MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeLata Mangeshkar
HomeLata Mangeshkar
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


oooooooo ooooooo ooooo oooo oooo hmmmmmmmm hmmm hmmmmm bade bewafaa hain ye husn waale bade bewafaa hain ye husn waale par teri baat kuchh aur hai bade bekhabar hain ye ishq waale par meri baat kuchh aur hai bade bewafaa hain ye husn waale mit gaya jis pe ye ho gaye meharbaan aa aa aaaaa aaaaa aaa aaaa aaa aaa mit gaya jis pe ye ho gaye meharbaan husn waalon ki hai bas yahi daastaan kaise kaise naa jaane deewane dil inhin bewafaaon ne tod daale bade bewafaa hain ye husn waale tu kahin jaaneman ruth jaana nahin aa aa aaaaa aaaaa aaa aaaa aaa aaa tu kahin jaaneman ruth jaana nahin zikr tera ye tera fasaana nahin bholi bhaali hai inki soorat magar bade sangdil hain ye bhole bhaale bade bewafaa hain ye husn waale par teri baat kuchh aur hai bade bekhabar hain ye ishq waale par meri baat kuchh aur hai bade bewafaa hain ye husn waale click here
aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa bade bhole ho ooo bade bhole ho hanste ho sunke duhaai kanhaayi kanhaayi kanhaayi bade bhole ho bhaage hai jag meri chhaya se door bhaage hai jag meri chhaya se door tan man mera sab ki thokar se choor phir phir ke phir tumre dar pe aayi ho phir phir ke phir tumre dar pe aayi bade bhole ho ho oo bade bhole ho jalte aansu jalte aansu jalte aansu bheege naynon ka haar dekha to hai sab kuchh tumne gopaal phir tumri akhiyaan hain kyun muskaayi bade bhole ho ho oo bade bhole ho kit jaaun main mukh to kholo zara chor banke chup kyun ho bolo zara achchhi ye bansi ki ot lagaayi ho oo achchhi ye bansi ki ot lagayi bade bhole ho ho oo bade bhole ho hanste ho sunke duhaai kanhaayi kanhaayi kanhaayi bade bhole ho click here
badhaai ho badhaai janam din ki tumko janam din tumhara milenge laddo humko sada dil laga ke tu mehnat se padna padaai mein aage se aage hi badna achchha ji bataao maine aisa kyun kaha jo tum pass hoge milenge laddo humko bade hoke lana humari tu bhabhi ke jiski ho rangat gulabi gulabi achchha ji bataao maine aisa kyun kaha tumhari hogi shaadi milenge laddo humko budape mein honge idhar baal pakke udhar honge ghar mein ji bachchon ke bachche achchha ji bataao maine aisa kyun kaha tumhare hoga pauta milenge laddo humko click here
badi barbaadiyaan le kar meri duniyaan mein pyaar aaya hansi ik baar aayi hai to rona laakh baar aaya badi barbaadiyaan le kar bharaa ashqon se wo daaman jise phoolon se bharna tha bharaa ashqon se wo daaman jise phoolon se bharna tha mujhe iss bewafaa duniyaa pe ronaa baar baar aaya badi barbaadiyaan le kar meri duniyaan mein pyaar aaya badi barbaadiyaan le kar wafaa tadpi khushi royi loote armaan hansi duniyaa wafaa tadpi khushi royi loote armaan hansi duniyaa jo aansoon aankh mein aayaa wo ho kar beqaraar aaya badi barbaadiyaan le kar meri duniyaan mein pyaar aaya hansi ik baar aayi hai to rona laakh baar aaya badi barbaadiyaan le kar click here
badi mushkil hai ajab mera dil hai na jaane kise dhunde na jaane kise chaahe badi mushkil hai ajab mera dil hai na jaane kise dhunde na jaane kise chaahe sakhiyon se chhupti phirun kahin jee na lage raaton ko taare ginun palak bhi na lage mere sang sang meri nindiya bhi saari raat jaage mere sang sang meri nindiya bhi saari raat jaage badi mushkil hai ajab mera dil hai na jaane kise dhunde na jaane kise chaahe sapne aaye man lalchaaye jaake phir na aaye jaake phir na aaye dil naadaan ye armaan machlen aur reh jaayen machlen aur reh jaayen badi mushkil hai ajab mera dil hai na jaane kise dhunde na jaane kise chaahe aye dil ye tu hi bata unhen dhundun kahaan sapnon mein dekha jinhen milenge wo kahaan o bin kaaran aangan mein kya sochun khadi khadi o bin kaaran aangan mein kya sochun khadi khadi badi mushkil hai ajab mera dil hai na jaane kise dhunde na jaane kise chaahe badi mushkil hai ajab mera dil hai na jaane kise dhunde na jaane kise chaahe click here
