saturday chheh din tak papad bele tab aaya hai sunday monday tuesday wednesday thursday friday saturday chheh din tak papad bele tab aaya hai sunday lagi rahe saji rahe ye mehfil gore kaalon ki lagi rahe saji rahe ye mehfil gore kaalon ki click here
chhod bhi de majhdhaar mein naav lekar uska naam paar utaare ya wo duboye jaane apne kaam aadmi chiraag hai uski chalegi kya chalti hawa ke saamne tu bhi majboor hai main bhi majboor hoon uski rajaa ke saamne ho ho aadmi chiraag hai uski chalegi kya chalti hawa ke saamne tera kaam hai yahi bas kaam kiye jaa mat soch ye tu anjaam hai kya tera kaam hai yahi bas kaam kiye jaa mat soch ye tu anjaam hai kya wo kaanton ke sej de ya phoolon ki jhukne ke siwa tera kaam hai kya jhukne ke siwa tera kaam hai kya aadmi chiraag hai uski chalegi kya chalti hawa ke saamne ho ho tu bhi majboor hai main bhi majboor hoon uski rajaa ke saamne kayi doob ke bhanwar mein bhi bach nikle kayi reh gaye doob ke kinaare par kayi doob ke bhanwar mein bhi bach nikle kayi reh gaye doob ke kinaare par wo nadi ho ya naav ya aandhi ho sabhi chalte hain uske ishaare par sabhi chalte hain uske ishaare par aadmi chiraag hai uski chalegi kya chalti hawa ke saamne ho ho tu bhi majboor hai main bhi click here
hum se to jitni nibh saki hum to nibha chale tum khush raho sada yahi karke dua chale chhod ke teri duniya le hum ja rahe hain chhod ke teri duniya le hum ja rahe hain ishq mein hota hai yunhi dil ko samjha rahe hain chhod ke teri duniya le hum ja rahe hain beliya beliya ho na ja ho ho na ja haaye re kismat ki majburi sehni padi hai humko ye doori tera fasaana poora hua na meri kahaani reh gayi adhuri teri khata hai na meri khata hai phir bhi saza pa rahe hain dil kyun lagaya kisi se aaj pachhta rahe hain chhod ke teri duniya le hum ja rahe hain meri duniya mein din bhi andhere huye ghum the jitne jahaan ke wo mere huye ek tera naam hai aur teri yaad hai saari duniya hai munh humse fere huye saari duniya hai munh humse fere huye chalte hain jo teer dil pe sahe ja rahe hain chhod ke teri duniya le hum ja rahe hain le hum ja rahe hain le hum ja rahe hain le hum ja rahe hain mere jiya beliya ho na ja ho ho na ja click here
chhoo lene do nazuk honton ko kuchh aur nahin hain jaam hain ye chhoo lene do nazuk honton ko kuchh aur nahin hain jaam hain ye kudrat ne jo hum ko bakhsha hai woh sab se haseen inaam hain ye chhoo lene do nazuk honton ko sharma ke na yoonhi kho dena rangeen jawani ki ghadiyan sharma ke na yoonhi kho dena rangeen jawani ki ghadiyan betab dharakte seenon ka armaan bhara paigham hain yeh chhoo lene do nazuk honton ko kuchh aur nahin hain jaam hain ye chhoo lene do nazuk honton ko achhon ko bura sabit karna duniya ki purani aadat hai achhon ko bura sabit karna duniya ki purani aadat hai iss mai ko mubarak cheez samajh mana ke bauhat badnaam hain ye chhoo lene do nazuk honton ko kuchh aur nahin hain jaam hain ye kudrat ne jo hum ko bakhsha hai woh sab se haseen inaam hain ye chhoo lene do nazuk honton ko click here
