MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeHasrat Jaipuri
HomeHasrat Jaipuri
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


kahaan hai kahaan hai kanhaiya samjhe na pyaar mera samjhe na pyaar mera meethi meethi bansuri se chheen le qaraar mera chheen le qaraar mera kahaan hai kahaan hai kanhaiya wo mohe ratiyaan jagaaye wo meri nindiya churaaye wo mohe ratiyaan jagaaye wo meri nindiya churaaye dhundhoon main saanjh savere wo mohe milne na paaye kahaan hai kahaan hai kanhaiya samjhe na pyaar mera samjhe na pyaar mera meethi meethi bansuri se chheen le qaraar mera chheen le qaraar mera kahaan hai kahaan hai kanhaiya main unki bholi pujaran hoon paagal unke kaaran main unki bholi pujaran hoon paagal unke kaaran do naina laage pihu se bani main pyaar ki jogan kahaan hai kahaan hai kanhaiya samjhe na pyaar mera samjhe na pyaar mera meethi meethi bansuri se chheen le qaraar mera chheen le qaraar mera kahaan hai kahaan hai kanhaiya ye jeewan aise guzaaroon ke baithi panth nihaaroon ye jeewan aise guzaaroon ke baithi panth nihaaroon main bhar kar saans ki sargam tera hi naam pukaaroon kahaan click here
aaa aaa aaaa aaa aaa aaaaa kaise samjhaaun badi nasamajh ho kaise samjhaaun badi nasamajh ho hum se na jeetogi tum rehne do yeh baazi kaise samjhaun aaa aaa aaaa aaa aaa aaaaa kaise samjhaaun bade nasamajh ho kaise samjhaaun bade nasamajh ho aaye gaye tum jaise sainkadon anaari kaise samjhaaun hum dil ka saaz bajaate hain duniya ke hosh udaate hain hum dil ka saaz bajaate hain duniya ke hosh udaate hain hum saat suron ke saagar hain har mehfil mein lehraate hain har mehfil mein lehraate hain kaise samjhaaun badi na samajh ho kaise samjhaaun tum saaz bajaana kya jaano tum rang jamaana kya jaano tum saaz bajaana kya jaano tum rang jamaana kya jaano mehfil to humare dum se hai tum hosh udaana kya jaano tum hosh udaana kya jaano kaise samjhaaun bade uh samajh ho kaise samjhaaun main naachun chaand sitaaron par sholon par aur sharaaron par main naachun chaand sitaaron par sholon par aur sharaaron par hum aise kalaa ke deewaane chha jaayen nasheeli bahaaron par chha click here
kal ki na karo baat are baat karo aaj ki kal ki na karo baat baat karo aaj ki kal ki na karo baat baat karo aaj ki ye zindagi to jhoom ke gaane ki liye hai gaane ke liye haiiiii kal ki na karo baat baat karo aaj ki ye zindagi to jhoom ke gaane ki liye hai gaane ke liye haiiiii jeevan ke ye din chaar bade pyaar se guzre iqraar se guzre kabhi taqraar se guzreeeee jeevan ke ye din chaar bade pyaar se guzre iqraar se guzre kabhi taqraar se guzreeeee aur inki yaad dil mein basaane ke liya hai basaane ke liyeeeee kal ki na karo baat baat karo aaj ki ye zindagi to jhoom ke gaane ki liye hai gaane ke liye haiiiii iss raat ki subah naa ho ye apni duaa hai chhaya hua har dil par muhabbat ka nasha haiiiii iss raat ki subah naa ho ye apni duaa hai chhaya hua har dil par muhabbat ka nasha haiiiii ye raat saari raat jagaane ke liye hai jagaane ke liyeiiiii kal ki na karo baat baat karo aaj ki ye zindagi to jhoom ke gaane ki liye hai gaane ke liye haiiiii gaane ke liye haiiiii click here
kal teri tasveer ko sajde kiye hain raat bhar humne teri yaad ke aansun piye hain raat bhar kal teri tasveer ko sajde kiye hain raat bhar humne teri yaad ke aansun piye hain raat bhar chaand jab nikla sitaare aur itaraane lage chaand jab nikla sitaare aur itaraane lage un sitaaron ne bhi humko gum diye hain raat bhar humne teri yaad ke aansun piye hain raat bhar tum to sapno ke jahan mein so rahe the bekhabar tum to sapno ke jahan mein so rahe the bekhabar sans ke taaron se zakhme dil siye hain raat bhar humne teri yaad ke aansun piye hain raat bhar kal teri tasveer ko sajde kiye hain raat bhar humne teri yaad ke aansun piye hain raat bhar click here