badi mushkil hai badi mushkil hai tumhen bhool jaana tumhen bhool jaana badi mushkil hai badi mushkil hai tumhen bhool jaana tumhen bhool jaana bada sangdil hai bada sangdil hai ye zaalim zamaana ye zaalim zamaana bada sangdil hai bada sangdil hai ye zaalim zamaana ye zaalim zamaana aaa aaa aa aaaa aaaa aaaaa zamaana wafa ki sazaa de raha hai sazaa de raha hai tumhen dil tadap kar sadaa de raha hai sadaa de raha hai bane hum nishaana zara dekh jaana badi mushkil hai badi mushkil hai tumhen bhool jaana tumhen bhool jaana aaa aaa aa aaaa aaaa aaaaa wohi aag ab tak lagi hai jigar mein lagi hai jigar mein tumhaari hi surat basi hai nazar mein basi hai nazar mein kiya har bahaana magar dil na maana bada sangdil hai bada sangdil hai ye zaalim zamaana ye zaalim zamaana aaa aaa aa aaaa aaaa aaaaa kahaan leke jaayen ye aansu ye aahen ye aansu ye aahen nibhayen to kaise mohabbat nibhayen mohabbat nibhayen sada zakhm khana magar muskuraana badi mushkil hai badi mushkil hai click here
Badi Pyaari Kahani Hai click here
badle badle mere sarkaar nazar aate hain badle badle mere sarkaar nazar aate hain ghar ki barbaadi ke aasaar nazar aate hain badle badle mere sarkaar nazar aate hain badle badle doobe rehte the mere pyaar mein jo shaam o sahar doobe rehte the mere pyaar mein jo shaam o sahar mere chehre se naa hatti thi kabhi jinki nazar meri soorat se wo bezaar nazar aate hain meri soorat se wo bezaar nazar aate hain ghar ki barbaadi ke aasaar nazar aate hain badle badle mere sarkaar nazar aate hain badle badle wo jo badle to zamaane ki hawa bhi badali wo jo badle to zamaane ki hawa bhi badali dil ki khushiyan bhi gayi ghar ki fazaa bhi badali sooni sooni daro deewaar nazar aate hain sooni sooni daro deewaar nazar aate hain ghar ki barbaadi ke aasaar nazar aate hain badle badle mere sarkaar nazar aate hain badle badle mere maalik ne mohabbat ka chalan chhod diya mere maalik ne mohabbat ka chalan chhod diya kar ke barbaad mere dil ka chaman chhod diya phool bhi ab to mujhe khaar click here
hmmm hmmm hmmmm hmmm hmmm hmm hmmm hmmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmm badli badli duniyaa hai meri badli badli duniyaa hai meri jaadoo hai ye kya tere nainan kaa badli badli duniyaa hai meri jaadoo hai ye kya tere nainan kaa ban ke kajraa ankhiyon mein raha ik sunder sapna bachpan kaa ban ke kajraa ankhiyon mein raha ik sunder sapna bachpan kaa badli badli duniyaa hai meri kehti thi sadaa dil ki dhadkan kehti thi sadaa dil ki dhadkan tu baith bitha ke apne naiyan sachchi hai agar ye teri lagan laut aayega saathi jeevan kaa badli badli duniyaa hai meri iss raat ko chaand tale ye milan iss raat ko chaand tale ye milan chup dekh raha hai neel gagan dohraayega ye madmast pawan sangeet humari dhadkan kaa badli badli duniyaa hai meri jaadoo hai ye kya tere nainan kaa badli badli duniyaa hai meri click here
badli hai zamaane ki nazar dekhiye kya ho badli hai zamaane ki nazar dekhiye kya ho hona to hai kuchh aaj magar dekhiye kya ho hona to hai kuchh aaj magar dekhiye kya ho badli hai zamaane ki nazar ye raat to dilkash thi bade khush the sitaare tum paas humaare the to hum paas tumhaare ab aayi hai nazdeek sehar dekhiye kya ho hona to hai kuchh aaj magar dekhiye kya ho hona to hai kuchh aaj magar dekhiye kya ho badli hai zamaane ki nazar ye kashti chali jaati thi maujon ke sahaare socha tha pahunch jaayenge ik roz kinaare par saamne aaya hai bhanwar dekhiye kya ho hona to hai kuchh aaj magar dekhiye kya ho hona to hai kuchh aaj magar dekhiye kya ho badli hai zamaane ki nazar mushkil mein sabhi dete hain us dar pe sadaayen sunte hain ke sunta hai khuda sabki duwaayen par apni duwaaon ka asar dekhiye kya ho hona to hai kuchh aaj magar dekhiye kya ho hona to hai kuchh aaj magar dekhiye kya ho badli hai zamaane ki nazar click here
