MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeRajendra Krishna
HomeRajendra Krishna
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


jhoom jhoom ke do deewaane gaate jaayen gali gali apni dhun mein masti ka paigaam sunaayen gali gali duniyaa waalon duniyaa waalon pa dhaa pa dha pa dha pa dha ga re ga re ga re ga re sa ni sa ni sa re ga re ga ma pa ma pa dha pa duniyaa waalon ye duniyaa hai basti kiske baap ki aaj agar hai kal naa hogi yahaan zarurat aap ki yahaan zarurat aap ki jhoom jhoom ke do deewaane gaate jaayen gali gali apni dhun mein masti ka paigaam sunaayen gali gali naa jaane ye murakh duniyaa paise ki kyun daas hai chaar rotiyaan ek langotii baaki sab baqavaas hai baaki sab baqavaas hai jhoom jhoom ke do deewaane gaate jaayen gali gali apni dhun mein masti ka paigaam sunaayen gali gali aag pet ki kya kya maange roti ke do tukade roti ke do tukade bade log phir kyon karte hain chhoton ke sau tukade deewaane ko mastaane ko baat ye dil ki kehne do mehalon waalon mehal ke niche kutiyaa ko bhi rehne do kutiyaa ko bhi rehne do jhoom jhoom ke do deewaane gaate jaayen gali gali apni dhun click here
jija ji jija ji meri didi hai anaari ise pyaar sikhlaiyooooo salli ji salli ji jab main pyaar sikhlaaun tum door door rahiyooooo jija ji jija ji meri didi hai anaari ise pyaar sikhlaiyoooooo salli ji salli ji jab main pyaar sikhlaaun tum door door rahiyoooooo bholi bhali meri didi pyaar vyaar na jaane bholi bhali meri didi pyaar vyaar na jaane apne aapko kuchh na samjhe tumko swaami maane ha tumko swaami maane swami ji swami ji ye to badi natkhat hai iski baaton mein na aayioooooo jija ji jija ji meri didi hai anaari ise pyaar sikhlaiyooooo tu to aadha ang hai mera main deepak tu baati tu to aadha ang hai mera main deepak tu baati tera mera dharm ka naata phir kaahe sharmaati phir kaahe sharmaati sajni ji sajni ji jo hua so hua ab aur na tarsaiyoooooo jija ji jija ji meri didi hai anaari ise pyaar sikhlaiyooooo chhoti saali ka ye haq hai rang mein bhang milaaye chhoti saali ka ye haq hai rang mein bhang milaye chup ri apne ji jaa ji se laaj tujhe na aaye laaj tujhe click here
jinke liye main deewaana bana wo bhi kehte hain deewaana mujhe jinke liye main deewaana bana wo bhi kehte hain deewaana mujhe ya khuda ya khuda ya khuda ya khuda ya khuda jinke liye main deewaana bana wo bhi kehte hain deewaana mujhe mam shaab cigarette afsaana chaahte the afsaana ban gaya deewaana chahte the deewaana ban gaya afsaana chaahte the afsaana ban gaya deewaana chahte the deewaana ban gaya wo to shamma na bane marzi ye unki main to huzoor dekho parwaana ban gaya ya khuda ya khuda ya khuda ya khuda ya khuda jinke liye main deewaana bana wo bhi kehte hain deewaana mujhe muft mein naam khoya dil bhi ganva baithe ishq bura ho tera rog laga baithe muft mein naam khoya dil bhi ganva baithe ishq bura ho tera rog laga baithe jaayen to jaayen kahaan koi thikaana nahin duniya ko chhod tere dar pe aa baithe ya khuda ya khuda ya khuda ya khuda ya khuda jinke liye main deewaana bana wo bhi kehte hain deewaana mujhe mam shaab salaaam bhoole se poochh kabhi deewaane click here
