MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeRajendra Krishna
HomeRajendra Krishna
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


khana milega peena milega bhaiya ki shaadi hai sab kuchh milega arey khana milega peena milega bhaiya ki shaadi hai sab kuchh milega nacho mere yaar gaao mere yaar haan bade bade log dekho aaye baraat mein moti moti tondon ko laye hain saath mein jo kuchh bhi haath lage saaf kar jayenge kha lenge hafte ka bas ek raat mein hoti hai shaadi dekho ek baar hoti hai shaadi dekho ek baar kha lo pee lo jitna bhi chaho baar baar maango mere yaar haan maango mere yaar milega khana milega peena milega bhaiya ki shaadi hai sab kuchh milega nacho mere yaar gaao mere yaar dekho dulha saja hai aise baitha ghodi pe chanda ho jaise lage dulhan bhi ghunghat mein aise chhupi baadal mein bijali ho jaise donon ye soche kab jayenge baraati donon ye soche kab jayenge baraati gale lag jayen hum jeevan ke saathi chalo mere yaar chalo mere yaar milega are khana milega peena milega bhaiya ki shaadi hai sab kuchh milega nacho mere yaar gaao mere yaar click here
haa aaaaaaaaaaaaaa kho gaya jaane kahaan aarzuon kaa jahaan kho gaya jaane kahaan aarzuon kaa jahaan muddaten guzri magar yaad hai wo daastaan kho gaya jaane kahaan aarzuon kaa jahaan kho gaya jaane kahaan daag mitt sakte nahin dil se teri yaad ke kiss tarah bhoole koi guzri bahaaron kaa samaa kho gaya jaane kahaan aarzuon kaa jahaan kho gaya jaane kahaan aaaaa aaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa zindagi viraan hai ek sehraa ki tarah zindagi viraan hai ek sehraa ki tarah dil mera betaab hai mauj e dariyaa ki tarah dil mera betaab hai mauj e dariyaa ki tarah ghum ki main tasveer hoon aaaaa aaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa ghum ki main tasveer hoon bekasi ki daastaan kho gaya jaane kahaan aarzuon kaa jahaan kho gaya jaane kahaan kaafile aate rahe kaafile jaate rahe meri manzil ka magar naa mila mujhko nishaan kho gaya jaane kahaan aarzuon kaa jahaan muddaten guzri magar yaad hai wo daastaan kho gaya jaane kahaan click here
khol ke aankhen chalo sethji badal gaya hai zamaana khol ke aankhen chalo sethji badal gaya hai zamaana are ab to sabko apna apna padega bojh uthana khol ke aankhen chalo sethji badal gaya hai zamaana hundi parcha chaar take ka sood bhulaana hoga are na bhoole to ticket kata kar delhi jaana hoga haath ki gaadi paanv ka pahiya seekh lo ab to chalaana haan haan khol ke aankhen chalo sethji badal gaya hai zamaana ab to sabko apna apna padega bojh uthana khol ke aankhen chalo sethji badal gaya hai zamaana shakkar andar chaawal andar baahar bhi kuchh lao haye laala ji ab desh ke dhan ko baant baant kar khaao haath ki gaadi paanv ka pahiya seekh lo ab to chalaana hoye khol ke aankhen chalo sethji badal gaya hai zamaana kandhe par hal rakhne waala kehlayega yogi are aane waale yug mein ab majdoor ki pooja hogi haath ki gaadi paanv ka pahiya seekh lo ab to chalaana haan haan khol ke aankhen chalo sethji badal gaya hai zamaana ab to sabko apna apna padega bojh uthana khol click here
khuda bhi aasmaan se jab zamin par dekhta hoga khuda bhi aasmaan se jab zamin par dekhta hoga mere mehboob ko kisne banaya sochta hoga khuda bhi aasmaan se jab zamin par dekhta hoga mere mehboob ko kisne banaya sochta hoga khuda bhi aasmaan se musavir khud pereshaan hain ke ye tasveer kis ki hai banogi jiski tum aisi hasin taqdeer kis ki hai kabhi wo jal raha hoga kabhi khush ho raha hoga khuda bhi aasmaan se jab zamin par dekhta hoga mere mehboob ko kisne banaya sochta hoga khuda bhi aasmaan se zamaane bhar ki masti ko nighaahon mein sameta hai kali se jism ko kitni bahaaron mein lapeta hai hua tumsa koi pehle na koi dusra hoga khuda bhi aasmaan se jab zamin par dekhta hoga mere mehboob ko kisne banaya sochta hoga khuda bhi aasmaan se farishte bhi yahaan raaton ko aa kar ghoomte honge jahaan rakhti ho tum paanv jagah wo chumte honge kisi ke dil pe kya guzri ye wo hi jaanta hoga khuda bhi aasmaan se jab zamin par dekhta hoga mere mehboob ko kisne banaya sochta hoga click here