badli mein chhupe chaand ne kuchh mujhse kaha hai badli mein chhupe chaand ne kuchh mujhse kaha hai humne bhi suna hai jaati huyi ek geet naya aayi hawa hai humne bhi suna hai ye rang bhari raat ye chaanda ye sitaare ye rang bhari raat ye chaanda ye sitaare ek saath humen dekh ke karte hain ishaare kehte hai jameen par koi dil dil se mila hai humne bhi suna hai badli mein chhupe chaand ne kuchh mujhse kaha hai humne bhi suna hai do chaand chamakte hai main kis chaand ko dekhun do chaand chamakte hai main kis chaand ko dekhun uss chaand ko main chhod ke uss chaand ko dekhun wo chaand to duniya ka hai ye chaand mera hai humne bhi suna hai badli mein chhupe chaand ne kuchh mujhse kaha hai humne bhi suna hai mat dekh mere chaand ko oh chaand jalan se mat dekh mere chaand ko oh chaand jalan se main tod ke rakh dungi tujhe neel gagan se milte huye dil dekh ke ye chaand jala hai humne bhi suna hai badli mein chhupe chaand ne kuchh mujhse kaha hai humne bhi suna hai click here
badli se nikla hai chaand pardesi piya laut ke tu ghar aajaa ghar aa jaa badli se nikla hai chaand pardesi piya laut ke tu ghar aajaa ghar aa jaa badli se nikla hai chaand poochhe pata tera thandi hawaayen chup mujhe dekh ke chup ho jaayen poochhe pata tera thandi hawaayen chup mujhe dekh ke chup ho jaayen laayen to kaise tujhe dhundh ke laaye hooo oooo dhundh ke laaye badli se nikla hai chaand pardesi piya laut ke tu ghar aajaa ghar aa jaa badli se nikla hai chaand aa ke guzar gayin kitni bahaaren aur baras gayin kitni phuhaaren aa ke guzar gayin kitni bahaaren aur baras gayin kitni phuhaaren aa jaa tujhe hum kab se pukaaren hooo oooo kab se pukaaren badli se nikla hai chaand pardesi piya laut ke tu ghar aajaa ghar aa jaa badli se nikla hai chaand pardesi piya laut ke tu ghar aajaa ghar aa jaa badli se nikla hai chaand click here
badli teri nazar to nazaare badal gaye wo chaandni wo chaand sitaare badal gaye badli teri nazar to nazaare lehron se pooch leejiye saahil bhi hai gawaah lehron se pooch leejiye saahil bhi hai gawaah saahil bhi hai gawaah kashti meri dubo ke wo dhaare badal gaye kashti meri dubo ke wo dhaare wo khwaab wo khayaal wo armaan wo hasratein wo armaan wo hasratein badle jo tum to saare ke saare badal gaye badle jo tum to saare ke saare main bhi wahi hoon meri wafaayein bhi hain wahi wafaayein bhi hain wahi phir kyun teri nazar ke ishaare badal gaye phir kyun teri nazar ke ishaare badal gaye wo chaandni wo chaand sitaare badal gaye badli teri nazar click here
o mitvaa mitvaa badraa chhaaye re kaare kaare kajaraare aa mitvaa oo mitvaa ang lag jaare o mitvaa aayi milan ki rut matvaari aayi milan ki rut matvaari jhoom uthi hai bagiyaa saari fulwa mehke daari daari bheegi bheegi chale puravaa re aa mitvaa ang lag jaa re mitwa mitwa ang lag jaa o mitwa ye saawan man bhaavan sang laaya hai prem badariyaa rang daalo rang daalo sapnon ko chup ke se milaa ke najariyaa baat yahi bas baat yahi sharmeeli kali se kaanon mein bhi kahe bhanvraa re aa mitvaa ang lag jaa re mitwa mitwa ang lag jaa o mitwa door koyaliya gaaye van mein door koyaliya gaaye van mein aaya ye sandesh pawan mein unche parwat ke aangan mein ab to hone lagi barkha re aa mitwa ang lag jaa re badraa chhaaye re kaare kaare kajaraare o mitwa ang lag jaa re hmm hmm hmm hmm hmm hmmm hmm hmm hmmm hmm hmm hmm hmm hmmmm hmmmm hmmm hmmmm hmmm hmm hmm hmm hmmm click here