chhota sa fasaana hai tere mere pyaar ka ho tere mere pyaar ka chhota sa fasaana hai tere mere pyaar ka ho tere mere pyaar ka aur hi taraana hai tere mere pyaar ka are tere mere pyaar ka aur hi taraana hai tere mere pyaar ka are tere mere pyaar ka chhota sa fasaana hai tere mere pyaar ka ho tere mere pyaar ka ooo ooo ooo ye kisne chupke chupke mujhe beqaraar kar diya ye kisne chori chori mere dil pe vaar kar diya kisne chupke chupke mujhe beqaraar kar diya ye kisne chori chori mere dil pe waar kar diya maze ki baat dekhiye ki dil mera nishaana hai dil mera nishaana hai chhota sa fasaana hai tere mere pyaar ka ho tere mere pyaar ka chhota sa fasaana hai tere mere pyaar ka ho tere mere pyaar ka ooo ooo ooo yun hi badal na jaaye kahin dil mere huzoor ka dil mere huzoor ka kahin qasoor ban na jaaye pyaar beqasoor ka yun badal na jaaye kahin dil mere huzoor ka kahin qasoor ban na jaaye pyaar beqasoor ka pukaarta hai dil mera ki tu hai to zamaana hai tu hai to zamaana click here
chhoti si mulaaqat pyaar ban gayi pyaar ban ke gale ka haar ban gayi yaa yaa hippi hippi yaa yaa yaa yaa yaa hippi hippi yaa yaa yaa chhoti si mulaaqat pyaar ban gayi pyaar ban ke gale ka haar ban gayi yaa yaa hippi hippi yaa yaa yaa yaa yaa hippi hippi yaa yaa yaa baankpan tera pyaar ki adaa hosh le gayi sarkaar ki adaa hoye baankpan tera pyaar ki adaa hosh le gayi sarkaar ki adaa sarkaar ki adaa dildaar ban gayi dildaar ban ke gale ka haar ban gayi yaa yaa hippi hippi yaa yaa yaa yaa yaa hippi hippi yaa yaa yaa chhoti si mulaaqat pyaar ban gayi aye aye pyaar ban ke gale ka haar ban gayi aa haa yaa yaa hippi hippi yaa yaa yaa yaa yaa hippi hippi yaa yaa yaa aage badh chuke manzilon se hum peechhe reh gaye chaand ke kadam hoo hoo hoo aage badh chuke manzilon se hum peechhe reh gaye chaand ke kadam raat ye suhaani bahaar ban gayi bahaar ban ke gale kaa haar ban gayi yaa yaa hippi hippi yaa yaa yaa yaa yaa hippi hippi yaa yaa yaa chhoti si mulaaqat pyaar ban gayi click here
chhun chhun karti aayi chidiyaa chhun chhun karti aayi chidiyaa daal ka daana laayi chidiyaa mor bhi aaya kauwaa bhi aaya chuha bhi aaya bandar bhi aaya chhun chhun karti aayi chidiyaa chhun chhun karti aayi chidiyaa daal ka daana laayi chidiyaa mor bhi aaya kauwaa bhi aaya chuha bhi aaya bandar bhi aaya chhun chhun karti aayi chidiyaa bhookh lagi to chidiyaa raani moong ki daal pakaayegi are bhookh lagi to chidiyaa raani moong ki daal pakaayegi daal pakaayegi daal pakaayegi kauwaa roti laayega laa ke tujhe khilaayega mor bhi aaya kauwaa bhi aaya chuha bhi aaya bandar bhi aaya chhun chhun karti aayi chidiyaa chalte chalte milega bhaalu hum bolenge naacho kaalu chalte chalte milega bhaalu hum bolenge naacho kaalu naacho kaalu naacho kaalu munna dol bajaayega bhalu naach dikhayegaa mor bhi aaya kauwaa bhi aaya chuha bhi aaya bandar bhi aaya chhun chhun karti aayi chidiyaa saath humare chale baraati saath humare chale baraati main to hoon munne kaa haathi munne kaa click here
chhup gaye saare nazaare oye kya baat ho gayi chhup gaye saare nazaare oye kya baat ho gayi tune kaajal lagaya din mein raat ho gayi tune kaajal lagaya din mein raat ho gayi mil gaye naina se naina oye kya baat ho gayi mil gaye naina se naina oye kya baat ho gayi dil ne dil ko pukaara mulaqaat ho gayi dil ne dil ko pukaara mulaqaat ho gayi kal nahin aana mujhe na bulana ke maarega taana zamaana kal nahin aana mujhe na bulana ke maarega taana zamaana tere honton pe raat ye bahana tha gori tujhko to aaj nahin aana tha tu chali aayi duhayi oye kya baat ho gayi tu chali aayi duhayi oye kya baat ho gayi maine chhoda zamana tere saath ho gayi maine chhoda zamana tere saath ho gayi ho tune kaajal lagaya din mein raat ho gayi ambua ki daali pe gaaye matwali koyaliya kaali nirali ambua ki daali pe gaaye matwali koyaliya kaali nirali saawan aane ka kuch matlab hoga baadal chhaane ka koi sabab hoga rimjhim chhaye gatayein oye kya baat ho gayi rimjhim chhaye gatayein oye kya click here