Jis Din Is Duniya Se Nafrat click here
jitni likhi thi muqaddar mein hum utni pee chuke jitni likhi thi muqaddar mein hum utni pee chuke ab to din marne ke hain jeena tha jitna jee chuke jitni likhi thi muqaddar mein hum utni pee chuke aye zamaane ab naa aana humko samjhaane kabhi aye zamaane ab naa aana humko samjhaane kabhi apni keh li sab ki sun li honth ab to see chuke apni keh li sab ki sun li honth ab to see chuke ab to din marne ke hain jeena tha jitna jee chuke jitni likhi thi muqaddar mein hum utni pee chuke ab humari khushkh aankhon mein naa kuchh dhundhe koi ab humari khushkh aankhon mein naa kuchh dhundhe koi ashq jitne inmein the hum pee chuke hum pee chuke ashq jitne inmein the hum pee chuke hum pee chuke ab to din marne ke hain jeena tha jitna jee chuke jitni likhi thi muqaddar mein hum utni pee chuke zindagi aur maut dono ek hai apne liye zindagi aur maut dono ek hai apne liye ab kisi ko kya bataayen mar chuke yaa jee chuke ab kisi ko kya bataayen mar chuke yaa jee chuke ab to din marne click here
aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa jo dil mein khushi ban kar aaye jo dil mein khushi ban kar aaye wo dard basa kar chale gaye haye chale gaye jo shamma jalaane aaye the jo shamma jalaane aaye the wo shamma bujha kar chale gaye haye chale gaye jo dil mein khushi ban kar aaye jo dil mein khushi ban kar aaye jeevan ke doraahe par koi ye poochh raha hai kismat se jeevan ke doraahe par koi ye poochh raha hai kismat se haye kismat se kyun aankh milane aaye the kyun aankh milane aaye the jo aankh chura kar chale gaye haye chale gaye jo dil mein khushi ban kar aaye jo dil mein khushi ban kar aaye o rone waale ik tu hi barbad nahin hai ulfat mein o rone waale ik tu hi barbad nahin hai ulfat mein haye ulfat mein iss raah mein lakhon toote dil iss raah mein lakhon toote dil aaye aur aa kar chale gaye haye chale gaye jo dil mein khushi ban kar aaye jo dil mein khushi ban kar aaye wo dard basa kar chale gaye haye chale gaye jo dil mein khushi ban kar aaye jo dil mein click here
jo unki tamanna hai barbaad ho jaa jo unki tamanna hai barbaad ho jaa to aye dil mohabbat ki kismat bana de tadap aur tadap kar abhi jaan de de yun marte hain mar jaane waale dikha de jo unki tamanna hai barbaad ho jaa na unka tabassum tere vaaste hain na unka tabassum tere vaaste hain na tere liye unki zulfon ke saaye tu beaas phir kyon jiye ja raha hai tu beaas phir kyon jiye ja raha hai jawaani mein ye zindagaani luta de jo unki tamanna hai barbaad ho jaa sitam ya karam husn walon ki marzi sitam ya karam husn walon ki marzi yahi soch kar koi shikawa na karna sitamgar salaamat rahe husn tera sitamgar salaamat rahe husn tera yahi usko mitne se pehle duaa de jo unki tamanna hai barbaad ho jaa to aye dil mohabbat ki kismat bana de tadap aur tadap kar abhi jaan de de yun marte hain mar jaane waale dikha de jo unki tamanna hai barbaad ho jaa click here