khush raho ehle chaman hum to chaman chhod chale khush raho ehle chaman khaak pardes ki chhanege watan chhod chale khush raho ehle chaman bhool jaana humen hum yaad ke kaabil hi nahin bhool jaana humen hum yaad ke kaabil hi nahin kya pata de ke humari koi manzil hi nahin apni taqdeer ke dariyaa ka to saahil hi nahin khush raho ehle chaman koi bhoole se humen poochhe to samjha dena ek bhujhtaa hua deepak usse dikhlaa dena aankh jo uski chhalak jaaye to behlaa dena khush raho ehle chaman roz jab raat ke aanchal mein sitaaren honge ye samjh lena ke wo ashq humare honge aur kiss haal mein hum dard ke maare honge khush raho ehle chaman hum to chaman chhod chale khush raho ehle chaman click here
kis kaaran jogan jog liya kis kaaran jogan jog liya bhari jawaani mein ye kaisa rog liya ho kaisa rog liya kis kaaran jogan jog liya kis kaaran jogan jog liya bhari jawaani mein ye kaisa rog liya ho kaisa rog liya kis kaaran jogan jog liya kyun duniyaan se munh moda hai ke ke kyun duniyaan se munh moda hai kyun hara bhara jag chhoda hai kya akhiyaan jis sang laagi thi us zaalim ne dil toda hai dil toda hai dil toda hai kis kaaran ho kis kaaran kis kaaran jogan jog liya bhari jawaani mein ye kaisa rog liya ho kaisa rog liya kis kaaran jogan jog liya kyun maati ang laga baithi kyun maati ang laga baithi kyun soone ban mein aa baithi kyun joban ke armaanon mein aye jogan aag laga baithi laga baithi laga baithi kis kaaran ho kis kaaran kis kaaran jogan jog liya bhari jawaani mein ye kaisa rog liya ho kaisa rog liya kis kaaran jogan jog liya jab jhoom ke saawan aayega ahaa aa ahaa aa ahaa jab jhoom ke saawan aayega jangal mein dil ghabraayega phir haath se maala click here
aarzoooen ro rahi hainnnnnn hasraten barbaad hainnnnnn hum zamaane mein fakat ik dukh bhari fariyaad hai kise maalum tha ek din muhabbat bezubaan hogi wo zaalim aasmaan jaane meri duniyaa kahaan hogi kabhi ek khwaab dekha tha mere pehlun mein tum hoge mere pehlun mein tum hoge kahaani pyaar ki aankhon hi aankhon mein bayaan hogi kise maalum tha ek din muhabbat bezubaan hogi lahoo dil ka meri aankhon kaa paani ban ke kehta hai lahoo dil ka meri aankhon kaa paani ban ke kehta hai ye paani ban ke kehta hai naa hum honge naa tum hoge humari daastaan hogi naa hum honge naa tum hoge humari daastaan hogi kise maalum tha ek din muhabbat bezubaan hogi wo zaalim aasmaan jaane meri duniyaa kahaan hogi meri duniyaa kahaan hogi meri duniyaa kahaan hogi meri duniyaa kahaan hogi meri duniyaa kahaan hogi meri duniyaa kahaan hogi click here
aaraam se dil door hai aur dard se majboor oo oo ooo kyun phir bhi nahin meri mohabbat tujhe manzoor kisi din zara dekh mera bhi ho ke kisi din zara dekh mera bhi ho ke kahaan tak diye jaayega dil ko dhoke kahaan tak diye jaayega dil ko dhoke kisi din zara dekh mera bhi ho ke kisi din zara wo aaraam jiski zaroorat hai tujhko zaroorat hai tujhko wo aaraam jiski zaroorat hai tujhko zaroorat hai tujhko milega tujhe ho milega tujhe meri baahon mein kho ke kisi din zara dekh mera bhi ho ke kisi din zara tera dil hi khud tera dushman hai warna tera dil hi khud tera dushman hai warna tujhe muskuraane se kyun koi roke kahaan tak diye jaayega dil ko dhoke kisi din zara dekh mera bhi ho ke kisi din zara meri ye sajaa hai sama bhi ja inmein ho sama hi ja inmein meri ye sajaa hai sama bhi ja inmein khule hain in aankhon ki kab se jharokhe kisi din zara dekh mera bhi ho ke kisi din zara click here
