MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeShakeel Badayuni
HomeShakeel Badayuni
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


mil mil ke gaayenge hoooo hooo do dil yahaan ek tera ek mera hmm hmm haan haan mil mil ke gaayenge hoooo hooo do dil yahaan ek tera ek mera hmm hmm haan haan ulfat ke paimaane bharpoor hain sab choor hain duniyaa ki nazron se hum door hain dukh door hain chhup chhup ke milne kiiiiiii ab rutt kahaan chhup chhup ke milne kiiiiiii ab rutt kahaaaaan din apne raat apni apna jahaaaan apna jahaaan mil mil ke gaayenge hoooo hooo do dil yahaan ek tera ek mera hmmm hmmm haan haan hahaa haa hahaa haa hahaa haa haa haa haa haa haa hahaa iss jag mein aahen naa fariyaad hain dil shaad hai nagri yeeee har ghum se aazaad hai aabaad hai gulshan hai ulfat kaaaaa hum hain jahaan gulshan hai ulfat kaaaaa hum hain jahaaaan geet apna bol apne apni jabaan apni jabaan mil mil ke gaayenge hoooo hooo do dil yahaan ek tera ek mera hmm hmm haan haan mil mil ke gaayenge hoooo hooo do dil yahaan ek tera ek mera hmm hmm haan haan click here
mili khaak mein muhabbat jala dil ka aashiyana mili khaak mein muhabbat jala dil ka aashiyana jo thi aaj tak haqeeqat wohi ban gayi fasana mili khaak mein muhabbat jala dil ka aashiyana ye bahaar kaisi aayi jo khizaan bhi saath laayi ye bahaar kaisi aayi jo khizaan bhi saath laayi main kahan rahoon chaman mein mera lut gaya thikana mili khaak mein muhabbat jala dil ka aashiyana mujhe raasta dikha kar mere carvaan ko loota mujhe raasta dikha kar mere carvaan ko loota idhar aa gale laga loon tujhe gardish e zamana mili khaak mein muhabbat jala dil ka aashiyana jo thi aaj tak haqeeqat wohi ban gayi fasana mili khaak mein muhabbat click here
milte hi aankhein dil huaa deewaana kisi ka milte hi aankhein dil huaa deewaana kisi ka afsaana mera ban gaya afsaana kisi ka afsaana mera ban gaya afsaana kisi ka poochho na muhabbat ka asar haai na poochho haai na poochho poochho na muhabbat ka asar haai na poochho haai na poochho dum bhar mein koyi ho gaya parwaana kisi ka dum bhar mein koyi ho gaya parwaana kisi ka afsaana mera ban gaya afsaana kisi ka milte hi aankhein dil huaa deewaana kisi ka hanste hi na aa jaayein kahin aankhon mein aansoo aankhon mein aansoo hanste hi na aa jaayein kahin aankhon mein aansoo aankhon mein aansoo bharte hi chhalak jaayein na paimaana kisi ka bharte hi chhalak jaayein na paimaana kisi ka afsaana mera ban gaya afsaana kisi ka milte hi aankhein dil huaa deewaana kisi ka click here
aaaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaaaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa milti hai bheekh maula tere huzur se meri bhi jholi bhar de aayi hoon door se aayi hoon door se aayi hoon door se darr pe chadhane tere duniyaa chiraag laayi duniyaa chiraag laayi meri bhi sun le daata main dil ke daag laayi main dil ke daag laayi gaafil rahega kab tak tu ek majboor se meri bhi jholi bhar de aayi hoon door se maane naa duniyaa bairiiiii maane naa duniyaa bairi sachchi muhabbat meri dil mera tu hi rakh le maula duhaayi teri nafrat hai iss duniyaa ke jhoothe dastoor se meri bhi jholi bhar de aayi hoon door se duniyaa waalon ko daata duniyaa waalon ko daata chaahe jag saara de de main to hoon jogan jiski mujhko wo pyaara de de pyaara de de pyaara pyaara aaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaa jalwaa dikha jalwaa dikha de apna dil bhar de noor se click here
