MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeRajendra Krishna
HomeRajendra Krishna
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


Kitni Jawan Hain Raat click here
kitni jawaan hai zindagi kitni jawaan bahar aise mein koi aaye kahin se karle hum se pyaar kitni jawaan hai zindagi kitni jawaan bahar aise mein koi aaye kahin se karle hum se pyaar chahton ke ye zamane aarzuon ke ye din chahton ke ye zamane aarzuon ke ye din kah rahe hain dhadkanen dil ki akele to na gin is bhari mahfil mein ho koi tera bhi raazdaar haai kitni jawaan hai zindagi kitni jawaan bahar aise mein koi aaye kahin se karle hum se pyaar hasraten bhi hain gulabi aur ummeeden bhi haseen hasraten bhi hain gulabi aur ummeeden bhi haseen saath lekin khubsurat ek saathi hi nahin ek humdam ke liye hai dil mera bekarar haaye kitni jawaan hai zindagi kitni jawaan bahar aise mein koi aaye kahin se karle hum se pyaar zulf ka saya na ho to is safar ka kya maza zulf ka saya na ho to is safar ka kya maza bhej de koi kahin se ae mohabbat ke khuda jiski baaton mein nasha ho aankhon mein ho khumar hoye kitni jawaan hai zindagi kitni jawaan bahar aise mein koi aaye kahin se click here
kiya hai dilruba pyaar bhi kabhi haan tumse ho gaya ji abhi abhi kiya hai dilruba pyaar bhi kabhi haan tumse ho gaya ji abhi abhi ye halki halki bundiyaan ye bheegi bheegi mastiyaan ab dil raha ke lut gaya aa kisi ko hosh hai kahaan kiya hai dilruba pyaar bhi kabhi haan tumse ho gaya ji abhi abhi hoo kiya hai dilruba pyaar bhi kabhi haan tumse ho gaya ji abhi abhi ye baadalon ke kafile shareer aur manchale hai kiski inko justju idhar udhar kahan chale kiya hai dilruba pyaar bhi kabhi haan tumse ho gaya ji abhi abhi kiya hai dilruba pyaar bhi kabhi haan tumse ho gaya ji abhi abhi hawa bhi shokh ho gayii tumhari zulf choom ke bhatak rahe hain dil kayii na gao jhoom jhoom ke kiya hai dilruba pyaar bhi kabhi haan tumse ho gaya ji abhi abhi kiya hai dilrubaa pyaar bhi kabhi haay tumse ho gaya ji abhi abhi ho oo kiya hai dilrubaaa pyaar bhi kabhi haan tumse ho gaya ji abhi abhi hoo kiya hai dilrubaaa pyaar bhi kabhi haan tumse ho gaya ji abhi abhi click here
koi aankh mila ke dekhe koi pyaar jataa ke dekhe dilwaalo leke aayi hoon main akhiyon ke baan koi hai jo aake rakh de nishaane pe jaan koi hai jo aake rakh de nishaane pe jaan koi aankh mila ke dekhe koi pyaar jataa ke dekhe dilwaalo leke aayi hoon main akhiyon ke baan koi hai jo aake rakh de nishaane pe jaan koi hai jo aake rakh de nishaane pe jaan pyaar mein jeene waale laakhon marne waala koi na ishq ki khatir jaan ka sauda karne waala koi na dilwaale to ek adaa pe hote hain kurbaan koi hai jo aake rakh de nishaane pe jaan koi hai jo aake rakh de nishaane pe jaan koi aankh mila ke dekhe koi pyaar jataa ke dekhe dilwaalo leke aayi hoon main akhiyon ke baan koi hai jo aake rakh de nishaane pe jaan koi hai jo aake rakh de nishaane pe jaan deewaana to pyaar karega zulfon ki zanzeer se paa lega wo manzil apni ek nazar ke teer se ishq mein jaan bachaane waale hote hain naadaan koi hai jo aake rakh de nishaane pe jaan koi hai jo aake rakh de nishaane pe jaan koi aankh click here
aaaaa aaaaa aaaaa hoooo oooo oooo koi bata de dil hai jahaan kyun hota hai dard wahaan teer chala ke ye to na poochho dil hai kahaan aur dard kahaan jaane raat ko aankhon se neend kahaan udd jaati hai jaane raat ko aankhon se neend kahaan udd jaati hai apne ghar mein gair ko paa kar bechaari mudd jaati hai dil par aisi kya guzari ghadi ghadi ye ghabraaye dil par aisi kya guzari ghadi ghadi ye ghabraaye main to kisi ka ho baitha ye dhadak dhadak kar samjhaye koi bata de dil hai jahaan kyun hota hai dard wahaan teer chala ke ye to na poochho dil hai kahaan aur dard kahaan jab ho khalish si pehlu mein samjho pyaar ne kaam kiya aise pyaar ko kyaa kahiye ke jisne be aaraam kiya koi bata de dil hai jahaan kyun hota hai dard wahaan teer chala ke ye to na poochho dil hai kahaan aur dard kahaan click here