kaahe itna gumaan chhoriye ye mela do din ka kaahe itna gumaan chhoriye ye mela do din ka legi kitnon ki jaan chhoriye ye mela do din ka kaahe karta hai pyaar chhorva ye mela do din ka kaahe karta hai pyaar chhorva ye mela do din ka ja ja dor na daar chhorva ye mela do din ka o zara sun sun are ja ja ja zara sun sun are ja ja ja chal thumak thumak zara thumak thumak aaaaaaa o chal thumak thumak zara thumak thumak aaaaaaa teri khatir khol ke rakha hai dil ka darwaaja paiyyan hum nahin padne waale marji hai to aaja bada aaya dildaar chhorva ye mela do din ka ja ja dor na daar chhorva ye mela do din ka dekh zara ye kaali kaali zulfon ki zanjeeren bandhi huyi hain inmein tere jaison ki taqdeeren achchha waah waah kya samjhe lut jaayega jahaan chhoriye ye mela do din ka click here
kaare kaare baadra jaa re jaa re baadra meri atariyaa naa shor machaa kaare kaare baadra jaa re jaa re baadra meri atariyaa naa shor machaa kaare kaare baadraaaa kaahe ko jagaaya o bairi main to soyi thi kaahe ko jagaaya o bairi main to soyi thi paapi tu kya jaane main sapnon mein khoyi thi paapi tu kya jaane main sapnon mein khoyi thi aankhon se meri li neendiyaa udaa kaare kaare baadra jaa re jaa re baadra meri atariyaa naa shor machaa kaare kaare baadraaaa kabhi itt aaye to kabhi utt jaaye re kabhi itt aaye to kabhi utt jaaye re dekh ke akeli tu mujkko daraaye re dekh ke akeli tu mujkko daraaye re seekhe kahaan se ye dhang chhaliyaa kaare kaare baadra jaa re jaa re baadra meri atariyaa naa shor machaa kaare kaare baadraaaa aa jaa tu hi aa jaa pawan lehraaye ke aa jaa tu hi aa jaa pawan lehraaye ke sang sang le jaa ye badraa udaaye ke sang sang le jaa ye badraa udaaye ke doongi duwaayen ho tera bhalaaaa kaare kaare baadra jaa re jaa re baadra meri atariyaa naa click here
kabhi aage kabhi peechhe kabhi uppar kabhi neeche kabhi daayen mud jaaye kabhi baayen mud jaaye jaane kahan kahan mujhe le ke chali oh jaane kahan kahan mujhe le ke chali meri laila meri laila kabhi aage kabhi peechhe kabhi uppar kabhi neeche kabhi daayen mud jaaye kabhi baayen mud jaaye jaane kahan kahan mujhe le ke chali meri laila meri laila kabhi aage kabhi peechhe kabhi uppar kabhi neeche kabhi daayen mud jaaye kabhi baayen mud jaaye laila naam ki texi ko milte grahak bedhange jeb mein na ho footi kaudi kangale bhooke nange lekin aaj mili kismat se aisi mast sawaari sawaari jis par meter engine accelerator breken waari ho kabhi aage kabhi peechhe kabhi uppar kabhi neeche kabhi daayen mud jaaye kabhi baayen mud jaaye jaane kahan kahan mujhe le ke chali meri laila meri laila kabhi aage kabhi peechhe kabhi uppar kabhi neeche kabhi daayen mud jaaye kabhi baayen mud jaaye paani aur petrol barabar phir kyun ruk gayi laila samjha sautan kyon baithi iss kaaran jee hai click here
kabhi inkaar karte ho kabhi iqraar karte ho to matlab saaf zaahir hai kisi se pyaar karte ho kabhi inkaar karte ho kabhi iqraar karte ho ye behaki chaal kehti hai nazar takra gayi hogi ye behaki chaal kehti hai nazar takra gayi hogi mohabbat ki ghata lehra ke dil pe chha gayi hogi nigaahen jhuk gayi hongi qayaamat aa gayi hogi kabhi inkaar karte ho kabhi iqraar karte ho ye aankhen keh rahi hain jaagne ki inko aadat hai ye aankhen keh rahi hain jaagne ki inko aadat hai kaho wo kaun hai jiske tassavur se mohhabat hai kabhi to humse khul jaao humen tumse mohabbat hai kabhi inkaar karte ho kabhi iqraar karte ho dhadkte dil ki dhadkan ko bhala kab tak chhupaoge ye shola aur bhadkega isse jitna dabaaoge muhabbat ek tufaan hai isse tum kya jhukaaoge kabhi inkaar karte ho kabhi iqraar karte ho to matlab saaf zaahir hai kisi se pyaar karte ho kabhi inkaar karte ho kabhi iqraar karte ho click here