hmm hmm hmm hmmm hmmm kisi ki yaad mein duniyaa ko hain bhulaye huye kisi ki yaad mein duniyaa ko hain bhulaye huye zamaana gujaraa hai apna khayaal aaye huye zamaana gujaraa hai apna khayaal aaye huye badi ajeeb khushi hai ghumen muhabbat bhi badi ajeeb khushi hai ghumen muhabbat bhi haseen labon pe magar dil pe chot khaye huye kisi ki yaad mein duniyaa ko hain bhulaye huye hazaar parde hon pehre hoon ya hon deewaaren hazaar parde hon pehre hoon ya hon deewaaren rahenge meri nazar mein to wo samaaye huye kisi ki yaad mein duniyaa ko hain bhulaye huye kisi ke husn ki bas ek kiran hi kaafi hai kisi ke husn ki bas ek kiran hi kaafi hai ye log kyun mere aage hain shamma laaye huye ye log kyun mere aage hain shamma laaye huye kisi ki yaad mein duniyaa ko hain bhulaye huye zamaana gujaraa hai apna khayaal aaye huye click here
hooo kiski chali hai kiski chalegi kiski chali hai keh gaye baat ye saanchi jhulelalan jaag zara soch zara lagega sab ka number dhama dham mast kalandar aaj hai koi bahaar to kal wo hoga ander hooo kiski chali hai kiski chalegi ghumega jab waqt ka pahiya ho ghumega jab waqt ka pahiya karte phiroge tum ta ta thaiya baat pate ki baat pate ki baat pate ki kaisi keh gaye pyaare jhulelalan phoolon ka kaanton ka badalta rahe calender dhama dham mast kalandar aaj hai koi bahaar to kal wo hoga ander hooo kiski chali hai kiski chalegi aaj lagi hai jo ye hathkadiyan hoo aaj lagi hai jo ye hathkadiyan kal wo banegi shehar ki ladiyan taaj bhi phani taaj bhi phani taaj bhi phani keh gaye baat ye bhole jhulelalan jaan bachao khair manaao banega jo bhi sikandar wo hoga ek din ander banega jo bhi sikandar wo hoga ek din ander dhama dham mast kalandar aaj hai koi bahaar to kal wo hoga ander hooo kiski chali hai kiski chalegi kiski chali hai keh gaye baat ye saanchi jhulelalan jaag click here
kabhi kaali ratiyaan kabhi din suhaane kismat ki baaten to kismat hi jaane ooooooo beta ji o beta ji are o babu ji kismat ki hawaa kabhi naram kabhi garam kabhi naram naram kabhi garam garam kabhi naram garam naram garam o beta ji kismat ki hawaa kabhi naram kabhi garam kabhi naram naram kabhi garam garam kabhi naram garam naram garam o beta ji badi akad se beta nikle ghar se actor hone waah ri kismat waah ri kismat kismat mein the likhe bartan dhone are bhai likhe bartan dhone o beta ji jeene ka mazaa kabhi naram kabhi garam kabhi naram naram kabhi garam garam kabhi naram garam naram garam o beta ji are o babu ji kismat ki hawaa kabhi naram kabhi garam kabhi naram naram kabhi garam garam kabhi naram garam naram garam o beta ji duniyaa ke iss chidiyaa ghar mein tarah tarah ka jalwa mile kisi ko sookhi roti kisi ko poori halwa are bhai kisi ko poori halwa o beta ji khichdi ka mazaa kabhi naram kabhi garam kabhi naram naram kabhi garam garam kabhi naram garam naram click here
hooooooooooo aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmmm hmmm kisne pukara mujhe main aa gayi kisne pukara mujhe main aa gayi khaabon mein khoyi si jaagi si soyi si aa gayiiiiiiiiii kisne pukara mujhe main aa gayi kisne pukara mujhe main aa gayi khaabon mein khoyi si jaagi si soyi si aa gayiiiiiiiiii kisne pukara mujhe main aa gayi kuchh kuchh lajaate huye kuchh chhupate huye bachte bachate huye apni se palken jhukate huye gungunate huye zulfen girate huye aa gayiiii kisne pukara mujhe main aa gayi kisne pukara mujhe main aa gayi khaabon mein khoyi si jaagi si soyi si aa gayiiiiiii lara lal laaaa hmmm hmmm laraaa lara la lala laaa hmmm hmmm hmm hmmm tann ka na mann ka pata kaisa hai ye nasha mujhpe ye kisne kiya jaadoo sa aanchal kisi ne mera hai kyun thama hua jaane kahan le chala aa gayiiiiiiiiii kisne pukara mujhe main aa gayi kisne pukara mujhe main aa gayi khaabon mein khoyi si jaagi si soyi si aa gayiiiiiiiiii kisne pukara mujhe main aa gayi click here
