MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeKishore Kumar
HomeKishore Kumar
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


choli tere tan par tan par kasi kasi rehti hai tu man mein man mein basi basi jaye na asar teri baton ka utare na zehar teri aankhon ka jaye na asar teri baton ka utare na zehar teri aankhon ka zindagi dassi dassi dassi dassi tere tere mukh par mukh par hansi hansi teri chhavi dil mein dil mein basi basi ghera hai mujhe teri raahon ne jakda hai mujhe teri baahon ne ghera hai mujhe teri raahon ne jakda hai mujhe teri baahon ne jawaani phansi phansi phansi phansi choli tere tan par tan par kasi kasi aaaaaaa ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho han jhanke yauvan haath ki chitvan han jhanke yauvan haath ki chitvan aisi hai tu jawan kaam ki tu kaman kahna kya tera aaye ang mere aa in mein rang tere aaye ang mere aa in mein rang tere jaan tu main badan tu bahar main chaman mere sanam pyar ke dum se hi roop hai oo choli tere tan par tan par kasi kasi rehti hai tu man mein man mein basi basi ha honth pyale hain aa madhushale hain ha honth pyale hain aa madhushale hain jisne bhi click here
hmmmm chori chori chupke chupke tere mere bin is kamre mein aur kaun hai ae kisne bulaaya bina puchhe chala aaya ise pakdo yeh chor kaun hai ha chori chori chupke chupke tere mere bin is kamre mein aur kaun hai kisne bulaaya bina puchhe chala aaya ise pakdo yeh chor kaun hai ae kahaan hai yahaan hai idhar hai udhar hai upar hai niche hai kahaan hai yahaan hai are yahaan to koi bhi nahin hai bhai koi bhi nahin hai chori chori chupke chupke tere mere bin is kamre mein aur kaun hai kisne bulaya bina puchhe chala aaya ise pakdo yeh chor kaun hai oo yeh khidki khuli hai yeh to band thi nahin mujhe taaza hawa pasand thi yeh khidki khuli hai yeh to band thi nahin mujhe taaza hawa pasand thi are mujhse kaha hota main razamand thi sharmo haya ki deewaar buland thi achha yeh sab chhodo par itna toh socho ki main bhi chup aur tum bhi chup toh kisne machaya yeh shor kaun hai kaun hai kaun hai bhayi arre yeh toh parda hai oh ho ho ho ho ho chori chori chupke chupke tere mere click here
chudi nahin ye meraa chudi nahin ye meraa dil hai dekho dekho toote na chudi nahin ye meraa dil hai dekho dekho toote na chudi nahin ye meraa neeli peeli rang birangi pyaar ki ye saugaat na na na na aise nahin dheere dheere chupke chupke daalo in mein haath kaanch hai kachaa lekin inse ho sachaa singaar sonaa nahin chandi nahin heeraa nahin moti nahin keemat inki pyaar phoolon si naazuk hai dekho dekho toote na chudi nahin ye meraa dil hai dekho dekho toote na chudi nahin ye meraa chudi nahin ye meraa mera pyaar hai chudi jaisa iska ore na chhor yahaan nahin wahaan nahin dekho kabhi toote nahin jeevan ki ye dor inki khan khan dil ki dhadkan hai mera sangeet suno zara socho zara nagma ye pyaar bhara o mere manmeet lajavaab haan bemisaal dekho dekho toote na chudi nahin ye meraa chudi nahin ye meraa dil hai dekho dekho toote na chudi nahin ye meraa aa haa haa aa haa haa teri chaahat teri ulfat hai meri manzil gherein mujhe baahein teri bandein tujhe chahein meri dil click here
chup ho aaj kaho kya hai baat zara bolo na dhal na jaaye kahin dhalti raat zara bolo na chup ho aaj kaho kya hai baat zara bolo na dhal na jaaye kahin dhalti raat zara bolo na na to jaagti na to soyi si badi door ho kahin khoyi si zara bolo na chup ho aaj kaho kya hai baat zara bolo na bolo na dhal na jaaye kahin dhalti raat zara bolo na yun to saath ho sabke par juda juda si ho is haseen mehfil se kuchh khafa khafa si ho saans ki khushboo aankh ka jaadu is mehfil mein gholo na chup ho aaj kaho kya hai baat zara bolo na bolo bolo dhal na jaaye kahin dhalti raat zara bolo na in haseen aankhon mein berukhi nahin sajti phool jaise honthon pe khamoshi nahin sajti naaz ye kya hai raaz ye kya hai chup na raho dil kholo na chup ho aaj kaho kya hai baat zara bolo na dhal na jaaye kahin dhalti raat zara bolo na na to jaagti na to soyi si badi door ho kahin khoyi si zara bolo na chup ho aaj kaho kya hai baat zara bolo na bolo na dhal na jaaye kahin dhalti raat zara bolo na click here
