MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeSahir Ludhianvi
HomeSahir Ludhianvi
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa saathi haath badhana saathi haath badhana ek akela thak jaayega mil kar bojh uthana saathi haath badhana saathi haath badhana ek akela thak jaayega mil kar bojh uthana saathi haath badhana hum mehnat waalon ne jab bhi mil kar kadam badhaaya saagar ne rastaa chhoda parbat ne sees jhukaaya faulaadi hai seene apne faulaadi hai baahen hum chaahen to paida kar den chattaanon mein raahen aaaaaa aaaaaaa saathi haath badhana saathi haath badhana ek akela thak jaayega mil kar bojh uthana saathi haath badhana mehnat apne lekh ki rekha mehnat se kya darna kal gairon ki khaatir ki aaj apni khaatir karna apna sukh bhi ek hai saathi apna dukh bhi ek apni manzil sach ki manzil apna rasta nek aaaaaa aaaaaaa saathi haath badhana saathi haath badhana ek akela thak jaayega mil kar bojh uthana saathi haath badhana ek click here
sab mein shaamil ho magar sab se juda lagti ho sab mein shaamil ho magar sab se juda lagti ho sirf humse nahin khud se bhi khafa lagti ho sab mein shaamil ho magar aankh uthti hai naa jhukti hai kisi ki khaatir aankh uthti hai naa jhukti hai kisi ki khaatir saans chadti hai naa rukti hai kisi ki khaatir jo kisi dar pe naa thehre wo hawaa lagti ho sirf humse nahin khud se bhi khafa lagti ho sab mein shaamil ho magar zulf lehraaye to aanchal mein chhupa leti ho zulf lehraaye to aanchal mein chhupa leti ho honth tharraaye to daanton mein daba leti ho jo kabhi khul ke naa barse wo ghata lagti ho sirf humse nahin khud se bhi khafa lagti ho sab mein shaamil ho magar jaagi jaagi nazar aati ho na soyi soyi jaagi jaagi nazar aati ho na soyi soyi tum jo ho apne khayaalat mein khoyi khoyi kisi maayus musavir ki duwaa lagti ho sirf humse nahin khud se bhi khafa lagti ho sab mein shaamil ho magar click here
sach bata tu mujh pe fida kyun hua aur kaise hua maar gayi teri baanki adaa yun hua aur aise hua sach bata tu mujh pe fida kyun hua aur kaise hua maar gayi teri baanki adaa yun hua aur aise hua sach bata tu mujh pe fida naazni main hi nahi hain yahan laakhon hanseen naazni main hi nahi hain yahan laakhon hanseen mujhse hi tujhe pyaar kyun hua dil pe nazron ka waar kyun hua mujhse hi tujhe pyaar kyun hua dil pe nazron ka waar kyun hua maar gayi teri baanki adaa yun hua aur aise hua sach bata tu mujh pe fida chaand si surat teri mohani moorat teri chaand si surat teri mohani moorat teri teri dhun mujhe besabab nahin aur jalwon mein ye gazab nahin teri dhun mujhe besabab nahin aur jalwon mein ye gazab nahin sach bata tu mujh pe fida areee kyun hua aur kaise hua maar gayi teri baanki adaa yun hua aur aise hua sach bata tu mujh pe fida shukriya aye meherbaan mil gaye mujhe do jahan shukriya aye meherbaan mil gaye mujhe do jahan ye sahara bhi kam nahin mujhe aaj duniya click here
sajna o sajna sajna o sajna aise mein ji na jala raat suhani hai pyasi jawaani hai aa mere pehlu mein aa sajna o sajna sajna o sajna aise mein ji na jala raat suhani hai pyasi jawaani hai aa mere pehlun mein aa sajna o sajnaa kho ke na payega phir ye sahare aa teri raaton mein bhar doon sitare kho ke na payega phir ye sahare aa teri raaton mein bhar doon sitaare sanson mein ghul ja aankhon mein tul ja o mere dilbar thoda sa khul ja milne ki ghadiyaan na yun hi ganwa sajna o sajna sajna o sajna aise mein ji na jala raat suhani hai pyasi jawaani hai aa mere pehlu mein aa sajna o sajnaa peene de aankhon se banja sharabi hone de thodi si duniya gulabi peene de aankhon se banja sharabi hone de thodi si duniya gulabi rangon mein bas ja phoolon mein rach ja o mere dilbar phir mujhse bach ja aa meri zulfon ke saye mein aa sajna o sajna sajna o sajna aise mein ji na jala raat suhani hai pyasi jawaani hai aa mere pehlu mein aa sajna o sajna sajna o sajna aise mein ji na jala click here