kaashmir ki kali hoon main mujhse naa rutho baabu ji murjhaa gayi to phir naa khilungi kabhi nahin kabhi nahin kabhi nahin are kaashmir ki kali hoon main mujhse naa rutho baabu ji murjhaa gayi to phir naa khilungi kabhi nahin kabhi nahin kabhi nahin rangat meri bahaaron mein dil ki aag chanaaron mein rangat meri bahaaron mein dil ki aag chanaaron mein kuchh to humse baat karo inn behke gulzaaro mein kuchh to humse baat karo inn behke gulzaaro mein kaashmir ki kali hoon main mujhse naa rutho baabu ji murjhaa gayi to phir naa khilungi kabhi nahin kabhi nahin kabhi nahin are kaashmir ki kali hoon main mujhse naa rutho baabu ji murjhaa gayi to phir naa khilungi kabhi nahin kabhi nahin kabhi nahin pyaar pe gussa karte ho tera gussa humko pyaara hai pyaar pe gussa karte ho tera gussa humko pyaara hai yahi adaa to qaatil hai jisne humko maara hai yahi adaa to qaatil hai jisne humko maara hai kaashmir ki kali hoon main mujhse naa rutho baabu ji murjhaa gayi to phir naa click here
kaun hai jo sapnon mein aaya kaun hai jo dil mein samaaya lo jhuk gaya aasman bhi ishq mera rang laya kaun hai jo sapnon mein aaya kaun hai jo dil mein samaaya lo jhuk gaya aasman bhi ishq mera rang laya o priyaa aa aa aa aa aa aa o priyaa aa aa aa aa aa aa aa zindagi ke har ik mod pe main geet gaata chala jaa raha hoon zindagi ke har ek mod pe main geet gaata chala jaa raha hoon bekhudi ka ye aalam na poochho manzilon se badha jaa raha hoon manzilon se badha jaa raha hoon kaun hai jo sapnon mein aaya kaun hai jo dil mein samaaya lo jhuk gaya aasman bhi ishq mera rang laya o priyaa aa aa aa aa aa aa o priyaa aa aa aa aa aa aa aa saj gayin aaj saari dishaayein khul gayi aaj jannat ki raahein saj gayin aaj saari dishaayein khul gayi aaj jannat ki raahein husn jab se mera ho gaya hai mujh pe padti hain sab ki nigaahein mujh pe padti hein sab ki nigaahein kaun hai jo sapnon mein aaya kaun hai jo dil mein samaaya lo jhuk gaya aasman bhi ishq mera rang laya o priyaa aa click here
keh do ji keh do chhupao na pyaar kabhi kabhi aati hai jhoomti bahaar aisi jhoomti bahaar kaise kahun baalma sharam ki hai baat keh dega chaand sabse sun legi raat piyaa sun legi raat aa haa haaa aa haa haaa aa haa haaa aa haa haaa dil ki lagi hai kya tum hi batao jhuki jhuki akhiyon ke parde uthao dil ki lagi ko taaron se puchho behti nadi se dharon se puchho jo jalte hain raaton ko apni hi aag mein pahne wo shabnam ke haath keh do ji keh do chhupao na pyaar kabhi kabhi aati hai jhoomti bahaar aisi jhoomti bahaar kaise kahun baalma sharam ki hai baat keh dega chaand sabse sun legi raat piyaa sun legi raat mausam chhede kiske taraane jhonke hawa ke kyun hain deewane madhosh hain ye saari fizayen pyaar bhari hain inki adayen ye nazron ke taron ki barkha na puchho ras ki pade hai fuhaar keh do ji keh do chhupao na pyaar kabhi kabhi aati hai jhoomti bahaar aisi jhoomti bahaar kaise kahun baalma sharam ki hai baat keh dega chaand sabse sun legi raat piyaa sun legi raat click here
keh do keh do jahaan se keh do ishq par zor nahin keh do keh do jahaan se keh do ishq par zor nahin mar jaayenge ek dusre par machega koi shor nahin keh do keh do jahaan se keh do ishq par zor nahin mar jaayenge ek dusre par machega koi shor nahin keh do keh do jahaan se keh do ishq par zor nahin tera tasavuarr sataaye suhab shaam pyaar bhare toofaan uthaye subah shaam sapne suhaane dikhaaye subah shaam dil ki zubaan par rataa hai tera naam haaye tum saa kahaan se laaun jahaan mein koi aur nahin haaye tum saa kahaan se laaun jahaan mein koi aur nahin mar jaayenge ek dusre par machega koi shor nahin keh do keh do jahaan se keh do ishq par zor nahin deep kahin jale patanga wahin jaaye chaand kahin khile chakora wahin jaaye phool kahin mehke to bhanwraa wahin jaaye dil ka papihaa tere hi paas aaye mera dil hai wo paagal panchhi ke aisa to chakor nahin mera dil hai wo paagal panchhi ke aisa to chakor nahin mar jaayenge ek dusre par machega koi shor nahin keh do keh do click here