mohabbat chume jinke haath jawaani paanv pade din raat sune phir haaye sune phir haaye wo kis ki baat hooo hooo hoooo hoooo mohabbat chume jinke haath jawaani paanv pade din raat sune phir haaye sune phir haaye wo kis ki baat hooo hooo hoooo hoooo aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa ek sundar mukhda unka uss par laakh adaayen hum apne dil ko kahaan le jaayen akele door khade lalchaayen ek sundar mukhda unka uss par laakh adaayen hum apne dil ko kahaan le jaayen akele door khade lalchaayen chaand sitaareeeeeeeeee chaand sitaare mast nazaare sab hai unhi ke saath mohabbat chume jinke haath jawaani paanv pade din raat sune phir haaye sune phir haaye wo kis ki baat hooo hooo hoooo hoooo mohabbat chume jinke haath jawaani paanv pade din raat sune phir haaye sune phir haaye wo kis ki baat hooo hooo hoooo hoooo aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa roop nagar se aa kar chanda unka roop churaaye mera mann dekh dekh reh jaaye bhala ye baat mujhe kyun bhaaye roop nagar se aa kar chanda click here
mohabbat humaari zamaana humaara tu gaaye ja aye dil taraana humaara mohabbat humaari zamaana humaara tu gaaye ja aye dil taraana humaara mohabbat humaari rahenge sada hum khushi ke chaman mein rahenge sada hum khushi ke chaman mein milega naa ghum ko thikaana humaara milega naa ghum ko thikaana humaara tu gaaye ja aye dil taraana humaara mohabbat humaari oooooo haseen hai mohabbat humaare hi dam se oooooo haseen hai mohabbat humaare hi dam se naa bhulegi duniyaa fasaana humaara naa bhulegi duniyaa fasaana humaara tu gaaye ja aye dil taraana humaara mohabbat humaari ooooooo hum is zindagi ko ujadne naa denge hooooo hum is zindagi ko ujadne naa denge hooooo yahi zindagi hai yahi zindagi hai yahi zindagi hai khazaana humaara tu gaaye ja aye dil taraana humaara mohabbat humaari zamaana humaara tu gaaye ja aye dil taraana humaara mohabbat humaari click here
mohabbat ka nagma jubaan par naa aata mohabbat ka nagma jubaan par naa aata agar tum naa milte agar tum naa milte muqaddar naa jaane kahaan le ke jaata muqaddar naa jaane kahaan le ke jaata agar tum naa milte agar tum naa milte mohabbat ka nagma jubaan par naa aata mera zajbaa e dil mere kaam aaya mujhe ye khushi hai tumhen maine paaya meri zindagi thi ek aawaara baadal jise tumne jaane bahaara banaya jise tumne jaane bahaara banaya ummeedon ka gulshan naa yun muskuraata ummeedon ka gulshan naa yun muskuraata agar tum naa milte agar tum naa milte muqaddar naa jaane kahaan le ke jaata muqaddar naa jaane kahaan le ke jaata agar tum naa milte agar tum naa milte mohabbat ka nagma jubaan par naa aata tumhin se ye dil ki khushi maine paayi muhabbat bhi mujhko tumhin ne seekhaayi jahaan zindagi ki mili mujhko raahen tumhaari tamanna wahaan le ke aayi tumhaari tamanna wahaan le ke aayi mujhe kaun manzil kaa rastaa dikhaata mujhe kaun manzil kaa rastaa dikhaata agar tum naa click here
aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaa aaaa mohabbat ki raahon mein chalna sambhal ke mohabbat ki raahon mein chalna sambhal ke yahaan jo bhi aaya gaya haath mal ke hoooo ooooo yahaan jo bhi aaya gaya haath mal ke mohabbat ki raahon mein chalna sambhal ke naa paayi kisi ne mohabbat ki manzil naa paayi kisi ne mohabbat ki manzil kadam dagmagaye zara door chal ke oooooo oooooo kadam dagmagaye zara door chal ke mohabbat ki raahon mein chalna sambhal ke humen dhundhati hai bahaaron ki duniyaa humen dhundhati hai bahaaron ki duniyaa kahaan aa gaye hum chaman se nikal ke oooooo oooooo kahaan aa gaye hum chaman se nikal ke mohabbat ki raahon mein chalna sambhal ke kahin toot jaaye naa hasrat bhara dil kahin toot jaaye naa hasrat bhara dil naa yun teer phenko nishana badal ke oooooo oooooo naa yun teer phenko nishana badal ke mohabbat ki raahon mein chalna sambhal ke mohabbat ki raahon mein click here