bahaar banke wo muskuraye humare gulshan mein bahaar banke wo muskuraye humare gulshan mein baad e sabaa tu na aaye to kya kaali ghata tu na chhaye to kya baad e sabaa tu na aaye to kya kaali ghata tu na chhaye to kya mere dil ki rahon pe mere sang sang aa oo ooo ooo tujhko dikhladun main humdam apna rangon bhari duniya meri mera pyaar pehla bahaar banke wo muskuraye humare gulshan mein baad e sabaa tu na aaye to kya kaali ghata tu na chhaye to kya chhup ke koi aaya hai jab se dil mein har din nayi halchal hai meri mehfil mein dhadkan meri gaane lagi ab ye geet un ka matwaali dolun main khoyi sapnon mein hoooo ab mera dil laage na mere apnon mein kya mil gaya kya kho gaya dil hi jane mera bahaar banke wo muskuraye humare gulshan mein bahaar banke wo muskuraye humare gulshan mein baad e sabaa tu na aaye to kya kaali ghata tu na chhaye to kya baad e sabaa tu na aaye to kya baad e sabaa tu na aaye to kya baad e sabaa tu na aaye to kya click here
humaare baad ab mehfil mein afsaane bayaan honge bahaarein humko dhundegi na jaane hum kahaan honge bahaarein humko dhundegi issi andaaz se jhoomega mausam gaayegi duniyaa issi andaaz se jhoomega mausam gaayegi duniyaa muhabbat phir haseen hogi nazaare phir jawaan honge bahaarein humko dhundegi na jaane hum kahaan honge bahaarein humko dhundegi na hum honge na tum hoge na dil hoga magar phir bhi na hum honge na tum hoge na dil hoga magar phir bhi hazaaron manzile hongi hazaaron carwaan honge bahaaren humko dhundegi na jaane hum kahaan honge bahaaren humko dhundegi click here
nazar se door jaane waale dil se door naa karna meri aankhon ko rone par kahin majboor naa karna bahaaren phir bhi aayengi magar hum tum juda honge ghataayen phir bhi chhaayengi magar hum tum juda honge bahaaren jahaan chhup chhup ke hum milte theeee jahaan chhup chhup ke hum milte the saajan wo gali humko ishaaron se bulaayegi magar hum tum juda honge bahaaren phir bhi aayengi magar hum tum juda honge bahaaren sandesa pyaar kaa laayegi saawan ki jawaan raaten pawan jhoomegi gaayegi magar hum tum juda honge bahaaren phir bhi aayengi magar hum tum juda honge bahaaren jahaan chhup chhup ke hum milte the saajan wo gali humko ishaaron se bulaayegi magar hum tum juda honge bahaaren phir bhi aayengi magar hum tum juda honge bahaaren click here
Bahaaron Thaam Lo Ab Dil Mera Mahboob Aataa Hai, Ho Sharaarat Kar Na Naazuk Dil Sharam Se Doob Jaataa Hai click here
bahaaron se poochho nazaaron se poochho dil kyun deewana mera ho gaya laakh sambhala magar kho gaya bahaaron se poochho nazaaron se poochho dil kyun deewana mera ho gaya laakh sambhala magar kho gaya tu bhi deewana sanam main bhi deewani ulfat ki ye ajab kahaani tu bhi deewana sanam main bhi deewani ulfat ki ye ajab kahaani mera dil tera jaise ho gaya laakh sambhala magar kho gaya badhane lagi hai ab beqaraari mitne lagi hai neend humari dil ko naa jaane ye kya ho gaya laakh sambhala magar kho gaya bahaaron se poochho nazaaron se poochho dil kyun deewana mera ho gaya laakh sambhala magar kho gaya click here
baharo mera jeevan bhi sanwaaro baharo mera jeevan bhi sanwaaro koi aaye kahin se koi aaye kahin se yun pukaro baharo mera jeevan bhi sanwaaro baharo tumhi se dil ne seekha hai tadapana tumhi se dil ne seekha hai tadapana tumhi ko dosh doongi tumhi ko dosh doongi aye nazaaro baharo mera jeevan bhi sanwaaro baharo rachaao koi kajra laao gajra rachaao koi kajra laao gajra lachakti daaliyon tum lachakti daaliyon tum phool vaaro baharo mera jeevan bhi sanwaaro baharo lagaoo mere inn haathon mein mehendi lagaoo mere inn haathon mein mehendi sajaao maang meri sajaao maang meri yaa sidharo baharo mera jeevan bhi sanwaaro baharo click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Bade Bewafaa Hain Ye Roop Tera Mastana (1972) 05:59 14083
 