la la la la la la la laaaaaa la la la laa laaaaa khanak gayo haaye bairi kanganaa khanak gayo haye bairi kanganaa khanak gayo haye bairi kanganaa chhanak gayo haye bairi kanganaa chhanak gayo haye bairi kanganaa khanak gayo haye bairi kanganaa khanak gayo haye bairi kanganaa chhanak gayo mehendi le kar rut jo aayi mehendi le kar rut jo aayi hans diya kajraa main sharmaayi nain se nain mile dil ke dwaar khule nain se nain mile dil ke dwaar khule lehak gayo lehak gayo lehak gayo reyyy lehak gayo lehak gayo haye bairi kanganaa khanak gayo haye bairi kanganaa khanak gayo apni lahar mein jhoom rahi hoon apni lahar mein jhoom rahi hoon khud ko khushi mein choom rahi hoon kaisi khushbu ye udi reh gayi main to khadi kaisi khushbu ye udi reh gayi main to khadi mahak gayo mahak gayo mahak gayo reyyy mahak gayo mahak gayo haye bairi kanganaa khanak gayo haye bairi kanganaa khanak gayo dil mein wohi deep jalate dil mein wohi deep jalate sadiyon puraane rishte naate raah mein click here
hooooo kho gaya hai mera pyaar kho gaya hai mera pyaar kho gaya hai mera pyaar mera pyaar dhundhataa hoon main mera pyaar dhundhataa hoon main mera pyaar kho gaya hai mera pyaar mera pyaar kho gaya hai mera pyaar aise toofaan mein chhod kar chal diyaa dil ko tod kar ghum ki maujon mein haaye koi chhup gaya munh ko mod kar chhup gaya munh ko mod kar kho gaya hai mera pyaar kho gaya hai mera pyaar kho gaya hai mera pyaar mera pyaar dhundhataa hoon main mera pyaar o hooooooo o hoooo hooo hooo zindgaani udaaas hai wo kahaan kiske paas hai gehri nadiyaa bata de tu mujhko milne ki aas hai mujhko milne ki aas hai kho gaya hai mera pyaar kho gaya hai mera pyaar kho gaya hai mera pyaar mera pyaar dhundhataa hoon main mera pyaar chalti saanson mein shor hai teri yaadon kaa zor hai bhatke dil ko qaraar nahin jaane kaisa ye daur hai jaane kaisa ye daur hai kho gaya hai mera pyaar kho gaya hai mera pyaar kho gaya hai mera pyaar mera pyaar dhundhataa hoon main mera pyaar click here
mubaarakbaad dene kooo hawa baagon se aayi hai bahaaren saari duniyaaa ki wo apne saaath laayi hai khushiyon ke chaand muskuraaye re ooooooo khushiyon ke chaand muskuraaye re dekho mast zamaane aaye re haay re khushiyon ke chaand muskuraaye re nasheeli bahaaron mein dil kho raha hai dil kho raha hai nigaahon se matlab ada ho raha hai nigaahon se matlab ada ho raha hai ada ho raha hai hothon pe baat dil ki aaye re o o o hothon pe baat dil ki aaye re dekho mast zamaane aaye re haay re khushiyon ke chaand muskuraaye re khushi pyaar ban ke jhuki ja rahi hai jhuki ja rahi hai mohabbat ki mehfil luti ja rahi hai mohabbat ki mehfil luti ja rahi hai luti ja rahi hai aankhon mein raat jhume jaaye re o o o aankhon mein raat jhume jaaye re dekho mast zamaane aaye re haay re khushiyon ke chaand muskuraaye re muhabbat ka inpe asar ho gaya hai asar ho gaya hai udhar ho chuka hai idhar ho raha hai udhar ho chuka hai idhar ho raha hai idhar ho raha hai inse na aaj raha jaaye re o click here