mohan ki muraliya baaje ooooooo oooooo ooooo sun thes jiya pe more laage mohan ki muraliya baaje ooooooo oooooo ooooo sun thes jiya pe more laage door koi murli ki dhun par geet milan ke gaaye jaane waale yaad mein teri neend naa mujhko aaye jab chain se duniya soye hoooo oooooo ooooo ek biraha ka mara mann jaage mohan ki muraliya baaje ooooooo oooooo ooooo sun thes jiya pe more laage raat kahe dharti pe jagmag chandni ban kar barasun aise mein aa ke daras dikha ja haay main ro ro tarsun dil tod ke jaane waale oooo oooooo ooooo mohe kuchh nahin tujh bin saaje mohan ki muraliya baaje ooooooo oooooo ooooo sun thes jiya pe more laage luti bahaaren saawan beeta toot gaye woh sapne jab se piya pardes sidhaare rahe na din woh apne haay birha ke baadal kaale hooooo ooooo oooooo chhaaya ghor andhera more aage mohan ki muraliya baaje ooooooo oooooo ooooo sun thes jiya pe more laage click here
jo main aisa jaanatiiiiiii ke preet kiye dukh hoye hooo nagar dhindhora peetatiiiii ke preet na kariyo koi mohe bhool gaye sanwariyaaaaa bhool gaye sanwariya mohe bhool gaye sanwariyaaaa bhool gaye sanwariya aawan keh gaye aj hun na aaye aawan keh gaye aj hun na aaye leeni na mori khabariya mohe bhool gaye sanwariyaaa aa bhool gaye sanwariya dil ko diye kyun dukh birhaa keeeeee tod diya kyun mahel banaa ke dil ko diye kyun dukh birhaa ke tod diya kyun mahel banaa ke aas dila ke o bedardi aas dila ke o bedardi pher li kaahe nazariya mohe bhool gaye sanwariyaaa aa bhool gaye sanwariya nain kahen ro ro ke sajna aa aa dekh chuke hum pyaar ka sapna nain kahen ro ro ke sajna dekh chuke hum pyaar ka sapna preet hai jhooti preetam jhoota preet hai jhooti preetam jhoota jhooti hai saari nagariya mohe bhool gaye sanwariya aa aa bhool gaye sanwariya click here
aaa aaa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa mohe panghat pe nandlaal chhed gayo re mohe panghat pe haan mori naajuk kalaiyya marod gayo re mori naajuk kalaiyya marod gayo re mohe panghat pe kankari mohe maari gagariya phor daari ho kankari mohe maari gagariya phor daari ho gagariya phor daari haan aa aa mori saari anaari bheegoy gayo re mori saari anaari bheegoy gayo re mohe panghat pe nainon se jaadoo kiya jiyara moh liya ho nainon se jaadoo kiya jiyara moh liya ho jiyara moh liya aa aa aa mora ghonghata nazariyan se tod gayo re mora ghonghata nazariyan se tod gayo re mohe panghat aji haan mohe panghat haan haaan aa aa mohe panghat pe nandlaal chhed gayo re mohe panghat pe click here
aaa aaa aaaaaaaaaa mohe tirchhi nazariya na maaro o o o o o sainyaa ji chot karajwa laage o sainyaa ji chot karajwa laage mohe tirchhi nazariya na maaro sainyaa ji chot karajwa laage o sainyaa ji chot karajwa laage na tum humaare koi ho na hum tumhaare hain na tum humaare koi ho na hum tumhaare hain to phir ye aankhon hi aankhon mein kyun ishaare hain to phir ye aankhon hi aankhon mein kyun ishaare hain tum to takat ho hum ko aise tum to takat ho hum ko aise janam janam ki preet ho jaise ji preet ho jaise hosh apne zara to sambhaalo sainyaa ji chot karajwa laage o sainyaa ji chot karajwa laage mohe tirchhi nazariya nazariya na maaro mohe tirchhi nazariya na maaro sainyaa ji chot karajwa laage o sainyaa ji chot karajwa laage tumhi nahin ho akele humaare deewaane tumhi nahin ho akele humaare deewaane hum aisi shamma hain jiske hazaar parwaane hum aisi shamma hain jiske hazaar parwaane koi nahin humra man basiya koi nahin humra man basiya jaao ji jaao roop ke rasiya click here