aye are chupke se dil de de naii te naii te shor mach jaaegaa shor mach jaaegaa chupke se dil de de naii te shor mach jaaegaa haan shor mach jaaegaa oye main ho gayi badnaam te na soch tu bach jaaegaa shor mach jaaegaa oye main ho gayi badnaam te na soch tu bach jaaegaa shor mach jaaegaa oye hoye hoye oh ho hoo oh ho hoo oh ho hoo oh ho hoooo hoooo ooooo ooo oooo hoooo are hoooo oooo jaise raat akele mein kya milte hain chaand chakori hoo chhup chhup ke mil jaanaa kahan sapnon mein aake o gori dekh o dilbar jaani bol preet teri deewani woh to hai chhod ye prem kahaani nai te shor mach jaaegaa aaha chupke se dil de de nai te shor mach jaaegaa haan shor mach jaaegaa oye main ho gayi badnaam te na soch tu bach jaaegaa shor mach jaaegaa laai laai laai la la la la la la la la la la laaaa hoooo oooo ho ooo oooo hooo oooo aaaaaaaa aaaaaa chaahe jo bhi ho jaye kyaa mujhe pyaar nahin kaana hai na na na mar jaanaa hai chup rah ke taubaa taubaa iqraar nahin karna hai maan le click here
Come Near click here
daakiya daak laaya daakiya daak laaya daakiya daak laaya daakiya daak laaya daakiya daak laaya daak laaya daakiya daak laaya daak laaya khushi ka paiyaam kahin kahin dardnaak laaya daakiya daak laaya daak laaya daakiya daak laaya daakiya daak laaya khushi ka paiyaam kahin kahin dardnaak laaya daakiya daak laaya daak laaya daakiya daak laaya daakiya daak laaya hey humm devar ki bhatije ki saali ki sagaai hai ho aati puranmaashi ko qaraar paayi hai mama aapko lene aate magar majboori hai bachchon samet aana aapka zaroori hai dada to are re re re re re dada to guzar gaye daadi beemar hai nana ka bhi tervaan aate somvaar hain chhoto ko pyaar dena badon ko namaskaar deri majboori samjho carad ko taar shaadi ka sandesa tera heyyy somnaath laaya daakiya daak laaya daak laaya daakiya daak laaya daakiya daak laaya hmmm birhaa mein kaise kaise kaatoon ratiyaan birhaa mein kaise kaise kaatoon ratiyaan saawan sunaaye bairi bheegi bheegi batiyaan agni ki boondon mein jale jale click here
phoot aapas mein padi aur hum kunwaare rah gaye sab baraati chal diye dulha bechaare rah gaye dhin phata pat dhingdi pako dhin phata pat dhing daal kaise gale jab ke joota chale aisi shaadi se hum to kunwaare bhale aisi shaadi se hum to kunwaare bhale daal kaise gale jab ke joota chale aisi shaadi se hum to kunwaare bhale aisi shaadi se hum to kunwaare bhale odee dee dee de yeeyiii yuduudufu deee yeeeyiiiiii konrubi nao mor ota are jataoren ka jae are muchlelao tartar moja o dekkhe lagle mone chakh muror koimuja anja kormaka pui jai anja daal kaise gale jab ke joota chale aisi shaadi se hum to kunwaare bhale aisi shaadi se hum to kunwaare bhale har jagah se namoone mangaaye gaye saath ghode gadhe sab bulaaye gaye har jagah se namoone mangaaye gaye sathh chhii hiii ii uhoo hu hoon aisi shaklen jinhen dekh kar dil jale aisi shaklen jinhen dekh kar dil jale aisi shaadi se hum to kunwaare bhale aisi shaadi se hum to kunwaare bhale dheengamusti huyi khoob jhagde huye click here
ye samjho aur samjhaao thodi mein mauj manaao daal roti khao prabhu ke gun gaao daal roti khao prabhu ke gun gaao aji laalach mein na aao na dil ka chain ganwaao daal roti khao prabhu ke gun gaao daal roti khao prabhu ke gun gaao ye samjho aur samjhaao thodi mein mauj manaao daal roti khao prabhu ke gun gaao daal roti khao prabhu ke gun gaao tann pe langoti pet mein roti sone ko ek khatiya sone ko ek khatiya tann pe langoti pet mein roti sone ko ek khatiya sone ko ek khatiya matlab to hai neend se chaahe badhiya ho ya ghatiya badhiya ho ya ghatiya raadhe shyam sita raam oh raadhe shyam sita raam nafrat ko door hataao aur sabko gale lagao daal roti khao prabhu ke gun gaao daal roti khao prabhu ke gun gaao chaandi ki thaali waale ko kya bhukh lage hai zyada kya bhukh lage hai zyada chaandi ki thaali waale ko kya bhukh lage hai zyada kya bhukh lage hai zyada kyun na kha lein phir aapas mein baant ke aadha aadha baant ke aadha aadha radhe shyam oh sita raam radhe shyam click here