koi dil mein samaaya chupke chupke chupke koi dil mein samaaya chupke chupke chupke mere sapnon mein aaya chhupke koi dil mein samaaya chupke chupke chupke dabe dabe paanv mere saamne wo aa gayi dabe dabe paanv mere saamne wo aa gayi laaj ke maare more naina sharmaa gayi laaj ke maare more naina sharmaa gayi maine mukhda chhupaya chhupke chhupke chhupke maine mukhda chhupaya chhupke chhupke chhupke mere sapnon mein aaya chhupke koi dil mein samaaya chupke chupke chupke piya kehne lage gori humen tarsaao naa piya kehne lage gori humen tarsaao naa jiya beqaraar hai mukhda chhupaao naa jiya beqaraar hai mukhda chhupaao naa maine ghunghat hataaya ruk ke ruk ke ruk ke maine ghunghat hataaya ruk ke ruk ke ruk ke mere sapnon mein aaya chhupke koi dil mein samaaya chupke chupke chupke koi dil mein samaaya chupke chupke chupke click here
koi koi raat aisi hoti hai koi koi raat aisi hoti hai jis mein koi baat aisi hoti hai jo dil se zubaan tak laayi na jaaye jo dil se zubaan tak laayi na jaaye aankhon se chhupaayi bhi na jaaye koi koi raat aisi hoti hai jis mein koi baat aisi hoti hai roshni diye ki bhi bairi lage bairi lage bairi lage chanda ki chaandni bhi zehri lage zehri lage zehri lage tej bhi hai kaliyon se mehki huyi nainon mein nindiya hai behki huyi aur aane waala aake bhi na aaye koi koi raat aisi hoti hai jis mein koi baat aisi hoti hai bekhudi dheere dheere laayi wahaan laayi wahaan laayi wahaan bekaraari mein bhi maza aaye jahaan aaye jahaan aaye jahaan aanchal bhi sar se dhalakne laga umangon ka saagar chhalakne laga koi palkon ko aake jhukaaye koi koi raat aisi hoti hai jisme koi baat aisi hoti hai jo dil se zubaan tak laayi na jaaye jo dil se zubaan tak laayi na jaaye aankhon se chhupaayi bhi na jaaye koi koi raat aisi hoti hai jis mein koi baat aisi hoti hai click here
koi shikwa bhi nahin koi shikayat bhi nahin aur tumhen humse wo pehli si muhabbat bhi nahin koi shikwa bhi nahin koi shikayat bhi nahin aur tumhen humse wo pehli si muhabbat bhi nahin koi shikwa bhi nahin ye khamoshi ye nighahon mein udaasi kyun hai ye khamoshi ye nighahon mein udaasi kyun hai paa ke sab kuchh bhi muhabbat abhi pyaasi kyun hai raaz e dil hum bhi sune itni inaayat bhi nahin aur tumhen humse wo pehli si muhabbat bhi nahin koi shikwa bhi nahin pyaar ke waade wafaa hone ke din aaye hain pyaar ke waade wafaa hone ke din aaye hain ye na samjhao khafaa hone ke din aaye hain rooth jaaoge to kuchh door qayamat bhi nahin aur tumhen humse wo pehli si muhabbat bhi nahin koi shikwa bhi nahin hum wohi apni wafaa apni muhabbat hai wohi hum wohi apni wafaa apni muhabbat hai wohi tum jahaan baith gaye apni to jannat hai wohi aur duniyaa mein kisi cheez ki chahat bhi nahin aur tumhen humse wo pehli si muhabbat bhi nahin koi shikwa bhi nahin koi shikayat bhi nahin click here
krishna krishna bolo krishna radhe radhe krishna krishna moha maaya ke tod ke taale isi naam se preet laga le mann mandir mein jyot jaga le mit jaayegi trishna krishna krishna bolo krishna radhe radhe krishna krishna moha maaya ke tod ke taale isi naam se preet laga le mann mandir mein jyot jaga le mit jaayegi trishna krishna krishna bolo krishna radhe radhe krishna krishna bansi ki dhun mein kho jaa re bansi ki dhun mein kho jaa re mohan muraari ka ho jaa re mohan muraari ka ho jaa re tan tera ban jaaye bansi gaaye krishna krishna krishna krishna bolo krishna radhe radhe krishna krishna krishna krishna bolo krishna radhe radhe krishna krishna jogan banungi main to sanware ki jogan banungi jogan jogan banungi main to sanware ki yeh hai lagan man banware ki yeh hai lagan man banware ki gunj galiyan mein sham sawere gaun krishna krishna krishna krishna bolo krishna radhe radhe krishna krishna krishna krishna bolo krishna radhe radhe krishna krishna govind ke sang click here