ho ho ho kabhi kabhi aisa bhi to hota hai zindagi mein raah mein chalte chalte raahi kho gaye bekhudi mein kabhi kabhi aisa bhi to hota hai zindagi mein raah mein chalte chalte raahi kho gaye bekhudi mein kabhi kabhi aisa bhi to kis ko pata tha chandni jaayegi kaali ghata chhayegi kis ko pata tha chandni jaayegi kaali ghata chhayegi thandi phuhaar humein paas paas laayegi baat ban jaayegi dil ki dhadkan sur badlegi ghadi do ghadi mein kabhi kabhi aisa bhi to hota hai zindagi mein raah mein chalte chalte raahi kho gaye bekhudi mein kabhi kabhi aisa bhi to neendiyaan ke baadal ghir ghir aaye hain hooo aakhon pe chhaye hain rang bhare sapnon ko sang sang laaye hain haan jaal bichhaye hain pyaar ki khushboo mehak rahi hai saanson ki raagni mein kabhi kabhi aisa bhi to hota hai zindagi mein raah mein chalte chalte raahi kho gaye bekhudi mein kabhi kabhi aisa bhi to hota hai zindagi mein raah mein chalte chalte raahi kho gaye bekhudi click here
muhabbat ki khushi do din ki aur ghum zindagi bhar ke ye jeena koi jeena haiiiii jeeyen jaate hain mar mar ke kabhi khamosh ho jaana kabhi fariyaad kar lena magar uss bewafaa ko chupke chupke yaad kar lena ho chhup kar yaad kar lena kabhi khamosh ho jaana kabhi fariyaad kar lena magar uss bewafaa ko chupke chupke yaad kar lena ho chhup kar yaad kar lena judaayi mein kisi ki do hi baaten achchhi lagti hain judaayi mein kisi ki do hi baaten achchhi lagti hain mili rone se jab fursat mili rone se jab fursat to unko yaad kar lena ho chhup kar yaad kar lena kabhi khamosh ho jaana kabhi fariyaad kar lena magar uss bewafaa ko chupke chupke yaad kar lena ho chhup kar yaad kar lena mere bichhde huye saathi mujhe barbaad rehne de mere bichhde huye saathi mujhe barbaad rehne de tu apne pyaar ki duniyaa tu apne pyaar ki duniyaa kahin aabaad kar lena kahin aabaad kar lena kabhi khamosh ho jaana kabhi fariyaad kar lena magar uss bewafaa ko chupke chupke yaad kar lena ho chhup click here
kabhi na kabhi kahin na kahin koi na koi to aayega kabhi na kabhi kahin na kahin koi na koi to aayega apna mujhe banayega dil mein mujhe basaayega kabhi na kabhi kahin na kahin koi na koi to aayega kab se tanha ghum rahaa hoon duniyaa ke viraane mein khaali jaam liye baitha hoon kab se iss maikhaane mein koi to hoga mera saaki koi to pyaas bhujaayega kabhi na kabhi kahin na kahin koi na koi to aayega kisi ne mera dil na dekha na dil ka paigaam suna mujhko bas aawara samjha jisne mera naam suna ab tak to sabne thukraaya koi to pass bithayega kabhi na kabhi kahin na kahin koi na koi to aayega kabhi to dega sannate mein pyaar bhari aawaaz koi kaun ye jaane kab mil jaaye rasten mein humraaz koi mere dil ka dard samjh kar do aansoon to bahaayega kabhi na kabhi kahin na kahin koi na koi to aayega apna mujhe banayega dil mein mujhe basaayega kabhi na kabhi kahin na kahin koi na koi to aayega koi na koi to aayega click here