hey hey hey hey haan koi so saahibaa lal lal la la hey haan koi so saahibaa lal lal la la haan koi so saahibaa lal lal la la la hey haan koi so saahibaa lal lal la la daaru ki botal mein saahib paani bharta hai phir naa kehna michale daaru pee ke danga karta hai hey haan koi so saahibaa lal lal la la la hey haan koi so saahibaa lal lal la shee shee shee ye kise karta aisa kaahe ko hota shee shee shee ye kise karta aisa kaahe ko hota dekh le jiss din michale ko raat ko seth nahin sota khud chori karta hai lekin chor se darta hai phir naa kehna michale daaru pee ke danga karta hai hey haan koi so saahibaa lal lal la la la hey haan koi so saahibaa lal lal la jungle mein hain mor bade shahar mein hain chor bade jungle mein hain mor bade shahar mein hain chor bade apne bhi vastaad yahaan pade huye hain aur bade michale to bas logon ki khaali jeb katartaa hai phir naa kehna michale daaru pee ke danga karta hai hey haan koi so saahibaa lal lal la la la hey haan koi so click here
daftar ko der ho gayi mujhe jaldi se coffee pilana daftar ko der ho gayi mujhe jaldi se coffee pilana biwi hoon main bawarchi nahin mujhe aata nahin coffee banana daftar ko der ho gayi to jao mujhe jaldi se coffee pilana aaj daftar na jaao to achchha kyun khushi ghar mein manao to achha hai daftar mein rakshash ki raani kha jayegi jo mujhe kachcha rakshash ki raani ko mana lungi tumko chutti dila dungi tum aaj daftar na jana daftar ko der ho gayi mujhe jaldi se coffee pilana biwi hoon main bawarchi nahin mujhe aata nahin coffee banana are daftar ko der ho gayi mujhe jaldi se coffee pilana kaam biwi ka khana pakana kapde dhona aur jhaadu lagana chhee kaam se tum mat aankhein churana saas sasur ka hukum bajana kaam karne ko laakhon hain naukar pyaar karne ko aayi main yahan par dil mein armaan laayi hoon main raani bankar aayi hoon main naukraani na mujhko banana daftar ko der ho gayi mujhe jaldi se coffee pilana biwi hoon maim bawarchi nahin mujhe aata nahin coffee click here
chura ke dil ko le gayi dakan ki ek haseena jigar mein daag de gayi dakan ki ek haseena gulaab si khili huyi shabaab mein dhali huyi chura ke dil ko le gayi dakan ki ek haseena jigar mein daag de gayi hmm hmm hmm hmm haseena bas yunhi rukna zara der aye jaan meri main band karlun inn aakhon mein tasveer teri bas yunhi rukna zara der aye jaan meri main band karlun inn aakhon mein tasveer teri nazar mein chubh ke reh gayi dakan ki ek haseena chura ke dil ko le gayi dakan ki ek haseena gulaab si khili huyi shabaab mein dhali huyi chura ke dil ko le gayi dakan ki ek haseena tauba ji kya rang kya roop kya baankpan hai paani mein bheega hai shola ke tera badan hai tauba ji kya rang kya roop kya baankpan hai paani mein bheega hai shola ke tera badan hai kahin khuli kahin chhupi dakan ki ek haseena chura ke dil ko le gayi dakan ki ek haseena dekho mere pyaar ne kya karishma dikhaya tujhko ajanta ki deewar se chheen laaya dekho mere pyaar ne kya karishma dikhaya tujhko click here