kisi nargisi nazar ko dil denge hum kaali zulf ke saaye mein dum lenge hum aye haseen tere har sitam sahenge hum aa bhi jaa ke teri raah mein khaden hain hum kisi nargisi nazar ko dil denge hum kaali zulf ke saaye mein dum lenge hum aye haseen tere har sitam sahenge hum aa bhi jaa ke teri raah mein khaden hain hum kisi nargisi nazar ko dil denge hum jab nazar milayegi shokh dilruba bin piye hi chhayega humpen ek nasha hans ke gul khilaayegi uss ki har adaa hum kahenge jaaneman tujh pe hum fidaa kisi nargisi nazar ko dil denge hum kaali zulf ke saaye mein dum lenge hum aye haseen tere har sitam sahenge hum aa bhi jaa ke teri raah mein khaden hain hum kisi nargisi nazar ko dil denge hum hum zaroor paayenge ek nayi bahaar kam nahin jahaan mein husn waale hai hazaar kar rahe hain aaj hum jiska intezaar khud hi chali aayegi wo hoke beqaraar kisi nargisi nazar ko dil denge hum kaali zulf ke saaye mein dum lenge hum aye haseen tere har sitam sahenge hum aa bhi jaa ke teri click here
aaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa kitna hansi hai ye jahaan aankhon se barse mastiyaan barso ki pyaas bhujhi hai ulfat bhi naach uthi hai dekha tumhen jo meri jaan kitna hansi hai ye jahaan aankhon se barse mastiyaan barso ki pyaas bhujhi hai ulfat bhi naach uthi hai dekha tumhen jo meri jaan kitna hansi hai ye jahaan aaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaa poochhoo naa haaye mera haal mastaana ho gayi meri chaal poochhoo naa haaye mera haal mastaana ho gayi meri chaal mai bhi teri hoon jaaneman aankhon mein aankhen zara daal aankhon se barse mastiyaan dekha tumhe jo meri jaan kitna hansi hai ye jahaan aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaaa dhundhe the saaton aasmaan laakhon sitaaren the hairaan dhundhe the saaton aasmaan laakhon sitaaren the hairaan khoyaa tha pyaar mil gaya click here
Koi Chal Diya Akela click here
koi mere sapnon mein aaya dheere dheere mann mein samaaya ho ye na puchho phir kya hua ho phir hmm hmm hmm hmm koi mere sapnon mein aaya dheere dheere mann mein samaaya ho ye na puchho phir kya hua ho phir hmm hmm hmm hmm phoolon ne sindoor chhidka phoolon ne sindoor chhidka mausam ka dil aaj dhadka mausam ka dil aaj dhadka chhalke bahaaron se masti chhalke bahaaron se masti jaadu hai unki nazar ka koi mere sapnon mein aaya dheere dheere mann mein samaaya ho ye na puchho phir kya hua ho phir hmm hmm hmm hmm naina miley kho gayi main naina miley kho gayi main baalam ki ab ho gayi main baalam ki ab ho gayi main sapnon ki rimjhim na puchho sapnon ki rimjhim na puchho madhosh ho so gayi main koi mere sapnon mein aaya dheere dheere mann mein samaaya ho ye na puchho phir kya hua ho phir hmm hmm hmm hmm koi mere sapnon mein aaya dheere dheere mann mein samaaya ho ye na puchho phir kya hua ho phir hmm hmm hmm hmm click here
chaand ek bewaa ki chudi ki tarah toota hua har sitaara besahaara soch mein dooba hua ghum ke baadal ik janaaje ki tarah thehre huye hichkiyon ke saaz par kehta hai dil rota hua koi nahin mera iss duniyaa mein aashiyaan barbaad hai aansun bhari mujhe kismat di hai zindagi naashaad hai jaa hawaa tu rastaa le apna kismat hai meri jee ke tadapnaa jaa hawaa tu rastaa le apna kismat hai meri jee ke tadapnaa aayi hai mere ghum pe jawaani roti huyi ek yaad hai sookh chuke hai aankhon ke jharne loot liya humen daag e jigar ne phool nahin ye zakham khile hain phool nahin ye zakham khile hain aasmaan saiyaad hai aasmaan saiyaad hai koi nahin mera iss duniyaa mein aashiyaan barbaad hai mausam dukhon ka sar par hai chhaaya mujhse juda hai khud mera saaya mausam dukhon ka sar par hai chhaaya mujhse juda hai khud mera saaya hum hai akele ghum ke hai mele dard ki fariyaad hai koi nahin mera iss duniyaa mein aashiyaan barbaad hai click here