kabhi tera daaman naa chhodenge hum haaye kabhi tera daaman naa chhodenge hum chaahe zamaana kare laakhon sitam haaan haan haaan chaahe zamaana kare laakhon sitam haaye kabhi tera daaman naa chhodenge hum haaye kabhi tera daaman naa chhodenge hum sanam meri jannat hai tere kadam haayeeeee sanam meri jannat hai tere kadam haaye kabhi tera daaman naa chhodenge hum haaye kabhi tera daaman muhabbat ke sholon mein jalta rahunga tera naam le ke main chalta rahunga thokar bhi khaa ke sambhaltaa rahunga bade hain muhabbat ke hum pe karam haayeee bade hain muhabbat ke hum pe karam haayeee kabhi tera daaman naa chhodenge hum haaye kabhi tera daaman dengi sahaara jo teri nighaahen to aasaan hongi muhabbat ki raahen ke manzil hai meri ye teri hi baahen chale hain safar pe ye khaa ke kasam haaan haaan haaan chale hain safar pe ye khaa ke kasam haaye kabhi tera daaman naa chhodenge hum haaye kabhi tera daaman click here
kabeer khada bazaar mein sab ki maange khair na to kisi se dosti na to kisi se bair arey ho ho ho oo ek jagah ek phool khile aur khilte hi murjhaye ek jagah ek phool khile aur khilte hi murjhaye is do rangi duniyaan ka ye raaz samajh na aaye kabira roye ya muskaaye kabira roye ya muskaaye arey ho ho ho ho ho ho ho ho ek dhan waale baazigar ne taaj mahel banwaaya jisko nirdhan kaarigar ne apna khoon pilaaya mehnat ke badle mein usne haath apne katwaaye kabira roye ya muskaaye kabira roye ya muskaaye arey ho ho ho ho ho ho ho ho cheer ke is dharti ka seena beej kisi ne boya na din ko aaraam kiya na raat ko pal bhar soya khet pake to uske daane aur koyi khaa jaaye kabira roye ya muskaaye kabira roye ya muskaaye arey ho ho ho ho ho ho ho ho badi puraani ho gayi duniyaan aao ise jala dein jal jaaye to raakh se iski duniyaa nayi basa dein sab ka saathi is duniyaan ka har banda kehlaaye kabira dekh dekh muskaaye kabira dekh dekh muskaaye kabira dekh dekh muskaaye click here
kadar jaane naa ho kadar jaane naa mora baalam bedardi ji mora baalam bedardi kadar jaane naa ho kadar jaane naa mora baalam bedardi ji mora baalam bedardi kadar jaane naa ho kadar jaane naa laakh jatan karun baat naa maane jee baat naa maane mera dard naa jaane laakh jatan karun baat naa maane jee baat naa maane mera dard naa jaane kadar jaane naa ho kadar jaane naa mora baalam bedardi ji mora baalam bedardi kadar jaane naa ho kadar jaane naa main bhi hoon teri piya dil bhi hai tera aa bhi jaa kar le bharosa mera kar le bharosa main bhi hoon teri piya dil bhi hai tera aa bhi jaa kar le bharosa mera kar le bharosa kadar jaane naa ho kadar jaane naa mora baalam bedardi ji mora baalam bedardi kadar jaane naa ho kadar jaane naa samjh naa aaye kaise pee ko manaun main keh de to cheer ke dil bhi dikhaaun main samjh naa aaye kaise pee ko manaun main keh de to cheer ke dil bhi dikhaaun main kadar jaane naa ho kadar jaane naa mora baalam bedardi ji mora baalam bedardi click here