hey danke ki chot se elaan kar diya danke ki chot se elaan kar diya hamne ye dil tumpe kurbaan kar diya danke ki chot se elaan kar diya danke ki chot se elaan kar diya ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ha ha ha ha tum bhi shayad chup rehte hum bhi shayad chup rehte ankhon se dil ki baatein kab kehte kaise kehte kaam bada mushkil tha aasaan kar diya danke ki chot se elaan kar diya ae hey danke ki chot se elaan kar diya kya kehne do jeena hai to jeena hai marna hai to marna hai pyaar agar karna hai to duniya se kya darna hai saari duniya ko hairaan kar diyaa danke ki chot se elaan kar diya ae hey danke ki chot se elaan kar diya haye haye bilkul nahin logon se sharmaate the duniya se ghabraate the dekha hamne keh daala tum jo keh nahin paate the maano humne tumpe ehsaan kar diyaa danke ki chot se elaan kar diya aa hey danke ki chot se elaan kar diya hamne ye dil tumpe kurbaan kar diya danke ki chot se elaan kar diya haa haa haa danke ki chot se elaan kar diya click here
dariya kinare ek banglo go pori jayi jo jayi dariya kinare ek banglo go pori jayi jo jayi jayi jo jayi are jaayegi kahaan aye pori are jaayegi kahaan tere peechhe ye pora aayi jo aayi aayi jo aayi phut dariya kinare ek banglo go pori jayi jo jayi dariya kinare ek banglo go pori jayi jo jayi mai jaa ke khidki mein baithungi solhaa singaar kar ke aisa kya haaa door se hi lalchaaunga kya main tujh ko pukaar kar ke mai jaa ke khidki mein baithungi solhaa singaar kar ke are door se hi lalchaaunga kya main tujh ko pukaar kar ke rahoongi na tere saath are chhod mera haath jiya mein hai koi baat jabaan pe hai koi baat kaisi tu banti hai ri aayi hayi phut dariya kinare ek banglo go pori jayi jo jayi aye jayi jo jayi are jaayegi kahaan aye pori are jaayegi kahaan tere peechhe ye pora aayi jo aayi aayi jo aayi phut dariya kinare ek banglo go pori jayi jo jayi aisa hi bangla tere liye baandhu to paaye jiya chain ek kar waada to baahon mein jhoolun teri dina rain aisa hi bangla click here
tum jo chale gaye to hogi badi kharaabi tum jo chale gaye to hogi badi kharaabi tumhen dil mein band kar loon dariyaa mein phenk doon chaabi tumhen dil mein band kar loon dariyaa mein phenk doon chaabi tum jo chale gaye to hogi badi kharaabi tumhen dil mein band kar loon dariyaa mein phenk doon chaabi tumhen dil mein band kar loon dariyaa mein phenk doon chaabi mujhe dil mein band kar lo dariyaa mein phenk do chaabi mujhe dil mein band kar lo dariyaa mein phenk do chaabi kuchh tum ko ho gaya to hogi badi kharaabi kuchh tum ko ho gaya to hogi badi kharaabi dil mein hi mujhko rakhna aankhon mein naa basaana aankhon ki iss gali mein hai ik sharaab khaana dil mein hi mujhko rakhna aankhon mein naa basaana aankhon ki iss gali mein hai ik sharaab khaana main iss taraf gaya to ho jaaunga sharaabi kuchh tum ko ho gaya to hogi badi kharaabi kuchh tum ko ho gaya to hogi badi kharaabi aakhen bichha di maine rasta tumhaara roka phir kab milega jaane itna haseen mauka aakhen click here
de bhi chuke hum dil nazraana dil ka de bhi chuke hum dil nazraana dil ka are chhodo bhi chhodo bhi ye raag puraana dil ka chhodo bhi ye raag puraana dil ka ek nazar mein haar chuke hain dil ko achchhaa ek nazar mein haar chuke hain dil ko teri addaa pe waar chuke hain dil ko hmm hmm mushkil hai ab laut ke aana dil ka jaa jaa jaa chhodo bhi ye raag puraana dil ka munh dhole o jaal bichhaane waale munh dhole o jaal bichhaane waale hum nahin inn baaton mein aane waale khel hai ye jaana pehchaana dil ka areee de bhi chuke hum dil nazraana dil ka chheen ke dil aashique ka mukarne waale achchhaa chheen ke dil aashique ka mukarne waale hmm hmm are mar jaayenge tujh par marne waale haaye chhod bhi de zaalim tadpaana dil ka jaa jaa chhodo bhi ye raag puraana dil ka daali daali phirte hain harjaai daali daali phirte hain harjaai lobhi bhanwaron ne kab preet nibhaayi yun hi sab karten hain bahaana dil ka haaye de bhi chuke hum dil nazraana dil ka yun hi sab karten hain click here