more saiyaan ji more saiyaan ji utrenge paar hoo nadiyaa dheere baho more saiyaan ji more saiyaan ji utrenge paar hoo nadiyaa dheere baho chanchal dhaara behta paani behta paani jal thal nadiyaa ho jal thal nadiyaa naav puraani sar pe khada majdhaar hooo sar pe khada majdhaar hooo nadiyaa dheere baho more saiyaan ji more saiyaan ji utrenge paar hoo nadiyaa dheere baho thaal talaiyyaa duniyaa maani duniyaa maani mann kaa saagar kohu naa jaani kohu naa jaani main jaanun yaa mora yaar ho main jaanun yaa mora yaar ho nadiyaa dheere baho more saiyaan ji more saiyaan ji utrenge paar hoo nadiyaa dheere baho click here
mori chham chham baaje paayaliya mori chham chham baaje paayaliya aaj mile hai more saanwariyaa aaj mile hai more saanwariyaa mori chham chham baaje paayaliya mori chham chham baaje paayaliya badi muddat mein dil ke sahaare mile aaj doobe huon ko kinaare mile badi muddat mein dil ke sahaare mile aaj doobe huon ko kinaare mile kabhi muskaaye mann kabhi sharmaaye mann kabhi nain ki chhalke gaagariyaa mori chham chham baaje paayaliya mori chham chham baaje paayaliya aaj mile hai more saanwariyaa mori chham chham baaje paayaliya mori chham chham baaje paayaliya chaand taaron ke gehne pinaah do mujhe koi aa ke dulhaniyaa bana do mujhe chaand taaron ke gehne pinaah do mujhe koi aa ke dulhaniyaa bana do mujhe nahin bas mein jiyaa kaisa jaadoo kiya piyaa aaj huyi re main to baanwariyaa mori chham chham baaje paayaliya mori chham chham baaje paayaliya aaj mile hai more saanwariyaa aaj mile hai more saanwariyaa mori chham chham baaje paayaliya mori chham chham baaje paayaliya click here
mubarak ho dulha dulhan ko ye shaadi mubarak ho dulha dulhan ko ye shaadi mile dil se dil zindagi muskura di mile dil se dil zindagi muskura di bandha sar pe jab chaand taaron ka sehra bandha sar pe jab chaand taaron ka sehra chaand taaron ka sehra koi jal gaya aur kisi ne dua di koi jal gaya aur kisi ne dua di mile dil se dil zindagi muskura di mile dil se dil zindagi muskura di khuda is mohabbat ko abaad rakhe khuda is mohabbat ko abaad rakhe abaad rakhe ke jisne umeedon ki duniya basa di ke jisne umeedon ki duniya basa di mile dil se dil zindagi muskura di mile dil se dil zindagi muskura di bhare god ya rab khile dil ki kaliyaan bhare god ya rab khile dil ki kaliyaan khile dil ki kaliyaan muraaden ho poori mite namuraadi muraaden ho poori mite namuraadi mile dil se dil zindagi muskura di mile dil se dil zindagi muskura di mubarak ho dulha dulhan ko ye shaadi mubarak ho dulha dulhan ko ye shaadi mile dil se dil zindagi muskura di mile dil se dil zindagi muskura click here
muhabbat ki dhun beqaraaron se poochho muhabbat ki dhun beqaraaron se poochho beqaraaron se poochho muhabbat ki dhun beqaraaron se poochho beqaraaron se poochho ye naghama hai kya chaand taaron se poochho chaand taaron se poochho muhabbat ki dhun beqaraaron se poochho beqaraaron se poochho muhabbat ki dhun tumhari jubaan se meri daastaan hai tumhen ye khabar kya muhabbat kahaan hai bhala pyaar duniyaa haseen hai sabaa hai tum apni nazar ke ishaaron se poochho muhabbat ki dhun beqaraaron se poochho beqaraaron se poochho ye naghama hai kya chaand taaron se poochho chaand taaron se poochho muhabbat ki dhun koi ban ke khushboo basa mere mann mein loota hai mera dil isi anjuman mein kali kaun si khil rahi hai chaman mein ye tum apne dil ki bahaaron se poochho muhabbat ki dhun beqaraaron se poochho beqaraaron se poochho ye naghama hai kya chaand taaron se poochho chaand taaron se poochho muhabbat ki dhun click here