kuchh kahen to khafaa chup rahen to khafaa kuchh kahen to khafaa chup rahen to khafaa haaye kaise sitamgar se paala pada paas aane naa de ho door jaane naa de kaise anjaan dilbar se paala pada kuchh kahen to khafaa ye aankhon ka surror naya naya hai ye jawaani ka guroor naya naya hai ye aankhon ka surror naya naya hai ye jawaani ka guroor naya naya hai abhi baali umr ka hai aakhiri kadam yahi soch ke sitam sahe jaate hain hum yahi soch ke sitam sahe jaate hain hum kuchh kahen to khafaa kuchh kahen to khafaa chup rahen to khafaa haaye kaise sitamgar se paala pada paas aane naa de ho door jaane naa de kaise anjaan dilbar se paala pada kuchh kahen to khafaa ye maana ke huzur hain jaan e chaman badh ke kali se hai naazuk badan ye maana ke huzur hain jaan e chaman badh ke kali se hai naazuk badan kadar dilwaalon ki kuchh kijiye karam kijiye aur dua lijiye karam kijiye aur dua lijiye kuchh kahen to khafaa kuchh kahen to khafaa chup rahen to khafaa haaye kaise sitamgar se click here
kukdoo koo kukdoo koo koo koo kukdoo koo kukdoo koo koo koo kukdookoodoo ni pyaara laage tu kukdookoodoo bada pyara laage tu jaise phulon mein gulaab jaise nashe mein sharaab tu baagon ki bahaar hai bahaaron ka shabaab o jaan dil waalon ki tu kukdookoodoo ni pyaara laage tu kukdookoodoo bada pyara laage tu jaise phulon mein gulaab jaise nashe mein sharaab tu baagon ki bahaar hai bahaaron ka shabaab o jaan dil waalon ki tu kukdookoodoo ni pyaara laage tu kukdookoodoo bada pyara laage tu maine saara jag chhoda apnon se mukh moda tujhse pyaar kar baithi tujhse pyaar kar baithi maine saara jag chhoda apnon se mukh moda tujhse pyaar kar baithi tujhse pyaar kar baithi bandhan duniya se toda naata dil se dil ka joda tujhse pyaar kar baithi tujhse pyaar kar baithi sun mere chitchor baandhi tujhse jo door main roke na ruki ho macha duniya mein shor abb chhod ke na jaana mujhe tu kukdookoodoo ni pyaara laage tu kukdookoodoo bada pyara laage tu koi jaane ya na jaane ab toh click here
kya ajab saaz hai ye shehnai do hi sur ka ye khel sara hai kya ajab saaz hai ye shehnai do hi sur ka ye khel sara hai ek sur zindagi ka sahil hai doosra maut ka kinara hai ek sur zindagi ka sahil hai doosra maut ka kinara hai kya ajab saaz hai ye shehnai do hi sur ka ye khel sara hai ye baje to hayat ki mehfil poore joban pe aa ke jam jaye zindagi ek khwaab ho jaye ye agar bajate bajate tham jaye ye kabhi chaand choudhvin ka hai aur kabhi subha ka sitara hai ye kabhi chaand choudhvin ka hai aur kabhi subha ka sitara hai kya ajab saaz hai ye shehnai do hi sur ka ye khel sara hai aah aur waah ka ye sangam hai soz aur saaz ki jawaani hai aah aur waah ka ye sangam hai soz aur saaz ki jawaani hai hai agar ye shabaab ka kissa ek bewa ki bhi kahani hai kehkahon ka hi abshar nahin aansuon ka bhi ek dhara hai kehkahon ka hi abshar nahin aansuon ka bhi ek dhara hai kya ajab saaz hai ye shehnai do hi sur ka ye khel sara hai click here