sawan ka mast mahina hai sawan ka mast mahina hai kya sagar hai kya mina hai ye peena bhi koi peena hai peena hai peena hai peena hai to muh se laga ke botal peene de daru de daru de daru oo mere bhaiya de daru de daru de daru muh se laga ke botal peene de daru are bade dinon ke baad mili hai ye daru aye hay de daru de daru bade dinon ke baad mili hai ye daru are hosh rahe na baki saaqi de daru de daru de daru oo mere bhaiya de daru de daru de daru barju bhaiya ki jai jab daru andar jayegi aahaaa jab daru andar jayegi gal sachchi bahar aayegi ye andar bahar hone do hume hasne do hume rone do hume hasne do hume rone do sab bhed bharam bharam sab bhed bharam khul jayenge sab kante pe tul jayenge sab bhed bharam khul jayenge sab kante pe tul jayenge hume bure sahi par achchhe hain kyoki hum dil ke sachche hain sachche hain sachche hain sachche hain are jhut kahe to jaan hamari le daru le daru le daru are bade dinon ke baad mili hai ye daru de daru de daru oo mere click here
meenaaaa are meenaaaa aa gaya tera deewana bata bata are kahaan hai tera thikana hum bande hai pyaar ke maange sab ki khair haaaan apni sab se dosti nahin kisi se bair ho de de pyaar de de de pyaar de pyaar de pyaar de re humen pyaar de de de pyaar de pyaar de pyaar de re humen pyaar de duniyaan waale kuchh bhi samjhe hum hain prem deewane jahaan bhi jaayen tujhe pukare gaa ke prem taraane de de pyaar de pyaar de re humen pyaar de ho de de pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar de re humen pyaar de are aane ko to roz hain aate sooraj chaand sitaare haaaa phir bhi andheri hai ye duniyaa tu hi raah dikha re prem pyaar sukh chain ki barkha teri nazar se barse ye dukh dard ki aag bhujhe koi dil na pyaasa tarse de de pyaar de pyaar de re humen pyaar de ho de de pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar de re humen pyaar de are yahaan dilon ke beech khadi jo wo deewaar gira de haan dil mein soyi soyi aisi pyaar ki jyot jaga de pyaar ho dil mein to lagti hai saari duniyaan pyaari hum saari click here
aa haa haa haa aa jaaaaaaa rim rim rim rim rim rim o rum o rum o rum o rum o rum o rum chhote chhote nanhe munne pyare pyare re bachche sachche jag ke ujiyare re deep deewali ke jhoothe raat chale subha toote chhote chhote nanhe munne pyale pyale le bachche sachche jag ke ujiyare re deep deewali ke jhoothe raat chale subha toote inke aage rang pheeke sab nazar aate hain chaand taare tumse hi saare roshni paate hain inko dekhen dekh ke jhoomen baag ki daali daali phool baharon ke jhoothe aaj khile aur kal toote chhote chhote nanhe munne pyare pyare re bachche sachche jag ke ujiyare re alle wah le banku akkad bakakd bambei sau dilli number pure sau sau main laga dhaaga chor nikal ke bhaga chidiya ghar mein rani bole chai chui chap ye hanse to hans pade sab royen to sab royen inki khatir hum aap jaagen chain se ye soyen aadmi ki zindagi ka ye hai sachcha sahara aur sahare sab jhoothe aaj mile aur kal toote chhote chhote nanhe munne pyare pyare re bachche sachche jag click here
deewana deewana karke chhodoge lagta hai yun humko sau baar kaha aye jaane jahaan yun pyaar se tum dekha naa karo haaye jeena mushkil kar doge lagta hai yun humko sau baar kaha aye jaane jahaan yun pyaar se tum dekha naa karo haaye jeena laaaa lala laaaaaa lala laaa lala laaaaa lala laaaa lala la lala aise naa bas jaana tha meri palkon ke tale hoooo oooo ooooooo raahi wahin rukte hain ghani jahaan chhaanv mile hooooo ooooo hoooo oooo pyaar se ruk ruk dekh rahe kya ho mujh mein hooooo ooooo hoooo oooo sar se kadam tak sapnon ke kayi gaanv mile hooooo hooooo hoooo kaisi hoon main saajan phir se kaho naa kaho naa ho deewana karke chhodoge lagta hai yun humko sau baar kaha aye jaane jahaan yun pyaar se tum dekha naa karo deewana tum naa mile the kuchh bhi nahi tha jeene mein hooooo ooooo ooooo oooo aafat hai milna saawan ke mahine mein hooooo ooooo hmmm hmmmm toofaan kya hai dekho meri inn aankhon ko aaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaa aankhon ki tasveer bani mere seene mein click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Choli Tere Tan Par Kasi Kasi Hoshiyar (1985) 05:49 36318
 