Poster of Roop Tera Mastana (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Jitendra
Duration : 05:59   Song Number : 14083   

Bade Bhole Ho Ardhangini (1959) 03:41 39945
 
Poster of Ardhangini (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Vasant Desai
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Duration : 03:41   Song Number : 39945   

Badhaai Ho Janam Din Ki Mera Munna (1967) 03:30 15026
 
Poster of Mera Munna (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nutan
Duration : 03:30   Song Number : 15026   

Badi Barbadiyan Le kar Dhoon (1953) 03:11 13086
 
Poster of Dhoon (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
P L Santoshi
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 03:11   Song Number : 13086   

Badi Mushkil Hai Ajab Mera Dil Hai Chingari (1955) 03:00 40996
 
Poster of Chingari (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Manohar Arora
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:00   Song Number : 40996   

Badi Mushkil Hai Tumhe Bhul Jana Hum Hain Rahi Pyar Ke (1960) 03:18 16812
 
Poster of Hum Hain Rahi Pyar Ke (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Jan Nisar Akhtar
Music Director- 
Khayyam
Duration : 03:18   Song Number : 16812   

Badi Pyaari Kahani Hai Do Roti (1957) 02:47 36570
 
Poster of Do Roti (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Khumar Barabankawi
Music Director- 
Roshan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Niroopa Roy, Johny Walker
Duration : 02:47   Song Number : 36570   

Badle Badle Mere Chaudhvin Ka Chand (1960) 04:51 12968
 
Poster of Chaudhvin Ka Chand (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman
Raag- 
Jaijaiwanti
Duration : 04:51   Song Number : 12968   

Badli Badli Duniyaa Hai Sangeet Samrat Tansen (1962) 03:16 14137
 
Poster of Sangeet Samrat Tansen (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
S N Tripathi (Shri Nath)
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Aneeta Guha
Raag- 
Jhenjhuti
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:16   Song Number : 14137   