kadmon mein tere ae sanam humne to sar jhuka liya tujhko khuda bana liya kadmon mein tere ae sanam humne to sar jhuka liya tujhko khuda bana liya kadmon mein tere ae sanam ada ada mein shokhiyaan nazar nazar mein bijliyaan ada ada mein shokhiyaan nazar nazar mein bijliyaan ke le rahi hai teri nazar meri nazar ka imtihan meri nazar ka imtihan kadmon mein tere ae sanam humne to sar jhuka liya tujhko khuda bana liya kadmon mein tere ae sanam jahan pade kadam tere woh raahen khushnaseeb hain jahan pade kadam tere woh raahen khushnaseeb hain tere gale ka haar ho woh baahein khushnaseeb hain woh baahein khushnaseeb hain kadmon mein tere ae sanam humne to sar jhuka liya tujhko khuda bana liya kadmon mein tere ae sanam khili khili yeh chaandni tere badan ka noor hai khili khili yeh chaandni tere badan ka noor hai jidhar nazar uthaiye suroor hi suroor hai suroor hi suroor hai teri hansi ko dekh kar phoolon ne munh chhupa liya tujhko khuda bana liya kadmon mein tere ae sanam click here
kahaan jaa raha tha kahaan aa gaya hoon kahaan jaa raha tha kahaan aa gaya hoon naa mujhko pata hai naa dil ko khabar hai koi ibteda naa koi inteha hai safar ye mohabbat ka kaisa safar hai kahaan jaa raha tha kahaan aa gaya hoon kahaan jaa raha tha wo rangeen nagma kahaan kho gaya hai wo rangeen nagma kahaan kho gaya hai mera saaz khamosh kyun ho gaya hai wo jazba jo mushkil se maine jagaaya wo phir jaagte jaagte so gaya hai naa jhonka hawa ka naa pehli si khushboo ye phoolon ki basti yaa kaanton ka ghar hai kahaan jaa raha tha kahaan aa gaya hoon kahaan jaa raha tha kahaan aa gaya hoon kahaan jaa raha tha wo jiske liye ye andhere kharide wo jiske liye ye andhere kharide ujaale ki keemat bhi usko bata doon kabhi zindagi ki duwa di thi jisko usse bewafaayi ki kyun na saza doon usse bewafaayi ki kya mein saza doon saza doon saza doon yahaan se naa aane naa jaane ka rasta magar qatal ke waaste rehguzar hai magar qatal ke waaste rehguzar hai magar qatal ke waaste click here
kahan le chale ho bata do musafir sitaron se aage ye kaisa jahan hai kahan le chale ho bata do musafir sitaron se aage ye kaisa jahan hai khayalon ki manzil ye khwabon ki mahfil samajh main na aaye ye duniyaa kahan hai kahan rah gaye kaafilen baadalon ke kahan rah gaye kaafilen baadalon ke zameen chhup gayi hai tale baadalon ke hai mujh ko yakeen ke hai jannat yahin hai ajab si fiza hai ajab ye sama hai kahan le chale ho bata do musafir sitaron se aage ye kaisa jahan hai nazar ki duaa ka jawaab aa raha hai nazar ki duaa ka jawaab aa raha hai meri aarzoo pe shabab aa raha hai ye khamoshiyan bhi hain ik daastan koi kahata hai mujhse muhabbat jawan hai kahan le chale ho bata do musafir sitaron se aage ye kaisa jahan hai muhabbat bhari is jahan ki hain raahen muhabbat bhari is jahan ki hain raahen jinhen dekh kar kho gayi hain nigahen ye halki hawa layi kaisa nasha na raha hosh itna mera dil kahan hai kahan le chale ho bata do musafir sitaron se aage ye kaisa jahan hai click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Jhum Jhoom Ke Do Deewaane Gate Jaayen Mastana (1954) 03:28 32252
 