aaa aaa aaa aaaaaaa sakhi ri mera mann uljhe tan dole sakhi ri mera mann uljhe tan dole mann uljhe tan dole ab chain pade tab hi jab unse milan hole sakhi ri mera mann uljhe tan dole sakhi ri mera mann uljhe tan dole laakh jatan karun dhyaan bate naa ye rasvanti rain kate na laakh jatan karun dhyaan bate naa ye rasvanti rain kate na pawan agan si ghole ab chain pade tab hi jab unse milan hole sakhi ri mera mann uljhe tan dole sakhi ri mera mann uljhe tan dole saans bhi loon to aanch si aaye kanchan kaayaa pighli jaaye saans bhi loon to aanch si aaye kanchan kaayaa pighli jaaye adhron mein trishnaa bole ab chain pade tab hi jab unse milan hole sakhi ri mera mann uljhe tan dole sakhi ri mera mann uljhe tan dole alken bikhare aanchal dhalke ang ang se madira chhalke alken bikhare aanchal dhalke ang ang se madira chhalke yauvan baahen khole ab chain pade tab hi jab unse milan hole sakhi ri mera mann uljhe tan dole sakhi ri mera mann uljhe tan dole click here
salam e hasrat kabool kar lo meri muhabbat kabool kar lo salam e hasrat kabool kar lo meri muhabbat kabool kar lo salam e hasrat kabool kar lo udaas nazrein tadap tadap kar tumhaare jalwan ko dhoondti hai jo khaab ki taraha kho gaye un haseen lamhon ko dhoondhati hai haseen lamhon ko dhoondhati hai agar na ho na gawaar tum ko to ye shikaayat kabool kar lo salam e hasrat kabool kar lo tumhin nigaahon ki justzu ho tumhin khayaalon ka mudda ho tumhin mere waaste sanam ho tumhin mere waaste khuda ho tumhin mere waaste khuda ho meri prakhtish ki laaj rakh lo meri ibaadat kabool kar lo salam e hasrat kabool kar lo tumhaari chubhati nazar se jab tak na koi paigaam mil sakega na ruh takseen pa sakegi na dil ko aaraam mil sakega na dil ko aaraam mil sakega ghum judaai hai jaanlewa ye ik haqeekat kabool kar lo salam e hasrat kabool kar lo meri muhabbat kabool kar lo salam e hasrat kabool kar lo click here
Samajko Badal Dalo click here
sambhal aye dillll sambhal aye dil tadapne aur tadpaane se kya hoga jahaan bachnaa nahin mumkin wahaan jaane se kya hoga sambhal aye dil chale aaooooo chale aao ke ab munh pher ke jaane se kya hoga jo tum par mit chuka uss dil ko tarsaane se kya hoga chale aaooooo humen sansaar mein apna banaana kaun chaahega ye masle phool sejjon par sajaana kaun chaahega tamannao ko jhuthe khaab dikhlaane se kya hoga sambhal aye dill chale aaooooo tumhen dekha tumhen chaaha tumhen pooja hai iss dil ne jo sach poochho to pehli baar kuchh maanga hai iss dil ne samjhte boojhte anjaan ban jaane se kya hoga chale aaooooo sambhal aye dill bahot din se thi dil mein ab zabaan tak baat pahunchi hai wahin tak isko rehne do jahaan tak baat pahunchi hai jo dil ki aakhiri had hai wahaan tak baat pahunchi hai baat pahunchi hai jise khona yakeeni hai use paane se kya hoga jahaan bachnaa nahin mumkin wahaan jaane se kya hoga sambhal aye dill chale aaooooo click here
sansaar se bhaage phirte ho bhagwaan ko tum kya paaoge iss lok ko bhi apna na sake uss lok mein bhi pachhtaaoge sansaar se bhaage phirte ho ye paap hai kya ye punya hai kya reeton par dharm ki mohren hain ye paap hai kya ye punya hai kya reeton par dharm ki mohren hain reeton par dharm ki mohren hain har yug mein badalte dharmon ko kaise aadarsh banaaoge sansaar se bhaage phirte ho ye bhog bhi ek tapasyya hai tum tyaag ke maare kya jaano ye bhog bhi ek tapasyya hai tum tyaag ke maare kya jaano tum tyaag ke maare kya jaano apmaan rachetaa kaa hoga rachnaa ko agar thukraaoge sansaar se bhaage phirte ho hum kehte hai ye jag apna hai tum kehte ho jhutha sapna hai hum kehte hai ye jag apna hai tum kehte ho jhutha sapna hai tum kehte ho jhutha sapna hai hum janam bita kar jaayenge tum janam gawaa kar jaaoge sansaar se bhaage phirte ho bhagwaan ko tum kya paaoge sansaar se bhaage phirte ho click here
sansaar ki har shai ka itna hi fasaana hai ek dhundh se aana hai ek dhundh mein jaana hai ye raah kahaan se hai ye raah kahaan tak hai ye raaz koi raahi samjha hai naa jaana hai sansaar ki har shai ka itna hi fasaana hai ek dhundh se aana hai ek dhundh mein jaana hai ek pal ki palak par hai thehri huyi ye duniyaa ek pal ke jhapkne tak har khel suhaana hai sansaar ki har shai ka itna hi fasaana hai ek dhundh se aana hai ek dhundh mein jaana hai kya jaane koi kis par kis mod pe kya beete iss raah mein aye raahi har mod bahana hai sansaar ki har shai ka itna hi fasaana hai ek dhundh se aana hai ek dhundh mein jaana hai lara la lala la lala lara la lala la lala la lala lara la lala la lala lara la lala la lala click here