kya saath mera doge tum pyaar ki raahon mein jeena tere kadmon mein marna teri baahon mein kya saath mera doge tum pyaar ki raahon mein jeena tere kadmon mein marna teri baahon mein kya saath mera doge kahdo ki na badloge tum apne irade ko kahdo ki na badloge tum apne irade ko likha hua dil par hai is pyaar ke wade ko aati hai nazar dil ki tasveer nigahon mein jeena tere kadmon mein marna teri baahon mein kya saath mera doge iqraar ye nazuk hai tootega to kya hoga iqraar ye nazuk hai tootega to kya hoga hamse to nahin hoga auron se hua hoga bhoole se bhi ye nagma badlega na ahon mein jeena tere kadmon mein marna teri baahon mein kya saath mera doge tum pyaar ki raahon mein jeena tere kadmon mein marna teri baahon mein kya saath mera doge click here
lala lala lala chanda jaa chanda jaa re jaa re chanda jaa chanda jaa re jaa re kaahe aaya hai akela tujhe maanu albela mere piya ko bhi sang le aaaa chanda jaa chanda jaa re jaa re chanda jaa chanda jaa re jaa aa tujhko pehchaan bata doon wo lagtaa hai kaisa nadiyaa mein mukh dekh le apna wo bhi hoga waisa wo jo aaye to bindiyaa sajaa loon kaali kaali ye latt bikhraa loon mera itna sandesaa de aa chanda jaa chanda jaa re jaa re kaahe aaya hai akela tujhe maanu albela mere piya ko bhi sang le aaaa chanda jaa chanda jaa re jaa dekh use kehna meri neendiyaa ho gayi sautan meri mere sang sang bairan wo bhi baat takat hai teri chanda dena tu meri gawaahi hum dono hai pyaar ke raahi bas itna to saath nibhaa chanda jaa chanda jaa re jaa re kaahe aaya hai akela tujhe maanu albela mere piya ko bhi sang le aaaa chanda jaa chanda jaa re jaa re chanda jaa chanda jaa re jaa click here
ladi aankh se aankh ladi aankh se aankh mohabbat ho gayi pada gaal pe haath hajaamat ho gayi haaye hajaamat ho gayi ladi aankh se aankh mohabbat ho gayi pada gaal pe haath hajaamat ho gayi haaye hajaamat ho gayi baabu ji ke gore gaal haaye haaye dekho ho gaye laal baabu ji ke gore gaal haaye haaye dekho ho gaye laal jal gayi haandi gali naa daal baithe reh gaye baanke laal jal gayi haandi gali naa daal baithe reh gaye baanke laal laga tamaacha zor se laga tamaacha zor se ji achhi daawat ho gayi pada gaal pe haath hajaamat ho gayi haaye hajaamat ho gayi aaahaaa ladi aankh se aankh mohabbat ho gayi pada gaal pe haath hajaamat ho gayi haaye hajaamat ho gayi aisa chhuta ek pataakha bade zor ka hua dhamaka aisa chhuta ek pataakha bade zor ka hua dhamaka kehne waale sach keh gaye pyaar hai bada ladaaka kehne waale sach keh gaye pyaar hai bada ladaaka bade badon ki pyaar ke haathon bade badon ki pyaar ke haathon aji maramat ho gayi pada gaal pe haath hajaamat ho gayi click here
haan pehli pehli baar dekha aisa jalwa ho aisa jalwa ye ladki hai yaa shola ye ladki hai yaa shola hoooooo shola hai shola shole se darna marna tu thande paani mein marna reham jawaani pe khaa o mundeyaa reham jawaani pe khaa loote naa jawaani mein jo sholon ka mazaa ho sholon ka mazaa to bolo wo aadmi hai kya to bolo wo aadmi hai kya aayi hai nayi nayi zulmi jawaani karta hai badhke baaten deewani khair tu dil ki manaa o babuaa kahir tu dil ki manaa dil jaisi cheez ki manaaun khair kya ho manaaun khair kya main donon jahaan se gaya ho main to donon jahaan se gaya jaa re shikaari tera jaal puraana aur kahin pe jaa ke daal ye daana chidiyaa phanse naa lambuaa o lambuaa kudi phanse naa lambuaa door kaise hoga tera mera faasla tera mera faasla rabb jaane yaa dil mera o rabb jaane yaa dil mera oooooo abhi to dekha hai jalwa door kaa haal bura hai kaisa mere hazoor kaa haath pakad ke dikha o soneyaa haath pakad ke dikha pakdi kalaai to naa chhodunga kabhi naa chhodunga click here
