Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAa%20Aa%20Ee%20Oo%20Oo%20Ooo
HomeAa%20Aa%20Ee%20Oo%20Oo%20Ooo
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaj udta hua ek panchhi zindagi ki bahaar mein aaya aaj udta hua ek panchhi zindagi ki bahaar mein aaya phir nayi mastiyaan saath le kar muskuraate nazaaron mein aaaaaya aaj udta hua ek panchhi zindagi ki bahaar mein aaya aaj duniyaa jawaan ho gayi hai zindagi meharbaan ho gayi hai aaj duniyaa jawaan ho gayi hai zindagi meharbaan ho gayi hai aye bahaaron tumhaari kahaani ab meri daastaan ho gayi hai ab meri daastaan ho gayi hai mil gayi phir mujhe meri manzil main haseen yaadgaaron mein aaya main haseen yaadgaaron mein aaaaaya aaj udta hua ek panchhi zindagi ki bahaar mein aaya aa gaya phir suhaana saveraa mit gaya shaam e ghum ka andhera aa gaya phir suhaana saveraa mit gaya shaam e ghum ka andhera gungunaane lagi hai fizaayen phir hawaaon ne nagma bakhera phir hawaaon ne nagma bakhera saaz phir chhid gaye zindagi ke rang phir dil ke taaron mein aaya rang phir dil ke taaron mein aaaaaya aaj udta hua ek panchhi zindagi ki bahaar mein aaya aaj ki bekhudi kya bataaun
aaj unse pehli mulaqaat hogi phir aamne saamne baat hogi phir hoga kya kya pata kya khabar phir hoga kya kya pata kya khabar aaj unse pehli mulaqaat hogi phir aamne saamne baat hogi phir hoga kya kya pata kya khabar phir hoga kya kya pata kya khabar andekha anjaana mukhda kaisa hoga na jaane wo chaand ka tukda kaisa hoga are andekha anjaana mukhda kaisa hoga na jaane wo chaand ka tukda kaisa hoga milte hi unse nazar haaye dil mein ik beqaraari si din raat hogi phir hoga kya kya pata kya khabar phir hoga kya kya pata kya khabar aaj unse pehli mulaqaat hogi baithe honge raste pe wo aankhen bichhaye har aahat pe sochte honge saajan aaye baithe honge raste pe wo aankhen bichhaye har aahat pe sochte honge saajan aaye kya haal hoga wahaan kuchh na poochho dil mein umangon ki baarat hogi phir hoga kya kya pata kya khabar phir hoga kya kya pata kya khabar khul ke hongi tanhaayi mein dil ki baaten pyaase tan mann pe hongi rim jhim barsaaten khul ke hongi tanhaayi mein dil
mujh badh kar jo jaanta hai mujhe hai kareeb aur ajnabee hai wo jo mere sher padh nahin sakta kya kahoon meri shaayari hai woh aaj wohi geeton ki raani aaj wohi hai jaane ghazal aaj wohi geeton ki raani aaj wohi hai jaane ghazal chalte chalte raah mein jiska saath hua tha pal do pal aaj wohi geeton ki raani aaj wohi hai jaane ghazal ik ik lamhaa badhati jaaye phir bhi dil bechain nahin ik ik lamhaa badhati jaaye phir bhi dil bechain nahin ik ik lamhaa badhati jaaye phir bhi dil bechain nahin phir bhi dil bechain nahin ghum ki raat hai yaa phela hai teri aankhon ka kaajal chalte chalte raah mein jiska saath hua tha pal do pal aaj wohi geeton ki raani aaj wohi hai jaane ghazal manzil ke badle paaonga kuchh yaadein aur kuchh aansoon manzil ke badle paaonga kuchh yaadein aur kuchh aansoon manzil ke badle paaonga kuchh yaadein aur kuchh aansoon kuchh yaadein aur kuchh aansoon mujhko ye maaloom hai lekin saath mere kuchh door to chal chalte chalte raah mein jiska saath