sar jo tera chakraaye ya dil dooba jaaye aaja pyaare paas hamare kaahe ghabraaye kaahe ghabraaye sar jo tera chakraaye ya dil dooba jaaye aaja pyaare paas hamare kaahe ghabraaye kaahe ghabraaye tel mera hai muski ganj rahe na khuski jiske sar pe haath fira dun chamke kismat uski tel mera hai muski ganj rahe na khuski jiske sar pe haath fira dun chamke kismat uski sun sun sun are beta sun is champi mein bade bade gun sun sun sun are beta sun is champi mein bade bade gun laakh dukhon ki ek dawa hai kyu na aazmaaye kaahe ghabraaye kaahe ghabraaye sar jo tera chakraaye ya dil dooba jaaye aaja pyaare paas hamare kaahe ghabraaye kaahe ghabraaye pyaar ka hoye jhagda ya business ka ho ragda sab lafdon ka bojh hate jab pade haath ek tagda pyaar ka hoye jhagda ya business ka ho ragda sab lafdon ka bojh hate jab pade haath ek tagda sun sun sun are babu sun is champi mein bade bade gun sun sun sun are babu sun is champi mein bade bade gun laakh dukhon ki ek dawa hai kyu na click here
sharma ke yun na dekh ada ke maqaam se sharma ke yun na dekh ada ke maqaam se ab baat badh chuki hai haya ke maqaam se tasveer kheench li hai tere shokh husn ki tasveer kheench li hai tere shokh husn ki meri nazar ne aaj khata ke maqaam se aaaaaaaaaaa aaaaaaaaa aaaaaaaaa aaaaaaaa duniya ko bhool kar meri baanhon mein jhool ja aawaaz de raha hun wafa ke maqaam se dil ke muaamale mein nateeje ki fiqr kya dil ke muaamale mein nateeje ki fiqr kya aage hai ishq zurm o saza ke maqaam se sharma ke yun na dekh ada ke maqaam se click here
sharma na yun ghabra na yun parda kiye ye raat hai haan sharma na yun ghabra na yun parda kiye ye raat hai tarana dhadkan ka na seene mein dabba na koi jaanega ye aapas ki baat hai hai na haan sharma na yun ghabra na yun parda kiye ye raat hai tarana dhadkan ka ha ha na seene mein dabba na dabba na koi jaanega ye aapas ki baat hai bolo na sharma na yun ghabra na yun arre parda kiye ye raat hai khoya khoya kyun hai har khushi hai teri phool se jism ki taazgi hai teri khoya khoya kyun hai har khushi hai teri phool se jism ki taazgi hai teri ye tohfaa gulshan ka na paake yun gawaa ke ab jo bhi hai wo sab tere haath hai hai na haan sharma na yun ghabra na yun parda kiye ye raat hai pyaasa pyaasa kyun hai aish ka jaam le main tujhe thaam loon tu mujhe thaam le pyaasa pyaasa kyun hai aish ka jaam le main tujhe thaam loon tu mujhe thaam le bahana bholepan ka bana ke na sataa ke badi mushkil se phir aati ye raat hai bolo na sharma na yun ghabra na yun parda kiye ye raat click here
sher ka husn ho sher ka husn ho naghmen ki jawaani ho tum ik dhadakti huyi ik dhadakti huyi shaadaab kahaani ho tum sher ka husn ho aankh aisiii aankh aisi ke kanwal tum se nishaani maange zulf aisiiii zulf aisi ke ghata sharm se paani maange jiss taraf se bhi jiss taraf se bhi nazar daale suhaani ho tum sher ka husn ho jism aisaaaa jism aisa ke ajantaa ka amal yaad aaye sang e marmar mein dhala sang e marmar mein dhala taaj mahel yaad aaye pighale pighale pighale pighale huye rangon ki ranwaani ho tum sher ka husn ho dhadkane bunti hai jiss ko wo taraana ho tum sach kaho kiss ke muqaddar ka khazaana ho tum mujh pe maayil ho mujh pe maayil ho ke dushman ki deewani ho tum sher ka husn ho naghmen ki jawaani ho tum sher ka husn ho sher ka husn ho click here
simti huyi ye ghadiyaan phir se naa bikhar jaayen phir se naa bikhar jaayen iss raat mein jee len hum iss raat mein mar jaayen iss raat mein mar jaayen simti huyi ye ghadiyaan ab subah naa ho paaye aao ye duwaa maange ab subah naa ho paaye aao ye duwaa maange iss raat har pal se raaten hi ubhar jaayen raaten hi ubhar jaayen simti huyi ye ghadiyaan duniyaa ki nighaahen ab hum tak naa pahunch paayen duniyaa ki nighaahen ab hum tak naa pahunch paayen taaron mein basen chal kar dharti mein utar jaayen dharti mein utar jaayen simti huyi ye ghadiyaan haalat ke teeron se chhalni hai badan apne haalat ke teeron se chhalni hai badan apne paas aao ke seenon ke kuchh zakhm to bhar jaayen kuchh zakhm to bhar jaayen simti huyi ye ghadiyaan aage bhi andhera hai peechhe bhi andhera hai aage bhi andhera hai peechhe bhi andhera hai apni hai wohi saansen jo saath guzar jaayen jo saath guzar jaayen simti huyi ye ghadiyaan aaaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaaaa aaaaaa aaaaaa click here