Poster of Hoshiyar (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Meenakshi Seshadri, Jeetendra
Duration : 05:49   Song Number : 36318   

Chori Chori Chupke Bullet (1976) 05:26 40141
 
Poster of Bullet (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand, Jyoti Bakshi
Duration : 05:26   Song Number : 40141   

Chudi Nahin Ye Meraa Dil Gambler (1971) 04:18 18127
 
Poster of Gambler (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Dev Anand, Zahida
Duration : 04:18   Song Number : 18127   

Chup Ho Aaj Kaho Kya Hai Baat 36 Ghante (1974) 03:22 12018
 
Poster of 36 Ghante (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Sapan Chakraborty
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Vijay Arora, Parveen Babi
Duration : 03:22   Song Number : 12018   

Chupke Se Dil De De Maryada (1971) 03:35 36351
 
Poster of Maryada (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Mala Sinha
Duration : 03:35   Song Number : 36351   

Come Near Do Gulab (1983) 05:09 39183
 
Poster of Do Gulab (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Kunal Goswami, Meenakshi Seshadri
Duration : 05:09   Song Number : 39183   

Daakiya Daak Laya Palkon Ki Chhaon Mein (1977) 05:20 13907
 
Poster of Palkon Ki Chhaon Mein (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Hema Malini, Others
Duration : 05:20   Song Number : 13907   