aaj ye aanchal munh kyun chhupaaye aankh ka kaajal kyun sharmaaye aakhir kya hai baat hansi kyun honthon tak aa kar ruk jaaye aaj ye aanchal munh kyun chhupaaye aankh ka kaajal kyun sharmaaye aakhir kya hai baat hansi kyun honthon tak aa kar ruk jaaye aaj ye aanchal munh kyun chhupaaye sehmi nazar badli adaa aaj hai har andaaz naya dil ki lagi chhup naa saki raaz ye aakhir khul hi gaya rang badal kar kidhar chali ho badan samete nazar churaye aaj ye aanchal munh kyun chhupaaye aankh ka kaajal kyun sharmaaye aakhir kya hai baat hansi kyun honthon tak aa kar ruk jaaye aaj ye aanchal munh kyun chhupaaye mehki hawaa behki ghata ye aalam ye madhoshi chup naa raho kuchh to kaho tod bhi do ye khaamoshi ye mausam ye ghadi milan ki roz kahaan jeevan mein aaye aaj ye aanchal munh kyun chhupaaye aankh ka kaajal kyun sharmaaye aakhir kya hai baat hansi kyun honthon tak aa kar ruk jaaye aaj ye aanchal munh kyun chhupaaye dil ko mere mil hi gaya saathi pyaar ki raahon ka saath
aaj ye meri zindagi dekho khushi mein jhoomti jaane chali kahaan jaane chali kahaan aaj ye meri zindagi dekho khushi mein jhoomti jaane chali kahaan jaane chali kahaan tanhaa nahin chali hoon main dil bhi mera humsafar guzri to hoon idhar se main phir bhi nayi hai rehguzar tanhaa nahin chali hoon main dil bhi mera humsafar guzri to hoon idhar se main phir bhi nayi hai rehguzar zarron mein bhi hai roshni le ke tu mujhko aa gayi aye zindagi kahaan aye zindagi kahaan aaj ye meri zindagi dekho khushi mein jhoomti jaane chali kahaan jaane chali kahaan mujhko bula raha hai kyun dekho wo koi door se badhne lage mere kadam jiss ki taraf guroor se mujhko bula raha hai kyun dekho wo koi door se badhne lage mere kadam jiss ki taraf guroor se dil mein bhi hai surror sa aankhon mein bhi hai noor sa shamma jali kahaan shamma jali kahaan aaj ye meri zindagi dekho khushi mein jhoomti jaane chali kahaan jaane chali kahaan raahon mein meri phool hain taaren meri nighaah mein ab naa
aajaa aajaa aajaa aajaa ud jaaun tere saath chanda ke paar aajaa aajaa aajaa aajaa pehne paayal chham chhamaa chham raat beeti jaaye pehne paayal chham chhamaa chham raat beeti jaaye pyaar ke mausam sajaaye chandni bikhraaye tera sandesa kaanon mein tera sandesa kaanon mein chhup chhup ke kehti jaaye aajaa aajaa aajaa aajaa re man thehar jaa tu do pal thehar jaa re man thehar jaa tu do pal thehar jaa pi se hona hai milan tu do pal thehar ja doli leke aayega doli leke aayega woh jaane ko chanda paar aajaa aajaa aajaa aajaa ud jaaun tere saath chanda ke paar aajaa aajaa
aaja aajaaaaa aaja aajaa ud jaaun tere saath chanda ke paar aaja aajaaaaa aaja aajaa pehne payal chham chhama chham raat beeti jaaye pehne payal chham chhama chham raat beeti jaaye pyaar ke mausam sajaye chandni bikhraye tera sandesa kaanon mein tera sandesa kaanon mein chhup chhup ke kehti jaaye aaja aajaaaaa aaja aajaa re man thehar ja tu do pal thehar ja re man thehar ja tu do pal thehar ja pee se hona hai milan tu do pal thehar ja doli leke aayega doli leke aayega woh jaane ko chanda paar aaja aajaaaaa aaja aajaa ud jaun tere saath chanda ke paar aaja aajaaaaa