sun aye maahzabin mujhe tujhse ishq nahin mujhe tujhse ishq nahin tujhse ishq nahin nahin nahin nahin sun aye maahzabin mujhe tujhse ishq nahin yun main tera kaayal hoon naaz o adaa par maayal hoon jalwon ka dam jalwon ka dam bharta hoon chhup chhup dekha karta hoon par aye parda nashin mujhe tujhse ishq nahin sun aye maahzabin mujhe tujhse ishq nahin tu wo dilkash hasti hai jo khwabon mein basti hai tu keh de to oooooo tu keh de to jaan de doon jaan to kya imaan de doon par aye haath lagi mujhe tujhse ishq nahin sun aye maahzabin mujhe tujhse ishq nahin mujhe tujhse ishq nahin click here
ye raat ye chaandanee phir kahan sunn ja dil ki daastaan chaandanee raaten pyaar ki baaten kho gayin jaane kahaan chaandanee raaten pyaar ki baaten kho gayin jaane kahaan ye raat ye chaandanee phir kahan sunn ja dil ki daastaan aati hai sadaa teriii toote huye taaron se aahat teri sunti hoon khaamosh nazaron se bheegi hawaa udi ghata kehti hai teri kahani tere liye bechain hai sholon mein lipti jawaani seene mein bal kha raha hai dhuwan sunn ja dil ki daastaan ye raat ye chaandanee phir kahan sunn ja dil ki daastaan chaandanee raaten pyaar ki baaten kho gayin jaane kahaan lehron ke labon par hain khoye huye afsaane gulzaar ummeedon ke sab ho gaye veerane tera pata paaun kahaan soone hain saare thikane jaane kahaan gum ho gaye jaa ke wo agle zamaane barbaad hai aarzoo ka jahaan sunn ja dil ki daastaan sunn ja dil ki daastaan click here
ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ye raat ye chaandani phir kahan sun jaa dil ki daastaan ye raat ye chaandani phir kahan sun jaa dil ki daastaan hm hm hm hm hm hm hey pedon ki shaakhon pe pedon ki shaakhon pe soyi soyi chaandani pedon ki shaakhon pe tere khayalon mein khoi khoi chaandani aur thodi der mein thak ke laut jaayegi raat ye bahar ki phir kabhi na aayegi do ek pal aur hai ye samaa sun jaa dil ki daastaan hm hm hm hm hm hm heyy lehron ke hothon pe lehron ke hothon pe dheema dheema raag hai lehron ke hothon pe bheegi hawaon mein thandi thandi aag hai iss haseen aag mein tu bhi jal ke dekhle zindagi ke geet ki dhun badal ke dekhle khulne de ab dhadkanon ki zubaan sun jaa dil ki daastaan heyyy jaati baharen hain jaati baharen hain uthati jawaniyaan jaati baharen hain taaron ki chhaanv mein kehale kahaniyaan ek baar chal diye gar tujhe pukaar ke laut kar na aanyenge kafile bahaar ke ek baar chal diye gar tujhe pukaar ke laut kar na aanyenge kafile bahaar ke aaja click here
suno gazar kya gaaye samay guzarta jaaye ooo re jeene waale ooo re bhole bhaale sona naa khona naa geene chune pal hai tere jeevan ke dhoom machaa le abhi din hai milan ke geene chune pal hai tere jeevan ke dhoom machaa le abhi din hai milan ke ooo re jeene waale ooo re bhole bhaale sona naa khona naa ooo re jeene waale ooo re bhole bhaale sona naa khona naa husn bhi faani aur ishq bhi faani hai hans ke beeta le do ghadi ki jawaani hai husn bhi faani aur ishq bhi faani hai hans ke beeta le do ghadi ki jawaani hai ooo re jeene waale ooo re bhole bhaale sona naa khona naa ooo re jeene waale ooo re bhole bhaale sona naa khona naa bichhda zamaana kabhi haath naa aayegaa dosh naa dena mujhe phir pachhtaayega bichhda zamaana kabhi haath naa aayegaa dosh naa dena mujhe phir pachhtaayega ooo re jeene waale ooo re bhole bhaale sona naa khona naa aaaaaaaaa aaaaaaaaa aaaaaaa aaaaaaaaa aaaaaa aaaaaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa click here
hmmmmmmm surkh jode ki ye jagmagaahat shokh bindiya ki ye jhilmilahat chudiyon ka ye rangin taraana dhadkanon ka ye sapna suhaana jaaga jaaga sa kajre ka jaadu bhini bhini si gajre ki khushboo narm hothon ka ye kampkapaana garm chehre ka ye tamtamaana jism ka mehka mehka pasina husn ka dehka dehka nagina jhaanjhano ka ye tham tham ke bajna ye sanwarna nikharna ye sajna kiski khaatir hai kiske liye hai kiski khaatir hai kiske liye hai click here
  Song Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Saathi Haath Badhana Naya Daur (1957) 05:37 21196
 