lagan tose laagi balma lagan tose laagi balma dhare dil pe haath taaron ke saath saari rain jaagi balma lagan tose laagi balma lagan tose laagi balma chamak chamak kar doobe taare ek ek kar ke saare chamak chamak kar doobe taare ek ek kar ke saare ghat te ghat te ghat gayi baatein feeke pade ujiyare chalte chalte thak gaya chanda thake na pyaar ke maare lagan tose laagi balmaa lagan tose laagi balmaa neend ke mathi duniya saari sapnon mein thi khoyi neend ke mathi duniya saari sapnon mein thi khoyi ruki ruki thi mast hawayen lehar lehar thi soyi main nindiya se door rahi kyun ye na jaane koi lagan tose laagi balmaa lagan tose laagi balmaa chand ne kitna mujhse poochha baat koi to hogi chand ne kitna mujhse poochha baat koi to hogi kis ke karan jog liya hai kaun hai tera jogi main bas munh se ik na boli preet ki hoon main rogi lagan tose laagi balmaa lagan tose laagi balmaa lagan tose laagi balmaa lagan tose laagi balmaa dhare dil pe haath taaron ke saath saari rain click here
lahoo ko lahoo pukaarega lahoo ko lahoo pukaarega lahoo ko lahoo pukaarega janam janam ka bandhan rag rag mein maujen maarega lahoo ko lahoo pukaarega lahoo ko lahoo pukaarega ik soorat ke ho sakte hain kaise do begaane ik soorat ke ho sakte hain kaise do begaane aankhen to pehchaan rahi hain lekin dil naa maane sach to sach hai sach to sach hai jhooth kahaan tak apne paanv pisaarega lahoo ko lahoo pukaarega lahoo ko lahoo pukaarega kahaan bichhadi aur kahaan pe aaj mili santaan kahaan bichhadi aur kahaan pe aaj mili santaan dil hi dil mein umad raha hai mamtaa ka toofan aansoon toooo aansoon to pee jaaye koi jee ko kaise maarega lahoo ko lahoo pukaarega lahoo ko lahoo pukaarega khoon ki do boondon ka sangam raakhi ka hai bandhan khoon ki do boondon ka sangam raakhi ka hai bandhan ye kya jaane ek goad mein khela inka bachpan ab tak jeeeeet hooo ab tak jeet samay ki lekin samay bhi ik din haarega lahoo ko lahoo pukaarega lahoo ko lahoo pukaarega click here
laila ki ungliyaan bechoon majnu ki pasliyaan bechoon aao dilwaalo khao dilwaalo naram kakdiyaan bechoon laila ki ungliyaan bechoon majnu ki pasliyaan bechoon are aao dilwaalo khao dilwaalo naram kakdiyaan bechoon ho laila ki ungliyaan bechoon majnu ki pasliyaan bechoon oo lala ji o babu ji kyun bhukhe rehkar jeete ye jeena bhi kya jeena dam nikle khate peete oye dam nikle khate peete oo lala ji o babu ji kyun bhukhe rehkar jeete ye jeena bhi kya jeena dam nikle khate peete oye dam nikle khate peete pyas bujha lo garmi mein sawan ki badliyaan bechoon laila ki ungliyaan bechoon majnu ki pasliyaan bechoon aao dilwaalo khao dilwaalo naram kakdiyaan bechoon ho laila ki ungliyaan bechoon majnu ki pasliyaan bechoon murgon par na chhuri chalana le bakron ki haye khoon kisi ka kyun peena peele sharbat ya chai are peele sharbat ya chai haaa murgon par na chhuri chalana le bakron ki haye khoon kisi ka kyun peena peele sharbat ya chai are peele sharbat ya chai rog mita aur click here
aaaa aa aaaa aaaa aaaa aaaa aa aaaa aa aaaa aa laut gaya ghum ka zamaana aayi khushi lahraati laut gaya ghum ka zamaana laut gaya ghum ka zamaana aayi khushi lehraati laut gaya ghum ka zamaana door gagan mein dekho chamke aashaon ke taare aashaon ke taare jhilmil pyaare pyaare badli mein chhupkar taaron ke sang badli mein chhupkar taaron ke sang chanda kare ishaare chanda kare ishaare kiski lagan mein aaj pavan hai baagon mein ithlaati laut gaya ghum ka zamaana aayi khushi lehraati laut gaya ghum ka zamaana raat nayi har baat nayi hai naya naya hai zamaana raat nayi har baat nayi hai naya naya hai zamaana kaisa sama suhaana kaisa sama suhaana gaaye chandaniya dheere dheere gaaye chandaniya dheere dheere preet bhara afsaana preet bhara afsaana aaj mere chhote se man mein aasha hai muskaati laut gaya ghum ka zamaana aayi khushi lehraati laut gaya ghum ka zamaana click here
  Song Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Kitni Jawaan Hai Raat Azaad (1955) 03:15 40578
 