aaja aaja give me a kiss na na na na to i''m a miss aaja aaja give me a kiss na na na na to i''m a miss hona yehi kal bhi hai to kyun bole abhi nahin abhi nahin kal piya hone to de shaadhi se pehle kabhi nahin kabhi nahin maane nahin maane nahin haaye dil aaja aaja give me a kiss na na na na to i''m a miss aaja aaja give me a kiss na na na na to i''m a miss pyaar kitna haseen hai jaise bahaaron ka ujaala yaar kitna javaan hai rehta hamesha matwaala pyaar hi geet hai zindagi ke liye pyaar hi meet hai aadami ke liya jab ye chal pade roke na ruke raahen teri laakhon sahi yehi sab ki manzil aaja aaja give me a kiss na na na na to i''m a miss hona yehi kal bhi hai to kyun bole abhi nahin abhi nahin kal piya hone to de shaadi se pehle kabhi nahin kabhi nahin maane nahin maane nahin haaye dil aaja aaja give me a kiss na na na na to i''m a miss aaja aaja give me a kiss na na na na i''m a miss ae mohabbat tera bandhan kabhi na toote thaam le jab daaman daaman kabhi na
aaja aaja main hoon pyaar tera allah allah inkaar tera o o aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aa aaja aaja main hoon pyaar tera allah allah inkaar tera o o aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aa hoooo tum pe hazaron ki aankhen chaahiye tumko sahara ooooooo palkon mein aao chhupa loon naazuk tan hai tumhara o o aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aa aaja aaja main hoon pyaar tera allah allah inkaar tera o aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aa hoooo mera khayaal tujhe hai maine abhi yahi jaana oooooooo sachcha hai pyaar ke jhoota ye hai mujhe aazmaana o o aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aa aaja aaja dekhoon pyaar tera allah allah inkaar tera o o aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aa hoooo rakhna tha dil pe hamaare
aa uhun aaja nahin abhi nahin abhi nahin aa uhun aaja aaja nahin abhi nahin abhi nahin teri na na mein haan ka maza hai umar padi hai jaldi kya hai abhi nahin kabhi sahi aa aha aaja aaja aha abhi nahin abhi nahin teri na na mein haan ka maza hai umar padi hai jaldi kya hai abhi nahin kabhi sahi o zalim tarsaati ja tadpenge tadpaati ja nadi kinaare kab tak pyaasa khada rahun samjhati ja o zalim tarsaati ja tadpenge tadpaati ja nadi kinaare kab tak pyaasa khada rahun samjhati ja umar padi hai jaldi kya hai abhi nahin kabhi sahi aa aha aaja aaja ahan abhi nahin abhi nahin teri naa na mein haan ka maza hai umar padi hai jaldi kya hai abhi nahin kabhi sahi akhiyon ko takraane do dil aaye to aane do sabar ka daman chhoote na pyaar jawan ho jaane do akhiyon ko takraane do dil aaye to aane do sabar ka daman chhoote na pyaar jawan ho jaane do umar padi hai jaldi kya hai abhi nahin kabhi sahi aa aha aaja aaja nahin abhi nahin abhi nahin teri na na mein haan ka maza hai umar
oooo oooo ooo aaja aaja tera intezaar hai tujhe dhundh raha mera pyaar hai aaja aaja rokte hain duniya waale pyaar ke yeh raaste rokte hain duniya waale pyaar ke yeh raaste mushkilen hi mushkilen hain do dilon ke waaste majboor mera pyaar hai majboor majboor ooo aaja aaja tera intezaar hai tujhe dhundh raha mera pyaar hai aaja aaja tod sakta hai agar duniya ke bandhan tod de tod sakta hai agar duniya ke bandhan tod de pyaar karne waale is duniya se darna chhod de aaja aaja tera intezaar hai tujhe dhundh raha mera pyaar hai aaja aaja pyaar ki taqdeer mein likhi hain yeh majbooriyaan pyaar ki taqdeer mein likhi hain yeh majbooriyaan haai yeh majbooriyaan yeh do dilon ki dooriyan majboor mera pyaar hai majboor majboor o oo aaja aaja tera intezaar hai tujhe dhundh raha mera pyaar hai aaja aaja majboor mera pyaar hai majboor majboor