Poster of Mastana (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Moti Lal, Romi
Duration : 03:28   Song Number : 32252   

Jijaji Meri Didi Hai Ponga Pandit (1975) 05:53 40202
 
Poster of Ponga Pandit (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Duration : 05:53   Song Number : 40202   

Jinke Liye Main Aao Pyar Karen (1964) 04:41 15029
 
Poster of Aao Pyar Karen (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee, Saira Banu
Duration : 04:41   Song Number : 15029   

Jis Din Is Duniya Se Nafrat Maa Baap (1960) 04:37 38249
 
Poster of Maa Baap (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar
Duration : 04:37   Song Number : 38249   

Jitni Likhi Thi Nai Roshni (1967) 06:15 13820
 
Poster of Nai Roshni (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Raj Kumar
Duration : 06:15   Song Number : 13820   

Jo Dil Mein Khushi Ban Kar Aaye Badi Bahen (1950) 03:31 36254
 
Poster of Badi Bahen (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Husn Lal Bhagat Ram
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Suraiya
Duration : 03:31   Song Number : 36254   

Jo Unki Tamanna Hai Barbaad Ho jaa Intaqam (1969) 03:37 13374
 
Poster of Intaqam (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sanjay Khan
Duration : 03:37   Song Number : 13374   

Kaahe Itna Gumaan Bharosa (1963) 04:38 19819
 
Poster of Bharosa (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Guru Dutt, Asha Parekh
Duration : 04:38   Song Number : 19819   

Kaare Kaare Baadra Bhabhi (1957) 03:36 12894
 
Poster of Bhabhi (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Shyama
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:36   Song Number : 12894   

Kabhi Aage Kabhi Peechhe Sadhu Aur Shaitaan (1968) 04:48 16307
 
Poster of Sadhu Aur Shaitaan (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Mahamood
Duration : 04:48   Song Number : 16307   

Kabhi Inkaar Karte Ho Kabhi Iqraar Modern Girl (1961) 03:31 19198
 
Poster of Modern Girl (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Nalini Chhonkar
Duration : 03:31   Song Number : 19198   

Kabhi Kabhi Aisa Bhi Waris (1969) 03:54 11861
 
Poster of Waris (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Hema Malini, Jitendra
Duration : 03:54   Song Number : 11861   

Kabhi Khamosh Ho Jaana Patanga (1949) 03:55 13933
 
Poster of Patanga (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Rajendra Krishna
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Poornima, Nigar
Duration : 03:55   Song Number : 13933   

Kabhi Na Kabhi Kahin Sharabi (1964) 04:07 14229
 
Poster of Sharabi (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 04:07   Song Number : 14229   

Kabhi Tera Daaman Naa Neend Hamari Khwab Tumhare (1966) 03:36 13869
 
Poster of Neend Hamari Khwab Tumhare (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Nanda
Duration : 03:36   Song Number : 13869   

Kabira Roye Ya Muskaaye Sub Ka Saathi (1972) 04:21 40510
 
Poster of Sub Ka Saathi (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sanjay Khan
Duration : 04:21   Song Number : 40510   

Kadar Jaane Naa Mora Bhai Bhai (1956) 03:35 12903
 
Poster of Bhai Bhai (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nimmi
Duration : 03:35   Song Number : 12903   

Kadmon Mein Tere Ae Sanam Mohd Rafi 05:00 32157
 
Poster of Mohd Rafi
 
Category
Hindi Non Film
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dilip Kumar
Duration : 05:00   Song Number : 32157   

Kahan Jaa Raha Tha Qatl (1986) 05:46 38821
 
Poster of Qatl (1986)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1986
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar
Duration : 05:46   Song Number : 38821   

Kahan Le Chale Ho Durgesh Nandini (1956) 07:14 32788
 
Poster of Durgesh Nandini (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Beena Roy
Duration : 07:14   Song Number : 32788   
Karaoke Songs of rajendra krishna, Sad Songs of rajendra krishna, Love Songs of rajendra krishna, Dance Songs of rajendra krishna, Hip-hop songs of rajendra krishna, Best songs of rajendra krishna, Super hit songs of rajendra krishna, hit songs of rajendra krishna, duet songs of rajendra krishna, solo songs of rajendra krishna, old songs of rajendra krishna, famous songs of rajendra krishna, Hindi Karaoke Songs of rajendra krishna, Hindi Sad Songs of rajendra krishna, Hindi Love Songs of rajendra krishna, Hindi Dance Songs of rajendra krishna, Hindi Hip-hop songs of rajendra krishna, best Hindi songs of rajendra krishna, super hit Hindi songs of rajendra krishna, hit Hindi songs of rajendra krishna, duet Hindi songs of rajendra krishna, solo Hindi songs of rajendra krishna, old Hindi songs of rajendra krishna, famous Hindi songs of rajendra krishna, Sing Along Songs of rajendra krishna, Sing Along Sad Songs of rajendra krishna, Sing Along Love Songs of rajendra krishna, Sing Along Dance Songs of rajendra krishna, Sing Along Hip-hop songs of rajendra krishna, Sing Along Best songs of rajendra krishna, Sing Along Super hit songs of rajendra krishna, Sing Along hit songs of rajendra krishna, Sing Along duet songs of rajendra krishna, Sing Along solo songs of rajendra krishna, Sing Along old songs of rajendra krishna, Sing Along famous songs of rajendra krishna