Poster of Azaad (1955)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
- Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitalkar Ramchandra
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Duration : 03:15   Song Number : 40578   

Kitni Jawaan Hai Zindagi Shehnai (1964) 04:03 35931
 
Poster of Shehnai (1964)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
- Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Vishwajeet, Johny Walker
Duration : 04:03   Song Number : 35931   

Kiya Hai Dilruba Love In Simla (1960) 04:21 36770
 
Poster of Love In Simla (1960)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
- Rajendra Krishna
Music Director- 
Iqbal Qureshi
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee
Duration : 04:21   Song Number : 36770   

Koi Aankh Mila Ke Dekhe Yeh Zindagi Kitni Haseen Hai (1966) 03:16 39462
 
Poster of Yeh Zindagi Kitni Haseen Hai (1966)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
- Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Saira Banu
Duration : 03:16   Song Number : 39462   

Koi Bata De Dil Hai Main Chup Rahungi (1962) 03:08 13650
 
Poster of Main Chup Rahungi (1962)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
- Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Meena Kumari
Duration : 03:08   Song Number : 13650   

Koi Dil Mein Samaaya Kamal Ke Phool (1950) 02:22 13512
 
Poster of Kamal Ke Phool (1950)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
- Rajendra Krishna
Music Director- 
Shyam Sundar
Singer- 
Suraiya
On Screen Actors- 
Suraiya
Duration : 02:22   Song Number : 13512   

Koi Koi Raat Aisi Hoti Hai Banarsi Babu (1973) 04:25 40065
 
Poster of Banarsi Babu (1973)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
- Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Dev Anand, Rakhi
Duration : 04:25   Song Number : 40065   

Koi Shikwa Bhi Nahin Neend Hamari Khwab Tumhare (1966) 04:53 13871
 
Poster of Neend Hamari Khwab Tumhare (1966)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
- Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Nanda
Duration : 04:53   Song Number : 13871   

Krishna Krishna Bolo Naya Din Nai Raat (1974) 05:28 32394
 
Poster of Naya Din Nai Raat (1974)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
- Rajendra Krishna
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Jaya Bachchan
Duration : 05:28   Song Number : 32394   