Badli Hai Zamaane Ki Nazar Majboor (1964) 04:47 37565
 
Poster of Majboor (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman
Raag- 
Malgunji
Duration : 04:47   Song Number : 37565   

Badli Mein Chhupe Chaand Ne Shatranj (1956) 03:15 16478
 
Poster of Shatranj (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Rajendra Krishna
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Meena Kumari
Duration : 03:15   Song Number : 16478   

Badli Se Nikla Hai Chaand Sanjog (1961) 03:55 14141
 
Poster of Sanjog (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Anita Guha
Duration : 03:55   Song Number : 14141   

Badli Teri Nazar Badi Bahu (1951) 03:10 38893
 
Poster of Badi Bahu (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Anil Krishna Biswas
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:10   Song Number : 38893   

Badra Chhaye Re Kaare Kaare Man Jaiye (1972) 04:05 39069
 
Poster of Man Jaiye (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Naqsh Lyallpuri
Music Director- 
Jaidev
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rehana Sultan, Rakesh Pandey
Duration : 04:05   Song Number : 39069   

Bahaar Banke Wo Muskuraye Apne Huye Paraye (1964) 05:35 36484
 
Poster of Apne Huye Paraye (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Duration : 05:35   Song Number : 36484   

Bahaarein Humko Baghi (1953) 02:50 12796
 
Poster of Baghi (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Noor
Duration : 02:50   Song Number : 12796   

Bahaaren Phir Bhi Lahore (1949) 03:24 13576
 
Poster of Lahore (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Shyam Sundar
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Karan Diwan, Nargis
Duration : 03:24   Song Number : 13576   

Bahaaro Thaam Lo Ab Dil Namaste Ji (1965) 02:57 35845
 
Poster of Namaste Ji (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Anjan
Music Director- 
G S Kohali
On Screen Actors- 
Mehmood, Ameeta
Duration : 02:57   Song Number : 35845   

Bahaaron Se Poochho Fashion (1957) 03:12 13244
 
Poster of Fashion (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Hemant Kumar
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Mala Sinha
Duration : 03:12   Song Number : 13244   

Baharo Mera Jeevan Aakhri Khat (1966) 04:51 12559
 
Poster of Aakhri Khat (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Indrani Mukharji
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:51   Song Number : 12559   
Karaoke Songs of lata mangeshkar, Sad Songs of lata mangeshkar, Love Songs of lata mangeshkar, Dance Songs of lata mangeshkar, Hip-hop songs of lata mangeshkar, Best songs of lata mangeshkar, Super hit songs of lata mangeshkar, hit songs of lata mangeshkar, duet songs of lata mangeshkar, solo songs of lata mangeshkar, old songs of lata mangeshkar, famous songs of lata mangeshkar, Hindi Karaoke Songs of lata mangeshkar, Hindi Sad Songs of lata mangeshkar, Hindi Love Songs of lata mangeshkar, Hindi Dance Songs of lata mangeshkar, Hindi Hip-hop songs of lata mangeshkar, best Hindi songs of lata mangeshkar, super hit Hindi songs of lata mangeshkar, hit Hindi songs of lata mangeshkar, duet Hindi songs of lata mangeshkar, solo Hindi songs of lata mangeshkar, old Hindi songs of lata mangeshkar, famous Hindi songs of lata mangeshkar, Sing Along Songs of lata mangeshkar, Sing Along Sad Songs of lata mangeshkar, Sing Along Love Songs of lata mangeshkar, Sing Along Dance Songs of lata mangeshkar, Sing Along Hip-hop songs of lata mangeshkar, Sing Along Best songs of lata mangeshkar, Sing Along Super hit songs of lata mangeshkar, Sing Along hit songs of lata mangeshkar, Sing Along duet songs of lata mangeshkar, Sing Along solo songs of lata mangeshkar, Sing Along old songs of lata mangeshkar, Sing Along famous songs of lata mangeshkar