yaa yaa yaa yaa aaja chhaaye kaare badra chham chham barse nain kajraare chham chham barse nain kajraaa aaja chhaaye kaare badra chham chham barse nain kajraare chham chham barse nain kajraaa mann ke mere mor pyaare pukaarun tujhe morni banke main mann ke mere mor pyaare zara dekho kaise chalun tann ke main mohe paagal mohe paagal banaayen ye hawaayen ye ghataayen re piya ya ya ya ya ya ya yaa aaja chhaaye kaare badra chham chham barse nain kajraare chham chham barse nain kajraaa kaise rahoon main akeli bhatakti phirun main teri kaamini kaise rahoon main akeli daraaye badarwa hanse kaamini mere tann ko mere tann ko jalaayen ye hawaayen ye ghataayen re piya ya ya ya ya ya yaa
Aaja O Jane Jaan Mere
oooo more sajnaa dhoondun kahan tera nishaan tujhko pukaare mere dil ka jahan aaja kahin se aaja dil ka qaraar le ke baithe hue hain kab se tera intezaar le ke aaja kahin se aaja dil ka qaraar le ke baithe hue hain kab se tera intezaar le ke aaja kahin se aaja ye hawaayen bheegi bheegi yeh haseen haseen nazaare mere saath kar rahe hain tera intezaar pyaare tera intezaar pyaare bas ik jhalak dikha de aankhon mein pyaar le ke baithe hue hain kab se tera intezaar le ke aaja kahin se aaja kehti hain aarzooyen aaja isi bahaane kehti hain aarzooyen aaja isi bahaane dil hi mein reh na jaaye kahin pyaar ke fasaane kahin pyaar ke fasaane mere chaman mein aa jaa phir se bahaar le ke baithe hue hain kab se tera intezaar le ke aaja kahin se aaja lehron zara bata do kab aayegi wo naiyya baitha hua hai jis mein mere pyaar ka khiwaiyya mere pyaar ka khiwaiyya mujh ko gale laga le baahon ka haar le ke baithe hue hain kab se tera intezaar le ke aaja kahin se aaja
aaja ke bulate hain tujhe ashq humare aaja ke bulaate hain chup chap nigaahon ne tumhein pyaar kiya thaa is dil ne mohabbat ka jo iqraar kiya thaa kat te hain mere din unhi yaadon ke sahare yaad aate hain wo din jo tere saath guzare aa ja ki bulaate hain honthon pe machalne ke liye geet nahin hain ab haar hai jeevan mein koi jeet nahin hai hum pyaar ki baazi kabhi jeete kabhi haare yaad aate hain wo din jo tere saath guzare aaja ke bulaate hain jis nadiya pe katti thi har ek shaam suhaani jis nadiya pe katti thi har ek shaam suhaani jis nadiya pe hansti thi kabhi aa ke jawaani rota hai mera dil usi nadiya ke kinare yaad aate hain wo din jo tere saath guzare aaja ke bulaate hain
aaja ke meri jaan ko karaar nahin hai aaja ke meri jaan ko karaar nahin hai tere siwaa kisi ka intezaar nahin hai aaja ke meri jaan ko karaar nahin hai puchhe koi ki khaabe tamannaa ka kyaa huaa range heennaa mein khoon hai dil ka milaa huaa aankhon ko aansuon pe ikhtiyaar nahin hai tere siwaa kisi ka intezaar nahin hai aaja ke meri jaan ko karaar nahin hai zakhamon ki aag main hai teri yaad ka dhuaan tu door hai nigaah se dil se judaa kahaan dil tujh ko bhoolne ka gunehgaar nahin hai tere siwaa kisi ka intezaar nahin hai aaja ke meri jaan ko karaar nahin hai tu hi bataa ki rasmein wafaa kaise tod doon kyaa reshmi kasam ke liye tujh ko chhod doon itnaa bhi zindagi se mujhe pyaar nahin hai tere siwaa kisi ka intezaar nahin hai aaja ke meri jaan ko karaar nahin hai manzil mujhe hayaat ki paane se rok le jo mujh ko tera saath nibhaane se rok le itni buland raah ki deewaar nahin hai tere siwaa kisi ka intezaar nahin hai aaja ke meri jaan ko karaar nahin hai aaja ke