kuchh sher sunaata hoon main kuchh sher sunaata hoon main jo tujh se mukhatib hai ek husn pari dil mein hai ye unse mukhatib hain ek husn pari dil mein hai ye unse mukhatib hain seekhi hai tumse phool ne hasne ki har ada seekhi hawaa ne tum se hi chalne ki har ada aina tum ko dekh ke hairaan ho gaya ek bezubaan tum se pashemaan ho gaya kitni bhi taarif karoon rukti nahin zubaan rukti nahin zubaan kuchh sher sunaata hoon main jo tujh se mukhatib hai ek husn pari dil mein hai ye unse mukhatib hain ek husn pari dil mein hai ye unse mukhatib hain haathon ka loch ras bhari shaakhon ki daastaan naazuk hatheliyon pe wo mehndi ka gulsitaan pad jaaye tum pe dhoop to sawlaye gora tan makhmal pe tum chalo to chhile paaun gul badan kitni bhi taarif karoon rukti nahin zubaan rukti nahin zubaan kuchh sher sunaata hoon main jo tujh se mukhatib hai ek husn pari dil mein hai ye unse mukhatib hain ek husn pari dil mein hai ye unse mukhatib hain aankhein agar jhooke to muhabbat click here
kya kehne masha allah nazar teer aapki kya kehne masha allah nazar teer aapki jee chaahta hai jee chaahta hai kheench loon tasveer aapki jee chaahta hai kheench loon tasveer aapki kya kehne masha allah nazar teer aapki jee chaahta hai kheench loon tasveer aapki jee chaahta hai kheench loon tasveer aapki kya kehne masha allah chehra suhaana pyaar ki roshan kitaab hai bijli bhi jisko paa na saki wo shabaab hai aata hai roz poojne sooraj kadam ko choomne dene ko hum bhi aa gaye dil ka jawaan gulaab oye wallah kya haseen hai taaseer aapki oye wallah kya haseen hai taaseer aapki jee chaahta hai jee chaahta hai kheench loon tasveer aapki jee chaahta hai kheench loon tasveer aapki kya kehne masha allah pyaara pyaara haaye ghunghat tumhaara bahaar hai dil ka ye taara aisi adaa par nisaar hai chaandi se gore haath mein mehendi rachi suhaag ki kis ke liye wo naazmi itni saji huyi haye dulhan bani hai aaj to takdeer aapki haye dulhan bani hai aaj to takdeer aapki jee chahta click here
kyun jhuki jhuki hain palken kyun jhuki jhuki hain palken meri jaan ye baat kya hai kyun jhuki jhuki hain palken meri jaan ye baat kya hai mere dil main kaise keh doon mere dil main kaise keh doon mujhe pyaar ho gaya hai kyun jhuki jhuki hain palken tujhe dekhne ki khaatir tere dar pe aa gaye hain ke bahaar ki zubaan se tera naam sun chuke hain o janam janam ke saathi tujhe hum bhi jaante hain ye chaman mehak raha hai mehke to harz kya hai mere dil main kaise keh doon mujhe pyaar ho gaya hai kyun jhuki jhuki hain palken ye ghata bhi aaj hum par moti luta rahi hai humein dekh kar kali bhi sar ko hila rahi hai mere dil ki baat sun ne ye hawa bhi aa rahi hai ye gagan bhi dekhta hai dekhe to harz kya hai kyun jhuki jhuki hain palken meri jaan ye baat kya hai kyun jhuki jhuki hain palken ye sharam na humpe keeje hum bhi to hain tumhare kirnon se maang bhar dein kar do agar ishaare dil gaa raha hai nagma bas mein nahin hamaare mausam bhi jhoomta hai jhoome to harz kya click here
lagi mast nazar ki kataar haa haa haaaaaa mast nazar ki kataar dil ke utar gayi paar inn pyaar ki raahon mein ho inn pyaar ki raahon mein dil bhi gaya hum bhi gaye zakhm e jigar hai bahaar mast nazar ki kataar mast nazar ki kataar dil ke utar gayi paar inn pyaar ki raahon mein ho inn pyaar ki raahon mein dil bhi gaya hum bhi gaye zakhm e jigar hai bahaar ho mast nazar ki kataar chehraaa aaaa haaaa chehra chamkila sooraj ho jaise pyaar ka baahen lehraati naksha hai ik talvaar ka hum to loot gaye hum to loot gaye khushi se hum to loot gayeeee khamosh nazaron mein ho khamosh nazaron mein kya thi adaa jispe fidaa hum to huye sau baar hoye mast nazar ki kataar mast nazar ki kataar dil ke utar gayi paar inn pyaar ki raahon mein ho inn pyaar ki raahon mein dil bhi gaya hum bhi gaye zakhm e jigar hai bahaar ho mast nazar ki kataar aankhen haaye haaye aankhen matwaali ulfat ke jaise raaste palken albeli chhaya hai mere waaste jhoome zindagi jhoome zindagi nashen mein jhoome click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Kahan Hai Kahan Kanhaiya (1959) 03:43 38761
 