Poster of Naya Daur (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Dileep Kumar, Vyjayanthimala
Duration : 05:37   Song Number : 21196   

Sab Mein Shaamil Ho Bahu Beti (1965) 03:29 12284
 
Poster of Bahu Beti (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee
Duration : 03:29   Song Number : 12284   

Sach Bata Tu Mujh Pe Sone Ki Chidiya (1958) 04:20 12504
 
Poster of Sone Ki Chidiya (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Nutan, Talat Mahmood
Duration : 04:20   Song Number : 12504   

Sajna O Sajna Do Kaliyan (1968) 04:20 38499
 
Poster of Do Kaliyan (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Biswajit Chatterjee, Mala Sinha
Duration : 04:20   Song Number : 38499   

Sakhi Ri Mera Mann Chitralekha (1964) 04:11 32069
 
Poster of Chitralekha (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:11   Song Number : 32069   

Salam E Hasrat Kabool Baabar (1960) 03:19 12281
 
Poster of Baabar (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Sudha Malhotra
On Screen Actors- 
Sulochana Chatterji
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:19   Song Number : 12281   

Samaj Ko Badal Dalo Samaj Ko Badal Dalo (1970) 02:56 17277
 
Poster of Samaj Ko Badal Dalo (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 02:56   Song Number : 17277   