Aaja Mere Pyar Aaja
aaja mere pyaar ke sahaare abhi abhi hote hain ye pyaar ke nazaare kabhi kabhi aaja mere pyaar ke sahaare abhi abhi hote hain ye pyaar ke nazaare kabhi kabhi dekho dekho dekho kya sama hai aaja piya abhi to dil jawaan hai aaja mere pyaar ke sahaare abhi abhi hote hain ye pyaar ke nazaare kabhi kabhi aaja aaja aaja aaja aajaa main bhi zara jaanu ke wo kaun bewafa hai jiske khayal mein tu aisa kho gaya hai main bhi zara jaanu ke wo kaun bewafa hai jiske khayal mein tu aisa kho gaya hai aa haaan haan aa haan haan ooo ooo aaaaaaaaa dekho dekho dekho kya sama hai aaja piya abhi to dil jawaan hai aaja mere pyar ke sahaare abhi abhi hote hain ye pyaar ke nazaare kabhi kabhi aaja aaja aaja aaja aajaa jitne bhi ghum hain tumhari zindagi mein chaahon to badal dun main pyaar ki khushi mein jitne bhi ghum hain tumhari zindagi mein chaahon to badal dun main pyaar ki khushi mein aa haaan haan aa haan haan ooo ooo aaaaaaaaa dekho dekho dekho kya sama hai aaja piya abhi to dil
aa jaa aa jaa aa jaa meri barabad mohabbat ke sahaare hai kaun jo bigdi hui takdeer sanvaare aa jaa aa jaa aa jaa meri barabad mohabbat ke sahaare hai kaun jo bigdi hui takdeer sanvaare aaye bhi naa the khusk huye aankhon mein aansu haye aankhon mein aansu aaye bhi naa the khusk huye aankhon mein aansu haye aankhon mein aansu nikle bhi na the lut gaye armaan bechaare hai kaun jo bigdi hui takdeer sanvaare anjaam e mohabbat hume malum hai lekin hume malum hai lekin anjaam e mohabbat hume malum hai lekin hume malum hai lekin lete hai tere gham me ummido ke sahaare hai kaun jo bigdi hui takdeer sanvaare thaa dil ko faqat teri mohabbat ka sahara mohabbat ka sahara thaa dil ko faqat teri mohabbat ka sahara mohabbat ka sahara humne isi ummid pe din apne guzaare hai kaun jo bigdi hui takdeer sanvaare aa jaa aa jaa aa jaa meri barabad mohabbat ke sahaare hai kaun jo bigdi hui takdeer sanvaare
aaja mil ke chalen wahaan phool pyaar ke khile jahaan le ke haathon mein haath chalen saath saath manzil ki khoj mein hum rang lai hai preet gaayen pyaar ke geet ye hi keh raha hai mausam le ke haathon mein haath chalen saath saath manzil ki khoj mein hum rang lai hai preet gaayen pyaar ke geet ye hi keh raha hai mausam aaja mil ke chalen wahaan phool pyaar ke khile jahaan ek dard meetha ban ke tu sama gaya hai dil mein ek dard meetha ban ke tu sama gaya hai dil mein dil kehta hai chhup jaun main tere haseen aanchal mein rangeen fiza ye thandi hawa aa jhoom ke lag ja gale le ke haathon mein haath chalen saath saath manzil ki khoj mein hum rang lai hai preet gaayen pyaar ke geet ye hi keh raha hai mausam aaja mil ke chalen wahaan phool pyaar ke khile jahaan ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ek raah ke hum do raahi bichhdenge kabhi na mil ke ek raah ke hum do raahi bichhdenge kabhi na mil ke kismat mein hai jinke khilna wo phool rahenge khil ke hum gaate
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aaj Udta Hua Ek Panchhi Gehra Daag (1963) 04:49 13272
 