kiss kiss kiss kiss ko kiss ko kiss ko pyaar karun kaise pyaar karun kiss ko pyaar karun kaise pyaar karun tu bhi hai ye bhi hai wo bhi hai haaaayeeeeee kiss ko pyaar karun kaise pyaar karun tu bhi hai ye bhi hai wo bhi hai haayee haaaayeeeeee kiss ko pyaar karun mere liye to ho gayi mushkil kaise baantun ek mera dil haaaayeee mere liye to ho gayi mushkil kaise baantun ek mera dil haaayeeeee ha ha ha ha kiss kiss ko pyaar karun kaise pyaar karun tu bhi hai ye bhi hai wo bhi hai haaye haaaayeee kiss ko pyaar karun dekhun jidhar main shole hi shole dil hai aakhir kaise naa dole haayeeeee dekhun jidhar main shole hi shole dil hai aakhir kaise naa dole haaayeeeee kiss kiss ko pyaar karun kaise pyaar karun tu bhi hai ye bhi hai wo bhi hai hoyeee kiss ko pyaar karun ik ik soorat pyaar ki moorat sab ko lekin meri zururat haayeeeee ik ik soorat pyaar ki moorat sab ko lekin meri zururat haaayeeeee kiss kiss ko pyaar karun kaise pyaar karun tu bhi hai ye bhi hai wo bhi hai click here
kiss tarah jeete hain ye log bata do yaaro kiss tarah jeete hain ye log bata do yaaro humko bhi jeene ka andaaz seekha do yaaro kiss tarah jeete hain ye log bata do yaaro pyaar lete hain kahaan se ye zamaane waale pyaar lete hain kahaan se ye zamaane waale unn gali koochon ka rastaa to dikha do yaaro unn gali koochon ka rastaa to dikha do yaaro humko bhi jeene ka andaaz seekha do yaaro kiss tarah jeete hain ye log bata do yaaro dard ke naam se waakif naa jahan ho koi dard ke naam se waakif naa jahan ho koi aisi mehfil mein humen bhi to bitha do yaaro aisi mehfil mein humen bhi to bitha do yaaro humko bhi jeene ka andaaz seekha do yaaro kiss tarah jeete hain ye log bata do yaaro saath dena hai to khud peene ki aadat daalo saath dena hai to khud peene ki aadat daalo warnaa maikhaane ka dar humse chhuda do yaaro warnaa maikhaane ka dar humse chhuda do yaaro humko bhi jeene ka andaaz seekha do yaaro kiss tarah jeete hain ye log bata do yaaro kiss tarah jeete hain ye log click here
kitna haseen hai mausam kitna haseen safar hai saathi hai khubsoorat ye mausam ko bhi khabar hai kitna haseen hai mausam kitna haseen safar hai saathi hai khubsoorat ye mausam ko bhi khabar hai milti nahin hai manzil raahi jo ho akela do hon to phir jahaan bhi chaahe laga lo mela dil mil gaye to phir kya jangal bhi ek ghar hai saathi hai khubsoorat ye mausam ko bhi khabar hai kitna haseen hai mausam kitna haseen safar hai saathi hai khubsoorat ye mausam ko bhi khabar hai na jaane ye hawaaein kya kehnaa chaahti hain na jaane ye hawaaein kya kehnaa chaahti hain panchhi teri sadaayein kya kehnaa chaahti hain panchhi teri sadaayein kya kehnaa chaahti hain kuchh to hai aaj jiskaa har cheez par asar hai saathi hai khubsoorat ye mausam ko bhi khabar hai kitna haseen hai mausam kitna haseen safar hai saathi hai khubsoorat ye mausam ko bhi khabar hai kudrat ye keh rahi hai aa dil se dil mila le ulfat se aag lekar dil ka diyaa jalaa le sachchi agar lagan hai phir kiskaa click here
Kitni Jawan Hain Raat click here