Poster of Kanhaiya (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nutan
Duration : 03:43   Song Number : 38761   

Kaise Samjhaaun Badi Nasamajh Ho Suraj (1966) 03:35 36260
 
Poster of Suraj (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Vyjayanthimala
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:35   Song Number : 36260   

Kal Ki Na Karo Baat Jangal Mein Mangal (1972) 04:28 13419
 
Poster of Jangal Mein Mangal (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Hasrat Jaipuri, Neeraj
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Balraj Sahni, Pran, Reena Roy
Duration : 04:28   Song Number : 13419   

Kal Teri Tasveer Ko Hemanta Mukherjee 03:14 16528
 
Poster of Hemanta Mukherjee
 
Category
Hindi Non Film
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Ravi
Duration : 03:14   Song Number : 16528   

Kashmir Ki Kali Hoon Junglee (1961) 03:32 13472
 
Poster of Junglee (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sayra Banu
Duration : 03:32   Song Number : 13472   

Kaun Hai Jo Sapnon Mein Jhuk Gaya Aasman (1968) 05:59 20750
 
Poster of Jhuk Gaya Aasman (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar
Duration : 05:59   Song Number : 20750   

Keh Do Ji Keh Do Chhupao Na Pyaar Kismat Ka Khel (1956) 04:21 37931
 
Poster of Kismat Ka Khel (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Duration : 04:21   Song Number : 37931   

Keh Do Keh Do Jahaan April Fool (1964) 05:15 20713
 
Poster of April Fool (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Vishwajeet, Sayra Banu
Duration : 05:15   Song Number : 20713   