muhobbat ki jhooti kahani pe roye kahani pe roye muhobbat ki jhooti kahani pe roye badi chot khaayee jawani pe roye jawani pe roye muhobbat ki jhooti kahani pe roye na socha na samjha na dekha na bhaala teri aarzoo ne humein maar daala tere pyar ki meharbani pe roye roye muhobbat ki jhooti kahani pe roye badi chot khaayee jawani pe roye jawani pe roye muhobbat ki jhooti kahani pe roye khabar kya thi honthon ko seena padega muhobbat chhupaa kar bhi jeena padega jiye to magar zindagani pe roye roye muhobbat ki jhooti kahani pe roye badi chot khaayee jawani pe roye jawani pe roye muhobbat ki jhooti kahani pe roye kahani pe roye click here
lala lala laa lala laa la lala lala lala umm hm hm hm hmm mujhe duniyawaalo sharabi na samjho main peeta nahin hoon pilaayee gayee hai jahaan bekhudi mein kadam ladkhadaye wohi raah mujhko dikhayee gayee hai nashe mein hoon lekin mujhe ye khabar hai ke iss zindagi mein sabhi pee rahe hain kisi ko mile hain chhalakte piyaale kisi ko nazar se pilaayee gayee hai mujhe duniyawaalo sharabi na samjho main peeta nahin hoon pilaayee gayee hai kisi ko nashaa hai jahaan mein khushi ka kisi ko nashaa hai gamein zindagi ka koi pee rahaa hai lahoo aadmi ka har ik dil mein masti rachaayee gayee hai mujhe duniyawaalo sharabi na samjho main peeta nahin hoon pilaayee gayee hai zamaane ke yaaro chalan hain niraale yahaan tan hain ujle magar dil hain kaale ye duniyaa hai duniyaa yahaan maalozar mein dilon ki kharaabi chhupaayee gayee hai mujhe duniyawaalo sharabi na samjho main peeta nahin hoon pilaayee gayee hai jahaan bekhudi mein kadam ladkhadaye wohi raah mujhko dikhayee gayee hai click here
mujhe huzoor tumse pyaar hai tumhin pe zindagi nisaar hai mujhe huzoor tumse pyaar hai tumhin pe zindagi nisaar hai mere kareeb aa ke dekh lo mujhe gale laga ke dekh lo huzoor aazmaa ke dekh lo nazar ka teer dil ke paar hai mujhe huzoor tumse pyaar hai tumhin pe zindagi nisaar hai idhar ye raat ki jawaaniyaan udhar tumhari meharbaaniyaan bani hai pyaar ki kahaaniya ye raat ek yaadgaar hai mujhe huzoor tumse pyaar hai tumhin pe zindagi nisaar hai mujhe huzoor tumse pyaar hai tumhin pe zindagi nisaar hai click here
mujhe ishq hai tujhi se meri jaane zindgaani tere paas mera dil hai mere pyaar ki nishaani mujhe ishq hai tujhi se meri jaane zindgaani tere paas mera dil hai mere pyaar ki nishaani mujhe ishq hai tujhi se meri zindagi mein tu hai mere paas kya kami hai jise ghum nahin fizaa ka wo bahaar tune di hai meri zindagi mein tu hai mere paas kya kami hai jise ghum nahin fizaa ka wo bahaar tune di hai mere haal par huyi hai teri khaas meharbaani tere paas mera dil hai mere pyaar ki nishaani mujhe ishq hai tujhi se tere husn ne dikhaayi mujhe bekhudi ki raahen ye haseen lab nasheele ye jhuki jhuki nighaahen tere husn ne dikhaayi mujhe bekhudi ki raahen ye haseen lab nasheele ye jhuki jhuki nighaahen teri zulf se uthi hai ye ghataaon ki jawaani tere paas mera dil hai mere pyaar ki nishaani mujhe ishq hai tujhi se meri jaane zindgaani tere paas mera dil hai mere pyaar ki nishaani mujhe ishq hai tujhi se click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Mil Mil Kar Gaayenge Dulari (1949) 04:01 13188
 