kitni jawaan hai zindagi kitni jawaan bahar aise mein koi aaye kahin se karle hum se pyaar kitni jawaan hai zindagi kitni jawaan bahar aise mein koi aaye kahin se karle hum se pyaar chahton ke ye zamane aarzuon ke ye din chahton ke ye zamane aarzuon ke ye din kah rahe hain dhadkanen dil ki akele to na gin is bhari mahfil mein ho koi tera bhi raazdaar haai kitni jawaan hai zindagi kitni jawaan bahar aise mein koi aaye kahin se karle hum se pyaar hasraten bhi hain gulabi aur ummeeden bhi haseen hasraten bhi hain gulabi aur ummeeden bhi haseen saath lekin khubsurat ek saathi hi nahin ek humdam ke liye hai dil mera bekarar haaye kitni jawaan hai zindagi kitni jawaan bahar aise mein koi aaye kahin se karle hum se pyaar zulf ka saya na ho to is safar ka kya maza zulf ka saya na ho to is safar ka kya maza bhej de koi kahin se ae mohabbat ke khuda jiski baaton mein nasha ho aankhon mein ho khumar hoye kitni jawaan hai zindagi kitni jawaan bahar aise mein koi aaye kahin se click here
kiya hai dilruba pyaar bhi kabhi haan tumse ho gaya ji abhi abhi kiya hai dilruba pyaar bhi kabhi haan tumse ho gaya ji abhi abhi ye halki halki bundiyaan ye bheegi bheegi mastiyaan ab dil raha ke lut gaya aa kisi ko hosh hai kahaan kiya hai dilruba pyaar bhi kabhi haan tumse ho gaya ji abhi abhi hoo kiya hai dilruba pyaar bhi kabhi haan tumse ho gaya ji abhi abhi ye baadalon ke kafile shareer aur manchale hai kiski inko justju idhar udhar kahan chale kiya hai dilruba pyaar bhi kabhi haan tumse ho gaya ji abhi abhi kiya hai dilruba pyaar bhi kabhi haan tumse ho gaya ji abhi abhi hawa bhi shokh ho gayii tumhari zulf choom ke bhatak rahe hain dil kayii na gao jhoom jhoom ke kiya hai dilruba pyaar bhi kabhi haan tumse ho gaya ji abhi abhi kiya hai dilrubaa pyaar bhi kabhi haay tumse ho gaya ji abhi abhi ho oo kiya hai dilrubaaa pyaar bhi kabhi haan tumse ho gaya ji abhi abhi hoo kiya hai dilrubaaa pyaar bhi kabhi haan tumse ho gaya ji abhi abhi click here
koi aankh mila ke dekhe koi pyaar jataa ke dekhe dilwaalo leke aayi hoon main akhiyon ke baan koi hai jo aake rakh de nishaane pe jaan koi hai jo aake rakh de nishaane pe jaan koi aankh mila ke dekhe koi pyaar jataa ke dekhe dilwaalo leke aayi hoon main akhiyon ke baan koi hai jo aake rakh de nishaane pe jaan koi hai jo aake rakh de nishaane pe jaan pyaar mein jeene waale laakhon marne waala koi na ishq ki khatir jaan ka sauda karne waala koi na dilwaale to ek adaa pe hote hain kurbaan koi hai jo aake rakh de nishaane pe jaan koi hai jo aake rakh de nishaane pe jaan koi aankh mila ke dekhe koi pyaar jataa ke dekhe dilwaalo leke aayi hoon main akhiyon ke baan koi hai jo aake rakh de nishaane pe jaan koi hai jo aake rakh de nishaane pe jaan deewaana to pyaar karega zulfon ki zanzeer se paa lega wo manzil apni ek nazar ke teer se ishq mein jaan bachaane waale hote hain naadaan koi hai jo aake rakh de nishaane pe jaan koi hai jo aake rakh de nishaane pe jaan koi aankh click here
aaaaa aaaaa aaaaa hoooo oooo oooo koi bata de dil hai jahaan kyun hota hai dard wahaan teer chala ke ye to na poochho dil hai kahaan aur dard kahaan jaane raat ko aankhon se neend kahaan udd jaati hai jaane raat ko aankhon se neend kahaan udd jaati hai apne ghar mein gair ko paa kar bechaari mudd jaati hai dil par aisi kya guzari ghadi ghadi ye ghabraaye dil par aisi kya guzari ghadi ghadi ye ghabraaye main to kisi ka ho baitha ye dhadak dhadak kar samjhaye koi bata de dil hai jahaan kyun hota hai dard wahaan teer chala ke ye to na poochho dil hai kahaan aur dard kahaan jab ho khalish si pehlu mein samjho pyaar ne kaam kiya aise pyaar ko kyaa kahiye ke jisne be aaraam kiya koi bata de dil hai jahaan kyun hota hai dard wahaan teer chala ke ye to na poochho dil hai kahaan aur dard kahaan click here
  Song Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Khana Milega Pina Milega Maalik (1972) 03:58 36060
 