chhupa kar meri aankhon ko wo poochhe kaun hai ji hum main kaise naam loon unka jo dil mein rehte hain hardam hmm hmm hmm hmmm hmmm hmm hmm hmm hmm hmmm hmmm hmm hmm chhupa kar meri aankhon ko wo poochhe kaun hai ji hum main kaise naam loon unka jo dil mein rehte hain hardam naa jab tak dekh le wo dil to kaise aitbaar aaye naa jab tak dekh le wo dil to kaise aitbaar aaye tumhari iss ada par bhi humare dil ko pyaar aaye tumhari ye shikaayat bhi muhabbat se nahin hai kam chhupa kar meri aankhon ko wo poochhe kaun hai ji hum main kaise naam loon unka jo dil mein rehte hain hardam nahin hum yun naa maanenge to kaise tum ko samjhaayen nahin hum yun naa maanenge to kaise tum ko samjhaayen dikha do dil humen apna kahaan se dil ko hum laayen ke de rakha hai wo tumko dikha sakte hain kaise hum chhupa kar meri aankhon ko wo poochhe kaun hai ji hum main kaise naam loon unka jo dil mein rehte hain hardam diya tha kisliye bolo amaanat hi tumhaari thi diya tha kisliye bolo click here
chhupne waale saamne aa chhup chhup ke mera jee na jala suraj se kiran baadal se pawan kab talak chhupegi ye to bata o chhupne waale saamne aa chhup chhup ke mera jee na jala suraj se kiran baadal se pawan kab talak chhupegi ye to bata chhupne waale saamne aa aakhir tere naaz ki ye haar nahin to aur hai kya daud ke aana pass mere pyaar nahin to aur hai kya door khadi hairaan hai kya daant mein yun ungali na daba door khadi hairaan hai kya daant mein yun ungali na daba chhupne waale saamne aa chhup chhup ke mera jee na jala suraj se kiran baadal se pawan kab talak chhupegi ye to bata chhupne waale saamne aa aa lipti hai dil se mere zulf teri bal khaayi huyi dekh raha hoon teri nazar apni nazar tak aayi huyi gaalon par zulfen na gira tu hai qayamat main hoon balaa gaalon par zulfen na gira tu hai qayamat main hoon balaa chhupne waale saamne aa chhup chhup ke mera jee na jala suraj se kiran baadal se pawan kab talak chhupegi ye to bata o chhupne waale saamne aa chhup click here
chhuri ban kaanta ban o my son sab kuchh ban kisi ka chamcha nahin ban chhuri ban kaanta ban o my son sab kuchh ban kisi ka chamcha nahin ban chhuri ban kaanta ban o my son wo chahe to bin maange hi deve phaad ke chhapad wo chahe to khinch ke maare tere munh pe thappad are wo chahe to bin mange hi deve phaad ke chhapad wo chahe to khinch ke maare tere munh pe thappad is duniya ke peeche tu deewaana nahin ban is duniya ke peeche tu deewaana nahin ban chhuri ban kaanta ban o my son sab kuchh ban kisi ka chamcha nahin ban chhuri ban kaanta ban o my son jo bhikhmanga in sadkon pe aaj bajaaye baaja o deewane tu kya jaane kal hoga wo raaja jo bhikhmanga in sadkon pe aaj bajaaye baaja o deewane tu kya jaane kal hoga wo raaja ek din tere saamne wo ghumega ban than ek din tere saamne wo ghumega ban than chhuri ban kaanta ban o my son sab kuchh ban kisi ka chamcha nahin ban aalu ban shora ban o my son sab kuchh ban kisi ka chamcha nahin ban chhuri ban kaanta ban o my son click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Chehre Se Apne Palki (1967) 03:47 13905
 