Poster of Dulari (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
On Screen Actors- 
Madhu Bala, Suresh
Duration : 04:01   Song Number : 13188   

Mili Khaak Mein Muhabbat Chaudhvin Ka Chand (1960) 03:31 20966
 
Poster of Chaudhvin Ka Chand (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Guru Dutt, Waheeda Rehman
Duration : 03:31   Song Number : 20966   

Milte Hi Ankhen Babul (1950) 03:04 12780
 
Poster of Babul (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
On Screen Actors- 
Nargis, Dilip Kumar
Duration : 03:04   Song Number : 12780   

Milti Hai Bheekh Maula Sohni Mahiwal (1958) 04:05 14270
 
Poster of Sohni Mahiwal (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nimmi
Duration : 04:05   Song Number : 14270   

Mohabbat Chume Jinke Aan (1953) 03:34 12567
 
Poster of Aan (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
On Screen Actors- 
Dilip Kumar, Nadira
Duration : 03:34   Song Number : 12567   

Mohabbat Humari Zamana Dulari (1949) 03:04 20852
 
Poster of Dulari (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:04   Song Number : 20852   

Mohabbat Ka Nagma Pyar Kiya To Darna Kya (1963) 04:21 14017
 
Poster of Pyar Kiya To Darna Kya (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, B Saroja Devi
Duration : 04:21   Song Number : 14017   

Mohabbat Ki Raahon Mein Uran Khatola (1955) 03:13 14366
 
Poster of Uran Khatola (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dilip Kumar
Raag- 
Jaijaiwanti
Duration : 03:13   Song Number : 14366   

Mohan Ki Muraliya Baaja Mela (1948) 03:13 36367
 
Poster of Mela (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Shamshad Begum
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 03:13   Song Number : 36367   

Mohe Bhool Gaye Sanwariya Baiju Bawra (1952) 04:15 12144
 
Poster of Baiju Bawra (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Raag- 
Bhairav
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:15   Song Number : 12144   

Mohe Panghat Pe Mughal-E-Azam (1960) 04:03 13792
 
Poster of Mughal-E-Azam (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Madhu Bala
Raag- 
Gara
Taal- 
Tintal, Dadra Tal
Duration : 04:03   Song Number : 13792   

Mohe Tirchhi Nazariya Na Maaro Door Ki Awaz (1964) 04:44 12902
 
Poster of Door Ki Awaz (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Saira Banu
Duration : 04:44   Song Number : 12902   

More Saiyaan Ji Utrenge Paar Uran Khatola (1955) 03:28 15173
 
Poster of Uran Khatola (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nimmi
Raag- 
Pilu
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:28   Song Number : 15173   

Mori Chham Chham Baje Payaliya Ghunghat (1960) 03:14 15716
 
Poster of Ghunghat (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Asha Parekh
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:14   Song Number : 15716   

Mubarak Ho Dulha Aur Dulhan Ko Pak Daman (1957) 03:25 36961
 
Poster of Pak Daman (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ghulam Mohammad
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:25   Song Number : 36961   

Muhabbat Ki Dhun Beqaraaron Se Poochho Dil E Nadaan (1953) 03:01 15580
 
Poster of Dil E Nadaan (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ghulam Mohammad
On Screen Actors- 
Shyama, Talat Mahmood
Duration : 03:01   Song Number : 15580   

Muhobbat Ki Jhooti Kahani Pe Roye Mughal-E-Azam (1960) 03:31 13791
 
Poster of Mughal-E-Azam (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Madhu Bala
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:31   Song Number : 13791   

Mujhe Duniyawaalo Sharabi Leader (1964) 04:26 20980
 
Poster of Leader (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dileep Kumar
Duration : 04:26   Song Number : 20980   

Mujhe Huzoor Tumse Pyaar Son of India (1962) 02:20 14277
 
Poster of Son of India (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Kumkum
Duration : 02:20   Song Number : 14277   

Mujhe Ishq Hai Umeed (1962) 03:24 16085
 
Poster of Umeed (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee, Nanda
Duration : 03:24   Song Number : 16085   
Karaoke Songs of shakeel badayuni, Sad Songs of shakeel badayuni, Love Songs of shakeel badayuni, Dance Songs of shakeel badayuni, Hip-hop songs of shakeel badayuni, Best songs of shakeel badayuni, Super hit songs of shakeel badayuni, hit songs of shakeel badayuni, duet songs of shakeel badayuni, solo songs of shakeel badayuni, old songs of shakeel badayuni, famous songs of shakeel badayuni, Hindi Karaoke Songs of shakeel badayuni, Hindi Sad Songs of shakeel badayuni, Hindi Love Songs of shakeel badayuni, Hindi Dance Songs of shakeel badayuni, Hindi Hip-hop songs of shakeel badayuni, best Hindi songs of shakeel badayuni, super hit Hindi songs of shakeel badayuni, hit Hindi songs of shakeel badayuni, duet Hindi songs of shakeel badayuni, solo Hindi songs of shakeel badayuni, old Hindi songs of shakeel badayuni, famous Hindi songs of shakeel badayuni, Sing Along Songs of shakeel badayuni, Sing Along Sad Songs of shakeel badayuni, Sing Along Love Songs of shakeel badayuni, Sing Along Dance Songs of shakeel badayuni, Sing Along Hip-hop songs of shakeel badayuni, Sing Along Best songs of shakeel badayuni, Sing Along Super hit songs of shakeel badayuni, Sing Along hit songs of shakeel badayuni, Sing Along duet songs of shakeel badayuni, Sing Along solo songs of shakeel badayuni, Sing Along old songs of shakeel badayuni, Sing Along famous songs of shakeel badayuni