Khanak Gayo Haaye Bairi Kangna Rishte Naate (1965) 05:53 20641
 
Poster of Rishte Naate (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nutan
Duration : 05:53   Song Number : 20641   

Kho Gaya Hai Mera Hariyali Aur Rasta (1962) 04:04 13321
 
Poster of Hariyali Aur Rasta (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Mala Sinha
Duration : 04:04   Song Number : 13321   

Khushiyon Ke Chaand Mayur Pankh (1954) 03:29 19837
 
Poster of Mayur Pankh (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:29   Song Number : 19837   

Kisi Nargisi Nazar Ko Main Nashe Mein Hoon (1959) 03:46 13652
 
Poster of Main Nashe Mein Hoon (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Maruti
Duration : 03:46   Song Number : 13652   

Kitna Hansi Hai Ye Humsaya (1968) 05:50 12066
 
Poster of Humsaya (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 05:50   Song Number : 12066   

Koi Chal Diya Akela Rut Rangeeli Ayee (1972) 04:24 17275
 
Poster of Rut Rangeeli Ayee (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Ratan Deep - Hemraj
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 04:24   Song Number : 17275   

Koi Mere Sapnon Mein New Delhi (1956) 03:20 13872
 
Poster of New Delhi (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Duration : 03:20   Song Number : 13872   

Koi Nahin Mera Daag (1952) 03:31 13015
 
Poster of Daag (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Dileep Kumar
Duration : 03:31   Song Number : 13015   

Kuchh Sher Sunaata Ek Dil Sau Afsane (1963) 06:06 13211
 
Poster of Ek Dil Sau Afsane (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman, Raj Kapoor
Duration : 06:06   Song Number : 13211   

Kya Kehna Masha Allah Nazar Teer Ji Chahta Hai (1964) 03:15 20515
 
Poster of Ji Chahta Hai (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee, Rajshree
Duration : 03:15   Song Number : 20515   

Kyun Jhuki Jhuki Hain Palken Chhaila Babu (1967) 04:57 38675
 
Poster of Chhaila Babu (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Duration : 04:57   Song Number : 38675   

Lagi Mast Nazar Ki Sehra (1963) 04:58 14194
 
Poster of Sehra (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Ram Lal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Prashant
Duration : 04:58   Song Number : 14194   
Karaoke Songs of hasrat jaipuri, Sad Songs of hasrat jaipuri, Love Songs of hasrat jaipuri, Dance Songs of hasrat jaipuri, Hip-hop songs of hasrat jaipuri, Best songs of hasrat jaipuri, Super hit songs of hasrat jaipuri, hit songs of hasrat jaipuri, duet songs of hasrat jaipuri, solo songs of hasrat jaipuri, old songs of hasrat jaipuri, famous songs of hasrat jaipuri, Hindi Karaoke Songs of hasrat jaipuri, Hindi Sad Songs of hasrat jaipuri, Hindi Love Songs of hasrat jaipuri, Hindi Dance Songs of hasrat jaipuri, Hindi Hip-hop songs of hasrat jaipuri, best Hindi songs of hasrat jaipuri, super hit Hindi songs of hasrat jaipuri, hit Hindi songs of hasrat jaipuri, duet Hindi songs of hasrat jaipuri, solo Hindi songs of hasrat jaipuri, old Hindi songs of hasrat jaipuri, famous Hindi songs of hasrat jaipuri, Sing Along Songs of hasrat jaipuri, Sing Along Sad Songs of hasrat jaipuri, Sing Along Love Songs of hasrat jaipuri, Sing Along Dance Songs of hasrat jaipuri, Sing Along Hip-hop songs of hasrat jaipuri, Sing Along Best songs of hasrat jaipuri, Sing Along Super hit songs of hasrat jaipuri, Sing Along hit songs of hasrat jaipuri, Sing Along duet songs of hasrat jaipuri, Sing Along solo songs of hasrat jaipuri, Sing Along old songs of hasrat jaipuri, Sing Along famous songs of hasrat jaipuri