Sambhal Aye Dil Sadhna (1958) 03:37 15734
 
Poster of Sadhna (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
N Datta (Datta Naik)
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala, Sunil Dutt
Duration : 03:37   Song Number : 15734   

Sansaar Se Bhaage Phirte Chitralekha (1964) 04:02 12316
 
Poster of Chitralekha (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:02   Song Number : 12316   

Sansar Ki Har Shai Dhund (1973) 03:10 12324
 
Poster of Dhund (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Madan Puri
Raag- 
Bhupali
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:10   Song Number : 12324   

Sar Jo Tera Chakraaye Pyaasa (1957) 04:26 21219
 
Poster of Pyaasa (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Johny Walker
Duration : 04:26   Song Number : 21219   

Sharma Ke Yun Na Dekh Neel Kamal (1968) 07:20 32312
 
Poster of Neel Kamal (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman, Raj Kumar
Duration : 07:20   Song Number : 32312   

Sharma Na Yun Joshila (1973) 04:13 18460
 
Poster of Joshila (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Bindu Panikkar, Dev Anand
Duration : 04:13   Song Number : 18460   

Sher Ka Husn Ho Chambal Ki Kasam (1980) 04:01 12296
 
Poster of Chambal Ki Kasam (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Raj Kumar
Raag- 
Chaya-Nat
Duration : 04:01   Song Number : 12296   

Simti Huyi Ye Ghadiyan Chambal Ki Kasam (1980) 06:19 12294
 
Poster of Chambal Ki Kasam (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
On Screen Actors- 
Raj Kumar, Moushumi Chatterjee
Duration : 06:19   Song Number : 12294   

Sun Aye Maahzabin Dooj Ka Chaand (1964) 03:17 40736
 
Poster of Dooj Ka Chaand (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:17   Song Number : 40736   

Sun Ja Dil Ki Dastaan (Duet) Jaal (1952) 03:46 13389
 
Poster of Jaal (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Geeta Bali, Dev Anand
Raag- 
Kafi
Duration : 03:46   Song Number : 13389   

Sun Ja Dil Ki Dastaan (Male) Jaal (1952) 04:56 12082
 
Poster of Jaal (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 04:56   Song Number : 12082   

Suno Gajar Kya Gaaye Baazi (1951) 04:59 12280
 
Poster of Baazi (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Geeta Bali
Duration : 04:59   Song Number : 12280   

Surkh Jode Ki Ye Kabhi Kabhie (1976) 03:44 20533
 
Poster of Kabhi Kabhie (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Khayyam
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:44   Song Number : 20533   
Karaoke Songs of sahir ludhianvi, Sad Songs of sahir ludhianvi, Love Songs of sahir ludhianvi, Dance Songs of sahir ludhianvi, Hip-hop songs of sahir ludhianvi, Best songs of sahir ludhianvi, Super hit songs of sahir ludhianvi, hit songs of sahir ludhianvi, duet songs of sahir ludhianvi, solo songs of sahir ludhianvi, old songs of sahir ludhianvi, famous songs of sahir ludhianvi, Hindi Karaoke Songs of sahir ludhianvi, Hindi Sad Songs of sahir ludhianvi, Hindi Love Songs of sahir ludhianvi, Hindi Dance Songs of sahir ludhianvi, Hindi Hip-hop songs of sahir ludhianvi, best Hindi songs of sahir ludhianvi, super hit Hindi songs of sahir ludhianvi, hit Hindi songs of sahir ludhianvi, duet Hindi songs of sahir ludhianvi, solo Hindi songs of sahir ludhianvi, old Hindi songs of sahir ludhianvi, famous Hindi songs of sahir ludhianvi, Sing Along Songs of sahir ludhianvi, Sing Along Sad Songs of sahir ludhianvi, Sing Along Love Songs of sahir ludhianvi, Sing Along Dance Songs of sahir ludhianvi, Sing Along Hip-hop songs of sahir ludhianvi, Sing Along Best songs of sahir ludhianvi, Sing Along Super hit songs of sahir ludhianvi, Sing Along hit songs of sahir ludhianvi, Sing Along duet songs of sahir ludhianvi, Sing Along solo songs of sahir ludhianvi, Sing Along old songs of sahir ludhianvi, Sing Along famous songs of sahir ludhianvi