Poster of Gehra Daag (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar
Duration : 04:49   Song Number : 13272   

Aaj Unse Pehli Mulaqaat Paraya Dhan (1971) 05:44 13917
 
Poster of Paraya Dhan (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rakesh Roshan
Duration : 05:44   Song Number : 13917   

Aaj Wohi Geeton Ki Raani Pankaj Udhas 07:00 18013
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Singer- 
Pankaj Udhas
Duration : 07:00   Song Number : 18013   

Aaj Ye Aanchal Munh Kyun Chhupaye Holiday In Bombay (1963) 04:41 16248
 
Poster of Holiday In Bombay (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Anjan
Music Director- 
N Datta (Datta Naik)
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Naseem Bano
Duration : 04:41   Song Number : 16248   

Aaj Ye Meri Zindagi Yeh Rastey Hain Pyar Ke (1963) 06:58 14428
 
Poster of Yeh Rastey Hain Pyar Ke (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Leela Naidu
Duration : 06:58   Song Number : 14428   

Aaja Aaja Shubha Mudgal 03:50 18956
 
Poster of Shubha Mudgal
 
Category
Indipop
Lyricist
Anil Pandey
Music Director- 
Sandesh Shandilya
Singer- 
Shubha Mudgal
Duration : 03:50   Song Number : 18956   

Aaja Aaja Shubha Mudgal 03:51 32780
 
Poster of Shubha Mudgal
 
Category
Indipop
Lyricist
Anil Pandey
Music Director- 
Sandesh Shandilya
Singer- 
Shubha Mudgal
On Screen Actors- 
Arbaaz Khan, Malaika Khan
Duration : 03:51   Song Number : 32780   

Aaja Aaja Give Me A Kiss Love (1991) 04:48 18774
 
Poster of Love (1991)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1991
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Anand Milind
On Screen Actors- 
Salman Khan, Revati
Duration : 04:48   Song Number : 18774   

Aaja Aaja Main Hoon Pyaar Tera Teesri Manzil (1966) 06:38 20035
 
Poster of Teesri Manzil (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Asha Parekh
Duration : 06:38   Song Number : 20035   

Aaja Aaja Nahin Abhi Nahin Man Mandir (1971) 03:50 37856
 
Poster of Man Mandir (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Waheeda Rehman
Duration : 03:50   Song Number : 37856   

Aaja Aaja Tera Intezaar Sazaa (1951) 03:16 18692
 
Poster of Sazaa (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand, Nimmi
Duration : 03:16   Song Number : 18692   

Aaja Chhaye Kaare Badra Lajwanti (1958) 04:09 14336
 
Poster of Lajwanti (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Geeta Dutt
Duration : 04:09   Song Number : 14336   

Aaja Jaane Jaan Mere Meherbaan Geet Gaaya Pattharon Ne (1964) 03:51 40213
 
Poster of Geet Gaaya Pattharon Ne (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Ramlal
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Rajshree
Duration : 03:51   Song Number : 40213   

Aaja Kahin Se Aaja Samundar (1957) 06:35 15661
 
Poster of Samundar (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Beena Roy
Raag- 
Ramkali
Duration : 06:35   Song Number : 15661   

Aaja Ke Bulate Hain Pathan (1962) 03:13 19237
 
Poster of Pathan (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Khavar Zama
Music Director- 
Faqeer Mohammad - Asar
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Niranjan Sharma
Duration : 03:13   Song Number : 19237   

Aaja Ke Meri Jaan Ko Parbat Ke Us Paar (1988) 06:01 13919
 
Poster of Parbat Ke Us Paar (1988)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1988
Lyricist
Naksh Layalpuri
Music Director- 
Khayyam
On Screen Actors- 
Yunus Parvez, Lubna, Manju Mishra
Duration : 06:01   Song Number : 13919   

Aaja Mere Pyaar Aaja Heeralal Pannalal (1978) 04:22 12989
 
Poster of Heeralal Pannalal (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Hemant Kumar
On Screen Actors- 
Prem Nath, Zeenat Aman
Duration : 04:22   Song Number : 12989   

Aaja Mere Pyaar Ke Humsaya (1968) 06:23 19125
 
Poster of Humsaya (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee, Mala Sinha
Duration : 06:23   Song Number : 19125   

Aaja Meri Barbad Anmol Ghadi (1946) 03:26 20038
 
Poster of Anmol Ghadi (1946)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1946
Lyricist
Tanveer Naqwi
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Noor Jahan
On Screen Actors- 
Dileep Kumar, Suraiya
Duration : 03:26   Song Number : 20038   

Aaja Milke Chalen Wahaan Ghar Ghar Ki Baat (1959) 04:50 39449
 
Poster of Ghar Ghar Ki Baat (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Gulshan Bawra
Music Director- 
Kalyan Ji Veer Ji Shah
On Screen Actors- 
Minoo Mumtaz, Suresh
Duration : 04:50   Song Number : 39449