Poster of Palki (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar
Duration : 03:47   Song Number : 13905   

Chha Gaye Badal Chitralekha (1964) 04:07 13002
 
Poster of Chitralekha (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Meena Kumari
Raag- 
Khamaj
Duration : 04:07   Song Number : 13002   

Chhadi Re Chhadi Mausam (1975) 04:57 13695
 
Poster of Mausam (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Sanjeev, Sharmila Tagore
Duration : 04:57   Song Number : 13695   

Chhalkaye Jaam Mere Hamdam Mere Dost (1968) 04:55 11838
 
Poster of Mere Hamdam Mere Dost (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 04:55   Song Number : 11838   

Chhalke Teri Aankhon Se Arzoo (1965) 04:18 20284
 
Poster of Arzoo (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar
Duration : 04:18   Song Number : 20284   

Chhaya Hai Sama Mera Qaidi (1957) 03:02 36614
 
Poster of Qaidi (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Jan Nisar Akhtar
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Padmini, Suresh, Helen
Duration : 03:02   Song Number : 36614   

Chhed Mere Humrahi Mastana (1970) 05:10 11952
 
Poster of Mastana (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Vinod Khanna, Bharati
Duration : 05:10   Song Number : 11952   

Chheda Jo Dil Ka Nakli Nawab (1962) 03:09 13834
 
Poster of Nakli Nawab (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Babul
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Manoj Kumar
Duration : 03:09   Song Number : 13834   

Chheda Mere Dil Ne Asli-Naqli (1962) 05:44 31131
 
Poster of Asli-Naqli (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 05:44   Song Number : 31131   

Chhedo Dhun Matwalon Ki Ghar Sansar (1958) 02:38 36968
 
Poster of Ghar Sansar (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Johny Walker
Duration : 02:38   Song Number : 36968   

Chhod Bhi De Manjhdhar Naav Barkha (1959) 03:53 19238
 
Poster of Barkha (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Jagdeep
Duration : 03:53   Song Number : 19238   

Chhod Ke Teri Mirza Sahiban (1957) 03:44 20546
 
Poster of Mirza Sahiban (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Sardul Kwatra
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 03:44   Song Number : 20546   

Chhoo lene Do Nazuk Kaajal (1965) 03:20 20288
 
Poster of Kaajal (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Raj Kumar
Raag- 
Malkauns
Duration : 03:20   Song Number : 20288   

Chhota Sa Fasana Hai Tere Mere Pyaar Ka Birha Ki Raat (1950) 02:40 17515
 
Poster of Birha Ki Raat (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Sarshar Shailani
Music Director- 
Husn Lal Bhagat Ram
Duration : 02:40   Song Number : 17515   

Chhoti Si Mulaaqat Pyaar Chhoti Si Mulaqat (1967) 05:16 12991
 
Poster of Chhoti Si Mulaqat (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Uttam Kumar, Vyjayanthimala
Duration : 05:16   Song Number : 12991   

Chhun Chhun Karti Ab Dilli Dur Nahin (1957) 03:12 20303
 
Poster of Ab Dilli Dur Nahin (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Datta Ram
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Moti Lal, Amjad Khan
Duration : 03:12   Song Number : 20303   

Chhup Gaye Saare Nazaare Do Raaste (1969) 05:26 20291
 
Poster of Do Raaste (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Mumtaj
Raag- 
Tilang
Duration : 05:26   Song Number : 20291   

Chhupa Kar Meri Bhabhi (1957) 04:22 12896
 
Poster of Bhabhi (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Shyama, Javahar Kaul
Duration : 04:22   Song Number : 12896   

Chhupne Waale Saamne Tumsa Nahin Dekha (1957) 03:03 11896
 
Poster of Tumsa Nahin Dekha (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Ameeta
Duration : 03:03   Song Number : 11896   

Chhuri Ban Kanta Ban O My Son Jaali Note (1960) 02:37 19831
 
Poster of Jaali Note (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 02:37   Song Number : 19831   
Karaoke Songs of mohammed rafi, Sad Songs of mohammed rafi, Love Songs of mohammed rafi, Dance Songs of mohammed rafi, Hip-hop songs of mohammed rafi, Best songs of mohammed rafi, Super hit songs of mohammed rafi, hit songs of mohammed rafi, duet songs of mohammed rafi, solo songs of mohammed rafi, old songs of mohammed rafi, famous songs of mohammed rafi, Hindi Karaoke Songs of mohammed rafi, Hindi Sad Songs of mohammed rafi, Hindi Love Songs of mohammed rafi, Hindi Dance Songs of mohammed rafi, Hindi Hip-hop songs of mohammed rafi, best Hindi songs of mohammed rafi, super hit Hindi songs of mohammed rafi, hit Hindi songs of mohammed rafi, duet Hindi songs of mohammed rafi, solo Hindi songs of mohammed rafi, old Hindi songs of mohammed rafi, famous Hindi songs of mohammed rafi, Sing Along Songs of mohammed rafi, Sing Along Sad Songs of mohammed rafi, Sing Along Love Songs of mohammed rafi, Sing Along Dance Songs of mohammed rafi, Sing Along Hip-hop songs of mohammed rafi, Sing Along Best songs of mohammed rafi, Sing Along Super hit songs of mohammed rafi, Sing Along hit songs of mohammed rafi, Sing Along duet songs of mohammed rafi, Sing Along solo songs of mohammed rafi, Sing Along old songs of mohammed rafi, Sing Along famous songs of mohammed rafi