Poster of Maalik (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Duration : 03:58   Song Number : 36060   

Kho Gaya Jaane Kahan Mohar (1959) 03:25 13767
 
Poster of Mohar (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 03:25   Song Number : 13767   

Khol Ke Aankhen Chalo Sethji Saas Bhi Kabhi Bahu Thi (1970) 03:29 38872
 
Poster of Saas Bhi Kabhi Bahu Thi (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:29   Song Number : 38872   

Khuda Bhi Aasmaan Se Dharti (1970) 04:33 20767
 
Poster of Dharti (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar
Duration : 04:33   Song Number : 20767   

Khush Raho Main Chup Rahungi (1962) 03:00 13648
 
Poster of Main Chup Rahungi (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Meena Kumari, Sunil Dutt
Duration : 03:00   Song Number : 13648   

Kis Kaaran Jogan Jawab (1970) 03:54 40370
 
Poster of Jawab (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Jeetendra
Duration : 03:54   Song Number : 40370   

Kise Maalum Tha Saqi (1952) 03:28 15736
 
Poster of Saqi (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Rajendra Krishna
On Screen Actors- 
Prem Nath, Madhu Bala
Duration : 03:28   Song Number : 15736   

Kisi Din Zara Dekh Mera Amar Deep (1958) 03:22 19363
 
Poster of Amar Deep (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
C Ramchandra
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Dev Anand, Padmini
Duration : 03:22   Song Number : 19363   