Daal Kaise Gale Baap Re Baap (1955) 03:29 12822
 
Poster of Baap Re Baap (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Jan Nisar Akhtar
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar
Duration : 03:29   Song Number : 12822   

Daal Roti Khao Prabhu Jwar Bhata (1973) 05:12 20530
 
Poster of Jwar Bhata (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Dharmendra, Saira Banu
Duration : 05:12   Song Number : 20530   

Daaru Ki Botal Mein Majboor (1974) 04:59 13666
 
Poster of Majboor (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Pran
Duration : 04:59   Song Number : 13666   

Daftar Ko Der Ho Gayi Haisiyat (1984) 05:08 36927
 
Poster of Haisiyat (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Jitendra, Jaya Prada
Duration : 05:08   Song Number : 36927   

Dakan Ki Ek Haseena Ulta Seedha (1985) 05:40 18537
 
Poster of Ulta Seedha (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Raj Babbar, Rati Agnihotri
Duration : 05:40   Song Number : 18537   

Danke Ki Chot Se Elaan Kar Diya Hum Hain Lajwaab (1984) 04:42 37356
 
Poster of Hum Hain Lajwaab (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Padmini Kolhapure, Kumar Gaurav
Duration : 04:42   Song Number : 37356   

Dariya Kinare Ek Sabse Bada Rupaiya (1976) 03:42 20313
 
Poster of Sabse Bada Rupaiya (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Basu Manohari
Duration : 03:42   Song Number : 20313   

Dariyaa Mein Phenk Doon Aas Paas (1980) 05:31 21378
 
Poster of Aas Paas (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Dharmendra, Hema Malini
Duration : 05:31   Song Number : 21378   

De Bhi Chuke Hum Dil Jaal (1952) 03:19 13388
 
Poster of Jaal (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Geeta Bali, Dev Anand
Duration : 03:19   Song Number : 13388   

De Daru Karma (1986) 06:42 32689
 
Poster of Karma (1986)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1986
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Duration : 06:42   Song Number : 32689   

De De Pyaar De Sharaabi (1984) 05:46 20316
 
Poster of Sharaabi (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Jaya Prada
Raag- 
Pilu
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:46   Song Number : 20316   

Deep Deewali Ke Jhoothe Jugnu (1973) 04:10 13471
 
Poster of Jugnu (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 04:10   Song Number : 13471   

Deewana Karke Mere Jeevan Saathi (1972) 06:04 13727
 
Poster of Mere Jeevan Saathi (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Tanuja
Duration : 06:04   Song Number : 13727   
Karaoke Songs of kishore kumar, Sad Songs of kishore kumar, Love Songs of kishore kumar, Dance Songs of kishore kumar, Hip-hop songs of kishore kumar, Best songs of kishore kumar, Super hit songs of kishore kumar, hit songs of kishore kumar, duet songs of kishore kumar, solo songs of kishore kumar, old songs of kishore kumar, famous songs of kishore kumar, Hindi Karaoke Songs of kishore kumar, Hindi Sad Songs of kishore kumar, Hindi Love Songs of kishore kumar, Hindi Dance Songs of kishore kumar, Hindi Hip-hop songs of kishore kumar, best Hindi songs of kishore kumar, super hit Hindi songs of kishore kumar, hit Hindi songs of kishore kumar, duet Hindi songs of kishore kumar, solo Hindi songs of kishore kumar, old Hindi songs of kishore kumar, famous Hindi songs of kishore kumar, Sing Along Songs of kishore kumar, Sing Along Sad Songs of kishore kumar, Sing Along Love Songs of kishore kumar, Sing Along Dance Songs of kishore kumar, Sing Along Hip-hop songs of kishore kumar, Sing Along Best songs of kishore kumar, Sing Along Super hit songs of kishore kumar, Sing Along hit songs of kishore kumar, Sing Along duet songs of kishore kumar, Sing Along solo songs of kishore kumar, Sing Along old songs of kishore kumar, Sing Along famous songs of kishore kumar