Kuchh Kahen To Khafa Ek Shriman Ek Shrimati (1969) 05:07 20804
 
Poster of Ek Shriman Ek Shrimati (1969)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
- Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor
Duration : 05:07   Song Number : 20804   

Kukdu Kudu Bada Pyara Gehri Chaal (1973) 04:22 21673
 
Poster of Gehri Chaal (1973)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
- Rajendra Krishna
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Hema Malini, Jitendra
Duration : 04:22   Song Number : 21673   

Kya Ajab Saaz Hai Shehnai (1964) 04:05 14242
 
Poster of Shehnai (1964)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
- Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Vishwajeet
Duration : 04:05   Song Number : 14242   

Kya Saath Mera Samundar (1957) 03:41 38068
 
Poster of Samundar (1957)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
- Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Beena Roy, Prem Nath
Duration : 03:41   Song Number : 38068   

La La La La Chanda Jaa Man Mauji (1962) 03:33 13679
 
Poster of Man Mauji (1962)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
- Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sadhana
Duration : 03:33   Song Number : 13679   

Ladi Aankh Se Aankh (Hum Jaan Lada Denge) Pocket Maar (1956) 04:13 13962
 
Poster of Pocket Maar (1956)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
- Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Gop, Sheela Kashmeeri, Dev Anand
Duration : 04:13   Song Number : 13962   

Ladki Hai Yaa Shola Silsila (1981) 03:54 12115
 
Poster of Silsila (1981)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
- Rajendra Krishna
Music Director- 
Shiv, Hari
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Rekha
Duration : 03:54   Song Number : 12115   

Lagan Tose Laagi Balma Dekh Kabira Roya (1957) 04:09 37482
 
Poster of Dekh Kabira Roya (1957)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
- Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Anita Guha, Jawahar Kaul
Raag- 
Tilang
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:09   Song Number : 37482   

Lahoo Ko Lahoo Pukaarega Part 1 Geetaa Mera Naam (1974) 04:36 18361
 
Poster of Geetaa Mera Naam (1974)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
- Rajendra Krishna
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Back Ground Song
Duration : 04:36   Song Number : 18361   

Laila Ki Ungliyaan Bechoon Ghar Ki Laaj (1960) 04:05 36998
 
Poster of Ghar Ki Laaj (1960)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
- Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sohrab Modi, Nirupa Roy, Kumkum
Duration : 04:05   Song Number : 36998   

Laut Gaya Ghum Ka Zamaana Naya Aadmi (1956) 03:31 39019
 
Poster of Naya Aadmi (1956)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
- Rajendra Krishna
Music Director- 
M S Viswanathan, T K Ramamoorthy
Duration : 03:31   Song Number : 39019   
Karaoke Songs of rajendra krishna, Sad Songs of rajendra krishna, Love Songs of rajendra krishna, Dance Songs of rajendra krishna, Hip-hop songs of rajendra krishna, Best songs of rajendra krishna, Super hit songs of rajendra krishna, hit songs of rajendra krishna, duet songs of rajendra krishna, solo songs of rajendra krishna, old songs of rajendra krishna, famous songs of rajendra krishna, Hindi Karaoke Songs of rajendra krishna, Hindi Sad Songs of rajendra krishna, Hindi Love Songs of rajendra krishna, Hindi Dance Songs of rajendra krishna, Hindi Hip-hop songs of rajendra krishna, best Hindi songs of rajendra krishna, super hit Hindi songs of rajendra krishna, hit Hindi songs of rajendra krishna, duet Hindi songs of rajendra krishna, solo Hindi songs of rajendra krishna, old Hindi songs of rajendra krishna, famous Hindi songs of rajendra krishna, Sing Along Songs of rajendra krishna, Sing Along Sad Songs of rajendra krishna, Sing Along Love Songs of rajendra krishna, Sing Along Dance Songs of rajendra krishna, Sing Along Hip-hop songs of rajendra krishna, Sing Along Best songs of rajendra krishna, Sing Along Super hit songs of rajendra krishna, Sing Along hit songs of rajendra krishna, Sing Along duet songs of rajendra krishna, Sing Along solo songs of rajendra krishna, Sing Along old songs of rajendra krishna, Sing Along famous songs of rajendra krishna