Kisi Ki Yaad Mein Jahan Ara (1964) 03:40 13400
 
Poster of Jahan Ara (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan
Raag- 
Kedar
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:40   Song Number : 13400   

Kiski Chali Hai Nasbandi (1978) 03:39 18552
 
Poster of Nasbandi (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Amit Kumar, Nitin
On Screen Actors- 
I S Johar, Rajendra Nath
Duration : 03:39   Song Number : 18552   

Kismat Ki Hawaa Kabhi Albela (1951) 04:39 20785
 
Poster of Albela (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Rajendra Krishna
Singer- 
Chitalkar
On Screen Actors- 
Bhagwan
Duration : 04:39   Song Number : 20785   

Kisne Pukara Mujhe Pyar Kiye Jaa (1966) 04:23 11828
 
Poster of Pyar Kiye Jaa (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Kalpana
Duration : 04:23   Song Number : 11828   

Kiss Kiss Kiss Ko Pyaar Tumse Achha Kaun Hai (1969) 04:25 20784
 
Poster of Tumse Achha Kaun Hai (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Mahamood
Duration : 04:25   Song Number : 20784   

Kiss Tarah Jeete Hain Nai Roshni (1967) 04:53 13821
 
Poster of Nai Roshni (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Raj Kumar
Duration : 04:53   Song Number : 13821   

Kitna Haseen Hai Mausam Azaad (1955) 03:41 20786
 
Poster of Azaad (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Rajendra Krishna
On Screen Actors- 
Meena Kumari, Dileep Kumar
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:41   Song Number : 20786   

Kitni Jawaan Hai Raat Azaad (1955) 03:15 40578
 
Poster of Azaad (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitalkar Ramchandra
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Duration : 03:15   Song Number : 40578   

Kitni Jawaan Hai Zindagi Shehnai (1964) 04:03 35931
 
Poster of Shehnai (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Vishwajeet, Johny Walker
Duration : 04:03   Song Number : 35931   

Kiya Hai Dilruba Love In Simla (1960) 04:21 36770
 
Poster of Love In Simla (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Iqbal Qureshi
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee
Duration : 04:21   Song Number : 36770   

Koi Aankh Mila Ke Dekhe Yeh Zindagi Kitni Haseen Hai (1966) 03:16 39462
 
Poster of Yeh Zindagi Kitni Haseen Hai (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Saira Banu
Duration : 03:16   Song Number : 39462   

Koi Bata De Dil Hai Main Chup Rahungi (1962) 03:08 13650
 
Poster of Main Chup Rahungi (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Meena Kumari
Duration : 03:08   Song Number : 13650   
Karaoke Songs of rajendra krishna, Sad Songs of rajendra krishna, Love Songs of rajendra krishna, Dance Songs of rajendra krishna, Hip-hop songs of rajendra krishna, Best songs of rajendra krishna, Super hit songs of rajendra krishna, hit songs of rajendra krishna, duet songs of rajendra krishna, solo songs of rajendra krishna, old songs of rajendra krishna, famous songs of rajendra krishna, Hindi Karaoke Songs of rajendra krishna, Hindi Sad Songs of rajendra krishna, Hindi Love Songs of rajendra krishna, Hindi Dance Songs of rajendra krishna, Hindi Hip-hop songs of rajendra krishna, best Hindi songs of rajendra krishna, super hit Hindi songs of rajendra krishna, hit Hindi songs of rajendra krishna, duet Hindi songs of rajendra krishna, solo Hindi songs of rajendra krishna, old Hindi songs of rajendra krishna, famous Hindi songs of rajendra krishna, Sing Along Songs of rajendra krishna, Sing Along Sad Songs of rajendra krishna, Sing Along Love Songs of rajendra krishna, Sing Along Dance Songs of rajendra krishna, Sing Along Hip-hop songs of rajendra krishna, Sing Along Best songs of rajendra krishna, Sing Along Super hit songs of rajendra krishna, Sing Along hit songs of rajendra krishna, Sing Along duet songs of rajendra krishna, Sing Along solo songs of rajendra krishna, Sing Along old songs of rajendra krishna, Sing Along famous songs of rajendra krishna